॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #542 · 6 mai 2024

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Kailash cha chauhan ji Radhe Radhe Radha vallabh shri Harivansh puj Gurudev bhagwan aapke charnon mein dandvat pranam Gurudev bhagwan t ke madhyam se aapka satsang suna pehle mujhe mujhse bahut sare paap hue jaise madira sevan nonvej aadi par jab se aapko suna to sab chhorne ki ichchha hui aapke darshan ki ichchha bahut thi lekin khud ko matlab itna yogya nahi samjh pa raha tha aur aapke age ane mein himmat nahi ho rahi thi phir aapki aur sh Ram ji ki kripa hui maine Narmada maiya ki 400 4000 kilometer ki paidel parikrama ki jis wajah se galat khanpan madira lahsun pyaaj sab chhod diya Gurudev bhagwan ab ab kabhi kumar ku sangati mein nahi jaun aisi kripa karen Gurudev bhagwan main Ram ji ko apna isht aur aapko apna Gurudev rup mein sweekar karta hoon Gurudev bhagwan aap aur Ram ji donon mujhe atyant priy gurudevan aap kripa karen ki main abhi samjh nahi aa raha ki main kaise age badhun aap Ram ji Ram ji jap Siyaram Siyaram japo Ram Ram japo nahi jaise ham Radha Madhav kahte na to Radha ka ra Madhav ka ma to 6

mein ho gaya na Ram Ram bole to Radha Madhav Radha Madhav bole to Ram antar thodi hai na prabhu to ek hi hai na uske naam anek hai aap Siyaram se pyar karo Radha Radha jaise ham japte hain aise tum Ram Ram jap karo aise Siyaram jap karo ham Radhe Shyam jap rahe hain baat ekahi aap chalo jo aapko prashn jo aapko chahiye uska uttar bhagwan aapko dila denge aap anand purvak sat marg mein chalo par abalo nasani ab nan se gudav aise dar lagta hai ki kabhi age na phesal jae kahin nahi aisa darna bhi nahi chahiye hamko kaun dara sakta hai yar dekho agar ham na chahe to puri bazar se nikal jae koi saman dukan ki aake hamari lipt thodi jati hai ham jahan khade honge jahan khareedenge wahi jo vastu hamen milegi to agar ham nischay kar liya ki mujhe mans nahi khana mujhe sharab nahi pina mujh parai mata bahno ki taraf gandi drishti nahi karni to mujhe kaun gira dega aap socho hamare nischay mein kamzori tabhi ham darte hain ki kahin gir na jae aise kaise wo atal sankalp kaise ho naam jap karoge naam jap se ho jaega haan kuch

kamia aisi hoti hai jisse ahankaar ka nash kiya jaata hai jaise awaz jaata hai na ham jitendra ham aise ham aise bhagwan ko ahankaar pasand nahi to chhod dete hain dekho jitendri hota karke tab jab rota hai ki prabhu main to nich kisi kabil nahi tab bhagwan phir utha lete hain naam jap karo tab majbut break lag jaegi koi kaise gira sakta hai kaise gira sakta hai nahi gira sakta Gurudev sharanagati mantr jaise main to nahi maine nahi liya kisi se bhi aur Ram naam ka jab karunga isse kuch fark padega jab aapko ham kah rahe Siyaram Ram jap karo to ise mantr nahi man rahe kya phir aur kaun sa mantr chahiye kane mein phukne se hota hai kya aur kya ham de rahe kah kya rahe hain mantr mulam guru vakyam vishwas ho to baat ban gayi ho gaya gurumantra na bole ja beta Ram Ram ja pakar pakar yahi baat chal age bhagwat marg mein ab agar chahte ho ki bhai chala le ave ho kanthi bajao ghanta baja to bajwa lo baat hoti baat manne ko na mano to chahe 14 jagah kan phuva lo kuch thodi hota hai baat man li ho gaya ho

gaya baat manne se hota hai jaise aapne kaha hamne kah diya aapko Siyaram japo Ram Ram jap karo ab aapse koi poohe gurumantra haan ho gaya kya gurumantra hua gurumantra batane ki chij hai kya ho gaya hamara gurumantra ho gaya man liya hamne guru ke mukh se shabd nikle maine man liya ho ga ab usko tum kriya rup mein chahte ho ki ham kisi din ave bhai achchha lao phal phool lekar ke aur phir wo sab to wo kar lo uska koi mahatva nahi hamari drishti mein uska koi mahatva nahi dekho hamari baat na mano kanthi banva lo tilak laga lo sab kar lo kalyan nahi hoga hamari baat man lo kalyan ho jae baat manne ka chela hota hai yah koi sansarik thodi ki bhaiya jaise sansarik sambandh hote aise guru shishya ka sambandh agyaa palan se hota hai galat nahi karunga jaisa kahoge vaisa chaluga ab aapne kah diya ab yah naam jap karunga bas ho gayi baat baat yah hai ki hamko ab mahatva kar lena hai are bole aise kah diya tha Siyaram Ram Ram japo to guru mantr to mila nahi to kabhi guru mantr mil bhi jaega to la nahi

mil payega kyonki aapko sant vachan guru ke vachan par vishwas hi nahi hua guru ke vachan pratiti na jahi pha swapna mein bhi labh nahi mil man liya ho gaya hamara sab kuch ab ham Ram Ram jab karenge achhche aacharan se chalenge to yahi naam aapko bal de dega jo aap kahte ho na ki aisa bal kaise aae isi naam se aata hai bal maya par jitne ka jo bal hai wo bhagwan ki kripa se unke naam bal se aata hai dekho naam mein itni samarth bhagwan ko adhin kar liya sumar pawan sut pavan namo apne bas kar rakh phir aur kya kam krodh ko jit lo to kaun badi baat bhagwan ajit jit gaye bhagwan kah rahe prati upkar karo ka tora sanmukh hoi na sakat man mora tum san tat urin mein nahi naam jap karte hue samaj seva bhagwat seva mata-pita ki seva bas isse badhiya aur sadhna kya hai badhiya sadhna dekho badhiya sadhna bani gayi shri maa Narmada ki puri parikrama kar aae bahut bhagyashali ho ab achhche kapda saaf ho ab gandagi bhar mat dalna usmen ab badhiya ganga ji se kapda dho ke laye aur phir nali mein dubo diye to pha gadbad ho jaega

nahi mano de thoda vivek hai dharm se vishay sevan karo papa aacharan karoge to phir wahi pahunch jaoge narak hai karmon ki badi gati hai isliye naam jap kar lo aur yah jeevan sarthak accha naam japne mein sabse badhiya baat ye ki ismen baithe ki baat nahi kare ki aap Padmasan laga ke baitho din bhar kam karo Ram Ram Ram Ram anandar se Ram Ram chal raha fawda chala Radha Radha Radha Radha har kam hota rahega jab yuddh ho sakta hai maman smar yuddh se to yuddh se khtrnak koi kam to hai nahi dusre ki gardan katli apni gardan bachani yuddh mein aur bhagwan arjun ko kah rahe mera smaran karte hue yuddh kar iska matlab bhagwat naam jap karte hue sab kam ho sakta hai theek hai tum naam jap karo aur achhche bano isi janm mein bhagwan ko prapt kiya jae bhagwan ki smriti mein duba jae tabhi jeevan ki sarthakta hai babulal ji Mathura se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji jai shri krishna Radhe Radhe maharaj ji yadi moksh prapt ho jaata hai to atma ka swaroop kya hoga aur kahan virajman ho jaegi uska koi sthan

moksh ka matlab hota hai samudra ki tarang samudra mein lay ho gayi koi sthan nahi hota jab usko bhakti bhav mein late hain moksh shabd hat jaata hai phir aata hai das bhav sakhya bhav ta bhav vatsalya bhav jise gopi bhav sachar yah bhav aata hai yah bhakti mein gyan mein nahi gyan mein jaise tarang mein vayu vikar hai tabhi to tarang hua to samudra hi to tarang bana ab vayu vikar hat gaya to kya kahoge samudra to samudra apne swaroop mein sthit hai tarang naam hua tha vayu vikar hone ke karan to maya vikar hone ke karan use jeevtma kaha gaya tha maya vikar gyan ke dwara nasht hua to paramatma swaroop ho ho gaya paramatma swaroop sarvatra sab swaroop mein virajman hai uska koi ek sthan nahi hai jab ham usko ek sthan dete hain tab bhakti lagu ho jati hai wo vaikunth mein hai wah Kailash mein hai va Saket mein hai va Vrindavan ye bhakti ka swaroop hai gyan ka nahi gyan mein wah mukt ho gaya akash ki tarah va vyapt ho gaya samudra ki tarah shant samudra koi tarang nahi ye udaharan bhi prakritik hai ka

akash bhi prakriti ka hai aur samudra bhi hai to ham udaharnon ke dwara aise samjh sakte hain jaise ham kahte hain dekho dal ke upar ek hath dekho chandrama dikhayee deta hai to dal ke ek hath upar chandrama thodi hai to bahut dur par ham dekh pate hain aise ham samjh pate hain ki atma koi ek bijli ka balwa jaisa nahi hai koi bijli ka transpharmar nahi hai koi bijli utpadan wali vastu nahi hai wo ek param tejomay jyoti hai jo sampurn brahma ko apne mein sama ke virajman hoti y jeevan mukt mahapurush

ki baat aur jab ham maya grasit hote to usko ek danche ke andar mante hain main aur tu tera aur mera iska naam maya aur main tu tera mera isko mita de keval main rah jae main na tu rah gaya na tera rah gaya na mera rah gaya keval main rah jae va shuddh mein brahm hai main ke age kuch bhi judega main sant main mahatma main atma main kuch bhi judega maya ho jaega shuddh mein brahm usi mein sthit ho jaata hai ab jab sthit shabd kahte to mayam shabd hai to sthit hone ke liye sthan chahiye to bhakti

se judega jake ma atma sarvatra samrup yah bhi mayam shabd hai kyonki sarvatra shabd bhi maya mein hai ye isiliye kaha gaya anirvachniy sthiti mane ni ke dwara use bola hi nahi ja sakta bhakti mein use bola jaata hai das bhav tov bhagwan ka nij das bankar bhagwan ke dham gaya shiv upasak hai to Kailash gaya Ram upasak hai to Saket dham gaya aur vaikunth upasak nath ka to Baikunth dham mein gaya Vrindavan upasak hai to Priyalal ke paas gaya lekin gyan mein aisa nahi hai gyan mein va mukt ho gaya tarang khatm hui ab samudra hi samudra hai paramatma hi paramatma jaise parma ka kahan jahan prabhu na aise brahmaleen mahatma paramatma swaroop ho gaya uski satta khatm ho gayi samudra naam ab ho gaya tarang naam nahi raha a paramatma swaroop brahmvid brahm bhavti janat tumh tumh ho jae jo tumhen jaan gaya va tum swaroop ho gaya to wah har har jagah hai sarvatra hai jaise bhagwan aise wah mahatma paramatma swaroop ho gaya aap samjh pa rahe ho accha bilkul saral bhasha mein bata rahe hain jaise chini mein

bore mein do cheet lage hain ek bore ke bahar chini ka swad le raha hai aur ek chini ke saath kada mein pahunchkar aut gaya chini ban gaya to jo t gaya chini ban gaya wah hai gyani aur jo bore ke samip lagkar swad le raha hai wah hai bhagat parmatmanand ka anand le raha hai to waise dekho in donon cheeto mein zyada swad lene wala kaun samjh mein aayega jo bahar hai aur jo chini ban gaya wo to chini ban gaya le bal gaya isiliye prem ja moksh la sweekar karte va bhagwan ke saath khelnaa chahte hain dost ban kar ke kanta

bhav se putr bana kar ke vivid bhavon se bhagwan ko va rasaswadan karte hain bhagwan ki lilaon ka isiliye wo gyan ka jo phal moksh hai bhakt jan sweekar ham jaise 84 lakh yoni paramatma ne banai hui hamari kis yoni ki punya pratap se hamen manav jeevan mila bhagwan ki kripa se kisi aur is jeevan mein ham jo kuch bhi karm kar rahe hain ji un karmon ke prabhav se kya hamen a iske agar agar aapne bhagwat prapti ka karya is janm mein pura nahi kiya to pahla dand aapko milega bina kisi karm ke is baat ka ki aapne bhagwat prapti kyon nahi ki aapko chans diya gaya jaise bahut saralta se ham samjhate hain ki jaise ham aapko videsh bheje sarkari bharat ke samvidhan ke anusaar aap bharatiya kam kijiye jakar bharat ke liye aap yah kam kijiye aur aap wahan jakar jane ke liye tayyar ho ki hamen wahan gaadi milna chahiye bangla milna chahiye hamari sari vyvastha honi chahiye to sab vyvastha bharat sarkar ne kar di aap 20 varsh wahan rahe aapko wapas bulaya gaya aap jis kam ke liye bharatiya samvidhan ke kam ke liye gaye

the wah kam bilkul nahi kiya khab bachchha paida kiye padhaya likhaya aur byah sab sab kam kiye ab aap bolo bharat sarkar aapko dand degi nahi degi to degi na kyonki aap pradhan karya ke liye hi suvida aapko sari di gayi thi to manav deh keval sanskriti maj biyai ke payo jo manus deh vritha kat rat sanskriti ke chakra ko rokkar bhagwan ne kabak kari karuna nar dehi det is bin hetu snehi bina kisi karm ke atu ki kripa karke aapko manav de di ki jao nartan kar phal vishay na bhai bhuji Ram sab kam bihai sadhan dham moksh kar dwara pai je parlok sambhala so parat dukh pavai sir dhuni dhuni pachtae kale karm ishwar mithya dosh lagae va ka hamara bhagya nahi tha hamara bhagya se bhajan nahi hota bhajan se bhagya banayenge ham bhajan se ham purv karmon ko mitaaye bhajan se bhagwat prapti karenge jo na tare bhavsagar amaj nar paay su ati nindak mand mati atma hanan gati jae wo atma hatyare ki gati ko prapt hota hai keval is baat ke liye ki tumhen manushya sharir mila sari suvidhae di gayi lekin tumne apna kam nahi

banaya 83 999999 yoniyon mein koi ek bhi aisi yoni nahi jisse ham bhagwat prapti kar sakte keval ye manav de thi aur usko tumne vishay sevan mein prapanch mein nasht kiya tum vishesh dand ke pat ho kripa hui aur tumne us kripa ko thukraya ab bhogo anya yoniyon mein ab pata nahi phir kis kalp mein bhagwan ki kripa hogi aur mujhe manushya sharir mein isliye mujhe is janm mein bhagwat prapti karni hi karni hai is pare hamen chhut nahi rakhni ab bhavat prapti kise kahte hain samjhna to padega na ki bhagwat prapti kise kahte hain moksh ko to samjhe to moksh aise thodi hota uske liye sadhna bahut kathin sadhna hai sthul sukshm karan tino shariron ka rag tyag karke smriti uski iski smriti ka bhi tyag ho jae tab wo apne swaroop mein sthit hota bada kathin gyan ke panth gyan ke panth krpan ke dhara aur parat Khagesh lage nahi vara ab isko sa sahaj bhav mein le lo jiski akhand smriti bhagwan ki hoti wahi mukt purush hai aur wahi bhagwat prapt purush hai har samay tumhari yad mein bhagwan ka naam chalta

rahe Ram Krishna hari jo naam priyo apne to Vrindavan vasi Radha Radha rakhte har samay naam chintan karte raho tum moksh chahoge to moksh mil jaega bhagwat prapti chahoge to bhagwat prapti ho jaegi bhagwat prapti ka matlab hota hai bhagwan ko jis bhav se Swami bhav sakha bhav jis bhav se wo prapt ho jae aur accha ismen hai ki girne ka bhay nahi ham Radha Radha japte hue kisani kar rahe hain Radha Radha japte karte nokri kar rahe hain Radha Radha japte hue sansaar ke sab karya kar rahe hain to hamko sansaar ke karya bhi ho jaenge aur bhagwat prapti bhi ho jaegi accha mithya bhav hamare yahan lagana nahi bhagwat bhav lagana hai sab mein bhagwan hai ham jisse milte hain unke hriday mein bhagwan hai aise bartaav karte hain chahe putr ho chahe patni ho nath sakal sampada tumhari main sevak samet sut nari bahut saralta se nipat gaye se bahut saralta par bhajan nahi kiya tot to dand milega kyonki sarkar ne bheja hai yahan sarkari kam karne ke liye bhagwat prapti ke liye ab agar chuk ho gayi to pha gadbad ho jaega

accha dekho tumhen to kuch gadbad hona hai nahi tum to avinashi bhagwan ke jan ho avinashi swaroop hai na apna sabka lekin jaise swapna mein lathi chalti hai kuch nahi hota hai pida hoti ki nahi hoti swapna ke samay swapna ke samay agar lathi chalave to waise lagti nahi swapna mein agar ham doob rahe to waise doob rahe swapna mein agar pitai shuru hai ya koi gala katne ja raha to waise bhay lag raha hai hai kuch nahi to dand to bhogna padega na aise hi jagrit mein hai aise hi narak aad mein hai avinashi atma ko koi kasht thodi hota hai par jab tak yah bodh nahi hoga tab tak to bhogna hi parta hai na dekho sthul de saiya mein padi hoti aur swapna mein ham dekh rahe hain ki ham samudra mein doob rahe hain ab va isse kasht ho raha hai samud dra bhi dikhayee de raha hai doob bhi rahe hain aur jo dubne wala sharir hai wah tatkaalik swapna mein bana hua hai kyonki sharir jo sthul sharir wo to saiya mein so raha hai ab batao usko kaise bachaya jae jo swapna mein samudra mein doob raha hai ab aap upay batao usko kaise

bachaya jae ha ek upay hai ki usko jaga de chahe jitni nauka laga do chahe mantr vetta laga do chahe taik laga do usko aap bacha le sakte uske bacha upay hai jaga aise hi ham sab moh nisha sab sov nihara dekhe swapan anek prakara yahi jag jamini jage jogi parmarathi prapanch viyogi jane sut wahi jeev jag jaga jab sab vishay vilas viraga bole moh nidra mein sab so rahe hai yah patni hai ladka hai bachchha hai rupya hai paisa ye ye kar liya ye kar lunga ye kama liya ye kama lunga ye jama kar liya y jama

kar lunga aur sochte sochte mar gaye kuch nahi kar paye jo karne aae the ab koi sadguru jaga de he uth moh nidra mein so ho raha hai janes tab jeev jag jab sab vishay vilas viraga tabhi janna satsang ka rang chadh raha hai jab gandi baten chhutne lage aur achhche aacharan hone lage aur bhagwan naam jap hone lage to jaan lena aap jag rahe hain aur jag gaye to swapna ke jaise sare dukh mit jaate hain aise tumhare sare paap dukh chinta shokh sab nasht ho jaenge par jagna padega bina jage nahi ho sakta bina jage ek hi upay hai

jagna padega arthat bhagwat prapti kar padega nahi to dukh se pind nahi chhutega hai jhutha par bahut jor ka phuska mar ke kaata hai jhutha saap hai rassi ka saap par aisa kaata hai va aisa anubhav hota hai ki jahr chadh gaya pakka dekh lo sab pura jahr chadha hua hai aur kuch nahi hua atma tatv ko na kabhi fark para tha na par raha hai aur na padega par bhaiya yah swapna hai bada dirgh swapna hai isse jago Uma ka um anubhav apna aur sat hari bajal aur jagat sab sapne mein ho na koi mata tha na koi pita tha na

hai aur na rahega aise yah rup ek din nahi dikhayee dega lakh upay kar lena mitti mein mil jaega khatm khel na pehle tha na baad mein rahega beech mein pravachan kar raha hai iska kya bharosa swapna hai yah swapak hai jo iske andar hai wah satya hai aur andar wale se prichay nahi hua bahar wale ka tikega nahi bhai isi mein ham jhuthe mein mare jaate hain har janm mein mare ja rahe hain ham jhuthe se prem karte bahari aur wo tikta nahi aur jo andar ka hai usse pyar hua nahi khali hath phir to ek bar to ya is

par vichar karo ki mere jan jeevan ka param labh kya hai bhagwan ka chintan bhagwat prapti isi se param labh milega kyon vipul ji unap se isi ke guru vachno par ek prashn hai inka maharaj ji yadi kinhin sant ko hriday se guru sweekar kar unki agyaa par chalne ka purn prayas kar rahe hain ho tatha diksha lene se pehle yadi guru ka ya mera sharir pura ho jae to yadi guru ka sharir pura hua aur hriday kisi anya sant ko guru ka sthan na de payega to kya bina mantr liye sirf naam jap se mukti ho jaega haan ho jae pakka ho jaega accha guru ka sharir chhut jaega guru thodi chale jaenge guru to akhand mandla kam vyapt mein charachar tat padam darta mein tasam tumhare hriday mein guru jab tak tumhara kalyan nahi hoga tumhare guru jane wale nahi andar baith gaye na guru hamare bhav mein jaise mano hamne aapko guru man liya to aap hamare bhav mein aa gaye na ab wo andar wale guru hamko jab tak mukt nahi kar denge tab tak nahi jaenge to bahar ke guru ka to ana jana hai hi hai api se hain

wo kisi bhi aphis se baat kar sakte hain sab api se unhin ki hai to aisa kabhi na soche ki hamare guru mar gaye guru marne wale hote nahi marne wale guru nahi hote guru ajar avinashi tatv hai na to yah sharir to jaega aaj nahi to kal jaega to bhav mein aapke jo guru ban gaye bhav mein jo guru Radha Radha ra wah aapka kalyan kar denge usmen sanshay nahi nahi kalyan mein to sanshay nahi hai ham kai bar praya roz kahte ki bete ke liye pukara narayan to usko bhagwat prapti ho gayi aur tum narayan ko janbujh ke pukaroge narayan tumhen bhagwat prapti nahi hogi socho jara bete ke bahane pukara narayan narayan narayan hamen lagta hai ki hamen bhagwan ke naam par vishwas hona chahiye aur guru tatv ka jankari honi chahiye ki Gurudev tatv hai vyakti guru nahi hota vyakti kabhi guru nahi hota guru kabhi vyakti nahi hota marne wala kabhi guru nahi hota guru kabhi marne wala nahi hota yah baat samjh la guru avinashi hai aur wah hamara param mitra bhi hai to hamko dubne nahi dega va kahin na kisi

na kisi rup mein akar hamko bachaega hamara udhar karega baat samjh rahe hain aap ji chanchal ji gudganv inka bhi ek prashn aisa hi hai maharaj ji aapne kaha tha ki jo aapki agyaa ya baat manega wah aapka shishya hai aisa to kya ham bhi aapke shishya hue kyonki hamne ye aapko dekhna hai ham kyon kahe ab ham thodi kahenge aap ham khad lakh kahe aap hamare chela ho to thodi tumhara kalyan ho jae jaega aapke manne se hoga guru ke manne se shishya ka kalyan nahi hota shishya ke manne se baat hoti hai guru kah de chal nikal ham tujhe nahi mante kuch kuch koi fark nahi padne wala aap man vachan karm se man liye na to aapka kalyan ho jaega dekho Dronacharya ji ne hata diya Eklavya ko nahi aur Eklavya ne man liya Dronacharya ko to sabse bada dhan udhar hua ki nahi hua to shishya ke mane guru hua na guru ke mane shishya to nahi hua na shishya ke mane aap man lo aapka kalyan ho jaega to yah shishya ke manne ke ham thodi kahenge ki aap hamare shishya nahi aapki manyata hai aap agyaa palan karo

aap Radha Radha jap karo bilkul mangal ho jaega bilkul kalyan ho jaega neelesh kumar ji jhansi se Radhavallabh shri Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji main adam jo yahan baithe ke bhi yogya nahi hoon Gurudev maine prabhu ke diye is jeevan mein bahut aparadh aur hinsak karya kiye iske liye main adam aapse aur shri ji se kshma mangta hoon Gurudev main adham aapke satsang aur Gurudev aapke ashirwad shri ji ke ashirwad se aapko jaan paya hoon Gurudev Gurudev main grast hoon hamko to nahi

jaan paye bachchha hamko jaan jaoge to hamare saman ho jaoge janat tumhe tumh ho jae ye to pakki haan bahari prichay to pa gaye ho satsang badhiya bol lete hain gore pile hain hazaron log aa rahe hain ye to jaan sakte ho lekin yah nahi jaan sakte ki main kaun hoon main kaun hoon tum tum mujhe jaan gaye kya mujhe jaan jaoge to kuch janne baki nahi rahega bhai agar hamen tum jaan gaye to kuch janna baki nahi rahega bas itni baat tum samjh lo hamara naam Premanand hai Premanand aur Premanand ko jaan gaye to

Premanand ho jaoge nahi ho jayeg brahm vit brahm bhavti Premanand Premanand bhavti phir ab rah kya gaya prash nahi rah gaya jab Premanand bhati to bhai vishayat ka tyag karke hi Premanand mein sthit hua jaata hai jo bhagwata and se bhi upar hai bhagwata se bhi upar Premanand hai aur jaise kah do ki maharaj ham aapko jaan gaye to hamara naam guru ji ne rakha hai Premanand Premanand ko jaan gaye to janna kuch baki nahi rah gaya Premanand mein koi prashn nahi hota na sochti na kaansh haan itna jarur hai

ki ham bahari thoda prichay pa sakte hazaron log baithe hain thoda pravachan kar lete hain thoda gore pile hain bas yah hai bahari prichay sansaar hamara prichay nahi hai yah to bahari vihaar ka prichay hai gud main uski baat nahi kah raha aapko apne aapko ko janne ki baat kah raha likha to aap apne ko bhi nahi jane apne ko jaan lete to Premanand ko jaan gaye Premanand ko jaan liye to apne ko jaan gaye kyonki bachchha hamara tumhara swaroop ek hi hai dekho bijli ko jaan lo to heater mein bhi wahi hai fridge mein bhi wahi hai AC mein bhi wahi hai aur prakash mein bhi wahi hai halogen balaph haaj mein bijli ek hi hai yantr ke prabhav se uska alag-alag rang dikhayee de raha hai ek tejon mein prakash mein ek garmi paida kar raha hai thandi paida karar par bijli wahi hai to tum mein ham mein sab mein bijli wahi power wahi bhagwan Premanand sacchidanand wahi virajman bachchha tum apne ko bhi nahi jante ho aur age aap Gurudev satsang mein batte hain na ki ab jaise main hoon main neelesh hoon neelesh nahi Gurudev usam aap batte ho ki

dekho bachchha baat baat sun ke bolna alag baat hai anubhav karna alag baat hai anubhav kar loge na uski pehchan dekho jab doctor hota hai na wo aise dekh ke bata deta hai ki tum nirogi ho ya pi liya hai ki kya hai kya nahi aajkal to y masheenon se janch hoti hai pehle masheenon se jaate pehle to aankh mein drishti ba gayi bole jawan nikalo aur phir iske baad johi kalai pakri to pata chal jaata tha pehle aise vaidya hote the to bhagwata ka jo vaidya hota hai voh drishti matra se pahchanta hai ja drishti gayi to pata chalta

hai ki aap kitne brahmachari ho aap kitne jitendriy ho aap kitne be vichari ho aapki aapke jo hi ek shabd bole to shabd tatkaal taur liya gaya ki aap kitne gyani ho aap kitne pani mein ho kitna aapka anubhav hai sab usmen pata chal jaata hai to bachchha abhi na swaroop ka bodh hai aur na abhi guru ka bodh hai age bol to tumhare kalyan ke liye bol rahe hain swaroop ka bodh thodi tumhen abhi swaroop swaroop ka bodh thodi hai nahi Gurudev sharu to bas y satsang mein suna hai hamne ki batte hain ki manushya jo hai wo paramatma ka ansh hai aur use atma bhi kaha gaya hai haan kaha wo kahan hai isi sadhe teen hath ke sharir ke antargat hai to is sadhe teen hath ke sharir mein kabhi ghus ke andar dhundha hai to abhi to ghuse hi nahi ho andar abhi to bahar ho ghar ke bahar ho na indri bhi bahir mukh hai mana kashta indriyani prakriti sthan kar sati abhi to prakriti mein hai bachchha abhi paramatma mein laute tab pata chale naam jap karo achhche aacharan karo mata-pita gurujanon ka ashirwad lo samaj ki seva karo pehle

ye to isse tum dhire-dhire andar ane lagoge bahar pavitra ho jaegi na to ba ye sharir ka ek kartavya karm bhi hai agar aap is sharir samaj ka jaise ek hissa hai aapne samaj seva nahi ki to chahe koi bhi ho chahe mahatma ho chahe grihasth ho aapke sadhan mein vighna par jaega aapko samaj seva karni hai tapasya karo shastr swadhyay karo ekant mein bhajan arjit karo aur samaj ko de aise aap jaise jawan sharir hai fawda chalao do 400 rup kamao mata-pita ki seva karo aur naam jap karo to aap dhire dhire antar mein ane lagoge iski paddhti hai agar samaj seva nahi karoge parivaar ki seva nahi karoge to dekho ham logon kya karna para bachpan se bhage the samaj se aur aaj kya kar rahe hain subah se samaj mein lage hain ratri ke ek baje jage the aur snaan aadi karke 2 baje 2 pa ya 210 pe samaj mein utar pare ab va darshan karte hue yahan fi yahan apni dincharya phir satsang phir dekh rahe ho e kar kyon sidhe aake yahi baithe ekantik shuru hai abhi chalega 8wa 8:30 baje tak aur phir upar gaye kuch minute baad phir shri

ji ke saath ek dincharya hai apne ko arpit kar do samaj mein andar-andar naam jap karo bhagwan ka bhajan karo to gyan prakashit ho jaega asli gyan jise kahte hain aap sahi pocho to paramarth mein bhi kuch nahi ho aisa mano to usse kya hoga hamara ahankaar galit ho jaega ek ek point par ham bata sakte hain aapko ki abhi aap kahin bhi tike nahi ho to aap jo jo ham kahe uso karo abhi sab baat ban jaegi mata pita hai roz pair chhute ho ha Gurudev ji ha to theek matha rakh ke pranam karte ho roz mata nahi karte ha prat kal uth ke raghunatha mat pita guru nav matha matha ra ko to buddhi shuddh ho jaegi unke charnon mein mata pita sakshat matri dev bhav pitr dev bhav ye sakshat bhagwan hai he kahin aur mandir mein bhagwan tab milenge jab pehle ghar ke bhagwan ki puja kar lo ye aaj kal jo hai na budhe logon ko log isliye ghar se bahar kar dete hain hage mte kaun inko fenke aur ye samjh mein nahi aata uske bete ko ki jab tu hag moot raha tha tab swayam geele mein rah kar ke aur tere ko achchhi jagah litaya apne

sharir ka rakt doodh bana ke tujhe pilaya ab jab seva ka samay aaya hai to tu station pa chhod ke aa raha hai tu mandir pa chhod ke aa raha hai bhikh mangne ke liye majbur kar raha to hamen lagta hai aise logon ki narak ki jarur gati hogi chahe wo jae mandir mein jaen aur chahe wo kisi dham mein jaen aise logon ka kalyan nahi jo apne mata-pita ki aisi gati karte hain isliye hamara sabse prarthna hai ki thoda buddhi shuddh kar lo mandir ke bhagwan ko bhog lagao ya na lagao budhe mata-pita ko bhukha mat rahne

do unko badhiya badhiya khwa piyao wo gali de to baat bhi unki mat suno wo vridh ho chuke hain unki maansikta bigad chuki hai unki seva karo ham sabse prarthna karte hain aur jinke paas aisa udaar hriday ho koi aisa vridh dikhayee de to usko apne ghar le aao do-char din mein aisi sansthaen hain jahan unko suvyavasthit pahuncha do kai aise vridh jan hain jinko atyant avshyakta seva ki hai aur log us samay unko ghar se nikal dete hain ab bolo kahan soch honge kahan log shanka karenge ab unko subah chai chahiye unko bhojan chahiye unko ko davaiyaan chahiye kaisa hriday hoga uska nich ki wo apne aisi maa ko jise bhagwan ki tarah simhasaan mein baithana ae ham aapko sachchi kah rahe agar budhe mata-pita ko badhiya sofa kapda bichhakar baitha lo aur badhiya bhojan pavao aur sham subah unki dandvat karo ratri mein charan dabao aur koi aradhna karo na karo bhagwan prasann ho jaenge aur bhagwan aae darshan dene jab pundreek ji apne mata-pita ki raat din seva mein rahte to jo vitthal bhagwan hai na haan wo darshan dene aae isliye

mata-pita ki seva karo bachchha sanyam se raho brahmcharya se aur naam jap karo sab gyan ho jaega ham vridh matao ko to hamne dekha jo Gurudev hai na hamare ha wahan par vridh matayen rahti hai unke bhi ham darshan karte unse bhi hamne kuch sikha hai ha nahi khub seva karo dusre ki dusre ki mata ki karo apne mata pita ki bhi karo theek hai vijay kumar ji Delhi se Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji sharir pichle 12 sal se desh seva mein bharatiya sena mein jawan ke pad par karyrat hai Gurudev bhagwan aapke sanidhy milne par jab sabhi sansarik bhogon aur pad pratishtha man badhai mein aruci hone lagi to ek sal purv aapse maine sab chhodkar virakta rup se shri ji ki seva ki baat kahi to aapne adesh kiya aur kripa karke mujhe yah kaha ki desh seva karo aur Vrindavan ate jaate raho Gurudev pichle ek sal se main aapki har agyaa ka palan karne ka puta prayas kar raha hoon pehle maharaj ji Delhi mein the ye kah rahe hain ki inki kahin anyatra posting aa gayi hai ab inka dil ghabra raha hai

ki pehle to Vrindavan mein ek hafte mein ek do bar aa jaate the abhi ana mushkil rahega nahi ji ghabrana chahiye bilkul nahi ghabrana chahiye aap bilkul aise pusht hok raho ki aap Vrindavan mein rah rahe ho dekho hamari baat manoge na to aap prasann rahoge agar aap udas rahoge khinn rahoge to aap rashtr seva nahi kar paoge utsah sampann madar sutram kriya vidhigya basne s shaktam saram kritagya da sau had cha lakshmi swayam yaat nivas he to bhakt aisa nahi ho bhakti ke liye dekho ham mante hain aapki priyata hai lekin aap itne agar bhavuk banoge to aap hamari rashtr seva kaise kar paoge aap chinta mat karo aapka aapka byah hua hai byah ho gaya na ha sochna bhi mat aur kuch jaisa ham kahe vaisa chalo patni bhi yahi chahti wo bhi wo bhi aapko manti hai va uski ichchha hai ka sal ho gaye aapko bharatiya sena mein 12 sal ka sal aur duty nibhani hai na sal aur chinta mat kar aise na sal gaye koi jada samay thodi lagta hai agar pran bhi nikal jaate hain na to Radha Radha jap rahe ho bhav tumhara bahut sundar hai

tumhen bhagwat prapti hogi hamari baat man lo tum chinta mat karo to aap rashtr seva karte hue nau varsh bitae aur rahi ki milne julne ki baat na to bina phone ke bhi phone number aa jaata hai agar aap sache bhav se to aapko pata chalega ki maharaj hamare saath hai aapko anubhav mein aayega swapna mein bhi aayega aur jagrit mein bhi aayega to tum chinta na karo hamare rashtr seva mein kar lo abhi zaroorat pare na to rashtr seva mein pran de dena chahiye har rashtr ki jitne bhi samaj sabko chahiye agar hamen rashtr ke liye pran dene ki baat ave to hamko utsah rakhna chahiye apne desh mein samarpit hone ke liye pran dene ka utsah rakhna chahiye chahe bhakt ho chahe va grihasth ho chahe koi bhi ho rashtr ke liye pran samarpit nahi to mujhe lagta hai jeevan hi bekar hai chahe ham rashtr ke prati to samarpit hai hamara ek ek jan rashtr ka achhche aacharan se yukt ho raha hai to ham antarik rashtr ke un shatruo par vijay dilane ki baat kar rahe hain jo goli se nahi dilai ja sakti kam krodh lobh moh

madh matsar ye andar khokhla karte hain yah goli se nahi yah gyan se inko nasht kiya jaata hai to ham bhi to rashtr seva hi kar rahe hain samaj seva hi kar rahe hain to hamen lagta hai ki agar do char varsh karne ke baad sarkari sahmti se ham phir to aur accha anand rahega kahte penshan bhi mil jae to usse man lo sant seva kiya gau seva kiya char bandhli gau seva kar rahe hain char santo ko bhagwan ke liye doodh de rahe hain bhog lagane badhiya sab kam ban jaega teen sal chhattisgarh mein ho teen sal ke liye to wahan se ane jane mein yar ana jana koi khas baat nahi hai khas baat hai pyar pyar aapka pyar hai Vrindavan se to aapko har samay Vrindavan ki yad aayegi aapko pyar hai sant se to har samay yad aayegi yad ana khas hai yahan rahkar sansaar ka chintan karo wo khas baat nahi sansaar mein rahkar yahan ka chintan karo yah khas baat hai pakar aur dekho tumhara prem hai Vrindavan se yahan se to tum kahin bhi jao tumhara man tadpega aur wo tadpan hi vastvik Vrindavan ko chintan yah deep bar koti janm ke agat mein kaat

kare ujiyar karodon janmon ke papon ka nash ho jaata hai jab ham dham ka chintan karte hain Priyalal ka chintan dur rahkar zyada chintan hoga dhyan rakhna virah mein zyada chintan hota hai nahi hota hai jo milan mein sukh hai usse zyada tadpne mein sukh hota hai apne pya ki yad ki tadpan mein vishesh sukh hota hai to bachchha tum abhi nokri kar lo theek hai surya yogi das ji Kanpur se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji nasha yuvaon ko pat bhramit kar bharatiya sanskriti ko nasht kar raha hai maharaj ji upay batae nasha se zyada vyabhichar bhrasht kar raha hai yah jo girlfriend aur boy friend aur living relation y jo gandi baten hai na yahi nasha ki taraf perit karti hain vyabhichar mein sukh hai nahi par usko jab sukh rup mein bhogne ki prabal alsa ho lalsa hoti hai to use vyasan ka aashray lena parta hai maansikta ko madandh karne ke liye kova madandh madnada andho mein andha kaun hai bole kami purush ab kami purush ko jab kam vedna pidit karti ho usmen sukh ki anubhuti nahi hoti hai to wo sharab pita

hai to wo drugs leta to aur nashe karta hai is tarah se vay vichar hi vyasan ki mul vritti hai jaise krodh aur lobh ki mul vritti kam hi hai kam ki purti se lobh ka pradurbhav hota hai aur kam ki apurti se krodh ka pradurbhav hota hai aise hi kam se har vyasan ki vyasan agar hamare andar nishkam badhe to ham vyasan ko raud sakte hain lekin yadi kamna badhegi to vysanon ka aashray lete hi hain log to multa kam hi hai kam kamna vasna mante ati kari dur tabhi har vyasan par ham apne shasan kar

sakte hain to yah kam jo hai ye agyaan ke karan jo ham ise chhut dete hain iska chintan karte hain ye ham par havi hota hai wah chintan hamare liye bahut dukhad hota hai usi ke liye vyasan banta hai dhyayto vishn pun sat Sanga jayte sangat san jayte kama kama krodh bhi jayte krodha bhat soha saha smati vibhram smriti bh sat buddhi naso buddhi nasa prate har vyasan ka mul kam hai kamna ab is kamna ko bina adhyatma ke nasht nahi kiya ja sakta isiliye ham har bhai bahan samaj se prarthna karte hain pach minute agar adhyatma ke liye samay de to aapke jeevan ka parivartan ho jae aur parivartan ho raha hai hamare bhai log badal rahe hain hamare naveen samaj mein thoda chetna jagrit hui ek jati jali hai jo bahut se durwesh tyag karke bhagwat naam bhagwat marg bhagwat dharm ka anusaran kar rahe hain bina adhyatma ke parivartan nahi ho sakta adhyatma hi parivartan karta hai yadi mata-pita thoda sahyog karen naye bachchon ko baithal karke thoda dharm shiksha adhyatma ki dena shuru karen kuch minute naam japna shuru karen

ahar shudhi ki taraf aacharan shudhi ki taraf unki jagrti karen to hamara samaj sudhar sakta hai nahi to kam bhog kam kamna vasna yah sab mitiya met karta chala ja raha hai samaj ko aur log samjh nahi pa rahe to mobile ka durpayog kusang ahar vihar galat to ismen mata-pita thoda sahyog karen bachchon ko adhyatma ki shiksha de nahi aata adhyatma ka gyan to adhyatma ke hamare bharat desh mein ek se ek udbhav vidvan hai ek se ek brahm rishi hai ek se ek mahatma hai unke vachan sunae jae to hi parivartan ho sakta hai antha aise aise log ate hain ki hamen ascharya hota hai abhi ek kal aae the matra chha mahine se satsang sun raha hoon 35 varsh ki gandi aadat sab chhodkar aaj main Radha Radha jap raha hoon aur tab main aapke paas aaya hoon ki ab mera kya hoga ab age ka nirdesh kijiye to dekho adhyatma mein aae ho hamare paas baad mein par sudhar pehle gaye hamen lagta hai yadi satsang sunaya jae bachchon ko baith kar ke dharm ki shiksha di jae unko bataya jae ki ye vyabhichar bahut badi hani hai ye vyasan bahut

badi hani hai ye gandi baten hain to samaj hamara sudhar sake aajkal mata-pita ko fursat nahi apne manoranjan se sahi baat maniye bachchhe kahan ja rahe hain koi matlab nahi hai are kabhi 10 minute baithkar apne chhote bachchon ko dular karo unse pocho tumhara mobile lao dekhe tumhare mobile mein tum kya dekhte ho tumhara sang kya hai tum kaise-kaise dost tum kiye ho tumhare dost tumse kya baat karte hain mitra ki tarah jab unse baat karo aur unki gandi baton mein unko dant nahi unko pyar se yah gandi baat hai isko chhod do tum yah theek nahi hai aur usko bachao ab jaise 12 13 14 yahi wo rasta hai jahan se bhatkav hota hai ya jahan se sudhar hota hai agar ise sudhar diya jae to ek rashtr bhakt ho sakta hai wo rashtr ki bahut badi seva karne dekho apne rashtr mein rashtrapati samay devi hi to hai na to bachchha ho ya bachchi wo hamare rashtr ke vishesh karya mein aa sakti hai va hamare samaj ke karya mein aa sakti hai isliye mata-pita aur guru teen ka adhya mein bahut bada yog hota hai

yadi sahi mata-pita shikshan de aur sahi dharma dharmik guru mil jae to kisi ka bhi parivartan ho sakta hai anytha ab samaj ka jo swaroop hai wah purv jo bogi desh hain unka anusaran kiya ja raha hai wahan ke vastr pahne ja rahe hain wahan ki chal chalan seekhi ja rahi yah apne desh mein to aisa nahi apna desh to dharmik desh hai pavitra desh hai hamare desh ka anusaran bahar wale karte hain dharmik kahin bhi aap dekh lijiye bharat ki jo dharmik vyvastha hai wo vishv mein aisi kahin nahi hai isi ka anusaran kiya jaata hai videshi dekhne ko milte hain ki wo choti rakha rahe hain wo dhoti pahan rahe hain wo yagya pavitra pahan rahe hain videshi log mariyada se rah rahe hain va arjent arjan kaun arjenteena haan wahan ke aae the Radha adhar madhu milind jai jai ek aansu bhare aae the bilkul vase apni bharatiya bhesh bhusha mein kanthi tilak dharan laga he bhagwan dekho videsh mein inke upar kapa ho gayi naam pure vishv ko pavan kar sakta hai to ye jo log aaj naye naye bachchon ko dekhte hain na ki vyasan karke ate kitna patit ho gaye

bachchhe abhi 18 16 17 ke hai ye avastha vyayam karne ki brahmcharya ki uttam vidya adhyan karne ke achhche sanskar ke sa gande aacharan mein fas rahe agar ham ek ek apna sudhar karen to apne bharat ka sudhar kar sakte hain hamara sahyog yahi hai aap sabka ki aap apna sudhar kar lo aap apna sudhar kar lo aap apna to aap 10 ko sudharo ga 10 10 ko sudhare isse hamare bharat ka sudhar ho sakta hai to adhyatma ke bina to sudhar asamabhav hai aur adhyatma en ken prakaar jaise ham adham jeev hain to ja nahi pate hain

yadi aap log kahin bahar jaate ho to zabardasti sunao zabardasti 102 ko baith aao bhale pralobhan deke kisi bhi tarah Eknath ji jab satsang karte the na to pure area ko ailan kar dete the ki 250 gram chini denge sabko to garib garib log jo hai na ekatrit hote to sabse vitthal vitthal khub Ram Krishna hari kirtan karate aur bhagwat charcha sunate phir dhai dha sa gram chini dete to chini ke lobh se amrit pan kara dete hain ab unka vyasan ban jaata phir wo chini ke lobh se nahi wo satsang ke lobh se ane lagte

to ham apne logon ko chahiye jaise sadhu mahatma jane koi nana koi aisa ki bhai aaj thakur ji ka bhog laga rahe hain aao 50 logon ko pavae 50 logon baitha ke naam kirtan karvawe aur satsang sunawe satsang se parivartan bahut zyada hota hai ab aap thoda samay badal raha hai ki sadhu mahatmaon ko pashu ki tarah gher ke marne lage log ki ab wo sant mahatma ja rahe hain bole bachchha chor marne lage batao sadhu ko are bachchha chor jo hote hain unko pakar hi nahi paoge tum wo aise thodi puchte hain unko to jaan hi nahi paoge sidhe saral mahatma agar rasta pooch rahe hain kuch baat kar rahe hain aapko koi sanshay dikhayee de raha unki jankari kijiye kahan se aae hain kaun bhai wo koi Rakshash to hai nahi ko kha jaenge accha koi unke paas astr shastr nahi ki wo suit kar denge aap pulis bulao aram se baith ke ganv ke panchayat ke lagva ho unki janak aise gher ke pashu ki tarah to ab yah bhi bahut dar lagta hai ki agar sant ganv ganv jakar updesh karen to mare na jae kahin nahi man lo char sant hai ja bole

bachchha chor ab batao kya praman de wo sansaar ko bahut vichitra sab hai bacha ke apne ko bacha ke par prannon ki baji lagakar apne is jagat rup ishwar ki ham sahayata karen ki inko bhagwan ka jas sunae inko sacha marg batave yahi upay aap sant mata-pita adhyatma yahi upay hai jisse hamara samaj sudhar sakta hai aur koi hamen to upay samjh mein nahi aaya yadi sadharan updesh mata pita karen asdhran updesh sant jan karen aur bachchhe aur samaj adhyatma ko samjhe to param mangal ho jae bhagwan shiv ko ganja bhang aur mahatma log ye ganja kyon sweekar iske piche rahasya kya hai maharaj ji apne man ki vrittiya hai aisa koi shastriya adesh nahi hai yah man ki kamzori hai aisa shastriya adesh nahi hai bhagwan shankar ne halahal vish piya hai vish aur usko gale mein roka jagat mangal ke liye nahi aur bhagwan shiv jahan kuch bhi koi nahi sweekar karta devta wah chijon bhagwan sweekar kiye jaise dhature ka phal agar koi kahe ki ham bhagwan shiv ka prasad pate ek dhature ke phal mein 10 20 log mar sakte hain aur bhagwan shiv ko

chadta hai na kaun dhature ka prasad pata hai batao hamen aak ka phool chadta hai na kaun pata hai hamen batao keval apni vasnaon ki purti ke liye kisi vyasan matra ko ham kah de ki shankar ji ka bhog hai aisa shankar ji kabhi kahin koi bhi shastr mein dekha hai kahin shastr mein likha paya jaise bhang aadi hai dhatura aadi hai yah bhagwan shiv ko is bhav se chadaya jaata hai ki unko pasand is baat se nahi nasha ke liye unhone jahr piya hai al jar jo koi nahi sweekar karta wo sweekar karte hain bhang ki patti chadha de dhature ka phal chadha de akde ka phool chadha do to ye prasadi koi pa sakta hai kya dusra shiv prasadi koi pa sakta hai koi dhature ka phal paye 10 panch hamen batae 10 panch dana mein mar jaega sankhiya dhatura to ye jo log ki ham chilam bhagwan shiv ke aur ye sab mujhe to aisa kahin praman nahi mila ki koi sadhu sant mahatma ke marg mein vyasan ye apni apni ruchi vichitra hai na ki sa agyaa shastr agyaa nahi karte kisi vasan karne ke liye aap hamen batao aap bhi shastr ka swadhyay ki ho

kisi shastr mein aisa paya gaya yah apni apni ruchi vichitra hai ki ham apne bhajan ko kis dhang se karte hain bhajan ka shuddh swaroop hai koi chah na rah jae nirantar bhagavdazjukam Mathura se Radhe Radhe maharaj ji pujya maharaj ji sadar pranam maharaj ji Radha rani ki kripa se aapke darshan ka labh mila Radha rani ki kripa aise hi bane rahe maharaj ji main ek dukandar hoon meri ek samasya hai ki main jab apni dukan ke mandir mein ki seva mein hota hoon seva karte samay koi grahak aa jaata hai to seva beech mein hi chhodkar grahak ko sammaan sammaan dene ke liye jana parta hai aisa karne se kahin mujhe paap to nahi nahi nahi sachchi seva yahi hai ham grahasti mein pradhanata prakt puja ka bahut samay lagana ya aasnan mein baithkar mala japna iski nahi karte hain grahasti mein apne kartavya ka palan karte hue naam jap karna aur jaise grahak aaya to pahli drishti mein dekho bhagwan is rup mein aae imandari se sachchai se achchhi vastu jitna aapko munafa uchit hai munafa lete hue aap usko dijiye aur usmen

bhagwat bhav kijiye aapki puja hi ho rahi hai usmen yah nahi manna ki aparadh ban jaega kya khali samay hai to ham puja kar sakte hamara vyapar hamari puja hai hamari kisani hamari puja hai hamari nokri hamari puja hai rashtr seva hamari puja hai samaj seva hamari puja hai aur naam jap hamari bhakti hai hamen isi se bhagwat prapti ho jaegi imandari se dharm se chale naam jap karen naam jap karte hain aap maharaj ji jab bhi samay milta hai vase hota ga nahi ismen thoda sa savdhani rakhni hai ki naam jap ko hamen samay par nahi adharit karna har samay par adharit karna hai hamen jaise kak aaya haan is par dhyan dena thoda man beiman hai andar ki baat ko is par agar ham bar-bar ise pakda rahe naam to hamara kam ban jaega maharaj ji kai bar aisa hota hai sansh yahi hai ki naam jap kar rahe hain kisi kam mein vyast ho gaye phir dhyan bhul gaya haan is yahi ham aapse yahi kah rahe kyonki ham jab tak ekaagr nahi honge tab tak hamara kam pura nahi hoga us ekaagr ke saath hamko aise naam jap karna hai jaise kisi ko 56

prakaar ke bhog pavae iske baad kaha jae aapko goli mar di jaegi ab 56 prakaar ke bhog pate samay usko bilkul kisi ka swad nahi lagega kyonki uska chintan ho jaega ki baad mein goli mar aise hi hamen hai ki kal hamen kab mar de kuch pata nahi goli marne wale toy bata diya gaya lekin hamko yahi pata nahi ki bhojan pate pate mar de mar diye jae kal hai aise ek kaval liya aur dil phayl hua aur chale gaye accha khali chale gaye bhagwat smaran nahi hua to durgati ho jaegi isliye ham Radha Radha Radha har samay naam chalane ki koshish karen kab hamari akhiri shwas ho pata nahi hai isliye main har samay naam gahak aaya usmen bhagwat buddhi karke batchit karen saman diya jab khali hue phir Radha Radha Radha Radha phir batchit kiya phir naam jab kar isse hamara mangal ho jaega aur jo karya karen aap meri dukan kosmetik ki hai kosmetik ki shringar mek mekaap shringar aurton ka accha accha wo hamen gyan nahi hai par koi bhi vyapar ho meri pahli drishti bekar hoti thi jab se aapka satsang mila hai ji aisa

ye meri bahan hai ye meri maa hai bahut bahut sundar bahut uttam baat hai kyonki bekar drishti karne se man ganda hoga paap banega kuch milna hai nahi lekin maharaj ji jab se aapka satsang sunne ka labh mila hai dedh varsh se sun raha hoon aapka satsang to tabse ye chij to ha ye meri maa hai ye meri bahan hai is bhav se davad puri rahi bahut

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…