॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan ne yah kam, krodh, lobh, vikar hamare andar kyon dale ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

maharaj ji ham sab parampita parmeshvar ke ansh hain wahi hamare mata-pita hai ham jante hain ki mata-pita hamara kabhi bura nahi chahte guru ji parmeshvar ne hamare andar kam krodh maya lobh lalach jaise vikaro kyon dale us to sab jante hain ki is vikaro se bhara sharir hani hi hogi iski aur uske saath paap aacharan karega to maharaj ji aapko ek gaadi de di hai gaadi mein brak bhi hai aur gaadi mein res bhi hai us gaadi ko aap galat chalate ho ya sahi chalate ho y aapke upar chhod diya hai marg do rakh diye hain khel hai uska aap galat marg mein le jaate ho achhche marg mein le jaate ho aap unke upar dosharopan kyon karte ho shauchalay mein badbu hoti hai durgandh hota hai apvitra hota hai par hamare ghar ka ek hissa hai na hai na rasoi jaise hissa hai jaise shauchalay bhi hissa hai na le gandi chij na hoti to hamara kya pura dincharya sahi dhang se ho paegi agar ham rasoi mein pavitra bhojan banate hain to jo bacha hua ann mal rup mein hai wah shauchalay mein jaata hai din hai to ratri zaruri hai 100 parat

zaruri hai agar ratri na ho to wo log kya halat ho jaenge ashanti paida ho jaegi kyonki ratri ka ek apna prabhav prakriti ke upar hai ratri ka ek apna prabhav jeevan ke upar hai bhagwan ne sampurn purn srishti mein gun dosh mein rachna puri ki hai tumhare hi andar nahi ki puri srishti mein ki hai aur do vibhag karke rakh diye hain aur donon ko guru rup mein spasht varnan kar rahe hain agar unhone khel racha to is khel se nipatne ke liye puri yuktiyan di hai gita ji bhagwat ji sant ji guru ji mahatma ji ke rup mein wahi to updesh kar rahe hain ab aap kis marg mein chalna chahte ho sat marg mein anand ke marg mein to aap daman karo in shatruo ka khel hai aap aa nikal jaoge ab kyon racha to ab uska uttar ham de rahe hain koi bhagwan aur nahi tere andar hai tu hi hai tu apne aap se apne aap mein fas gaya hai dekh anubhav karke koi aur hai hi nahi tu hi tu hai hai tumhare paas uttar hai tumhare paas jankari iski ki tu wahi hai ek danche mein apne ko man liya keval aise kalpna mein

bol rahe suni sunai baat ki main uska ansh hoon jante ho uska ansh wahi hai tu janat tu tum ho jae kiska khel hai tumhara kaun bandha hai tum kisse bandhe ho apne bhram se koi nahi aap dekho swapna mein bazar puri dekhi marne pitne wale dekhe ya pujne vihaar karne wale dekhe koi aur tha kya keval tu hi tha puri bazar tu bana tha shatru tu bana tha mitra bana tha aur jab jaga to keval tu hi tha kuch nahi tha aise puri srishti hai bachchha tark se nahi yah shraddha se jana jaata hai matta par taram nant kinch dasti Dhananjay mere siva kinchna mat kuch nahi to na sat hai na asat hai keval Krishna hai ye anubhav yahi gem racha hai nikal jao to mukt nahi nikal jao to bhogo bas khel hai kyon racha kisne aapne aap hi hain aapke siva koi nahi bachchha hamari baat ko imandari satyta se samjh loge to faso nahi heater mein garmi pha phenkata hai halogen mein prakash phenkata hai AC mein thandi phenkata hai lekin uska power ek hi hota hai power ek hi hai na yantron ke prabhav se karnon ke prabhav se uska alag alag

rup lekin power ek hi hai bachchha wahi power ansh aur anshi ke bhav se kaha jaata hai wahi power jise Krishna kahte hain wahi wahi wahi wahi dusra nahi ab us zero vaat ka to zero vaat ka hazar vaat ka to hazar vaat ka bijli to barabar sancharit ho rahi wah kisi vaat ka matlab nahi rakhte tumhara karan yantr kitne power ka bole zero vaat ka to bijli zero vaat ka prakash de rahe agar wah apne swaroop mein aa jae to phat phat phat sab phod ke phenk dena to wahi hai yah phat phat sab khatm ho jaega sthul sukshm karan

agyaan sab tu wahi hai janat tumh tumh sutra ko samjhiye agar soi jane jahi dev janai to janat tumh ab kisko dosh doge aap hi the aapka hi bhram tha swapne mein lathi chal rahi tha jake kisko report likha hoge hamen batao bilkul jagrit mein aise hi hai bachchha Uma kah main anubhav apna shankar ji ka anubhav jhutha hoga kya sat hari bhajan jagat sab sab bachchha yahi baat jal ke par anand mein niv aa jaata hai ab aap dosh dege bhagwan ne kam krodh lobh moh kyon racha to hamko batao swapna mein jo ho raha tha usmen kya tha kuch tha kya bachchha tumhare siva koi tha tumhare siva koi tha kya par sab kuch tha agar swapna mein pitai ho rahi to sachchi va sahi pitai lagti ki mara nahi lagta va aankh na khule to kabhi-kabhi aise swapne dekhe gaye ki chaku puri par aankh khul gayi to laga ya bach gaye yar le yar ye swapna tha yar bach gaye ekdam aur kuch nahi tha na chaku tha na chaku vaal ham hi the chaku aur ham hi the chaku marne wale aur ham hi the jiske upar chaku mara ja raha hai hamare siva kuch nahi tha mante ho is baat ko

swapne ki baat ko to mante hoge aapke siva kuch nahi tha ma aapki hi kalpna aapke vivid rup dikhayee de rahe the yah jagne par pata chala na aise hi abhi agyaan mein ho jab gyan mein jago ga to yah prashn khatm ho jaega ki bhagwan ne kam krodh kyon racha bhagwan kyon aisa kiye unko saral bhasha mein bataya mano man ke dusre rup mein ki pita ne puri sab vyvastha ki ab do marg hai ek ja raha galat aur ek jarha sahi to tum apni gaadi tumhen petrol bhi diya brak bhi diya draiving bhi aapke hath mein ab apni gaadi idhar kyon le jao idhar chalo na parmanand ka marg hai in kam krodh aadi par vijay prapt karke vada anand mein dubo bhagwan ne diya hai agar aisa na hota to aap kiske paas aae ho bhagwan ke das ke paas hi to aae ho kis marg isi marg ke liye to aae ho agar isi marg mein yah sharir chal sakta hai to kya aapka sharir nahi chal sakta kya aapka nahi chal sakta kya aap bhagwan ke ansh nahi ho kya kapda sant hota hai sant to sthiti hoti hai na wo tum bhi la sakte ho pent shirt mein

sant ho sakte ho mujhe lagta hai bachchha bhagwan mein dosharopan na karke ham apne agyaan ko dur karne ke liye bhagwan ki sharan mein hokar naam jap karen to baat ban jaegi koi aur bhagwan nahi bachchha nahi hai tumse sachchi kahte hain bachchha koi aur bhagwan nahi yah keval sharir bulb samjh lo in mein jo tej hai wahi hai wahi chhupa chupi ka khel khel raha hai dekho is sadhe teen hath ke sharir mein aap apne ko jane bachchha nahi jane dekh lo yah sharir aap ka kapda hai aap nahi ho aur aap ho kahan itne mein ho na ek sara mashin

bata sakti na ultrasound bata sakti na siti scan bata sakta hai bhajan karo to aap apne aap ko dhund loge apne aap ko dhund liye to prabhu ko dhund liya prabhu ko dhund liya to apne aap ko dhund liya ek khel aisa hai karo chalo sat marg mein chalo naam jap shuru karo koi nasha na karo gande aacharan na karo abhi theek hone lagoge abhi sab prashn samapt ho jaenge aapko koi sanshay lag raha hai ismen isliye ham bilkul saral bhasha mein prashn ka uttar vistar se dete hain kyonki aaj aajkal tarkik buddhi hai to usko tark ke dwara isliye aur koi nahi bacha sachchi manna koi nahi hai wahi hai chiti mein aram se so raha hai aur pure brahmand ko ek rom kup mein rakh raha hai wahi tumhare andar hai tum aur wo wo aur tum aise samjho jaise shisha aur ham ham aur shisha shishe wala kaun shishe mein jo dikhayee de raha hai samne shisha rakha hai wo kaun ham ab ham shishe wala alag mane aur apne ko alag mane to phir kaha jaega ki tumhari buddhi theek nahi nahi jo shishe mein wahi hamare andar kyonki ham hi to dikhayee de rahe hain

jo aise bachchha jo mandir mein wo yahan agar yahan nahi to kahin nahi ghum aao jao kar aao darshan hamen batao ki ho gaya bhagwat sakshatkar yahan kar lo to kan kan mein jhaki bhagwan ki kisi sujh wali aankh ne pehchan ki ye bachchha paramarth hai buddhi gat to nahi jana ja sakta na santo ki baat samjhne ke liye sadhna karni padegi tab samjh bachchha bilkul kuch kam bhi bhagwan hai krodh bhi bhagwan hai lobh bhi bhagwan hai moh bhi bhagwan hai jab sab kuch bhagwan bana hua wahi bhagwan bana hua hai adharm purvak sevan karoge to dusra dand milega ab jaise lobh bhagwan kaise ho sakte hain to hamen naam ka lobh Radha Radha Radha adhik se adhik jama karen hamen bhakti ka lobh seva ka lobh hamare ko dusre ko sukh pahunchane ka lobh to lobh ka prayog kahan ho raha hai kam agar kam bura hai to ham sab paida kahe se hue hain kam se paida hue buri jagah uska prayog na karo bura hai kya uska prayog bura hai ab jaise kam apni patni se to dharm yukt hai dusri mata bahan ke to paap karm ho gaya krodh agar hamare andar thoda apne

bachchon ke prati ko aata samaj mein kisi asabhya ke prati uske sudharne ke kam mein aayega bahut vinamrata se nahi kabhi-kabhi kam kabhi-kabhi ros to uski zaroorat hai aap dekho nahi zaroorat hai bhagwan Ramchandra jo teen din upvas karke sab dra ke samne baithe nahi aaya ab lakshman ji ne kaha prabhu ye jad hai aise samjhenge nahi bhagwan ne kaha lao lao sarang dhanush chadhai pratyancha chadaya agni baan abhi sokh leta hoon satsan vilay kutan san priti sahaj kripan san sundar niti mamta rat san gyan kahani ati lobhi san bati bukhani lobh samjhi mein hari katha usar bij bay phal jatha labh lakshman ban sara sa nanu shosh varid vishik sanu lao abhi isko show alo main itna kahna tha ki brahmin rup dhar ke badi thal mein ratna aad leke teen din upvas dhare the pehle aa jaate to izzat rah jati ab to kahin kahin krodh avashyak hai ki nahi krodh bhagwat swaroop hota hai kahin kahin ki nahi to ham uska buri jagah prayog kyon karen koi bhi accha moh agar moh na ho to ham apne mata-pita putr parivaar ka poshan kaise karen wah moh

kara raha hai moh poshan kara raha hai par ham apne parivaar ka poshan karne ke liye dusre parivaaron ka nash kyon karen ab ek doodh bechne wala chemical milakar apne bachchon ke poshan ke liye dusre bachchon ki jaan ghatak vastue doodh mein milakar bech raha hai ab use yah kya hai moh ka durpayog theek hai moh ka sadupyog karo bhagwan sab mein virajman hai sab shariron ko bhagwan ka mandir man ke chahe patni ko chahe putr ka dharm ke anusaar sevan karo sab badhiya hai kuch bura nahi bura karo to aapka vichar bura hai le kuch bura nahi hai Kamdev jo prakt hua to kya naam tha jante ho pradyuman pradyuman ji sakshat Kamdev ke avatar hai bhagwan hi to hai bachchha ham uska bura prayog kyon karen agar kam na ho to patni se priti na hogi patni se priti na hogi to santan utpann nahi hogi bhala y srishti chalegi srishti mein kam ki avshyakta hai to kam kaun dharm yukt kam ab use paap se adharm mein karo to to aapki ruchi ho gayi na phir to dand bhogna padega aapko aise bachchha bhagwan ne bura kuch nahi

banaya sampurn srishti ki avshyakta jaise hamne pehle kaha ki rasoi ki avshyakta hai to shauchalay ki bhi avshyakta hai din ki avshyakta hai to raat ki bhi avshyakta hai daivi sampada hai to asuri sampada bhi hai rachna ho rahi to vinash bhi zaruri hai zaruri hai pakka zaruri hai va ham moh ke karan kahte hain agar vinash na hota to bahut zaruri hai bachchha agar socho marna band ho jae aur 10 20 50 pidhi se buddhe baithe hote Baba par Baba par Baba sab 50 sa budhe baithe hue hain aur marna kisi ko hai nahi ab bolo halat kya hoti tumhari nahi hai na vinash leela zaruri aap sachchi valo jise aap bura mante ho voh zaruri hai jaise rachna zaruri aise palan zaruri hai aise sar zaruri to bachchha bhagwan ko dosh na dek unki sharan mein hokar yadi naam japa jae to badhiya anand ho jaega aur yah samjh mein aa jaega ki kahin kuch bura nahi hai mere vichar bure hain agar mere vichar theek ho jae to dekho goswami ji tulsidas ji kahte hain siy ramm sab jag jani karu pranam jori jug pani jad chetan jag jeev jat sakal Ram mein jani

kahan kam hai bachchha vichar mein dekho to wo bhi Ram hai tum dekho to tumhari drishti agar Ram mein to Ram gopi jan kahte jit dekhu tit Shyam mai ab Shyam Shyam unko dikhayee de rahe hain aur hamko kam dikhayee de raha hai r hamko isko theek karna hai yah theek ho jae to sab badhiya ho jaega kuch bura nahi hai kuch bura nahi bachchha kyonki bhagwan ne racha unki mauj hai amrit ka mahatva jahr se hai din ka mahatva ratri se hai sadhuda ka mahatva duston se hai nahi kaun janega sadhu kise kahte hain jab dusht

unke upar dushtata karte hain tab unki sadhu prakashit hoti dushtata rupi jhande par sadhu rupi jhanda phahrata hai dusra jab dusht unke dande bante hain itna sataya gaya phir wo bhagwan ki sthiti mein raha are bole to mahatma hai yah kisne pramanit kiya dusht ne sab kuch zaruri hai bachchha sab kuch zaruri bhagwan ko aap yah nahi kah sakte ki yah galat banaya aapne kyonki aapki salah ki zaroorat nahi bhagwan nahi agar sab vyvastha hai to paramanu bam bhi hai le vinash ki vyvastha bhi bahut jor ki hai nahi bharat aap

apne de agar vinash ki vyvastha bharat se hata di jae to adhura ho jaega ki nahi ho jaega asmarth ho jae ki nahi ho jaega jitni jor ki vinash ki vyvastha hogi utni jor ka desh mana jaega nahi mana jaega bole bada powerful desh hai bole kyon bole do paramanu bam hai char paramanu bam hai bada power to vinash ki seva trilochan bhagwan shiv palan ki seva swayam shri hari aur rachna ki seva bhagwan brahma yar bachchha hamen lagta hai sab theek hai hamara dimaag theek ho jae bas yah baat bole srishti kaisi tumhari drishti jaisi waisi srishti ek ko Ram dikhayee de rahe ek ko Shyam dikhayee de rahe aapko kam dikhayee de rahe hain matlab kya kya hai ismen bole chashma jaisa chadha vaisa drishya dikhae lali mere lal ki jit dekho tit lal aur lali dekhn main chali to main bhi ho gayi aap batao dusra bacha kaun yar bada masti ka ma parmanand ka marg hai ab ye yahan se parmanand yahan bigda hai to sab bigad hi hai phir to gadabde hi bachchha theek hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…