jab acharya upendra ji ne kiye prashn par prashn, pujya maharaj ji ne diye gudh uttar
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
acharya upendra ji maharaj ji inhone aapko dikhane ke liye ek book laye the yah samajik samaj ke uske liye kafi sari sevae alag-alag bhagon mein dekhte hain alag-alag usmen inka aisa prashn tha ki usmen ki ma maharaj ji bharat ko phir se vishv guru banana hai to uske liye hamara prayas kya ho dekho hamari jo bhavna hai ham sabki bahut achchhi hai pratyek vyakti ki jab tak buddhi shuddh nahi hogi to vishv guru ka board lagane se koi labh mil jaega ham kah rahe hain ham pura antarrashtreey samuday kah de bharat vishv guru hai hamare bharat mein yah girlfriend boyfriend livin relation madirpan manas khana vyabhichar ham spasht aapse pooch rahe hamari nau samaj hamare naye bachchhe jo hamare bharat ke age chalkar bhavishya hai wo girlfriend boyfriend livin relation madirpan vy vichar aur nashe mein phas rahe hain to kya ham sab milkar ke jagatguru ka board vishv ko laga da vishv guru ka board to isse kya hoga bhitar to pol hai upar board lagane se kam chalega hamko jan jan manas patal par apne bhagwat
dharm ko sthaapit karna hoga hamko vyasan se ba vichar se apni samaj ko mukt karna hoga jab yah mukt ho jaegi na to board lagao ya na lagao apne aap vishv guru bharat hai aaj tak kahin bhi jeevan muktata ki charcha charcha hai to kisi bharat ke brahm rishi ke dwara bij boja gaya hai aaj tak kahin bhagwat prapti ki charcha hai vishv mein to bharat ki kisi brahm rishi ka bij boja hua hai nahi to nark swarg se age koi charcha hi nahi granth utha ke dekh lo to hamare bharat ko vishv guru pad par lane
ke liye pehle hamari samaj ko sudhna hoga swayam adhyatmik guru hamari antar phaundeshan karke mumbai mein sanstha hai aur sare guruo se main milte rahta hoon hamko vishwanand giri maharaj jo haridvar hai unhone aapke paas bheja tha ye sab batchit ke liye to wahi sawal tha ki jo aap bata rahe ye sab theek hona chahiye to mera wahi sawal hai ki va ham aproch jab logon ko karte hain wahi dikkat aati hai wahi baat aati hai va kis tarah se rog kis tarah se lagae wo kya kare aur dusra baat hai jab ham vishv guru ki
baat karte hain to bharat agar hamare desh hai agar yah guru banna hai to matlab baki sare jo dharm hai wo shishya hone chahiye barabar shishya honge na tabhi to sweekar karen to unki riti puri alag hai unka sara aaj man mein dwesh bhav rakha hua hai to ye kis tarah se maharaj ji pahli baat to hai ki jo vishv guru hota hai wo vishwatma hota hai vishwatma hota hai wahan dves ka ankuran hi nahi hai is sarvatra apne prabhu ko dekhne wala vyakti hi vishv guru ho sakta hai aur sarvatra vishv ka mangal chahne wala hi vishv guru ho sakta hai hamara bharat brahm rishiyon ko se dharm se yukt desh mana gaya hai ab hamari jo kami ho rahi hai hamko pehle use theek karna hai hamari khud ki indriyan kahan hai agar janadri stri bhog sukh le rahi hai Rasendra Rasendra ka rasna ka bhog le rahi hai to maharaj kitna bhi gyan baghra jae kuch nahi gyan kisi kam ka wo gyan kis kam ka jo kam par vijay na prapt kar sake krodh par vijay na prapt kar sake jo sarvatra bhagwat drishti na pradan kar sake keval ham
likhne aur bolne se jagat guru nahi ho jaenge hamen apni indriyon par vijay prapt karna hoga hamen apne swaroop ko bodh ko apne mein apne aap se apne aap mein dekhna hoga aur jab ham apni drishti se dekhenge to sabka parivartan shuru ho jaega aap sab mile ham sab hath milaye aur apne ko jitendriy banae aur apne ko bhagwat bhajan se thos karen aur phir ham utre samaj mein to pura vishv bolne lagega ki bharat jagat guru hai vishv guru hai yah bolne lage hamko unke muh se sunna hai apne muhn se nahi karna bharat vishv guru hai nahi tum bolo desh videsh mein hamari vani hamari baat hamari dum hamari tapasya hamara bhajan aisa jae ki wo jhuk kar ke bole ki nahi bharat vishv guru hai tab mana jaata hai ham apne tapo bal se apne bhajan bal se apne sadwichar se ham shreshth hai yah baat tabhi sabit ho sakti hai jab ham pehle sab mein bhagwat darshan karen sabke aacharan ka sudhar ho sabki bhavanon ka sudhar ho aaj ham kya karte hain maharaj aapko bhale thoda yah baat kam samjh mein ave aaj ham pravachan ko pet poshan ka apni
vasnaon ka dhanda bana liya hai aap khul kar ke samjh lijiye adhik se adhik dhan sangrah adhik se adhik bhog sangrah adhik se adhik man pratishtha apna naam aur aad lete hain ham dharm ki aad lete hain ham pravachan ki aad lete hain ham bhagwan ki to isse uska prakash nahi hone wala prakash tab hota hai jab prannon ki baji dharm ke liye samarpit karke aur khud tap mein jeevan vyatit karte hue pratyek prani ko apne tapobul se badalne ki takat rakhi jati hai yah hamare bharat ki paripati rahi hai pratyek hinsak ko chor ko vyabhichari ko apne tapo bal se apne punya bal se uske mind ko pra sadhu mind se khelta hai yah jo dharm updeshak hai ye mind se khelte hain uske asat mind ko sat mein parivartit asto ma sadgamay uske andhkar mein kam krodh lobh mein fanse hue mind ko buddhi ko use tamso ma jyotirgamay mrityu ma amritam game isliye hamko zaroorat pehle ekek vyakti ko apne aap ko sudhrane ki hai tab hamara bharat vishv guru hoga inki buddhi ka parivartan hona atyant aniwarya hai jab tak inki
buddhi ka parivartan nahi hoga to ghar mein ba vichar kar rahe hain ghar mein tando macha rahe hain mata-pita ka apman kar rahe hain ye nasha kar rahe hain draksa kar rahe hain y nana prakaar ke kumar ab kaise sudhara jae aap hamen batao jab tak in naujvano ki buddhi nahi sudhregi to hamara desh kaise vishv guru ho jaega hamare bharat ka pratyek bachchi aur bachchha yah praman hona chahiye ab videshi parampraen hamare mein ghus gayi hain yah va vichar pravriti kya hai aaj ek bachchi char ladkon se sambandh rakhti hai
ek se breakup dusre se phir tisre ise kya kahte hain ek bachchha char bachchiyon se aise galat sampark kar raha hai ise kya kahte hain y bharat ki paripati hai yah badhti chali ja rahi hai ise kaun rok raha hai keval ham updesh matra keval de skor kaun kud raha hai agar ham bar-bar chilla chilla ke kah rahe hain to kuch man rahe hain man rahe hain aap sab log to jaate ho ham to asmarth hai sharir svasth hai aur hamara kshetra sanyaas hai aap to bhramn karte ho is par drishti daalie hamare jaise aapne kaha ki yahan
parivartan har guru ke paas jitne log aa rahe hain wahan parivartan apne apne se ho hi raha hai main bol raha hoon ki adhiktar jo samaj hai wo unko kaise yahan leke aae ek aur dusra aapko jana hoga isiliye ham kah rahe hain ham asmarth hai pahla shabd bole ki ham ja nahi pa rahe hamari vani jarur pahunch rahi jahan-jahan pahunch rahi hai lekin aap log to ja sakte hain na aap ek samuday hain aap ek sangoshti hain aap jaiye badi-badi sabhaen kijiye aur un sabhaon mein apne vachno ka prakash dikha kar ke hamari bhuli hui janta ko aap sambhaliye hamare naujvano ko sambhaliye yahi hamari prarthna hai sab updesh jitne bhi updesh hai dharm guru hain jo bhi hamare bharat ke vibhutiya hain unko hath jodkar yahi prarthna karte hain aap log samaj mein jaiye ham to asmarth hai ek to kidney phayl dusra hamara kshetra sanyaas hai ham Vrindavan se bah nahi hamari lalak hai agar hamara kshetra sanyaas na hota aur kidney theek hoti to ham jelon mein bhi jakar ke satsang karne ki bhavna rakhte hain ki ham ja ja kar ke unko samjhaen ki ek
galti ne tumhara pura jeevan barbad kar diya ab ek sudhar kar to bhale jail mein rahoge lekin tum bhagwan ko prapt ho jaoge tum ek akshay daivi sampada van ban jaoge aur aisa nahi ki sansarg se parivartan na hota ho aap dekhiye na aap jinse sansarg kar rahe hain unka kuch aur swaroop hai aur aap jinse nahi mil pa rahe unka kuch aur swaroop hai aap milie aap milie swarth rahit hokar milie aap unke liye unse milie aap unke jakar ke unko yah jatae ki aap jin aacharan se chal rahe ho yahi aacharan aapka nash kar denge aap in aacharan se chaloge to aapko kisi se ashirwad mangne ki zaroorat nahi aap khud sukhi aur khushhal rahenge aap chinta aur shok rahit rahenge kyonki ham sab avinashi ke bachchha hai to jab tak avinashi marg nahi milega to prakriti se ham kabhi sukhi nahi ho sakte prakriti ke dwara ham kabhi nahi sukhi ho sakte paramatma ka ansh paramatma swaroop mein hi vishram payega prakriti mein vishram aur prakriti mein galat tarike se prakriti ka bhog karte hue ham asuri pravriti ko prapt ho rahe hain
isliye hamen chahiye aaj hamare mein galti ho ho rahi prabhu ham khud sanyam chhod rahe hain ham khud bhog vilasi ban rahe hain ham khud man sammaan priy ban rahe hain isliye hamara prabhav nahi par raha isiliye hamara prabhav pura vistrit nahi par raha deepak ka deepak ki tarah halogen ka halogen ki tarah lekin vishv guru banane ke liye surya ki tarah prakash chahiye to ham sab ekjut ho ham sab ekjut ho aur ham sabka uddeshya bane sabka uddeshya bane apne apne swarth ki seemaon ko par kar ke desh mangal ke liye samaj mangal ke liye to bharat vishv guru tha aur aapko sachchi batae bharat vishv guru hai aur bharat vishv guru rahega ise koi nakar nahi sakta abhi abhi kya banana hai bharat ko vishv guru hai aur rahega haan yah jarur hai ki ham mein jo kamia hai hamko pehle dur karna hai nahi ham pramanit nahi kar payenge ki ham vishv guru hain pramanit tabhi kar payenge jab hamara har nagrik pavitra aacharan wala sukh aur shanti yut jeevan ho aur maraj do do sawal usam aur the ek hai ki jaisa aapne kaha a apne jo hindu dharm hai
usmen alag alag devta hai ganapti hoga koi Vishnu krishna manta koi Radha manta koi datt manta hai to anek devtaon ke waise lekin hamara bhi ek ham jo bolte omkar ek hi agar to hoga sab to dusre dharm wale to unko apne ismen log jo bat chuke hain alag-alag parampraon mein alag alag usmen to wo kya bolte hamara aaya hua anubhav bata raha hu hamari adhyatmik sanstha mein wo log wo puchte hain ki pehle aap hi log ka to pehle dvait dikta hai wo adwait pehle aa jana wo murkh hai wo nahi jante baat karke dekhe sawal hai ki unko kya bata hai haan haan samjho ghada kulhad sakora inme hai kya mitti kundal har kardhni bajuband hai kya sona wo agyani wo kya janta hai mera paramatma mere bhav ke liye mera beta ban sakta hai mera pita ban sakta hai mera guru ban sakta hai mera shishya ban sakta hai mera prabhu itna kripalu ki ham jis bhavna se use dekhte hain wo wahi bhavna sweekar karke hamare samne prakashit ho jaata hai wo aisa ek hote hue bhi wo anek bhavanon ka poshan kar raha hai
kahin shiv Parvati ke rup mein baitha hai kahin Ganesh aur siddhion ke rup mein baitha hai kahin Siyaram ke rup mein kabhi radheshyam ke rup jidhar tu chahe udhar wo hai ek hi tatv dusra tatv nahi hai kaise tum kah sakte ho ki ham bhed wale hain kaise ham abhed hain ham Krishna bole tum Ram bolo wahi Ram rama sam mein hai wahi Krishna sabka akarshan kar raha hai wahi ganapti hai wahi shiva hai wahi amba hai dusra koi nahi hai ab nahi tum jano tum tumhen samjhane ke liye thodi baithe man lo murkh koi kahe ki aapas mein foot kaisi foot hai kahan foot hai aur foot hai jinke andar wo kisi devta ko nahi mante kisi dharm ko manne wale nahi wo keval dharm ki aad mein lekar apne dves rag ka khel khel rahe hain nahi to ek ko manne wala sarvatra anek mein ek hi dekhta hai hamara siddhant hai hamare desh ka agar kali mana Ram Krishna Paramhans ji ne to usi mein Krishna ko dekha goswami ji ne Siyaram mana to sam mein Siyaram dekha gopiyon ne Shyam mana to sam mein jit dekhu tit Shyam may hai brahm drishti se
mahapurushon ne dekha to sarvam lamdam brahm ne nana kinchna kahan bhed hai bhed jiski buddhi mein wahi bhed hai nahi to sab jagah abhed tatv paramatma virajman wo bhed kaise mitaaye wahi mera sawal tha jab tak prashn karta ki buddhi ka bhed nahi mitega tab tak bhed mitta hi nahi hai zaroorat hai prashn karta ki buddhi ka bhed mitna wo abhed ho gaya to ek hi tatv hai wahi Radha hai wahi Krishna hai wahi amba hai wahi shiv hai wahi Ganesh hai hai hi nahi koi dusra are wahi charachar jagat mein hai yah to bhagwat swaroop hai wahi chala matta par taram nant kinch dasti Dhananjay mere siwai he Dhananjay kinchna matra kuch nahi hai bas ab us mere ko aap kya lete ho maa lete ho pita lete ho bhai lete ho bandhu lete ho jo bhav karo tumhe mata cha pita tumhe tumhe bandhu sakha tumhe ho wahi anubhav mein aayega prashn karta ki buddhi jahan bhi prashn ho raha ho uski buddhi abhed hogi to abhed dikhayee dega aur bhed hoga to abhed mein bhi wo bhed dekh lega aur agar abhed hai to bhed mein bhi wo abhed dekh raha hai charachar jagat mein ek
hi paramatma tatv hai chahe wo stri ho chahe purush ho chahe papi ho chahe punya atma ho phir ye Ganesh Gauri amba aur nana prakaar ke bhagwat swaroop wo to hai hi ek jiski buddhi mein bhed baith gaya hai wo bhedi hai aur jo abhed hai wah abhed tatv dekh raha hai kahan bhed hai hamen bata do kaun sa tatv dusra hai aap bataiye kaun sa tatv dusra hai ek hi hai bas agar aap sweekar karte ki hamare hinduo mein yah dosh hai to phir dusra to thappad mari dega hamare dosh karke nahi un unki man are unka muhn band karne ke liye hamare paas gyan hai na hamare paas gyan hai unka muhn band karne ke liye are ham stri purush vidya vinay sampann brahmin gasta suni cha supa ke pandita sam darshana tu samdarshi drishti laga chashma laga jo ham chashma bata rahe chashma laga phir dekh ek hi rang dikhayee dega lali mere lal ki jit dekhu tit lal aur lali dekhn main chali to main bhi ho gayi lal dusra koi hai hi nahi dusra koi hai hi nahi aur jo dusra hai to phir prashn karta ke dimaag mein jab dusra hai to ham baitha nahi
sakte aur jab dusra va hatana chahe to dusra koi hai hi nahi chuhe mein bhi wahi hai aur Ganesh mein bhi wahi hai samjh rahe ho na Ganesh ki sawari chuha chuhe mein bhi wahi hai jo Ganesh mein bhi wahi hai wahi Ganesh hai wahi chuha hai dusra nahi hai tatv ko janne wala dusra nahi dekhta aur jo dusra dekhta hai wah tatv gyani nahi hai aur uski baat vicharne aur manani nahi hai kaise baat aise ho sakta hai aise kaise ho sakta hai aap bolie nahi iska samadhan isliye ham chahte ki aapko man lo aapne bataya ki aap samaj mein isliye ham samadhan chahte ki aap garjo ham to nahi garaj pa rahe hain kyonki hamari itni kshamta nahi ki ham sab jagah jae aap jaiye naujawan sharir hai aap garaj aur aise muhn ko band kijiye jo ye kah rahe hain hinduon ke bahut se devta hai are hamara hamari drishti mein to aao ham to suvar kutta mein bhi bhagwan ko dekhte hain namdev ji ne dekh liya na kutte mein bhagwan ko hamare yahan to vara avatar bhi bhagwan ka mana gaya hai ham to machhri mein bhi bhagwan dekhte hain kachua mein bhi bhagwan dekhte hain hain updesh
karna alag baat hai ham dekhte hain ham anubhav karte hain wo mera matsya rup hai wo karm rup hai wo Varah rup hai wo charachar jagat rup hai sara ka sara srishti wahi bana hua hai dusra koi hai hi nahi hamare ek do 10 20 bhagwan nahi charachar bhagwan hai jad chetan jag jeev jat sakal Ram mein jani bandhon sabke pad kamal sada jor jo mera bhagwan to itne rupon mein virajman anek hote hue bhi ek hai ek hote hue bhi anek hai is rahasya ko jo jaan gaya wo nirmal gyan ko prapt ho jaata hai kyon prabhu jarur abhi
wahi aayojan sab karna tha abhi wahi karenge aapne jo kaha aapke ashirwad kar denge to hi sanatan dharm ke sare guru ek hone bata mujhe wahi usi ke liye bheja tha yahi sawal poochne ke liye sare sanatan guru ek hoke kis tarah se awaz ek to tab honge jab uddeshya ek hoga upadhi rupya pranam namaskaar man kirti to ham sab ek nahi ho payenge prabhu ek to uddeshya ek hoga tab ho payenge jab hamara uddeshya hoga keval bhagwat prapti hamara uddeshya hoga jan samaj ko bhagwata anand ka pradan karne ki bhavna tabhi bhagwan ho sakta hai yahan to bahut kuch ulta hai samne poster kuch aur hai piche kuch aur hai poster bainar ke niche piche kuch aur hai parde ke samne kuch video ke samne rup kuch aur hota hai aur video ke piche kuch rup aur hota hai aise jagat guru nahi hota aise vishv guru nahi banta prabhu hamari baat par chintan karna bhagwan ko sakshi karke hamari baat par chintan karna ki video ke samne kuch rup aur hota hai apne logon ka aur video ke piche kuch aur hota hai aise vishv guru nahi banta
jiska ekant aur samaj ek hota hai jiski vani aur aacharan ek hota hai jiska uddeshya ek hota hai wo ghar baithe pure vishv ka parivartan kar dega wo ghar baithe pure vishv mein jai jai machhwa dega shri bhagwan ki satya mein takat hai jab sugandh aa jati hai na pushp mein to bhar ko nimantran nahi dena parta madne lagte hain aur bhaure parag pakar phir mugdh aur lubdha ho jaate hain isliye hamko apna sudhar karna hai ham jitna sudhar aur balishta hote jaenge samaj ka parivartan apne aap hota jaega jag ka kalyan swayam hoga pehle kalyan apna kar le man indriy buddhi chitt ahankaar inko to ab prabhu kya ho gaya hai ki thoda sa samjhna hamari baat ko aaj ham dusron ka parivartan chahte hain par apna nahi isiliye parivartan nahi ho raha ham apna parivartan chahe apne ko jalae phir dusron ka chahe to apne aap parivartan ho jaega par updesh kushal bahu tere yah ab is par aap vichar karna chunki ham mitrvat is samay baat kar rahe hain haan samaj ka ya sangoshti ka ya ek samuday ka jab ek uddesh ek uddeshya ho apne
ko jala kar ke dusre ko nirman karna dusre ki bhavanon ko pusht karna to apne ko jalna hai kamagni krodhagni lobha moha mda matsara inse ham jal kar ke tap kar swarn ki tarah chamke ham inse phayl na ho aisa agar nana nap kasauti to kitne nikelnge bhagwan jane swang rakh kar ke sab kuch karne ka bhavna aur bahut tarah se arth ki prapti man ki prapti bahut bade-bade sab bhogon ke sangrah yah to ek alag kshetra ho gaya lekin ek aadmi ka mangal chahna hriday se yah ek alag baat ho gayi aur yah tabhi hoti hai jab swayam mein voh uddeshya jo ham dusre ko dena chahte hain hamare mein hai hamen lagta hai har vyakti ka parivartan hona chahiye har mind ka parivartan hona chahiye tabhi ham sab ek honge nahi to nahi ho payenge apni apni sab swarth purti ke liye yadi ham chalenge to ham phir vishv ke liye nahi kar payenge ham desh ke liye nahi kar payenge sarve bhavant sukhna wahi kah sakta hai jiska sab mein apne isht ka bhav hai udaar charita naam vasudev kutumb kam yah mera parivaar hai pura vishv is bhavna
se jab ham bade tab aur yah bahut kathin bhavna bhagwan ho rahi to aisa nahi ki aise nahi hai aise hain jo hamare desh ka mangal jagat ka mangal par jo aapka ye vachan ki ham sab ekjut ho jae nahi ho payenge prabhu kyonki ekjut wahi ho sakta hai jo ek mein sthit hokar sabka mangal karna chahta hai aur jisko apni vasnaon ki purti to aapka swagat karega aapse hath milaega lekin kam mein nahi aayega apne kam mein nahi aayega apne kam mein jeevan samarpit karne wala hi aayega meri jaisi bhavna hai shastr ke anusaar sadguru ke anusaar ki jo bhagwat jeevan hai wahi jagat mangal kar sakta hai jo swarthi jeevan hai wah kitna bhi bade pad mein koi bhi swang rakhe ho jagat mangal nahi kar sakta jagat mangal nahi kar sakta yah pakki baat hai sat sat sa lukan tarti mam bhakti yato bhalam Puna pehle apne andar jaise bam phutta hai na vidhvans kar deta hai aise bhajan ka itna bal ekatrit karen jidhar dekho jidhar bolo jidhar chu lo jidhar nikal jao udhar mangal mangal hota chala jae bhajan khub bhagwan ka smaran kijiye bhagwan ka bal hriday mein dharan
kijiye aur koi aapse jude na jude aap akele itne balvan baniye ki chale chalo kadam badhate hue aur hamare desh ka mangal ho hamari praja jo hamari samaj hai ye sukhi dimaag se ho jae sharir aur dhan selai ham kah dimaag se svasth ho jae sabka dimaag nirmal ho jae sabka man nirmal ho jae
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…