॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwan jab ichchha puri nahi karte hain to bhakti par sandeh hone lagta hai

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

neha Yadav ji Gurugram se Radhe Radhe maharaj Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji jab jeevan mein koi kasht aata hai ya ham ishwar se kuch mangte hain aur wo purn nahi hota to swayam ki bhakti par sandeh hone lagta hai ki ham baat batao bhakti par sandeh ki baat nahi ismen samjhna hai ki ham prabhu se jo mangte hain wah kya mangte hain hamen batao kath mein mana nahi ham ham keval itni baat karen ham prabhu se kya man sakte hain nashvan parivartnshil dukh mein sansaar ka koi ek baat koi ek samasya hamari pukar prabhu tak kab pahunchti hai yah bhi hamen dhyan rakhna hai agar phone number na mile to aap lakh baat karte raho aur phir usko a shraddha karo ya to tumhara number nahi mila na number mila dhruv ji ka atal padvi par baithe hain number mila Prahlad ji ka aaj unka yash gaya jaata hai hamara chit rtha bhav se jab prabhu se judta hai aapne prabhu ko kya mana hai apna kuch nahi mana aap apne pyare se kya maang sakte hain man lo aapka pati ho aapka putr ho aapka koi bhi mitra ho aapka jo bhi pyara ho

agar aapko pyar hai to aap kya maang sakte ho yahi maang sakte ho ki sadaiv aap hamare ankhon ke samne rahe aur sukhi rahe agar aapko thoda bhi pyar hai putr se pati se pritam se mitra se kisi se bhi agar thoda bhi pyar hai jaise hamse kabhi kisi ne apne janon ne pucha ki ham aapko giphta mein kya de jo jaise janmdin vairagya ka hota hai na to usmen kya de to ham kaha aap sadaiv prasann raho aur bhagwat chintan paraayan raho yah de do sadaiv prasann raho aur bhagwat chintan paraayan raho kya diya aapka param sukh aap bhagwat chintan paraayan raho aur aap prasann raho ye giphta hamen de do ise kahte hain pyar kya bhagwan se aapne manga ki aap prasann raho aur aapke smaran mein main mast rahun yah mujhe do kya manga to iska matlab pyar to nahi na pyar deh se hai aur pyar jagat ke bhogon se hai ab jagat ke bhog jo hai yah praarabdh ke anusaar ate hain shubh karm jitna jor ka hoga utna hi aae sabko bhagwan ne dhruv padvi to nahi de di dhruv ji ne jab chha mahine aisa tap kiya ki brahmand ki vayu ko rok diya

apni vayu rok kar ke to bhagwan ko vivas hokar ana para aisa aapne kaun sa sadhan kiya bhagwan ke liye aapne kaun sa tap kiya jo bhakti mein sandeh hone lagta hai aapki bhakti ka kya swaroop hai kitne din aap ann jal tyage rahe kitne din aap bhagwan ke liye roye kitne dhyan aap nirantar bhagwan ka jap karte hue bhagwan ke samne baithe rahe kyon bhagwan de de keval mangne matra se de de aap vichar karke hamen bataiye phir to kya tum hi pyare ho ye sab nahi pyare hain sabki maang puri na kar de lekin

maang usi ki puri hoti hai jo uske anusaar sadhna karta hai anusthan karo agar anusthan nahi karna to maang nahi karna phir ghar wale ban jao ghar wale ban jaoge to yogakshemam vyam unke keval ek maang hai anannya chint to mam anannya chint to mam to kah rahe yogakshemam hyam to thekedar wo ho gaye to phir mangne ki zaroorat ke age se age vyvastha hogi ab hamari baat ko samjh pao to samjh pao ghar wale ban jao aur agar gharwale nahi bane nij parikar nahi bane to phir utna hisaab do ghar ki dukan mein 100 gram chini nahi mangi jati pane ja rahe jara chini dena wahan gram nahi waha mulya nahi chini dena chini liya apna ghar cha ghar wale banne ke liye maharaj ji kya karna ha ghar wale tan vang mano bhi ramal saham to vata sharir se man se vani se main aapka bika hua das hoon ab hua das to ghar ka hua ghar jaya das to phir wah yog kma bam phir bhagwan samne dekhte hain ek bhi chij mangni nahi padegi kyon kyonki malik ho muni mein malik aap ho munim ham hai to muneem ne parcha banaya malik ne fouran

bhar diya aur agar aap dukandar ki tarah ki prabhu mujhe ye de dijiye to aap dijiye kya hai aapke paas badle mein tap dijiye bhajan dijiye aapke paas kya hai bole hamare paas to kuch nahi to bole phir pu pura vishv brahmand hamara bachchha hai tum hi thodi ho do baat mein samjho agar aise bhagwan se mangoge to dukan mein maang rahe ho mere malik ki dukan mein hai sabka jeevan khata hisaab bharie jo chahiye wo chij le li samjh rahe na aap bhagwan se kya sambandh rakh karke maang rahe hain ham aapse jaise prashn kar rahe

hain aap kya maang rahe hain kya ban kar ke maang mangne ke samay kya bane aur pure jeevan mein aap kya hai to chatur shiromani se chaturi nahi chalegi hai tan man dhan sab tera Swami sab kuch hai tera maang kiske liye rahe ho aarti mein likh the wo ek minute ek minute ke liye ga diya dekho prabhu hamari is samasya ka samadhan hamari va kah rahe kya lage mera agar bhakti ka swaroop hai kuch bhi manna aap apne ladke ko sundar se sundar padaarth pawa rahe ho aur koi poohe ki iska phal kya cha hogi to aap dap dogi mera beta hai mere samne chain se kha raha hai yahi mera phal hai aur kya phal phool hai aur bhagwan bhagwan ko aise bhog lagate ho bhagwan ko kya dekhte ho are bole va bahut bade hain unko kya khavana payana to tum kiske ho bahut bade ke ho to tumko kya chahiye itne bade ke ho tum use abhi samjh nahi paye ishwar ham se jeev avinashi bahut chatur hari se karoge to bhale ki nahi ji ye to aap jaise sanjan abhi sam samjha rahe hain hamen sujha rahe hain bat anya aise hota hai ki matlab sakam se hi aapke anusthan

karna padega keval tumhare mangne se nahi mil jaega dukan mein jakar mangoge mil jaega kya mere malik ka pura vishv brahmand hai charachar jagat bhagwan ka jan hai uske liye tumhen kartavya karm karna padega ki main bhagwan aaj tak kahin bhi pure shastr mein padhkar dekh lena jisne bhagwan se maang rakhi hai usko utna tap karna para badhiya dulhan chahiye to 100 haj varsh tak tapasya kari to maharaj man ki putri devti ji kardam ji ko mili ki nahi mili badhiya aap jaisa putr chahiye to dekh lo tapasya ki maharaj nabhi ne to adra putr nabhi nabhi putr bhagwan rishbh dev ji Manu satrupa ji ne tapasya ki to Siyaram ji mar ji abhi to aisa hota hai ki he bihari ji aap ek manokmana puri kar rahe 56 bhog lagae to bihari ji ko samjh kya yar vishwatma pure vishv ka bharan poshan karne wala bhog bhi ji ka jante ho kaise lagaya jaata hai jaise ham kai bar samjhaya hai ki ek pita apne char putro ko ek ek sev lakar diya ab unmein se teen to khane lage aur ek daud ke aaya pita ke mukh mein aise

usi ke dwara diya ho aur us pita ko kaisa lagega wo uske hath se sev lekar ke apne hath se pavae vastu Govinda tu mein hamari to beimani pehle hi ho gayi prabhu ki di hui yam vastu Govinda tume samarpanam nahi aaya jaise log kahte hain shraddha hamari khatm ho gayi va keval maang bhar ki shraddha keval maang bhar ki to samjha kya bihari ji ko maa se ham apni koi baat mangte hain aur maa agar na de to kya maa se shraddha khatm ho jaegi agar dusra kahega ki yar tune manga diya nahi to lad jaega yar dekho ye meri personal vishay hai nahi tha nahi diya par maa to meri maa hi hai na to kya aisa tum prabhu ko mante ho agar aisa mante ho to ye shabd kaise aa jaega ki meri bhakti kam ho gayi to ham kisi bhi tarah yah nahi dekh pa rahe hain ki aap prabhu se mangne ke adhikar ko pusht kar sakte hain kis tarah pusht kar sakte hain aapko bhagwan ne manav de di aapko bhagwan ne sari suvidhae di aapne bhagwan ke liye kya kiya hamari baat sundar aankh di andhe bana dete sundar kan di bahre bana dete

bana dete karmanusar bana bhi dete hamen sab kuch sarvang pusht kiya bhagwan ne hamen sab kuch diya nahi diya hai hamne bhagwan ke liye kya kiya hamen batao itne ka hamne kya bhagwan ke liye kiya aap yahan bijli ka bil dete hain sarkari makan ka kiraya dete hain iska kiraya kisko dete hain jo hamare bhagwan ne garb mein srijan karke tumhara itna sundar rup diya kya is mano deh ka kiraya nahi hai aap vichar karo har shwas naam jap karo yahan na koi kisi ka pati hai na koi kisi ka putr hai na koi kisi ki patni ek maya ka natak hai apne ko seva ka kartavya role jo mila hai swang wo karte hue naam jap karte hue nikal jao maang aise rakhi jati hai hamne abhi ek do din pehle ekantik mein baat kahi thi maang aisi rakhi jati ki Swami aap ghar ke malik hai aur main aapka naukar hoon nath sakal sampada tumhari main sevak samet sut nari prabhu is ghar grahasti mein bahut si avashyaktaen hoti hai aap sarvagya ho aapse ham kya kahe na raha nahi jaata isliye aapse kahte hain ki agar yah vyvasthaye aise

chalti to nath aapke bhajan chintan mein bhi hamara man lagta aur sukh purvak jeevan kat jaata par prabhu yadi aap yah samjhe ki jo ham maang rahe hain wo denge aur ham maya mein fas jaenge to nath mat dena jisse aapka sumiran ho aur jisse mangal ho wahi aap karna to kabhi bhakti kami nahi hogi aur hamen lagta hai bhakt ke bhi kabhi kam nahi hogi na bhakti ki kami hogi aur na bhakt ki kami hogi yah pakka vishwas kar lo ham log bhagwan ko kuch apna nahi man rahe hain phir maang rakhte hain to bhai aise kaise ho jaega bina mange unhone bahut kuch de diya hai usi ka sadupyog nahi kar pa rahe aap vichar karo ek pita 00 apne putr ko de agar wah sahi theek prayog kar le to bina mange 1000 wo dene ki himmat kar lega agar 1000 ka prayog kar le to 1 lakh de dega ham logon ko bhagwan ne bina mange itna diya ki hamne uska durpayog kiya ab ham kya maang kar prabhu se to hamen to lagta hai ki hamen prabhu ke samne rona chahiye ki hamari thodi buddhi shuddh kar do hamen thoda bhajan de do thoda apna prem de do

thoda naam jap de do sansaar ki vastue kyon mange wo to karmanusar mili jaengi agar maang nahi to phir aapko anusthan karna padega phir waise jap karo naam jap karo kitni sakam purn karne ke anusthan hai bade-bade vrat hai anusthan unka palan karo aur phir bhagwan ko wo dev ki yah ham phal chahte hain yah sadhna dete hain wah mil jaega karna padega nahi to hona padega do mein ek hai ho sakte nahi aur kar sakte nahi to phir rona padega tisri baat hai ya to karna padega ya hona padega aur nahi phir rona padega aise bhakti bhi chali jaegi aur hamara bhav bhi chala jaega nahi chala jaega kyon aap bataiye hamari baat samjh mein aa rahi nahi aa rahi ji prabhu hamen bahut pyar karte hamara janm hua prabhu ki prapti ke liye lekin kahin bhagwat prapti ki baat nahi koi puchta hamara kam kaise ban jae kya ek kam banne se aapke kam ban jaega hazaron kam aapke hain hazaron kamnayen aapki hai hazaron baten aapki hain ek vasna ki purti se kam chal jae to ham koshish kar sakte hain ek aadmi ek

zindagi ke liye ek baat maang le iske baad kabhi kuch koi chah nahi rahegi ek baat maang lo dobara kuch maang na ho ra jae jeevan mein to wo keval bhagwan hai jinke prapt hone ke baad phir kuch prapt karla baki le rata aur wo koi maang nahi raha wo koi nahi maang raha kaise samasya ka samadhan ho aur yah pata nahi ki samasyaen kaise ai mul inka karan kya hai bhagwan ki vimuktae bhagwan ko bhul jana kaha Hanumant vipad prabhu soi jab to sumiran bhajan la hoi ab sumiran bhajan to koi maang nahi bhagwan se ki nath mujhe apna su yahi badi durdasha jeev ki hai badi vichitra dasha hai accha man lo bhagwan aur bhakti mein shraddha ho gayi to jo kuch hamse ban pa raha tha wo bhi gaya na bhagwan ka kya bigad jaega bigad to mera jaega na bhajan chhut gaya bhakti chhut gayi shraddha chali gayi to hamara man aur aise hi kumargh gami jab bhajan mein baithe hain tab kumargh gami hota hai aur jab bhajan nahi karenge tab to kumargh mein le hi jaega isliye jaisi bhi paristhiti dukh sukh ki ho bhog lo naam jap karo aur bhagwan se

prarthna karo ki hamen dukh sukh sahne ki samarth do bhajan karne ki buddhi do ki ham khub bhajan karen aur jab bhajan hai na to rupya paisa sammaan sab tumhen ghere phire man lijiye aur bhajan nahi hai to Kabira sab jag nirdhna dhanvant nahi koi bhajan nahi to koi nahi puchega na is lok mein na lok loka mein kahin koi poochne wala nahi to hamen lagta hai bhajan mango bhajan khub naam jap karo khub bhagwat chintan karo dekho abhi maya mari ghumegi mari ghumegi y bilkul vishwas kar lo hamari baat ko man lijiye jitna

bhajan karoge utna hi vaibhav tumhare charan chume par pehle bhajan tumhare paap nasht kar de tab pehle paap nasht hone do bhajan ke bal se phir dekho kya nahi prapt hota hai are bhagwan anant brahmand ko ek second mein rach diya hai kisi kareegar ki zaroorat nahi padi aise anant brahmand ke adhishwar bhagwan jab hamare Swami hai ham unka naam jap kar rahe to kami kya rahegi dhairya purvak shri Krishna ka chintan karte rahe kai-kai din bhojan nahi mila Sudama ji ko aur ek din daisi Dwarika Puri waise Sudama Puri samjh rahe ho thoda jap karo thodi nishtavan raho thoda kasht saho parinaam bahut badhiya aa jaega bhakti ko mat bigadna naam jap mat chodna kamnayen purn ho chahe na ho kam bane chahe bigar jae iski baat samjh le maharaj ji jaise acharya jan kahte hain Harivansh mahap ki joi joi pyaro kar soi mahi bhave Swami haridas ji joi joi tum rakh ho tohi to rahi ri aap jaise mahapurush jan bhi kahte hain ki unse kuch mango nahi unki raji mein raji raho iska bhavaarth ma kya ham kuch mange hi na unse

nahi dekho jaise ek chhota bachchha hota hai usko akal hi nahi mangne ki to chinta maa karti hai ki nahi karti ka usko doodh pilana hai kab usko nahlana hai kab usko kya pawa hai kab usko san karana hai aise ban jao ajat paksh y matram khga jaise chhota sa chidiya ka bachchha ghosle mein hai abhi pankh nahi nikla wo keval us maa ke sahare rahta hai aise ham keval bhagwan ka sahara wo har vyvastha hamare anand ke liye karenge bhog ke liye nahi bhagwat prapti ke liye bhagwat anand ke liye karen bhagwan ka har vidhan bada mangalmay hota hai bada mangalmay hota hai ab ye ki bhagwan se chitt jodo dekho pyar ki baat ek din ek pati jo sarkari officer tha wo ghar pahuncha to usne kaha ji aap aaj 40 minute let kyon ho roz tum officer ki tarah hamko dantte ho 40 are hamara department hai kabhi kisi se baat ki kabhi usne pistol nikali goli bhari aur patni ki kanapti mein rakhi usne kaha ji hatae dusron ko dhamkana bole kyon goli asli hai pistol bole mujhe pata hai ki aap hamare pritam hai mar nahi sakte mujhe pata hai

ye sab tumhari bahari dhamki samjh rahe hain na Prahlad ji dare kya narsingh bhagwan se jake god aise hi bhakt ke samne jab bhyawah drishya bhagwan prakt karte to kahta hai dusron ko dar wala hamen to pata hai pyare aapka har vidhan mangal hota hai aap mangal bhavan hai mangal kar hi nahi sakte jaise surya bhagwan ko kaha jae ki tumhari takat ho to andhera karke dikhao to jab tak surya rahenge andhera dikha hi nahi sakte to agar vinod ki bhasha mein ham kahe ki bhagwan ki takat nahi kisi ka mangal kar de jinko mara unko wah gati da jo bade-bade rishi munio ne sadhna ke dwara prapt karne ki chah ki Putna stan mein jahr laga ker bhagwan ko marne ja rahi kaun si padvi de rahe jo yashodha maiya ko dhaay ko milni chahiye bhagwan mangal kar hi nahi sakte ek kisi ka mangal phir wo kaise kar sakte hain ya to yah karo mere to Giridhar gopal dusro na koi gharwale bano aur ya phir sadhna karo aur phir maang karo agar puri na ho jae to hamen batana beech mein baat nahi beech mein kisi ki puri ho jati hai to tumhare karm

ka purv jo punya hai uske anusaar ho gayi bhagwan tabhi purn karenge do baten man lo ya to tum bhagwan ke ho jao to purn hai tumhen purn kar denge aur ya phir bhagwan ke liye sadhan karo ki prabhu hamne yah sadhan kiya aur iska phal mujhe kyonki sarkari kanun hai sab bhagwan ke hain ab wo tumhen zyada bhi denge to bhi hai ki dekho isne sadhan ki agar dhruv ji ko atal padvi di hai to sadhna ki nahi to kitne prashn khade ho jaate par bhai aap karo sadhna chha mahine mein itni badi sadhna karo to atal padvi aapko bhi mil jaegi to bhagwan wahi vidhan karte hain jo kanun hai jo shastr sammat hai aise manmani kabhi nahi hai ki haan ham aisa bhi man sakte ki ek tulsi dal chadne mein wo pure kanun ko badal sakte ki bhai isne ek tulsi ek Sit liya batohi se jo dho ke batohi Draupdi ne rakh aur pure brahmand ko tapt kar diya Durvasa aad phool karke bhag gaye waha se wah thode mein bhi vahan kar sakte par karna padega aapko tapasya karni padegi bhajan karna padega sadhna anusthan karna padega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…