jagadguru ramanujacharya Swami shri dharacharya ji ne maharaj ji se kya prashn kiye ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
naam jiski jiya pa aa gaya ab uski durgati nahi ho sakti naam japak ke sevak bante hue paye gaye akhil koti brahmand u ke Swami dekhiye rup naam adina rup ka prakash jo naam karta hai na wo tribhuvan mein kahin nahi hai yadi aap ashubh pravah karte hue Krishna Krishna bolenge to Krishna ashubh pravah karte hue aapka chintan karenge ham mahapurushon ki baat kah rahe hain to unhone kaha ki nami prabhu ke aa jane par bhi naam ka vismaran na ho kyonki jiske prabhav se wah aae hain wah tike rahenge phir jeevan
ka sabka param sukh ka samvidhan naam hai bhaga atma vidya vi y nav Yogeshwar ke liye atma vidya vi ye apne aap se apne aap ka bodh apne aap ho jaega naam jap karta rahe jo hamara swaroop hai usko jo bhul kar ke ham dev bhav ko prapt hue hain is bhram ko keval vedant vidya ke dwara nahi mitaya ja sakta chahe jitna shravan kar le aur chahe jitna pravachan kar le nay matma pravchne labh bahu das shri ramanuj charya ji isliye kahte yamas te ten yam jeev paramatma te ji to kam n to kisko varn karte
hain priyatam ev hi atmi varn bhavti jo atyant priyatam hota hai usi ko bhagwan varn karte hai aur ye priyatam priyata naam se bhagwan naam aur nami abhed hai phir bhi bhed hai naam Swami hai aur nami sevak hai jahan naam virajman hota hai wahin nami ko prakashit paya gaya naam ke dwara hi nami ka prichay hai isliye yadyapi ko bada chhot kahat aparadh par naam aisa mahmmahim hai ki bhagwan sabke hriday mein virajman hai lekin sab din dukhi aur maya krit akarshanon mein phaskar durgati ko prapt ho rahe hain bhagwan hai lekin naam jiski jiya par aa gaya ab uski durgati nahi ho sakti unko chhup ke trigun maya ke parde mein baithe nahi dega naam unko hriday mandir mein prakashit hona padega jiski jivya par naam hai isliye sarvopri bhagwat priti pradan karne wala sadhan aur sadhya naam hai hamari vani ji mein varnan karte hain jo rasik acharya mahapurush hai ki prem mul yah naam hai premi rasik japat yah naam to prem magan nij ban vishram shri Harivansh jahan rahe prem pravah pare jan soi tab kyon lok ved
sudhi hoi jab Harivansh kripa kare jab naam ka nirantar naam swas do bilak chalat hai inko bhhedan mo ko bhave swas naam naam hi swasa naam swas ko bhed mita hai to rom rom jab rag rag bole naam ja ke sevak bante hue paye gaye akhil koti brahmand ke Swami naam jaap kon ke aisi mahima kisi aur sadhan mein nahi dekhe gayi bhagwan apni bhagwata bhulkar apne naam japak premion ke sevak ban kar ke dikhayee diye bahut se aise charit mahapurushon ke hai jinme bhagwan sevka karte hue paye gaye isliye yah kalikaal mla yatan man kar dekh vichar shri Raghunath naam bin nan an adhar agar naam jap nahi hai jeevan mein aur sab kuch hai man vishram ko prapt nahi hoga nirantar chintan naam jap se bhagwata ka vriti tanmaya sthiti avyavaharik vismaran na kare wo jit gaya isliye ramanujacharya ji bhi kahte tail dhara smriti santan Rupa bhakti la tail dhara nirantar jeevan ka sar ye paya gaya sab sadhan marg se jaise chalte hai na sansaar ka vismaran atyant avashyak hai aur tabhi hoga jab udhar akarshan hoga naam kya karta hai maharaj ji jeev ke
jeevwu kahin priyatam pati ban gaye kant bhav kahin das bhav Swami ban gaye nahi to yah jo naam ki mahima hai iske age ab hamen kuch sujhta nahi hai mb jeevan ka aisa kuch nasha ho aata hai na jaise to aap gurujanon ke pratap se baat samjh mein aa naam har samay netr khule ho ya band hamare samne naam usi mein rup samaya rahta hai dekhi rup naam adina rup ka prakash jo naam karta hai na wah tribhuvan mein kahin nahi hai jo naam mein hai rup wah tribhuvan mein kahin nahi aur naam sab barabar hai maharaj ji guru prdat naam guru mukh naam usi ki mahima hai jo guru ji ne hamen naam de diya bas us naam ki mahima hai aur wah nirantar chalna chahiye bas shart y hai nirantar chalna chahiye sovat rasna rate Radha Krishna sunam jagrit swapna susupti s phurat mein Radha pda jat chhata vaikunthe narke thava mam gatir nan stu Radha bina apne isht mein aisi anannya ho jae jagrit swapna susupti tino avasthao ka baad ho kar ke bhagwata ka sthiti wo jag raha hai to prabhu mein wo susupti mein to prabhu mein swapna mein to prabhu mein
triguna tit avastha naam pradan kar deta hai naam ab chahe wah Pranav jape Ram jape Krishna jape hari jape jo guru ne diya hai jaise apna to jeevan dhan Radha naam hai Radha Radha Radha bas y isse iske age matlab kyonki jo jahan hota wahan ki mahima prakashit hoti hai jab hamare hari hai na wah bhi Radha naam Murli mein Radha ucharan karte hain hari rasna Radha Radha rat priyata ka hai bhav yatha mam prapadyate ta st baja mein ham yadi aap ashubh pravah karte hue Krishna Krishna bolenge to Krishna ashubh pravah karte hue aapka chintan karenge ek bar yudhishthir ji maharaj yuddh kshetra mein bhagwan shri Krishna chandra ju ke shivir mein kisi salah ke liye gaye to dekha Padmasan lagakar dhyan sth the to unko ascharya hua ki sara jagat to inka dhyan karta hai y kinka dhyan kar rahe hain to wo jis prashn ke liye gaye the va to Gaur ho gaya mukhya prashn yah ho gaya ki prabhu kiska dhyan kar rahe hain aur pulkit ho rahe hain gadgad ashru pravah ho raha prabhu ka to jab prabhu bah dasha ko aae dekha yudhishthir to shant
yudhishthir ji ne kaha prabhu main bahut der se aapko dekh raha hoon aapke ashu pravah ho rahe aap dhyan sth hai prabhu hamen yah prashn aata hai ki ham sab aapka dhyan karte hain tribhuvan ke sab rishi muni aapka dhyan karte hain aap kiska dhyan kar rahe the aapka aradhya kaun hoga aap sabke aradhya parbrahmma ki pratishtha hai phir aap kiska to unka is samay sir saiya par pare hue Bhishma isi tarah mera smaran kar rahe hain isliye main unka dhyan kar raha hoon ye tha prapadyate ta hriday ma sadh bilkul naam naam naam nirantar naam jap mahapurush jan kalyug mein naam ke prabhav ke liye hi prakt hote hain kal khal bhavishyati narayan paray isliye naam jo hai naam aur nami ko upay upe donon mante hain koi bas priyata ho jae naam mein mahatva buddhi ho jae naam mein naam ke saman kuch na rakhe jaise tribhuvan ki sari sampatti vaibhav siddhiya aur yahan tak ki nami prabhu ke aa jane par bhi naam ka vismaran nahi hona chahiye nami prabhu ke aa jane par bhi na mahapurushon ki baat kah rahe hain to unhone kaha ki nami prabhu ke aa
jane par bhi naam ka vismaran na ho kyonki jiske prabhav se wah aae hain wo tike rahenge phir naam na chhutne pave naam dori patango yatha tova manum haan naam jo hai wo dori aur prabhu patang hai rup patang hai jaise dori kheencho waise hi rup nazdik aata jaega patang nazdik aati jaegi khub nirantar naam aur jo naam japak wo leela gayan to karega hi aur leela shravan karega hi aur jo leela gayan leela shravan naam jap karta hai va thakur seva to karega hi seva ke bina uska tan nirvaan nahi ho sakta na to seva karega
to mansik sthiti mein seva mein pahunch hi jaega pragat seva mansik seva mein pahunchati hai wo prati prati kshan apne aradhya dev ki samip prapt kar leta hai chhin chhin bihar sang chhin chhin nirakh prem bhari chhin jas kahat abhang yah jo kripa Harivansh ki pratiphal aradhya dev manas patal par netron mein chhae rahte hain jab naam jap ka ek tar swaroop prakt hota hai avyavaharik auran kuchhu suhay phire apne ras mato kutumb dete jae chhut sab hi vidhi nato jahan jahan pi ki baat sune khojat tin gan mere pritam
ki koi baat suna de mat chita magat prana bodh anta paraspat kath mam nityam tu tesham satta ba wo buddhi yog prapt mahapurush jo hai wo nirantar bhagwat sakshatkar ki sthiti mein rahta hai har samay bhagwan uske netron mein base rahte hain rup chhake ghumat rahe tan ko tanik na bhan bas naam isiliye jo bhai jan ate hain sabse kahte hain dekho naam jap karne ke liye agar aap madira pan karoge mans khaoge vay vichar karoge to aap naam jap nahi kar sakte paap vant kar sahaj swabhav bhajan murte to ye chodo aur naam jap karo
dekho har dukh mit jaega kyonki dukh prapt hi hota ashubh karm se hai aur jab naam jap karoge naam kirtan karoge to naam san kirtanam yasy sarv paap pranas jo dukh ki jad hai ashubh karm wo sab bhasm ho jaenge aur naveen isliye nahi honge ki naam rupi pahredar ashubh karm hone nahi dega naam pahar divas li jo raat din naam jap ha naam jap karte na to yah naam pahredar hai yah galat hone nahi dega naam chal raha hoga to galat sochoge bhi to jalan paida kar dega aur wah aapko galat jane nahi dega isliye jeevan ka sabka param sukh ka samvidhan naam hai yagya naam jap yagya bhagwan swayam kah badi badi yagno se jo baat nahi banti ho naam rupi mahan jap yagya se ho jaata hai khub naam jab hriday mein naam nirantar chalne lagta hai to upasak ko parmanand ki swayam anubhuti hone lagti hai par naam mein man nahi lagta naam mein man zabardasti lagana parta hai dikta hai ha ha isiliye ek tant bhagwan padhare the unhone bahut sache hriday se baat ki thi unhone kaha ki maharaj vedant ka anusheelan karta hoon ganga snaan karta hoon
nitya vishvanath ji ka darshan karta hoon par main aapse prarthna karne aaya ki mere man ko vishram abhi tak nahi hai jitne bhi sadhan hai sab kar raha hoon par vishram to ham kaha maharaj ji ek baat hamari agar aapko ruche hota hai na ki ye aushadhi ruche to kaha abhi aap nirantar kya mantr ka ya naam ka chintan karte hain bole nahi bas hamka yahi kami hai sab ho raha hai goswami tulsidas ji ne ek pad mein kaha hai Ram Ram Ram ji hai jolo tu na japi hai tolo tu kah jae hu tap tap hai sur sir tir bin nir dukh pai hai sur tar utre to hi darad satai hai goswami ji chhut ve ke jatan vishesh bandhe jayeg hoe hai vish bhojan jo sudha san khago Ram Ram Ram ji jolo tu na japi hai nirantar chahe prano aap japo lekin aapki pranwa ka vritti ho jae aapki drishti mein har samay nachna chahiye jo guru mantr hai dekho ganga nahana yah sab karna ye to bahya pavitra hai hriday ki gufa mein jo andhkar hai usko mitane ke liye mantr aur naam hai uska jab satat chintan hota hai to prakash isse hota hai deepak bara naam ka hi uji aa ra
ho hriday goswami ji kah rahe Ram naam mani deep dhar ji deri dwaar tulsi bhitar bahar jo chah unhone sweekar kiya ham ka ek chij ki kami rah gayi shunya shunya to bahut hai ank nahi laga bas isiliye sankhya puri nahi ho pa rahi agar ank lag jae to jitna shunya hai 10 guna labh deta chala jaata hai to to unhone kaha aaj se hamay abhyaas karte hain to ham kaha uthte baithe chalte phirte jo guru ji ne diya hai us mantr ka abhyaas karen bas jit gaya sansaar mein jit gaya
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…