॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

3 netraheen balkon ne maharaj ji se kya alag-alag prashn kiye ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

aap theek hai tino log raj kya seva karen aapki Gujarat se aae surat Gujarat se to ham tino netraheen hai bhagat prapti karni ho to kaise karenge naam jap se naam jap to karte hain magar man zyada der lagta hi nahi nahi uske liye phir zabardasti aise jaban se karna padeg ba naam tubhyam Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha samjh rahe ho na man lage na lage haan naam bhagwan ki nischit prapti kara deta hai isliye mano aap tino ke netr nahi to aap padh nahi sakte aap

aur koi bhagwat kriya nahi kar sakte to aap Radha Radha bol sakte hain na ji maharaj kyon Radha Radha to bol sak dekho purv ke karmanusar manushya deh mila bheey vyarth nahi jana chahiye netr ho na ho kan mein sunai de na de jawan hai usse ham Radha Radha japenege naam jap dekho surdas ji ke netr nahi the aur kitne lakho pad ke rachyita aur bhagwan samne baithkar pad sunte the zaruri hai jinke netr hai gandi baten dekh rahe hain to unke netr kis kam ke hain are tumhare netr nahi kam se kam tum bhagwan ka naam le rahe ho to bahut badhiya baat kar rahe ho theek hai ham tumko abhi shri ji ki prasadi mala pahnate hain aur dupatta pahnate hain kisi ko nahi pahnaya dekho tumhen pahna ra to tum naam jap karte ra lao tino ko mala pahnao dupatta lao shri ji ka tum aisa mat sochna ki mere netr nahi hai to mera sammaan sabse zyada sammaan tumhara yahan ho raha hai maraj ji par ham zyada log ka matlab madad har jagah lena parta to isse man mein hamesha yah hota hai ki hamara netr kyon nahi

hai are suno tumse zyada log pareshaan hai jinke netr hai aisa na socho tum apne ko nirash mat karo aisa nahi sochte naam jap karo sab bal ba sab bal aa jaega suneri maine nirbhal ke Balram sabse bada bal bhagwan hai suneri maine nirbhal ke Balram bhagwan sabse bada bal theek hai maharaj ji ham koi bhi kam karna chahte hain bat thode din baad hamara dhyan usse bhtak jaata hai to haan bhatakne do jaban se naam jap karte raho isse sab theek ho jaega naam jap karo ghar baithe sab sukh mil jaenge man lijiye hamari baat man lijiye bas baat man lo to man lo haan baat man lo to jaan jaoge aur nahi baat manoge to phir baat alag laukik sukh bhi tumhare ko pind nahi chhodega logon log sochte hain ki Radha Radha bolenge khane ko de denge khane ko nahi denge batne ko de denge ha batne ko de denge aur jaisa vani ji mein likha hai ki Harivansh pratap kaisa hai bhugat aur de aur na ja chahe poshan bharan na chint karae shri Harivansh vibho bil saay Vrindavan ki madhuri vishwas man lo sumar pawan sut pavan namo apne bas kari rakhe

ramo naam mein bada bal hai par naam mein man nahi lagta agar naam jap le jae to sab baat ban jaegi sab baat ban jaegi dekho jab aap log anchal bihar mein dekhte the to kamre bande rakhte the ekant rahte the nahi aur bhagwan ka dekho leela prasad dekho ki jahan rahne ka thikana nahi khane ka thikana nahi aap to sab jante ho purane ho aapko to pata hai aur aaj dekho unka khel hai sab din hot na ek saman sab din hot la ek sawal hai le jaise ki ham netraheen hai jaise ki ja pashu pakshi netraheen honge ham to apna jeevan

jaise taise vyatit kar lete honge wo kaise apna jeevan mein ek do ta suna rahe hain bachchha rahi man bahu bhe saj karat byadi na chhar saath khag mrig basat rog ban hari anath ke nath samjh rahe ho na jiska koi nahi hota uska hari hota hai bachchha haan yahan dawai karte karte theek nahi ho rahe janglon mein kitne pashu pakshi dekho mast ghum rahe rang biringe ek se ek nahi ekdam chikne ekdam pa to hari anath ke nath bhagwan bachchha sabka bharan poshan karte hain bhagwan sabko sukh pradan karte hain jisko ek kuntal mans chahiye bhagwan usko ek kuntal mans dekar pet bhar rahe jase bade-bade ajgar hai bade-bade magarmachch hain bade-bade hinsak jeev bhagwan unka bhi bharan poshan kar rahe hain bhagwan chiti ka bhi bharan poshan kar rahe hain dekho lakho jeev jantu 84 lakh yoni hai sabka bharan poshan bhagwan karen na aap chinta mat karna theek hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…