aaj ka Youth nashe se path bhrasht ho raha hai kaise sudhar hoga ? Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
surya yogi das ji Kanpur se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji nasha yuvaon ko pat bhramit kar bharatiya sanskriti ko nasht kar raha hai maharaj ji upay batayen nasha se zyada vyabhichar bhrasht kar raha hai ye jo girlfriend aur boyfriend aur living relation ye jo gandi baten chali hai na yahi nasha ki taraf perit karti hain vyabhichar mein sukh hai nahi par usko jab sukh rup mein bhogne ki prabal alsa ho lalsa hoti hai to use vyasan ka aashray lena parta hai maansikta ko madandh karne ke liye kova madandh madnada andhon mein andha kaun hai bole kami purush ab kami purush ko jab kam vedna pidit karti hai usmen sukh ki anubhuti nahi hoti hai to wo sharab pita hai to wo drugs leta hai to wo aur nashe karta hai is tarah se vyabhichar hi vyasan ki mul vritti hai jaise krodh aur lobh ki mul vritti kam hi hai kam ki purti se lobh ka pradurbhav hota hai aur kam ki apurti se krodh ka pradurbhav hota hai aise hi kam se har vyasan ki vyasan agar hamare andar nishkam badhe to ham vyasan ko raud sakte
hain lekin yadi kamna badhegi to vysanon ka aashray lete hi hain log to multa kam hi hai kam kamna vasna mante ati kari dur tabhi har vyasan par ham apne shasan kar sakte hain to yah kam jo hai ye agyaan ke karan jo ham ise chhut dete hain iska chintan karte hain ye ham par havi hota hai wah chintan hamare liye bahut dukhad hota hai usi ke liye vyasan banta hai dhyayto vishn pun sat Sanga sup jayte Sanga san jayte kama kama krodh bhi jayte krodhat bhat soha saha smriti vibhram smriti bhat buddhi naso buddhi nasa prate har vyasan ka mul kam hai kamna ab is kamna ko bina adhyatma ke nasht nahi kiya ja sakta isiliye ham har bhai bahan samaj se prarthna karte hain pach minute agar adhyatma ke liye samay de to aapke jeevan ka parivartan ho jae aur parivartan ho raha hai hamare bhai log badal rahe hain hamare naveen samaj mein thoda chetna jagrit hui ek jyoti jali hai jo bahut se durwesh tyag karke bhagwat naam bhagwat marg bhagwat dharm ka anusaran kar rahe hain bina adhyatma ke parivartan nahi ho sakta
adhyatma hi parivartan karta hai yadi mata-pita thoda sahyog karen naye bachchon ko baithal karke thoda dharm shiksha adhyatma ki dena shuru karen kuch minute naam japna shuru karen ahar shudhi ki taraf aacharan shudhi ki taraf unki jagrti karen to hamara samaj sudhar sakta hai nahi to kam bhog kam kamna vasna yah sab mitiya met karta chala ja raha hai samaj ko aur log samjh nahi pa rahe to mobile ka durpayog kusang ahar vihar galat to ismen mata-pita thoda sahyog karen bachchon ko adhyatma ki shiksha de nahi aata adhyatma ka gyan to adhyatma ke hamare bharat desh mein ek se ek udbhav vidvan hai ek se ek brahm rishi hai ek se ek mahatma hai unke vachan sunae jaen tohi parivartan ho sakta hai antha aise aise log ate hain ki hamen ascharya hota hai abhi ek kal aae the matra chha mahine se satsang sun raha hoon 35 varsh ki gandi aadat sab chhodkar aaj main Radha Radha jap raha hoon aur tab main aapke paas aaya hoon ki ab mera kya hoga ab age ka nirdesh kijiye to dekho adhyatma mein aae ho hamare paas baad mein
par sudhar pehle gaye hamen lagta hai yadi satsang sunaya jae bachchon ko baith kar ke dharm ki shiksha di jae unko bataya jae ki yah be vichar bahut badi hani hai yah vyasan bahut badi hani hai yah gandi baten hain to samaj hamara sudhar sake aajkal mata-pita ko fursat nahi apne manoranjan se sahi baat maniye bachchhe kahan ja rahe hain koi matlab nahi hai are kabhi 10 minute baithkar apne chhote bachchon ko dular karo unse pocho tumhara mobile lao dekhen tumhare mobile mein tum kya dekhte ho tumhara sang kya hai tum kaise-kaise dost tum kiye ho tumhare dost tumh se kya baat karte hain mitra ki tarah jab unse baat karo aur unki gandi baton mein unko dant nahi unko pyar se yah gandi baat hai isko chhod do tum yah theek nahi hai aur usko bachao ab jaise 12 13 14 yahi wah rasta hai jahan se bhatkav hota hai ya jahan se sudhar hota hai agar ise sudhar diya jae to ek rashtr bhakt sakta hai wah rashtr ki bahut badi seva karne dekho apne rashtr mein rashtrapati samay devi hi to hai na to bachchha
ho ya bachchi va hamare rashtr ke vishesh karya mein aa sakti hai va hamare samaj ke karya mein aa sakti hai isliye mata-pita aur guru teen ka adhyatma mein bahut bada yog hota hai yadi sahi mata-pita shikshan de aur sahi dharma dharmik guru mil jae to kisi ka bhi parivartan ho sakta hai anytha ab samaj ka jo swaroop hai wo purv jo bogi desh hain unka anusaran kiya ja raha hai wahan ke vastr pahne ja rahe hain wahan ki chal chalan seekhi ja rahi ye apne desh mein to aisa nahi apna desh to dharmik desh hai pavitra desh hai hamare desh ka anusaran bahar wale karte hain dharmik kahin bhi aap dekh lijiye bharat ki jo dharmik vyvastha wo vishv mein aisi kahin nahi hai isi ka anusaran kiya jaata hai videshi dekhne ko milte hain ki wo choti rakha rahe hain wo dhoti pahan rahe hain wo yagya pavitra pahan rahe hain videshi log mariyada se rah rahe hain va arjent arjen kaun arjenteena haan wahan ke aae the Radha adhar madhu milind jai jai ek aansu bhare aae the bilkul waise apne bharatiya bhesh bhusha mein kanthi tilak dharan laga
he bhagwan dekho videsh mein inke upar kripa ho gaye naam pure vishv ko pavan kar sakta hai to ye jo log aaj naye-naye bachchon ko dekhte hain na ki vyasan karke ate kitna patit ho gaye hain bachchhe abhi 18 16 17 ke hain yah avastha vyayam karne ki brahmcharya ki uttam vidya adhyan karne ki achhche sanskar ke su gande aacharan mein fas rahe agar ham ekek apna sudhar karen to apne bharat ka sudhar kar sakte hain hamara sahyog yahi hai aap sabka ki aap apna sudhar kar lo aap apna sudhar kar lo aap apna to aap 10 ko sudharo ga 10 10 ko sudhare isse hamare bharat ka sudhar ho sakta hai to adhyatma ke bina to sudhar asamabhav hai aur adhyatma na ken prakaar jaise ham adham jeev hai to ja nahi pate hain yadi aap log kahin bahar jaate ho to zabardasti sunao jabarjasti 10 20 ko baitha ho bhale pralobhan deke kisi bhi tarah Eknath ji jab satsang karte the na to puri area ko ailan kar dete the ki 250 gram chini denge sabko to garib garib log jo hai na ekatrit hote to sabse vitthal vitthal khub Ram Krishna hari kirtan karate
aur bhagwat charcha sunate phir dhai dhaa sa gram chini dete to chini ke lobh se amrit pan kara dete hain ab unka vyasan ban jaata phir wo chini ke lobh se la wo satsang ke lobh se ane lagte to ham apne logon ko chahiye jaise sadhu mahatma janne koi na koi aisa ki bhai aaj thakur ji ka bhog laga rahe hain aao 50 logon ko pavae 50 logon ko baitha ke naam kirtan karvawe aur satsang sunawe satsang se parivartan bahut zyada hota hai ab ab thoda samay badal raha hai ki sadhu mahatmaon ko pashu ki tarah gher ke marne lage log ki ab wo sant mahatma ja rahe hain bole bachchha chodo marne lage batao sadhu ko are bachchha chor jo hote hain unko pakar hi nahi paoge tum wo aise thodi puchte hain unko to jaan hi nahi paoge sidhe saral mahatma agar rasta pooch rahe hain kuch baat kar rahe hain aapko koi sanshay dikhayee de raha unki jankari kijiye kahan se aae hain kaun bhai wo koi Rakshash to hai nahi ko kha jaenge accha koi unke paas astr shastr nahi ki wo suit kar denge aap pulis bulao aram se baith ke ganv ke
panchayat lagva ho unki janak aise gher ke pashu ki tarah to ab yah bhi bahut dar lagta hai ki agar sant ganv ganv jakar updesh karen to mare na jae kahin nahi man lo char sant hai bole bachchha chor ab batao kya praman de wo sansaar ko bahut vichitra sab hai bacha ke apne ko bacha ke par prannon ki baji lagakar apne is jagat rupi ishwar ki ham sahayata karen ki inko bhagwan ka jas sunae inko sacha marg batave yahi u aap sant mata-pita adhyatma yahi upay hai jisse hamara samaj sudhar sakta hai aur koi hamen to upay samjh mein nahi aaya yadi sadharan updesh mata-pita karen asdhran updesh sant jan karen aur bachchhe aur samaj adhyatma ko samjhe to param mangal ho jae bhagwan shiv ko ganja bhang aur mahatma log y ganja kyon sweekar iske piche rahas kya maharaj ji apne man ki vrutiya hai aisa koi shastriya adesh nahi hai yah man ki kamzori aisa shastriya adesh nahi hai bhagwan shankar ne halahal vish piya hai vish aur usko gale mein roka jagat mangal ke liye nahi aur bhagwan shiv jahan kuch bhi koi nahi sweekar karta
devta wah chijon bhagwan sweekar ke jaise dhature ka phal agar koi kahe ki ham bhagwan shiv ka prasad pate ek dhature ke phal mein 10 20 log mar sakte hain bhagwan shiv ko chadta hai na kaun dhature ka prasad pata hai batao hamen aak ka phool chadh bata hai na kaun pata hai hamen batao keval apni vasnaon ki purti ke liye kisi vyasan matra ko ham kah de ki shankar ji ka bhog hai aisa shankar ji kabhi kahin koi bhi shastr mein dekha hai kahin shastr mein likha paya jaise bhang aadi hai dhatura aadi hai ye bhagwan shiv ko is
bhav se chadaya jaata hai ki unko pasand is baat se nahi nasha ke liye unhone jahr piya hai halahal jahr jo koi nahi sweekar karta wo sweekar karte hain bhang ki patti chadha de dhature ka phal chadha de akde ka phool chadha do to yah prasadi koi pa sakta hai kya dusra shiv prasadi koi pa sakta hai koi dhature ka phal paye 10 pach hamen batae 10 pach dana mein mar jaega sankhiya dhatura to ye jo log ke ham chilam bhagwan shiv ke aur ye sab mujhe to aisa kahin praman nahi mila ki koi sadhu sant mahatma ke marg mein vyasan ye apni apni ruchi vichitra hota hai na ki shastr agyaa shastr agyaa nahi karte kisi vyasan karne ke liye aap hamen batao aap bhi shastr ka swadhyay ho kisi shastr mein aisa paya gaya yah apni-apni ruchi vichitra hai ki ham apne bhajan ko kis dhang se karte hain bhajan ka shuddh swaroop hai koi chah na rah jae nirantar bhagwata ka vritti rahe ab ye jaise laga pao ab nahi pura laga pa rahe aap kuch vyasan lete hain ye aapki kamzori hai koi agyaa nahi ye koi siddhant nahi aap samjh
pa rahe ho maharaj ji ji
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…