janie ye man kya hai ? Kaise kabu mein aayega, kaise isne phansaya hai ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
shubham parmar ji gwalior se ma Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji yah man kya hai kya yah wahi vichar hai jo hamne pehle janm liya tha us unke vicharon ka sangrahan hai ya yah man bhagwan ne aisa hi banaya gem gem khel hote hai na usmen anukulta pratikultaa jai parajay mani hui hoti na bhai aise karoge to itna ho jane par aap y vijay mani jaegi itna satya to nahi hai na jaise gem mein bilkul aise hi na har satya hai aur na yahan jai satya hai na yahan kuch accha hai
na bura hai teen gunon se bahari khel racha gaya aur teen gunon se andar yantr rach diye gaye aur unhin ke hain wah ab aapko unse hatakr paramatma mein lagana hai paramatma mein laga diye to jai jit gaye aur agar wahi maya ke akarshan ha wo maya rachi thi agar maya ke akarshan mein chale gaye tumhari har tumhen dukh bhogna padega agar tum jit gaye to maa sukh mein nimgn ho ja ek gem racha gaya hai kuch chala hai accha usmen na tum hai na ham hai ek hi hai wahi yahan hai wahi yahan hai wahi man mein power de raha hai wahi maya ko power de raha hai ek hi apne aap se apne aap ka gem khel raha hai ye hai gem se nipatne ka sutra par aisa nahi lag raha hai ham aur tum alag ra aur koi bhagwan alag lag raha hai yahi bhram hai is gem ka aur isi bhram se bhramit hokar ke ham gem har jaate hain har jane ka phal hota hai 84 lakh yoniyon mein bhramn karna aur agar jit gaye to iska phal hota hai is maya se mukt ho jana aur parmanand mein nimgn ho jana samjh pa rahe ho maharaj jeey santusht hi nahi hota kabhi santusht tabhi hoga jab
isko aap apne swaroop mein laoge maya mein thodi santusht hoga gem hai isko ghasit ke apne mein lana hai aur yah bana maya ke dwara hai jaega maya mein aapko isko ghasit mein apne apne milana hai ek bar Ranganath ji ka ek mela mein ek inam rakha gaya tha aur har sal rakha jaata hai usmen manushyon ki sidhi bana kar ke bahut unche par swarn kuch chandi ki mudrae achchhi dharashi usmen bandhi jati hai ek khambe pe aise khambe ka aapko support nahi lena manushyon ki sidhi se aapko yahan se chadna hai khambha ye aur khambe ke bagal se sidhi laga kar ke jo dharashi tanga gaya hai wo aap prapt na kar paye keval aap langot pahne honge aur aapke shariron mein ghee tel mishrit doodh dala jaega ab aap chadh jisne dharashi bandhi hai wahi gem mein aapko bulaya hai wahi aapko na chadh pao isliye gem mein ghee tel doodh aapke sharir pa dal raha hai aur aap keval langot pahne kyonki kapda pahne ho to uska support mil jaega aur sharir mein jab ghee tel banega to aap phesal jaenge na aur keval shariron ki sidhi bana ke jana hai 25
bar girte hain phir jama jama ke ek bar pakdte sab taliya bajaate aur wo vijay hota hai wo swarn dhan rashi to sab koi to nahi le pata 2500 bar gir kar bhi wo nirash nahi hote hain tab wo bilkul theek paramatma ne aise gem racha hai wo aapko maya ke fasao wale phislan wale daelga sutra aur upar parmanand bandh diya hai Akhandanand brahmanand bhagwata and aur chadna hai aapko aapko akele chadna hai aur jisse chadna usmen phislan dal diye lubhavne aise drishya dal diye ab bacha ke apne aapko chadh ke jao to parmanand prapt karlo phesal jao to phesal jao geb hai koi lakho mein ek chadh pata hai to un lakho mein aap log hain sab kitne log baithe hain kantik mein film ke usmen dekho kitne log hote hain sansarik manoranjan mein kitne hote hain matlab maang kiski hai sansaar ki bhagwan ki taraf kaun chalna aap bhagwan ki taraf chalna chahte isliye pakar pa rahe hain ye hai kya ye hai kya kabhi santosh nahi aaj satsang suna hai jo na khae to pachhtave jo khave to pachhtave aise bhut ke laddu hai wahi chatur hai jo samjh pave
ki akhirkar rahasya kya hai bar-bar bhogne par bhi sukh nahi bar-bar sab to sukh to koi aur hai ek bar kadam andar ki taraf badhave andar ki taraf ham bahar khoj rahe chabi giri hai andar ghar ke aur khoje bahar to zindagi bhar khoje rahe ham tijori ki chabi nahi payenge va andar chabi andar khul gayi na to malamaal ho jaoge kai bar kaha hai andar ka mamla hai is man ko abhi jo vishyon mein jaata hai isko hatao Radha Radha Radha isi se man ki baten delete hongi aur man hateega dekho aisa to nahi kah sakte ki ekdam man nahi lagta kuch to lagta hoga lagta hai na 24 ghante mein kuch minute to aap agar paramarth mein kuch din se satsang sun rahe ho to kuch to lagne laga hai kyonki kuch na lagta to aap yahan ate hi nahi haina kuch lagne laga iska matlab hamari dawa kam kar rahi hai nahi 24 ghante mein jab kabhi nahi lagta tha kuch lagne laga aur dawa kam kar rahi iski pehchan ki ham man ki kamjoriyan pakdne lage pehle jaisa man kahta tha vaisa ho jaata tha to ham harshit hote the aaj jab vaisa ho jaata to ham dukhi hote hain ki yar ye galat
socha galat kiya haan iska matlab dawa kam kar rahe nahi kar rahe ab aap naam jab aur badhiye aur praveen baniye to ek din dekhenge man shant ho jaega ye shant gilani hone lagi matlab theek ho raha hai wahi ganda man jo salah diya wahi ganda man jo kriya karai ab wahi manda ganda man klaan kar raha hai matlab ek ansh mein sudhar ho chuka hai nahi gilan kyon kar raha hai usne hi to socha tha usne hi to karwaya tha phir gilan kyon iska matlab accha pan abhi man mein bakaya rah gaya hai abhi pura man papi nahi bhala hai to iska matlab ham dhulayi shuru karen to pura man ham saaf kar denge nirmal man jan so mohi pava bhagwan ki prapti ke liye mohi kapt chhal chhidr na bhawa aap chinta mat karo Radha Radha Radha Radha naam karo aur jo gandi baten jante ho man ki usko support mat karo yah bahut khtrnak hota hai ki ham jante hain ki ye galat hai nahi karna chahiye par ham support kar dete hain chalo yar dekh le chalo yar kha lete hain chalo yar bhog lete hain wahi ham down ho jaate phir man aapka aisa chintan di dekho char chha mahina se to
prayas kar rahe hain aur har bar ham asfal ho jaate hain to yar na yah mila na wo mila isse accha hai ki ham uske yogya nahi koi sadhu mahatma paramarth adhyas mein prapt ham to yahi mauj le yar jo hoga so dekha ja aisi salah de dega bahut galat hai ye salah ladna har gaye to tab to mar dega ham antim swas tak ladenge chahe hazar bar har jae ham koshish yahi karenge abki jit jaenge abki jit jaenge phir bhi har jaate phir bhi ham koshish karenge to ek din ham is par vijay prapt kar lenge aur bhagwat prapti kar lenge sa yah jo man hai na yah bhagwan ne iski rachna ki hai indri man yasma kah indriyon mein main man hoon aur trigun maya ka ismen bhara hua pura poijan jahr hai aap dekho man chhod ke gandi baat mein jaega nahi jaega yah nahi ki achchhi baat mein nahi jaata achchhi baat mein lagav to lagega aur wo bhi bhi thodi der aur buri baat mein lagane ki zaroorat nahi aram se iska swabhav rachna aisi rachi gayi ab yahi gem rakha gaya hai ki ab iski gati ko roko antarmukhi prapt kar loge wah
adbhut anand andar hi milega kisi se kahne ki zaroorat nahi anand magan ho jaoge aur usi anand ki khoj dekho jab hamara man kahta hai is sharir ko bhog le is vastu ko bhog le amuk dekho sab apne ghar ke jaise baithe hain kya uske bhogne ke baad man ko shanti milti hai thodi der ke baad phir ek naya sankalp banta hai phir ek nai matlab hamari khoj adhuri rahi wo nahi mila jo main soch raha tha sochne mein jaisa sukh milta hai vaisa na bhogne mein nahi milta chahe wo bhojan ho chahe wo drishya ho chahe wo koi kriya ho aap dekhna jo man hamen sachwa ke pagal banata hai aur jab ham us pare jaate hain to wah chij hamen nahi milti hai tab lagta hai ki wo yahan nahi shayad yahan ho yahan nahi shayad yahan ho aise bhatkte pura ji van vyatit ho jaata hai buddhiman wo hai jo do char kadam mein hi laut ave ki galat disha mein ja rahe hain par ham pura jeevan chalte rahte hain lautne ki baat hi nahi aati aur yahan tak ki sharir vridh ho jaata hai indri kam nahi karti par man waise hi salah karta rahta hai phir bhi nahi soch pata ki
chalo ab hua pura jeevan ki sham ab to Radha Radha jab kar apna kam bana le lekin nahi budha hai phir bhi sharab pita hai budha hai phir bhi gandi baten dekhta hai budha hai phir bhi gandi cheshta karta hai budha hai phir bhi nahi soch raha ki mujhe marna hai aur bhagwat prapti ka ab ki upay kar lu itna jeevan rah gaya yah kya hai yah man ka keval khel hai wah apne man ke gem mein phas gaya nikal nahi pa raha hai accha ismen ho ki chalo man sukhi rahega to bhi nahi aap jitna galat karte jaoge utna wo nakaratmak soche paida karta chala jaega aur uska parinaam ye aayega ki aapko depression mein pahuncha dega matlab kisi bhi tarah se is chain nahi lene dega to isko lana to bhagwan ki sharan mein padega tabhi shanti milegi tabhi sukh bahut ganda bahut ganda bahut nich hai aur yah bahut uttam hai yah agar sahi raste ko pa jae to dusre ke liye apne pran de sakta hai parhit ke liye apne pran de sakta hai yah bhagwan se mila sakta hai yah sab sukh de sakta hai bas isko galat dhang se jo prayog hona shuru hua hai iska yah band kar de
wahi bahadur hai dekh dekho virakta marg ek alag hota hai lekin grahasti mein to ek dharm purvak vishay sevan ki mariyada hai na to aap dharm purvak dekh lo agar aapko apni patni mein apne pati mein sukh nahi mila to vishv mein kahin sukh nahi milega kyonki hai lahi to aapko simit ho jana chahiye na lekin aisa nahi hota ham dharm virudh badhte chale jaate hain jo hamara paap banta jaata hai aur ham kles hote jaate hain isliye hamen lagta hai bahut achhche abhi satsang ke prabhav par rahe hain to ham nikal
chale gandi baton se ham nikal chale is maya ke fasao se nahi to dhokha hi dhokha puri zindagi vyatit ho jati hai bhogte bhogte har indri sab nasht hoti ja rahi phir bhi bhog ichchha y hai kya samjho na pura jeevan hamko bewkoof banaya ja raha hai gaur se dekho pura jeevan nahi bewkoof balaya ja raha ek bar aur dekh lete hain ismen hamara pura jeevan ja raha hai sukh to nahi mila par ek bar aise dekhte hain shayad is paddhti se dekhte hain aise bhojan banate hain aise yah bhogte hain aise yah dekhte aisa fasao karke
roz hamko girata hai roz hamko man bhrasht karta hai kabhi nahi kahta ki ek bar bhagwan se milu kya kabhi uska man nahi hota isko to zabardasti lagana parta hai isko bhagwan mein lagane ke liye bhi bhogon ka pralobhan dena hota hai tab ye bhagwan mein lagta hai dhire-dhire yah bogi man bhagwan mein bhi lagne ke liye tayyar to bhog ke liye dekho bhagwan ko mana loge na to badhiya vyvastha ban jaegi chak jo chahoge sab ho jaega jo chaenge bhagwan de de bahut man bewkoof banata hai isliye hamen lagta hai man ki bevkuphi se bachna chahiye ek aaya tha bhagat la usne kaha bhagwan se main bhajan karunga sab karunga lekin ek lakh sundriyan striya chahiye gazab ka dil hai tera gazab ka dil hai yar jinke ek hai na wo kabhi-kabhi ek alat mein aise baith ke baithe isiliye mal ki kahi mein mat rakho bahut bada bhut hai ye pareshaan kar dega nasht kar dega ise sat marg mein lao bhagwat marg mein lao tabhi anand ki iski keval chal hai yah nahi yah yah nahi yah va hai kahin nahi pakka samjh lijiye yah hamare ko bhram paida karta kuch nahi kuch
nahi hai naam jap karo satsang karo dharm purvak vishay bhogo ham mana nahi karte ek use sima mein rakh ke bhogo dharm mein to usse kya hoga tumhen ghrna ho jaegi dharm purvak vishay bhogne se ghrna ho jati hai ki yar aur jo ye vyasan karke aur phir idhar udhar man to paap ke karan buddhi theek nirnay nahi deti aur budhape tak papa aacharan phir durgati ko prapt hote hain abhi samay hai abhi man ko samjha lo man ko sam yahi panch bhog hai shabd sparsh rup ras gandh isi mein manushya phasa hai aur inheen bhogon se hamari durgati ho jati hai bolo abhi tak final mein agar bola jae to abhi tak kya hai apne paas koi anubhav hai kya bas ek hi hai ki ek bar aur chans mil jae bas kisi bhi vishay ka matlab kisi bhi vishay ka man mein har bar yata ki ab ki bar lekin kabhi abki bar puri nahi hua to isko rokna zaruri hai ki bhajan sadhan dharm purvak vishay sevan aur samaj ki seva ek kabhi ek bar aisa karke dekhna koi budha aisa bhukha pyasa footpath mein para ho usko kabhi apne ghar lana nahlana lana kapde pahnana bhojan pawa
phir wo jab tumhari tar taraf dekhega to tumhen jo sukh hoga wo zindagi mein kisi bhi bhog mein nahi mila hoga aap likh lena hamari baat kabhi koi bimari se tadap raha ho kisi ke seva ka wahan koi avsar nahi hai va aap seva ka avsar dekar use aap svasth karo aap aspataal le jao phir jo aapko sukh milega ham aapko kaise batayen wo bhagwan ka ashirwad hota hai jab koi budha koi bimar koi asahay aur jab aap uski sahayata karte ho to uske hriday se jo ashirwad wo sukh jo milta hai jaise ham aapko ek ek din karke dekhna tum apna bhojan badhiya jo hai koi aise bhukhe ko khwa dena jo bhukha baitha ho aur aise jaldi jaldi aur aap dekho usko pate hue aur us din aap wo bhojan na pao use pawa do to aapko jo sukh milega wo 56 prakaar ke bhog pane mein bhi kabhi sukh nahi mila hoga wo sukh parhit karne se dusre ko sukh pahunchane se jo hriday shital hota hai wo kabhi kisi se nahi hota isliye manav jeevan ke liye man ko thoda virudh jo chalne wala hai uske virudh aap bano use sat marg mein lagao ab dekho aajkal
aisi buddhi bigad gayi ki apne pujya mata-pita ko hi bachchhe dukh de rahe hain mahananda thappad marna kya ya aaj ke jawan apne mata-pita ke saath aisa vihaar karte hain agar thoda bhi adhyatma se jude hote to mujhe lagta hai shayad aisa nahi karte nahi na dharm se jude hote adhyatma se jude hu aise mata-pita to bhagwan hote hain unki ankhen nahi unko nahla dhula ho kisi mandir ja jane ki aur zaroorat nahi unko bhog laga unko pavao unka jo ashirwad hai lok parlok tumhara sab bana dega lekin jab adhyatma se nahi jude to lagta hai kaun inko to ye kya hai yah hai man ka wo papi man dekho kaise paap karata hai kaise negative chalata hai ki ab aise putro ki kya durgati hogi to kabhi agar aisa aisa avsar kisi ko mile ki koi footpath mein aise tadap raha ho to aapko jarur lagega ki kahe ko bojha le lekin aap uska agar bojha le le to bhagwan tumhara bojha le lenge janm janmantar ke paap nasht ho jaate hain jab aise dan dukhi ashirwad dete na use bhagwan ka ashirwad samjhna hai aur jab
mata-pita andar se saap dete na ki bhogo ga to phir bhagwan bhi nahi taal pate phir bhogna parta hai isliye dharm se chalo kisi ka aparadh mat karo gandi baton mein man ko na jane do khub naam jap karo yahi manushya jeevan ka labh lo manushya jeevan ek divya jeevan hai iska ek divyta ka labh hai samjh rahe hain aap
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…