hanuman ji ne patthar mein naam likha to wo tairne laga par jab ham likhte hain to aisa kyon nahi hota? BhajanMarg
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
sandip ji Kanada se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj maharaj inhone kafi lamba likha iska bhavaarth y kah rahe hain ki jo naam ka bhav hai jaise koi sant mahatma japte hain to uska ek alag prabhav hota hai aur jo ek normal insaan japta hai uska ek alag hota hai ye kah rahe jaise Ram setu mein hanuman ji itna rukie phir age badhe sant mahatma kinko kahte ho aap kisi vesh ko kahte ho kisi pad ko kahte ho sant mahatma ek vritti hoti hai ek sthiti hoti hai samjh rahe ho na pehle to brahm hatao ki kisi ham bes ko hi keval sant mahatma kahte hain ya kisi pad mein baitha hai to ham sant mahatma kahte hain sant ke lakshan varnan kiye gaye hain ye acharya parampara se vesh mila hua hai lekin sant ke lakshan nahi hai use sant nahi kaha jaega sant ke lakshan hai pent shirt mein hai wo to sant hai sadhu hota hai usmen pehle is baat ko sweekar karie agar vesh hai aur lakshan nahi to sant nahi hai bhesh nahi aur lakshan hai to sant hai aur bhesh aur lakshan donon hai to kya kahna mahapurush hai baat samjh gaye ab baat karo kya khas
baat hai jo naam ka prakash unke hriday mein jaisa hota hai aisa dusron ke hriday mein kyon nahi hota karan dusre sanyam ka bartaav nahi karte manmani aacharan kar baithe hain agar manmani aacharan na karen aur shastr sammat aacharan karen to wahi unmein prakashit ho jaega kitne aise grihasth hue jo maha mahima mein swaroop mein sthit bhes grast mahapurush ja va jise bhai ji hanuman prasad podar ji maharaj pujya shri jayadyal Govind ka ji maharaj kitne aise kitne aise naam tumhen ginae aur itihas bhara para hai grihasth mein rahe mahapurush rahe ab manmani aacharan karo do char mala ghumao to phir kaise ji inka wahi tha kah ra ki wo to swayam siddh hai dawai to dawai hai chahe doctor deya koi asar ek jaisa kyon nahi hota isiliye ek kupath hai aur ek pathya se chal raha hai to pathya wale mein zyada asar karega aur kupath wale ko pareshaniyan gher lengi nahi gher lengi to dawai to theek hai pane wale ka anupat jo vaidya ne kaha sadguru vaidya vachan vishwasa sanyam ya na vishay ke asa manmani vishay bhog karo manmani aacharan
karo to phir kupath ho gaya na ab kupath hoga to dawa to badhiya hai ab aapko bhari vikshep paida kar degi dawa kyonki aapko path kar rahe to pareshani paida hogi phir ho sakta hai dawa mein asar da ho jae ki itne samay tak jap rahe koi labh to mila nahi jo path se dawa ka sevan karta hai to rog badi jaldi nasht ho jaata hai aushadhi apna prabhav dikahti hai aise sadguru ke dwara prapt jo naam mantr hai unke dwara jo nishedh kiya gaya kiy nahi karna va nahi karna chahiye to aap dekhoge phir wahi rang aap mein aa
jaega jo sant mein aata wahi aap mein aa jaega sant ka tatparya hai jo bhagwat lakshan se sampann devi sampada van nirantar bhagwat chintan paraayan ab chahe vesh dari ho aur chahe grihasth ho usmen thodi tarah dekho vibhishan ji jab bhagwan ke samne aae to kya kaha bhagwan ne tum sari ke sant prem ho re aur apna prichay vibhishan ji kya de nath dashanan karam bhrata nishchal vansh janm sur trata sahaj paap pri tamas deha ye apna prichay de rahe hain dekho sant ki mahima aur bhagwan kya kah rahe tum sari khe sant pri
more dhar deh nahi anan ho mujhe lagta hai ki ham agar shastr sammat gurujanon ki agyaa ke anusaar apne aacharan karen aur naam jap karen to waise hamen labh pratap waise hi bhav samjh mein aayega a man mani aacharan to hamen phir kaise praya ham aacharan mein badi kami rakh rahe hain chuk kar rahe hain aaj jo hai satsang bhi suna ja raha hai sadhan bhi kuch na kuch kiya ja raha hai par aacharan mein badi chuk ho rahi aacharan mein chuk hoto chalni mein gaiya du hai aur dosh dev ko de hari guru kaho na mane to apno heele chalni samjhte na
ata ki chalni usmen gay hi jae kaha ja mere bhagya mein nahi doodh badha hai to isko murkhta kaha jaega ki bhagya kaha jaega murkhta ka jaegi na to jo manmani aacharan hai phir voh aapko kabhi unnati ka anubhav kabhi adhyatma ka anubhav yah nahi hone denge aaj manmani aa charnon ki baadh aa gayi hai kaun bhagwan ki baat manta hai kaun guru Gurudev ki baat manta hai kaun sant janon ki agyaa ka palan karna chahta hai man maniya jaisa man bole waise hi karna hai wahi khana wahi pina wahi sochna wahi samjhna kaun guru ke vachno ke anusaar chalta hai isiliye agar guru vani par hamara vishwas ho jae aur sant mahatmaon ke jo adesh unke anusaar to abhi anand aa jae yah to ham manne ke liye tayyari nahi hai ki jo santo ko milta hai va ko nahi mil sakta yah ham manne ke liye tayyar nahi kyonki yah bahari bhesh bhusha hai antarik chintan aapka kis koti ka usi koti se aapki unnati hogi adhyatmik bahut se aise aaj bhi grihasth hain jo sant hai bahut se aise grast hai hamari jankari mein hai pati hai patni hai das varsh se
brahmcharya rah rahe hain das varsh se yahan tak ki ame mein hai Vrindavan se shpath purvak kai varsh se brahmcharya rah rahe hain yah kaisi baat ho gayi socho 10 varsh se brahmcharya ek kamre mein rah rahe hain ek ghar mein rah rahe hain y chhoti moti sadhu hota hai aur aise ek nahi 10 20 jode honge aise jo brahmcharya se rah rahe aur sadhna mein lage hue aur patni hai sab pura parivaar aap unko kya kahenge sant nahi kahenge socho sanyam se rah rahe hain accha ham kah rahe chalo santan upatti aadi ki cheshta bhi ho rahi hai bhajan mein ra sanyam mein yahan to e vichar ho raha hai yahan to manmani vyasan ho rahe man mani aacharan ho rahe hain thoda mala ghuma liya manmani aacharan kar rahe hain to hamen lagta hai phir to labh ka anubhav nahi hoga yah baat hai hamen shastr agyaa ke anusaar aacharan karne hain aur guru prdat naam jap karna hai mantr jab phir jo prakash hoga phir wah sadhu bana dega sant bana dega matlab andar se sant ho jaoge aap kitne aise grihasth mein jo sant hai apna chashma theek nahi isliye dikhayee nahi de raha nahi to aise
kitne grihasth hai jo naam vani mein du dube hue hain naam japo aur aacharan achhche karo to baat banegi kyon aapka kya sanshay ismen raha ji iske age kah rahe hain bhagwat ji ke ek shlok mein unka anuvad yah hai ki ma ji mere priy Uddhav jis prakaar dhat ki aag lakdi ko rakh mein badal deti hai usi prakaar bhakti mere bhakton dwara kiye gaye papon ko puri tarah se jalakar rakh kar deti hai inka prashn hai vyakti apne pichle karmon ke karan pidit hota hai lekin shri Krishna ke uprokta kathan ke anusaar yadi koi vyakti bhakti seva apnata hai to yah janmon janmon ke kiye gaye asam aseemit karmon ko jala sakta hai lekin phir bhi maharaj ji us sthiti mein ham kyon dekhte hain ki bhakt ne aisa kiya apne jeevan mein itni sari samasyaon se gujarne ke liye ve aaj jo kuch bhi samna kar raha hai pichle karmon ke karan hai unhen jala diya jana chahiye bas ek bar bhakti sevaaon mein salgan ha us shanti se bhakti karne ha unko samjho godam jama hai sanchit karm kriy man naya bhajan ban raha hai paap ban nahi rahe
purv mein jab is sharir ki rachna hui to do karmon se rachna hui kuch paap ka hissa kuch punya ka hissa ye racha gaya rach gaya ismen hai ki 10 varsh mein ye ghatna ghategi 20 varsh mein 40 varsh mein 80 varsh mein ye pehle se nischit ho gaya ab jab ham bhajan marg mein chale bhagwan ki bhakti ki to jo hamara godam jama hai karmon ka sanchit karm bhagwan ne sab bhasm kar diya jo naya hai wo bhagwan ko samarpit hai isliye va hamko bandh nahi payega jisse sharir ki rachna hui hai bhagwan ke bhajan bal se usko ham bhogte
hue par karte chale ja rahe hain samasya hai hi nahi jo chhut gaya hai tir ab use tadi mein wapas nahi laya jaata bhagwan ne hamari sharir ki rachna jab ki to do karmon se ki paap aur punya donon us samay ham koi bhajan to kar nahi rahe the tabhi to hamse paap aur punya do hi karm hue bhajan to bana nahi ab hamen bhagwan ne apni kripa se mano de diya ab ismen dukh sukh aaenge jo pehle rach gaye par jo hamara stock jama hai use bhagwan bhasm kar diye jo naya karm nai kheti hai wo bhagwan ko arpit hai va hamen bandh nahi paegi lekin jo praar rachna sharir ki hui hai usko bade-bade siddho ko bhogna para hai bole amuk sant ke cancer ho amuk sant koy wo avastha ke anusaar aayega attack karega par wah bhajan mein hai isliye wah attack uska kuch prabhav nahi dal payega samay katta chala ja raha hai rog apni sthiti mein hai agar va pran lene aaya hai to pran chhut jaenge va bhagwan ko prapt ho jaega khatm ho gaya janjan hisaab kitaab sab barabar hai pehle se wo bhasm karne ki baat baat kahte hain yah thodi ki bhakton ko jukam
nahi hoga bukhar ek se ek bhakton ke jeevan mein kasht aae hain to uski rachna ho gayi chuki hai na a jaise man lo nak tedhi aise paida hui to uski rachna ho gayi to ab kya karoge ye baat samjhna yah nahi dekhna ki santo ko praarabdh bhog kasht kyon mil raha bade-bade aap acharyon ko gurujanon ko dekho kitni pida mili dharm par chalne par bhajan kar karne par mahan mahan kai bar mahapurushon ke charitra ko padh ke dekho aap to aapko pata chalega kitna kitna kasht sa aur us kasht mein bhi wo muskurate rahe hain bhari kasht bhari kasht mein bhi unke andar yah khas baat pakri gayi kasht ana khas baat nahi pakda us kasht mein bhi ha wo is kasht mein bhi parmanand ki muskurahat rahi kabhi aah nahi nikli aap jo jaise hamen rakh rahe ho ham usi mein ra joi joi pyaro kare soi mohe bhave pyare jaise rakh rahe tera kiya mitha lage yah bahut badi baat hai apne isht ke prati apne sahab ke prati ki wo dosh nahi dekh rahe usam wo kah tera kiya mitha jo aap kar rahe ho na bahut mitha lag raha hai accha ye hai bhagwat
prapt mahapurushon ka chi ye to praarabdh bhog hai puj shri guru arjun dev ji ko waise tapt balu jaise balu mein chana dal do na ekdam bhun jae aisi balu dali ja rahi upar se kada mein kholte hue tel ke kada mein unko us samay bhi muskura rahe tera kiya meeth ye matlab charm sima ki aap socho aur ek ek baat thodi pure gurujanon ko dekho Guruvani ko padh ke dekho mahapurushon ko dekho bhayanak se bhayanak kasht pida sab mahmmahim shri guru Govind sinh ji ke putro ko diwal mein chuna jae aur wah muskura rahe hain unke andar koi bhay nahi hai socho kaisi dharm nishtha kaisi desh nishtha kaisi bhagwat nishtha mahapurushon ke charit ko dekh kar ke lagta hai ki hamko bal milta hai hamko samarth milti hai ki hamare gurjan hamare mahapurush jan kaise kasht se aur shikayat nahi koi ki tera kiya mitha lage matlab gazab ki baat hai agar chah le wo itni samarth hai to bhasm kar de nasht kar de unko samarth hote hue bhi bhi use sah rahe dikhaya ki kya sadhu hota hai kya mahapurushon ka swabhav prabhav hai
sab kuch karne ki samarth hai ye jo gurjan prakt hue jaise pu shri guru arjun dev ji y sakshat bhagwat shakti sampann hai ye jo chahe kar sakte hain bhagwan hai sakshat lekin sah rahe hain aur ham logon ko yah bal de rahe hain ki is marg mein agar aisi bhi paristhiti aae to hamen digna nahi hai hamen hatna nahi aajkal ham char din mala jape hamara kam nahi bana bole hamari a shraddha ho gayi bhagat ho tum bhagwan ke tum jan ho tumne abhi shastron ka swadhyay nahi kiya Guruvani ka swadhyay nahi kiya isiliye nahi to pakka ham keval sukh ke pralobhan mein thodi tumhen pyar karte ham pyar karte hain tumhen apna mana hai tum chahe jitna dukh do ham aapki hi jai bolenge ye mar gaye ham aapki jai bolenge aapki taraf se diya hua dukh hamare liye pyar hoga ham use aadar se sweekar karenge y yah marg hai kyon maharaj ek chhota sa question pooch sakta hoon us pichle question pa Ram naam mere chhote bachchhe ka bhi question tha unhone bola katha suna raha bole jab hanuman ji ne Ram naam likha to
patthar ta bole papa main jab likh raha hoon to doob raha hai kyonki tumhari abhi bhavna us koti ki nahi hai ek bar Kabir das ji ke shishya ganga snaan karne ja rahe the to ek kusth jiske galit kusth sharir mein tha wah atmhtyaa karne ke liye kuda log use pakar liye to bhid lagi thi to wah bhi nazdik gaye kya baat hai kya baat hai to unka inko galit kusth hai y jeena nahi chahte isliye atmhtyaa karna chahte bole are iski zaroorat kaise hai khada ho aur dubki laga Ram pahli dubki mein mawad peep sab khatm Ram teen bar ka ekdam sab theek ho gaya aae vilumb ho gaya Kabir das ji ne pucha kaise vilumb hua to unhone kaha ki aisi aisi ghatna bole teen bar ek galit kusth ko theek karne ke liye are ek bar hi kafi ta tum teen bar bole aur 300 bar bolo samjhna bhajan bhav nishtha tadatmanam va tanmay wo usi mein lagan se jab bharat ji Chitrakoot mein bolte the na Siyaram aur kadam badhate the to lata pata sab karunamay hokar bolne lagte Siyaram jab chaitanya mahaprabhu bole hare Krishna to pashu pakshi bhi aise hare Krishna
kya tanmayata priti hamari tanmayata priti nahi hai utni jo hanuman ji mein Ram ji ke prati priti hai jo hanuman ji ke hriday mein Ram naam ki priti hai wah priti thodi hai hanuman ji us priti mein barkar jab likha to tair gaya pashan bhi tair gaya samjh rahe na ham ham hanuman ji se priti wa samanta thodi hanuman ji ke andar jo Ram naam ki priti hai wah priti hamare andar abhi nahi jape aa jaegi waise hi jap karen jaise tanmayata mein aa jaegi sthiti aa jaegi aisa nahi ki nahi aayegi aa jaegi kyonki naam mein apaar samarth hai ham aaj check karen waise ek hai ki Ram bolte hi romach ho jaata hai asu chalne lage Radha bolte hi rom pulkit ho jaata hai to hua kya japte japte japte japte ab hriday tanmay ho gaya ab usmen chamatkar ho jaega wo jo chahe so ab prarambh mein thodi ho jaega prarambh mein galit kusth ko khada karke 300 bar kaho tum to nahi hoga kyonki tumhari utni nishtha nahi hai utna power ekatrit nahi tumhare andar aur voh ek bar mein kar denge kyonki power sankalp
pavitra tanmayata priyata samjh pa rahe haak dile
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…