॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Ravi Kumar Dahiya aur Deepak Punia ko maharaj ji ne kya karne ko bola ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

maharaj ji aap aap kushti pleyar hai donon matlab vishv level ki kushti khelte hain aur usmen bharat ko rajat padak bhi olampik mein inhone dilaya aap aapne bhi vishv stareey kushti level mein bharat ko padak dilae maharaj ji ha bahut theek hai bas aacharan ki pavitra surakshit rakhna jab apni laukik unnati hone lage apne charit par ankush kar le prashasan kar charitrheen vyakti zyada din tikta nahi hai uska yash uski mahima uska bal to yah deh bal baudhik bal se surakshit rahe charit hinta nane pave ba vichar pravriti na jagrit hone pave aur mata bahne jitni bhi hai chahe jitna nazdik sangh ho par jahan pani grahan sanskar hua hai agar grahasti mein hai to uske alawa phir chatra pavan rakhna phir kabhi koi tum par anguli nahi utha payega to agar aap charit hinta karenge to phir aapka jeevan age chalkar ke unnati se patan mein chala jaega aur charit pakka to phir praya kushti ladne wale hanuman ji ko adarsh mante hain nahi mante kyon mante hain kyonki wah charitrvaan hai wo brahmachari hai aur dekho

ismen brahmcharya bahut kam karta hai aap chahe jitna balishth bh bhojan pa lo agar brahmcharya hin ho to pachad ki takat nahi rahegi pachad ki takat brahmcharya mein hoti hai ek adbhut jos hota hai ki aap apne se daa wajan wale ko tang sakte hain brahmcharya mein takat hoti hai to brahmcharya uchit hamen nahi kah rahe ki akhand uchit brahmcharya kyonki grahasti mein jana hai ya grahasti mein ho par parai mata bahno ki taraf ke liye to bilkul kasam kha lo wo tumhare liye jahr hai isliye is baat se bache rahna charit nata ane paye aur apni niyat sankhya ka jo vyayam hai wah badhna chahiye kam nahi hona chahiye jo hamara matlab ham 40 minute dand lagate hain 40 minute baithak lagate hain ek ghanta ham varjas karte hain alag se to hamen wah sab karna hai nitya dincharya mein jo pahlvan pramad yukt ho gaya akhade mein jana to thodi tayyari kar li nahi to aisa va pahlvan naam nahi ho sakta pramad nahi ana chahiye ni dincharya fit honi chahiye ek bar ki ham tumhen ghatna batte hain kudneertham Baba gaye hue the

aap logon ne naam nahi suna hoga kyonki is samay wo sant bhesh mein rahte the Mathura ke the unke guru ji saath rahte the ek jhaam jhola pahne rahte the netr niche rakhte the aur jab chalte the to koi na koi granth aise samne chahe hanuman chalisa hi ho aise rakh ke aise chalte the kisi ko dekhte nahi the jab wahan pahunche kudne mein to aise sadharan kapton mein pahlvan jab langot pa aata hai tab asli swaroop dikhayee deta hai nahi to ai to unko aise samjh us samay 00 inam lagaya gaya harishankar Baba ka 40 45 varsh pehle

ki baat kah rahe hain 0000 rapae panch chhah pahlvan gaye aise to unka panch chhah mein pehle aap dekh lo to unhone kaha agar itne tum mein kshamta nahi thi to akhade mein kaise chadh gaye ba itna kahna tha ki Baba aise pakdte the aur ek hath se marte the to muhn bhara girta tha aur aise pakar ke jab vasta uthaya to jante ho kate bol rahe the ki Ayodhya ka Mathura ka mana hua sher is samay daadh raha jisko to brahmcharya ka Baba ka wo pratap tha brahmcharya mein bahut takat hai tum log brahmcharya par thoda dhyan dena aur parai mata bahno ki taraf dekhna mat to is lok mein bhi unnati hogi parlok ki bhi unnati hogi theek hai hamen bahut accha hamen veer ras bahut accha lagta hai haan hamari kidney kharab hai na nahi ham 45 minute dand baithak marte the accha aapko kidney kharab lagte hain ham ha to ye brahmcharya agar aa jae aur sanyam se vyayam kiya jae to bada la line sabko meva ka prasad de aur dupatta deko khub achhche se jeevan ko chala olampik gem hota hai maharaj ji olampik gem hota hai jo vishv stareey ka

sabse aisa gem hota hai usmen bharat ko rajat padak dilaya aapne aat nahi dila tha haan bahut theek bahut sundar matlab aap samjho kahin-kahin khele hi sahi par pura bharat aapke saath hai har aur jai aapke naam par hogi bole bharat vijay hua bharat hua na aap vijay hue to pura bharat hua bharat mein ham sab hain ham sabke garv ho aap haan apni dincharya mein mast raho aur sanyam se raho jaisa abhyaas karoge waise pusht hote chale jaoge abhyaas bahut badi chij hai bahut badi chij hai abhyaas mein bahut bada dum hai aur hamara abhyaas aur brahmcharya agar donon mil jae to kuch bhi kar sakte ho aap sachchi manna brahmcharya mein amok shakti hai par brahmcharya rokna thoda kathin hota hai nahi haan wo jab apne swaroop mein aata hai to aur ko lalkaar ke parast kar sakte ho lekin usko nahi wo tumhe jarur parast kare us jagah apne ko sambhale kam krodh aadi lobh aadi dekho kai aise naveen pahlvan uthte hain aur krodh ko nahi sambhal pate to aisi ghatna kar dete hain ki jail mein chale jaate jeevan barbad ho jaata hai to krodh ko bhi

sambhalo aur kam ko thoda naam jap karte ho aap bata rahe naam jap jarur karo yar mantro mein aksaron mein power hota hai Ram japo Krishna japo hari japo Radha japo naam jap karo apne aap pure vishv ka mangal hoga jab ham naam jap karte hain to sarve bhavanti sukhna sarve sant niramya isse sabka kalyan ho jaega sumir pawan sut pavan namo apne bas kar rakhe Ram Ram Ram jap karke Ram ji ko adhin kar liya hanuman ji ne aaj se naam jap karo theek hai jo naam priy ho Ram Krishna hari Radha jo naam priyo ho 10 minute

hi chahe japo japo jarur hamse mitrata ki hai hamare paas ayo to naam jab ye tumhen bachaega ye tumhen krodh se bachaega galat aacharan se bachaega kya japoge aap aur ji asheevad aap hi bata da dekho ham to ashik hai Radha Radha Radha Radha Radha Radha 10 minute hi chahe japo aap 10 minute japo dhire dhire badha lena theek hai Radhe Shyam Radhe dhanya

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…