vayovriddh mahabhagvat sant shri sant sharan ji ka maharaj ji se milan !
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
bahut ba bahut kripa bahut idhar ba aur aur shri Ram shri ramm bahut bimar bahut yad y ladli ki cha pra maharaj aisi sthiti mein vriddhavastha mein aap kripa karke darshan dene ate maa ki tarah devanshu ji bihar se shri ha shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji jab aap kahte hain ki kar tum ak tum anytha kar tum to buddhi yahi kahne lagti hai ki Radha vallabh ji jo arthat karan tatv hai chahe to kya nahi kar sakte main bhogon se dur ho paun ya na ho paun wah sab kuch kar denge mere liye haan vishwas haan yah yah vishwas rakho bandni vishwas hai par jab tumhen jawan diye to gali kyon de mridu vachan bolo jab tumhen hath diye hain to gande aacharan kyon karo hathon se achhche aacharan karo pair diye to achchhi disha mein chalo galat disha mein kyon chalte ho ab usmen kah de ki Radha vallabh ji phir bacha lenge to unke dusre bhi upay hain phir dand vidhan se bachayenge tumhen to wo aisa operation karen usse pehle hosh mein ho jao to accha hai nahi operation to kar denge pakka agar
tumhen dridh vishwas hai kar tum kar tum antha kar tum ho to aap samjh lo phir wo injeshan hosh ka laga ke operation karte hain behosh karke nahi karte jab Radha vallabh ji koi operation karte hain to injeshan pehle hosh ka lagate hain uski puri chetna jagrit karke aur phir operation hota hai to kahe ko thietar mein jaoge pehle se hi jitni samarth di hai jitna jante ho utna accha chalo bura mat karo age ka wo sambhal lenge jitni samarth di uska to durpayog na karo shesh age wo sambhal lenge ham log kya karte hain ki ham bhajan to nahi kar sakte par parpanch ek ghanta kar sakte hain to phir wo dosh hai ham ek ghanta ramayan ka path karte gita ka path karte bhagwat ka path karte ek ghante ham prapanch kyon kiya jo ham vy vichar mein shakti nasht karte hain wo brahmcharya ke dwara paramatma chintan mein lagae to jitni hamen shakti ab iske baad hamare mein jo samarth nahi hai usko ham ro ke pukarte hain ki aap kar tum anytha kar tum sarv samarth ishwar ho nath mujhe bal do ki main aapki agyaa ka palan karun to bal
milta hai agar na milta to koi mahatma siddh hi nahi hota apne bal se siddh nahi hua jaata bhagwat bal se hua jaata hai par apne mein jitna bhagwat bal de chuke hain bhagwan uska sadupyog karen ham kya karte hain ki kahin na kahin pramad sthiti ka aadar de dete hain apne hriday mein phir dand vidhan hoga phir wah aisa dand vidhan hoga ki jhal nahi paoge ho sakta hai a shraddha ho jae bhagwan par bade leela bihari hain wah bhari samaj mein tumhen pitva denge aur pure vishv se pujwa denge donon kam unke khilwad hain bade-bade siddho ko aap dekh lo bade-bade siddho ko pitva diya hai pure vishv mein pujwa diya aur pitva bhi diya thakur haridas ji ka aap charit padh ke dekho madhvdas Baba ka charit padh ke dekho bade-bade siddho ko to hamen lagta hai bhagwan ko ham yah avsar na de kar tum a kar tum anytha kar tum aap sab kar lena pha dusri tarah se bachayenge to pakka yah hamen vishwas hai naam bhakta pranati par aisa operation hoga ki shayad hai tum dukh na jhal pao isliye jitna jankar hamen
pata hay bura hai to ham nahi karenge ab ham vastvik jante hue bhajan kar rahe hain aur bhajan karte hue us burai se nipat nahi pa rahe to pakka samjh lo jangan prabhu man na ka dan bandhu ati mridul subhau rahat na prabhu chit chuk kiye ki karat surat sa bar hi ki yah baat samjh lo phir wo swayam hriday mein baithak sab theek kar denge phir avgun kare samudra sam ganat na apno jaan rai ke sam bhajan ko manat mer sa par yah baat tab hai jab vivas ham hai janbujh ke agar ham aise aacharan karenge wo vivas nahi hoti vyvastha hoti hai ki ham Ram Ram jap rahe hain Radha Radha jap rahe hain khub jap rahe khub sahi dhang se chalna kahte par purvabhaas hamko gira raha hai to raat na chit prabhu chuk ke ga phir prabhu udhar nahi dekhte uske hriday ki baat ko dekhte ki yah nahi chahta nikalna chahta par meri durant maya ye phesal raha hai us samay bhagwan phir apni shakti ka prayog karke use tyag shakti bhakti shakti gyan shakti ye shaktyon ka unmesh kar dete hain aur wo bach jaata hai wah divya ho jaata hai to aap hamari baat samjh rahe jitna hamare
dimaag mein power diya ham uska prayog karen jitna hamen bal diya us uska ham prayog karen beimani na karen agar ham beimani karenge to pitai ho jaegi sam dam aur dand bhed se sidhe raste laun nakli se banau asli bhagat meri mukut badi to hamen lagta hai wo pitai na karen accha hai nahi unke hath bade jor ke hain bade jor ke hain unke hath isiliye darte rahna chahiye prabhu se ki kahin hamse galti na ho jae phir vivas wali aur galti mein antar hai dekho vivas mein to hamare chati chaudi rahti hai ki
hamne naam jap rahe ham aapka kirtan kar rahe hain aapke hain ab yah jo nahi ho raha aap jaan rahe ho mam maya dur taya hamse nahi sambhal ra aap sambhal lo wo sab sambhal lenge ab ham beimani karke ja rahe hain ki dekhte bhagwan bachayenge ki nahi ham bura kar le nahi bachayenge aap bura karke aoge tab uska dand milega aapko bas in do baton ke rahasya ko samjhna hai ghor se ghor papa charan ho jane par bhi itna bhagwan nahi dand denge kisko ek vivas shabd samjhna aur ek janbujhkar utsah purvak galat aacharan karna ki bhagwan kar tum kar tum anytha kar tum sambhal lenge to dand se sambhalnge pyar se nahi aur wo jo vivas hokar ke ho raha hai jaise hi ag badh vyyadh jim Bali soi su kanth kun keen ku chali sapnehu raman na tan heri aap vichar karke dekh le chaupai par hi ag badhe vyyadh jim Bali aur soi suk pun keen ku chali soi kartut vibhishan keri sapan Ram til tal heri yah rahasya samjhna hai vivas aur utsah purvak ba aur hamare Swami itne karunamay hai sarnagti pakki ho jae to mante hi nahi hai kise aparadh hua hai
itna karunamay Uma Ram swabhav jahi jala tai bajal taj bhav lala to sache bhav se chalo bhagwan sambhal lenge sachchai de denge wahi sab kar lenge sharanagat par ye bhav hatne na pave ki aap kartu a kartam anytha kartu main aapki sharan mein aap sab kuch kar sakte ho aisa sochte hue jahan tak hamko power mila hai ham asat se hate sat mein chale aur jab phir nahi hai to age wo samjh lenge pakka sambhal lete hain sabko sambhala hai aaj tak jitne mahapurush hain unhone hi sambhala hai nahi to maya aisi durant phislan wali hai ki koi bhi phesal sakta hai kabhi bhi phesal sakta hai par bhagwan hi bachhate hain wahi sambhate hain ji bahut jalan hoti hai ha ye jalan hona to bahut achchhi baat hai jalan hamse asat chintan ho asat kriya aur phir jalan ho to theek ho jae ek din jab itna dukh hoga ki sah nahi jaega usi din se chhut jaega bhogon ke beech beech mein bolte ra kuch kar do na kuch kar badal do na badal do na thoda bahut abhi kya hai jab tak aham rahta to awaz nahi pahunchti bhagwan ke paas dhyan rakhna koi bhi aham jara sa rahta hai tab tak Draupadi
ji ne bhagwan ko nahi pukara dekhna jab sab dant ka bhi aashray chhod diya aur he Govind to vastra avatar ho gaya to agar hamari pukar nahi pahunch rahi bhagwan tak to hamne kuch pakar rakha hai koi bal hai suneri maine nirbhal ke Balram jab tak Gajendra ne anya sahara apna bal liya tab tak hari nahi aae jab sab sahare chhodkar hari pukar aa ga to hamen lagta hai ki agar hamari awaz prabhu tak na pahunche to hamen dhundna chahiye kami apni mein koi aashray ham liye hain koi sang hai koi bal hai koi hamari aash hai kisi
se aur to bas phir awaz nahi pa hamare bhagwan ke paas awaz nahi pahunchegi chahe jitna jor se pukaro aur agar anya aashray chhod do to jo man mein s phurit hua va bhi awaz bhagwan sun lete hain tumhare spha ke pehle wo jante kya s hone wa sarvagya bhi to hai na kartu a kartu anytha kartu hai to sarvagya bhi hai aur sarvantaryami bhi hai aur sarvshaktiman hai pha ab hamen kya chinta karna va hamari jante hain har baat jante hain sarvagya hai sarvshaktiman hai bas ham yah baat hai ki prarthna karte rahe jo hamse galti ho rahi ham nivedan karte rahe apni asmarthta prakt karte rahe ek din wah aapko nikal denge ek din aapko balvan bana denge par jab tak awaz nahi pahunch rahi nirash mat hona awaz isliye nahi pahunch rahi koi anya aashray hai aur wo aap dikhayee dega ki anya aashray yah hai aur jis din chhodkar pukaroge art bhav se usi din kam ban ek bar wo awaz pahunchi ki jeevan ki dhara badal jaegi divyta aa jaegi jeevan mein buddhi bahut badi badha upan kar iska la kaise ho sab theek ho jaega dekho bhagwan ne
kaha mav man adh ma buddhi niveesh niv ardham sanya hamari takat nahi to nivedan karo na ki meri man buddhi aapke charnon mein samarpit ho jae chahta hoon par y samarpit nahi hoti to aap man buddhi ko le lijiye he Gurudev he Ishtdev he bhagwan yah mera man yah meri buddhi mere kabu mein nahi ki main aapko de sakun samet ke fail gaye hain sansaar mein ab aap samet lo aap le lo yah bhi kam aap wo bhi kar lenge wo aap bhavna to banao bar-bar prabhu ke charnon mein nivedan karo wo ye bhi kar lenge ye bada masti
ka marg hai sharanagat hokar ke pe karne ki zaroorat nahi ek chij samjho navik ne aaj tak kisi ki naiya dubne nahi di aisa khivaiya hai nav aaj tak dubi nahi aisi nav hai aur aap usmen baith gaye matlab sharanagat ho gaye ab kya dar bar-bar balance bigad nav ka ye dubo mat dena ye gehre mein mat le jao y idhar se chalo to navik kahega utar jao tum tumhen vishwas nahi hazaron ko par kiya hai to hamare Ishtdev swayam khivaiya hai aur unka naam unki sharanagati ye nauka hai ham usmen baith gaye hain ab hamen chinta kya karni hai yah sab theek ho jaenge Radha Radha Radha prasann rahna sikho aur dusri ham sukshm baat bata rahe hain tum kabhi gande the nahi gande ho nahi aur gande ho sakte nahi koi tumhen ganda kar hi nahi sakta jo gande hain jo gande ho sakte hain unhin ko tumne main man liya isliye tum apne mein gandagi dekh rahe ho tum chetan amal sahaj sukh rashi chetan amal chetan amal sahaj sukh rashi kabhi tum gande nahi ho sakte tumne antahkaran ko apna man liya va antahkaran ganda isliye tumhen anubhav ho raha hai ki
main ganda hoon ab bhi aap gande nahi a bhi nirvikaar sacchidanand mein par apne swaroop ko bhulne ke karan par ye thoda unchi baat hai isiliye ham bhagwan ki sharan mein aisa mankar naam jap karo dhire dhire sab theek ho jaega
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…