chor, dakait aur vyabhichar karne walon ko padhane ki jimmedari hai kaise unhen sudharun ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
malo jahan ye ticher hai aisi jagah par hua jahan sab chori dakaiti ghar se hi unko sikhaya jaata hai bat mera udhar abhi karya ho gaya karya kshetra ho gaya par main kaise adhyatmik urja ke dwara aur apne baudhik star kisi ka palat dena ye keval bhajan bal se ho sakta hai keval updesh se nahi ho sakta man lo ham keval padh likhkar updesh de isse parivartan nahi hoga jaise santo ke vachno se buddhi ka parivartan hota hai usmen guru kripa bhagwat kripa bhajan bal tap bal sab ek saath lagta hai tab jakar ke samne wale ki buddhi badti bhai ham jab se suna tab se mans chhod diya madira chhod diya gandi baat chhod di bhajan ki to yah aise nahi hota sushma Sharma ji Rajasthan Radha vallav shri Harivansh maharaj ji main ek shikshika hoon mera pad sthapan jis jagah par hua hai wah vishesh janjati ki basti hai maharaj inhone likha hai waise inka mukhya karya hai chori dakaiti vyabhichar aadi unke ghar se hi yah milte hain unhe mera prashn hai ki main unhen jis prakaar adhyatmik raah par lekar au wo kaisa rahega maharaj
ji marg matlab inka kahne ka matlab jaha y ticher hai aisi jagah par hua jahan sab chori dakaiti ghar se hi unko sikhaya jaata hai bat mera udhar abhi karya ho gaya karyakshetra ho gaya par main kaise adhyatmik urja ke dwara ha iska parivartan kiska iska parivartan to tabhi ho sakta hai jab mein bhagwan naam jap ka bal ho kyonki baudhik star kisi ka palat dena yah keval bhajan bal se ho sakta keval updesh se nahi ho sakta man lo ham keval padh likhkar updesh de isse parivartan nahi hoga jab swayam mein hamare tap
bal hoga bhajan bal hoga tab ham badal sakte hain nahi to dusra bahut chor aur hinsak ko jab koi mahatma mila aur updesh kiya to uska jeevan badal gaya itihas sakshi hai santo ke charitra ko padhkar dekho to khub naam jap karo aur unmein bhagwat bhavna karo he prabhu ye rup mein akar ke chori dakte jo bhi galat kam inke yantr ka prabhav lekin aap jo power ho wo mujhe pata hai ki aap sabke andar prabhu mera sahyog karo inki buddhi ka parivartan karo inke jeevan parmanand mein aapke charnon mein lage ye sache aacharan wale bane bhagwan se prarthna aur naam jap mujhe to yahi lagta hai ki bhagwat bal ke siva koi kisi ki buddhi ko badal nahi sakta agar kisi ka parivartan ho raha hai to bhagwat bal se ho sakta hai baudhik star se kisi ka pari wo aapka uphash karenge kyonki unke hriday mein rajogun hai tamogun hai uddandta hai to wo ticher ko guru thodi manenge wo to aapka uphash karenge aapki avhelna kar denge yadi aap mein naam jap aur prarthna bal hai to prarthna bal aur naam jap se kisi ko bhi sudhara ja sakta hai par
uske liye swayam mein bhajan hona ati aniwarya hai to aap naam jap kijiye aur bhagwan se prarthna kijiye sam mein sadbhavna kijiye to parivartan to nischit hai ma ji kuch charit bhi suna sakte hain jaise kuch bhakton ke charit ho ya sunenge apvitra buddhi walon mein koi prabhav nahi padega jinka jaise swabhav ban chuka hai na pavitra ab unko daya dharm ki baten achchhi nahi lagti jo mamta rat san gyan kahani ati lobhi san virat bukhani u sarv bij phal jatha jaise to unko agar wo pray prarthna man le ki thoda naam jap karne lage aur aap khub naam jap karen aur wah sankalp karke unko de inki buddhi sudhre to mujhe lagta hai parivartan ho sakta hai haan aur jab ham naam jap karenge tab phir charit sune to prabhav padega kyonki apvitra buddhi avhelna kar degi wo manegi hi nahi y sab purani likhi padi baten hain bhagwan ka naam jab karoge to tumhare ashubh ka nash hoga aur sundar buddhi hogi to achhche karm karoge sukh prapt honge dukh kisse mil hain paap karm se kar kya rahe ho paap karm to
milega kya dukh chahte kya sukh yah ulta buddhi ho gayi dekho na jitni jail bhari hai wah sab sukh prapti ke liye bhari sukh prapti ke liye kiya aur parinaam mein jail jitne rog ho rahe hain ye sab sukh prapti ke liye koi paap kiya usi ka phal bhogna par raha hai hamara matlab hai ki hamen sukh chahiye lekin hamse kriyaen hoti dukh pradan karne wali paap karm ki wahi hamen sudharna hai shastr swadhyay kar ke santo ke pavan vachno se par jinki malin buddhi hai wah santo ke vachan hi nahi sunenge
wah shastr swadhyay nahi karenge ab unke liye chahiye hamara bhajan ham khub dat ke bhajan karen aur unka mangal to unki buddhi ka parivartan jaise santo ke vachno se buddhi ka parivartan hota hai usmen guru kripa bhagwat kripa bhajan bal tap bal sab ek saath lagta hai tab jakar ke samne wale ki buddhi badti hai ki bhai ham jab se suna tab se mans chhod diya madira chhod diya gandi baat chhod di bhajan ki to yah aise nahi hota hai ye bhagwan ke bal se hota hai bhagwat bal se hota hai wahi bal aap dharan karo naam jap karo
bhagwat prarthna karo to parivartan ho sakta hai kyonki dusht swabhav aur paap swabhav walon ko bhagwat charcha achchhi hi nahi lagti paap vant kar sahaj swabhav bhajan murti bhav la kaun jop dusht hriday soi hoi more sanmukh aav ke par duston ka bhi sudhar karne ke liye hamare bhajan se hamari prarthna se bhagwan unka parivartan karte hain to yah ham kar sakte hain ki ham dekho sant jan yahi karte hain ekant mein bhajan karte pha sarve bhavant sukhna sarve sant niramya to unka wah sankalp jaata hai aur samne wale ki shravan idri se vachan jakar uska parivartan kar dete hain bhajan bal se parivartan ho sakta hai wahan buddhi ki pravinta se parivartan nahi ho sakta adhyatma ke dwara ham unka parivartan kar sakte hain
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…