॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Bollywood Singer B Praak se maharaj ji ki kya vartalaap hui ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

ma ji aapki kripa la ki kripa bahut jaise samudra mein trange kabhi idhar se uthti hain kabhi idhar se uthti hai aise jeevan mein kabhi anukulta aur pratikultaa ke thapede ate rahte hain majbut rahna dagamgana nahi kabhi anukulta janit yash aur kabhi pratikultaa janit avhelna ki bhi baat aa sakti hai usmen majbut rahna santo ka sang karne wale mein ek visheshta hoti hai wah jan sadharan se alag hota hai jab uski pratikultaa hoti hai aur uski muskurahat mein fark nahi hota tab lagta hai aadmi kya hai tab hota hai satsangi hai yah santo ka sang ke hai anukulta mein harshit ho jana aur pratikultaa mein shakit ho jana yah to general swabhav hai general se upar utha hua satsangi aap santo ke paas jaate hain aap santo se milte hain aap ek majbut bane ki anukulta ke gulam na bane pratikultaa ka prabhav na ane pave aur sham hokar ke is maya par vijay prapt kar le maya visham hai bhagwan sham hai aur jo sham ko prapt hota hai wah vishmata par vijay prapt kar leta hai vishmata stuti ninda man apman labh hani jai parajay yahi iska

swaroop hai aur ismen jo sam hokar nikal jaata hai wah bhagwan ko prapt ho jaata hai kabhi dukhi mat hona aur kabhi harshat mat hona bahut prashansha ho to phulna mat koi ghatna ghat gayi to shakit mat hona bas yah dekhte raho prashn aa raha hai iska mujhe uttar dena hai har samay dekhte raho log tumhari vah vah prashn aa raha hai iska uttar dena hai mujhe phulna nahi hai apne isht ki taraf drishti ho ja pyare yah tera dular hai aur jab pratikultaa rahe to prashn aaya theek se uttar do pyare ismen jarur koi kripa

hai hai jarur kadvi y dawa par ismen vishesh kripa hai haile mast raho jo apni vani se samaj ko ahat pradan kare dhanya hai va vani bolne wale to bahut hai lekin kisi bhi tarah se samaj hamara alladi ho jae sukhi ho jae prasann ho jae thodi der ke liye uske dimaag ko shanti mile ham logon ka yahi kartavya hai jaise gayan ke dwara to ham apni shastr gyan sadhna donon ko milakar samaj ke dimaag ke santulan ke saath ham khel ham dimaag ke saath khelte hain ham kisi vyakti ke saath nahi khelte ham dimaag ke saath khelte hain uske dimaag ko shasan milakar sam mein utarna sansaar se hatakr bhagwan mein utarna dukho se hatakr sukh sindh mein lagana to kahin nan kahin thoda seva aapko bhi mili samaj ki thodi der sangit aur apne gayan ki vidya ke dwara usko sab kuch bhulakar rashtr bhakti mein utar dena devtaon ki bhakti mein bhagwat bhakti mein ya anand mein utar dena theek hai na aap aandit rahiyega aur sham rahiyega aur bahadur banega maharaj ji main ek baat aapse bolna chahunga ki kai bari main kai bari

question mere dimaag mein bhi aata aur bahut log hain jo bolte bhi hain ke kaeeyon ke question aise hote hain ki wah bolte hain ki aapko kya milta hai ya mere ko kai log yah kuch mere apne bhi bahut aise hain jo beech-beech mein idhar udhar se mujhe sunne ko mil jaata hai ki kahin sant na ban jana sant banna itna aasan hai kya aur agar ham uska naam le rahe hain wo mera mere ko sabse sakun wo chij main sansaar mein idhar jaata hoon kansartsa karta hoon shoj karta hoon wo mera kam hai par agar mere ko koi bole mere ko sukoon kahan milta hai to mujhe sukoon yahan par ladli ju ke charnon mein milta hai bihari ji ke charnon mein milta hai aur main yahan par aake main yahan par main nahi rahta maharaj ji main unka hoon unke liye ga raha hoon unhin ke liye gaunga ji ji aur mere ko wo kahte bhi kaise main kaha ja mere ko itni badi mere ko ek chij mili hai is chij se itni badi ki mujhe aaj agar koi bhi milta main maharaj ji aapke samne baat bol raha hoon ab logon ne mere ko helo hai bolna band kar diya sab Radhe

Radhe ye to ye to ye to bhagwan ki vishesh kripa hai nahi vishesh kripa hai ta unke naam se jane jaate hain isse badi baat ji ji aur sabse uttam baat hai ki aapne ek jo shabd kaha ki main sab kuch kar lekin mere vishram sthal mera vishram sth sakun ka matlab meri vishram sthal aap prabhu ke charnarvind hai to jeevan dhanya ho jaega jeevan ki accha sadhu hota ka matlab koi vesh dharan karna hi nahi hai dekho vesh dharan aur sadhu nahi hai to kalnemi bhi ho sakta hai va nahi ho sakta aur agar aap paijama kurta mein pent shirt mein ho aur aap sadhu hota ke lakshan se yukt ho to aap mahatma ho sakte ho dekho mahatma hi jagat ka sukh samvidhan karta hai asuri pravriti sukh noch hai dusre se aur jo daivi sampada hoti hai va sukh deti hai kahin na kahin aapke upar bhagwan ki kripa devi sampada ka lakshan hai aap mein to aap dusron ko sukh dijiye aur swayam sukh ka vidhan prabhu se lijiye aur wo aapke andar hai aap kah rahe hain na khud kah rahe hain mere ko sukoon milta hai arthat vishram milta hai bhagwan ke naam mein bhagwan

ke charnon mein ya Priya ju ke naam mein jab aapko sakun milta hai to aapki pehchan bhi Priya ju ke sambandh se honi chahiye aur wo ho rahi aapke to halo hai band karke mujhse Radhe Radhe kar rahe ye kitni badhiya baat ho rahi hai nahi aur aapka bhi parivartan hona nischit hai kyonki jab aap sadhu samagam karte hain to parivartan nischit hai aapka khanpan aapka rahan sahan aapka vihaar yah batata hai ki aapke kadam daivi sampada ki taraf badh rahe hain asuri sampada ka tyag karke yahi jeevan ka lakshya dekho ek din wo samay ane wala hai jahan aap ke is sharir ki satta hi nahi rahegi us samay yah sthiti jo vishram ki taraf yahi aapke kam aayegi le dekho aap dekho apne bharat mein bade-bade gayak hue hain dhire-dhire sab bhulte chale ja rahe kaun kisko yad kar raha hai ab unhone apne jeevan mein jo kiya wah unka final parinaam yahan to ham tali baja rahe hain unhone jo kiya uska jo unko phanal parinaam mil raha hai wah pata nahi tali bajane wala hai ki rone wala hai aapko pata hai ki tali bajane wala yahan bhi aur wahan bhi

hai kyon kyonki main Radha Radha rat raha hoon main maharaj ji ye ladli ju ki kripa hai aur itni karunamay aapse behtar kaun is duniya mein jaan sakta hai maharaj ji main aapko bata nahi sakta ki 360 life chanj ho gayi haise wahi kah raha hoon ki devi sampada ki taraf kadam badh rahe hain bahut kripa hai bas dhire-dhire naam smaran karte rahie aur lagi samaj seva mein hai samaj seva mein lagi badi-badi sabhav mein jaiye jo bhagwan ne yogyta di uske anusaar gaiye prabhu ke gun gaiye ya samaj ke gun gaiye par uske hriday mein allad paida ho aur nishkam rakhna nishkam ka matlab hai aapke koi chah na ho to bade darbar se aapki chah purti hoti rahegi chand rupaye koi dekar hamari cha purti kar lega kya to sabab apne aap mein hi bhikshuk hai aap dekho chah hona hi bhikshuk hai sabke andar chah hai rupaye ki man ki pratishtha ki ek bar aap acha ho kar ke gaiye aap acha hokar jaiye aap acha ho to sabke andar chap padegi duniya bhag rahi hai aur wo aapke piche bhagega jab aap kahoge aise hi wo aapke piche bhagega yahi davi sampada

ka lakshan hona chahiye aur aap mein visheshta honi chahiye kyonki aap sadh sang karte hain aap koi sansari gayak keval nahi hai aap ek sadhu sangh sevi hai isliye aap mein visheshta ho nahi aap sahi bolte maharaj ji ke main kaeeyon ko bolta hoon ki santa da sang bade bhaga nal milta lade nahi koi karma wale santo ka jo sang hai wo bade bhagyashali hon ko milta hai aur koi karm jiske achhche honge unhin ko milta hai aise nahi mil sakta koi bhi jake mi ji

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…