॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #523 · 17 april 2024

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Gurudev main yahan aaya to meri pitaji bolte hain ki mera jalan jalan ho raha hai tum matlab Vrindavan mein shpath kaho ki tum wahan nahi jao Vrindavan ha ha aise mata-pita ke bachchhe jo bigad bigadte chale jaate to va sab wo sab ji aapke satsang se sakratmak prabhav hai wo meri bitiya hai school mein ham pichli bar kuch aisa tha ki isne mujhe ate hi report kiya ki class mein aisa hota hai aur wo main uske sahas ki aapke satsang se aaya maharaj ham isiliye bachchon se prarthna karte hain jaise school ke bachchhe ate hain ki apne mummy papa ko friend ki tarah dost ki tarah unse baat karo bilkul darne ki zaroorat nahi hamare papa hai hamari mummy hai yar wo hamen bahut bahut dant sakte hain lekin wo serious maitar ko wo samjh sakte hain va hamare bade jan hain wo hamen sambhal sakte hamen bacha sakte hain agar aisa nahi to ab dekho wah pita jo satma aag mein jane ke liye kah raha kasam khao satma ke liye asat marg ke liye kasam khani chahiye beta kasam khao ki aise gande bachchon ka sang nahi karoge jo sharab pite hain

jo vyabhichar karte hain jo aise wo yahi to samasya hai ki mata-pita agar charitrheen hai to kaise sambhal payenge bachchon ko wahi wahi hal ho raha hai na padh haan to isliye aaj samay to bahut vichitra ho raha hai lekin aaj ham pranam karte hain samaj ko ki aise kalyug ke samay mein bhi lakho satsangi hain aapke satsang aapko hi aata hai la nahi shrey is samaj ko jaata hai ki Baba ji ki baat man rahe hain lakho naujawan bhai hai jo matlab baat man kar ke apne aap ko sudhar ki taraf le ja rahe hain aur yah bahut hanikarak hai dekho Gurudev hamko taklif is baat kahe ki mere papa bole ki Vrindavan nahi jana hai shapat ab hamko ane ka manogat shpath tod denge bilkul tod dena tum yas gandi baat ki shpath nahi mani jati hai ham pasan karte the to tab unko bolta hai ye sab hota hai jab aapka satsang sun ke sudhar kar diye matlab phesal gaye ya pata nahi tum yar purv janm kaise Bhajanand aadmi ho ki aisi jagah janm liye nahi to dekho matlab bahut virodhi baat hai tum itne sajjanta ki taraf badh rahe ho to mata-pita ko sukh

hona chahiye Baba ji banne ke liye nahi ham kah rahe lekin sajjanta to honi chahiye na gande aacharan nahi hone chahiye gande aacharan ho chuke hain uska bilkul kapda ganda ho jae to kya sabun nahi hai kya dhone ke liye lekin satsang sunne ke baad bhi agar phesal gaye to phir bhi chinta mat karo kushti ladne wala hi danv pha mein chukta hai phir ham age tayyar honge he kamzori nahi hazar bar gir jao to bhi tayyar ho jana hai chinta galai ja raha hai hamko nahi chinta mat kar yar naam jap kar but sa sampann ma

dirgh sutram kriya vign vyasan sva shaktam saram kritagya dridh sau hrid cha ae phisla tu hi hai tu hi khada hoga tu hi pair jamae tu hi raund ke nikal jaega meri baat man harne ki jarur jat nahi tu bhagwan kaans ban sakta hoon ravan var ae ham bhagwan ke ansh hai chingari agar sahi dhang se chingari ko sajaya jae phus dal ke to jwala banne mein der lagegi kya ham usi jwala ki chingari hai jise paramatma kahte hain jise ishwar kahte hain usi ki chingari hai to chingari ko aap chingari mat rahne do agar chingari ek bund pani se bujh sakti hai to chingari ko anukul agar phus mil jae to jwala banne mein der nahi lagegi ye tu chinta mat kar bas gandi drishya dekhna band kar mobile se aur gandi harkat karna band kar aur dand baithak mar do-teen kilometer daud satvic bhojan kar satsang sun naam jap kar dekh tere jeevan mein prakash aata hai kya jab aapka satsang sunte hain tori maa bolti hai mobile phod denge mobile phod denge haan to sun ab ham uska upay bata rahe hain jab unke beech mein raho to suno hi mat

satsang aur kan mein aise satsang aajkal laga koi poohe kya sun rahe ho filmi la sun rahe bhaiya jhooth se jhooth ko nikal de ho jaise kanta lagta hai to kante jaisi akriti se kanta nikaalte hain yah sansaar jhutha hai isko jhuthe dekho ek bar vibhishan ji ke makan mein likha tha Ram Ram Ram Ravan ko shikayat pahunchi ki aapke shatru ka naam to aapka bhai likhe Ravan Mandodari ke saath wahan pahuncha u kaha ye Ram hamara dushman to tum us kaise likhe ho bo unka thodi naam likhe ra se Ravan ma se Mandodari aap donon

ka naam likhe muskura de chal ji bhagwan ke marg mein chalne ke liye jhuthe sansaar ko jhooth se bahla ke nikal chalo ab jaise ham ro rahe hain bhagwan ke liye aur ham kisi se bataenge bhagwan ke liye ro rahe hain to hamara bhav hat jaega to ro kahe ke liye aaj thoda dard hai ham use bahanebaji kar dete hain ham use jhooth bol wo jhooth nahi kisi ka pran le raha ho jhooth kisi ka aphrn dhan kar raha ho jhooth kisi ko kasht de raha ho jhooth us jhooth se bachna hai jisse ki hamara jhagda bach jaega aur hamara bhajan bach jaega agar ham kahte ki ham Vrindavan jaenge ham bhajan karenge ham satsang sunenge to abhi kal ho jaegi satsang nahi sunna pakka nahi sunenge aur jab ekant mein kan mein laga ke satsang sun liye bhagwan ka naam andar andar jap kar rahe hain kabhi avsar mila log jaate duniya mein manoranjan karne tum bhag ke ek din Vrindavan aa jao bhag bhag ke panch bar aa gaye Vrindavan are badi kripa hai bachchha y ek bar bhi ana mushkil hai shri Radhika kripa ban sabke manan gam shri ji ki aapke upar kripa hai bina aap nahi karenge sab

maaf ho jaenge hamari baat sun rahe ho na ham nahi kah rahe hamare bhagwan kah rahe hain sarv dharmanna mekam sharanam braj aham tavam sarv paap moksh sham ma sucha jo galti ho gayi hai dekho kahin na kahin hamse agyaan se galti hui ham bhale gyani bante hain ki hamen pata tha ki nahi hona chahiye par vastvik hamen gyan nahi tha hamse galti ho gayi to bhagwan kripalu hai wo kshma kar denge naam jap karo naam jap jante ho wo board jaise likha ho usko mitane wale kya kahte dastar naam jap dastar hai aise mita dega sab naam san kirtanam yasy sarv paap pranas ham koi baat manmuk nahi kahte tasma shastram praman naam san kirtanam yas tumhare hriday rupi board mein jo paap likh gaya hai ye dastar ki tarah mita delete kar dega bhul hi nahi pa raha hoon paap jo hua hai naam ko pakdo to bhul jaoge use naam ko yad karo Radha Radha Radha Radha theek hai aur jab jab paap ki voh baat yad ave to bhagwan se prarthna karo prabhu jab tak wo nasht nahi hoga tab tak wo yad aata rahega aur jis din nasht ho jaega dobara yad

nahi aayega dhyan rakhna to naam jap karte raho Radha Gurudev ham aap ke paas aaenge mera papa sharab bhi de de to shraap de dega lagta hai hamko shraap shraap de dega to tab bhi aaunga yar shraap vardan dene ke liye power chahiye va power hai shraap vardan dene ke liye power chahiye va power Radha Radha jap aur aise mata-pita ke bhi pair chu tab hamara ta mitra kahlaega hamare dost tabhi kahlaoge jab wo hamari ninda karen hamen gali de aur tum jhuk ke unke pair chhuke ki guru ki agyaa hai maharaj ji ki agyaa hai pair chuo unke aur kah do jaisa aap chahe vaisa hi chalne ki koshish karunga thodi badi kuch agar galti lage to kshma karo ye hamare sangh ka asar ho ye thodi hoga tum khinch ke thappad mar do jawan ho aisa nahi kabhi mat karna unmein bhagwan ki bhavna karo wo tumhen gali de ham hamen gali de achhche se chalo sat marg ko jo gali deta hai wo bechara daya ka patr hai aap socho daya ka patr ki nahi to chhota bachchha jise gali de to kya karenge hans denge aise wo chhote bachchhe hain chahe va 70 sal ke budhe

ho agyani kya hai gyani ke samne balak ke saman hai to wo balak ke saman dekha jaata hai uska virodh nahi kiya jaata hai andar-andar se pyar mat rakho andar pyar karo prabhu se aur bahar se vihaar aise rakho pagal ban kar ke ji jaoge to buddhimani se nikal jaoge aur ya ye sabit karna chahoge bhakti to phir aise-aise shabd aaenge ki nikalna mushkil ho jaega band dijiye ki hamse jeevan mein koi paap na ho ab yar tum bahut achhche aadmi ho aisa tumhari bhavna hai uska ham aadar karte hain aur bal to shri bhagwan se hi milta hai ham aur aap donon milkar prarthna karen ki aap aapko bhagwan aisa bal de ki aap apne dharm par chal sako aur unki bhi seva karo mata-pita ki aur bhai ko bhi nafrat na karo dular karo andar se asang raho bahar se sabko pyar do jiska jo adhikar hai to bachchha bahut jaldi bhagwan prasann honge kyonki pita mein bhi power bhagwan hi hai mata mein bhi bhagwan hai bhai mein bhi bhagwan hai hamari baat ko samjhna ye bahari yantr kadwe hain to kadwe shabd nikal rahe lekin jahan power hai wo

shri bhagwan hai kabhi bhi apne mata-pita ka apman mat karna hamari ye baat dhyan rakhna aur kabhi bhi aisi paristhiti ave to tan man pran mehnat cha levri karni pare paisa kamkar apne mata-pita ki seva karte hue naam jap karna bhale mere paas mat ana to yah dekhoge ham tumhare saath rahenge agar unko paise ki zaroorat hai to mehnat karke wo paisa jo yahan ane mein lagaoge unko laga doge na to ye tum dekhoge ham tumhare dimaag mein baithe milenge tumhare bhav mein baithe milenge santo ka sanidhy yahan se

hota hai yahi tumhen lagega Gurudev yahi baithe dimaag mein na achhche dhanyavaad aap naujawan hokar apna ra kar bhagwan mangal karen unka bada mangalmay swaroop hai naam jap karte rahna aur tutna nahi bas yah baat dhyan rakhna badi kripa hai ki ghar mein virodh hai bhakti mein jab virodh hota hai to rang lati hai ha Gurudev bolta hai ki mera mansik sthiti hamare bare mein inka gabra gaya hai Baba ke chakkar mein fas gaya hai fas gaya Baba ke chakkar mein fasna to guru matlab ek baat kahna chahunga ki aapse judne ke baad patala bhagwat prapti karna hai aur bhagwat prapti itna aasan hai aaj tak lagta tha ye puja karo ye yahan jake yagya karao ye karao dekho is samay bhagwan ki kripa ki hawa chali hai ab jo jo labh le pave wo le le pave dekho chakkar mein fasane ka to tatparya tab hota jab ham koi jantur tum se bandhte koi paisa lete koi rakh bandhte koi kisi bhi tarah ka swarth ka vihaar hota galat tum karoge to ham tumhen tok denge sahi chaloge tumhari jaisi buddhi shuddh sabki ho jae ham yahi chahte nasha na

karen gandi baat na karen aur jo gandi baat ho gayi uske liye jale aur uska sudhar kare ki aisa nahi tumhari buddhi nahi kharab buddhi shuddh ho rahi tumhari ab ye ki is marg ke pathik ko sansaar kadua lagta hai sansaar wale marg ko idhar ka kadva lagta hai to isliye bhagwan ki kripa dhairya purvak chalo apni baat kisi se kaho mat apni baat kisi se kahne se kya hota hai uphash hota hai jaise aap jis marg mein chal rahe ho char mitron se baat karoge uphash hoga baat karo to usi marg ke pathikonda hai ki hamare rashtr mein mangal mein bhavna jagrit ho hamare bachchhe hamari naveen pidhi apne mata-pita ko sukh dene wale bane samaj ki seva karne wale bane aisa dusht swabhav na bane yahi hamara prayas rahta hai ki jeev ka param mangal param kalyan ho ab ye ki jo viparit buddhi wale unko to ham bure lagenge hi ma pata sahamti bani ho kisi baat pa phir kya karna chahiye unka anadar karke hamen lagta ho wo chij sahi hai to wahi karni chahiye ya nahi bachchha hamen lagta hai sahi yah baat nahi dekhni hai hamen yah

dekhna hai ki shastr aur sant janon ke dwara wo baat pramanit hai ki nahi hamen apna sahi nahi dekhna tasma shastram prmanam te karya ka vyvasthit dekho Prahlad ji ko saja karke jab mata ne bheja to sashtang dandvat kiya hiran Kashyap ko ko to god mein baitha liya uka beta sabse pyari chij tumhen kya wo main aaj dena chahta hoon to unka pitaji sabse pyari chij hai bhagwan shri hari ke shravan kirtanam smrnam Vishnu pad sevan archan vandnam das sakhya atma samarpan uthakar patak diya ham mere dushman hari ki baat karta hai phir pita shri nahi kaha Prahlad ji ne kaha daitya raj yah meri jo buddhi hari mein lagi hai voh kisi ke sikha padhane se nahi ye Gurudev devesh narad ji ke charan raj ke pratap se lagi hai aur tere virodh karne par kuch nahi hone wala bhale chalwa hathi kya kya karwaya bal baka hua kya akhirkar bhagwan ne faad ke phenk diya ran ka phir bhi dekho Prahlad ji ne Prahlad ji ne aise hath jodkar kaha prabhu mere man mein baat aa rahi hai u kaha bolo bole prabhu kya

aapka virodh karne par mere pita ka gati bigad jaegi durgati hogi unka jiske tere jaisa balak ho uski durgati kaise ho sakti bhale wo meri ninda kare bhale tera virodh kare par tere jaisa jiske balak ho matlab pita bhi sadgati ko prapt hota hai mata bhi sadgati ko to sat marg ko to jante ho na sat marg par chalne par yadi koi virodh kare to hamen uski baat nahi manani asat marg mein chalne par yadi hamen support kare to ham uski baat nahi manenge jaise ki baat le lijiye ki agar ham jai ghar mein koi prhar hai kuch dan dete hain is par ham nahi bolenge is par nahi bolenge tumhara adhikar nahi dene ka agar mata-pita mana karte hain to tumhari sampatti nahi tumhara adhikar nahi dene aur ham is baat par support bhi nahi karte ham dan van ki baat kabhi nahi karte kabhi yah sab bahari baten dan ki baat hai swas dan hamen kisi garib zaroorat mand nahi pahli baat tumhara adhikar nahi hai adhikar nahi jab tum adhikar yukt hog tab tumhen us baat ka updesh ho jaega abhi tum mata pita ke

adhikar mein ho garib ko dena na dena yah mata-pita jane hamara kartavya hai har swas mein naam jap karte hue apne charit ko pavan rakhte hue age unnati ke marg mein badhna jab ham rup kamane lagenge tab usmen sochenge ki do rupaye ham kisi garib ko de de abhi mata-pita ki sampatti se nahi aisa nahi karna chahiye isse matlab jo dharm yukt baat hai prarthna kar sakte hain jaise koi bhukha hai mata-pita se prarthna kar sakte hain ki aaj ham apne hisse ki rut se de de jo aap hamen denge agar uske

liye mana karte to Radha Radha Radha ham jhagda nahi karen kyonki mera adhikar abhi nahi hai jab adhikar yukt ho jae kya adhikar mana jaata hai jab swayam kamane lage tab phir ham apni kamai se dusron ko de sakte hain dusron ki seva kar abhi nahi bilkul abhi abhi nahi kyonki wo dharm virudh ho jaega haan bilkul nahi aisa adesh ham kabhi nahi karte ham dekho in baton ko matwa nahi rakhte rupya ka dan yah sab dan yah sab dan hai bhai to tumhare paas to kar do nahi hai to bhagwan ne iske liye adesh nahi kiya bhagwan ne adesh kiya mam ni smar yuddh cha apna kartavya karo Radha Radha Radha ab hamen dikhayee de raha samne wala bhukha hai to char roti hamare paas hai ban jaega to do usko khwa denge do ham pa lenge aur zyada bhukha hai to aaj ham bhukhe rah jaenge usko de denge ham is baat ko support karte hain ki aapke paas ₹1 hai sabji lene ja rahe ho koi aapko bimar dukhi dikhayee de raha hai to aaj ham namak roti kha lenge 00 ka usko aush kara dete hain ham iska mahatva dete hain ham aur sab baten wo

jab aap kamane layak ho jaise shastron mein likhe ki ko nahi aap is samay ho kya aap ticher ho aapko doctor ho aap paisa kama rahe ho haan ji paisa kama rahe to apne paise par adhikar ko bolo mata-pita ki baat nahi agar aap paise kama rahe hain to kuch hissa aapko aata hai to aap de sakte ho usmen mata-pita ka virodh hona hi nahi chahiye agar wo virodh bhi karte hain to mat maniye kyonki aap kama rahe hain na hamen laga ki matlab aap mata-pita ke arth se sevit hai to phir aapka adhikar nahi banta agar aap

byah ho gaya hai haan ji hai haan ji to phir mata-pita se usmen kya bhi pati ki salah zaruri hai wo kahte hain ham brahmin ko dena chahiye to mujhe lagta hai brahmin ki jagah hamen kisi garib mein de dena dekho dan ka matlab samjho dan kisko avshyakta wale ko agar kutta bhukhe to kutte ko roti de do hamari baat samjho dan ka matlab kya hota hai koi pyasa hai pani pila do kisi ko aushadhi ki zaroorat hai aushadhi de do koi bhukha hai bhukhe de do sab mein paramatma vas karte hain kisi ek ke liye dan ki

baat nahi dan patrata ka dan ka shabd aata hai to patr ka jaise sardi ka samay hai koi kamp raha hai ab wo kaun si jati ka hai kaun se desh ka hain hamen kuch nahi dekhna hamen apna sal utar karke usko uda dena hai aur ye kar diya to bahut bada dan ho gaya hamare paas nahi hai vyvastha lekin ham thandi sah jaenge isko aaj apna vastr de bhagwan ye baat dekhkar prasann ho jae hamari baat samjho hamari kisi sima mein baat nahi hoti wo ekdam khuli baat hoti hai agar avshyakta kisi ko hai aur wah vastu mere paas hai aur main dene mein samarth hoon to main us samay de deta hoon wo kaun hai yah sab baten nahi dekhi jati bhukha hai ham teen baton par zyada dhyan dete hain koi bhukha pyasa hai ya koi sardi ka samay hai ya koi bimar hai is par jarur dhyan dena chahiye rupya dete samay bahut hosh mein rahna chahiye yah rupya lekar sharab piega jake ye rupya le ke ba vichar karega to hamen bahut hosh mein dena chahiye phir durgati tumhari bhi hogi rupya dene mein hosh mein rahna chahiye aur bhojan dene mein

kisi ko bhi kutte ko bhi de sakte hain bimar koi hai pashu pakshi uski bhi seva kar sakte hain thandi mein koi kaap raha hai usko bhi ham de sakte hain vastr aisa aditya ji kerla se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji mujhe jab se aapse ek premay divya sthiti ke bare mein varnan mila tab se ek anand mein ichchha prakt hui us sthiti ke bare mein janne ki maharaj ji aapne ek satsang mein kaha tha ki chalte chalte Vrindavan ka pura najara badal jaega building wagairah gayab ho jaengi sansaar drishya band ho jaenge aur is vartman Vrindavan mein divya prem mein Vrindavan prakashit hote hue dikhega maharaj ji uska anubhav karna chahte hain nirantar naam jap karo achhche aacharan karo accha pavitra bhojan karo accha vihaar logon ke saath karo bhagwan ka chintan karte hue jab ham dusron ko sukh pahunchane ki cheshta karte hain to hamare andar divyta prakt hoti hai aur jab ham dusron se sukh bhogne ki ichchha karte to hamare andar raaksasi buddhi prakt hoti hai abhi to ham manushya tov bhi nahi dharan kar paye daivi sampada

aur phir divya chidanand Vrindavan to hamen lakshya to uncha banana hai par hamko apni yogyta bhi badhani hogi na yogyta banae avshyakta aur yogyta ye do chijon jab pai jaenge to aap mil jaoge bhagwan ke an se ham sab bhagwat prapti ka adhikar par hamare andar lalsa hamare andar yogyta to ye yogyta aur lalsa naam jap aur satsang se aati hai jitna naam jap karoge jitna satsang sunkar savdhaan rahoge utne achhche bante andar se chale jaoge aur hriday mein ek din aa jaegi yogyta bhagwat darshan ki kya rudu su shram rajan Krishna darshan lalsa rona aa jaega ki prabhu ab aapke bina jiya nahi ja sakta to drishya badal jaega wahin man lo yah to Vrindavan hai tum Lucknow mein ho america mein ho dur desh mein ho pradesh mein ho kahin bhi wahin samne Vrindavan prakashit ho jaega Vrindavan koi jad vastu thodi chidanand hai par hamari dekho gita vatika mein baithe baithe Radha Baba pujya bhai ji maharaj dekh rahe hain na divya Vrindavan ki leela to kaise naam jap se naam jap jitna badhate chale jaoge achhche aacharan aur

naam jap to phir divyta aati chali jaegi yah aapki poshak hai ya aap nahi hai sharir aap bhagwan ke divya ansh hai jab naam jap karoge y rag khatm hoga sharir ka bhogon ka to aap jo divya hai wahi aapko prakashit aur usi mein sab kuch bhara hua hai aapka jo divya bhagwat swaroop hai wahi Vrindavan ko dekh sakta hai ye parthiv sharir nahi jaise inheen netron se dekhne gaye to inheen netron mein divyta aa jaegi andar ke netr hriday ke khule aur inheen netron mein Vrindavan Priya pritam achanak ghatna ghategi drishya badla aur divya bhagwan ke rup aur bhagwan ki shobha unka dham ye sab par uske liye naam jap rupi khajana badao aur charit accha rakho charitrheen gande vyakti ko ye sab bhavna nahi jagrit hoti pavitra hriday mein bhavna to khub naam jab dekho bhagwan ka nirmal jan man sop mohi bhawa mohi kapt chhal chhidr na bhawa bhagwan kah rahe hain man ko nirmal karne kelie ke liye badhiya naam hai aur naam mein ruchi ho kaise bankar naam japa jaata hai yah satsang roz roz satsang suno naam jap karo dhire-dhire age aa jae

himanshu ji Radhe Radhe guru Radhe Radhe maharaj ji pranam maharaj ji kya prabhu ko guru mankar naam jap karne se bhav de ki prapti ho jaegi bhagwan ko jab aap guru manenge aur naam jap karenge to aapko nischit prakt guru ko sanidhy diva denge wo nischit age ka kam wo kar denge tumhen chinta nahi karni bhagwan hi guru hai guru hi bhagwan hai dekho pragat mein tumhen kaise guide karke chalana hai kaise dantna hai kaise pyar karna hai kaise dular karna hai yah bhagwan avyakt rup mein nahi kar sakte pragat rup mein hi hota hai jab tak pragat rup mein aapko mantr nahi milega pragat rup mein aapko guide nahi milega paramarth ka bhav dey ki prapti ka tab tak aap kaise prapt kar payenge agar aisa hota to swayam Sandipni ji ko guru bankar charnon mein baithe hain jinke swanso se ved prakt hua hai unhone swayam vishvamitra ji ko guru banaya unhone swayam Vashisht ji ko guru banaya krishnavtar mein Sandipni ji ko guru banaya to hamko chahiye ki unko guru mankar prarthna karen ki

pragat rup se Gurudev ke rup mein milo ya hamen wahan pahuncha do ya aap akar hamse mil jao kyonki pragat Gurudev ki hamen avshyakta hai unhone bhi pragat Gurudev banaya bhagwan ne banaya na isliye maharaj ji kah rahe the ki apne bhav ke guru na mile to kya bhai ji ke batae mantr ko jap kar sakte hain haan bilkul kar sakte hain bhai ji ko guru rup mein man kar ke virajman karen to bhai ji dekhiyega aapko prakt mein Gurudev rup mein aapko jarur sanidhy dilai denge kyonki yah prakriya hui

hai yah jo prakriya bata rahe hain na isi prakriya se age badha gaya hai aur hamko sab kuch prapt karwaya gaya jo prakt mein kyonki jab bhav mein pravesh hona hota hai to usmen guru kripa shakti kam karti apni koi sadhna kam nahi karti hai to wah kripa shakti pragat Gurudev ki kripa se hoti hai Radha Baba upasna mein koi kami thi kya lekin pragat mein jab bhai ji ka sanidhy mila tabhi to na tabhi to sara bhav parivartan hota chala gaya nahi prakt ka bada prabhav hai kyonki bhagwan jab prakt hote hain tab ka prabhav aur bhagwan yahan apak baithe hain tab ka prabhav dekh lo jab yahan prakt hote jaise aaj ramnavmi hai bhagwan aaj ke din avdh mein prakt hue the to agar is hriday mein bhagwan hai sabke ki nahi hai par prakt nahi hai to dekho sab suna para hai aur yahi jab pragat kar liya jaata hai to parmanand ki baadh aa jati hai pragat ka mahatva hai jag jag mein koi aisa kan nahi jaha bhagwan ho kya anand mil raha hai kya aur jao bihari ji mein prakt rup dharan kiya dekho anand badhega diwal ke dekhne se

anand nahi badh raha hai yahan bhi bhagwan hai lekin pragat mein jaise ham kahte hain ki doodh mein ghee hai pudi bana ker dikhao nahi banegi jab prakriya hui to usi se ghee nikla aur phir pudi ban jaegi nahi aa aise hi bhagwan guru rup hai lekin hamko jo prakriya hai wo prakt mein chahiye unka charan sparsh unka darshan unka anushasan unke netron ka pyar unka guide tabhi ham pahunch payenge to ham bhai ji ko guru mankar unke dwara diye hue mantr ko jab japenege to apne aap dekhna age wo jahan se jodna apne aap jod apne aap pahuncha denge apne ko aise rahna hai apne aise rahe to pahunch jaenge apni buddhi na lada wo apne aap sab bla dete hain spasht agyaa hui thi kisi ras sampraday ke kisi rasik se jakar ke judie jahan jodna tha unhone jod diya jaise chalana tha unhone chala diya ye matlab antarik vishay hote inko to koi prakt kiya nahi ja sakta aap jo kah rahe hain bas waise hi kijiye age ka marg wo khud bana denge aap dekh lijiega na aprajita Radha Radhavallabh shri Harivansh

Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji mujhe bhagwan ne manushya ka sharir diya aur sab achchhi vyvasthaye di parantu jeevan mein lagataar mil rahi asphaltaon se mera atmvishwas tut gaya jisse akarmanyata aur udasinta rahti hai jeevan puri tarah se dishaheen lag aisa ham man hi nahi sakte ki kisi ke jeevan mein 100% asflata hi asflata hai nahi man sakte kyonki din hai to raat aayegi raat to din aayega aisa ham nahi man sakte aapke jeevan mein safalta aur asflata donon ka chakra chalta hai donon sabke jeevan mein ate hain haan aapki mange itni badi hai ki unki purti karne ke liye aapke paas karm samgri nahi hai isliye atmvishwas aapka tut raha hai ab aap hira ka har pahnna chaho jeb mein 00 rupya hai aur aap phir bhagwan ko koso aur apne ko koso to agar 00 rupya hai to aap 00 rupaye ki hi kamna kijiye ki vastu ki to aapko pareshani nahi hogi aise hi aapka praarabdh karm aaya hai ab aap uske anusaar chalenge to theek hai aur use zyada maang karenge to uski purti hogi nahi to

aap chahe bhagwan ko kosho chahe apne ko kosho usse koi labh hone wala hai nahi isiliye vivek ki zaroorat hai gyan ki zaroorat hai kya aap asflata samjhte hain aapko bolna sikhaya aapke kan hai kitni samgri aapko bhagwan ne di safalta hi safalta hai aur aap hamko koi aise to dikhayee nahi de rahe ki aap phate purane kapde pahan kiska prashn hai haan to aap bhagwan ko ya apne ko kyon nirash shabdon mila rahe hain aap age se age kamnaae avashyaktaen sabki bhagwan purn kar rahe karm ke anusaar aapko jo atyant avashyak hai wah bhagwan purn kar rahe hain vayu phra abhi bimar ho jao oxygen lagva paisa lagega phra oxygen bhagwan de rahe hain jal de rahe prithvi de rahe akash de rahe hain buddhi ka dekho aa kitni sundar ham sab dekh sa kisi kisi ke aankh nahi thodi der socho uska kaisa jeevan hoga koi bol nahi pa raha koi sun nahi pa raha koi tino se rahit hai na bol pa raha hai na sun pa raha hai ab uska jeevan kaisa hai aap kabhi bhagwan ko dhanyavaad dijiye ki aapko kitna sundar jeevan diya hai aur aap kha pi rahe

aapne kabhi wah garib dekhi hai jiske liye aap kosne ke shabd mein bole wah garib dekhi hai aap to bahut aisa lag rahe hai ki achhche ghar se hain to aap aisa kyon bole nahi aap aisa bole kyon aapne apni vasna ko itna kyon badha diya aap aisi ichchhae kyon kar rahe hain ki jo aapke paas power nahi hai usse zyada aap kar rahe hain aap naam jap kijiye aap tapasya badhiye aap satkarma badhiye uske anusaar aapko labh milega yahan sansaar mein kuch free nahi hai agar koi rashtrapati bani baithi to tapasya ki hai koi yahan free nahi hai agar koi arab arabon rupya mein khel raha to usne dan kiya hai punya kiya hai tapasya ki to hai ab paap kar raha hai to uska parinaam aayega sab nasht hoga lekin purv mein usne uska phal usko mil raha hai yahan yahan ek paisa bhi free nahi hai hamare karm ke anusaar hi hamen milta hai hamare karm ke anusaar hi jaata hai ab vartman mein tumhari kheti kya hai yah to tumhari purv ki kheti hai ab vartman mein aap kya kar rahe hain raj ji vartman mein sab chijon ki wajah se

matlab koi bhi kam shuru karo usam mujhe utsukta nahi ra nahi nahi nahi yahi galti kar rahe ho purv ki kheti to bigdi hui thi hamari ab purv ko lekar vartman ki bigad de to murkhta hi hai na vartman ki kheti chakacha karo utsah sampann madeer sutram kriya vidhigya vis suktam saram kritagya dridh sadan cha lakshmi swayam yaat nivas he to aise thodi hai utsah se sampann ra har safalta ko prapt karne ke andar asflata ko raute jao ek bar asfal honge do bar asfal honge teen bar asfal honge chauthi bar mujhe gyan ho jaega main kyon asfal ho raha hoon aur usmen nikal jaenge aisa nahi ki kisi ke bhagya mein itna likha hai ki har bar aphal hota hi chala jae aisa kabhi ham nahi man sakte hamara manushya jeevan koi pashu jeevan nahi ki ham keval praarabdh ke adhin hai ham naveen karm karke naveen praarabdh ki rachna karne aae hain hamen nirash nahi hona hamen naam jap karna hai pavitra charit rakhna hai dusron ke adhikar ki raksha karni hai kyonki aap kisi ek parivaar mein honge aapka koi parivaar ke sadasya

jan honge unke bhav ki raksha karni unki seva karni hai aur sas ka unnati ke liye hamen pryasrat rahna hai agar ham asfal ho jaate hain vyapar mein nokri mein prayas mein to hamen nirash ho ke liye baithna hamen phir aur upay karne hain kisi na kisi din safalta hath lagi jaegi aisa nahi hai ki ham asfal hote hi chale jae ham aapko ek Shastri drishtant dete hain vidyaranya naam ke bahut bade sanyasi hue hain wah garib brahmin ke ghar paida hue the mata-pita ke poshan ke liye unke paas vyvastha nahi thi to wah chaki brahmin mein the to unhone santo ka sang kiya tha to Gayatri anusthan kiya 24 lakh Gayatri ka ek purash charan hota hai unhone ek purash charan ka anusthan pavitra se Gayatri anusthan mata Gayatri ka kuch nahi mila dusra anusthan tisra anusthan chautha 2 purash charan ki 2 24 24 lakh Gayatri ke 2 pur charan ke ab mata-pita padhar chuke the Yavan avastha se upar avastha cross kar gayi thi Gayatri anusthan karte karte har gaye aur unhone sanyaas liya ja hi sanyaas liya to adya

shakti devi Gayatri prakt ho gaye aur unka beta yahan se lekar brahm padvi tak tu maang abhi tujhe de dungi to unka mata ab to main sanyasi ho gaya jab main dhan maang raha tha tab aap kyon nahi ai to unka tumhare 24 aise mahat paap the 23 purash charan se va sab nasht ho gaye ek aur bacha tha to sanyaas le liya usse wo nasht ho gaya ab tum Devraj indr pad ka kuber ka khajana mango to main de dungi bole ab sanyasi ho gaya mujhe iski zaroorat nahi hai to isse hamko yah mila ki jab tak hamare purv ke paap hain to wah hamko unnati mein badha dalte hain hamara prayas asfal ho jaata hai to hamko saath mein bhajan hi karna hai bhajan bhi karna hai ham isliye kahte Radha Radha Radha Radha Krishna Krishna hari hari Ram Ram jo naam tumhen priy ho bhagwan naam wo naam jap karo kyonki wo naam tumhare un papon ko nasht karega 24 purash charan matlab ek tarah se hue 23 purash charan ek sanyaas tab wo nishpap hue to apne logon ke paas kitna hoga paap char mala japyo kam nahi bana to ashra ा ho gayi socha aisa nahi wo char

mala free nahi jaega wo 23 purash charan phir nahi gaye 24 wa sanyaas lete hi mata ji sakshat prakt ho gaye kaha jo to unhone kaha bahut bade mahapurush hue hain vidyaranya ji unke bade-bade granth hai bahut uchh koti ke mahapurush to hamari prarthna hai asflata mein hamko nirash nahi hona hamen rauna hai is asflata ko ham manushya de prapt karke bhagwad ansh hai ham koi pashu nahi hai ki ham asflata mein bas jhuk gaye utsahi ho gaye bhagwan se shraddha ho gayi jine se a shraddha ho gayi aur kriyon se a shraddha ho gayi aisa nahi har ba ba ham ladenge ek bar vijay honge jeevan mein ek bar to ham vijay honge ham parast karenge do sadhan chalna chahiye ek antarik naam jap aur ek bah prayas to ham safal ho jaenge bilkul safal arjun ji se yahi bhagwan kah rahe hain main tumhare saath hoon ma maman smar yuddh cha mera smaran aur yuddh kar yuddh mane kartavya karm apne kartavya mein lage raho aur mera smaran karo smaran kya karega paap ko nasht karega kartavya kya karega age ki unnati ka rasta khol

dega ab ham log sahi pocho to dharm ka aashray nahi lete bhajan ka aashray nahi lete aur manmani aacharan karte hain koi birla aisa hoga jo apne jeevan ke charit ko pavan karke dharm yukt chal kar ke unchai par chadna chahe nahi to unchai par chadna chahta hai lekin jahan se unchai banti hai use kho deta hai to wo unchai kuch din ke baad uski mitti palit ho jati hay hamari baat dhyan rakho dharm ke bina aaj tak koi unchai par nahi chadh paya hai unchai par chadne ke liye charit pavan aur aapka vichar aur utsah

pavan agar charitrheen jeevan raha to kuch bhi rupya ikttha kar lo tumhen shanti nahi milegi kuch bhi kar lo shanti nahi milne wali yah hamara dharm pradhan desh hai aisa hi raha hai aur ab jo hay naveen pidhi is baat dharm kya hai kis isse koi matlab nahi rah gaya charit kya hai isse koi matlab nahi rah gaya ab aap jaise kaho ki kaise kah sakte ho charit nahi to aap hamen batao aaj is ladke se boyfriend girlfriend wala jo sambandh chalta hai phir iske baad ek shabd aaya hai breakup phir aaya naveen boyfriend phir aaya hai breakup phir aaya naveen ab jo hansi mein unse baat pocho to bole nau girlfriend daswin va 10 isko aap kya kahenge yah kya ho raha hai hamare samaj mein isko kya kaha ja isko boyfriend girlfriend ko kuch dimaag mein nahi rakha ja raha hai lekin apvitra hota ka sanchar ho raha hai ki nahi ho raha deh apvitra man apvitra vichar apvitra charit apvitra nahi ham mante hain dosti karo mante hain lekin ek ko sweekar karo aur mata-pita ki sahmti se pani grahan karke phir

grahasti dharm ka to pavitra jeevan ho jaega ham is paksh mein nahi jaate ham paksh mein aaj ka jaisa samay agar aapko dosti bhi karni hai to ek se karo khub pehle prichay bana lo phir ek se karo aur phir donon mata-pita ki sharan mein ho ki ham logon ne dosti ki yadi aapka anumati ho aapka adesh ho aajeevan phir byah karke ghar grahasti yah kaun sa charit hai ham dosti ke liye nahi rokte karo dosti shastron mein aisa varnan aaya hai pita ne chhut de diya aap var swayamvar kya hai swayamvar swayam varg ka varn karo varn kar liya mata-pita ko bhi chahiye ki zyada usmen na pare apne bachchon ki sukh mein sukhi rahna sikhe bachchon ko jismen sukh mile par ek par aaj ke bachchhe in baton ko bahut halke mein le rahe samjh nahi rahe to usse kya ho raha hai bachchon ki pravritti bigad gayi ab wahi bachchhe jab var bharenge na to wo breakup wala abhyaas wahan bhi aa jaega to na wo pati patni se aajeevan bhav rakh payega na wo patni pati se aajeevan bhav rakh payega aur donon ke jeevan vyarth ho jaenge isliye hamen

lagta hai ki agar charit pavan rakha jae aur ham dharm purvak chale naam jap karte hue aur apne kartavya ka palan karen to utsah hinta kabhi nahi aayegi asflata mein bhi utsah hinta nahi aayegi ham safalta ko ek din chumeng ek din usko prapt karenge hamari baat ko achhche se samjh lijiega prashn to aapka hai lekin la lag prashn y sabhi ka hai yah prashn lagbhag sabhi ka samaj ka hai aur ye lakho log sunte hain isliye ham isko vistar se kah rahe hain charit pavan uddeshya mahan naam jap kartavya ka palan vijay hi hoge kahin bhi ho purv ka karm aapko badha pahunchane ke liye aayega to hamare paas naam hai ham naam se usko mitaaye jo naam jap kar rahe hain na us bhajan bal se usko mitaaye ge wo bhajan bal se nasht hota hai bahari vihaar se nasht nahi hota hai ji

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…