॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #653 · 31 August 2024

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

din bandhu Ram Anuj das ji jai Shri man narayan maharaj ji maharaj ji das ka man har bar phesal jaata hai krodh aur kam vasna mein krodh mein kisi ka bhi man dukha deta hoon phir bada aphsos ho aapne kaha tha ki battery down ho jae to yahan aa jana main battery charge karwane aaya hoon baat ismen hamen dekhni hai ki hamara lakshya kya hai aapka lakshya bhagwat prapti hai ji bhagwat sakshatkar karna hai ji uska sadhan nirantar bhagwan ka bhajan karna hai agar bhagwan se badhkar ham kisi vastu vyakti sthan ko manenge to uske sanyog mein ate hi bhagwan ko mul jaenge ek taraf hamare bhagwan hain aur bhagwan ki prapti ka upay nirantar bhagwat smaran hai bhagwan ka smaran chhuta wala koi vishay koi vyakti koi vastu ka jahan sanyog hua ham bhagwan ko bhul gaye to wah bhagwan se adhik hota hai kya aisa hota hai aisa hota hai isliye hamara lakshya abhi dridh nahi hai abhi ham bhagwan ko bhagwan nahi man rahe hain bhagwan ko vishay se bhi chhota man rahe hain kyonki vishay sanyog ho hote hi bhagwan ko bhul gaye to vishay bada hua

na man lo hamare samne ek kimti vastu rakhi hai aur ek idhar vastu rakhi hai ab ham idhar ki vastu mein lag gaye to yah ho gayi na halki ho gayi na to hamara jo lakshya tha bhagwan the aur bhagwan ki prapti ka jo sadhan hai wah nirantar avyavaharik bhagwan ka utna mahatva hai vishay sanyog hote hi chahe bhojan ho pani ho drishya ho bhog ho koi bhi ho ham bhagwan ko bhul jaate hain yahan hamen apni kami sudhar padegi sab isi mein theek ho jaega ek sudhar kaise sudhre bhagwan ke charnon mein ekant mein ro aur prarthna karo ki aap itni to kripa kar do ki aapke saman koi na dikhe phir vishay itne aapse badh ke ho jaate hain ki ham aapko bhul jaate hain pakka bina bhagwan se badhkar vishay mane ham bhagwan ko kaise bhul sakte hain samjh rahe na to hamen bhagwan se prarthna karni chahiye narayan se ki he narayan karuna sindhu aap ham par kripa karo hamen itna to mahatva de do apna ki har vishay ke sevan mein bhi ham aapko na chode aapka smaran chalta rahe akhand smriti uthte baithe chalte phirte khate pite har samay bhagwat smriti rahe ab jab

bhagwat smriti mein hamari ruchi ho jaegi ya rati ho jaegi to ham kisi ko bolenge kyon naam mein priti na hone ke karan hi to aap bolte ho agar naam mein priti ho to kaise bologe abhi ham aapko bata rahe hain naam nirantar japne ka upay agar aapne suna ho satsang mein to aap dhyan dijiye jaban ko upar talu ke usmen lagaiye aur lagakar naam chalaie aur naam chalate hue ab dekhiye aapse koi baat karna chahe to aapko kaisa lagega ki jaban hatani padegi naam chhutna padega to dukh hoga ki nahi hoga to ham usko dukhad vachan kab bolenge hamare paas samay kahan hai hamare paas itna samay nahi hai ki usko dukhad vachan bole wo gali de raha ham sunak chupchap chal denge kyonki hamara bhajan chal raha hai abhi bhajan nahi chal raha isliye bol dete ho y bolne ka matlab kya hai maharaj jaise praarabdh ko koi taal nahi sakta jaise ashirwad se to bhajan praarabdh ko aap kisne ka koi taal vagaira rog vagaira are wo sharir mein ate hain buddhi mein ate hain kya bhagwan ke bhajan karne ke liye jaise aap bhagwan ke bhajan ke liye buddhi mav

man buddhi niveesh sharir kasht mein hai Radha Radha Radha Radha Radha ham man prabhu mein lagae kuch nahi bigda hai agar sharir mein man buddhi laga hai to svasth bhi ho to kya fayda jin hari bhagti hriday nahi ani jivit sa samante pran praarabdh ko kyon itna bada kar rahe ho das ka prashn tha jaise aap ashirwad se bhajan mein man lagataar rakh sakta hai mahapurushon ke ashirwad ham bilkul is baat par raji nahi hai kaun sa mahapurush aisa hai jo karuna hriday karke hamen ashirwad na diye ho yah hamari pramad sthiti hai pramad sthiti hamare guru ki ham par kripa hai hamare bhagwan ki ham par kripa hai sab santo ki ham par kripa keval ham apni kripa nahi kar pa rahe prabhu apni kripa hamen apni kripa ki zaroorat hai ki jo agyaa hui uske anusaar ham chal le ab usko ham taal rahe hain ki praarabdh jordar hai kal karm ishwar mithya dosh lagae aap samjh pa rahe ho is baat are samay anukul nahi hai are ishwar ki ichchha nahi hai praarabdh bada balvan hai daiv bada ye sab bekar ki baten parmarth pathik nahi dekhte niyam

liya nishtha li pran de denge lekin badhenge ye veer bahaduron ka marg hai samjh rahe ho la haan har kadam sudridh naam japte hue bhagwan ka bharosa har marg ke jitne silae hain roda en hain sab hatte chale jaenge ye bhagwan ka marg bachchha Shurvirr bano lakshya mein dridta na hone ke karan bhajan mein priyata na hone ke karan ye sare dosh surakshit bane rahte hain ham apne dosho ko bahut pyar se chhupa ke rakhte hain nirdosh ke paksh mein agar ho to fatafat ham ek-ek ko nikal sakte hain andar se lekin wah itne pyare dosh hain ki u nikaalte nahi bante agar kahe bhi ki aap abhimani ho kya aap kami ho kya dekho kaisi dosh drishti hai aap ham pe kam khush ho jana chahiye ha ha pakar gaye pakar gaya hamare andar jo dosh tha aapne pakar liya dhanyavaad nath ab isse kaise nipta jae ham ham log bade dosho ko chhupate hain dosho ko chhupa ate hain aur samne prastut karna chahte sadgun to do samay andar hi andar jo mitiya met karte rahte hain hona yah chahiye ki sadgun chhupa jae aur dosho ko vyakt kar

de dekho bade mahapurushon ko goswami tulsidas ji likh rahe hain jo main apne avgun kah baadh katha par nahi lah go Swami tulsidas ji kah rahe hanuman ji kya kah rahe asmay adham sakha sun moh par Raghuvirr apne ko adham kah rahe hain hai nahi ham log kya karte hain apne dosho ko chhupa jaate hain ham dosho ke khilaf andar se rahe wo hamare dosh dushman hai mitra nahi unko bahar karo andar se dosh kahenge mat bol nahi khule bol dekho sadhu hain surdas ji kya kah rahe mausam kaun kutila khal kami jinam ko tan diyo tahi bisra aiso non aur ham log jab kahin jaenge to prichay denge na koi apna pad ka prichay koi apni degree ka prichay koi apni vidvta ka prichay sammaan ka prichay aur jo kuda karkat hai wah bilkul surakshit isiliye safai nahi ho pati jab kahin sant samaj mein jae to chun chun ke apne andar ke dosh unko pakar pakar ke likhe dimaag mein mere andar yah dosh hai yah dosh sant samaj kya hota hai darpan hota hai sant samagam aap wahan baith jaiye apne aap aapko apne doson ki reel samjh mein aa jaegi

apne aap dikhayee dega aaj se ye nahi karunga yar ye bahut buri aadat hai hamare andar ye nahi karunga ye apne aap aayega sant sangam sant sangh ka ek prabhav hota hai aap jaise baithe ho apne aap aapke chalega yar aaj se ye chhod dunga aaj se ye chhod dunga aaj se aisa karunga aaj se aisa kar ye sant samagam ka tej apne aap aap se karaega to ham logon ko dosho ko chodna hai hamen bhagwan ko pratham jagah rakhna hai itni unchai par rakhna hai ki tribhuvan ki raj lakshmi dene par bhi adhe pal ka jo bhagwan ka vismaran nahi karta wahi maha bhagwat hai samjh rahe yahi truti sudhar lo sab sudhar jaega ek sadhe sab sad bhajan pakar lo naam jap na chhute sab theek ho jaega samjh rahe rata hai isi tarah se ek taraf to vishv ba ba baat y dekho hamari baat yahan yah samjhni hai ki ham sabko apni apni buddhi ko bhagwata ka banana hai ham dusron ki baat karke apna samay nasht karenge sudhar nahi sudhar hoga hamko tab sampann hona hai hamko apni buddhi ko paramatma mein banani hai tab hamare vachno ka prabhav samaj ke upar lagu hoga aaj hamare yahan

updesh bahut badh gaye hain par swayam ke aacharan malin hote chale le ja rahe hain isliye dum aur pakhand ki badhti ho rahi hai bin vivek vairagya bhakti bin satya nay ko mano bhagwat vimurkh kapt chaturi so pakhand jano ham vani se bahut lakshyadeep vitra ho to usse kuch nahi aacharan pavitra buddhi ki pavitra yah samaj mein bahut kam ho rahi hai samaj mein buddhi ki shtata aacharan ki apvitra badhti chali ja rahi hai isliye sudhar pehle hamko apne apne se shuru karna hoga samaj se nahi hamare logon ki jo buddhi kharab ho gayi hai uska karan hai ham yah kah rahe hain ki yah sab sudhre kabhi aisa nahi ho sakta pehle hamen sudhna hoga phir aise sudhar ho dekho bhagwan ki teen prakaar ki leela hain ek satogun leela jismen srijan ek rajogun leela jismen palan aur ek tamogun leela jismen shringaar pakka hoga kyonki bhagwan ki leela hai hamko sansari aadmi bole bole do hamko yah dekhna hai ki mere prabhu ki kya is samay ruchi hai kya leela hai jaise srijan atyant avashyak hai waise palan atyant avashyak hai to kya waise vinash

avashyak nahi hai kabhi-kabhi daivi sampada badhti hai to asuron ka vinash hota hai asuri sampada ka kabhi-kabhi asuri sampada badhti hai to daivi sampada ka nash hota hai ye khel chalta rahta hai jo gyani hai jo bhagwat marg ka pathik hai wo sarve bhavant sukhna par yah jarur dekhta hai ki ismen teen leela bhagwan ki ho rahe hain isliye sukh dukhe samay krtva labha labho jaya jayo sukh dukh mein labh han mein jai parajay mein saman bhav rakh kar ke apne dharm ka palan karte hue ham bhajan mein lage hue hamare sang mein jo aa gaye unko sad updesh sat marg na chalo bhrasht ho tumhari mauj chalo uttam bano tumhari mauj ham donon mein saman rahenge hamare upar koi fark nahi padega agar aap galat chalte to main manta hoon ki aap apna nash swayam kar rahe hain to ham tumhen kaise bacha paye aap sahi chal rahe ho to ham sir jhukkar tumhen sara pranam karte hain sara akhon par tumhen rakhte hain age badhate hain aise apne santo ka karya y hai hamen dukh sukh mein nahi lipt hona bhagwan ki ye srishti hai jimmedari unki hai hamara karya hai

swayam dharm mein swayam mein koi galti na hote hue dusron ko bhagwat marg mein chalana ab jab swayam ham dhan ki lalsa karenge ham man ki lalsa karenge ham bhogon ki lalsa karenge aur dusron ko vairagya ka updesh karenge to lagu hi nahi hoga uphash hoga kuch nahi hoga manoranjan sirf vani ka vilas manoranjan hoga to aacharan mein shudhi lana kitna kathin hai aap dekh rahe hain pravachan kar lena bahut saral hai lekin man aur indriyon ko vishyon se hatakr bhagwan mein lagana bahut kathin hai Himalay utha lena sahaj hai lekin man ko pakadkar bhagwan mein samarpit karna bahut kathin hai wah to bhagwan ki kripa se ho jaata hai nahi to bahut kathin man ko lagana pure jeevan bhar man ko shant rakhna vishay bhog na bhogna paramatma ke chintan mein rakhna yah hamare rishiyon ki parampara rahi hai usi parampara se bharat jo hai jagat guru pad par vishv guru pad par va sarv mangal unhin se hota hai unhin santo se hota hai waise satsang mein to ham atre din kahte rahte hain ki bina bhagwan ke bhajan ke aisa koi jadu tona aisa koi mantr aisa

koi jantra srishti mein hai nahi jo theek kar sake bilkul bha to wahi hamen lagta hai ki aaj jo yuva hai yuva santo ko sunna chahte hain magar ye kuch purush hai jo unko baragla dete hain to waise satya ko koi baragla nahi sakta hai nahi kaha muni himwant sunu jo kachu likha leela bhagya mein likh gaya dev nuj nar nag muni ko na metan har phir kya karen phir kya karen yey jantur mam tur sab kam na jo tap kare tumhari kumari to bhavi meti sa kahe tripurari yadi tap kiya jae bhajan kiya jae to bhagya ko palta ja sakta hai y havan jantu matu ye sab nahi ye khuli baat likhi hai kaha muneesh himwant sunu jo kuchhu likha lela na dev danuj muni nag koi bhi kon met suno bharat bhavi prabal bilakh kaho muni nath hani labh jeevan maran jas apjas vidhya koi bhi siddh mahapurush bhagwat marg ka ye sab nautanki natak karte nahi milega hamare braj mandal mein ek se ek siddh hue agar aap ek ka bhi naam bata den ki aise koi baat karta tha ek ka bhi naam hath jod ke baat karke charan vandna karke bhiksha lekar bhagwan ko prapt ho

gaye ya ek se ek siddh jinke adhin Priya pritam hai bhagwan hai wah aise nikal gaye kabhi koi jaan nahi paya ki is koti ke siddh hai to ham in baton ko to zyada mahatva dete hi nahi hai ham yahi baat kahte hain yadi apna mangal chahte ho to bhagwan ka naam jap karo aur apne aacharan sudharo tumhen kisi ke ashirwad ki zaroorat nahi aacharan sudharo ke sab ashirwad apne aap mil jaega kanhaiya ji mumbai se shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapne mujh jaise na jane kitnon ka hi jeevan parivartit kar diya ma ji mera ek prashn hai pujya bhai ji paudar ji maharaj ji ne apne niji anubhav batte hue kaha tha ki yadi yah teen baton ko jeevan mein utar liya jae to bhagwat prapti durlabh nahi hai jeev se bhagwan ke naam ka jaap bhagwan ki kripa par vishwas sab mein bhagwan ko dekhna maharaj ji aapka bhi kahna yahi hai ki chintan ke saath naam jab chalta rahe to achyut paramatma ki prapti nischit hai parantu yah tisra sutra Siyaram mein sab jag jani sab mein bhagwan ko dekhna ye kalyankari sutra

ko main apne jeevan mein nahi utar pa raha hoon koi baat nahi koi baat nahi ek pakar lo sab aa jaenge agar jaban se naam chal raha hai na naam jih jap jag jogi parmarathi prapanch viyogi yah prapanch apne aap hat jaega aap chalte raho dekho goswami ji bahut rahasya ki baat kahte hain Ram naam mani deep dhari jih de hari dwaar tulsi bhitar bah rahu jo chah se ujiyar bahar bhi gyan ka prakash andar bhi divya gyan ka bahar gyan ka prakash jidhar dekhta hoon udhar jad chetan jag jeev jat sakal Ram mein jaan va andar ka

gyan prakash ki main bhi wahi hoon yahi anubhav deh bhav rahit atma swaroop mein sthit mahapurush param gyan ye sab naam se ho jaega ek pakar leo na naam jap karna bhagwan ke ashrit sab kuch ho jaega age ki baat chinta mat karo apne aap ho jaega ye apne aap ho jaega aap dekh lena wo khud anubhav mein ane lagega wo khud dikhayee dene sthiti hoti hai na jaise hamari sthiti abhi hai to hamen keval stri purush jad chaitanya dikhayee deta hai na koi divya mahatma na koi divya aaj ke satsang mein suna tha devrshi narad ji ne kaha sat raat is mantr ko japo to siddho ke darshan hone lage hone lage akash chari siddho ke darshan sat raat mein ham log abhi jaise jaise bhajan se paap nasht hoga pravriti paap ki nasht hogi yogyta agi waise-waise mahapurushon se milna ho jaata hai bade-bade mahapurushon se milna ho jaata hai aur mahapurushon ki kripa se wo gyan prakt hota hai jisse charachar jagat bhagwan hai param satya hai yah anubhav mein ane lagta hai yah akal ladane se nahi hota ye sthiti hai vasudeva

sarwamat sa mahatma su dalwa ye sthiti aayegi aap naam jap karo bhagwat leela gungan sunte raho bhagwan ke aashit raho age wali baat khud apne aap aa jaegi chinta na karo theek hai Ramchandra banarsiya ji maharaj ji dhyan mein vikshep hota hai sanson ke dhyan yatra theek rahti hai lekin sanson se rom rom ki yatra tak pahunchna nahi ho pata aap pehle sanson mein naam ko sthit kijiye jo guru prdat naam hai apni swanso mein baitha liye rom rom mein ana to uski samarth hai naam ki apni samarth se nahi hota naam swas do bilak chalat hai inko bhhedan moko bhave swas naam naam hi swasa naam swas ko bhed mitaaye tab rom rom aur rag rag bole tab ka swad naam ko pave pehle aap apna karya kijiye to naam apna prabhav dikha dega aapka karya uthte baithe chalte phirte khate pite sote jagte har samay naam mein swas kar lo jitni chetna hai ek bhi shwas khali na jae age ka kam wo naam kar dega aapke bas ki baat thodi hai wah to naam karta hai wo to har nas nadi rom rom mein wah sama jaata hai aap keval naam

japne par dhyan dijiye jap rahe naam haan koi bhi shwas khali na jae aap abhyaas ye kijiye age ka karya to naam khud kar dega naam samarth shali wahi aisa kar sakta hai apni samarth nahi hai apni samarth hai naam ko pakdna aur naam ki samarth sara adhyatma prakashit kar dena samjh pa rahe aap ha sudha Sharma ji Radhe Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti naman maharaj ji maine aapko apna guru man liya hai aapke margdarshan se mujhe jeevan ke sangharshon ko sahne ki shakti milti hai maharaj ji hamen ladli ju ki anannya bhakti kis prakaar mil sakti hai jaise nidra tandra susupti aur jagrit avastha mein hamen bhagwan ka ek kshan ke liye bhi vismaran na ho naam par hamara pura jeevan samarpit hai sabko bar-bar kahte naam ko pakdo naam ko Radha Radha Radha Radha Radha uthte baithe chalte khate pite sote jagte naam pakar lo age ka rasta apne aap sab aa jaega aap pehle naam pakar lo ham log kya karte hain age ki bahut baten karte hain chal nahi pate ek kadam hamen lagta hai yadi ham ek kadam

chale to hamari yatra ek kadam to ho gayi ek Gurudev ne ek tarcha di kisi shishya ko yamuna snaan kar ne jana tha ab wo tarcha bas ek pair bhar dikhayee de bole gu Gurudev isse kya hoga ye dur ka to rasta ta to unka ek pair ka dikhayee de raha hai na agar isi par chaloge to har kadam tumhara prakash mein hoga aur tum yamuna ji pahunch jaoge aise hi hamen Gurudev ne kaha Radha Radha japo hamen lagta hai aur to kuch bataya nahi to tum Radha Radha japo is par chalo to agla kadam tum dekhoge adhyatmik ki unchai par chadta chala jaega aur keval adhyatmik ki unchai ki baten agar hai to shastron mein bahut likhi hai lekin aap mein ekko nahi ayengi jab tak aap bhajan nahi karoge isliye hamen jeev se bhajan karna shuru karna chahiye pujya Radha Baba kahte jaise mashin se nahi Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ab chal raha andar Radha Radha aapko koi prashn karne ki zaroorat nahi ragi sab apne aap andar dikhayee dene lagega ki yah marg hai yahan se aise chalna hai aise chal raha hai sab prapt ho

jaega par aajkal ham log baten bahut karte hain aur bhajan kam karte hain ya bhajan nahi karte hain to baton se to paramarth hoga nahi tay tay to hoga pura jab ham naam jap karenge achhche aacharan karenge bhagwan ke ashrit rahenge tabhi paramarth tay hoga to hamen lagta hai khub dat ke naam jap karo kiska prashn hai naam jap karo sab hal ho jaega aur naam jap nahi karoge to prashn pe prashn aur uttar pe uttar aur mila kuch nahi milega bhajan se hamari baat samjh jab Radha Baba se koi prashn karta to Baba puchte the kitna naam jap karte to jab ye naam ka sahi uttar nahi de paye kahte jao ek mahina ek lakh naam jap karo phir aao phir uttar denge tab hamari baat samjhoge to bhai hamen lagta hai naam jap kiya jae sab uttar usi mein samae hue hain naam jap karo to jagrit swapna susupti s phurat mein Radha pda jat chhata jagrit swapna susupti jo aapne pucha jagrat swapna susupti s phurat mein Radha pda chhata kab jab har samay Radha Radha Radha Radha Radha aur lambe samay tak ye nahi ki do char di diya dekha Radha chhata aa rahe ki

nahi nahi aa rahe to bole abhi kam nahi ban raha bahut samay tak ham man ko nirantar naam mein lagae aur kalyug hai man ko nirantar naam mein lagana bahut kathin hai aap log dekh lijiye aise chhalang marta hai ki pata hi nahi chalta ki 10 minute kahan le gaya nahi phir ho aaya ki are to bhag gaya phir Radha Radha Radha Radha aur aisa bhi ho sakta hai ki Radha Radha chal raha hai le gaya bahut vichitra hai man ko bhagwan mein nirantar lagana sabse kathin kam hai isliye naam jap karo sab theek ho jaega jitendra shukla ji ray Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji mar ji kah rahe hain ki yah guru kripa se sanskrit pathshala bachchon ke liye school evam vridh mata-pita ki seva hetu ashram ka nirman kar rahe hain aur uske sevao mein lage hain bat aapka satsang sunne ke baad kah rahe ki inka man abhi inme nahi lag raha ab yah kya karen karen ya nahi karen aisi sevae use hamen lagta hai agar naam jap karte hue karo to samaj seva badhiya ban jaegi aur bhagwan ka bhajan karte hue bhagwan ki prapti bhi ho jaegi sab mein bhagwan hai bade budhon

ki seva karna ana shitola ye bhagwan ki seva ke antargat aata hai jo bhagwan in rupon mein hai na jaise koi pagal hai koi bimar hai bada budha hai apne sharir ki seva nahi kar sakta unki jo seva hai wah sakshat bhagwan ki seva hai hamen lagta hai aap wo bhi karo aur naam jap karo to bahut accha rahega chodo to nahi chhorne ki salah aap nahi denge guru ji ki agyaa to is marg mein chal para tha lekin jab se aapka satsang aur darshan ho rahe hain ji to ham bhi yahi chaenge ki nahi ham bhi yahi chaenge ki aap vidhyarthyo ko pavitra bhav se rahkar unko sanskrit sikhao mata-pita vayovriddh ki seva ke sanskar dalo aur swayam ko aise vayovriddh ho unki seva karo aur naam jap karo chodo mat haan seva bahut bada dharm hai parhit saris dharm nahi bhai bas galat bhav na ho na bachchon ke saath galat bhav ho na bade budhon se seva ka paisa lene ki baat ho bade budhon ki seva ke naam par ya vidhyarthyo ke padhane ke naam par ya vidhyarthyo se asabhya jo nahi hona chahiye wo bhav agar yah sab nahi hai to

yahi bhagwat prapti kara denge bay aapko dekhna hai yahi bhagwat prapti kara naam jap karte vayovriddh ki seva vidhyarthyo ko vidyadan aur yahi bhagwat prapti kar jab se Gurudev aja se bhagwat karna shuru kiya to sara jo dhan hai va beech menhi lagaya ha theek hai bahut accha hai savdhani rakhte rahe maya badi vichitra hai kahin se bhi pakar ke patak sakti hai savdhaan ga Guruji ek prashn ki guru ji ka to deh shant ho gaya lekin guru ne jo mantr diya hai lekin bhav wo mantr ke prati bhi hai aur thakur ji ke prati bhi ji to karu kya mantr japo thakur ji se pyar karo kya hai unhin ke sare mantr hain bhagwan ke anant naam hai ek to shastr naam jaise Vishnu shastr naam Ram shastr naam gopal shastr naam aise bhagwan ke anant naam hai to bhagwan to ek hai unke anant naam aur mantr hai to jo bhagwan se pyar hai va bhale devi ka mantr ho bhale kisi ka mantr ho bhagwan hi to devi bane hue hain Krishna hi kali hai kali hi Krishna hai Krishna sab wahi badh hue ek hi paramatma ham bhagwan ko amma

manna chahte maa bhagwan ne maa rup dharan kar liya ham bhagwan ko pita manna chahte bhagwan pita rup dharan kar li ham bhagwan ko dost manna hamare bhagwan dost ham bhagwan ko putr manna chahte hamare bhagwan putr kitne kripalu hai kitne kripalu hai bhagwan to ek hi hai ham sab alag-alag unko pyar kiye koi unko pati manta hai koi unko putr manta hai koi unko pita manta hai bhagwan har rup mein bhagwan hamare to hamare paas kitni badhiya suvida hai agar hamen maa se pyar hai to apne bhagwan bhagwan ko maa man kar ke maa mein bhagwan ko dekh kar ke upasna kar sakte hain kitna badhiya apna sanatan upasna kitni badhiya upasna hai ki ham vriksh mein bhi bhagwan mante hain dekho na hamare ganv mein gharo mein vrikshon ki puja hoti bargat puja aaj hai peepal puja aaj hai avla puja ham to ganv ke logon ko dekho saikil bhi chalenge to aise pair chu ke chalenge aapne dekha hai bhale va anajan hai agyani hai lekin unki is cheshta ko dekhiye apne logon mein sanatan dharm mein agar wah skuti bhi chalane ja rahe

hain to phir start kiye pair kiske chhue kahin na kahin bhagwat bhav hai na ki skuti mein bhi bhagwan hai saikil mein bhi bhagwan hai hamare yahan jo chara katne wale jo gehun ke unko bhi snaan karva ke puja ki jati hai har astr shastr ki puja hoti hai pashu pakshi ki puja hoti hai vrikshon ki puja hamara sanatan dharm jaisa vishal pujak bhav kahan ho sakta hai aap vichar karke dekhi hamare yahan to pashu pakshi ki bhi puja hoti hai jad ki bhi puja hoti hai chaitanya to bhagwat swaroop hai isliye bahut badhiya hai sabki seva karo naam jap karte ho Shivam ji jalandhar punjab se Radhe e Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji satvic bhakti marg mein sabka gantavya ek hi hai to marg itna alag kaise hai alag alag sampraday apni o akarshit karte hain bacha jaise hamen bihari ji jaan hai Vrindavan aao to jo udhar se aa rahe hain udhar se bhi marg tatiya sthan ke beeche se Ranganath ji ke hote hue idhar se Mathura se aae to atla chungi se mar gaye phir idhar se aae to parikrama marg hai lekin sab bihari ji jaenge agar ek hi marg

banaya jaata to avyvastha ho jati ki nahi ho jati aap vichar karke dekho agar charon taraf se marg hai to jana sabko bihari ji hai lekin vyvastha badi yahan ho rahe na agar ek hi ghat banaya jaata to avyvastha ho jati na saikadon hazaron ghat hai to hazaron ghat mein naha ek hi yamuna ji rahe lekin suvida ho gayi ab aise jo gyan pradhan hai buddhi pradhan hai wo vedant marg mein chalega jo yog pradhan hai ashtang yog mein chalega karm pradhan hai karm yog se chalega bhav pradhan hai to bhakti yog se chalega lekin sabko anubhuti ek hi paramatma ki hogi to badhiya hua na vyvastha hui agar hamare kai marg na ho to avyvastha ho jae jab bihari ji ke yahan zyada bhid wala utsav hota hai na to bans lagakar dur wala marg banaya jaata hai aur kai marg bana kar ke jisse vyvastha sahi rahe to pure vishv ki vyvastha sahi rahe isliye bahut se marg hai paramatma tatv to ek hi hai accha ek hi ghat bachchha banta to kaise snaan ho pate nahi agar saikadon ghat bane hue to bahut badhiya

vyvastha ye galat vyvastha hai kya agar saikadon yamuna ji hoti to vyvastha gadbad hoti yamuna ji to ek hi hai ghat saikadon hai to paramatma ek hi hai aap bhi sweekar karte ho aur marg uske bahut hai to bahut badhiya hai na alag-alag swabhav alag-alag prakriti ke log hain to unke liye marg kisi ko yah marg bhakti ka accha lagta hai kisi ko yog ka accha lagta hai kisi ko gyan ka accha lagta hai lekin jo marg mein chalne par prapt hota hai wo paramatma to ek hi hota hai isliye bachchha accha hai accha hai kuch bura nahi hai usko samjhe ham keval kyon aapki ray kya hai hamare liye marg kaun sa sahi hai usko chooj kaise karna apne swabhav ke anusaar ya phir apne Gurudev ke anusaar do baat samjhe ya to apna swabhav samjh mein ave to nahi to apne ko kisi sant ke hawale kar de wo marg bata denge aaj chal ya to aapke samjhe hue marg ho ki ek yamuna eksapres se udhar aur ek aata hai tala chungi se ek parikrama marg se ek sthan ki taraf se to apne ko pata hai ki bhai hamen to

parikrama marg wala accha lagta hai lekin aapko sab margo ka gyan to hai nahi to ham kya karen ki jisko sab margo ka gyan hai usse pehle batchit karen wo aapka swabhav samjhega phir aapko bataega ki aapko accha rahega bhakti marg chalo aapko accha rahega yog marg chalo aapki ruchi hamen dikhayee de rahi gyan marg mein chalo to wo apne anukul aapko marg de kar ke chala lenge ya to kisi sant ke ashrit ho jao aur ya phir pehle margo ka gyan prapt karo aur phir usko karo theek hai brahmacharini arpita ji brahmacharini eeshita ji pranam Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein pranam maharaj ji ham Bengal se kuch dino ke liye Vrindavan vas karne ke liye aae hain maharaj ji ham donon Swami sarweshwara anand Puri ji maharaj ji ke mantr shishya hain shri Vrindavan dham ane ke baad aap sapne mein aae hue hain hamen teen se char bar aap hamko idhar aapse milne ane ke liye bol rahe hain ya to ekant mein kuch bol rahe hain hamen samjh nahi aa raha maharaj ji hamara ye hamari shri ji ka

khel hai Vrindavan Shabri ladli ju ka wahi khel hai wahi is rup ko prakashit karke akarshan karna vachan ko prakashit karke akarshan karna yah unka khel hai yah jeevan Radha kishori ka jeevan hai to wah apne janon ke swapna mein le jana yah sab leela karna nahi to hamen pata nahi hota ki ham aapke swapne mein gaye hamen nahi pata hai kyon kyonki hamari swamini jo kar ye jaise logon ka man bhav badalkar sahi marg mein lag jana hamari baat man lena yah sab hamare prabhu ka hamari ladli ju ka khel hai usmen ham kahin nahi hai kinchna matra bhi nahi keval shri ji shri ji shri ji keval ladli jo hai ab wah kya nirdesh karte hain wo wo jane aap hamse prashn kijiye to ham aapko uttar de sakte hain unki bal se lekin wo kya kahti hain ye unki baat hai agar wo aapko is rup ka swapna mein darshan karati hain koi adesh karte tov aap dekh lijiye baka ham kahin nahi hai wo hamari shri ji hai hamare prabhu hain san aap agar kuch bolna chahte hain hamare andar to bolne ki chah nahi aap prashn karo to bolne ki cha ho

jaegi ab shri ji kahti kuch bolna chahti to aap suno vachan suno to aapko paramarth ka marg pusht mil jaega chahe ek bhi satsang agar dhyan se sun lo to ek hi satsang bhagwat prapti karane ke liye paryapt hai ek hi satsang koi aisa satsang adhura nahi hoga jisko sunne ke baad bhagwat prapti ke liye kuch janna baki rahe bas chal do jaisa satsang mein suno vaisa chal do to bhagwat prapti nischit hai sadhak ke liye savdhania matlab jaise sadhna mein dekho sabse pahli savdhani abhi jaise va sant bhagwan

aae the narayan Swami ji ke parikar ke pahli baat hai ki hamara lakshya kya hai sadhak ka lakshya kya hai khana pina jeena rahna aram vyvastha pranam namaskaar ya bhagwat prapti ek hi alag department hai lakho chalne walon mein se koi virla ek do aisa hoga jiska lakshya bilkul theek thikane par bhagwat prapti nahi to ham log manoranjan karne mein jeevan ko pura bita dete hain khane pine dekhne sunne bhogne mein accha samay jivit hokar ke chal raha hai is par raji hai yahi hamare liye durgati ka karan hai ham raji na ho ham vikal ho jaen rudu su swaram rajan Krishna darshan lalsa bhagwa bhagwat prapti ke liye hamen khanpan nahi bhave hai nahi komal vasan suhave sab vishay lage te khara hai hari ashik ka mag nyara hai narayan hari bhajan mein panchon nu suvad vishay bhog nidra hasi jagat priti bahu baad ek andar udasi ek khinnta har samay nirantar smaran paraayan kisi se bolne ka man na ho na ka ho so bolav na koi vihaar apni kuvar kishori ko jiyat nihar nihar shant ho jae pahla hai shant ras panch

rason mein pahla shant ras hai agar hamare andar shant ras aa gaya kisi bhi tarah ka koi vikar nahi koi chah nahi koi apna nahi puri srishti mein prabhu ke siva apna sharir bhi nahi prabhu ke siva apna sharir bhi apna nahi tab jakar ke nirantrta banti hai bhajan ki aur usi mein prem brahm bodh sab kuch prapt ho jaata hai khub naam jap karo sharir se asang raho apne sharir se jab asang hai to dusron se asanta ki baat hi kya hai jo dukh sukha ave praarabdh ke anusaar sharir ko bhogne do aap iske sakshi hokar nirantar bhajan paraayan ra isi se bhagwat tatv ka bodh ho jaega isi se bhagwat prapti ho jaegi maraj ismen ek prashn tha maraj ji ham sab sadhak jan ek man mein aisa rahta hai ki ho jaega apne aap ham to chalte rahe hain ya naam bhi chal raha hai aur ye bhi chal raha hai ye thodi kami ho naam chal raha hai to ye nahi ho jaega matlab thoda nahi dhilai di to mare jaoge mare jaoge pakki baat hai agar 10 minute bhi manoranjan mein gaye to tum 24 ghante bhajan karne wale ho bhale mare jaoge maya gira degi aisa nahi hai ek bhi

bindu agar aapne dosh yukt apne andar banae rakha to mar ke gira degi maya to iske liye sadhak niyamavli pehle aajeevan niyamavli pakki aajeevan thoda bhi manoranjan to mar ke gira diye jaenge upasak ko pehle lakshya dridh karna chahiye ki main apni gardan kata sakta hoon lekin apne sadhan ko nahi nasht hone dunga nahi to manoranjan ke liye bahut badhiya sansaar hai maya aise avsar phenk deti hai ek hi manoranjan thodi hai netron ka shravan idri ka graan idri ka Rasendra ka jane idri ka in vego ko sahna bahut kathin hai aur inke manoranjan ke liye phir vyvastha kar deti hai kyonki bhagwat prapti karna chahte ho na to ye manoranjan vatika mein aao to jo kahta hai nahi to phir Riddhi siddhiya ka manoranjan phir wah bhi nahi bade-bade devta uski seva mein khade ho jaate hain wah bhi nahi brahmadev dana hai hai mach jaata hai kaise jiu aapke bina prabhu rudan aisa rudan jaise pocho mat hriday phat jae wo gambhir baitha hai baitha hai nahi to hriday phat jae aisa tab bhagwat sakshatkar hota hai yahan ham log

manoranjan mein lag jaate hain samaj ko updesh dena pranam namaskaar lena achhche-achhche padaarth khana achchhi-achchhi bhog vilasita usko sweekar kar lena gaya maraj ji aaj subah ham jab aapke saath la rahe the to aap ek sadhak ko updesh de rahe the ki tum bahut accha sadhan kar rahe ho chup karke aise lage rahna bahari vihaar mein aapne unko ek baat kahi thi ki yahi agar yah to abhi guru kripa ke ghere mein ho aap yahi bahar hota to pranam namaskaar chalu ho jaata aapka aur phir aap gir jaate to ye ye agar guru kripa ke

ghere mein nahi hai to ye aayega maharaj ji bahari bilkul aayega bilkul aayega haan bilkul aayega accha guru kripa ke ghere mein jaise aap kai sa sadhak ho apne sadhan mein lage ho ab aapse koi mili nahi matlab jitne ko rakha gaya ki aap mil lo iske alawa kisi ko pata hi nahi ki hamara sadhak kis kot ki sadhna kar raha hai ab us par hamari drishti hai us par drishti bahari aur sukshm donon ab us par aakraman karne ke pehle hamare se adesh lena padega hamare ghere ko todna hoga aur swatantr sadhak hai to

uske sahyog hone lagte hain ki mano yah jal pi kar ke rah raha hai itne din ho gaye ann nahi paya itne din aisa to log uske paricharyaa mein lag jaate hain phal phool rupya paisa man pratishtha aur wo dhire dhire dhire dhire wo antarik vritti se bair mukh hokar bhrasht ho jaata hai bhrasht hone ka matlab hota apne marg se gir jaata hai isliye bahut zaruri gurjan ki nazar mein rahe aur apne lakshya mein dridh rahe raji nahi hona hamara jo lakshya uske alawa raji nahi hona jab dhruv ji banvas tapasya ke liye to narad ji ne to yahi kaha tum simhasaan ke liye to ja rahe ho abhi uttanpad ko kahenge abhi tumhen simhasaan mil jaega are beta ho tum abhi bachchhe ho kya man apman chalo wapas chalo u kaha nahi hamara kshatri kul mein janm hua hamara swabhav ek bar kar le use ham tal nahi sakte unka wahan Rakshash hai bhediya kha jaega pakka kha jae to koi baat nahi agar jinda rahenge to bhagwat prapti karenge marenge to koi baat nahi tab devesh nara ji ne dekha chhela pakka bhay aur pralobhan donon se

mukt to dwadsha akshan mantr de chha mahine mein bhagwat sakshatkar kar liya ham log lakshya se hat jaate hain lakshya se gir jaate hain rupya paisa man pratishtha math mahan badi ba badi badi inme hamari raji ho jati hai aur raji ho jana bas ye nahi yah nahi hona chahiye raji nahi hona hai aap bhi kuch bhi jae sansaar ke bhog sansaar ki vyvastha hai na bhogna hai na raji hona hai wo bhagwat prapt ho jaega mar ji jaise aapki baat sun rahe hain to ekdam dridta ho rahi hai abhi kuch din to chalega ek mahina do mahina phir dhilai kyon ho jati hai to isliye roz satsang sunna chahiye bhakti kar deep prem kari bati sadhu sangati kar anudini rati hamari battery discharja hi na hone pave ekstra mein charge hoti rahe itni ki ham kabhi in baton mein rame hai na sunkar ke ham age badhe bhagwat marg mein bahut mitha pralobhan jahr mitha maya deti bahut mitha achhche achhche apne hath se gala kaat le aisa hai iska pralobhan man pratishtha bhog vasna inko khilwad thodi samjha jaata hai khilwad nahi badi badi

unchai se aise dharm se gira deti hai maya aur apne ko girna accha lagta hai yah bas in khaiyo ko jo par kar gaya wo mahatma hai sam atma su durlabh bhagwan ka vishuddh bhakt hai chahe stri sharir ho chahe purush sharir ho ham sab ek hi paramatma ke ansh hai shariron ke bhed se koi antar nahi parta agar ham chalenge jis bhav se waise hi mujhe prabhu prapt ho jaenge bahut bacha ke rakhna bahut chhupa ke rakhna sharir ek paramatma ki di hui dharohar hai ham ja ka ty wapas kar de malin na karen Kabir das ji kahte

chadriya jheeni re jheeni jaisi ki taisi dhar dali jaisi di thi prabhu apvitra nahi jaisi ki taisi ra deeni chadriya jheeni re jheeni jo hamara sant marg hai wo yahi marg hai jaisi ki taisi dhar deeni jo grihasth marg hai wo pravriti marg se bhagwat marg mein badhe lekin jo virakti marg hai wo bilkul alag hai kisi bhi tarah se kaise bhi na tan ganda hona chahiye na man ganda hona chahiye hamara tan man donon bhagwan ki seva ka patr hai ab hamara adhikar nahi hai ye guru ka hai guru ka diya hua hai bhagwan ki seva ke liye jaise shri ji ke patr hai na marjan karke bade pavitra se rakhte aise shri ji ki seva ka yah bhi patr hai isko ganda nahi rakhna isko pavitra rakhna vichar pavitra aacharan pavitra aur sharir bhi bhagwan ki seva mein par ek ek prashn aur maraj ji jaise naye naveen sadhak hote hain unke man mein vikar to aa rahe hain bat uski kriya rup andar se ana koi ascharya ki baat nahi hai vikar sfar hona koi ascharya ki baat nahi uska sankalp bana ascharya ki baat hai aur sankalp banak kriya mein

utar jana yah to bahut nindniy baat ho gayi sadhak ke hriday mein vishay spharan hona vishyon ka akarshan hona yah koi ascharya ki baat nahi hai yah to bade-bade achhche sadhako ke andar bhi sfar hoti tarang matra lekin usko sankalp bana dena usmen chintan karke raman karna aur phir usko kriya mein utar dena wo to sadhak hi phir gaya phir to kya hai kama san jayte krodha krodha smat brahma smati bh sat buddhi naso buddhi nasa pranati lekin prarambh uska jo hai vishay ka dhyan hai vishyon ka chintan hai jab hamare andar koi pralobhan bhejta hai man yah bhog bhog lo bada sukh milega usi samay katna hai nahi mar chahe jaun bhagwat sukh ke liye maine ye jeevan arpit kiya is sukh ke liye nahi wo hazar bar ka bada sukh milega sadhak isi mein phisalta hai ab us samay wo kate mantr ke dwara naam jap ke dwara nahi nahi Radha Radha Radha Radha Radha nahi Radha Radha Radha Radha Radha barbar andar se hatae uska sankalp na banne paye man kahega chup raho is samay thoda dekho ham kya tumhen dikha rahe hain kya

tumhen samjha rahe hain uski baat na sune use kaat de to sankalp nahi ban paya aur sun liya to sankalp ban jaega aur sankalp ban gaya to kriya mein utar dega aisa sang nahi karna chahiye sadhak ko chahe wah purush ho chahe stri ho ek drishti mein pata chal jaata hai hamari taraf kis bhav se dekha ja raha hai sabko itna gyan to bhagwan ne diya hai ki ek drishti mein pata chal jaata hai ki yah hamari taraf kis bhav se dekh rahe hain accha chalo dekhna se phir vihaar se pata chal jaata hai ki ye sakam ya nishkam

agar hamko samjh mein aa jae ki kam sambandhi cheshta wala kam sambandhi cheshta wali jaise bhi to hamko tatkaal uska sang aise tyagna chahiye jaise kala sarp aa jae hamari godi mein gir jae to ham kya karenge vichar karenge kya pehle phatak pehle hamko bhagna chahiye pehle duri banana chahiye phir vichar karna chahiye hamare shastron mein aisa likha hai jaise kobra sarp aake hamari god mein gir jae to vichar karenge kya nahi pahla kam karenge use phenk denge aise hi kusang jaha hone ko ho to pahla kam kare

pehle bhage wahan se hate vichar ki zaroorat nahi pehle hato duri banao phir vichar karo agar vichar mein lag gaye duri nahi banaya to phir man ki chal hoti hai jaise koi bhi vishay hai wah kahega ham bhog nahi dur se dekh lete hain kisi bhi vishay ko bhogna nahi ba chu lete hain dhire dhire dhire dhire to man badi fusla ke phasa aata hai ham logon ko isi fusla hat mein girata hai isi ko sambhalna hai kisi bhi tarah se pehle hi usmen ek vishay mein gira sakta hai to har vishay mein gira sakta hai sadhak ko har vishay mein sav rahna chahiye chhote-chhote bindu hain jinse hamko man phisla karke sindhu mein gira dega abhi to bindu hai lekin sindhu mein gira dega jahan se nikal pana mushkil hai aur wo vishay mein doob jaega isliye sadhak ko to bahut chahe jawan ho chahe budha isse koi matlab nahi sharir se koi matlab nahi man ko to ham kabhi bhi dhilai na de agar sadhak dhilai dega to har suvida mil jaegi bhagwan nahi milenge sare sukh mil jae kyonki bhagwan ke liye chale ho na to maya har manoranjan ki baat aapko puri kar degi

lekin bhagwan nahi milenge agar bhagwan ko prapt karna hai to keval pehle bhagwat prapti phir bhagwan jab mil jae bhagwata anand ki anubhuti ho gayi to ab mahlo mein rakho chahe jhopdi mein bas do ab aapki chhut lekin jab tak aap nahi miloge tab tak aapko bhi chhut nahi ki mahlo mein rakho chahe jhopdi mein bas do nahi hamen aap chahiye pehle aap milie aapse yukt hokar jahan chaho laga do aap nahi miloge tab tak kuch sweekar nahi karenge pehle aap chahiye sadhak ko pehle ismen lagna chahiye khub bhagwan ka bhajan karo bure aacharan ka tyag karo kisi bhi tarah se virakta bhav wale upasak ko bhagwan ke siva kisi bhog mein raji nahi hona chahiye pakka kisi bhi tarah ka pralobhan chahe wo guru ho chahe koi bhi ho pakka ham jis marg ke pathik hain us marg ko samjhna chahiye agar guru bhi hamari pariksha le to hamko bhrasht nahi hona chahiye virodh mein khade ho jana chahiye to guru prasann ho jaega asli hoga nakli hoga to bach jaoge donon baat hai na nakli hoga to bach jaoge asli hoga to prasann ho jaega shabash

pariksha li jati hai na shabas nahi maharaj shastr aisa nahi kahta aisa aaj tak kisi guru ne adesh nahi kiya aisa nahi ho sakta agar dupleeket hua to di kapne lagegi aapki drishti matra se aap bach jaenge agar asli hua to ashirwad dega ja nirbhay vichar jab tum mere se phayl nahi hua to sam kahin phayl nahi hoga hota hai na to hamko yah dhyan rakhna hai ki sat lakshya mein agar guru bhi hamara adesh kar de viparit to hamko uski bhi baat nahi manani wo hamari pariksha hogi aur ham age nikal jaenge aur agar ham dismis swabhav dhulmul swabhav to phir yah marg bahut kathin hai bahut kathin hai aise aisi pariksha aisa aisa rup lekar prashn aati hai maya ki bhagwan bacha sakte dusra koi upay nahi koi upay hi nahi hai apne pure jeevan mein apne logon ne sab dekha hai na to drishya dekhe bhagwan ki maya ke alaukik alaukik drishya ek lakshya nahi ye mera lakshya nahi nahi nahi bhag bhag bhag aaj tak ek dost nahi bla ek dost nahi bla puri srishti mein hamara ek bhi dost nahi to dushman ka sawal hi

nahi jab dost le to dushman ke rag le to dves ka sawal hi nahi aur jo dost bane hain wo chamatkarik hai unhin ka sara khel chal raha hai wahi dost hai hamare prabhu prabhu ke siva koi dost nahi yah sab hai ham inko apna nahi mante hamare Swami shishya rup dharan karke aae aur mujhse seva swang karva rahe guru rup ka ham inke sevak hay hamare sab Swami hain aap sab aae ho mere bhagwan is rup mein aae prashn uttar ka anand dila rahe itna bhav hai ye nahi hai ki yahan se gyan nikal raha hai nahi nahi anand ka paraspat bodh ant yah keval sukh dene ke liye bhagwan rup mein aae bahut savdhani se chalo to isi janm mein bhagwan mil jaenge aur aise mil jaenge jaise ham aapko dekh rahe hain gale lagte hain baat karte hain bhakton ke sang bhagwan khelte hain bas jaisi bhavna karoge vaisa hi aapko anubhav aayega ja ki rahi bhavna jaisi prabhu murti dekhi y yatha mam prapadyate tajam agar aap chahoge ki bhagwan mere samne prakt ho aise bas wo pariksha lenge ki aur aur kisi mein raji to nahi hai jaise chhota

bachchha khilone se khelnaa band kar de rone lage mata dusra khilauna bejti hai usse hi rota hai to mata kisi aur ko bhej ja god mein le le thoda khwa pila aisa phir bhi rona band na kare to ka bade natkhat hai hamari god mein chup tab wo lega aise hi bhagwan bhi hai pehle khilone dete hain khelo nahi chahiye khilauna to phir Riddhi siddhiya jao chup aa do jake nahi chahiye phir bhi ro raha hai mane nahi mujhe hi jana padega tab bhagwat sakshatkar ham log to ab aajkal sunte ho kya ki kahin kisi ke rishi ke paas a sir rahe matlab jaise ki bhai unka tap bhang karne ke liye devlok se apsar aa rahe zaroorat tab pale ka pehle ka ham log chhoti moti vastuon mein gir gaye ham log chhote mote bhogon mein gir gaye to zaroorat hi kya hai upar se koi devi shakti ave hamen nasht karne ke liye hai hi nahi jab gira hua hai to kya zaroorat hai agar ham bhagwan ke siva kisi ke liye raji na ho to abhi aapko divyta en sab dikhayee dene lagegi divyta en aise ganga ki dhara se divya mahapurush prakt ho rahe hain ek se ek alaukik

ret mein baithe-baithe drishya badal gaya aise alaukik kaen divyta hai kyonki jab aap bhogon se divya ki taraf chalenge tabhi to divya ko dekh payenge abhi to ham chhote chhote bhogon mein gir jaate hain chand rupaye mein chand swad mein chand bhogon mein gir jaate hain hamko chahiye ki ye jeevan aisa majbut banae ki ham gire na chahe grihasth ho chahe virakta ho grihasth hai to ek sima hai apni sima mein raho to aap bhi sadhu ho apni mariyada mein raho khu naam jap karo dharm purvak ann kamao parivaar ka poshan samaj ka poshan

virakta hai bhiksha di ke dwara apna udar poshan akash vritti ke dwara udar poshan jeevan bhajan to aisi aisi deviyan hui hai pujya Radha Baba kahte ki anandmay mata ko jab ham dekhte the to aisa lagta tha ki bas sinh nahi hai sakshat amba baithi hai bal brahm charni nirantar bhajan paraayan to Radha Baba kahte the ki jab anandmay mata ko dekhte to aisa lagta sakshat amba baithi bas sinh paas nahi hai nahi to sakshat Jagdamba baithi daivi shakti jagrit kar li purush napunsak narwa jeev charachar koi sarv bhav bhaj kapt taj mohi param pri soy jo bhagwan ke marg mein pavitra se jeevan nirvah karte hue chalta koti koti bandan dekho meeraj ji hui kitni badi-badi bhaktai hamare desh mein hui jo ek se ek divya bhav mein kitna kasht diya gaya Meera ji ko jab Meera ji pehle din byah karke le gaye the to unko pehle din bata diya tha ki hamara byah ho chuka hai shri Krishna Giridhar se tab unhone kaha tha ekant mein tum aur ham jab milenge to aap hamari guru hogi main aapka shishya honga kabhi pati nahi par samaj mein

aapko patni ka swang karna na padega nahi to ghar parivaar wale to samaj mein jab hota to patni ka swang karte ho ekant mein jab hota to charnon ke paas baith kar ke sa updesh sunte the Meera ji se Meera ji ne bata diya tha mere pritam shri Krishna param pavitra param brahmacharini Meera ji param byah hua tha lekin ekant mein guru shishya ki tarah rahte the ye ekantik baat hai Meera ji ki unhone bata diya tha mere to Giridhar gopal dusro na koi jake sir mor mukut mero pati soi aap nimit matra hain unhone kaha mujhe saubhagya hoga ki aap hamen ekant mein shishya rup se sweekar karen aisa hi jeevan raha to koi bhi bhajan kare bhajan karke yadi bhagwan ko chahe to nischit prapt kar sakta koi bhi ho charachar jagat mein par bhagwan ko kapt chhal accha nahi lagta bhagwan ne apne hriday ki baat kahi nirmal man jan so mohi pava mohe kapt chhal chhidr kapt chhal chhidr bhagwan ko dramebaji accha nahi lagta ham doshi hain papi hain nich hai prabhu aapke hain jaise hain aur khule hriday se prabhu ko pukare to jan

avgun prabhu man na kaun din bandhu hati mridul swabhav sari galtyon ko maaf karke bhagwan use apna sakshatkar dete hain Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha radhara Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha dha shri Radha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…