aadi guru shankaracharya ji par maharaj ji kya bole ? Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
sanskrit sethi ji Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji main puri shankaracharya jagat guru Swami nishchalanand Saraswati ji ka shishya hoon maharaj ji shiva avatar bhagwat pad aadi shankaracharya ji ke bare mein maharaj ji aapse do shabd sunna chahte hain unke kaha machchar Garun ki mahima ko ka jaan sakta hai aap samjh rahe wo acharya hai swayam bhagwan hi acharya ke rup mein chahe kisi bhi acharya chahe wah koi bhi acharya ke rup mein bhagwan avtrit ho unki mahima jaise bhagwan ke liye ved neti niti kahte na aise acharya ki mahima ke liye bhi neti niti hai par ye jo bhagwan shankaracharya hain y abhed bhakti ke prakashak hain jo ved pramanit hai ved kahta hai ek koh bahu shyama wah parma tatv apne ko bahut rupon mein hone ka sankalp kiya pha nanatsu mein hai aisa nahi hai to brahm satyam aur jagan mithya to jo mithya aapko bhas raha hai satya vastu usi mein virajman hai hai hai sarvatra shabd maya hai keval hai isi ki sthaapna na karne ke liye adya guru bhagwan shankaracharya prakt hue jinhone jeev ke jeevwu mein sthit
kiya sabka swaroop bhagwat swaroop hai ishwar ansh jo kaha jaata hai bhakti mein ishwar ansh jeev avinashi chetan amal sahaj sukh rash wo ras ke aswadan ke liye hai nahi purn ka avshesh purn hi hota hai ved jo kahta hai purn mda purn madam purna purn muj chate purnas purn madae purn meva vashya to jo shesh bacha wo kya purn to jab bhakti ki charm avastha ko upasak prapt hota hai to usi purnata ko prapt hota hai jo gyan mein ab gyani dekhta hai sarvam lamdam brahm aur bhakt dekhta say Ram mein sab jag jani ya chi chi lakshanam sarvam Radha Krishna ab ismen kya bhed hai raste alag hai ek jakar ke abhed ho jaata hai main mein aur ek jake main ko aradhya dev mein leen kar deta hai jo bhakti ki leenta hai wo brahm nahi maya nahi nahi jeev nahi kal apni u sudhi na rahi ek ra Nandlal bacha ek na aur jo gyan ki siddhata hai va sabko apne mein leen karke main tatv ka to shri Krishna chandra ji ne bhagwat mein kaha jab srishti nahi thi to main jab srishti nahi rahegi to main beech mein main hi main
matta parat nant kinchit dasti Dhananjay to udhar main mein sab kuch leen kar liya aur yahan main ko aap mein leen kar diya prabhu mein bacha ek hi tabhi sawal hal mana jaega jab ek bache chahe yog se chalo chahe karm yog se chahe bhakti se chahe gyan se ek to adya guru bhagwan shankaracharya vedant apne swaroop ka bodh karane ke liye avtrit hue lakho jeevan ko param pad mein arudh kiya aur vishv vijay karke ye jo char bade-bade math sthaapit kiye aaj jo pujya adya guru shankaracharya ji ki sthaapit mathon mein gurjan virajman hai wah dharm ko sanchan karne ke liye hain unki baat ko samjhna bada kathin hai ki sadharan dharm ko to log samjh nahi rahe trikal sandhya aadi ki baat to samjh nahi rahe vedant ko kaun samjhega y kalikaal mla yatan man kar dekh vichar to unki baat ko samjhne ke liye thodi yogyta chahiye gurujanon ke charnon ki seva karke pavitra shastron ka swadhyay karke naam jap karte hue mantr jap karte tab unki baten sam wo theek shastr aur sanatan ke ek bhi shabd niche nahi utrenge chahe sansaar
ninda kare ya vandna kare unse koi matlab nahi hota jo acharya pith par virajman hai tasma shastram prmanam shabd honge aur dharm ki sthaapna ke shabd honge age ham nahi jaan sakte abhi tak jo dekha ki acharya pith par virajman mahapurush ka yahi param kartavya hai swayam shastr sammat aacharan shastr vakya aur samaj ko shastr ke anusaar hi chalana yahi adya guru bhagwan shankaracharya ji ne char mathon mein sthaapit karke acharya pith par virajman hone walon ke liye adesh kiya aur akshar sa vaisa palan kiya ja raha hai acharya pith par aaj bhi pujya maharaj ji ka jo aapne naam liya to unki vani mein shastr hi hoga aur jeevan mein shastr hoga ab aise ki vani ko mahapurushon ki vani ko samjhne ke liye pehle dharm ko to jane ab jo dharm vihin aacharan karte hain va sun ke bhi nahi samjh sakte na uske liye pavitra buddhi chahiye kushak buddhi chahiye sharanagati chahiye pranipat aur wo to deha bhimani jeev kaise phir bhi acharya kripa guru kripa se jan ka kalyan ho raha hai karte hi rahenge acharya pith par
virajman jo mahapurush hain haan to unki mahima ka gaan karne ki samarth hamari kya wo to sakshat bhagwan shankar jo gyan samudra hai badh sampann hai jo swaroop mein sthit ho gaya bhagwan shri Krishna chandra kahte meri atma gyani meri atma hai to aap prabhu ki atma hai gyani jan tov to atma bodh sampann mahapurush hai jo acharya pith par virajman hote badh sampann mahapurush virajman hote hain unke charnon mein koti koti pranam hai bas aise hi hamare sanatan dharm ki mahima ka jo sthapan hai uska
sanchan hota sare unke ashirwad se jagat unki agyaa ka palan karen isiliye wo acharya pith par virajman kiye hain adya guru bhagwan shankaracharya ji ne samjh pa rahe ho ji
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…