॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

hamen jeevan mein mushkilen kab tak sahni padengi ? //25/09/26

▶ YouTube

pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ka satsang — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

koi na koi sa kisi na kisi seva seva mein panch 10 15 20 ka ek hota hai amach rag dves banne se bahut zyada dubhavna rahti hai uske karan kya vikshep hota rahta hai aur ek dusre ki ye matlab bahut zyada sir pe badh jaata hai maharaj ek star aisa aata hai ki bahut zyada vesh ho jaata hai aap jis guru seva mein hai usi kisi guru seva mein wo hai jiski aap ninda kar rahe ho jiski aap avhelna kar rahe ho ya jiske aacharan se asantusht ho ye tumhara vishay nahi hai ki wo kaisa aacharan karta hai ye isht aur guru ka vishay ki kaisa aacharan karta hai hamko us aacharan karne wale se kaisa vihaar karna hai hamko yah dekhna hai agar aap sadhna karna chahte hain to aapke paas hi virodhi rakha jaega jaise Meera ji ka devra, narsi mehta ji ki bhabhi, vibhishan ji ka bhai, Prahlad ji ka pita, bharat ji ki mata bada nazdik rakha gaya tha.

kyon? Kyonki isi se param brahm ki prapti ki yogyta aayegi. Jawab sahi jawab yadi ham dves karte hain to rag aur dves ye donon bhagwat prapti nahi. Isliye dves ka tyag karne ke liye jis par dves ho use bhagwat swaroop mankar pranam karna. Agar pranam nahi karte ho to tum dves se bach nahi sakte ho. Aur dves se bachna hai to aap 10 din ye kam karke dekho. He Priya pritam aap iske andar ho pranam uske samne pranam karo wo tumhara avhelna kare Bhaskhar jab mile jab mile tab se kabhi uski charcha mat karo kabhi usse dves andar se mat rakho nirmal ho jaega bhagvatik upay hai sansarik upay nahi sansarik upay mein hota hai ki kamra badal de sthan badal de to tumko dusra usse badhkar ke thakur ji milwa dena ye le phir lagega ye to to sahat sahit bade bhagti grih tan guru hitkar grih tan guru hitkar har apni karat har apni karmanat char ved sushmat

char kul karm na janat hamen shastr guru se matlab nahi hai char ved aur jo aur bhi agam nigam puran hai hamen apne guru se matlab har apni Gurudev ke samne har matlab apne ko bech diya das bana diya agar ham apni bhavna sab mein bhagwat bhavna karen aae to isiliye hai na hamen koi kasht de ham sah lenge lekin palat kar jawab nahi denge to yahi hai Uma sant kah yahi bai karat mand jo kare bhalai agar aap dves karne wale se dves karenge rag karne wale se rag karenge to Baba ji ka ye to sansari purush hai Baba ji Uma sant ka hai mand karat jo kare bhalai wo mand kar raha ham uski bhalai kar rahe akhirkar bhalai ki ek din jit hoti hai aur wo bhagwan ko prapt hota hai wo jo hai wo apni sthiti mein rahega kyonki wo rag dves yukt hai hamen rag dves yukt rag dves donon khoie aur khoji pad nirva kahe nanak yah koi koi gurukh jaan gurukh jaan koi koi koi guru kripa patr hi ye baat jaan pata hai ki ye rag hai ye dves hai aur donon ko khojie khojie pad nirva ye aaj pahli bar nahi sun rahe hain aapse

par parivartan jab manoge nahi to parivartan kis baat ka agar mano to jisse dves ho raha hai usko aise hath jodo aur andar patit naam pavnabhya vaishnavya namo namah nahi kuch aata hai to vaishnavya namo namah man lo pura shlok nahi aata hai to vaishnavya namo namah he prabhu aapko ye kra ap papo nasta sam drishya sar param swaram sab mein mere Radha vallabh lal virajman hai he prabhu aap kripa karo kabhi aapke prati dves na ho aur unko roz pranam karo agar theek na ho jae to main bata aur itni himmat hai ek krura acharya ka adesh hai ek krura krur swabhav wala ekra ap papino papi jo santo ke sambhshan yogya bhi nahi Radha vallabh lal ki usmen bhi Radha vallabh lal ab acharyon ki baat nahi manoge to gurujanon ki baat nahi manoge to maya prapanch se alag hogi paoge koi upay nahi maharaj ji aap dekhte to samne wala ham mein bhi nahi dekhte nahi samne wale mein hamen dekhna hai wo ham mein dekh yahi ulta hai satsang apne liye dusre ke liye nahi hai apne ko to tanad hi suneeche apne ko tan se

nich dekhna adham manna hai samne wale par bhagwat buddhi karni bach jaoge bach jaoge nahi rag dves to chapet mein le hi lete hain matlab ab aap samjhiye wahan bhandara ho raha hai. Hamara rogi sharir bhandara kha nahi sakte. Bhukhe din mein rahte raat mein jakar ke goswami par ke yahan mangte to ek paretha ek puri ek roti to keval ek roti kha lete puri paretha ka kha sakte the. Jeevan bhar pratikultaa tab jakar baat samjh mein aati hai ki bhagwan kya hai aur unki leela kya hai wo jitna samjha dete hain agar paramarth mein badhna chahte ho to par dukh ko gale lagao pratikultaa ka aadar karo apman ninda se prasann hona chahiye ho agar age badhna chahte ho to yah baat ganth bandh apman aur ninda pratikultaa aur dukh ye bhagwan se jod ke bhagwan se mila dete hain.

likh lo aur jab tak ye jeevan mein nahi honge tab tak aap age le kisi bhi mahabhagvat ke charit ko aap padh ke bhari kasht se kasht tha. Pratikultaa Tukaram ji maharaj ek ganv mein kirtan karne gaye the. Wo ek aadmi bada nastik tha. Charit mein padha hai wo. To kuch bhakton ne usko prerit kiya ki bhaiya itne bade mahapurush aae hain. Tukaram ji kirtan karte hain to kuch minute le jaya kar. Wo gaya to aisi shraddha bani ki usne diksha le li kuch samay baad aur bhagwan manne laga. Ab satsang mein prayah pavitra aacharan brahmcharya aadi ki to patni se wo jo pati patni ka sambandh hota hai wo band ho gaya ab patni pareshaan to usne vichar kiya ki hamare jeevan ke sukh ko nasht karne wala ye Tukaram kaise dand de Tukaram to apne pati ke pair padkar kaha aapka to kalyan ho gaya hamara to kaha chalo guru ji ke satsang bole nahi ek bar guru ji ko ghar lao bole prayas karte hain agar aapka parivartan ghar jane se ho jaata hai to prayas karte Tukaram ji se puri baat bataai ki wo sahaj

mein chal usne asan hi aise lagaya ki rasoi ki taraf pith aur aise aur pehle se panch ghanta khaulta hua pani bhagauna ko uthaya aur Tukaram vitthal vitthal vitthal pura sharir chamda aur unhone likha hai ki haan vitthal bahut pareshani ho rahi haan vitthal bahut aag lag rahi aise mahapurush jinke liye viman aaya tha antim antim mein viman aaya tha sabko namaskaar karke viman pe chadh ke phir bhagwat dham gaye aise mahapurush ke saath aisi aisi pratikultaen ghar mein khane ko nahi tha aur shivaji jaise raja unke charnon mein laute the.

ghar mein khane ko nahi tha. Patni jo thi wo thoda sankat swabhav ki thi. Sab kuch bhakton ne saha hai. Jo saha hai wahi maha bhagwat bana hai aur jo ki ham kisi se kam nahi to bhagwan ke darbar mein aadar nahi. Yahi darbar din ko aadar riti sada chale aae. Hamen aise hona padega. Nahi hoge to tumhare upar bhagwan ki kripa hogi. To tumko zabardasti pitva ke pujwa ke jaise banega waise apna bana tumhen sahna hi padega jiske jeevan mein hi dekh aisa kyon dekha jaata hai kyonki unka antim janm hota hai anek janmon ke papon ka nash karke bhagwat prapti hoti hai thoda thoda bhogakar thoda thoda pratikultaa dihakar anek janmon ke dosh aur anek janmon ke papon ka nash hota hai chhoti si baat pratikultaa hamen bhagwan se milati hai pakka socho apman man ninda ye bhagwan ka bhajan karate jise bhajan kahte hain.

agar aap log isse daroge to phir chalne sammaan kalyat bhor gan shripad prabhu sammaan kalya bhor ganam nicha apmanam sudha shri Radha Murli dharo sakhi Vrindavan madhya ai mitra Vrindavan ko mat chodo sammaan ko ghor vish samjho aur nich purushan dwara kiye hue apman ko amrit samjhkar Radha murleedhar ka bhajan karo bilkul aapki baat theek hai. Ham sahan nahi karenge. Kab tak yani koi jab tak shas hai jab tak shas hai tab tak bade-bade mahapurushon ki aisa nahi ki vriddhavastha mein aap dekho charit khol karke dekho jab tak swas hai yahan tak ki gadasa chala diya gaya khopdi Baba ka aise brahm murti mahapurush se kiska dves lekin bhari sabha mein bada sa bhari sabha mein nak katne ka prayas kiya gaya bhari sabha mein bhaykar ninda hui odiya Baba ko bhaykar bhari sabha mein ek se vidvan shishya the dhanvan shishya the tab aise ham dekh lenge aise hi haan Shastri usse dekh lenge

matlab matlab vidhan se Baba ko kutia mein jab gaye to phadaphda bole Baba aapne rok diya nahi to aisa bole yahi satsangat karte ho hamare Radha Radha wo deh ki ninda karte hain ham bhi ninda karte hain deh ki agar wo atma ki ninda karte to phir wo agyaan ki baat thi kyonki hamari aur unki atma ek hai aur deh panch bhautik iski ninda ham bhi karte ho tum log yahi satsang karte ho sabko ek minute mein shant karte ho ye murkhon ka kam hai ye vidvannon ya gyanyon ka kam nahi hai gyani viveki wahi hai jo dhairya purvak sah karke nikal jae sudhar bhagwan ne sahne ke liye sab kuch kaha aur kiske saath pratikultaa nahi hui aap kisi bhakti ke saath bata do Pandav ghar mein bhai chachere bhai ghar mein rakha hai samne rakha hai bhagwan ne dur nahi pratikultaa rakhi samne rakhi hai ghar mein ghuskar pratikultaa karega ghar mein ghuskar pratikultaa karega aap batao ab guru wo jagat guru hai tab jakar ke bhagwan adhin ho jaate tab wo bhakti ki jai jaykar karane ke liye wo mahima prakt karte hain pura prishtha jhuka dete hain uske

saath napti dwrae jinke darshan ke liye khade rahe aisa bana dete hain narpati dwaar thade raat pratiphal pratikultaa aise chupchap saho agar is marg mein aae ho aur unnati chahte ho to pratikultaa ko saho shareerik kasht ko saho kam aadi vikaro ko saho to bhagwan ke ladle ban jao bhagwan ke pyare bhakt ban jaoge mahan wahi banta hai jo sah dena andar se bhagwat bhav karna bat bahari vihaar kaisa mitrvat har chij aap aise wo hamse shri Harivansh se nahi bolegaa ham apni taraf se bolenge shri harivant aur zyada chadta hai aur zyada to ham bhi pair chha lenge uske agar wo hamen mar raha hai to ham mansik usko pranam kar rahe hain ki hamara marg paramarth sant sant aur mahatma ye aisi thodi padvi milti hai.

Kailash se bol pare ek lat Ravan ne mari aur vibhishan ji ne hath joda aur kaha tum pitu saris bhale moh mara Ram bhaje to kailashapti bhagwan se Uma sant ye dekho sant Uma sant kahe ki bai mand karat jo kare sant aise thodi ho jaate bhash matra rakhne se sant thodi ho jaate kab ko ho yah raha nahi raho shri Raghunath kripalu kripa baten sadhu swabhav ka swabhav haan sadh swabhav hona bada kathin baat hai bahut hi guru kripa se aata hai ye guru kripa se aata hai abhi aapki baat suni aur hamne bhagwat bhav pe aur mitra par vihaar karne ka prayas karne ka andar than liya par maharaj ji bhul gaye aur pratikriya ho aur uske baad phir 10 aadha ghanta ek ghante baad phir se phir usse mansik pranam karo mansik haan mansik pranam karo kshma mango usi drisht mein pranam karo aur usko kshma mango kyonki he bhagwan aap hi swaroop mein ho.

ab ham samne ane ki to himmat nahi ki aapke pair chu le. To prabhu main aapko pranam karta hoon. Aap mujhe kshma kijiye. Maine aapse pratikul vihaar kiya. Age se kabhi nahi karunga. Isse kya hua? Hriday shital ho gaya. Aapka hriday. Haan. To par samne wala phir bhi dves rakhne lag gaya. Us baat se to aapka hriday itna shital ho jaega ki aapke upar mrityu ka bhi prabhav nahi padega. Tabhi to mrityu mahotsav ho jati hai bhakton ke liye. Sabse badi pratikultaa mrityu hai. Dekho ek shisha aisa hai jismen kankar maro churchur ho jaega.

aur ek shisha hai jismen goli maro koi asar nahi hoga. Main haan ulatput kyon hua? Garam thanda garam thanda garam thanda garam thanda itna majbut kar diya ki goli par nahi hogi. Goli wahi shisha jismen chhota sa kankar mar do pura shisha baith jaega aur wahi shisha goli mar do to nahi tutega bullet proof thakur ji apne sadhak ko apne sharanagat ko bullet proof bana pratikultaa anukulta aisa nahi ki keval pratikultaa hi de bhari anukulta bhari anukulta Radha se pujwa diya aur sadharan se pitva diya Radha charit padh ke dekh baddas dekho bade bado ka itna sara to isliye hamara lakshya hai bhagwat prapti hamara kartavya hai sahan karna bhookh pyas sardi garmi man apman ninda sthiti tab aap us param pad ke adhikari rashtrapati ke liye use yogyta chahiye pehle emaelae phir sansad phir mukhyamantri haan phir agar agar mukhyamantri pad sahi samaj mein sambhala aur savasri bane to aap pradhanmantri ke adhikari ho gaye.

to aise hi ye param pad hai. Parmesthi pad brahma ka jo pad hai us wo jahan jhukta hai wo ye param pad hai. Sabse bada pad parmesthi pad jahan jhukta hai. Isiliye jo bhakt param pad ko prapt ho gaye hain. Unhone kaha par sarwabhamdhipatyam yog siddh na pun bhav kyon sabse shreshth pad ko prapt kar liya bhagwan ki prem padvi bhagwan ke charnon ke samipita jo prapt ki ab ye sab nahi chahiye to aap koi sadharan nahi hai aap param pad ke chayan wale hain. Jaise militri mein hazaron jaate hain ladke to chayan kiska hota hai?

200 300 aise 700 to rijekta hi hote hain. To chayan ke liye sab aae to ismen rijekta bhi hote hain. Chalte chalo chalte chalo chalte chalo sahan karte chalo paas ho jao aur paas ho gaye to phir kya hai sat sat sa lok tarat wo mahatma swayam tar jaata hai swayam tar jaata hai wo loko ko tar deta hai ye paksh ho gaya pratikultaa wala dusre jo ek maharaj ji sadhak ka dusre sadhak ke prati vihaar kaisa hona chahiye aisa bhi ho jaata hai ki wo itne achhche dost ban jaate hain rag ban jaata hai phir wo phir phasaph ka karan ban jaata viparit sharir ho jae na Kabira khada bazar mein sabse poohe khair na kan se dosti aur

na kan se hamare jeevan mein ek bhi hamen dost batao jo aaj tak ki hamare ek bhi dost nahi to dushman ka to sawal hi nahi koi apne man mein dves mane to mane ham apni taraf se to kabhi aisa ab bhagwan dekh rahe hain wo sab sambhalnge unka sara khelnge lekin virodh karna hamara karya nahi virodh aap hamse karoge ham hath jodenge ham pair chhuenge aapke ham gale hi lagane ki koshish karenge aapka karya apna hamara karya apna aap uski sima rakhi jae maharaj ji mitrata mitrata nahi honi chahiye shatrutha agar kisi se ho rahi hai to usmen bachne ke chans rahte hain kyonki kadwapan hota hai mitrata aur khtrnak hai kyonki usmen mitha isliye sammaan ghor ganam sammaan ko vish kaha hai aur apman ko amrit kaha hai to yadi aap hamse shatrutha karoge to hamara rag nahi hoga aapse matlab ham dves se to bach sakte hain lekin rag se nahi bach sakte rag bada satyta se bhi badhkar bhayanak rag hai isiliye ek sant kah rahe the ki hamara jo apman karta hai hamen bahut accha lagta hai jo hamse pyar karta hai mujhe

dar lagta hai. Mujhe jo pyar karta hai mujhe dar lagta hai. Isse bacho ye marenga wo to nahi mar payega. Jo shatrutha ka bartaav karta hai wo nahi mar payega. Mitrata ka vihaar karne wala mar daelga. Jaise kuch samay tak ham ek mauni mahatma ke sang rahe. To wo Vrindavan jab aae matlab satta hai ki 28 varsh ki 27 hamare samne bhi ate ate the haan par wo pahli jo pahli bar kashi se ham aae hi the to wo unko pata laga hoga to aae honge to aae dhund liye Radha vallabh ji ke mandir mein phir wo kuch tak aae phir apne mitra kya yar tum bhi tum bhi samjho aap apne mal sarvatra kya sarvatra bhagwan nahi hai Vrindavan mein akele kya bhid ganga ji ka kinara hai chal diya sab do varsh do varsh phir ek din ratri mein 2 baje baithe hue the saanp akar ke puraskar

mari jahan torcha rakhi thi va mari aur itna power rahta tha takhat ka ki akele utha ke rakh lo wahan ham hi aur panjeeri Baba rahte the keval pehle to himmat ki kyonki bahut bar pukare sun chuke the aath 10 puraskar bilkul jo hai ham kaha ab bhago kud ke aur bhage panjeeri Baba jahan pare the garmi ka samay tha takhat mein to chadh gaye bole are more bhai kaun aaya badha gaye ekdam ham kaha ham hai chinta na karo bole kya hai ham kaha saanp piche kiye wo badi charge maharaj piche khada tha ham kaha ham samjh gaye subah Vrindavan chale jaenge to raat turant phad niche kiye wapas subah dola uthaya Vrindavan phir akhand Vrindavan vas ka niyam to phir kahin nahi jana ana lekin aap ise satsang kahenge ya kusang kahenge maitri ka bhaar dal ke aur mujhe dham se bahar kar diya.

prarambh ki baat kah raha hoon jab kashi se aae aur do varsh dham se baat isliye mitrata jo hai wo shatrutha se bhi khtrnak hai sammaan jo hai wo apman se bhi dukhdayak hai isliye sala se samjho hamen na kisi se mitrata hai na shatrutha hai apna apna kam kiya apneep aap batao sab ho kisse mitrata hai aur kisse shatrutha hai sab ho aap koi hamara vishesh priy koi nahi vishesh priy hai. Ye mat samjho ki koi vishesh priy hamara koi nahi. Ham andar ki baat kah rahe hain. Pai bhar koi vishesh priy nahi hai. Aur bhagwan ki kripa se kisi ke prati jalan nahi hai.

bhagwan ki kripa se kisi ke prati jalan nahi hai. Ham Vrindavan mein baithkar baat kar rahe hain. Kisi ke prati jalan nahi hai ki aisa age bhagwan jane. Abhi tak kisi ke prati hamari jalan nahi hai. Yah ki hamare upar bhagwan ki kripa hai. Bhagwan ki kripa hai. Har jagah hamen kripa dikhayee de rahi hai. Pratikultaa hoti to kripa nazar aati hai ki ham vishay pankh mein girne wale kide aur bhagwan ne amrit pankh mein le jane ke liye sab leela ki hai. Unki amritmay leela hai. Aap abhi kah rahe hain ye sab dekhte aa rahe hain. Sab dekhte aa rahe hain.

haan koi aisa drishya nahi tha jo haan par kisi ke liye nahi isliye pratyek sadhak kamal ka slop jaise army mein pata hai goli lag jaegi to sab harakten bataai jati hai phir bhi pran chale jaate hain aur wo shahid mane jaate hain unki photo lagti hai aur pradhanmantri rashtrapati bhi unko shraddhanjli arpit karte hain to hamen is marg mein pahla niyam lena hai ki chodna nahi hai is marg marg ko pahla niyam lo ki main zindagi mein chahe jo kuch ho jae bhagwat marg nahi chhodunga. Kuch bhi ho jae wo sab theek hai.

bhagwat marg nahi chhodunga. Dusra baat kuch bhi anubhav na ho to bhi is marg ko nahi chhodunga. Tisri baat har kadam badhate chaluga aur har dukh ko sahunga. Agar aap bhagwan na mil jae to hamen bata de teen baten pakar le is marg ko nahi chhodunga aur chahe kuch anubhav na ho is marg ko kabhi nahi chhodunga aur sab kuch sahunga bhagwan na mil jae to hamse bata jaise log kahte hain char sal ho gaye hamen kuch anubhav nahi hua samjh rahe ho nahi char sal ho gaye anant janmon ke paap tumhare nasht ho rahe hain aur tum char sal se bhagwan ke sharanagat ho ye bahut badi baat hai.

ye char sal mein tumhari durgati ho jati hai. Vishyon ki vishay bhog jo nitya nirantar chintan aur sab ye sab jeevan ko nasht kar raha hai. Khokhla kar raha hai. Antim samay yahi drishya aayega. Aur char sal se tumko koi anubhav nahi. Sharir chhutega bhagwan ki prapti hogi. Kyonki tum bhagwan ki sharan mein hai. Isliye bahut hosh mein savdhaan hokar kisi se na mitrata na shatrutha sabko pranam hai. Sabko namaste. Ek to ham yah kahte hain ki ham apne ko sant mante hain. Dusre ko sant nahi mante. Yah sabse badi baat hai.

sadhako mein aap dekho kya ek dusre ko sant mankar unki paduka ko namaskaar karte hain. Unke charan ko namaskaar karte. Ham satsang ke baad jab laut ke sabko dekhte hain to ye sabke charnon mein pranam karte. Hamare guru ji panchang pranam karte hain sabko. Aapne dekha hoga kyonki sab mein ham jaise mala pahna rahe to aise hath jode aise sab mein bhagwan virajman hai. Ye guru shishya ka natak ho raha hai. Paramatma sab mein jo hamare andar wahi aapke andar virajman hai. Phir ye sab vaishnav sant hai. Aap ek dusre ko sant manoge to aapki mahanta hoti chali jaegi.

ham apne shisyo ko sant mante hain. Sant bhagwan pa rahe hain. Hamare shishya hain lekin hamare bhagwan hai. Tab tak hath jode baithe rahe jab tak wo achman karke uthe. Are bhagwan pa rahe hain. Ab ham apne shisyo par bhagwan aap apne guru bhai par bhagwat bhav nahi karte. Shisyo par guru banne ki yogyta kaise aayegi? Guru banne ki yogyta kaise aayegi? Shishya aap chhote banoge to mahan ban jaoge. Jo sacha shishya hai wahi guru ban sakta hai. Jo shishya nahi bana wo guru kaise ban sakta hai? Isliye pranad karo aman na man de kirtan aapke kamre mein koi aata hai Vaishno guru bhai hai koi bhagwat charcha agar nahi kar raha kuch to charcha hai matlab yah pyar ki bhasha aur agar sidhe kating karni hai dekho ham to aapko baitha lete lekin guru ji ne mana kiya hai koi sikhon ko aap apne kamre mein aap bhi bhajan kijiye ham bhi bhajan bahut mridu vihaar katu vihaar nahi irshya dves nahi agar irshya dves aur katu vihaar hai to sadhuta kis baat ki hamen batao kis baat ki sadhuta aap kis baat mein mahan

hai sahenshilta mein mahan wahi mahan hai jo sahan kar bade-bade kashto ko sahan karna ye santo ka sahaj swabhav bhookh pyas garmi sardi mar mar apman sab sab santo ke jeevan mein ye sab aaya hai aur use khub anand purvak saha hai bhagwan ki kripa ne unko wo param pad diya hai aur jo unse dves karte rahe durgati ko prapt wo param pad ko prapt to agar aap log chayan kiye gaye aap rijekta nahi ho maharaj ji aap chayan kiye gaye ho aise aacharan mat kar dena jisse rijekta ho jae hota hai na nikal diye gaye aur usmen sarkari bhasha mein saspend saspend bole wo galti mein paye gaye aur yahan ka saspend phir maya aisa raundti hoti hai ki phir dobara ismen kadam rakhne layak nahi rahta.

pura jeevan barbad ho jaata hai. Isliye apne jeevan ko sarthak karne ke liye saho. Phir ham char baten bata rahe hain. Naam jap, mantr jap, vani path aur seva. Seva mein ham ye nahi laga rahe shri ji ki. Sant seva, thakur seva, shri ji ki seva, pashu pakshi ki seva, charachar ki seva. Agar ye char baten hain to aapko kabhi koi parast hi nahi kar sakta. Kabhi koi prartha nahi kar sakta ya naam mein ya mantr mein ya vani mein aur ya seva mein char baten hain jeevan mein to bilkul aap bhagwan ko prapt honge aur ye baten jo hai vihaar ki hai sahan karna kshma yachna ye vihaar hai ye vihaar hai aur ye paramarth jo char baten hain ye paramarth aapko vihaar se bacha lega aur agar ye nahi hai char baten to to sahan nahi kar paoge ek do tisri bar tut padoge tisri bar lad jaoge 100 bar thuka Eknath ji ne hera bhi nahi us ek santo ki baat aap santo ke charit padh ke dekho prati kil dev ji ke mathe par kil thok di kya dhyan karte hain dekho aise kil thok di aur wo bhagwan ke dhyan mein mast rahe naam jap karo aur paramarth mein chalo jo satsang suno use apne aacharan mein utaro tabhi labh milega.

nahi hamara bolna aapka baithna sunna sab vyarth ho jaega. Shri Radha lal ki jai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi