ekantik vartalaap evam darshan #456 · 9 february 2024
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
ankit Sharma ji Radhe Radhe ji Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji main vidyarthi hoon aur nokri prapt karne ke liye maine bahut mehnat ki lekin safalta nahi mili wahin mere mitra jinhone bahut kam ya bilkul parikshan nahi kiya unko bahut achchhi nokri mili maharaj ji yah sabse man mein tulna ki bhavna aati hai aur age ane wale samay mein param karne mein ma aisa aata hai aur aisa hota hai aur aisa hota hi rahega ismen kya hota hai bachchha ki imandari se dekho tum purusharth matlab mehnat to khub kar
rahe ho aisa koi nahi chahta ki main phelu aisa koi nahi chahta ki mera kahin star gire sab bade banna chahte sab sukhi hona chahte hain par praya safalta kisi kisi ko milti hai jo tumse kam mehnat kiye hoga voh bhi safal dikhayee de sakta hai jo tumse kam buddhi rakhta wo bhi unche pad par baitha dikhayee de sakta hai iska tatparya hota hai purv praarabdh ab ise mane ya na mane jaise vartman mein ham mehnat bahut kar rahe hain par hamara karm hai hamen dukh dene ke liye tatpar hai to har jagah se mujhe gira raha hai har jagah se parast kar raha hai vyapar mein ghata padhai mein wo chahe jitna padhe wo utne number nahi la pa raha hai wo chahe jitna prayas kare use injeeniyring padhe bade-bade aur ganv gali mein aise baithe koi unko nokri nahi mil rahi kitne aise bahut buddhiman hai lekin khane pine tak ki vyvastha sahi nahi hai kitne aise hain ki unko gyan nahi bilkul buddhi mand bhi hai lekin wo kar mein chal rahe hain bhari vyvasthaye hain purv punya aur purv paap ab ham kya karen naya aisa
karya karen ki purv ko vidhvans kar den wah hai bhagwan ka aashray aur bhajan dusra koi nahi bhajan ke dwara ham apne karmon ko jo hamari unnati mein badha pahuncha rahe hain unko vidhvans karen ab wo kis koti ke karm hai kitne din bhajan karna padega iska koi prichay nahi janta hai isiliye ham dharm purvak vartman mein chale koi paap na karen aur naam jap karen aur vishwas yah rakhen ki ek na ek din hamen safalta milegi jis din hamare asflata pradan karne wale paap karm wah nasht ho jaenge pakka mil jaegi man lo aap padh rahe ho to aap padhai mein ek saath naam ko bhi le lijiye jo vyarth mein samay nasht kar rahe hain wah naam mein aa jaiye to yah naam kya karega aapki unnati karega aapki badhaaon ko nasht kar dega ek hamne ghatna kisan ki dekhi ki ek kisan ka khet hai aur wah dusre ke kheton se pani aata hai samne jiska khet hai agar wah khet va shatru paksh kharid leta hai to uski kheti sukh jaegi ab wo bahut se chalne wale bhajan karne wale ab wo log gaye aur us jo khet bech raha tha shatru paksh uska jakar ke
bola jitne tum lakh hazar bologe ham denge lekin kheti hamen doge aur wah paksh jo itni kshamta nahi rakhta tha agar usko wah kheti na mile to uska khet sukh jaega dharmatma purush uske paas utna dhan nahi hai aur usne bhagwan se prarthna ki ki bhagwan aap jante ho ki arth hai nahi agar wah khet nahi mila to hamari kheti sari sukh jaegi wo pani nahi ane dega jante ho wahan se uttar aaya tha jab aadmi bheja gaya tha to yah uttar aaya tha ki inke gharo mein sant jan bhojan karte hain y dharm se chalte hain agar yah hamko paise na bhi denge to kheti hin ko likhae ge ham wah vyakti jakar ke unko kafi paise badha kar de rahe unhone unko nahi diya yahan tak ki wo kachehri tak unke saath gaye unko nahi diya aur unko diya jinke paas arth bhi kam tha aur zyada power bhi nahi tha ye kisne kiya bhagwan ne yah baat ham aur wah milte hi kheti mein sari suvidhae unki pahunch jaengi jal aadi ki jahan se tyoob bel tha agar wah na milta to unki kheti sukha dete aise log swabhav ke the ham nahi jane denge hamen
lagta hai dharm se chala jae aur naam jap kiya jae yah jeevan bhar baat yad rahi ki inke ghar mein sant pate hain ye dharm se chalte hain agar ye paise nahi denge to bhi kheti likha denge ham bechenge to usi ko bechenge va chahe jitna kam de paisa yah baat kisne unke dimaag mein dali arth to bada pralobhan ki chij hoti hai bhaiya bechi rahe to jab jahan hamen zyada mil raha hai usi ko denge lekin dharm ki baat to ham agar dharm se chalte hain naam jap karte hain to bhagwan mati badal dete hain hamen lagta hai yadi ham naam jap karen aur dharm se chale to bhagwan sahayog karte hain y dekha gaya hai har unnati hamara paap karm girama chahta hai paap karm badha deta hai ab jaise koi abhi vartman mein paap kar raha aur badhta chala ja raha hai to uska purv ka punya use badha raha hai vartman mein punya kar raha hai va girta chala ja raha hai wo uska purv ka paap nasht ho raha hai usko gira raha hai ab jab punya is koti ka ho jae naam jab bhajan ki usko vidhvans kar de tab mangal hota hai ab yah baat samjh mein aa jae to hai ab char
din ham jape aur socha hamari nokri nahi lagi to ham naam jap chhod de to phir dhairya purvak na japne ke karan phir ashrath jap karen aur khub achchhi padhai karen aur prayas karen to hamara prayas aur bhagwan ki kripa donon isse isse har kam ho jaega hamara prayas dhairya purvak aur naam jap to bhagwan aapko param dhani bana denge wo lakshmi pati hai kya kami hai unke paas wo hamara jeevan sudhar denge itna vishwas kar lo zaruri thodi ki nokri ke dwara hi tumhen dhan milega wo kahan se kaise vyvastha karte ye to bhagwan ka jo bhajan karte hain wo jante hain wo kis disha se aapko dhani bana denge aap ko pata bhi nahi chalega isliye hamen lagta hai bhagwan ka aashray lo naam jap karo khub kartavya karm karo jo padhai likhai har prayas karo aaj nahi to kal safalta milegi aisa to nahi ki itna bhagya mein likha hai ki ham asfal hote hi chale jae aise mein nirash bhi nahi hona hamen bhagya badalne ke liye mano dey mili ham prayas karenge akhiri dum tak prayas karenge safalta to milegi nahi to hamara naam jab chal raha
hai bhajan bal se kya nahi ho sakta sab kuch ho sakta hai theek hai nirash mat hoe meri to yahi na adhyatma ki ki naam jap kijiye aur khub padhai kijiye khub mehnat kijiye parinaam agar ek bar sahi nahi aa raha do bar sahi nahi arha to akhiri mein aayega hi bhagwan agyaa karte hain kar mane vadhikaraste ma fale kadachan bhagwan agyaa karte hain sukh dukhe samay krtva labha labho jaya jayo sukh dukh mein labh hani mein jai parajay mein saman bhav rakh age badh to vijay mil jaegi ab ek do bar har gaye to ham nirash nahi honge ham age badhenge harane wale jo paap kam unko bhasm karenge naam jap ke dwara bhagwat seva ke dwara bhagwat aradhna ke dwara bhagwan pukarne se aradhna karne se avatar le lete hain to phir hamara kam kyon nahi ban jaega wo bana denge vishwas rakho par hamara kaun sa paap karm itna prabal hai jo age nahi badhne de raha usko naam nasht karega ab kitne naam mein nasht hoga yah pata nahi isliye ham japte rahe shraddha vishwas purvak accha ismen yah to hai nahi ki tumse kuch manga ja raha ho
ki bhai hamko jhooth mein phasa diya jae itna to suna hai bhagwan ka naam satya hai aur naam japna tumhare kam usmen paisa to lagna nahi accha wo free time mein jap lo jab aap khelkud mein gem aadi manoranjan mein lagte ho us samay naam jap kar lo aur khub man se padhai karo khub mehnat karo jeevan mangal mein ho jaega nirash mat hona mast rahna yah sansaar sangharsh se jita jaata hai ismen sangharsh karna padega khub jo jitna mehanti hai jitna purusharthi utna age nik nikalta hai udas nahi hona nirash nahi hona hamen rad hai hamen apne ko ra dana nahi kam krodh lobh moh mad ma sab gulam banae hue hain he naam japak sinv dar koi parast na kar paye aisa manav de hai parab samjh nahi pa rahe isliye ham kah rahe naam jap karo bahut sambhal kar ke chalo nahi sansaar mein jeevan vyatit karna bada kathin koi nasha mat karo bhai gande aacharan mat karo naam jap karo dekho yahan aae ho shri ji ki kripa hui to itni baat man lo koi nasha mat karo koi ganda aacharan mat karo naam jap karo to piche jo hamse galtiya hui bhagwan usko kshma kar denge
age hamara jeevan mangalmay hoga Ravi sinh ji maharashtra se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji aapki agyaa anusaar naam jap aapke vachno par chalne ka purn prayas kar raha hoon aur shastr swadhyay bhi kar raha hoon maharaj ji gita ke panchwe adhyay ke pehle shlok mein arjun ji ke prashn mein karm tyag aur bhakti purv karm karne ko lekar bhagwan kahte hain ki mukti ke liye karm ka partyag aur bhakti mein karm donon hi uttam hai usko baat samjhna hoga
ki karm ka partyag nahi kiya ja sakta samjhna padega use karm yog banana padega koi bhi ek kshan bhi karm kiye bina nahi rah sakta hamara tadatmanam aur karan sharir arthat swabhav antahkaran panch bhautik sharir ismen hamari tada atma vritti ho gayi hai ab hamare andar prakriti ka veg hamare andar ka matlab in shariron ki rachna prakriti se hai sthul sharir sukshm sharir karan sharir tak hamara ismen tadatmanam ka veg udar ka veg kam ka veg krodh ka veg yah sab bahut prakaar ke veg hain prakriti kriyasheel harshan hai prakriti parivartnshil harshan hai aise sharir antar ka antahkaran aur swabhav yah tino parivartit hote rahte hain ab inka sudhar karna hai pahla sudhar yah hai ki koi bhi karm hamare liye nahi hai hamare liye karm nahi hai hamara jo ruu karmon se bilkul alag hai usmen koi abhav nahi hai uska koi akar nahi hai to hamara swaroop hai akar mein akar ham fas gaye hain ab is akar se hamko hatna hai to ham pehle do vibhag karm ke karte hain ek satkarma aur ek nishiddh karm nishiddh karm ke
dwara durgati hoti hai agyaan badhta hai jise papa charan kahte hain to pehle ham paap karm ka tyag karen usko to karna hi nahi hai pakka samjh mein aa raha baat hamko nishiddh paap karm nahi karna ab paap kise kahte hain jise shastr aur gurujanon ne Guruvani ne roka hai ki nahi karna hai use paap karm kahte hain jise mahat purush kahte hain yah nahi karna hai nishedh use paap karm kahte hain aur jise yah karna hai use vidhi karm use shubh karm kahte hain pehle nishiddh karmon ka sampurn taya tyag kar
de kinchna matra na to chintan ho aur na kriya ho nishiddh ki papa aacharan ki dhyayto vishayat te sup jayte Sanga san jayte kam kam krodh bhi jayte krodhat bhot sammoha sammoha smati vibhram smriti bhansa buddhi naso buddhi nasa pran jab koi upasak vishyon ka dhyan karta hai chintan karta hai usmen uski asakti ho jati hai asakti se use bhogne ki ichchha hoti hai bhogne ki ichchha kam prabal ho jati hai agar bhog nahi mila to krodh aa jaata hai badha padne par aur bhog mil gaya to lobh trishna badh jati hai aur punah punah bhogne ki donon mein hani hai to sultanmuvi se dhaka hua garb to nirnay nahi hai ki bachchha hai ki bachchi hai aise hi tamogun se aisa chhaa jaata hai bhog vasna ki kamna va nirnay nahi kar pata ki vastvik kya yah sat hai ya asat hai to ab uske andar sam multa chhaa gayi suta chhane to uski smriti nasht ho gayi main kaun hoon mera kartavya kya hai smriti nasht hone se buddhi ka nash hua buddhi nash hui to galat kam kar baitha isliye andar se hi vishyon ke pehle dhyan ka
chintan ka jo tyag kar sakta hai wo bahar paap karm ka tyag kar sakta hai nahi to paap karm nischit baenge jisse paap karm ban rahe hain vartman mein wah gyan chahe jitna vani se bol le usko antarik gyan nahi ho sakta usko swaroop bodh nahi ho sakta wah sahi mein apne swaroop mein sthit nahi ho sakta ab nishiddh karmon ka tyag karke jab satkarma kiye jaate hain to satkarma mein karta bhav hota hai to bhi madta nahi chhutti ho raha hai satkarma lekin karta bhav hai to madhta bani rahegi ahankaar
atma karta hamti mannate main aisa kiya main aisa kiya main aisa karunga main aisa kar sakta hoon yah ahankaar purush ki bhasha hoti hai wah paramatma chintan karne wala upasak nahi hai ab satkarma ke karne ka aham tyag de yah hamare guru pratap se ho raha hai satkarma ka main karta nahi hoon jinhone mujhe adesh kiya hai wahi mere se karva rahe hain jo hamen shastr adesh hai Guruvani ka adesh hai wahi guru sahab hamare andar baith kar ke ke wahi karva rahe jo ham kam krodh lobh moh mad matsar par vijay prapt kar pa rahe hain asat kriyon ka tyag kar pa rahe hain jo sat kriyaen ho rahi hai ye guru pratap se hote hain agar hamari kahin bhi fateh ho rahi hai to guru pratap se apna kahin koi bal jo nahi dekhta to karta bhav hatte hi uske hriday mein divya gyan ka unmesh hota hai jaise darpan puchh jae to rup dikhayee dene lagta hai jahan mal hata karta bhav ka ahankaar ka soy usko swaroop ki taraf apne aap se gyan drishti drishti teen prakaar ki hoti hai ek hoti hai chaksu indriy jisse ham maya
janit rachna hi keval dekh sakte hain aur buddhi mein ek hota hai gyan netr jisse swaroop ka chintan hota hai hriday mein hota hai prem netr jisse bhagwan ke sakar lilaon ka chintan hota hai to jab koi upasak gyan marg ka hota hai to usko buddhi mein divya netr prakt hote hain tab use bodh ho jaata hai ki na main sthul hoon na sukshm hoon na karan hoon main atma swaroop hoon main brahm swaroop hoon paramatma swaroop hoon aisa anubhav hota hai jo akaal hai jo maya tit hai jo dwanda tit hai wahi hamara swaroop hai aisa gyan mein aur bhakti mein use ham apne aradhya dev ke swaroop mein dekhte hain to ab hamara karta bhav yadi gyan ke wala hat gaya tab to theek agar nahi hat raha to ham samarpan kar den do karta bhav hatane ke ye to sarwani karmani ma sanas mat para sare karm samarpit subah se lekar say tak shayan se lekar subah tak har karm bhagwan ke charnon mein samarpit parmeshvar ke charnon mein samarpit to us karm bandhan se jeev mukt ho jaata hai karm ka tyag karna nahi hai nishiddh karm ka
tyag karna hai aur karm ko yog bana dena hai bhagwat prasad swaroop hamare andar jo buddhi hai jo man hai jo sampatti hai uske anusaar ham parivaar ki samaj ki sabki seva karenge aur chaenge kuch nahi sabki seva karenge unse badle mein ham dhanyavaad bhi nahi chaenge agar dhanyavaad bhi chahne ki ki wah kam se kam pani pi ker hamko dhanyavaad de hamari taraf mud kar ke bole ki badi aapki yah nahi agar koi cha nahi hai to paramatma prapti ke yog karane wala va karm ban gaya jitna dainya hokar ke ham guru pratap se karm karenge aur guru pratap ko hi samarpit kar denge to hamen koi karm bandh nahi payega karm tyag karne ki baat nahi karman vadhikaraste ma fale su kadachan phal ke tyag ki baat bhagwan ne bahut jor ki kahi jahan karm tyag ki baat ave waha karm samarpan samjhna jahan karm tyag ki baat ave waha nishiddh karm tyag ki baat samjhna wahan karm karm tyaga hi nahi ja sakta aise baith gaye to ham koi karm nahi kar rahe aisa nahi wo andar se shuru hai teen sharir hai na to sukshm sharir se
shuru hai hath pair bandh ke baithe jao to bhi aap karmaheen nahi ho gaye aapka antarik karm chal raha hai ye bhi to chintan bhi to karm hai kriya hai shant thodi baith sakte hain to har kriya ko har chintan ko sat banao aur sat ko Sadgurudev ko arpit kar do bhagwan ko arpit kar do bas jeevan mukt ho jaata hai karm tyag ki baat ko samjhna padega wahan jaise yah to sarwa karm ma sanas sanas ka matlab hota tyag dena to ma sanas mere mein tyag kar arthat samarpit kar de usko samjhna hoga karm tyag ho hi nahi sakta gyan se jab apne swaroop ka bodh hota hai to wo dekhta hai ki sharir ki kriyaen maya ke dwara yantr baat ho rahi main karta nahi hoon bhakti ke dwara bhakt ye dekhta hai ki guru bal se isht bal se ye sari kriyaen ho rahi hai main karta nahi hoon jahan main karta hai wahan maya fasaye jahan main karta hata wahan wo mukt kaha jaata hai chahe bhakt ho chahe gyani ho donon ko jakar ahankaar rahit hi hona hota hai karm ka veg antim samay tak chalega koi bina kriya kiye ek kshan bhi nahi rah
sakta chahe siddh ho ya sadhak ho kriya hogi ab siddh karta bhav rahit hai aur sadhak karta bhav rahit hone ke liye kar raha hai aur agyani aham bhav se usko kar raha hai to wah janm janmantar uska bhog bhoge sadhak mukt hone ke liye kar raha hai aur siddh mukt ho chuka hai ab uski swabhavic kriyaen ho rahi jaise ped patte ko dala aata nahi hai hawa ke sanyog se dol raha hai aise gyani ke sharir se kriyaen maya janit aapko dikhayee dengi gunan gun vartan te par wo karta nahi hai khata pita chalta phirta sota jagta hua bhi wo kuch nahi kar raha sadhak yah sab karte hue inse mukt hone ke liye inko bhagwan ko samarpit karta hai vishay yah sab karte hue unka bhogo bhogta hai kriyaen tino se ho rahi ek jeevan mukt hai ek jeevan mukt hona chahta hai aur ek ko pata hi nahi wo usi ko satya man karke kar raha hai isliye punarpi janan punarpi maranam punarpi janani jathre sanam bar-bar janm barbar maran aur bar-bar nana prakaar ke bhogon ki vilasita anant janm vyarth ho jaate hain samjh pa rahe aap jaise
ashratha kuch bhi hai ki kalyug mein jaldi shraddha vishwas jaise ham iska iska matlab y hai ki yahan ka ahar sang galat hai is samay bahut hi gandi pravritti fail rahi bahut ganda ahar hai to isliye tik nahi pata dimaag mein kyonki jaisa ahar hoga vaisa rakt banega jaisa rakt hoga waisi sthiti aayegi na accha sang agar abhi aap 10 20 50 mahatmaon ko ek bhajan karte hue dekhen to aapki lagan badhegi ab aapko jab yahan se nikelnge bahar Vrindavan se to aapko wahi samaj milegi jo kha rahi hai pi rahi manmani aacharan kar rahi bhog vilasita kare jeb mein mobile hai jab jo manave sa dekh lo jo to ab isse kya sthiti kya banegi bhagwata akar vriti banegi isse to vishyak banegi to kusang ki bahutayat ashudh bhojan ashudh vichar isliye hamari shraddha fail jati hai shraddha tikau nahi abhi pavitra bhojan karo aur achchhon ka sang karo jo bhagwat marg ke pathik hai aur se bacho to abhi tumhari shraddha aur vishwas dridh ho jaega samjh pa rahe aap bahutayat hai vyabhichar ki bahutayat ho rahi hai hamare shabdon ko samjh
rahe hain aaj ye nahi samjha jaata ki hamara tan pavitra hona jeevan ke liye param pavitra marg hai tan ko bhrasht kiya ja raha hai tan ko apvitra charit ko kuch samjha hi nahi ja raha aur charit aur dharm chala gaya to paisa kis kam ka phir tumko paisa thodi sukhi kar payega ye hamari samaj ki buddhi jo hai dhire-dhire girti chali ja rahi hai ab hamko aisi samaj ka agar sang milega to ham Shraddhavan ban payenge kya to jake priyan Ram bai dehi tajay tahi koti bairi samm jadapi param sa snehi wo Swami tulsidas ji kah rahe hain surdas ji kah rahe jake sang kumti mati upaj karat bhajan mein bhang tajo re man hari vimurkh ko sang jo hari se vimurkh hai unka sang na ho sadh samagam ho to hamari shraddha tike aur kusang hogi to shraddha to ksheen ho hi jaegi shraddha bahut kapur ki tarah hai agar usko anukul vatavran mile gupt rakhi jae to pusht bani rahegi khula pratikul vatavran ud jaegi pratikul vatavran mile to abhi bhagwan hari sab bhul jaenge to ye department hai alag-alag hai idhar to udhar phir to ab
jaisa sang milega vaisa rang chadega na ek bar wahan chale jao aur khao piyo jhumo nacho phir y aoge to tumhen jalan paida ho jae y sab kya hai yar aur udhar jao to aapko lagega yah sab kya hai nahi nahi aisa nahi ab jo unka rang aapke upar chadega to phir yah rang to chhut hi jaega aur wah jaldi chadega wo rang jaldi chadega kyonki bahut janmon se wahi rang chadha raha hai yah to guru kripa se Guruvani ki kripa se santo ki kripa se chadta hai wah to aise chadh jaega free mein free mein chadh jaega to aise free mein chadne wale bahut hain yah chadna bahut kathin hai goswami tulsidas ji kah rahe sut dara dhan lakshmi papiyo ke ghar hoe sant samagam hari katha tulsi durlabh do agar bhagwat premi santo ka sang mil raha hai bhagwat charcha mil rahi ye durlabh baat bhagwan ne di agar isko pakar lo to nihal ho jao akash kumar ji bihar se dh Radhe Radhe Guruji Guruji ahankaar aur atmvishwas mein kya antar hai atma ko jante hi nahi ho to atma vishwas kya hai atma ko jante to ahankaar antahkaran mein ek
dharm hai jaise nischay kisi baat ka hota hai va buddhi se hota hai sankalp kisi baat ka banta hai wo man se hota hai chintan kisi baat ka banta hai va chitt se hota hai aur kriya ka sweekar karna maine kiya main karunga main bahut bada vidvan hoon main dhani hoon main bhagat hoon main main main main y ahankaar hai antahkaran mein s phurit hota hai jis main ke age kuch bhi lage usmen ahankaar hota hai aur atmvishwas ko log bhasha mein kahte hain atma ko to jante hi nahi koi to apna swaroop hi hai bhasha mein
kaha jaata hai hamare atmvishwas hai ki aisa nischit ho jaega atmvishwas ka matlab hota hai dridh vishwas wo atma ko to nahi samjh raha hai uska ki mera atmvishwas kahta mera hriday kahta hai ki yah baat dridh aisa hi hoga ya aisa main kar sakta hoon aisa karunga ye atmvishwas ka tatparya wahan dridta se hota hai wo dridh vishwas karke aisa bol raha hai atma tatv to nirvikaar hai atma tatv ko jab jaan jaoge to phir ye sab baten hi khatm ho jaenge wahan ton sochte na kanti apne swaroop mein sthit prasann atma parmanand mein swaroop y hamara swaroop hai bada sukham par use ja bole atma se kah raha hoon yar uska matlab hota hai main hriday se kah raha hoon atma tatv ka to gyan nahi hai bole atma se kah raha hoon to hriday se kah raha hoon matlab main hriday se sachchai se kah raha hoon ki main aisa main aisa samjh pa rahe hain aap haan atma vishwas ka matlab hriday se kah raha hoon aur aisa hai wo atma ko to janta hi nahi hai atmvishwas ka matlab hriday se kah raha hoon sachchai se kah raha hoon
dil se kah raha hoon to use wo atma kahta hai atma tatv to in sabse pare hai pare hai sthul se bhi sukshm se bhi aur karan se bhi ji joshna bansal ji mumbai se Radhe Radhe maharaj Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aapki chamatkarik vani ne mere jeevan mein adbhut badlav laya hai uske liye aapka koi ismen chamatkar nahi aapki jo shraddha hai wo chamatkarik hai aapne baat ko pakar liya to aapka mangal hone laga agar baat na pakde to hamari baat ka kya mahatva hai to sar baat jab dekhi gayi to aapke paksh mein
ai ki aapki shraddha aur aapka vishwas ki aap sant vani ko pakde to aapka mangal shuru ho gaya isliye dhanyavaad to ulta aapko hai ki aapne baat suni aapne baat mani aap waise chal rahe ho to shri ji bhagwat kripa aapke upar hai pakka hai nahi to santo ki vani par chalna bada kathin hai vishwas hi nahi hota hai hamari drishti hamari shraddha is koti se malin ho chuki ki aisa lagta hai ki bhagwan kahan hai bhagwan ke naam jap karne se kya hoga are nahi dekho na wo kahan wo to sharab pita hai va aisa karta hai aur
dekho mauj masti mein hai usko aise udaharan maya de degi to yah dhanyavaad hai ki aap dharm se chal rahe hain aap santwani man rahe hain bhagwan ki kripa aapko sambhalti rahegi age badhe yah jeevan ka lakshya keval itna hi nahi ki khan pan ki achchhi suvida ho jae nana prakaar ki bhog samgri mil jae phir bhi sharir chhutega sab chhut jaega phir iske baad kya hai to iske baad hai Radha naam jo aapko lok parlok sab jagah anand pradan karega i parlok sakal sukh pavat meri so bhaiya Krishna gun sancho Priya pritam ka naam prabhu ka naam sarv mangalkari hai jo dhanyavaad hai jo is naam ko sweekar karke age badh rahe hain wo apne jeevan ko sukhi kar lenge aaj nahi to kal nischay anubhav ho jaega ji prashant sinh pundeer ji Radhe Radhe Gurudev Gurudev ham sabhi jeevan ko purv janm ka paap punya vartman janm mein kyon milta hai purv janm mein kyon nahi khatm ho gaya paap aaj karoge mukadma pach sat sal chalega aur jail aajeevan milegi usi din kyon niptara nahi ho gaya aap samjhte ho na aaj chhedo ga do char din
lathi danda chalenge iske baad mukadma chalega kes phir iske baad saja hogi aajeevan ab aap prashn karo ki aisa kyon nahi hua ki usi din nipta dete pure jeevan bhar kyon uska vidhan hai piche varsh jo kheti kisan ne ki uske godam mein wahi khega aaj boya aaj hi kha lega kya chhah mahina to lagti hai na fasal mein chha mahina to lagta hai samay to lagta hai mehnat lagti hai aise hi yah janm janmantar ka khel chal raha hai tumhare sharir badalne se tumhare karm tumhen nahi chhod denge pura hisaab karmon ka hai ab jaise manav deh mili hai to thoda purv karmon ko bhog lo naya itihas jo racha hai tumne paap aur punya ka apne register wah tumhe age bhogna padega mita do to mita do jeevan mukt ho jao piche ka bhi abhi bhi yah avsar hai bhajan ba se tap bal se bhagwan ka aashray lekar aur na mitao to naya paap karte chale jao phir age badhte chale jao turant hisaab thodi hota hai bhai chori ki turant goli mar di ja aisa nahi hota haan bahut bhari aparadh ban jaega to phir aisa bhi vidhan ho jaega agar aap zyada
uddandta karoge aise pakda jaata hai pitai hoti hai phir usko kes ko jab nyayalay mein pesh kiya jaata hai to kai mahine la jaate hain usko sakshi dene mein ki haan nahi asli chor hai jab pakka pata chalega tab usko saja milti hai yahan to aisa vidhan hai bhagwan ke yahan isse lamba vidhan hai ek karm ka phal ho sakta hai tumhen ek kalp bhogna pare isiliye to daro nar ki gatiyaan se daro un paap karmon se daro jinka yahan dand nahi milta ho gupt ho jaate hain wo aisi taisi kar dete hain bade bado ki
kar dete dhajjiya uda dete hain mitti mein mil ja ate hain haan isliye bhai paap karm se bacho uska y na socho ki usi janm mein kyon ya isi janm mein kyon paap karm ek tumhara godam hai jo tumko bhogna padega avashya mein bhog tavy usi ko mitane ke liye yahan hai mano de yahan mitane ki jagah aur saja rahe hain aur badha rahe hain us paap karm ko phir dosh denge ki bhagwan aisa kyon karte hain isliye ek bhi koi aisi saja aap batao jo y sukh kari ho pach minute kisi mai bahan ko chherd diya ab iska parinaam pure jeevan bhogna padega wo report hogi aapki pitai hogi aapko dand milega phir kes chalega phir usmen aapko jail hogi saja hogi nana prakaar ke klesh ho pach minute mein vichar kiya uska dand milega pure jeevan bhogna padega hota hai ki nahi hota to phir purv janm ke karmon ke hisaab ke vishay mein sanshay kya karna hai are wo budha ho jaata hai koi koi nirnay milne tak saja usse zyada pehle hi wo bhog chukta hai phir iske baad saja hogi 10 varsh ki sajao 20 haj usko judwana
ab kya bologe karm ka dand hai bhogna parta hai isliye paap karm se bacho bhagwan kahte hain sarv dharmanna mekam sharanam braj aham tavam sarv pape bhyo moksh Shyam ma sucha main tumhen param pavitra karunga main tumhen nirvikaar kar dunga bhajan karo bhagwan ka aashray lo gande bhojan ganda aacharan ganda pe padaarth y sab tyago abhi anand ane lagega purv ke paap nasht hone lagenge naveen achhche karm hone lage bhagwan ka bharosa hai jeevan par ho jaega mangal mein na Baba kaise kripa anand hai hamari ki shobha hai Baba apna dhyan rakha karo Baba haan ham to shri ji ka dhyan rakhte shri ji hamara dhyan rakhti hai unhin ki kripa se surakshit hai hamare dhyan dhyan ka vishay shri ji hai kyonki suraksha anand santosh tripti ye unhin ke dhyan se hogi agar mukh mein naam hai hriday mein dhyan hai bas ho gaya ab jeevan mein aur kuch nahi chahiye ham jab unka dhyan karte hain to anand sindh ko bhi anand pradan karne wali hain jab shri ji hamari thoda sa netr aise kar liye to hamare jo lal ju maharaj ko pida bhai to
voh to nivedan kar to shri ji ne nahi suni par sakhi ne nivedan kiya chhar de manini man man dhari bo he priyaj aap man mat dharan karo dekho prat sundar sughar pran vallabh naval vachan adhin so i to kat karav ye to aapke vachan adhin aapki sharan mein hai aur japat hari vivas tav naam pratip Vimal man sato dhyan te nimi nahi t Priya ju ham is baat ke sakshi hain ki lal ju maharaj har samay Radha Radha Radha ratte hain aur aapka hi dhyan karte hain to isliye pyari jo aap chhan de manini man man dhari wo to hamara jo dhyan ka vishay hai wah hamare Priyalal hai aur unki kripa hamen charon taraf se ghere hue aandit kar rahe usi kripa ka swaroop hai ki aap sab darshan dete hain akar ke aap shri ji ki juthan pawa hain aake usi se hamara anand hai Baba aap aap hi se shobha hai ham 24 ghante mein se 15 ghante thakur ji ke charnon mein rahte hain giriraj ji ke pujari hai ji par wahan par thakur ka dhyan rahta hai ji par ghar jab pahunchte hain ji to itni sari vidhao mein fas jaate hain bilkul phir man vanchit rahta hai haan par agar ham
naam jap shuru kar den aur ghar mein karya karen to kya badha ho sakti hai pragat mein thakur seva sharir se ho rahi hai lekin man khali rahta hai usko khali na rakhen to man ka abhyaas agar ban jaega seva ke samay naam jap ka wah ghar mein bhi bana rahega to baat banegi dekho giriraj maharaj ki asim kripa hai ki aap apne sharir se unki seva kar rahe hain par man man khali rahta hai agar naam jap karo naam jap andar se hota hai to ye man bhi theek ho jae man bhi swatantr rup se jo vishyon mein ja hai phir yah na ho to aap ghar mein bhi aandit rah sakte hain seva rahit jab aap hai to sansaar ki seva mein jab hai naam jab chal raha hai to anand ane lagega agar naam jab chalao prabhu ji to baad mein man jae theek hai haan jai giriraj dhanyavaad jai giriraj jai giriraj maharaj ji jaise sabhi kahte aur aap bhi kahte hain ki jo apne jo vartman jeevan mein jo sukh dukh hai wo apne purv karmon ke hisaab se hai aur jo purv karmon ka usse purv param ji to jo is rishte mein jo sabse pahla janm hua hoga ji wo kis adhar pa ho ichchha swatantr
ichchha ichchha ka tyag do abhi khatm ho jaega tumhara janm ichchha hi tumhen is rup mein lane ki vritti hai agar ichchha ka tyag ho jae to abhi jeevan mukt ho jao sari sadhna ichchha ke tyag ki hai ved kahta hai ek ham bahu Shyam main ek bahut rupon mein ho jaun isi ichchha ne apne ko prakashit kar diya ismen ham tum 100 do nahi hai ye ghade hain 100 do inme ek prakash hai jaise ek karod ghade rakh de na to ek karod surya nahi ho gaye surya to ek hai ek karod ghade mein pratibimb par
raha hai aise bachchha ham tum sab ye jitne hain na inme ek bijli chal rahi hai use Ram kaho Shyam kaho brahm kaho parmeshvar kaho akaal kaho uske anant lam hai na ham hai na tum hai ab us bijli ko jaan lo us power ko jaan lo to abhi khatm ho jaega aur us power ko na janne ka hamari alag ichchha aapki alag ichchha inheen ichhao se ham ban gaye tum aur koi nahi ho wahi power ho us power apne swaroop ko paramatma swaroop ko bhulkar deh bhav mein aa gaye deh bhav mein ane ke karan ichhao ka jal fail gaya aapki ichchha se aap apni ichchha ka tyag kar do abhi dekh lo aap kaun hai ichchha nahi honi chahiye na sochta na kanti to brahm bhuta prasann atma isi baat ki sadhna ki jati hai bachchha ichchha tyag ki ab jab tak ichchha tyago ga nahi to prashn banta rahega kyon kyon kyon chalta rahega naam jap karte hue koi ichchha na mangne pave to aap jaan jaoge aap kaun hai aap ye dhancha nahi hai isi danche mein sare sukh dukh hai aap mein kabhi na sukh tha na dukh tha aap parmanand swaroop hai ab is danche ka rag kaise
tu chhutega usi baat ke liye sharanagati hoti usi ke baad ye sadhna prarambh hoti hai aur bina uske to kyon mein tumhara chalta hi rahega kyonki deh bhav mein khade ho tum khade ho na bachchha deh bhav mein imandari se batao to bachchha is deh bhav se jab tak mukt nahi hoge tab tak kyon ka uttar tumhe kaise mil sakta hai isiliye kaha ja raha hai naam jap karo naam jab tumhare us sanchit ko jo godam jama hai karmon ka usko bhasm karega abhi antahkaran jo malin hai isko nirmal karega to jo bhasha sant bolte hain wahi aap bolne lagenge ham aapko sachchi kahte hain hamara aisa jiddi swabhav tha ki agar hamko is marg mein anubhav na hota to ham kah dete ki bachpan se lage lekin mamla lekin tumhen pakka kahte hain jaisi naam ki mahima likhi hai aur jaisi shastron mein santo ne kaha hai jab us marg par chale gaye to har kadam par wah anubhav satya hota raha haan yah satya hai yah satya jaise jaise chadhe chale gaye waise hi satya ka ab iske baad kuch asatya hai hi nahi kuch asatya nahi bacha wahi wah hai wahi va hai dusra
koi hai ghat ghat mein wahi rama hua hai dusra koi nahi ab bachchha apni ichchha agar bhogon ki hai to purush ho aap wo na dekho ichchha mein purush ho ki nahi ho tum andar se lag raha hai na ki main purush hoon yah sachchi imandari ki tum haan kahte chale jaate ho agar yahi sharir ki ichchha khatm ho jae tumhari ki main purush stri nahi hoon main atma swaroop hoon ab aapki maang kya hai kyonki bhookh iski maang pyas iski maang hai nind iski maang hai jan idri ke bhog ki iski maang hai netr idri kendri
jitni bhi indri sab ye maya ka vilas aap aap uske drashta aapko kya anubhut hai aapko kaun sa dukh chu raha hai kaun sa sukh ab bina gyan ke bachchha to hamari pashu buddhi bani rahegi aur dukh ki parampara chalti rahegi yah dukh aisa samjho bachchha jaise swapna mein ham so rahe hain hamne dekha ki hamen koi pakar liya chaku se mar raha hai ab aap kaise bacha sakte ho uske aaspas ang rakshak khade kar do sab raiphal liye khade bachaya ja sakta hai nahi agar usko dukh se bachana hai to ek upay usko jaga do johi jagega
to na koi bandhan tha na koi chaku mar raha tha na to bachchha bilkul aise hi ham is samay agyaan mein sthit hai yadi hamko yah pata hai ki sharir mein hoon ye ghor agyaan hai Uma kah main anubhav apna sat hari bhajan aur jagat sab sapna agar aap sadhna nahi karoge to aap kitne bhi prashn karte jao uttar milte jae aap bilkul nahi samjh paoge iske liye sadhna ki pujya Radha Baba se jab koi prashn karta tha puchte the kitne lakh naam jap karte ho to jab uttar deta tha itna to bole itna hamari taraf se ek mahina jap
ke aao phir ham tumhen uttar denge kyonki jab tak aapke andar patrata nahi hogi to aap samjh nahi paoge isliye bachchha tum hi wah ho jiski khoj karni hai dusra koi nahi yah pakki baat samjho khoj karne chale the aur jab jab khoj hui to jiski khoj kar rahe the khojne wala hi wahi nikla dusra koi nahi nikla ab is baat ko samjh pao to samjh pao na samjh pao to bachchha naam jap karo age samjh jaoge naam jap karoge to sab jaan jaoge bina poohe jaan jaoge agar tumhari shraddha hai to tumhara jo prashn hai tumhare paas uttar aa jaega vishwas karo y mein aa jaega tumhare hriday mein aa jaega tumhen granth mein mil jaega agar santo par shraddha netr chanchal mat karo jab netr hamse mila rahe to idhar udhar mat yahi hai yahi yahi tumhen samjhne nahi de raha jis din tum samjhne mein lakshya mein drishti laga loge samjh jaoge yahi chal rokni hai bachchha yahi hai yah lakshya se hatata rahta hai man usi ko ekaagr kar lo lakshya mein laga lo to prapt kar paoge to yahi idhar udhar dekhna hai prashn karna hai parbrahmma
ka baat karni brahm gyan ki aur sthiti hamari zero se upar uthna nahi chahti yah aapki kami hai aap wahi ho kuch aapko nahi chahiye bas jaan jao bhai to jaan jao ab iska aisa to hai nahi ki dukan ki mithai ki 100 gram mangakar ham khwa de aisa to nahi hai yah to gurujanon ki charan raj aur jeevan bhar unki aradhna karne ka ye phal aaya hai ki baat samjh mein ai jo aap sun rahe ho prabhu aap bade bhagyashali ho jo aap paramarth ki baat janna chahte ho par itni hamari prarthna hai aacharan pavitra rakh ke naam jap karo har uttar mil jaega aacharan pavitra kar lo jante ho na aacharan pavitra karna aur naam jap karo prabhu ham aapke mitra hain agar aapko samjh mein na aa jae to hamen bata dena naam jap karo aacharan pavitra rakho har gyan andar prakashit ho jaega kisi se poochne ki zaroorat nahi age naam apne aap rasta dikhayee deta hai yah rasta hai ye chalo yah lakshya hai yah lakshya ke virudh hai naam guru hai naam guru hai naam isht hai naam hi sadhan hai naam hi sadhya hai pakar pao to bhai pakar lo na pakar pao to phir tumhari
buddhi ko abhi kuch thokar bada hai isliye naam naam naam sab kuch naam yah jeevan ki sar baat aapko bata rahe hain naam chatur wahi hai jo naam ko pakar liya andar hi andar naam chal raha hai usi ko dekh raha hai usi ko sun raha hai usi ko dular kar raha siddh ho gaya par naam ko pakar pana koi khel tava sa nahi hai gyan ki baten kar sakte hain dusron ko updesh kar sakte hain par nirantar naam nahi chala sakte naam chala lo jit gaye nanak naam jahaj hai chadhe se utre ab chadh jao naam ke upar kah to rahe Gurudev chadh ja chadne ka matlab kya hai yah chal raha hai waheguru waheguru waheguru waheguru Radha Radha Radha Radha Radha Radha chal raha hai raat din shwas ki mala chal rahi siddh ho gaya chala ke dekh lo naam swas do bilak chalat hai inko bhed namo ko bhave swas naam naam hi naam swas ko bhed mitaaye rom rom jab rag rag bole tab kuch swad naam ko pave andar chalao jab yah pura jeevan guru ko samarpit ho jaata hai tab andar naam chalta hai ye bhi likh lo yah waheguru ka Khalsa waheguru ki fateh yahan jo maya par vijay
prapt karke jo Gurudev ke vachan par sthit hua jaata hai wah Gurudev ko samarpit mera tan samarpit mere pran samarpit mera man samarpit koi adhikar nahi mera mere tan par ye Gurudev ka adhikar to fateh hi fateh hai vijay hi vijay hai isliye naam jab sab karo naam jap ke bina baat nahi banegi na kisi jantur se na kisi ashirwad se na kisi jadu tona se hamari prarthna man li jae lekin nahi suni jati suni isliye nahi jati ki usko tatkaal mein yah chamatkar chahiye ki wo bhog bhoge aur tum tapasya karke uske dukh mita de bas aisa to hamen siddhant shastr mein nahi mila isliye khub naam jap karo sab gyan ho jaega sab mangal ho jaega mast ho jaoge is samay maya ka nasha itna chala hua hai ki usko samjh mein hi nahi aa raha ki hamen jo avsar mila hai manav de yah keval bhagwat prapti ke liye mila paramatma prapti ke liye mila hai jeev ko samjhe wo vishay sevan mein mast hai Priya sinh ji Jaipur se Radhe Radhe ji Radhe Radhe maharaj aapke charnon mein koti koti pranam bhagwan kavi jab zindagi
mein aisi paristhiti aati hai jab khud ke astitva se nafrat ho jati hai keval viparit paristhitiyon hi dikhayee deti hain man asim vichlit avastha mein hota hai bhagwan mein bhi vishwas khatm sa ho paap paap pakka samjho chahe ham ho chahe aap ho yah parinaam paap karm ka hai hamare dwara jab paap karm ho jaata hai to vahya aur antarik donon viparit hota chhaa jati hai bahya viparit bhakton ke jeevan mein dekhi gayi lekin len antarik viparit nahi aapne isht aur antarik aur bahya tino baten kah dali bhagwan mein a shraddha antarik nakaratmak soch aur bahar viparit paristhiti yah keval paap bade-bade mahapurushon ke jeevan mein bahari viparit ai lekin andar ki bhagwat bhavna wah kabhi miti nahi kabhi nahi miti pujya shri Gurudev teg bahadur sinh ka jab charit padh rahe bhari vikal hota ho rahi thi ki sirf yah samarth bhagwan mein dusre mein samarth nahi hai jitni sahenshilta in gurujanon mein dekhi gayi y sakshat bhagwan hi avtrit hokar ke hamko aacharan sikha rahe apne dharm ki nishtha ki vichar karke dekhiye unko
lohe ke pinjde mein band kar diya gaya vivid prakaar ki yatnaen di gayi lekin apne dharm ke prati tanik bhi kahin dava dol nahi hue bada pralobhan aur bada bhay aur yahan tak ki prannon ki ahuti de di lekin dharm nahi chhoda aur aajkal ham kya kahte hain bhagwan ke prati a shraddha ho gayi kya hua tumhen tumhen kya hua are beech chaurahe par khade hokar ke chaku se main chamdi sahit bal udher liye gaye aur beech se ara chalaya gaya to muhn mein thuk diya uske dharm ka parivartan tum baat karte ho ishwar ne sare dharm banae hain agar wo ek hi ki taraf chalana hota to ye kai dharm kyon banate kai marg kyon banate hain aapka apna dharm aapka apna dharm lekin bla tum rajpad aur shasan ke dwara parivartan karna chaho to gardan utar sakte ho dharm ka parivartan nahi ho sakta mahapurushon ne ab aapko dharm ke prati a shraddha ho jana andar negative chintan karna isiliye ek shabd nikla hai paap koi aisa paap hai jo antar aur bahar tumhare dukh prakt dukh shabd hi paap se prakt hota hai agar paap nahi
hai to dukh nahi viparit ai to to kya dukh hua kya Gurudev shri arjun dev ji maharaj tera kiya mitha lage viparit to nahi aa rahi aur aisi viparit in jab mahapurushon ke charit padhe na matlab ek vikal hui ki aise mahapurushon ko jahan lad ladana aur unka pratip dular karna chahiye waha aisi leela aap kar rahe ho to laga ki aur kisi se nahi wo apne aap se apni leela kar rahe prabhu ke siva tab hui balu unke shri ang mein dali ja rahe kitna bhayanak tapte hue kada par baitha diya jaata hai lekin aah nahi niklie muskurate yahi kahte tera kiya mitha lage ravi nadi mein jakar snaan karne ki anumati li aur wahi sharir pura kar diya tanik bhi kin chin matra apne dharm se vichlit dekho ham unki santane hain ham unke sevak hain ki wo hamen shiksha dekar gaye hain ki hamen apne dharm ke liye kitna kasht sah kar ke bhi dharm ko nahi chhod aap kahte ho shraddha ho gayi aisa kaun si baat hai iska matlab hai ki hamare andar itna agyaan bhar gaya andhkar bhar gaya hai ki ham i yahi to yah aapka prashn nahi yah
lakho ki hai kam bane to jai bhagwan aur kam bigad gaya to baat bigad gayi phir ham shraddha aap dekho na in mahapurushon ko pralobhan aisa aur bhay aisa donon koti ka charm sima ka lekin dharm parivartan nahi kiya apni shraddha ko hi lekar ke aur aaj ham unhi ke bal se chal pa rahe hain unhin mahapurushon ke bal se chal pa rahe hain y kya dekho aap gambhirta samjho aaj satsang mein hamne kaha ham bhagwan prasann ho jae to jail hi maang rahe hain saja hi maang rahe hain agar wah nahi de rahe kripa karke to a shraddha ho rahi hai rashtrapati swatantrata divas tha to ek jail mein gaye aur kaha samasth kaidiyon ko samne lao laye aaj jiski jo ichchha ho maang lo bole sahab hamko sardi mein ek kambal milta hai do milne haan hamko sabun wo jaska jo jo sabne manga sabko yas ek khada hua bole sahab aap jo bol rahe hain satya hai param sa bole mujhe ji jail se mukt kar do bole isko mukt kar do ab sab bole mujhe mukt kar bo nahi tumne sabun manga tumne ye manga tumne ye manga sab paas ho gaya ek bar maang ab
aapki maang kya ho sakti hai bhagwan ka prem bhagwan ka sakshatkar jeevan mukt hone ke liye gyan yah maang to ki nahi jail ki to maang ki isi maya jail ki maang ki mujhe yah mil jae mujhe yah mil jae mujhe yah mil jae agar hamare prabhu tumhen nahi de rahe ki itne mein fanse hue ho to tumhen a shraddha ho gayi tumhara chintan nakaratmak ho gaya hamen lagta hai ham log bachchhe jaise hain abhi dharm ko nahi samjhte shastr ki aaj aajkal yahi to bahut dukhad baat ho rahi hai ki agar ham sant ke paas jaate ton tanki natak pasand karte hain agar tumhen sachchi baat bata rahe hain ki gurujanon ne kaha naam jap karo gurujanon ne kaha sachchai se chalo achhche aacharan karo dusron ki seva karo tum sukhi ho jaoge yah baat samjh mein nahi aati jhuthi baat tumhari samjh mein aa jati hai kah rahe hain ki tumhen kuch nahi dena 10 minute keval naam japna shuru karo imandari se 10 10 minute badhate chale jana ek din param sukhi ho jaoge ab yah baat kaise samjh mein aayegi satya baat satya marg asat buddhi ko samjhe mein nahi aata
va chahe isiliye phir jo sat marg ko nahi jante na to phir aise hi natak mein fas jaate hain ya natak karne lagte hain he bhai aapke karm jo paap karm hai dukh dene wale wo jab tak bhasm nahi honge to koi paida nahi hua srishti mein ki tumhen sukhi kar sake us paap karm ko nasht karne ke liye bhagwan ka naam virajman sab gurujanon ki vani padhkar dekha hai sab ne yahi jayghosh kiya hai ki naam naam naam pakar lo naam se mangal hoga aur jeevan bhar usi ka gurujanon ki kripa se anusthan hota ra isliye har prashn ka uttar naam hai agar naam tumhare jeevan mein nahi to tum adhure ho chahe jitna gyan bol lo maya ki chal ko nahi pehchan paoge maya ki phansi ko nahi kaat paoge agar naam mein nishtha ho gayi to kuch bhi ho ek adbhut anand ek adbhut bahari vipattiyan use chu nahi sakti parmanand ki baadh aa jati hai satya marg dhakta chala ja raha hai satya marg pakdne wale bahut kam log hain satya baat sunne wale bahut kam log hain sabko yah chahiye kuch le de ke hamara kam ham karen papa charan ham bhoge
vishay aur tum siddh tabhi mane jaoge ki hamko kuch jantur bandh do ki main sadaiv sukhi rahun agar is srishti mein aisa hota ham aapko bata dete ki shastron mein vidhan lekin kahin nahi hai kahin nahi vidhan hai vidhan hai tum jaisa karoge tumhen bhogna padega tum jaisa karoge wahi tumhen bhogna padega to kya karo Ram Krishna hari jo bhi naam tumhen priy ho priy ho jo Gurudev ne tumhen naam diya hai use pakar lo sukhi ho jaoge is sansaar samudra se par hone ke liye naam nauka hai naam jahaj hai agar isko pakar liye to tar gaye na pakdo to phir jo bhog badha hai usko bhogo jakar ke kahin kisi ki takat nahi ki chhumantar kar de aur tum sukhi ho jao ye apne log bachpan se Baba ji hain is marg ke khub matlab guru kripa se bade-bade siddh mahapurushon ke darshan mein kabhi aisa nahi bataya unhone jab unse prashn hua to unhone kaha aise aise sadhan karo is sadhna se tum is vikar par vijay prapt kar loge to yah baat aajkal shastr ki samjh mein nahi aati hai sabko samjh mein aata hai koi sadhu
mahatma aisa batao jo jaate hi kuch le de ke aur wo chu ho ya kuch aisa kar de ki ham theek ho jae bavare logon ki bavri bhid is baat ko samjh nahi pa rahi ki avashya mein wo bhog tavy kritam shubh shubham shubh ashubh karm ko bhogna parta hai jaise tum yahan aae tumhare man mein kamna koi thi ya agar Baba ji ke yahan jae kamna puri ho jae to ham jaan jaenge Baba ji chamatkari hai ab sanyog baith gaya aapke shubh karm ka aur yah shubh karm to bana hi sant darshan ke liye bhavna karke dham mein bhagwan ke aae aur wah
shubh karm ka sanyog baitha aur kam ho gaya are bole Baba bade chamatkari samjh rahe ho ab shubh karm ka sanyog khatm aapne kamna ki bole koi kam to bana nahi gaye to the kam nahi bana kyonki va ashubh karm is sachchai ko samjh lo to tum pakhand se bach jaoge dum se bach jaoge he ham bilkul aapse prarthna karke baat kar rahe hain bhagwan ke pita dashrath ji se ek aparadh ban gaya shravan kumar ko shabd vedhi baan se mar diya unhone us karm ka phal nischit kiya ki jaise main putr viyog se mar raha hoon aise tum bhi pran tyag ho gaye to bhagwan putr rup mein avtrit hue par wo vidhan pura ka pura surakshit raha bhagwan ke viyog mein haram haram kahte dashrath ji pran tyag nahi ab ye leela ka kya matlab hai koi Vashisht ji se badhkar gyani mahatma hai kya trika laj hai wo chu chhaa kuch kar dete nahi avashya mein bhakt kritam karm shubhas haan bhagwan ka bhajan karte sharir chhuta to bhagwan ki prapti ho jaegi yahan ke sukh dukh mitane ke liye prayas mat karo jaise bina chahe dukh aa raha hai koi nahi
chahta aise bina chahe sukh aa jaega naam jap karo bhagwat prapti ke liye naam jap karo dukh ki jad mita dene ke liye ye chhoti-chhoti pattiyan dale katne ke liye nahi jad se dukh vriksh nasht ho jaega jad se parmanand ki aisi mul utpatti hogi tum nihal ho jaoge mast ho jaoge bas naam pakar lo ab yah naam pakdna koi khilwad thodi dekho naam jap karke thodi der mein man bhula deta hai naam ko agar naam pakar lo to vishwas mano param sukh param sukh ka matlab yah nahi ki tumhare age check aa jaegi tumhare age sansarik bhog aa jae ye to bahut chhoti baat hai tum dukh sukh sahna seekh jaoge badi se badi vipatti mein bhagwan ko chhorne ki baat nahi aayegi ki ham pran tyag sakte hain lekin dharm nahi bhagwan nahi bhajan nahi yah milta hai bhajan se aur aisa param pad mein arudh hota hai us mahan parmeshvar ki padvi ko prapt hota hai jahan na janm hai na maran hai na dukh hai na shok hai na chinta hai na bhay hai kisi bhi tarah ka koi dukh sparsh nahi kar sakta aise pad ki prapti hoti hai hamen lagta hai
kiska prashn hai haan hamen lagta hai ki aapki soch kharab ho rahi koi karm bigad gaya jisse va aisa nirnay dila raha hai naam jap karo bhagwan ka naam jap karo bar apne muh se bol do Radha naam jaap kar le ham to bolte hain Radha Radha Radha hamara to jeevan hai pakdo naam jap ha naam jap karo naam se sudhar ho sakta hai aur to phir bahar se vipatti ana bahar se sharir rogi ho jana karm ka phal hai andar se hamare vicharon mein dosh na ane pave hamara vichar na bimar hone pave to anand bana rahega agar andar ka vichar dushit ho gaya to phir sab nasht ho gaya sab nasht ho gaya smriti gayi vichar gaya to kya rah gaya ji Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha
Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha he Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha radhara Radha
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…