॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

shyamashyam ki prapti ka siddh siddhant

▶ YouTube

shri dham Vrindavan par pujya maharaj ji ke vachan — upar video mein sunen.

pura pravachan

ya kanan pratap ko shri Radha hari jane shri Radha hari jane ya kanan pratap ko shri Radha hari jane jaki shobha dekhte kabahu na aghan vidhi puni Uddhav se sakha tran hon lubhane vyas aur Sukhdev se ja ko lah na pramane narad Sanat kumar se chint chit dhyan rama umapti hu sada man man jas gane leela uddhi saman ban mati anjuri samane shri Vrindavan hit rup bali ki vidhi ju bakhan shri Vrindavan ki sampurn mahima to sirf Radha hari jane Priya pritam jante hain agar kisi ke prichay mein divya chidanand Vrindavan ki mahima ai jaise shripad prabodha ji maharaj shri Vrindavan das ji maharaj shri dhruv das ji maharaj aur bade rasik mahapurush to ye Vrindavan ke adhishwar shri shyama Shyam jisko jitna jana diye utna hi Vrindavan ki mahima jaan paye sampurn Vrindavan ki mahima ko shri Vrindavan das ji kahte hain leela uddeevala anjuri mein samudra kaise aa sakta hai hamari mati hai anjuli ke saman Vrindavan ki shobha mahima leela yah hai samudra ke saman to iski sampurn mahima to Radha hari hi jante

hain aur jisko wah jana de jitna utna jaan pate hain aisi Vrindavan ki shobha hai ki Priya pritam ko bhi adbhut anand mein magan kar deti hai anand samudra Priya pritam ke hriday mein adbhut anand ka ufan Vrindavan ki kunj nikunj ki shobha ko dekhte hi hota hai bhagwan ke nitya sakha param gyani mahatma Uddhav ji jahan tran ghas aushadhi hona chahte hain vedavyas bhagwan shri Krishna daipayan Paramhans shiromani shri Sukhdev aadi mahapurush jis Vrindavan ka sampurn vaibhav praman yah nahi jaan paye to auron ki baat kya jahan Ramapati bhagwan narayan umapti bhagwan mahadev ye sadaiv man hi man Vrindavan ki raj renu ki asha karte hue jas gaan karte rahte hain Vrindavan das ji kahte hain hamari mati anjuli ke saman Vrindavan ki mahima agat samudra mein kaise varnan karun agar aapko Vrindavan ka mahmmahim pratap dekhna hai to Vrindavan raj se swamini le ichchha dhani diyo dhan paie shri sadguru ki shiksha Vrindavan ka yadi mahmmahim swaroop mahmmahim prabhav divya leela dekhni hai to aap ko nitya apne sharir par Vrindavan raj

lagni hogi jaise hit Harivansh anat sach nahi bin ya raj liye bina raj ka sevan kiye aap Priya pritam ki mahima Priya pritam ki rup madhuri Vrindavan ki amit prabhav mahima yah sab nahi jaan sakte kya jaata hai paisa lagta hai kya Vrindavan mein kahin se bhi raj le kar use chhanak ek patr mein rakh lo aur roz sharir mein abhishek karo niyam na tutne pave phir aap prabhav dekhna ye bahut anant shakti sampann shri Vrindavan maharani ki charan raj hai aur Priya pritam ke prem ras mein dube hue mahan rasink charan raj hai sampurn dham aur dhamiya mein jahan kahin raj ki mahima ki baat aayegi to braj rach ki baat aayegi Vrindavan rach ki baat aayegi to amit prabhav sampann Vrindavan ki amit mahima janne ke liye Vrindavan ki raj ka nit sevan karo ye rajogun ka nash karke divya gunat bhav prakashit karti hai swamini le ichchha aur aapki jeevan charya honi chahiye isht ke adhin joi joi pyaro kare soi mohi bhave jaisa pyare samvidhan kar de usi ke anusaar ham paristhiti vyvastha jeevan shaili antahkaran in sab mein ham santusht

rahe santusht yan kenva ye bahut badi sadhna hai apne aradhya dev ke bhrose hokar shant ho jana nishcint ho jana prasann rahna ye bahut badi sadhna hai kisi bhi dwaand se udwigna viksipt na hokar aradhya dev ke bhrose mein unki ichchha mein apni ichchha mila de swamini ki ichchha apman ho raha hamen pavan karne ke liye hamare isht ne vidhan banaya hai sammaan ho raha hai isht ka ho raha hai apni ichchha rahi hi na jae apni ichchha isht ki ichchha mein samarpit kar de raj ka sevan kare aur swameeni la ichchha apni ichchha hi bandhne wali hai ichchha ko prabhu ki ichchha mein samarpit kar do shri ji ki ichchha swamini ja ki ichchha to aap abhi jeevan mukt ho jaenge par yah sthiti raj rani ka sevan karo tab samjh mein aayegi dhani diyo dhan paie jab tak dhani shri shyama Shyam apna prem dhan nahi denge tab tak kisi sadhan se nahi milta jab aap raj lagaenge aur nishkam ho jaenge ichchha ko prabhu ki ichchha mein samarpit kar dena arthat sab sohit nishkam mati mati mein koi kamna nahi ab jaisi

pyari jo chahe waisi sthiti baname paristhiti baname vaisa bahari ya antarik hamari sthiti ham usmen raji hain jismen hamare isht raje hain aur yah guru ki shiksha yah sab vastue guru pratap se milti Vrindavan raj rani shri kishori ji ki ichchha mein ichchha mila dena shri kishori kishor ke nitya rup madhuri prem mein magan hona ye sab Sadgurudev bhagwan atu ki data hai unhin se prapt hota hai y apne hriday ki baat kahte hain yah kisi sadhna se nahi hota yah Gurudev ki mand muskurahat se

hota hai va kripalu kripa kar diye to samasth dosho ka saman karne wala prem prakashit ho gaya jahan prem prakashit hua to vrindavan adhi swar yah yugal sarkar jhalak lagte hain manas netron mein vishwas kijiye guru kripa hi kevalam aho bhagya hai jo guru ki adhinta sweekar karke apne jeevan mein beparwah ho gaye ab jaisa sadguru rupi khivaiya kare ab mere jeevan ki nav to sadguru ke hath mein hai nate vastu jo milat hai Priya pritam Harivansh chandra ju ka nata bahut se mante hain kaise papi kyon na ho Harivansh naam jo le to alak ladti reej ke mahal khwa sa de shri Harivansh sharan ja aae to shri vrishabhan kunvri nand nandan nij kar apni chithi chadaye jo sakhiyon ki sharan mein ho jaata hai Priya pritam bahut jaldi reej kar apne aap ko de dete hain sambandh se Priya pritam milte hain Vrindavan das ji maharaj kah rahe nate vastu jo milat hai acharya sambandh guru sambandh Harivansh chandra ju ke nate se ham par Priyalal kripa kar rahe hain hamare mein koi sadgun nahi hamare mein koi tapasya nahi aisa koi bhajan

nahi to itni kripa kaise hai bole Harivansh nate se hai hit sajni ju ke nate se ham unki sa mein hai is nate se Priyalal ham par kripa kar rahe hain par lay prem pariksha aapki prem pariksha hogi aap acharya nishth kitna hai aap guru nishth kitna hai iski pariksha hogi bina iske vastu prapt nahi hoti chahe jitna koi ahankaar purvak hat kar ke tap kare to nahi prapt hote prem pariksha apne acharya aur isht ke anannya rahna kaisi bhi paristhiti ho bahari ya antahkaran ki kaisi bhi sthiti ho hamen mile ya kuch na mile par man kram vachan trishun mat ham shri hit Harivansh upasi man vachan karm se trishun jeevan pran man kram vachan kaho nit tere shri Harivansh pran dhan mere sevak shri Harivansh gawe shri Harivansh naam rati pave jo Harivansh tajo bhajo aur rahi to mohi shri Harivansh dohai iski pariksha hogi pralobhan ho sakta hai pariksha mein ya bhay ho sakta hai jo bhay aur pralobhan donon mein apne acharya nishtha mein adig rahta hai to bole nate vastu jo milat hai vastu Priya pritam Harivansh nate

se mil jaate hain bahut kripalu mahaprabhu Harivansh chandra hai apne sharanagat ke liye likh rahe hain apne kar kamal se patrika mein vitthal das ji ke liye tihare agle pache aparadh Harivansh khe bhi tum chinta mat karo piche jo ho gaye wo aur age jo ho jaenge wah sabke nirvah karne wale ham hain tum chinta mat karo tum swamini ja ke jori sumiran mein mat rao ye jori jo hai amrit swaroop hai tum sukh swaroop ho jori sumiran mat raho Radha vallabh Radha vallabh Radha vallabh tihari pehchante mu ko shyama jo bahut sukh

det hai gazab kar diya acharya ki pehchan se ham sharanagat ko shyama jo sukh de rahi hai aur acharya kitne dainya hai ki apne shishya se patr mein kah rahe tihari pehchante mu ko shyama ju bahut sukh dete 10 din mein aveg ya asha se pran rahe aise kripalu tihare agle pache aparadh Harivansh khavi ya kanan baseee jo tab Radha sudrishti kare jis par Priya kripa kataksh ho gaya hai wahi Vrindavan se prem kar pata hai Vrindavan ka aashray le pata hai Vrindavan se apnapan kar pata hai aur wahi akhand Vrindavan vas kar pata hai atu ki kripalu ham sab ni hain agar shri ji na sambhale to ham sab balu ke bandh mein bandhe hue hain kabhi bhi indri man is bandh ko tod sakti par Priya kripa kataksh se yah jo hamara marg hai wah sudridh ho raha hai apne mein koi samarth nahi dekh lo agar apni dekho man ki chal agar Priya bal se na ruka ho to ye abhi hamen bhrasht kar de abhi nasht kar de aisi ki chal hai par Priya kripa kataksh rupi kavach se ham surakshit hain jab Priya karuna hoti hai to lalitaditya ka sanyog banta hai

Lalita dik karuna avadhi teen charan sharan pare Lalita vishakha champak chitra tung vidya rang devi indra lekha aur sakhi sudevi asht pradhan sakhiya aur yah sab hit murti hai jab Priya kripa kataksh bada saubhagya ka vishay hai bahut janmon ke punya ekatrit hote hain aap piche jo satsang nitya sunte hain unko yad hoga ki bhagwat bahut janmon ki upasna ke baad braj upasna milti hai braj upasna mein jab va sangopang Brijendr nandan ke adhin hota tab lal ranghilo gaiye tate priti rangili paie lal ju jab kripa karte hain to Priya ju ke charnon ki priti Vrindavan ki priti yah pradan karte hain priyaj jab kripa karti hain to priyaj ki sachar ki sharanagati milti hai Swami shri haridas ji maharaj Lalita ji ke avatar hariram vyas ji maharaj vishakha ja ke avatar aur sab jitni sakhiya hit murti aur hit murti ka pradhan swaroop shi hit sajni ju ke av Harivansh mahaprabhu jab kishori ji ki kripa hoti to sakhiyon ki sharanagati milti hai aur jab sakhiyon ki kripa hoti hai to man duwidha chhod kar ke is thesak

mein ho jaata hai hamare mai shyama ju kaura yah sakhi kripa se hota hai man ki duwidha dar de anand vipul bhari dampati charit alap kari vimurkh sang pari hari jab Priya sakhi ki kripa hoti hai acharya kripa hoti hai to man se duwidha khatm ho jati kidhar chalu yah baat khatm ho jati hai anand mein bhar kar ke wah Priya lal ke dampati charit alap kare Priyalal ke charitra ka gayan karta rahta hai yah ham apne hriday ki baat aapko bata rahe hain Priya lal adbhut kripalu dampati charit laap kare vimurkh sang pari hare ek charwaha maat ganv ka kisi rasik sangh se ek pad yad kar liya jo apni shringar aarti mein gaya jaata hai bani shri Radha mohan ju ki jori indra neel mani Shyam manohar sat Kumbh tanu gori bani shri Radha mohan ja ki jori bas wo gay charata aur isi pad ko gata bal vishal tilak hari kamin chiku chandra vichri gaj nayak prabhu chal ga andan gati vrish Bhanu kishori neel ni chol juti mohan pat pit arun sir khori jaise hit Harivansh rasik Radha pati sarat rang mein bh use piche Nupur ki jhankar sunai di piche mudkar

dekha to nau kishori nau kishor ladli lal kyonki siddh vachan shri sevak ji maharaj ke hain naam vani jahan Shyam shyama tha naam vani sunat Shyam shyama sub naam vani nikat Shyam shyama pragat prakt dekha Shyam shyama prabhu ke darshan matra se avidya ka nash ho jaata hai mam darshan phal param anupa jeev pav nij sahaj swaroopa vishuddh gyan jeev ka nash y sab ek saath ho jaata hai darshan matra pham bikal hokar charnon mein gir bole jao Madan ter mein Harivansh chandra jo virajman unse kah do mujhe bhookh lagi hai khir kadhi mahaprasad phulka yah sab lekar aa bhaga bhaga Madan ter mein aaya mahapurush shakab Priyalal ko bahut bhookh lagi hai ye ye padaarth bole hain ne ke liye tumhen kahan mile pad ga raha tha bani shri Radha mohan ju ki jori pad pura hua piche dekha yugal sarkar aho bhag aaj bhi bhog hamare Radha vallabh lal ka yahi lagta hai raj bhog mein phulka daal kadhi khir y aaj jo Priya pritam ke pavan maha madhury ras se bhare hue pad hai inko amrit mano Shyam shyama pragat pragat akshar nikat pragat sarwat

ati madhur vani yadi aap chatura ji ka gayan roz karte hain to aap 84 lakh yoniyon mein nahi jaenge chhut chaura bhramante nirakh jugal kishor aur Priya pritam ka isi janm mein darshan ho jaega aise jaise ham aapke kar rahe hain in nainan sab sukh dekh hai inheen netron se divya chidanand bhav Priya pritam ka jo hai prakashit hokar ke darshan ho jaenge chatura ji bahut ek ek akshar maharas se bhara hua hai dampati charit alap kare khub gayan kare vimurkh sang parihar vimurkh janon ka sang tyag de jo Priya pritam ke prem ras ki vritti ko sweekar nahi kiye hue hain aise bhale wo bhakt hain par ham unki seva karenge pranam karenge sangoshti nahi karenge phir jo bhagwan se prichay nahi rakhte aise vimurkh ka to sang hi nahi karna tajo re man hari vimurkh ko sang jake sang kumti mati upje karat bhajan mein bhang ban sampati ko sumati sach yah vrat sacho dhari jise Vrindavan vas mil gaya aise sambhalo jaise bahut badi sampatti mil jae yah sacha vrat hai isi se bhagwat prapti ho jaegi jise akhand Vrindavan vas ka sanyog ban gaya

ko aise sambhalo bahut badi sampatti mil gayi hai kisi tirth atan ya kisi vipatti ya kisi sampatti ke liye bhagne ki zaroorat nahi hai jadapi mile koti chintamani tau na hath pasar bahar bhagne ki zaroorat nahi yahi sab aa jaega vishwas karke baith jao ya vrat sacho dhari yah vrat sacha vrat le lo pran chahe nikal jae dham nahi chhodunga baat ban gayi anant janmon ke karm sanskar bhasm ho jaenge naveen praarabdh ki rachna hokar isi janm mein nau nivrit nikunj mein pravesh ho jaega jo atyant durlabh baat hai

kuvar suhag ladai nit rasna amrit jhare Priya pritam ke adbhut adbhut prem krida se bhare hue jo pad hai unko gao un mein Priya pritam ka adbhut sukh bhara hua hai kitna saubhagya sakhiya kaise ashish deti lad leej tharo abhi chal raho jo suhag Priya pritam ka anurag purvak seva karna aur unke pado ka gayan karna yah bahut badi siddhi hai sadhan nahi hai bas dimaag mein baith jae dimaag mein baith jae lute tero bhajan ab savdhaan jo aap vani path karte hain naam jap karte hain Priya pritam ki seva

karte dham vas karte hain to kuch lutere bhi y hai kam krodh lobh moh madh matsar yah indrin te bahu dari inse daro yah pa minute mein 24 ghante ke bhajan ke bhav ko ganda kar denge bahut gandi hai indri man bahut gande hain inka girna hi hota hai gandi jagah mein bahut savdhaan Priya pritam se prarthna karo ki he Swami he jeevan dhan yugal sarkar hamari indri man keval aapke charnon ki taraf badhe ab jagat ki taraf jana band kar ub gaya bahut janm ho gaye bhogte bhogte satsangati saj kot ko thag choran so lare satsang hi bacha sakta hai jaise ham kisi parkote ke antargat ho to hamen koi mar nahi sakta aise yadi ham roz satsang sunte hain aur satsang ke vachno ka vichar karte to mano voh kavach hai wo parkota hai wah indriy rupi chor jo hamko kam krodh lobh moh mad matsar in thagon ke hawale kar dete hain kuch nahi bigad payenge yadi ham satsang roz sune aur use apne jeevan mein dharan karen satsangati saj kot ko thag choran so lar in thag aur choron se ladne ki samarth vivek mein hai aur vivek satsang se hota bin

satsang vivek na hoi jab aap apni sampatti bacha payenge bhajan to aapko Vrindavan rupi akash mein Priya pritam rupi adbhut chandrama ka darshan hoga tumhare netr chakor ki bhati hokar rup ras ka pan karenge vipin gagan dwa sas udit chakor hoe anusri Vrindavan hit rup bali nit sukh varid tare sukh varid mein adbhut sukh samudra mein adbhut dubo Priya pritam ke leela gayan karo naam jap karo seva karo indri aur man ye kam krud aadi thagon se milkar hamare bhajan rupi dhan ko cura na paye isliye khub satsang suno aur satsang se pavitra vivek ke dwara ham apne aap ko bacha paye ki bahut janm ho gaye bhogte bhogte ab to hamen Priya pritam ki prapti karni hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi