॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Saar Ki Baat / 19-07-24/bas prabhu par bharosa karlo pakka jit jaoge !/ Shorts Compilation

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

bhagwan ka ek kamzori hai wah bharosa nahi todte kabhi bhagwan bharosa nahi pakka yah pure jeevan ka anubhav ki baat bata rahe hain bhagwan kabhi bharosa nahi todte bhrose par ho jao ki prabhu ab aapka bharosa hai hamare sadhan bhi aap ho hamare sadhya bhi aap ho mere se sadhna to banne wali nahi jisse aap prasann ho to nath mere sadhan bhi aap ho saath bhi aap ho Radha Radha Radha sab badhiya kam ban jaega theek hai bhagwan ke smaran se har grah viparit ho aur bhagwan ka aashray bhajan ho jae to sab grah anukul ho jaenge

aur sab grah anukul ho aur bhagwan se vimurkh ho to kabhi usko swapna mein bhi sukh shanti nahi mil sakti jo upay Krishna charan man arpit to karih ka navgrah rank kyonki sab bhagwat parsad hai aaj tak hamko ek baat par vishwas hai ki yadi aap achhche karm karoge naam jap karoge dusron ko sukh pahunchao ga to bure grah bhi aapka mangal hi karenge aur aap dusron ko dukh pahunchao ga aacharan karoge to achhche grah bhi aapka mangal kar denge har grah viparit baitha ho aur bhagwan ke ashrit ho koi amangal nahi sata kahin bhi koi hai aur naam jap raha hai Radha Radha aur sab karm prabhu ko samarpit kar raha hai aur andar se ki pran Vrindavan jeevan Vrindavan sarvasv Vrindavan to yahi aayega kahin bhi sharir chhodega to yahi aayega shri ji ke charnon mein aayega naam mein apaar samarth hai aur karm samarpan mein nischit bhagwan prasann ho jaate hain jo bhi ham karm karen paap karm nahi samarpit hote dharm purvak karen unhen bhagwan ko samarpit kar de aur naam jap karen to karm samarpan aur naam jap kyonki karm kiye bina koi ek kshan rah

nahi sakta agar bhagwan ka lakshya nahi banega to paap karm ban jaenge paap karm ban jaenge to buddhi patit ho jaegi aur hamara jeevan fas jaega maya mein hamse paap karm na bane satsang sune naam jap karte rahe buddhi shuddh aur jo vyapar aadi hai he Priyalal he Radha vallabh lal aapke charnon mein samarpit karte hain ek ham aapko andar ki baat bata dete hain kisi ko sadhna ka bal hota hai kisi ko gyan ka kisi ko yog ka bal hota hai aur ham logon ko Radha rani ka bal hai ham kai bar bata chuke hain ki

hari hamare prabhu jo hamare hain jab ham bar-bar galat karte to unko gussa aa jati hai ki accha aap tumko ham dand se sudhar lekin meri kishori ji ko kabhi gussa nahi aati nek ho na riska ho bhul ho na hot saki rahat prasann sada hi mukh se jab hari ju lal ju ki ab yah dusht aise nahi sudhrega to shri ji phir unke upar gussa karti hamen bchane ke liye to aisi alabli sarkar ki ham sharan mein hai unhin ke vade ke anusaar ham aapse kah dete chinta mat karo nischit bhagwat prapti hogi kyonki shri ji hamari bahut karunamay hai unhin ki na par vishwas karke kahte apne mein koi samarth nahi bhari vipatti mein ek bar bhi yadi naam japa hai to kam aa jaata hai ye jo Gajendra tha purv janm ka indra daman naam ka raja tha manmani aise hi tapasya karne laga yah nishedh hai yah baat jab August ji ne dekha to indra dim se pucha wo aise tapasya mein baithe the par kahin na kahin bhagwan ka naam jap karte khas baat khade ho kisne tumko adesh kiya tapasya ke liye kisse tumne sanskar karaya unka kisi se nahi

aur phir bhi main aaya to hathi ki tarah baitha raha ja Gajendra yoni ko pa ek din pani ne gaye to grah ne pakar liya pair jalchar jeev jal mein balvan hota hai inki hathi hathiya inka sahyog karti rahi wo chhod ke chali gayi ki jab nahi koi bachne ka upay hai ab wo ghatta hua unko ata jal mein le gaya ab bas shurna itni rah gayi ta unko yad aa hari ka naam jap kiye the na piche bhav ko bhavan khal sa naam hari dehi pukara sudarshan chakra tatkaal prakt hua le grah ka udhar phir Gajendra ko bhagwan ne pakar kar bahar nikal bhari vipatti mein tumhare kam aa jae an lage na lage apne bachao paksh ke liye apne kalyan ke liye Radha Radha Radha Krishna Krishna Krishna bina bhagwan ka naam jap ki karm honge karm yog nahi ek loha jang jang lagi hui marg mein para hai sabke pairo ki thokar lag rahi aur paras mani chhwa di jae sona banke devtaon ka mukut bane jaga kankan kundal ban jaega lohe mein samarth nahi thi ye paras ma y Radha naam y Krishna naam bhagwan naam y paras jaise do lakdiyaan ke gharshan se agni paida ho jati hai

aise ham jaban par jab naam jap karte hain Radha Radha Radha to hamare hriday mein gyanaguru na mat jukna mat tutna mat halat thi kandhe par jholi hath mein shri ji rahne ka thikana nahi khane ka thikana nahi shri ji ke liye rumal nahi thi isliye tumhen himmat banane ke liye baat kah raha hoon darna mat tutna mat tha nahi hai voh hai trikal mein hai wo mera dost hai wo mera pritam hai he sab thukra do main usko nahi chhodunga ek din aisa aayega ki aap hamare is baat ko khud bolenge ek din aisa mere saath

aisa hua aur aaj din aisa hai ki main yah hoon to mere liye ek aansu baha main aisa prem prakt karunga ki jagat tere liye asu aayega paristhiti kaisi bhi ave marg chodna nahi nikal jao agar ghabra gaye to sab anukulta ane lagegi yah bhi dhyan rakhna wah dekh raha hai tumhen har samay dekh raha hai yahi tumhari kasauti age badh gaye nihal ho jaoge shabd hamara yad karlo bole lal ja ki shri Krishna chandra ki bansi gir gayi Pitambar khisak gaya mor mukut bhi gir gaya hua kya koti koti kamon ko apni muskurahat

se mochit kar dene wale shri Krishna ko prem murcha gaye bole kya hua bole kishori jone muskura kar tirchhi chitvan se dekh li accha ye hamari baat nahi kattar sanyasi Radha Baba kattar sanyasi shri Krishna ki baat aati to Baba udas ho aur kahte ki meri ruchi nahi to bole ek bar bhai ji sun mujhe kise sanyog saath ek bar jab gita pra ke darshan ke liye aae to pata chala ki bhai ji bas itna sparsh kiya tha aise data nahi dikhayee diye pair chhwa ke dene wale to dikhayee diye lekin pair chu ke dene wale charan sparsh ke Radha Baba ke ashram grihasth mein sanyaas akhiri jeevan Baba ka Radha hi Radha Radha ham aapko sachchi kahte hain yahan aise ashirwad nahi diya jaata lekin yahan ashirwad ke jaoge nahi ye bhi baat samjh lena y yahan ki ek mahima tumhen ham antarik bata rahe hain hamari maharani ju ki ladli ja ki tere darbar ki ali nirali shaan ye dekhi sakhavat khud teri galiyon mein chakkar katte dekha failaya hath jisne tere darbar mein akar tujhe dete nahi dekha magar jholi bhari dekhi hamari shri ji

ki karuna aisi barasti ye nahi ki yahan kuch jantur koi prasad kuch bhi nahi milta yahan pragat mein kuch aapko kya mila pragat mein kuch nahi mila lekin aap jaiye aur aapko wo chij milegi jo kahin nahi milegi keval shri ji ke charnon ki kripa se aapka parivartan hoga aapko ek adhyatmik unnati milegi aapko ek anand milega ek divyta milegi wo shri ji ki kripa se mil rahi hai sabka parivartan hoga agar sunoge dhyan se chaloge to aapko shabdon se hi shakti mil jaegi shabdon se y ashirwad mil jaega kyonki keval uddeshya ek hi hai ki jab tak ismen swas rahe tab tak parivartan ho sabka mangal ho sab svasth rahe apne ko nirash hatash udas mat hone do kaisi bhi paristhiti ave prabhu ki taraf dekho jisne ek minute nahi ek palak jhapak mein anant brahmand bana diya wo jis din chahega mujhe dhani bana dega jis din chahega wo sukh ki bauchhar kar dega ai prabhu main tere sahare hoon kisi aur ki taraf nahi dekh sakta agar tum chahte ho ki main da dardar bhtak to tumhara naam lunga aur dar dar bhtak lekin

bharosa keval tumhara hi rakhunga wo jit jaega wo jit jaega pakka jit jaega ki pure jeevan ki kamai kahin aisa na phas jae ki bhagwan se bada koi ho jae hamare chitt mein pyara wo vastu va vyakti va sthan aur ham prabhu ko bhul jae yahi sabse bada dar hai par is dar se hamen labh milta hai ki hamara prabhu ki taraf aur man badhta hai nahi jaise koi vastu priy lagi to prabhu bhul jaenge prabhu ko bhul jaenge isliye koi vastu hi priy nahi jab sharir priy nahi to sari vastue isi se priy hoti hai ab iski kya priyata ye to dekho sujha hua hai dard ho raha hai jane wala hai isse kya pyar karna aaj nahi to kal jaega to ham har samay jaise garda rakha jaata hai savdhaan aise kidney mano hamko har samay garda ki tarah savdhaan karte sa jana hai Radha Radha Radha Radha jana hai Radha Radha Radha Radha Radha hamare kalyan mein ab sanshay nahi pahli baat toy samjh lo ham apne liye nahi kah rahe ham apne sabke liye kah rahe ek baat agar pakar lo jo hai shri bhagwan mere aur main bhagwan ka ab unnati jo

hogi adhyatma ki aap dekhte jana unka naam jap karo unke ashrit raho param mangal unka aisa karunamay bhav aisa dayalu ghor vaishya gami bhagwat prapt ho gaye nich aacharan hinsa karne wale brahm rishi ban gaye keval bhagwan ka aashray unke naam ka jab yar ham log kyon nahi ho sakte galtiya ho sakti hai hamse paap ho sakte hain hamse kya ham bhagwan ko prapt nahi kar sakte kya ham paap ko mita nahi sakte kya ham apna mangal nahi kar sakte hamen batao ham itne kamzor kyon hote ja rahe hain ki bhagwan ko prapt karna badi kathin baat kaisi kathin baat bap ko bap kahna kathin baat hai kathin baat hai sansaar ko chodna bhagwat prapti kathin nahi hai kathin jo hamne apne ko fas diya na ye amuk amuk amuk ra moh mamta bhog vasna kamna inse kathin hai pyare ek jhaatke mein sab kat jaega wo jara sa gyan denge sab sambandh dheele par jaenge bhagwan ka aashray jitna ban sake naam jap karo ho sake to paap na ho jo sahan karna seekh gaya titiksha wahi hriday prem aur moksh sukh ka adhikari hota hai isliye sahan karo apni

baat kisi se kaho mat aur ganda koi aacharan chintan karo mat naam jap jitna ho sake ho sake nahi bharosa to ladli ja ka andar hai na wo nikal dega wahi bahadur hai wahi hamko maya se nikalenge ham bahadur nahi ki maya se nikal jae bahut phislan hai maya mein bahut phislan aap jaise ro rahe ho na aise sabko rona para hai agar koi nikla hai to bin roye kin paiya prem pyara mit maya aisi la ki waise bakhsha de aap bahut kathin hai maya se par hona bhagwan ka naam leke bhagwan ki prarthna karke bhagwan ki seva karke bhagwan ke bhakton ka dular karke is maya se par hua jaata hai aur chinta mat karo sharanagat ho prabhu ka ek swabhav hai ki apne sharanagat ka kabhi patan nahi hone dete ab ham apni man mane hamara man man kiska nahi lagta vishyon mein man lagta hai sansaar mein lagta to hai na kahin na kahin usi ko modkar idhar lagana hai aur wo lage na lage ham shri ji ke hain hamen shri ji ki prapti hogi isko lagna hi padega jahan ham wahi man abhi kya jahan man wahi tum ab pehle negative bhav hriday mein bhar loge to

nasht ho jaoge jahan ham wahi man ham kahan shyama Shyam ke naam rup leela dham thodi to apne andar shakti jagrit karo tum paramatma ke ansh ho koi sadharan nahi ho wahi man wahi indriy wahi rona wahi bhog are tum chaho to bhagwan ko vash mein kar sakte ho ajit ko jit sakte ho sumir pawan sud pavan namu apne bas kari rakhe Ram wahi giyana wahi rona agar ham pair phailae pare bhi hain to tere bhrose mein pare hain aur mangal pakka ho hoga uska wo pyar kis kam ka jo prabhu se vimukt kar de jo hamare jeevan ko nasht kar de sachchi bahut dhokha ho jaata hai indriy man sharir ka pyar pure jeevan ko barbad kar deta hai bade bhagyashali hai jo vihaar to dharm yukt karte hain pyar prabhu se karte hain aap log jaise baithe ho akar to prabhu ne aap par kripa kari ye baten sun pa rahe ho nahi baten sunna yah adhyam ki prabhu ki prabhu ke marg mein chalna yah durlabh vastu hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…