Radha rani ke in 28 namon ke path se har manokmana puri ho jaegi !
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
shri Krishna ke dwara inki aradhna hoti isliye inha shri Radha kahte hain shri Krishna sadaiv aradhna mein tatpar rahte hain shri Krishna ka sada sama aradhan karte hain yah gaan dharwa jitni shri Krishna patra niya dwarikadish ki hain ye sab inke ansh se prakt hui hai shri Radha aur ras sagar shri lal ju ek pran ek man do tan ek ruchi ek swabhav ek vay leela ke liye do bane hue hain yah main bahut gupt baat bata raha hoon yah jan sadharan ko murt aur mahamurkha ko kabhi bhi iska shravan mat karana jo Radha kishori ke in 28 namon ka jap kar le to vishv ki koi bhi aisi kamna nahi jo purn na ho jae anubhut vishay aaj ka nahi yah Vrindavan ane ke pehle ka kyonki pujya bhai ji shri hanuman prasad pudar ji ke adarsh mein ham chal rahe the unko jaisa nirdesh kar rahe yah 28 naam jivya par nachte rahte the prarambh mein jo hit dham se jude unko pata ho gaya 28 naam kabhi kabhi ham ucharan kar dete the Radha rase Shabri ramya Krishna mantra devta sarwa dyaa sarv vand cha Vrindavan bihar vrinda radh rama shesh
gopi mandal pujita satya satya para satya bhama shri Krishna Vallabha vrishabhan suta gopi mul prakriti Shabri gandharwa Radhika ramya Rukmini parmeshwari paraatpar tara purna purn chandra nibhana bhukti mukti prada de bh vyadhi vinashini y 28 naam hai anubhut in 28 namon ke mantr hai inka jo path kare chahe laukik kamna chahe parloulik kamna bahut jaldi aapko parinaam dikhayee dega y Radha kishori ja ke 28 naam shri radhik Upnishad mein brahma ji sankaadik updesh kar rahe hain parinaam phal stuti mein likha hai bhukti mukti prada bhog chahiye to bhog mil jaega moksh chahiye to moksh aur bhavya vinashini aavagaman chakra se mukti ho jaegi har vyadhi vinashini is sansaar chakra mein jitne rog hai sabko shasan mein rakhne ke liye y naam paryapt hai tumhare upar inka prabhav nahi par payega yey 28 namon ka jo path karta hai va jeevan mukt mahapurush ho jaata hai bhagwan brahma ji ne updesh kiya nakad ko Radha rash Shabri ramya Krishna mantr adhi devta sarwa dyaa sarv vandya Vrindavan biharini vrinda
radh rama ashesh gopi mandal pujita satya satya para satya bhama shri Krishna Vallabha vrishabhan suta gopi mul prakriti ishvari gandharwa Radhika arya Rukmini parmeshwari paraatpar purna purn chandra nibhana aur bhukti mukti prada bhav vyadhi vinashini 28 naam matra japne se samasth kamnao ki purti yah to ham allad ka varnan kar rahe hain inki sandhini shakti hai jo bhu saya asan seva ki samgri sab rup dharan karti hai dham kunj nikunj jab hamare prabhu mrit lok mein avatar dharan karte hain to avatar ki puri vyvastha bhumi ki vyvastha ho sab chidanand bhumi mata pita parikar yahi sab sandhini shakti tayyar karte avatar ki karan bhuta sandini shakti hai ye kshetra gya shakti hai inki ichchha shakti ke antar maya shakti hai yah satogun rajogun tamo may hai yah bahiranga shakti hai yah jagat ki rachna karti hai yah avidya rup hai yah jeev ko bandhan mein dalkar dukh bhagwa hai bhagwan ki leela shakti bhagwan ki kriya se anant shaktyon ke Swami jo is 28 namon ko Radha ji ke sunta hai uske jitne dosh nasht ho
jaate hain jo avriti hai wo vrit van ho jaata hai jaise vayu sparsh karti hai to garmi ka dukh mit jaata hai aise hi jo 28 namon ka jaap karega to satogun rajogun tamogun maya janit bandhan ka jo klesh hai wo nasht ho jaega are kuch na yad ho Radha Radha Radha paryapt hai sabse pahla Radha Radha shri lal ju ki shri Krishna ki puja ka adhikar usi ko prapt hota hai jisne Radha ju ka naam liya Radha ju ke charnon ki bandna ki wahi shri Krishna puja ka adhikari hai shri kishori ja ki puja kiye bina
shri Krishna ki puja ka wo anadhi kari hai adhikar hi nahi mana jaata jisne kishori ji ki puja nahi ki kabhi prem prapt nahi kar sakta shri Krishna prem prapt nahi kar sakta bina Radha ju ki kripa ke isliye vaishnav matron ka kartavya jitne bhi vaishnav hai ki wah shri kishori ja ka naam le kishori ji ki avashya puja karen jisse lal ju prasann ho jaate hain shri Radha shri Krishna ki atma hai kaise koi atma ko alag kar sakta hai jo is rahasya ko janta hai wahi is ras ka adhikari hai isiliye premi bhakt janon ne prem ras ka adarsh shri Radha ji ko mana hai shri Krishna to prem rasa swadi hai ras datri to shri pyari jo hai mangat lal ladlo nagar pragat bhai din din ki chori shri Krishna ko sarwa vidh anand samudra ko anand pradan karne wali shri ladli jo hai nitya rase Shabri nitya nikunj Shabri shri Radha kishori ki prati jo jara bhi bhed buddhi karta hai wah kabhi bhakti marg mein to chal hi nahi sakta uske chalne ka adhikarik hokh jaata hai aur shri Krishna ki archan
karne ka adhikar kadpi nahi krishna ya nadhikyam bina vaishnav sakal tasma kartavyam Radhika chan Krishna prana dika devi tad adhin vibhut rase swari tas nityam taya heeno titi rano sakla kama tasma Radhe kirti yadi Radha kahoge to shri Krishna kabhi jaenge hi nahi aapke samip hi rahenge aur Krishna archan ka adhikar usi ko hai Shrimadd devi bhagwat krishna chaya nadhar yato radhar chan bina vaishnav sakle tasma kartavyam radh kanam Krishna prana dika devi tad adhin vibhay shri Radha shri Krishna ki prannon
ki adhishthatri devi hain karan bhagwan shri Krishna Radha ke adhin hai yah rase Shabri bhagwan raas bihari ko apne adhin kiye hue hain inke bina bhagwan ki satta hi nahi hai kaise kaun sa gyan prapt kiya jaata hai shastron se jisse aise mahmmahim mahima ko na jaan kar ke ham idhar-udhar bhatakne lagte hain sankat mein phas jaate hain hamari buddhi sanshay mein fas jati sanshay sankat hai shri Radha ke bina bhagwan ki satta hi nahi he shiv se matra hata do shakti hata do kya bacha sav shakti lagao shiv to shiv
aur shakti ko kabhi alag kiya hi nahi ja sakta aise hi prem aur Radha prem bap prem swaroop shri Krishna aur prem ka sarvasv sar Radha premadhar jo Radha ke bina shri Krishna ki satta hi nahi main Radha ke bila bhagwan ke bila shaktiheen sampurn kamnao ki siddhi shri Krishna aradh kon ki bhi Radha ju se hi purn hoti hai shri Radha shwet champa kusum ke sadasya gaur van karod karod shardi sash ke garb ka aparn karne wali ek saath karod karod chandrama shrad ritu ke prakt ho to unki bhi chandni ke garb ka aparn Radha mukharvind shri angon ki asankhya chandrama ki kanti jhalam jhalam ho rahi hai shrad ritu ke khile hue kamal ke saman adhar bimb ke phal ke sadasya kaisa sundar swaroop shri Radha kishori ka aur divya neel sari dharan kiye hue hai prasann mukharvind Manmohan ke netr inke netron mein arpit hai muko to bhavati thor pyare ke nainan mein pyaro bhyo chahe mere nainan ke tare shri swamini ju namaste parmesha niras mandal vasini rase swari namaste stu Krishna prana ka priy
namas trailokya janani prasiddh karuna ve brahm vishna vad bhir dev vandya man padamini rupe shashti mangal di ke namaste tulsi rupe namo lakshmi swarupini namo Durg Bhagwati namaste sarv rupini mul prakriti Rupa twam bhajami vam sansaar sagra dasma du dharam dayamay shri raas mandal vasni parmeshwari shri Radha ji hai badbhagi hai jo inko namaskaar karta hai ye rase Shabri Krishna prana adhik priy hain shri Krishna ko apne prannon se bhi adhik pyari hai jitni tribhuvan mein maa hai sab hamari kishori ji ke ek vatsalya samudra ke ek ansh vatsalya se hai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…