॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #529 · 23 april 2024

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Manoj Mishra ji Bhopal se Radhavallabh shri Harivansh Gurudev aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji sharir aapka sharanagat hai prabhu praarabdh anusaar is sharir mein bimari aa jati hai ya koi chot lag jati sharir sharanagat nahi keval sharir nahi hai aa ham sharanagat hua ki nahi hua to kapda sharanagat karne se kya hota hai kapda sharanagat karne se kam thodi banna hai kalyan aur moksh to kapda pahne wale ko hona hai sharir sharanagat hai to aap kaun hai abhi aap sharanagat nahi hue kya hai haan ham sharanagat nahi hai aap sharanagat nahi hai to sharanagati adhuri mani jaegi keval sharir sharanagati nahi tan vang mano bhir amal soham ta vasit tan vang mano sharir vani man aur soham so aham navang manovi amal soham ta vasta main aapke aashit hu aap bolie kya kahna chahte hain maharaj ji prabhu praarabdh anusaar is sharir mein bimari aa jati hai ya koi chot lag jati hai jis par das ka bhav rahta hai ki mere prabhu mujh par kripa kar rahe hain aur yah mera antim janm hai aur mrityu rup mein mere hi Priya aaenge to aur prasannata hogi

parantu anya log kahte hain ki jab itni puja karte ho itna din anya logon se matlab hai anya logon se matlab hai nahi to phir jab aap hamare samarpit hai to aapko hamari baat samjhni chahiye jo tumhare andar aa rahi hai wo hamari baat hai to dusre ko sunne ki kya dusre ko suno to hamari baat chodo jao maya mein hamari baat man rahe ho to dusre ko sunna band karo na kaho so boli bo na koi vihaar apni kuvar kishori ko jiyat nihar nihari ek marg pakdo sune na kah ki kahi dhyan se sunie narayan Swami ka hai sune na kah ki kahi aur kahe na apni baat narayan wa rup mein magan rahe din raat apni nishtha pa magan raho ye sansaar ke log to kuch bhi bolte bal bhut vivas matware te nahi bole vachan vichar tinak kaha suni nahi kana unki baat sunne ki kyon tumhari bhakti to itni buddhi hai jinki bhakti ke pahar hai unko pahar jaisa dukh bhogna para abhi baithe the ki nahi baithe the to phir apne ko usi nishtha mein lana hai ki akhiri janm mein bhagwan ka jaisa tera kiya mitha lage to joi

joi pyaro kare soi moi bhave bas Radha Radha Radha ye sansaar samudra nikal chalo chupchap tair ke yahan kaun kya kah raha hai dekhne sunne mein lagoge fas jaoge sidhe chalo guru ke vakya se hi moksh ki prapti hoti hai mantr mulam guru vakyam to moksh mulam guru kripa aur jab kah rahe ho main aapko samarpit hu phir kya chinta karna hai accha sharir nashvan ise jana hai aapka bhi jaega aapka bhi jaega ab iske liye koi chinta nahi karni sansaar mein tumhe ko keval marna ho to pareshani ho jae sansaar mein tumhare sharir mein keval rog ho to pareshani ho jaegi bechara pura sansaar nirog hai yah bechara rogi hai ya pura sansaar nahi marega yah bechara marega aisa to nahi hai na iska naam mrityu lok y sab marega pakka isliye bahut vivek purvak dhairya purvak ham santo ki baat sune sansaar yon ki baat kyon sune sansari purushan ki baat sunne layak hai paaglon ki salah mani jati hay pagal hai apne bhogon mein rath hai inka alag swaroop hai vivekavani jaise paaglon ki baat nahi sunta bal bhut vivas

matwar te nahi bole vachan vichar tin karar kaha suni nahi kana tu muskura do Radha chal dil kya to muskura de jaise koi uphash kare na to usmen bor nahi hona chahiye jai jai shri Radhe chal diya wo aadmi soche kis mati ka bana hua hai aadmi isko bura hi nahi lagta aisa bhakt hona chahiye hamko aandit hona hai ham jal gaye ki isne aisa kyon kah diya to ham sabke muhn thodi band karenge hamko apna mukh prasann rakhna hai apna hriday nirvikaar rakhna hai yahan anand hai na sab anand hai dheer ji surat se Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji mera prashn hai ki sthul karan aur sukshm sharir se upar kaise utha jae uski kya prakriya hai pehle naam jap karo naam jap kante se kanta nikalta hai kanta lagao to kante se nikalta hai akar mein fase ho akar se shuru karo prabhu ki chavi virajman karke unki pujan shuru karo unko bhog laga ke pao unke chintan mein raho naam jap karo satsang suno leela gayan karo gande aacharan na hone pave paap karm na hone pave to dhire-dhire gyan prakashit hoga gyan

ke dwara tino shariron se ham rag rahit hote hain yadyapi ham hai ab bhi rag rahit hi hai par agyaan bhram wo hamko raga par gayi yadyapi mrisha par chhut ati kathin chhutna bada kathin isiliye ho raha hai bhajan nahi hai bhajan aur sadacharan charit pavan aur bhajan khub to abhi sab samjh mein ane lagega abhay thoda ba bhajan bhi hota gandi baten dekhte gandi baten sunte gandi baten gandi kriye karte hain isliye hathi snaan hath snaan naha ke nikla dhul bhara upar sab dal liya to usse koi labh nahi mi mil pata hai agar charit pavan rakhe dekho charitrheen hokar ke sadhan aise hota hai jaise chalni mein gaiya da hai to doodh usko ek bund pine ko nahi milega chalni mein gaiya da hai aur dos dav ko de hari guru kaho na man to apno hi phal le ab ka hamen bahut samay ho gaya sadhan karne koi labh to mila nahi isliye labh nahi mila ki jaise chalni mein gaiya use doodh pine ko milega kya to aise chalni ho kam krodh lobh moh mad matsar jab jahan jaise khel khel rahe ho manmani aur bhajana Anandi bhi bante ho ki hamen bhagwan bhi mil jae to

phir ab sambhalna padega bhai un chhed ko band karo tab to doodh take patr chhed rahit ho tab usmen doodh take isiliye santo ka sang kiya jaata hai ki ham apne dosho ko dekhen sant sang ek darpan hai jismen ham antahkaran ke dosho ko dekh sakte hain ja ham satsang sunte to hamen pata chalne lagta hai ham kitne gehre mein ya hamara kitna dosh hai wah sab nikalna hai ham nirdosh hokar kyonki brahm nirdosh hai bhagwan nirmal hai to ham nirmal man karke hi bhagwan ko prapt kar sakte hain to naam jap karo jin baton ko pata hai gandi baten unse dur raho unse duri banao aur khub bhagwan aur guru ke ashrit bhav rakho wahi gyan pradan karte gyan data bhagwan hai aur jab gyan ho jaata tab aise dikhayee deta hai jaise aapka ka sharir dur alag aise sharir sthul alag dikhayee deta hai antahkaran alag dikhayee deta hai swabhav alag dikhayee deta hai apni drashta hai inko dekh rahe hain inke dwara jo kriyaen ho rahi hai bade shasan purvak theek se drashta hi vikar rahit hota hai jo lipt ho jaata hai wah vikar rahit thodi hota hai to

drashta banne ke liye pehle sadhan mein lago bhajan karo hriday nirmal ho tab phir aap drashta ban paoge y bhi ho aur va nahi drashta bani hue bhi bhog bhog loge kyonki samjh nahi paoge sacha gyan uday nahi hua abhi naam jap par zyada dhyan do naam jap se sab jagrit ho jaega samjh rahe sadhu sang aur naam jap satsang aur naam jap y do aise sadhan hai jo sab kuch prakt kar denge bhakti gyan vairagya sab prakt ho jaega Shyam sundar das ji banseevat maharaj ji navat pranam maharaj ji mujhe ba milne ke baad maine tay

kiya ki jo Guruji bole wahi sahi hai kya isse koi aparadh to nahi anya logon ke prati kaisa matlab ab mere jo Gurudev bolenge wahi sahi hai haan to anya log hai hi nahi aisa mano na akhand mandla kam vyapt mein charachar tat padam darsham tasm shri gu guru ko ek sima mein nahi rakha jaata asim yahi kami ho jati hai ham mein ham jab yah hamare guru bas itni sima to aur ki ninda hone lagegi auron ki avhelna hone lagegi yadi ham auron mein bhi apne guru ke bhav ko dekh sake to ham sache guru sevak hain jaise akash sarvatra hai aise guru sabke hriday mein baithe hain apne guru jahan se gurumantra liya adhik priyata purn samarpan par sab sant sab bhagwant sab swaroop hama maharaj ji anya sant jaise kuch log vansheevat mein jo andar bahte hain kuch log jaise bade maharaj ji ke vansheevat pita de swar ki burai karne lagte hain to us hamen aise logon ke paas hi nahi baithna na jo kisi ki bhi ninda kare kisi ki bhi ninda karen ham usse sambhshan nahi karte kyon ham sulajhne ke liye baithe hain ki ulajhne ke liye

baithe hain sab mein yahi baat hamari sab mein mera Gurudev sab mein mera paramatma hai ab aap ninda stuti wo to gurujanon ki kisi ki bhi karo to hamen bardast nahi hogi kyonki sab mein mere prabhu hain mere paas keval bhagwat charcha aur wo bhi sulajhne ke liye to aisa hi sang karo jahan aapko lage ki gadbad to utha Baba ji ko kya apne uthe chal diye hamari koi mitrata hai kya dobara hamare paas aae to darwaza khulega nahi kyonki aapka marg alag hai hamara marg alag hamen aapse dves nahi par hamare shastr kahte hain mahapurush kahte hain aisa sang kabhi na kare jo par charcha par dosh darshan par ninda aad aise kabhi sang na kare jinke sang ko mati mati upaj karat bhajan mein bhang tajo re man hari vi mukhan ko dekho bhajan karne wale ko time nahi sahi pocho na hamare dimaag ko keval bhagwata ka karna hai yah bhram hai ki koi bura hai yahan tumko sachchi bata diya shishe lage hain alag-alag ek satogun ek tamogun ek rajogun unse paramatma ka rup alag-alag nazar aa raha hai ek dusht rup nazar aa raha hai ek sadhu rup nazar aa

raha hai ek bogi rup ek yogi rup lekin nahi vidya vinay sampann brahmin ga hasti suni cha supa ke cha pandita sandarshana ek shisha ka alag-alag swaroop hota hai jismen chehra tedha nazar aayega ek mein bada bhayanak nazar aayega ek mein bada chhota nazar aayega ek mein bada saumy nazar aae darpan ka aisa prabhav hota hai man lo ek darpan aisa pura mahal mein lagao jo vivid darpan se yukt ho to aapko apna hi rup vivid rupon mein dikhayee dega na ma isse hai sansaar ek hi paramatma vivid rup sva pratibimb vibhram gyan se dekho to aur bhakti se dekho to ek hi isht bhagwan sab mein virajman ninda karne wale mein bhi bhagwan hai par ham uska sang nahi karenge kyonki shastr agyaa karta hai bhagwat bhav usmen bhi uski bhi ham ninda nahi karenge uski bhi ham alna nahi karenge par sang nahi karenge agar koi poohe uska sang kyon nahi karoge to ham yogya nahi unke sang karne ke yo samjh rahe ham uski bhi ninda agar uski ninda kar di to usmen ham mein antar kya rah gaya ma jawab nahi de pata lekin pida

hoti hai sun kar ke Guruji ha to aur koi prashansha kare Gurudev ki to accha lagta hai burai kare to to hamen burai wale ke paas baithna nahi hai duri rahna hai aur dekho guru brahm hai hamko sirf manna brahm hai bas apna kam banana ho jisko to guru ki baat man le guru brahm hai yah man lo bas duniya ki baten na sune nahi to agar duniya ki baten sunega na to aapko sachchi bata de shuddh sone ka koi gahna ban hi nahi sakta shuddh sone ka koi gahna nahi usmen la vat hogi santo ke charitra mein aisi baten pai gayi hai jo pachen nahi bade-bade mahapurushon ke hamne khud ek bade mahapurush jinko sharir ki vishuddh nahi ab jaise log akar baithe the to aise bachchha tumhare gay hai kahte haan Swami ji rabri nahi pai bahut dino se thodi rabri bachchha haan Swami mata bane bahu haan Swami ji kadhi bana leti ho haan Swami ji bahut din tak kadhi nahi paye Swami ji aaj hi bana ke le aae haan le aa bachchha ab batao aap kya sochoge ki kadi aur rabri mein Baba ji ka to jaban phasi yah

brahm budh kaise sthiti aisi hai ki sharir ki shuddh nahi tabhi samjh mein nahi aata ki mahapurushon ki leela kya hai to isliye hamen chahiye ki gurujanon ke charit par ham na jae gurujanon ke updesh par jae wo kaisi leela kab kahan kya wo bhagwat swaroop yadi apna kalyan karna ho aur yah tumhen pakka bata de ki shuddh sone ke gahne nahi hote milavat hoti hai to jad chetan gun dosh mein vishv keen kartar agar tum thermometer lagaoge to 90 gun honge to 10 dosh honge to sant hans gun gahe pa pari harivar vikar sant jan gun grahan karte dosho ka tyag kar dete hain isiliye shastr agyaa karta hai gurujanon ke jo vachan se charit milte ho wah anusaran karen nahi to har baat guru gurujanon ke anusaran na karen jaise adya guru bhagwan shankaracharya ji ek jagah machhri bik rahi thi aise khade hue se machhri char jo shishya the unhone nahi khaya aur jo the guru ji kha rahe ham bhi kha liye dekha isse age badhe to kanch ubala ja raha tha nariyal ke kh mein garam ubla hua kaach wo to mahayogi adya guru bhagwan

shankaracharya ab wo jo shishya masri paye the unki taraf dekha kaha piyo are bole guru ji mar jaenge isko piyenge machhri kyon khai bole aapne khaya isliye kha li bole ham bhi to kanch pi rahe piyo aise ki sa jinda machhli nikal jal mein chhod di wo to mahayogi the wo sab lever mein jakar pach rahe guru jo kar raha hai wo hamen nahi karna jo guru kah raha hai wo hamen karna hai ye kah de ham to hamse to kah rahe hain ki aap aise raho aur khud aap aise rah rahe nahi nahi unki kya sthiti hai wo kaise hamen prabhu ka kya adesh bas hamen waise chalna hai mere Gurudev mujhe kaise adesh karen apne gurjan jaise apni maa maa hoti hai dhyan dena maa to maa hoti hai na bas agar kalyan pana hai jagat mein to Gurudev Gurudev ke vachan do se sambandh rakhe bas aur tisri baat wo sab maya mein pha ho jaegi guru vakyam aur Gurudev ke charan Arvind sakshat parbrahmma paramatma aur duri banak rahe sansaar ke vyaktyo se apne guru ji apne brahm hai apne prabhu hai kya kha rahe hain kya pi rahe hain kaise uth rahe hain kaise baith

rahe hain mujhe jo agyaa hai main waise ji raha hoon aur unke liye jo agyaa hai main vaisa kar raha hoon aisa bhav rakhe jo agyaa jaise mere pritam mere prabhu to wahi bhagwan ka sakshatkar ho jaega gurjan janbujh ke kuch aisi leela karte hain jinko par pana bahut kathin hai santo ke bas yahi mat sangat durlabh ho aur likha hai agamya agamya matlab nirvah karna bahut kathin nirvah kar le jao to amogh nischit bhagwat prapti ho jaegi to kisi aur ki mat suno apne bhav apne gurujanon ke bhav mein ra guru bahut karunamay maa hai sachchi mani hai koi gurujanon se pyar karna nahi janta wo amok pyar kar karne wale hain lakho gun kare par apne shishya ka kalyan karke hi gurujanon ka aisa swabhav hota hai mb guru kripa hi kevalam bas itna hai ki guru kripa hi keval jab guru ji ki baat aati hai to bas hriday bhar aata hai ki jo badi badi sadhna se nahi hua unki muskurahat se ho gaya muskura ke ka diya jao sab theek ho jaega sab theek ho gaya uli ki kripa se Om Mishra ji Kanpur se Radhe Radhe Baba

maharaj aapke charnon mein sang gand pranam maharaj ji ham aapke bal se swayam ko aapka sharanagat mante hain jeevan ki har sthiti mein pratham aapka smaran ho aisa prayas karte hain maharaj ji ham sharanagat ho gaye hain iski pusht kaise hogi jab hamare hriday mein koi dukh ki vritti ave to us samay hamara man kahan bhag ke jaata hai ya sukh ki vritti ave kahan bhag ke jaata hai wahi aashray mana jaata hai dukhad aur sukhad paristhiti mein man ki pahli vritti kahan gayi yah dekhna aa jaata hai agar kisi vyakti ki yad aae ki

usko phone karen samasya ka samadhan ho jaega ya sukhad vritti ai to jiski yad ai wah kaun sa hai koi vyakti hai ya bhagwan hai ya Gurudev hai to jahan hamari vritti pratham vritti jae pratham vritti wah aashray mana jaata hai sukh ya dukh ke sanyog ke samay jiski hamko pahli vritti barbar jae to samjh lena chahiye ki yah abhi hamara aa bana hua hai vyakti hai ya dhan hai ya koi pad hai ya koi paddhikari hai ya shri bhagwan hai ya Gurudev hai agar hamari purnata har vritti bhagwan mein jati hai to sab jaise bhari dukh ki paristhiti lagta mere prabhu ne vidhan kiya hai agar bachne ki bhavna hai to prabhu hi bachayenge mujhe kisi vyakti ka bharosa vyakti ka aashray jaise goswami tulsidas ji kah rahe hain bane to raghuvar te bane bigar to bhrpur tulsi auran te bane ta bani be pe dhur y sharanagati ham bane to prabhu se bane sukh hai to jai jai shri Radhe aur dukh hai to jai jai shri Radhe ham kisi se nahi apne aradhya to mana jaega ki aap sharanagat hai jiska chalte phirte uthte baithe har samay bhagwan ka bharosa unhin ka

chintan va bhagwan ka sharanagat mana jaata hai samjh pa rahe ho aap ji puja ji Kanada Radhe Radhe Radhe Radhe Guruji Guruji main Kanada ka rahne wala hoon shri ji ki kripa se sadhe sal baad indiya wapas ana hua hai aur aapki kripa se aaj aapke darshan ka saubhagya prapt hua hai Guruji main social media par aapki video dekhta hoon lakho intarneshnal studentsa jo padhne gaye hain ya mere jaise jo wahin setal hone gaye hain wah sab aapko sunte hain mera question yah hai ki jaise yahan par log apne bhagwan ke darshan karne phat se bhage chale ate hain jab bhi un unke man mein matlab koi vipatti aati hai ya lagta hai ki vishwas ki kami ho rahi hai bhav mein to unka vishwas badh jaata hai par ham hazaron kilometer dur main 13000 kilometer dur rah raha hoon sabhi dham indiya mein ana deli life mein bahut mushkil ho jaata hai aap kya samjhte hain ki mandir mein keval bhagwan hai bhagwan kya aapke hriday mein nahi hai aapko kahin jane ki zaroorat nahi aapko pukarne ki zaroorat hai jab samasth devta prithvi bhagwan shankar

brahmadev rahe hoon avsar pai vachan ek kahe hari vyapak sarvatra samana prem se pragat ho hi main jana bhagwan shankar kahte hain ki usi samay mujhe avsar mila aur maine kaha kahin jane ki zaroorat nahi hari sarvatra rup se saman bhav se virajman hai agar main art bhav prem se pukarun to yahi hari prakt ho jaenge aur aisa hi hua hamen lagta hai ki jinko ye ki ham jakar darshan kar lete hain to ham unko saubhagyshali samjhte hain lekin agar ham nahi ja pate to ham durbhagya shali nahi hai hamare prabhu jab sarvatra hai to yahan bhi hai jahan ham hain sabke hain to mere bhi hain sab samay hai to is samay bhi hai isliye mujhe yah to nahi sochna ki main kisi mandir nahi ja pata hamari aisi duty hai hamen aisi jagah taynaat kiya gaya ya ham aisi jagah vyapar kar rahe hain aisi jagah ham daktari kar rahe padhai kar rahe hain jo bhi aapke hriday mandir mein bhagwan hai aur bahar ke mandir se hriday ke mandir ka prichay mil jana bahut uttam hota hai agar bahar ke mandir mein gaye hriday ke mandir se prichay to aap dekh lo aise aise

kuch nahi kya fark parta hai waise ke waise hi hamare andar kam krodh rahte hain waise ke waise ham gande bane rahte hain kya hua hriday ke mandir ke bhagwan ka prichay nahi to bahar ke mandir se hamara koi vishesh labh nahi mil paya aap dekh lo na sab log to jaate hain darshan karne darshan karne ke baad kisi ke aansu nikelte hain koi romanchit hokar anand mein dubta hai nahi bagal mein akar chat pakri khata bihari ji jakar ke bhi nirdosh drishti nahi rahegi aapko seva mein sevadar mein loha ke logon mein yahi sab dekhna aur agar aapki drishti antarmukhi Govind baithe hain yahi bihari ji baithe hain phir to aap jidhar dekhoge bihari ji bihari ji dikhayee degi unki kripa dikhayee degi to aap andar naam jap karo aur hriday se prabhu ko prem karo aur kaho ki prabhu ham to malum nahi aa sakte lekin aap sarvatra ho main aap jahan bhi ho agar yahan ho to yahan ba to ba agar Vrindavan mein to Vrindavan aap sun sakte ho meri baat bhagwan Kanada se Vrindavan ki baat bahut jaldi sun sakte hain bina phone ke nahi sun sakte

pukar ke dekho Hastinapur mein Draupdi ji hain aur Dwarika mein bhagwan hai hi pukara ha dwarikadish yahi vastr bankar bhagwan prakt ho gaye to bhagwan wahi the na Dwarika se ana nahi para wahi the bhagwan par pukara dwarikadish kahkar yah baat hai ham bhagwan ko yadi apne hriday mein virajman bhagwan hai sabke hain pakka un ye bijli unhin ki hai ye jo aap chaitanya dekh rahe hain hasna bolna khelnaa chalna phirna yah swabhav yantr ke prabhav se alag-alag ho sakta hai lekin bijli ek hi hai jaise heater ka yantr ka prabhav garm karna to bijli wahan se heet paida kar rahi ye AC ka prabhav hai thandi vayu dena to thandi fridge ka swabhav thanda ye karan hai unse kriya alag-alag ho rahi bijli ekahi hai to wah bijli hai paramatma sab mein to hriday se bhagwan ko pukaro aur chavi rakh lo bhagwan ki agar bhagwan sarvatra hai chavi mein bhi to hai apne bhagwan ko de kahin jane ki zaroorat nahi dekh liya jai ho bihari ji maharaj jai ho Radha vallabh ji maharaj aur aajkal to bahut kripa hai intarnet aur mobile ka jamana satya

mano mobile se jo sun rahe ho to uska chamatkar na hua hota to aap yahan na baithe hote matlab jaisa hamare bolne se yahan hai Kanada se bhi sunne mein hua aapko nahi hua na to aise hi jaise yahan bihari ji aake darshan karne se labh milta hai aise bihari ji ki chavi rakh lo to Kanada se aur aajkal to intarnet mein badi sab suvidhae ho gayi kisi ki to aap usko mano lekin chavi ko chavi na man ke bihari ji mano to aapko usi mein labh mil jaega bihari ji akar bihari ji ko bihari ji na mano to labh

nahi milega Duryodhan ke samne bihari jug baat kar rahe hain shri Krishna chandra aur wo manta hai kya wo nahi manta ki bhagwan hai ek vivad bhagwan ke liye balar hai aur jo bhagwan ki baat man le to sab phir ma ye jo nash hua yah nahi hota anand ho jaata to ham mane ki jo chavi mein bhagwan hamare hain jo hriday mein bhagwan hai hai aur yah naam jap karen aur ham bhav se rahe hamko dukhi nahi hona ki hamen bhagwan ne vah rakh diya to ham yahan bharat mein hote to jaldi akar darshan kar lete aisa nahi aap jahan ho aap

bhagwan ke ho jahan aap ho wahin bhagwan hai bas naam hamari prarthna sabse hi rahti apne kartavya ko puja samjho aur naam jap karte raho naam jap se bada mangal hota hai naam jap hi sab kuch hai chahe jis ham granth mein chahe jis panth mein jin santo ki vani padh rahe hain sab mein sar baat aati hai sadhu sang naam jap do se param kalyan hai do se param padvi to man lo sadhu sang aap sadhe varsh baad yahan aap aae hain to mila lekin aapko sadhu sang wahan mil raha tha nahi mil raha tha tabhi to to aap mobile mein jab to sadhu sang mano use mat mano ki mobile se kar rahe hain sadhu sang mano ki aaj bhagwan ki badi kripa yantr ke dwara jo Vrindavan mein ho raha hai baithe-baithe ham Kanada se dekh rahe hain america se dekh rahe hain to aandit raho use itna nakaratmak soch mein mat le jao ki main Kanada mein hoon kaash main bharat mein hota to aisa mujhe roz roz sanidhy wahi mil raha hai aap roz Radha vallabh ji ki aarti darshan kar sakte ho aajkal sab wo jamana hai na sab yantron mein dal diya jaata hai live chalta hai idhar aarti ho

rahi hai udhar aap baithe-baithe dekh sakte ho america se baithe-baithe de to aajkal to dukhi hone ka agar aap satya mante ho to agar aap mante ho ki ye to mobile se hai jo anand samne baith kar ke hai to phir wo aapko dukh hoga aap aise mobile ek rumal bichhao aise rakh do jai sant bhagwan ab shuru ho pravachan shuru on kar diya ab baithe aankh mande mano aap Radha kel kunj mein baithe satsang sun rahe Vrindavan mein aapko waise hi anand milega aap tanmayata purvak sune to aapko waise anand mile aap mane to hai na mane

to phir nahi manne ka sara khel hai to ham bhagwan ke hain bhagwan jahan ham hai wahin hai hamare hamko chinta karne ki zaroorat nahi do kam karo roz satsang suno naam jap karo to satsang sunoge to gande aacharan chhut jaenge naam jap karoge to hriday mein anand aur bal prakt hoga adhyatma bal usse aap vijay ho jaoge kai bar ham kaha hai ki bahari shatru ko marne ke liye hamare paas kalaen hain lekin andar ke shatru ko se mare kam ko krodh ko lobh ko moh ko mad ko matsar ko ye itne bade dushman hai ki hamara jeevan barbad kar dete hain to ham yah kahte hain adhyatma ki sabko zaroorat hai agar aap adhyatma ko dharan karenge to aap apne andar ke shatru ko kabu mein kar sakenge ye hamen chahiye ki ham adhyatma ke dwara apne ko balvan banae antarik shatruo ko jisne parajit kar diya to bahari shatru ko parajit karna uske liye koi badi baat nahi hai bahari shatru parajit karne ke liye ham sab kalaen jante hain lekin antarik shatru ko parajit karne ke liye nahi jante to dhokha ho jaega ham ghar mein hi pareshaan ho

jaenge ham apne aap se pareshaan ho jaenge to yah vichar jo pavan vichar honge ye adhyatma se hote hain isliye naam jap karen aur satsang sune sabko satsang sunne ka avsar hai kan mein lagae hue aap har kam kar sakte ho satsang bhi chal raha hai aap goli bhi chala sakte ho aap kan mein laga kar ke aap office ke bhi kam kar sakte ho sab kam kar nahi kiya ja sakta to mujhe lagta hai naam jap karen aur satsang sune aur jahan hai wahin bhagwan hai aur jo ham kar rahe hain wah bhagwan ki hi seva kar rahe hain yah anubhav kar lo to alag se agarbatti lagane ki zaroorat nahi padegi sachchi maniye arjun kah rahe main sanyaas lunga bhikshavriti se julunga inko nahi marunga bhagwan hanskar kahte hain agyaan ki baat karte ho mar inko bas yah baat samjhna hai gita kya kah rahi apne kartavya ko hi puja mano kartavya mein mistek na hone paye tumhari sachchi puja ho gayi ab ham log kartavya ko sansaar samjh lete hain agarbatti aur aarti ko puja man lete hain nahi man lete tabhi ham pareshaan ho jaate hain puja ka swaroop do nahi rakhna

ek hi rakhna hai jo bhagwan ne hamen kartavya diya y hamari puja hai aur smaran ham Radha Radha Krishna Krishna Ram Ram hari yah to ismen na nahane ki koi samasya hai aur na ismen khane ki koi samasya jab mile jaise mile jai bhagwan ki paliya aur apne karya mein rat hai apne ha yah jarur hai ki agar ham gandi chijon khaenge piyenge to bhajan mein man nahi lagega hamara tatparya satvic vastuon se hai ki jaisa bhi bhagwan yatha yogya jo bhagwan de rahe unko aise dharm bada sukshm usko samjhna hota hai aisi paristhitiyon se dharm ka nirnay jo agyani log hote wo nahi samjhte paristhiti mein hamara dharm is samay kya kahta hai wo jankari satsang ke dwara naam jap ke dwara hamara jab gyan prakt hota hai nirmal hota hai tab hamen kisi se puchna nahi parta apne aap samjh mein aata hai to aap balvan bano utsah sampann bano aur ek baat aur hansi mein ham kahte hain ek charan badhaya to brahm lok pahunch gaya aur ek charan badhaya to niche ke log nap gaye to abhi to beech mein ho aap to tang ke beech bhi to ho

kahan dur ho bhagwan se hai nahi haan dur nahi ho isliye khub naam jap karo sa sang sunte rahe anuja ji merath se Radhe Radhe maharaj ji do prashan ko ek saath mila ke maharaj ji kuch prashn ham bar-bar isliye karte hain ki uska aap har bar ek naye dhang se uska uttar dete hain kyon samjh aa jae maharaj ji inka aisa hai ki aajkal ke yuva kariyar mein chhoti si asflata milne par depression ka shikar ho jaate hain maharaj ji iska bahar niklne ka wo bataiye aur jaise yah jo prashn kiye the inka bhi ek samadhan

tha ki meri sharir ki chhoti bahan ne kishoravastha mein hi pach varsh purv pariksha mein phayl ho jane ke dar se apna sharir tyag diya tha ghar mein gyan aur satsang ka abhav tha ha haan to hamar hamara kai bar is vishay par nivedan rahta hai ki bachchon ko adhyatmik shiksha de aur mata-pita mitrvat vihaar karen is vishay mein mata-pita ka bahut bada yogdan hota hai agar ham apne bachchhe se mitrvat vihaar karen aur usko sahas banae ki dekho tum achhche se padho agar phayl ho jaate ho to tum dukhi mat hona padhai mein kami tumhen nahi rakhna kamkar paise ham tumhen denge tyushan ham padhaenge har vyvastha agar phayl ho gaye to ham dant nahi lekin tumhari padhai mein kamzori nahi honi agar phayl ho jaate to gale se lagana chahiye koi baat nahi lekin samasya ye hoti hai ki aajkal fees itni padti hai ki mata-pita ki kamai adhiktar bachchon ki padhai mein jab jati hai unki poshak unki paay aur jab phayl ho jaate hain tot unko ek bahut badi andar se jalan si hoti hai aur usmen bolte hain ki kitna paisa

kharch kiya tumhare liye lekin tu phayl ho gaya na accha unke mitra gan jo paas ho gaye hain va unka u to kai tarah se chhota sa bhi vivek hai chhoti si buddhi hai wo nirnay nahi kar pati us samay mata-pita ka sahyog bahut zaruri hai aise bachchon ko bahut dular kar ta chinta mat karna agli bar tujhe aur ham tyushan lagaenge aur achhche se padhaenge tu phayl ho gaya koi baat nahi aisa dular karna chahiye ya jaise wo pariksha dene ja rahe hain paas hi hona chahiye matlab unko itna dabaw dal diya dimaag mein ab unko agar yah abhas bhi ho gaya ki main sahi paper nahi de paya to phayl ho to phir wo joy batae na wo karne ke liye unko aur koi rasta nazar nahi aata school jaenge to bachchhe uphash karenge ghar aaenge to mata-pita dat marenege isse ek hi upay hai accha wo iske parinaam ko to jante hain nahi bachchhe mujhe lagta hai ki ismen mata-pita ka bahut bada yogdan hona chahiye bachchon ke jeevan ke utthan aur patan mein mata-pita ko bahut yogdan hota hai ab jaise kisan aadmi hai aur gehun bechkar fees deta

hai ab bachchha phayl ho gaya to uske liye to bahut badi hani ka vishay ho gaya na ab usko sinchai bhi deni padti khad bhi deni padti hai usi se bhojan bhi hona hai usi se poshak bhi banni usi se beti ka byah usi se padhai karni hai waise log jab torchar karte hain na bachchhe ko dekho na padosi ka ladka paas ab wo ladka kya sochega ab uska dimaag kya sochega kya ab main kaise jiun to usko chhote-chhote bachchhe unka nirnay chhote-chhote kya jo digriyan kar rahe hain wo aae the na kota se wo prashn ek ek bhai aur uska dusra bhai donon bhai aae wo kah rahe hain ki ek aeeees ki tayyari kar raha hai wo kah raha hai dedh sal ho gaya mere ko tayyari karte hue ghar se paise leke tayyari kar raha hoon abhi main itna ghabra gaya hoon andar se mere ko lag raha hai ki main phayl ho gaya to mera kya hoga dedh do sal barbad ho gaye pitaji ka paisa laga bhai ka bhi paisa lag raha hai isliye mera atmvishwas itna dagmaga gaya ki mere ko age nahi dagamgana chahiye isiliye adhyatma ki zaroorat hai sukh dukhe samay

krtva labha labho jaya jayo nahi dagamgana chahiye ham avinashi ke bachchhe hain agar ek taraf ham phayl ho jaate hain to ham kisi taraf to paas honge ham chalenge man lo ham padhai mein phayl ho jaate hain to ham koi vyapar karte hain hamen marna zaruri hai kya mar ke koi phaiv star hotel hai ki ham jakar surakshit vyvasthit ho jaenge are bhut yoni milegi hamen durgati hogi manav yoni mein to apna sudhar kar sakte marna koi hal nahi samasya ka wo kah the pitaji se itna dar lag raha hai haan yahi hamko mata-pita se prarthna isiliye hamne bachchha shabd na bolak mata-pita ko bola hai us samay mata-pita ko bahut hi savdhaan rahna chahiye bachchha khone se accha hai ki us bachchhe ke jeevan ko sambhal le nahi to pakka ye chhote-chhote accha dusri baat ye hai ki aajkal naveen bachchon mein brahmcharya han ki bahut ho gayi hai mobile aur kusang chhote-chhote bachchhe jinko gyan bhi nahi hai ki matlab hamara yah kriya hamara yah cheshta hamara yah bolna dekhna hamko kis durgati mein pahuncha dega ab unki smriti shakti

lop hogi jitna veer chay hoga smriti shakti lop hogi iska pehchan hoti hai smriti shakti par prabhav parta hai brahmachari smritivan hota hai ek bar jo sun liya jeevan mein nahi bhulega ek bar jo chehra dekh liya kabhi pehchan lenge brahmcharya mein smriti hoti hai ab smriti brahmcharya hinta mein gayi to padhai mein ruchi nahi pramad sthitiyan jagrit ho jati chhote-chhote bachchhe y vichar aur vyasan do mein fas jaate hain bachchhe bachchhe se y vichar bachchhe bachchiyon se girlfriend boyfriend yah kya hai yah kya hai vyabhichar ka hi to rasta hai are bade bade yogi munio ki indri control mein rahna mushkil ho jae agar kusang ho jae sangam tet mithun ti na mumukshu sarwa atman vi bahir indriyani indriyon ko khula chhod de to rishi muni bhrasht ho jae savri ji ka shlok hai ki machhli ki maithun krida dekhkar ke 50 byah kar liye man data ke putriyon se ab yah chhote-chhote bachchhe jab vyabhichar mein utrenge to inki buddhi inki smriti yah nasht ho jaegi pha padhai mein paas kaise

honge phir vyasan mein utrenge kyonki vyabhichar aur vyasan donon sage bhai hai ra karne wale ko vyasan zaruri vyasan karne wale ko vyabhichar zaruri hai bhari vyabhichar karne wala vyasan lega aur bhari vyasan karne wala vyabhichari hoga kyonki vyabhichar ki maang hoti hai basan mein koi bhi nasha ho ab chhote-chhote bachchhe ab yah jo durgati fail rahi hai inka jaise kisan aadmi adhyatma ko nahi janta fasal nasht ho gayi kuch hua atya kar liya ye matlab hal hai kya samasya ka hamara marne se samasya ka hal nahi hai hamara karm bigad jaega ham aur galat yoniyon mein jaenge jahan hamara sudhar hi nahi ho sakta hamko yahi sudhar karna hai samasya se ladna manav deh ka kartavya hai raj tilak subah hone ja raha hai Raghunath ji ka aur 14 varsh ka banvas ho jaata hai kitni bhari samasya jinko chakravarti samrat pad ka raj pad milne ja raha hai subah bhagwan ki baat kar rahe hain unhin ko 14 varsh ka banvas wo bhi tapas vishesh udasi 14 varsh Ram banwasi lekin muskurahat mein fark nahi padi prabhu ke jo raj

tilak ke liye wahi banvas ke liye koi parivartan nahi hamko shiksha dete hain bhagwan avtrit hokar ki bhari vipatti mein bhi hamko muskura kar ladna sikhna hai yah bahut kamzor baten par wo bachchhe va samjh nahi payenge bachchon ki jo aaj durdasha ho rahi uske do karan hai pahla karan hai brahmcharya hinta ahar vihar vyasan y sab usi mein aa gaya aur dusra karan bhari kusang mobile se kusang aur samaj ka kusang unke mitra aise ku sangi jisse wo bahut hi hani hoti chali ja rahi hai aur ghar ke mata-pita apne mein itne vyast hain ki bachchon ke saath vihaar karte hain to katu vihaar karte hain wo nahi samjh rahe in chhote bachchon par kadua aapka bartaav kya prabhav daelga ye bade honge to nastik ho jaenge aapko thapdi aaenge pakka agar pyar se chaloge na dharm se chaloge inko dharm sikhao to yahi jhuk ke pair chhue bas mat pita balak bulaye udar bhare su jatan jaise kumar jara sa chuk jae to us patr ka akar tedha ho jaega bahut savdhani se upar se pitai karte hue andar hath rakhe hue usko akar deta

hai ghade ko aise hi mata-pita kumar hain bachchhe ke jeevan ke liye unko chahiye 10 minute kam se kam 24 ghante mein dost vat baithe hanse baat karen haan aapke mobile mein kya-kya dekhte hain aap aapke dost ne aapko kuch aisi gandi baat to nahi sikhai aap koi gandi baat to nahi dekho agar koi gandi baat karte ho na hamse bata do kabhi darna mat ham tumhara sahyog karenge ham tumhen us baat se nikalenge chhote-chhote bachchon ko blackmail kar rahe hain chhote-chhote bachchon ko galat raste mein dalne ke liye blackmail kar rahe hain aise hamare paas kitni shikayten ai chahe bachchha ho chahe bachchi ho ab wo apni mummy papa se dar rahe hain aur dost unke saath anachar durachaar kar rahe hain wo kah kisi se sakte nahi anttogatwa wo aise rijalta mein aap aa jaate hain jahan jisko ham sharir tyag kahte hain isliye hamen lagta hai sabse pahla mata-pita ka role hai wahi guru hain bachchhe ke unko bachao aaj ke kusang se bachao apne bachchhe aur bachchiyon ko shiksha do kisi ko boyfriend girlfriend banane ki zaroorat nahi age

chalkar jab tum jis ladke ko pasand karoge main kuch nahi dekhuga aapki baat mankar byah karunga par abhi padhai mein abhi koi bachchha koi bhi bachchi dharm bhrasht aacharan mat karna aajkal nahi dekhna chahiye baat ye dekhna chahiye ki bachchon ki mitrata pakki aur wo raji hai to avastha ke anusaar phir wo zyada idhar udhar na dekhe aajkal nahi to phir tumhari ek bhi nahi chalegi aur wo dharm bhrasht hokar ke vivid prakaar ke aa charnon mein fas jaenge to apne bachchon ko itna kam se kam pyar dekar adhikar de dena

chahi ki apne hriday ki baat apne mata-pita se kah de mata-pita itna dara dhamka kar ke bachchon ko rakhte hain ki wah apni baat kah nahi pate aur wo har jaate hain apne jeevan se har jaate hain isliye hamen lagta hai pahli baat to khub padhne ki prerna de swayam baithkar pdhana tyushan to padhe swayam 10 pach minute aapko bhi dekhna chahiye aap kya padhte hain aap kya hai aapki jeevan charya kya hai aapki dincharya phursat hi nahi phursat hi nahi mata-pita ko to phir aise balkon ke saath ghatna hoti hai agar hamen baithkar padhaya jae hamen baithkar samjhaya jae hamen baithkar adhyatmik ki baten sikhai jae jine ki kala sikhai jae to hamen lagta hai bahut kuch ho sakta hai garbhsth shishu ko chakravyuh rachna todna sikha diya arjun ne garbhsth shishu ko garb mein garbhsth shishu Prahlad ko sikha diya narad ji ne bhakti ka charm avastha ka swaroop to kya pragat balkon ko ham nahi sambhal sakte pyar kyaay hamara pyar itna damdar nahi hai ki ham apne bachchhe ko apne pyar ke shasan mein lekar har baat uski

samjhe lekin aaj nahi fursat nahi hai samay nahi hai aise aise mata-pita khud viksipt hai jo adhyatma ko nahi jante ki apne bachchon ko apni patni ko jahr dekar khud marne ke liye tayyar hai aap kitni ghatnae dekho na mujhe lagta hai adhyatma bina pashuta jati nahi hai roz niyam se hamen satsang sunna chahiye shastr swadhyay karna chahiye roz naam jap karna chahiye pavitra ahar karna chahiye sharab pina mans khana be vichar karna parai stri ya purush se sahyog karna inka tyag kar do dekho buddhi kitni sundar ho jaegi aap brahmachari rahie kuch mahine ya kuch varsh aur phir santan ka yog dekho aapki santan kaise aati hai ab aap khud bhrasht ho to santan brahmachari thodi paida ho jaegi santan vivekavani thodi paida ho jaegi to isliye hamen lagta hai sudhar to kisan ka khet jitna accha hota hai aur bij jitna accha hota hai utni achchhi fasal hoti hai charit sahi hona chahiye aur vivek sahi hona chahiye mata-pita ka tab bachchon ka unnati hoti hai to agar shiksha di jae beton ko ki pratkal

uth ke raghunatha mat pita guru nav matha ye sikhaya gaya tha ham log karag vaste lakshmi karm de dharti ke pair chha ye sab ab aajkal kaun putr apne mata-pita ke pair chhata hai matha rakh ke pranam kare mata-pita hamen lagta sharm lagegi shayad bachchhe ko mata-pita ke charan chune mein kyon budhe mata-pita ke charan chuna to baat jaan unko thapdi ave na bas itni badi kripa hai unko peet le de yahi badi kripa hai unko bhojan de de yahi badi kripa hai to aaj jo samasyaen badh rahi wo dharm vihin aacharan ke karan badh rahi hain aaj jo is tarah ki ghatnayen ho rahi hai hamara sauharda khatm ho chuka hai vasna chhaa rahi mata-pita apne mein nahi sambhal pa rahe to bachchon ko kaise sambhale mata-pita khud nahi pa rahe hamara dharm kya hai to bachchon ko kaise sambhale bachchon ki bahut chhoti buddhi hoti hai unko samjhane ke liye chhota banna parta hai jaise chhote bachchhe ko khilane ke liye aap ghutnan ke bal chalte ho to hansta hai na aise hi jab bachchha aa 10 varsh ka ho uske jaisa ban ke baat karen usse pyar se baat karen kabhi

god mein baitha le dular kare uski jankari le uski vritti kahan ja rahi ab 15 16 varsh ka hai to dost ki tarah baat karen aae baithiye aap apna mobile dikha sakte hain aap kyaak dekhte hain aap kisse pyar karte hain kya baat karte hain kaise aacharan aap kripa karke dikha sakte hain bilkul dost ki tarah jaise dost se baat karte hain nahi nahi ham nahi dekho ham tumhare pakke dost bhi hain pita bhi hai jaan ki takat laga denge kahin phasne nahi denge aise to usko lagega ki bhari se bhari galti karke ham apne papa se baat kar sakte hain ham bhari se bhari galti karke agar papa dat to mummy se baat kar sakte hain ab jab itna pyar dular nahi hai to yah hota chala jaega ye chhote chhote bachchon ko jo yah rog lag raha hai bahut khtrnak lag raha hai inki smriti chali jaegi inki jivni shakti lo ho jaegi aur yah apna nirnay karne mein asmarth ho jaenge isliye hamen lagta hai hamari nai pidhi ko mata-pita bachave mitra jan bachave jo aajkal yah y vichar pravriti chal gayi ise dosti na mani jae bahut khtrnak apne

bachchon ko bachao y girlfriend boyfriend inse bachao lekin bachave kaun wo khud lipt hai samasya yah hai ki bchane wale hi lipt ho rahe hain hai mata-pita hai updeshak hai pdos ke mitra hai yah tabhi bach sakte hain na jab yah apne aap mein ho bhai ticher sadbhavna yukt ho bachchon ko waise bithala jo khalne ka samay us samay unse mitrvat baat karen lekin nahi kisi ko fursat kahan hai agar ticher achchhi shiksha dega to tyushan mein dega alag se tyushan lo to tumhen achchhi shiksha dega jis vishay ka aajkal

sab jagah gadbad hona shuru ho gaya hai isliye samaj ki vikriti badh rahi hai hamen to lag raha hai adhyatma mein sab sambhle tabhi ho sakta hai nahi to koi upay aapko nazar aa raha ho to hamen bataiye adhyatma ki siva aur koi upay nazar aa raha ho to bataiye bina adhyatma mein aap apne ko jab tak nahi sambhalnge to apne bachchon ko kaise sambhal lenge nai samaj hamari adhyatma ko samjh nahi rahi hai kaise samjh jaegi kaise sambhle gi doctor film aur bade-bade serial veb series yah sab support kar rahe hain hastmaithun ko gandi baton ko vyabhichar ko support kar rahe hain ab kaise ab ham log isiliye to chup hoe ki kaise ham bol kaise sakte hain kya bole kaise samjhae hamari baat ye to ham pranam karte hain aaj ke navyuvkon ko apne bharatvasion ko jo aaj kuch baat man rahe hain aur man kar ke chal rahe hain aur samjh rahe hain nahi to yar Baba ji ki baat sant ki baat kaun manta hai sab manmani aacharan chal rahe aisi filmein dikhayee jati hai aisi series veb series dikhayee jati hai jinme vay vichar pravritti badhe

jinme sadhu mahatmaon ka uphash kiya gaya hai unke vachno ki avhelna ki gayi hai to kaise vachan accha naye bachchhe veb series dekhte hain bhai donon paksh dikhae jae agar ham kah rahe ki koi natak dikhaya jae to ek dikhaya jae dambhi pakhandi natki ka to ek satya ka bhi dikhaya jae jisse yah bhi to pata chale ki jo nakli hai uska asli bhi hota hai asli agar note na ho to nakli usse kaise banega to nakli yadi mila to asli hoga to donon part dikhae jae to logon ki shraddha to bade to jyadatar part

dikhaya gaya nakli ka hi ab wo manmani aacharan kar rahe hain unke upar ankush kare to kaun kare do hi hai ankush karne wale ya to sadguru sant mahatma brahm rishi aur ya to shastr tasma shastram prmanam te karya kar vyvasthit shastr padhna nahi santo ki baat manani nahi ab kaise sudharo samaj ka yah to pata nahi kaun si kripa ki lahar chali hai ki aaj hamare bhartvassi kya desh videsh sab baat sun rahe hain man rahe hain to ham unko hriday se pranam karte hain ki hamari baat man rahe ho tumhara mangal hoga ismen tumhara mangal hoga tumhara kalyan hoga prabhu se ham prarthna karte hain ki he nath jaise ham par kripa kar rahe aise hamare bhartvassi hamare desh videsh mein jo bhi aapke vachan sun rahe hain aapki mahima sun rahe unke hriday ka parivartan ho yah hamara koi jadu nahi hai ye hamare prabhu ka pratap hai unse ham prarthna karte hain anand purvak jeevan kitne logon ka chalne laga kitne log galat margo se hat rahe hain yah baat adhyatma ke bina nahi ho sakti to hamen lagta hai ki

mata-pita mitra jan samaj jan adhyatma ko samjhe bhagwat marg ko samjhe jo brahmcharya mein takat hai va vy vichar mein sukh nahi hai jo vyasan rahit hone mein davav hai daivi sampada hai wo vyasan karke asuri sampada mein nahi hai jo aap satvic bhojan pakar nirnay karenge wo mans khakar nirnay nahi kar sakte mans kha ke charbi badha sakte ho adhyatma bal nahi adhyatma bal sankalp bal hota hai pakka samjhna sankalp bal hota hai sankalp bal mein apaar samarth hoti hai adhyatma mein har kasht sah karke vijay pane ki lalsa har kasht se kar meri baat man lo sab log adhyatma se jud tabhi ban paoge ye mans khana sharab pina juaa khelnaa va vichar karna gande aacharan karna inse sab pashu at hai aacharan kuch nahi hamen lagta sab manna chahiye adhyatma ke dwara hi sam ye bahut ham tumko sachchi kah rahe man lo bhagwan ke naam mein ek apaar samarth hai apaar samarth matlab tumhen kaise batae 100 gram dukh hai aur 900 gram sukh hai kya karega dukh ab batao 100 gram hai ye dukh 100 gram upar se lada hai 900 gram sukh

kya karega u aur abhi ek percent sukh nahi hai aur upar se ek kilo dukh laga hai yah hai sansari purush ka lakshan aur usko koi bharosa nahi bhagwan ka av chinta shok mein nimgn rahta hai chahe arabon rupya kama lo vasna en tumhen jalaenge paap tumhen kasht dega chinta sakh se tum mukt nahi ho sakte isliye naam jap karo vyasan rahit raho apne bachchon ko vyapar apne bachchon ko do kyonki yah wah pidhi hai jo hamare rashtr ke liye bhavishya hai inheen mein se koi kaun banega kya banega pata nahi inke bhagya mein isliye sabko samay dena chahiye bhaeechara mitrata ka vihaar ek dusre se milkar unke dosho ka nash karna par aajkal aisa nahi chhote-chhote bachchon se milkar ke unke saath ganda bartaav kiya jaata hai unko gandi baten sikhai jati hai hamara samaj bahut buri tarah nasht ho raha hai vyabhichar mein sabse zyada nasht ho raha hai aur bachar do ka to ek rajya chhaa gaya hai aajkal chhote-chhote partiyon mein wahi party mani jati hai jismen madira ka parosa na jae to party nahi jismen gande bhojan

na diye jae to vip nahi aaj ki samaj ka dekho na karodon rupya kharch karke sab kaise hamen to lagta hai ki wah paddhti kab aayegi jab sabke pair dho kar ke aur pate pe ya us pare bicha karke nahi tat ki patti aur sundar pattal pe aur khub badhiya se parosa jaata tha mitti ke patron mein khir aur ye sab wah pavitra aur yah gid bhojan ham jo bhai ham ab kaise buddhi shuddh rahegi bhai shri shri Radha shri Radha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…