agar koi hamse bina karan hi dukhi ho to kya karna chahiye ? Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
ab wo apne swabhav se sochkar dukhi ho raha hai to ab ye uska karm hai uska bhog hai usmen hamare dwara to kuch nahi hua na bas ye baat isse guru ji koi paap to nahi lage nahi kyon aisa to adhyatma ko achchhi tarah se samjhna hai aapke dharm mariyada ke viparit jitna sahan kiya ja sakta hai utna to theek hai jab yah samjh mein aa gaya ab hamare dharm par baat aa gayi hamari mariyada izzat par baat aa gayi hamare rashtr par baat aa gayi hamare it par baat aa gayi phir nahi sahan karenge bhai sahan hi karna hai jo manave
so cheshta kar raha ham sahan karen nahi ek sima tak hai iske baad tum akh uthakar bhi nahi dekh paoge 100 aparadh kshma karunga iske baad nahi 100 ke upar chalega to kshma nahi karunga 100 tak kshma kar dunga aapko vachan deta hoon unhone socha 100 ta aparadh kahe ko karega navreet ji punjab Radhe Radhe shri Radhe maharaj ji shri Harivansh maharaj ji mera sawal hai ki guru ji aap kahte ho kabhi kisi ke dukh ka karan nahi banna chahiye lekin kai bar aisa hota hai ki kai log hote hain jo hamare hone se dukhi hote hain aise mein kya hamen us jagah jana chahi mere prayas mein kisi ko dukh nahi hona chahiye koi apne chintan se ya apne aap dukhi ho raha hai to uske liye hamare paas koi aushadhi nahi hai ham kisi ko vachan se apni cheshta se dukh nahi dena chahte ab koi apne aap hi shah karke jale koi apne aap apni dukh bhavna kare to uske liye to usko sudhna hoga na hamari koi cheshta nahi honi chahiye ham bhagwat marg ke pathik hai agar hamko koi gali bhi deta hai to ham yahi chaenge ki bhagwan uski buddhi shuddh
ho wo svasth rahe wo kabhi dukh na pave lekin ab voh bure swabhav ka hai apne bure swabhav ke karan dukh bhog raha hai ab usmen ham kya kar sakte hain to hamara uddeshya samjh rahe hain aap kahne ham apne cheshta se kisi ko dukhi ab wo apne swabhav se sochkar dukhi ho raha hai tob ye uska karm hai uska bhog hai usmen hamare dwara to kuch nahi hua na bas ye baat isse Guruji koi paap to nahi lag nahi kyon aisa sansaar hai wo apni soch hai uski soch hai usko soch dukh de rahi hai dekho sahi baat mano koi kisi ko sukh dukh nahi deta hai pahli baat to hamare purv ke karm hai us karm se aisa sanyog ho jaata hai jaise itne putr hote hain aise ki wo janm se lekar ke aur jab tak wah sukh hi dete rahte hain koi aise hote hain janm se lekar ke aur pure jeevan bhar dukh hi dete rahte hain kyonki wo aae hain apne karm ka hisaab lene apne karm ka hisaab dene ab ek vyakti milta hai achanak itna kadua vihaar karta hai chati jalne lagti hai ek vyakti milta hai itna mitha vihaar karta hai ki bar-bar
uski yad aati hai anukulta aur pratikultaa to us vyakti se hamara koi karm ka sanyog hai wo mridu vihaar kar raha hai koi karm ka sanyog hai katu vihaar kar raha hai ye kuch karm ki aisi leelae hoti hai aur kuch swabhav ki leela hoti hai ek aadmi hai jo sarp vat swabhav ka hai chahe jitna aap amrit bhare vachan bolo chahe jait vihaar karo wah vish hi uglega wah apne swabhav ke anusaar vihaar karega kadua hi vihaar karega apne ko koi kadva vihaar kare to dukhi nahi hona sah jana hai apne se koi kadva vihaar kisi ke liye karna nahi hai yah ham adhyatma shiksha deta hai isi mein bahut anand rahta hai agar ham aise vihaar mein dekhen to pratiphal ladai jhagde ki sambhavna hai nahi aap dekho ghar grahasti mein nahi agar sahnseel nahi hoge to aapki grahasti bhi theek se nahi chal paegi to hamko sahnseel hona hai dusra hamare saath kadva vihaar kar raha hai bhagwan dekh rahe hain yadi mera koi praarabdh bhog hai to main sah rahi hoon to nasht ho raha hai agar praarabdh bhog nahi main sah rahi hoon to uska
sudhar hoga wo bhagwan karenge hamko bahut savdhaan rahna hai hamare dwara koi kat vihaar na ho aisa prayas karna hai agar ho jaata hai to ham phir uska sudhar karte hain par prayas karna hai ek chij aur dhyan rakhni hai sahne ki ek sima hoti hai agar koi sima ullanghhan karke to phir ya to bade janon ka sahara le ya kanun ka sahara le us samay kshma kam nahi karega nahi ek kshma ki ek sima hai grahasti mein sharir ki mariyada mein ek sima hai ki koi ullanghhan mariyada ka kar raha hai to ek sima tak sima ke ar age to tatkaal bado ka sahara kanun ka sahara tatkaal usmen phir kshma nahi nahi to aaj kshma kar diya kal wo aur updrav karega samjh ek sima tak to theek hai sima ke bahar phir aap koi sanyasi nahi hai aap ek grihasth dharm mein hai jaise sanyaas mein asim kshamta hai a man lo sharir hai koi peet raha hai to use bhagwan ka vidhan man kar ke chupchap sahan kar liya gaya lekin ab jaise aap grihasth mein to aapko aisa nahi karna agar aaj usne hath utha diya hai to kal wah koi khatra paida kare isse
pehle kanun mein report karo apne bachav paksh ko karo kyonki aap koi sadhu mahatma nahi hai aap grihasth mein chalkar dharm ka anusthan kar rahe hain to aapka mano stri sharir hai aaj dekha ki aaj koi gandi harkat jo kshma karne layak nahi hai to aap bilkul usko rasta mat dijiye kshma mat kijiye uske upar objekshan kijiye agar aap kshma karte hain to kal ka uska dusra swaroop ho jaega baat samjh nahi la to adhyatma ko achchhi tarah se samjhna hai aapke dharm mariyada ke viparit jitna sahan kiya ja sakta utna to theek hai jab ye samjh mein aa gaya ab hamare dharm par baat aa gayi hamari zyada izzat par baat aa gayi hamare rashtr par baat aa gayi hamare isht par baat aa gayi phir nahi sahan karenge aap is baat ko samjhna ki aisa na ho ki samjh agar nahi hogi to phir theek nahi samjh paoge ek sarp tha to logon ko kaata to ganv ke logon ne dev sh narad ji nikle kaha aap siddh purush isko mana kar do to sarp se kaha aaj ke baad katoge nahi agar kate na to tumhare sir ke 100 tukde ho jaenge dar gaya usne
nahi kata ab jo nikle so it patthar danda aise dusre din narad ji nikle to bole tumhari halat kaise bole aapne kiya hai bole kyon are bole jab kaata nahi to jisko dekho danda mar raha hai hamko khilauna samjhe bole phus kane ko mana kiya tha kya katna nahi lekin phuska dabal de liye to dur rahega na to agar phuska chhod diya to aapko pareshaan ho kato mat phuska rakho samjh rahe hain apni dharm mariyada ki raksha ke liye apne grihasth dharm ki raksha ke liye apne sharir raksha ke liye hamko itna
phuska rakhni hai ki dusra jaldi koi nazdik na ane pave nahi to aap kahoge sadhu mahatmaon ke updesh ne hamko nahi sant mahatmaon ke updesh ko antarik bhav ko samjhna hai ek bar ek sant ne updesh kiya shishya ko sarwat bhagwan hai aisi buddhi rakho wo ja rahe the to hathi ek pagal tha mahavat ne kaha hat Baba ji hat ja hathi pagal hai mar dega guru ji ne kaha tha sab mein bhagwan hai va hathi san mein lapeta aisa mara ki rag rag jo hai ab lad ke guru ji ke paas gaye bole aisa kaise ho gaya bole aapne karva diya bole kyon kaha tha sab mein bhagwan hai to bole haan sab mein bhagwan hai bole wahi to ham bhi kah rahe hamne bhi kaha ki hathi mein bhagwan to bole kisi ne roka nahi bole mahavat to pehle hi rok raha tha hathi to bole hathi mein bhagwan dekha mahavat mein bhagwan nahi dekha bhagwan mana to kar rahe the ki hath pagal hai dur hat ja to aise santo ki baat ko samjhe jahan tak hamare dharm mariyada ki baat hai jitna sahan utna karenge iske baad agar izzat par baat aa gayi dharm par baat aa gayi rashtr par baat aa gayi phir ham
shant nahi baithenge jaise man lo aap hamen ek mariyada mein ham sahenge lekin aap hamare ki ninda karo aap hamare guru ki avhelna karne lago aap hamare dharm ki ninda karne lago phir hamara rup dusra ho jaega uske liye ham sahan nahi karenge aap hamen gali de do ham sah lenge lekin mariyada isht bhavna dharm rashtr ab aisa thodi ki aap rashtr virodhi ho ham tumko baitha la ke updesh karen nahi rashtr hamara hamare liye dharm hai dharm hamara hamare liye pran hai isht hamara hamare liye jeevan hai unke
liye to sahenshilta ki ek sima rakhi gayi hai itna sahan kar sakte hain iske baad nahi sahan kar sakte hain to isko bhi dhyan mein saath mein rakhna ki bhai sahan hi karna hai jo manave so cheshta kar raha ham sahan karen nahi ek sima tak hai iske baad tum aankh utha ke bhi nahi dekh paoge ek sima tak jaise bhagwan se unki bua ji ne kaha jab Shishupal paida hua tha to uske char bhujaye thi bade-bade vidvan jyotishacharya bulaye gaye bada ajeeb balak char bhuja sahit paida hua aur bada tejasvi to vidvannon ne kundli dekhi aur kaha ki bahut balvan hai ise koi mar nahi sakta to bole mar kaun sakta hai ise bole jiski god mein dalne se iski do bhujaye gir jae to jaan lena wahi marenga bade-bade sab rishte natedar sab bulwaen ki maa ne janne ke liye ek pratha rakhi sabki god mein balak ko aur je hi dwarikadish bhagwan shri Krishna ki god mein rakha do bhuja ta unhone kaha beta tum hamare putr ke saman ho hamen vidvannon se pata chala tha iska matlab tum hi hamare putr ko marogey to vachan do ki tum putr ko
marogey nahi to unhone kaha bua 100 aparadh unhone socha 100 aparadh karega kahe ko 100 aparadh kshma karunga iske baad nahi 100 ke upar chalega to kshma nahi karunga 100 tak kshma kar dunga aapko vachan deta hoon unhone socha sata aparadh kahe ko karega to sa mein jab galiya de raha tha na bhagwan ko to bhagwan gin rahe the Bhishma ji khade hue kaha chup tumhare mare nahi mare gaye bhim ji bhi khade hu unse bhi kaha chup aur iske baad ka savdhaan shishpal ab tum 100 par pahunchne wale ho usko kya pata tha wo to sudarshan chakra ke dwara to aise bhagwan ne bhi 100 ki mariyada rakhi thala aise ek mariyada rakhne ki bas savdhaan itne tak to theek iske age theek nahi hai samjh pa rahe ji
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…