ekantik vartalaap evam darshan #494 · 18 march 2024
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
doctor piyush Sharma ji bareli se Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji ek aadmi kam krodh lobh moh ke vashbhut hote hue galat aacharan galat khanpan karte hue bhi sahi jeevan bitata hai par sahsa hi sahi jeevan bitata hai waise kaisi baat kar rahe hain sahi jeevan ka matlab kya hota hai nahi waise jaise wo kam krodh lobh moh mein para hua hai ha khanpan uska galat hai aacharan uske galat hai lekin use aisi anubhuti ho rahi hai ki main aishwarya ka jeevan ba ganda hriday hai ganda hriday to aap kaise sahi bol sakte hain aap use sahi kaise bol sakte hain jiska ganda hriday hai jo paap se itna malin ho chuka hai ki paap karte hue bhi use prachit nahi ho raha use shok nahi ho raha to malin antahkaran wale ko aap accha jeevan vyatit karar aap aise kaise bol sakte hain samjh rahe hain na haan ab aap uske vishay mein prashn kijiye apne par jab uske hriday mein vairagya nahi uske hriday mein nahi apne hriday ki baat karo y apne hriday ki baat hoti hai ham samaj ka nahi hamare samne aae hue jo
vyakti hai uski samasya ka samadhan karne ke liye baithe hain agar aapke andar y baat hai to aap unse prashn kijiye samaj ke liye jo hamare samne aayega uska uttar ham de denge kyonki samaj mein kya-kya ho raha hai aise prashan ka uttar nahi dete aapka personal kya samasya hai sadhna mein aapka personal kya jeevan raha hai uska kya parivartan chahte ho kya parivartan hua hai ya aap aisa piche the aapko anubhav nahi ho raha tha ab aap aisa chal rahe aise prashan ka uttar hota hai maharaj ji aap jante hain prashn mera hi hai haan to isliye ham kah rahe hain ki chhupao nahi karna chahiye kyonki sadhu samaj mein khuli varta karni chahiye isse kya hoga ki aapki malilta nasht ho jaengi ismen apne ko sabit karte hain to hamara aham aur paap donon nasht ho hota hai samjh rahe aur jab ham kisi ko kyonki apne log to samjh rahe hain na apne to samjh rahe hain ham aapse aapke mukh se nikalwana chahte hain apne ko to samjh mein aa raha hai na ki aap apna prashn kar rahe hain lekin aap usko isliye dhak rahe hain ki aap
apni malin hota ko bachana chahte hain aap apne aham ko surakshit rakhna chahte hain to doctor se sidhe bolna chahiye ki yahan dard ho raha hai use yah na kahe ki dekh lijiye aap kahan dard ho raha hai to phir wo itne parche banaega exra karao siti scan karao altra san sidhe bolo yahan dard kar raha hai accha yahan matlab dil to ab ham us department mein lagte hain to sidhe pehle main ko sweekar karu ki mere andar yah galti thi usse kya hoga ki bhagwan kripalu hai jab ham yah sweekar karte hain ki main bahut hamen sharm lagti hai aisa bolne mein abhi koi sabha thodi hai abhi to 102 log baithe hain jab lakho ki sabha mein hamay bol de ki main adam hoon mere dwara aisi galti hui main kabhi apne ko doshi mana hi nahi harshit hokar papa charan mein rat tha ab mera sudhar kaise ho sakta hai to pahli drishti jaegi ki bahut kripa patr bhagwan ka jan hai jo apne dosho ko sweekar kar nirdosh hona chahta hai ab ismen prashn mein kya hai prashn aap kar rahe hain apna kapt ka aashray le rahe hain isliye sahi uttar
hone par bhi aap use grahan nahi kar payenge ab sidhe padi thes pahla uska uttar yah hua ki aapke aham ko bura laga jab aap sabha mein bole main bahut nich hoon aur sab nich aacharan karte hue main harshit ho raha hoon ab sab wo kahega andar se kyon bol rahe ho dushmanon ko pyar se ghar mein chupae to apna nash hi va karenge isliye sabse pehle prichay dushman ka de aap doshi nahi hai aapko in dushmanon ne fansa rakha hai aur aap bhram se inko bahut pyar kar rahe hain hamare ko kamne ghasit kar papa aacharan kara diya ham shikayat nahi kar sakte sant mahapurushon se ki is nich kam ne mere ko parast kiya hai aur aisa dushman mere hriday mein hai aap iska kaise nirakran kaise girao yah prashn banta hai to ham isse galit hota hai aur paap ka isse prachit hota hai ham log bahut buddhiman hai lekin buddhimani karke apne dosho ko chhipate hain aur jabki dosho ke chhipane se dosho ka bal badhta hai aur wah hamko parast karte hain ham alag hain man alag hai man ko tada atma bhav se sweekar karne ke karan hamse papa aacharan kara ya
gaya kyon karaya gaya waise ham karta hai baat samjhna lekin sena yadi vijay ho to raja vijay mana jaata hai sena har gayi to raja har gaya hamari jo sena hai indriy man buddhi yah gande marg mein chale gaye tob ham apne ko bolenge ki ham gande hain yadyapi amal hai nirmal hai kabhi bhi aap gande nahi ho sakte aapke karan gande hain samjh rahe na aacharan gande to ham gande aadmi aacharan achhche to ham achhche aadmi yadyapi aisa nahi hai aacharan gande hone ke karan hamari tanmayata usmen hone ke karan ham bhram se apne ko ganda man rahe ham kabhi gande hue hi nahi the dekho kaise chetan amal sahaj sukh rashi us chaitanya mein kabhi koi malin hota nahi ja sakti jo aap hai par aapne apne ko chaitanya na mankar manushya deh mein purush mana aur akran ko main man kar ke jo sukh bhogne ki lalsa mein gaye to papa aacharan ban gaye tob aapko bhram ho gaya ki main paap aacharan karne wala hoon ab isi braham ko ni patna hai to aap pehle sat aacharan karo sat aacharan ka anusthan karke paap aa charnon dwara jo galtiya hui unka prachit kar lo aapka hriday
nirmal hoga to aap ahankaar rahit ho jaenge yahi bhagwat prapti hoti hai ahankaar vimu atma karta miti mante ab agar satsang suna ho aapko jalan hui ho to batao mein hui hai na jalan satsang sunne par main galat hoon hui na pavitra hua na hriday aaj aap abhi baithe ho aapka andar se ham kah rahe na ki kyon aisa bata diya ki maine hi kiya tha prashn andar aa raha hai na uske usi ko marna hai wah dushman baitha hua hai andar sanskriti mul sul prad nana sakal shok dayak abhimaan jo bhagwat marg ke pathik hote hain tinke jaisa aparadh ban jaata to pahar jaisa kar apna varnan karte hain main bada dekho surdas ji maharaj samne jinke thakur ji baithkar pad sunte hain wo kya kah rahe hain mosam kaun kutila khal kami jin muk tan diyo ta ko na bhajan kiyo ai so non mosam kaun kutila khal kam wo to likh rahe hain sabha mein kah rahe hain kya aisa mahapurush kami ho sakta hai kutila ho sakta hai jiske netr band bhagwan ki sari shobha dekhkar varnan kar rahe hain lekin thodi si bhi vritti mein aa jana unko pahar jaisa lagta hai
aur apne log malin hriday ke to pahar jaisa paap bhi apne ko rai jaisa bhi nahi lagta paap karne ke baad harsh hota hai ki aaj to hamne yah bhoga kal wo bhog parso wo ye malin antahkaran ka lakshan ye bade-bade mahapurushon ne jab apna prichay diya to adham nich aisa prichay diya hanuman ji prichay de rahe vibhishan ko asmay adham sakha sun moh par Raghuvirr waise to main bahut adam hoon lekin mere upar bhagwan ki bahut kripa hai samjh rahe yah kahna koi matlab dukhad ya pashchatap ka vishay nahi ki hamse jo galti hui ham kah de anand hona chahiye lekin dekho aam ko anand nahi hoga aur yah aam theek ho jae to yahi bhagwat prapti kara de nahi aap kabhi gande nahi the aapne gandagi ko lapeta hai to chhod do aap snaan kar lo gandagi dur ho jaegi gyan ka snaan hota hai bhakti ka snaan hota hai yog ka snaan hota hai yahi hai aur jahan aap nirmal the keval bhram ko mitana hai jahan wo bhram mita aap apne swaroop mein aa gaye na koi kam na koi krodh na aaj tak aapko kam krodh chu nahi saka inki takat nahi par aap apne mein tike hi
nahi jahan kam krodh ka prhar hai wahan aap aa gaye is sharir par prhar hai aham par hai usi ko aapne sweekar kar liya na aap stri hai na purush hai jad hai na chaitanya hai ek sacchidanand swaroop aapka hai use kaun dekh pa raha hai yahi janane ke liye adhyatma hai yahi samjhane ke liye adhyatma hai aapki jo indri aur man galat kar rahe hain inko ab aap sahi marg mein lagao tab aap jaan loge ki aap nirmal hain jaise swapna mein aapne 100 katal ke to jagne par na bharatiya kan samvidhan aapko dand dega aur na Bhagvati dega donon mein nahi milega to ma ka main anubhav apna sat hari bhajan jagat sab jis samay bhajan mein lag jaoge to yahan ka jitna paap hai a tom sarv paap moksh mas par jo aaj se suna ab na karo tab ab lo nishani ab nan samjh pa rahe agla kya prashn hai priyanka ji Gurudev aapke charnon mein kot pranam Gurudev man samaahit hona kise kahte hain kaise gyan ho ki man samaahit ho gaya hai isht mein man ki har samay sthiti rahna koi sankalp nahi koi vikalp nahi koi prashn nahi koi chah nahi bhagwata
ka man ki sthiti sav man Krishna padar vind man bhagwan ke charnon mein samarpit ho gaya bar-bar unki rup madhuri unhin ka naam unhi ka chintan isht mein chitt ka sankalp vikalp shunya hokar ke nirantar chintan karna samaahit kaha jaata hai isht ka nirantar chintan swabhavic jahan hota hai na koi prashn hai na koi cha hai nirantar bhagwata ka vriti use kahte chitt ka samadhan ho jana man ka sanshay shunya hokar prabhu mein tanmay ho jana samjh pa rahe hain aap kiska prashn hai haan to khub naam pehle jap karo tab man ki sthiti prabhu mein aayegi nirantar naam jap karne se hamara man nirmal hota hai aur nirmal man bhagwat charnarvind mein sada sada ke liye samarpit ho jaata hai malin man mein kam krodh lobh moh madh matsar inka tandav hota rahta hai nirmal man mein bhagwat rup bhagwat leela bhagwan naam yah chhaya rahta hai y sankalp vikalp prashn jab tak hai tab tak abhi samadhan nahi hua chitt ka samadhan ho jana ishtanga teli ji Rajasthan se shri Harivansh maharaj ji maraj ji aapki vani se yah suna tha ki parikrama ya kahin par
bhi darshan mein ya kahin prasad batar ho to hamen nahi pana chahiye jo bantne wala hai prasad hai hamen man mein yah bhavna hoti hai ki agar nahi paya to bhan ke prasad ka apman to nahi hoga isliye bhagwan ke jab aap mandir gaye jaise Radha vallabh ji banke bihari aur wahan koi prasad to kinka aise le le ab rod mein jo bant rahe hain wah sukrit ke liye bant rahe hain a Vrindavan dham hai yahan to hagar mein thakur ji hai waise dikha bahut tumhari shraddha ban rahi hai va gira para hoga ki inka utha lo tab mane bhagwan ke prasad ki mahima aapne jab bant rahe hain to halwa ke kan gire honge na utha lo aise prasad hai bhagwan ka zaruri grihasth hokar ke wahan donon mein kha rahe ho khade ho uska nishedh kiya hamne yadi aap Vrindavan aae ho aap parikrama de rahe ho to aap pun sanchay kar rahe ho aapko koi sharbat pila de aapko koi halwa khwa de aapko to phir aapka sukrit kya aap khud kijiye apne paas 10 20 rupya jo mehnat ke kamae hue hain ham usse sharbat pi lenge ham usse bhojan pa lenge nahi upvas kar lenge par
ham apne ko bacha ke le jaenge yahan Vrindavan se y aao aao bhojan pao tov to dekh hi rahe na ki parikrama kar rahe ho sukrit hai aao khao sukrit uske paas jaega nahi nahi bhai kinka va aise pure dona ke liye pane ke liye hamne kahin prasad agar paya bhi to aapko pata ki agar ham bahar payenge to 50 rup lagega 50 rup nikala wahan ke thakur ji mein chadha diya to pa liya nahi to aise nahi paya bahut si jagah hai na dakshina wagairah karte na dan vagar wo bhi nahi lete kya chij agar prasad pa liya aur wahan
par hamne kuch paise ki ki wo bhi lena y jagah nahi pana chahiye ha mehnat kare grahasti mein namak roti bhale kha le lekin kisi ka dan punya karna khae tirth gaya hai tab to badhiya apne paap nasht karne gaya hai punya lane gaya hai bade bhagya se tirthon mein ane ko milta hai to ham ek do din kisi ka kuch nahi khaenge ek din to upvas karke bhi raha ja sakta hai marega thodi ek do phal le liye kha liye ek din upvas kar liya dusre din ek bar kahin anya ki vyvastha paisa se kar liye ab jaise yahan Vrindavan braj mein hai to yahan to hamen lagta hai pyaaj lahsun to nahi parta hoga yahan ke jo haan kyonki dham hai yahan to bahut pavitra sab to yahan kahin bhi 10 20 50 ke jo ho apna roti daal lekar kha le braj ke andar hai Vrindavan ke andar braj ke andar to mujhe to nahi lagta aisa ki par kabhi hamne paya to madhu karri paye par hamen lagta nahi ki wo log matlab pyaaj lahsun dalte ho braj mein to aisa nahi hoga parab wo dhire dhire hawa jab chalti hai sansari to phailne lagti kyonki bahari logon ko
pasand y aata hai na aisa to hamen lagta hai ki kisi ka dan punya ka na khae ab aap dekh lo phir jaisa theek hai aao ham apni taraf se sabse prarthna karte hain dekho aacharan hi hamare hamko unnati avnti sukh dukh pradan karte hain ye mans khana sharab pina parai matao bahno ki taraf gandi paap drishti rakhna yah kabhi aapko sukhi nahi ho ne dag sabse hath jodkar prarthna hai aaj tak jo kiya kiya yadi aap Vrindavan aae ho sant samagam mein aae ho to in teen baton ko to sudhar kar lijiye madira pan karna parai mata
bahno se vyabhichar ki bhavna rakhna ya karna aur mans khana kisi bhi jeev ko aap chiti ke piche anguli laga ke aise dekho piche piche to usko mehsus hoga ki koi piche hai to bhagegi bhay se har jeev apna pran bachana chahta hai ye jo jeevan ki hatya kar ke jo mans bhakshan hai wah aaj tumhen accha lag raha hai kal tumko wahi dand milega dekho jaise badi nirdayta se pashu ko bandh kar ke aise bhuj jinda dande mein bandh diya aise tang diya niche aa gaye theek hai ab tumhara karm tumhen kaise bhuga ek gaadi hai theek hai raftar se ja rahe ho aath log parivaar ke baithe ho aag lag gayi shisha lok usi mein bhun gaye na samchar keval aapka aayega aap nahi wapas aaenge karm karm isliye daro koi dand nahi dega tumhara karm tumhen nasht kar dega hamare dwara khud aise karm ho jaenge jo ham nahi chahte fas jaenge isliye sabse prarthna karte hain yah dusre jeevan ko dukh dekar mans khana sharab pina bevichar yah mahapap hai tumhen aisi jagah phasa denge pura jeevan narak ho jaega aap akh khulkar dekh lijiye yadi
hamare karm to hamen kahan pahuncha denge kya durgati ho jaegi sadhu samagam mein aa isliye prarthna hai agar aap man sako ki ye chijon chhod do to accha hai ye khanpan ye gandi adte aapko kabhi sukhi nahi karegi phir aap jab inko chhod doge tab aapke andar jo gyan aayega phir aapko dukh hoga ki maine aisa kyon kiya jaise abhi aap kah rahe the na to jab ham barabar wahi gandi baat karte hain to hamare andar ke jo sat paramanu hai wo nasht ho jaate hain wo phir sala dene lagte hain galat hi wah kabhi achchhi salah
nahi dete jaise ab aap kuch karenge to aapko ek sat paramanu jo punah jagrit hue wo aapko klesh denge phir galat karne ja raha hai to pehle asat cheshta hon ko agyaa mankar chhod do to aapka param kalyan ho jaega aur jaise bane jitna bane naam jap kar lo yar Radha Radha Krishna Krishna Ram Ram jo aapko priy ho aap naam jap kar lo hamari baat man lo bilkul hriday se kah raha hoon yadi naam jap karoge to bhagwan bade kripalu lenge nahi to aisa sansaar ka dukham swaroop hai pocho mat wo jab sankat mein phas jaata hai aadmi tab samjh sharir prannon se pyara accha ab aapko asadhya rog ho gaya ab raat din jalo na uska chintan hoga na raat din pareshani aayegi na niklo is sharir se niklo haan is sharir se upar niklo jab tak ham naam jap nahi karenge achhche aacharan nahi karenge to hamara jeevan mangal mein nahi hoga theek hai shri Radha vallabh lal to ham ap taraf se prarthna kar rahe hain ki Holi aa ra sharab mat pina haan jo nahi pite rojna wo bhi Holi ke din sochte hain tob hamare paas aae ho to bhai hamari prarthna hai ki
sharab mat pina mans mat khana parai mata bahno se gandi drishti mat karo aur naam jap karo Radha Radha to tumhara yah jeevan sukhmay ho jaega aur parinaam aapka aapka parlok bhi badhiya ban jaega agar is lok se parlok nahi banaya to khali ho gaye phir kya hai yahan jo hai sab yahi rah gaye paap punya lekar jaoge to Radha Radha naam parlok ke liye aur is lok mein sukhi tab rahoge jab aacharan sahi honge to sir aap vyabhichar ka mans ye raaksasi vritti hai manushya vritti nahi aapke liye kam upbhog ke liye grihasth mein dharm purvak vyvastha banai gayi hai pati-patni parivaar ka ek matlab sima banai gayi hai aap apni sima mein raho to paap nahi hoga chahe stri ho chahe purush ho sima ka ullanghhan karoge to aparadh ban jaega phir buddhi bhrasht ho jaegi aur jeevan dukham ho jaega achhche se chalo naam jap karo to yahan bhi sukhi parlok mein bhi sukhi Radha Radha khub naam jap karo aur ye utsav to ate jaate rahte hain aadat kyon bigade chahe jitna utsav ho y gande nasha ke liye thodi aata hai utsav aata hai khub gao nacho naam
kirtan karo bhagwan ka jas aur achhche-achhche padaarth bante hain gujhiya aur ye sab zaruri wo dalit dura kare wo nasha na kare mans na khae gandi baten na kare yahi hamari prarthna hai aap logon se apna jeevan ujjwal banaiye svasth rahie bhagwan ka chintan kijiye prasann rahne ki cheshta kijiye thoda jeevan hai gande aacharan ganda wo jalae ka man chinta shok bhay ye laga rahega ji sab kuch chhod diya satsang ke prabhav se parantu kuch samay baad pata chala ki wo kisi la laach bimari se grasit ho chuka par maharaj ji jab
wo marg par aa aa gaya hai use is bhaykar dukh ka samna kyon karna par raha hai haan kyonki hamne bambal boya hai to kanta to lagega na tum kitna sat marg mein aae ho to ye to tum jaan rahe ho lekin is sharir ki ham baat ka rahe hain bachpan se bhagwat marg mein kabhi kisi ko aise chot pahunchai ho aisa ho nahi sakta 13 varsh ki avastha mein ghar se bag the aaj jo bhi sharir ki avastha hai aise hi chale hain donon kidney phayl hai na ye nai kheti uska prabhav ham dukhi nahi hain ham rogi nahi hain ham parast nahi hain kisi ko vishwas nahi hota ki aisi dincharya wala aadmi kidney failure ho sakta hai vishwas nahi hota vastvik baat satya hai ki meri kidney nahi kharab hai is sharir ki kharab hai agar main sweekar kar lun to abhi tumhen pata chal jaega kidney kharab hai bhagwat charnarvind ka aashray bhagwan naam ka bal ye sab theek kar deta hai aapko chinta nahi karni jo bhul se galti ho gayi age uski punravritti na ho naam jap karte hue chalo aur yah mat socho ki ab hamko yah rog ho gaya to bhagwan ne kyon diya aapne to
galti is janm ki dekhi hai abhi ek din ek prashn kar rahe the ki bina kisi aparadh ke mujhe dand kyon diya gaya hamne kaha bhai imandari ki baat man lijiye hamari sarkar mein kabhi aisa nahi hai jo adhyatmik bhagwat nirnay hai usmen kabhi aisa nahi isi janm ke aise paap batao jinka tum ne koi prachit nahi kiya koi dand nahi mila ab wo bo gaye wo phal nahi denge aapko aisi jagah pitva jaenge aisi jagah fasaye ja 100% satya ho lekin wo ekantik paap jisko koi nahi janta wo tumhen wahan dand dega tumhen bhugatna padega avashya mein bhakt kritam karm Subha subham bal brahmachari zindagi mein kabhi bhi adharm aur asatya aur paap aacharan na karne wala maha vaishnav Bhishma ji maharaj chha mahina banon ke y purv karm bhog avashya mein bhog tavy is sharir ka jab nirman hua to jo praarabdh se sukh dukh banaya gaya usko pure jeevan mein bhogna padega ab jo hamare achhche karm hai wah purv karmon ko bhasm karenge naveen karm achhche hai isliye hamen bhagwat prapti ho jaegi lekin hamen purv karmon se jab sharir
nirman kiya gaya to usmen do rakhe gaye the ek paap punya to punya ka pratap alag sukh unnati jai paap ka pratap paraj avnti dukh yah bhogna parta hai bade-bade siddh mahapurushon ke shariron mein to aap to abhi is baat ko samjh lijiye ki aapki to abhi koi sadhna hi nahi hai to aapko jo dand mil raha hai wah kisi ke dwara nahi nirdhrit kiya gaya bhagwan ke dwara avashya mein gita mein avashya mein bhog tavy kritam karm shubha shubham jo sharir shubh ashubh se rach gaya hai wo jo godam hai wo to sharanagat ho bhajan karoge to bhasm ho jaega jo age hain a savdhani se chal rahe ho isliye ga kam honge agar bhul chuk se ho jaate hain to tatkaal uska dand milega hriday jalenga bahut pareshani mehsus hogi usi mein bhasm ho jaega lekin jo sharir rachna mein hui ki bhai 80 sal jeena hai 5 sal ki avastha mein yah dand 18 mein yah 22 mein wo milega ye ab hamari nai fasal hai nai kheti hamen bahut vivek purvak chalna ghabrana nahi ki bhakti mein chal rahe to kasht zyada badh rahe hain nahi ek inch bhi kasht zyada nahi milega jo
hamen parinaam bhogne wo bhogne hi hain to dekho bade-bade santo ke kisi ke cancer kisi ke Ramkrishna paramhansi ji ke gale mein cancer bhagwat prapt mahatma bade-bade mahapurushon ke to aisa kyon phir hota unki bhakti mein koi kami hoti hai kya nahi to ye hamen dhyan rakhna hai ki hamko shareerik dand bhogne padenge manav de hai bade bado ko bhogna para aap itna samjho bhagwan Ram ji ke pita ka saubhagya prapt hua dashrath ji ko hua na iske baad dashrath ji ke dwara ek aparadh ban gaya tha tha shravan kumar ka achanak mein wo to aap dekho wo putr ke viyog mein unke mata-pita padhare na to maharaj bhagwan putr bane lekin usko mita ra nahi dashrath ji ko waise hi tadapkar pran tyagne ka shraap hua tha waise hi tadapkar pran tyage to bhai aap itna ishare se samjh lijiye ki karm ka jo dand hai nirdhrit jo ho chuka wo to bhogna padega aur jo hamare karm jama hai wo bhasm ho jaenge maharaj ji main kahna chah raha hoon jaise purv karm se jo hamen kasht prapt ho raha hai jo pareshani ho
rahi hai to uske liye kuch pashchatap ka marg nahi wo iska ek hi pashchatap ke naam jab karte uske upar utho use bhogna padega jo praarabdh chhut chuka hai sharir mein aa chuka hai wah hamko bhogna padega nahi agar aisa hota na to sant mahatma ek minute mein chu chhaa karte sab ho jaata jaise log nahi kahte aisa kar do inka y theek kar do unka theek kar do bhaiya aaj tak hamne aise kisi brahm rishi ko nahi dekha hai chu aise kiya aise ho gaya kitna va bhajan karte hain chu karne wale pata nahi notanki natak karmon ke nash ke liye nahi hai va bahut hi matlab vichitra khel hai bole tumhe amuk rog hai bole haan bole theek bole ha theek are vah bhai aise ho to aspatalon mein tala lag jae bole murda jinda postamartam ko kahe le jao sidhe wahan le jao chu bolenge pura sharir nihal ho jae aisa to hamen kahin shastron mein nahi mila ausdhiya hai rog hai unka nivaran dhire-dhire aise ayurveda hai homopaithik hai elopaithik hai haan rishi muni adhyatma ke dwara bhavar rog ka nivaran karte hain kabhi koi apni tapasya ka
prayog kisi aise vishisht ke liye kabhi koi ek do ke liye kar diya wo bhi gupt rup se to unko bhi uska paap lekar bhogna hai uska dur kiya uska paap lekar bho aisa nahi chu aisa nahi hai nahi to bhagwan chu karke shravan kumar ke pita ka shraap nasht kar dete bhagwan sarv samarth shali pakka matlab vidhan ko samjhne ki cheshta ki jae isliye bhakti pusht ho jaegi agar vidhan samjh jaoge nahi to aapki agar aapka chintan prabhu mein lag jae to prabhu sharir rogi hote hu bhi koi fark nahi parta lag gaya maharaj ji lag phir aap shikayat mat karo ki koi rog hai koi kar Radha yah jaega tum nahi ho yah jaega aapne mera jeevan badal diya maharaj haan nahi abhi to abhi to kya hai abhi thoda aur age badho aisi unchai par aoge ki nach padoge ro padoge ki prabhu aap bade kripalu prabhu ki hamko sant samagam mila jab drav din dayalu rag ho to sadhu sangati paie sachchi bata rahe hain aapse har samay aisa utsah aisa bal bana rahta hai keval prabhu ke se bhagwan ke mata-pita kans karagar mein kitni badi avyvastha hai
aap socho garbhvati maa Devki pita aur avatar kinka ho raha hai sarwalek maheshvar bhagwan ka ab vichar karke dekho bhagwan wahi usi samay kam ko nasht kar dete jo chaturbhuj narayan rup nahi samay leela y hamen jao chhupa do jakar vichar kar jab Devki ji ke samne prakt hui to balak rup nahi chaturbhuj va bhagwan ka va waha Vaishno tej swaroop ek second mein kans ko bhasm kar dete hain leela karne cura ke ratri mein bhagwan ko wahan chhod ke ate hain phir wo ate hain 11 varsh ki avastha ke baad bal khinch karke usko param dham pradan bhagwan ki ham jo leela gate unka rahasya samjho jab bhagwan ne udhar kiya to idhar krishnavtar mein baan mara na charan mein to hamara koi na koi karm jo kiya hua hai va hamen bhogna padega yah kisi ke chu chhaa jantra mantr se nahi jane wale thodi der ke liye tumhari dimaag ki sthiti ko badal de aise mantro ka prabhav hota hai aur iske baad aapka karm bhog aapko bhogna hi padega yah jarur dekha hai hamne ki koi mahapurush jaise karuna kar diye aur aapka rog theek kar diya kaise aapka
rog apne mein le liya wahi rog thode dino baad unke upar prakashit milega pakka yah dekha hai ek do char ghatna aisi par aisa hamne aaj tak nahi dekha hai chha ye jantur bandh lo khatm aisa to hamne nahi dekha isliye kah rahe natak baji mein na fas ke Radha Radha Radha imandari se chalo apne karmon ka dukh sukh jo ave usko shanti se bhogte hue apni jeevan yatra puri karo hamari baat jo Shastri baat hai nahi aisa aaj tak koi brahm rishi itihas mein nahi dikhayee diya to hamen phir lagta hai ki nautanki mein ho sakta hai nahi film mein jaise nahi kiya jaata aur nautanki mein ho sakta hai satya mein agar aisa hota to bade bade siddho se ham mile hain jo ganga kinare gyan ke aur prem ke braj mein to hamen to aaj tak aisa bade bade siddho aise aise mahapurush jin jinka leela mein pravesh hai na bade kasht mein jeevan mein pith pare pare sad gayi tvacha sad gayi aur jivya se naam chal raha hai chuo to mashin jaisa mantr yahan chalne lage badi divyta lekin sharir ka bhog hamne dekha unko bhogna parta hai bade
bade siddh ho isliye bhai is brahm mein to raho mat ko na kah ke sukh dukh kar data nij krit karmo bhog sun bhrata apne karmon ka bhog bhogna padega isliye ab lo nasani ab nan se ab ham achchhi fasal tayyar karenge pichli fasal hamen bhogna hai agli tayyar karke mukt ho jana hai ye imandari wali baat samjh lijiye sahi hona hai apne bal se Radha Radha Radha aise unchai mein phucho ki tumhen shareerik kasht na pare jo shareerik ho raha hai hoga wo tumhen vyatha na pahuncha paye satya ke marg ko janna chalna aur pana ye bahut kathin ho raha hai aaj ka jo samay ho raha ye to ham dhanya bhag manate hain ki aap baith ke sunne aae ho nahi aaj satya marg ko log avhelna kar rahe hain sirf ham natak baji ko pasand karte hain bhagwan ne siddhant banaya jaise pradhanmantri rashtrapati sab hamare desh ke hai na par hamara ek bharatiya samvidhan hai kanun hai aur unhin ke dwara kis banaya hua hai unhin pado ke dwara sab nirdhrit kiya hua hai agar va uske kanun ke virudh galti karenge to unko bhi jail
jana padega chahe 10 minute ke liye jana pare sweekar karna pare karna padega na to bhagwan ne jo samvidhan banae hain agar wah bhi leela mein usmen truti ho gayi to phir wah dikhange wo ki uska vidhan hamne sweekar kiya hai to ham log to jeev hain bilkul satya marg mein chalie darie mat na rog na koi baan na koi dhanush na koi tir na goli nainam chhindanti sastra nainam dhati pav ka chenam kle tya pon shati maruta ye mera swaroop hai aur yah deh nasht hoga kitnon ko aag mein phunka jaata hai dekhte ho aap to tumhara sharir nahi phuke ka kya aur uska samay hai aaj nahi to kal jaega iske liye chinta mat karo Radha Radha Radha isiliye kah rahe hain itna adhyatma ki unchai par chadh jao ki mrityu ka bhay khatm ho jae naam jap ke dwara sab ho jaata hai naam jap karo bhagwat ashrit raho aur jeevan ko sadaiv ye baat mein darte hue chalao ki koi paap na ban jae he bhai paap ka bada kasht bhogna parta hai jab hamare sharir mein kasht aata hai ta hamen bhagwan ki astik bhi la jati hai nahi aata hai to isliye yah hilne na
pave to is janm mein bhagwat prapti kar le sab dukho se chhut jaenge koi sanshay aapko ha Krishna joshi ji surendra nagar Gujarat se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji main college ka prophesar hoon college ke chhatron ko padhata hoon vartman samay aur juvani ko dhyan mein rakhte hue ek adhyapak mein apne vishay mein ke atirikt kaun si lakshan kriya aur swabhav hona chahiye kripya sabse pahla sanyam hona chahiye kisi bhi guru pad mein baitha hua kisi bhi marg ke guru pad mein baitha hua koi bhi vyakti ho sabse pehle guru ka matlab hota shreshth pad updeshak pad samadh rakshak pad nyay pad yah sab guru pad ke swaroop hi hai agar aise pado mein baitha hua sanyami nahi hai to sabse pahli galti uski hai jo apni indriyon ka sanyam nahi karta sanyami har indriy ka brahmcharya hona chahiye jo aapke vidyarthi jan hai jinko aap shiksha dete hain wah bhagwat swaroop dekhiye aur har halat mein unki tumhare dwara suraksha honi chahiye unke man ki suraksha unki indriyon ki suraksha unki deh ki pavitra unke vicharon
ki pavitra aur vidya adhyan jo karate hain wo bhi agar ham swayam sanyami nahi to aisa nahi kar sakte to wah phir uska rang nahi chadega isliye nahi chadta bahut se aise ticher ke dwara galtiya ho jati hain samchar samaj ismen aap dekhiye wah swayam sanyami na hone ke karan apne putr vat jo sant jaise hamare priy bachchi pri beta vaisa vihaar hona chahiye wah truti kar dete hain dand vidhan mein pavitra mein sanyam mein va truti kar dete hain to aapko ya kisi bhi adhyapak ko pahla chahiye lakshan ki va sanyami hona chahiye itna indriyon ka sanyam hona chahiye ki jaise apni bachchi ke paas baithe ho to kaisa apne bhai ke paas bahan ke paas baithe ho to kaisa aisa sampurn bachchon se apnapan hokar pavitra vihaar dusri baat hai jo vidya adhyan kiya hai usmen dhan ki pradhanata na rakh kar ke samne wale vidyarthi ko ham puri ki puri vidya de sake aur wo praveen hokar ke hamare rashtr ki seva karen hamare samaj ka sevak bane hamare samaj ke kam ave isliye niswarth bhav rakhte hue koi chhal kapt
na rakhte hue ki school mein padhaya to kapt purvak aur ghar par tyushan par aao alag se paisa do to ham puri vidya ka prayog karke aapko praveen bana denge aisa sab vidhyarthyo ke paas itna paisa nahi hota ki wah tyushan hi kar sake to adhyapak ko chahiye ki jo tyushan mein alag se se lekar ke aap shiksha dete hain wo khuli shiksha dijiye vidyalay mein vidyalay mein kamzor aur tyushan mein akar ke unnati shal usko shiksha aisa nahi ki vidyalay mein to samay paas ho raha hai agar aapko ana hai uttam vidyarthi banna to aap ghar aie ya hamare wo koching sentar kahte hain haan aisa mujhe lagta hai ticher ko aisa nahi kyonki kai aise vidyarthi hote hain jinke paas aisi suvida nahi hai ki va aapko alag se paise dekar padh sake to wahi unko praveen karna chahiye aap guru pad mein jitni shiksha hai nishkam bhav se unko dena chahiye nahi aur tisri baat kisi bhi vidyarthi ki truti par uchit dand komal dand ka vidhan karna chahiye kathor dand ka vidhan nahi karna chahiye jaise vidyarthi hain to truti hogi
avastha hoti hai trutiyon wali to mridu dand ka vidhan hai kathor dand ka pulis ke dwara vidhan hai sarkari kanun mein usmen phir kathor dand ka vidhan ticher ke dwara mridu dand aap khade ho jaiye ek ghanta khade rahie aise dand diye jaise koi koi bans ki chhadi se vivid prakaar se marna pitna gali galoj karna khub achchha yah sab ye ticher ka dharm nahi mridu dand ki theek hai aaj aap jitni der class rahega aap khade rahie y aapke liye dand hai ya kabhi aise mridu dand ka prayog kar kathor dand ka prayog karenge
to aap bhi fas jaenge agar report kar diya to aaj ka samay aap fas jaenge nahi fas jaenge to in teen baton ka dhyan rakhen pahla sanyam swayam sanyami ho vidhyarthyo ke saath hamara pavitra vihaar kahin dushit vihaar na ho dusra arth ki pradhanata na rakhe aur sampurn shiksha apni unko vidyalay mein dene ki cheshta karen aur tisra ye kabhi kisi vidyarthi se truti ho jae to mridu dand ka bhale samvidhan karen aur se sabse badhiya hota hai usko samjha dena nahi samjhta hai to phir prakriti samjha degi paramatma tatv se samjha dega bahut aise vidhan ban jaenge aapko apne ko bhi bachana hai aur usko bhi bachana hai agar nahi apni sima ke antargat samjhta to aap mridu swabhav rakh kar ke chhod dijiye agla jo vidhan hai use theek kar dega samjh pa rahe haan bahut achhche se chalie aur hamari taraf se naam jap karte rahie naam jap aapki buddhi ko praveen rakhega naam jap aapko sankat se bachaega naam jab jeevan ka lakshya purn karaega bhagwat prapti bhi kara dega to jitna ban sake naam jap kijiye aapke satsang ka nitya
nirantar bhagwan das santo ki juthan hi bolte hain jo santo se mila hai aapka jo prasad hai bhagwan pure vishv mein alok ho raha hai aur kai bhakton ka jeevan sarthak ho raha hai ji ji va keval aap sab santo ka kripa prasad hai isliye aisa ho raha hai aapne to kisi yogya nahi hai par prabhu ka kya leela swaroop ki mu kam karoti vachal pangam langte girim yat kripa tam ham vande parmanand madhwam wo kabhi-kabhi kisi ko apne bal se yukt karke aur jagat mangal karate rahte hain unka karen karave aap sab aur jane badhai de le unka khel aisa hota hai ki voh aise kripa karte hain chhup ke ki karte aap hai aur apne das ki bardai karva dete unka khel aapki sahjta saralta hai bhagwan das ke man mein ek prashn tha bhagwan ji abhi satsang ke liye kai jagah pravas aur nitya nirantar rahta hai to y man mein ye bhav rahta hai bhagwan ek dwaand chal raha hai ab jaise lagataar sal varsh paryant satsang chalte hain anya kathayen chalti hai to man mein y dwaand rahta hai bhagwan ki ek jagah baith ke sadhna karen ya phir satsang karen ab satsang karte hain to
kahin na kahin wo jo sadhna ka paksh hai jo nitya hamara swaso shwas bhajan hai jo hamari parampraon ke mahapurushon ne jo chintan diya hai to wo dwaand bana rahta hai ki bhai ab sansaar ke liye satsang karen ya sadhna karen kis par bal de waise dwaand rahit ho jana chahiye zyada samay nahi lena chahiye dwaand mein yadi aapko gurujanon ke dwara adesh mila hai aur aap samaj ko bhagwan ka yash suna rahe hain sat shastron ke pramanit vakya bol rahe hain aur aapke andar dhan uparjan ki akanksha nahi hai man sammaan ki akanksha nahi to isi se bhagwat prapti ho jaegi aap samjhiye aur agar ham bhagwat charcha karte hain aur uske badle mein arth ki bhavna hai aise arth chadh jae to uska lekin agar ham arth ki yachna karte hain tay karte hain aur man sammaan ki chah rakhte hain to paramarth nahi banega chauth bhagti mam gun gan kare kapt taj gaan ye kapt hota hai ki gaan to kar rahe hain prabhu ka aur man chahte hain apna vasnaon ki purti chahte hain to gadbad ho jaega agar isi ko sadhna bana li jae to nischit isse
bhagwat prapti ho jati hai mam gun gavat pulak sharira gad gad kanth nayan bah nera apne pyare ki charcha swanta sukhay tulsi Raghunath gatha apne atma sukh ke liye ham ga rahe hain accha samne hamare agyani nahi baithe hain hamare bhagwan baithe hain dekho sadhak ki drishti aur sansaar ki drishti alag hoti hai mere bhagwan in rupon mein akar mujhe prashn karke andar se uttar dete hue mujhe ismen raman kara rahe hain tushyanti cha ramanch gita ji mein bhagwan ne kaha ma chitta magat prana bodh anta paraspat kath ant cha
mam nityam tushyanti cha ramanch ho gaya na sadhan bhagwan ka accha guru prdat jo bhavna hai wo ham har samay dharan kar sakte hain kuch bhi kriya karna pare bhagwat ek vyavahrik kya grihasth dharm se bhagwat prapti nahi ho sakti hoti na kyonki ab wo grihasth dharm mein apne kartavya ka palan karte hue chintan karen to unko bhi bhagwat prapti ho jaegi to jaise samaj ki seva mili hai to ismen sabse badhiya dhyan rakhne ki baat hai ki hamari y sadhna hai accha sadhna kabhi bechi nahi jati jo bechi jati va vyapar hota sadhna nahi hoti to is baat thoda kya hai ki aap prashn kar rahe hain sant hai to aapse aisa uttar de rahe hain nahi to isko thoda kadwahat mein liya jaega nahi liya jaega kyonki isko sadhan bana liya gaya bhagwat charcha ko aur sadhya bana liya gaya dhan aur vishay aur man ko to galat ho gaya sadhya prabhu ki prapti prabhu ki charcha aur sadhan vishay samgri wah apne aap aa jaegi bharan poshan vishv ka prabhu karte hain aap unki leela ka yan karte hain to nahi karenge nahi apne aap wo jo
aayega va amrit hai jaise bhagwat bharosa hona chahiye ek din bhi koi bhukha nahi rahta na 400 sadhak hai aise nahi hai sakhta adesh hai aise nahi koi dan peti koi parcha kisi bhi tarah ka phrad giri ki agar kabhi koi aisa kahin karta nazar aayega to bhari dand ka aparadhi mana jaega yaay keval bhagwat kripa se i nikala 100 500 rakh diya jao daal kharid ke lao aur ata lao banao khao bhog lagao to aaj tak bijli nahi kati aur bhojan ke kisi ke nahi ruka la har koi aur hai dete rahte din ral haile to aise masti se chalo dwaand
mat rakho bhagwat bharosa bhagwat bharosa dwaand bhagwat bharosa hi dekho bhagwat bharosa hi bahut chamatkar hote hain bhagwat bhrose mein hamen agar bhagwat aashray hai to pakka hamne aisa dekha hai theek samay par vyvastha hote dekha theek samay par vyvastha bhagwat aashray se theek samay se vyvastha hoti hai ham bhagwat ashrit ho jae to yahi hamen bhagwat prapti kara degi ye jo bhagwat charcha hai na ye sidhe Ratanavati ji ne koi anya sadhna nahi ki thi keval bhagwat charcha se itni unchi sthiti yahan Mathura ki brahmin patniyan brahmin to sadhna kar rahe the brahmin patniyon ne koi sadhna nahi ki keval Krishna charcha suni thi to Krishna ka sakshatkar ho gaya aur wah sadhna mein the aur unko nahi hua theek hai na to ham jo charcha kar rahe hain ye hamara bhagwat prapti ka hetu hai agar isko ham beche na agar isko ham anya haan vyapar ka swaroop na rakhe na jaise yash kirti to hari ka yash karne wale ki swabhavic hoti hai accha jab ham Shri pati ka gaan kar rahe hain to mata hamari tab dekhengi nahi kya to hamen lagta hai ki
dwaand hatakr bhagwat aashit hokar khub leela sahaj aa raha hai wo sweekar hai ashram ki seva mein lalsa andar se haan ekdam badhiya matlab bilkul nishkam satsang kiya bhagwat charcha ki ab jo hamare mein panch rupaye aa gaye ham usse kam chalenge aur jis din zaroorat hogi us din koi ghutne teke ga aur aa kar ke de jaega maharaj sachchi kah rahe keval bhagwat aashray pakka ho jae to yahi bhagwat prapti kara degi katha hi bhagwan ki bhuri da jana wo bade dani hai jo bhagwan ki charcha ka gan ye bhagwat jan jo bhagwat charcha karte na pranam ham hai par bas iska chauthi bhagat ha mam gun gan kare kapt gaan kapt na rahna chahiye ji hamare ramachran ji maharaj ne vani mein pharmaya bhagwan an pani ka soch kya sab ko de kartar Ram charan vishwas bin dukh pave ha bilkul Ram jharokhe baith ke sabka majra le aur jaki jaisi chakri ta ko taisa de wo seeseeteevi sabke samne lagi hai bhagwan ki chahe jahan ho wah dekh rahe nahi dekh rahe shastr sarkha purkha sahasra shastr pat jinke shastr netr hai vishwat chaksu vishwat chur va vishv unke
netr kahin se bhi dekh rahe wah dekh rahe hamen unka bharosa rakhna hai ek din jinko bhojan nahi milta tha lekin Krishna nishtha mein dridh rahe to Sudama puri Dwarika Puri jaisi bal gayi le bal gayi to hamare Swami se hamen unka bal rakhna chahiye unka yash gaan karte hue yash ka agar ham rasaswadan karen to ham sagun ya nirgun jo chaenge usi mein sthit kar denge dekho sachchi baat yah mano ki atma nirgun hi hai usmen jo ham bhav karte hain wahi anubhav jaise abhi purush bhav kiya to aapko anubhav ho raha hai na ki main purush hoon jabak wo nahi hai samjh rala stri bhav hai to sabko lag raha hai na main stri hoon jabki nahi hai aise hi ham bhagwat bhav mein das sakha jo ham jo bhav karenge vaisa anubhav hoga aur koi bhavna kijiye to mukt ho gaye samjh rahe wo uska koi akar nahi hai aap jo akar manenge waise hi aapko anubhav mein aag ja ki rahi bhavna jaisi prabhu murti dekhi tilat jaise rup mein chaho waise aur na chaho rup mein to arup hai va ajnma hai va nirvikaar hai aisa anubhav ho jaega wahi nirgun hai wahi sagun
hai wahi charachar banane wala wahi charachar banne wala hai vasna Vasudev se vasit bhutam sarv bhut nivas sm Vasudev laste bada mangalmay hai bhagwat charcha khub khul ke karo aandit raho naam kirtan karo bas sima banae rakho andar se apeksha nahi ho charit pavitra aur hriday nishkam ba vishv jit gaye yah do shabd samjh lijiye charit pavitra aur hriday nishkam to vishv mein kisi ki takat nahi ki usko prapt kar sake ha trigun may maya parast ho jaegi kyonki charit pavitra aur hriday nishkam wah chahe jo upasna ka phal chahe prapt ho jaega jahan charit hinta aur hriday mein sakam to to bhagwan kuch bhi kiya jae wo ha kyonki bhagwata and ki prapti phir nahi ek bhagwan hamare yahan jo upasna hai jo shabd brahm ki upasna hoti hai waise das ka anubhav to nahi hai prayas hai ki sagun aur nirgun donon mein naam ki mahta hai nirgun mein bhi sagun mein bhi to hamare yahan jo upasna hai bhagwan wo swaso sas Ram Ram karne ki upasna hai to anya shabd bhi usmen siddh hote hain kya jaise Radha sh bhi
shwas shwas mein waise praya agar ekant ko satsang suna hoga to ham yahi kahte hain naam shwas do bilak chalat hai inko bhed nam ko bhave swas naam naam hi swasa naam swas ko bhed mita ve rom rom tab rag rag bole tab kuch swad naam ko y hamari upas bhaiya ghat alag alag hai aur jab nahaenge to toy apne apne margo se ham usi param tatv ka avgahan karte hain jaisi bhavna karenge ham tha mam prapadyate tajam waise hi hamko prabhu anubhav karate nahi par bina naam ke chahe nirgun ho chahe sagun va anubhuti nahi kar sakta yah pakki baat hai haile bahut accha laga aapse milkar ki naam hamara jeevan hai hamare pure satsang aur ekantik ka sar naam hai jab vishram karenge tab yahi kahenge Radha Radha Radha Radha aap aisa chintan karo aap aisa jap karo ham kabhi rup dhyan ki baat nahi karte isliye nahi karte ki kshamta nahi hai naam hi rup ko prakashit karta hai aur naam hi arup ka anubhav karata hai donon aap akar rahit paramatma tatv ka anubhav karna chahte ho to wo kara dega aur akar sahit to wo kara dega ab
jaise Ram Ram Ram Ram chaho aap sakar rup usi naam ke bal se rup jhalak nahi lagega aap na chaho to wahi swaroop mein sthit kar dega sahi samjh lela naam ka chintan atyant isliye avashyak hai ki jagat chintan chodna hai waise swaroop achint hai ab achint ko kaise kyonki hamara chintan ka swabhav ban gaya hai agar ham chintan sansaar ka karte rahe to hamara moksh kalyan hona to ab hamen chintan badlna hai to kya karen chintan jo hai wah achint hai to bole uska naam pakdo Ram Ram Ram Ram ab sansaar ka chintan chhuta
Ram ramm jo sab mein rama hai wahi Ram sabke atma swaroop ha to ham naam mein jo laga ham naam ki baat zyada isliye karte tum chahe sagun chahe nirgun chahe jai sakar chahe nirakaar naam pakar lo agar naam nahi pakdoge to adhure rahoge kuch bhi kar lo adhure rahoge isliye naam ko nirantar ja
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…