shrikrishna ka chathi pujan evam Putna vadh / bal Krishna ke darshan ko ko aae mahadevji ! // 22/09/26
pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ka satsang — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
Nilmani ne sakla vaywana kurwind nev bimba dharas kamal ragene pan padasya shikhar manne nakhar nikas nirman kada chin manamyova indavre sakla vaywasya bandhu kenev bimba dharosh japa kusumev pan padasya malli kor kene nakhar nikasti kadachit kusumyo vake na nirmay krishnay Vasudevay hare Paramatmane pranat klesh nasay Govindai namo namah krishnay [chikne ki aawaz] Vasudevay Devki nandnay cha nand [gana gane ki aawaz] gop kumaray Govindai namo namah nand Baba ke yahan Janmastmi se lekar panch din ho gaye.
raat din brajvasyon ki dhoom machi hui hai. Kyonki 84 ko brajvasi bal vridh yuvati vridha sab Baba ke lala ke darshan ke liye vyakul hai. Par vyvastha ki gayi hai. Pehle vayo vridha gopi phir nav yuvati gopi phir vayo vridh gop phir navyuvak gop to abhi gopo ka number hi nahi aaya bade vyakul hai gop jan koi sun hi nahi raha kisi ki sabke hriday mein ek hi baat hai neelman ne saklayam kurwind bimbas kab main indra Nilmani shri lal ji ke mukharvind ka darshan karun to jo gopi darshan karke aati hai usse puchhti hai tumne dekha nand ka lala kaisa hai to kahti hai ankur nav neelam mandras pallav tamalas kandam navas kasturika tilkam trokya lakshmana siddh saubhagya sampada aho kaise tumhen batayen shishu ke ang itne nirmal swachchh nau neel kant mano naveen megh jaldhar abhi abhi abhi naveen jal lekar aae hain.
[gala saaf karne ki aawaz] aise indra Nilmani ka kaise batau mano naveen tamal taru ka pallav ho itna sundar nav jaldhar ke navankur ho itne surbhit mano trailokya ki shobha ek jagah ekatrit ho gayi ho suchakran kapol vishal netr kaisi kaman jaisi bhen aur netr to janm se hi siddhanjan lagae hui hai. Jis par par jaate hain wah lubhayaman ho jaata hai. Gop vyakul ho jaate hain. Ab wahan nand Baba ke angan mein to raat din panch din se badhaiyan baj rahe hain. Andar jhaank ke dekhte hain nritya ho raha hai. Badhai gai ja rahi hai.
samasth brajvasi janon ke liye Baba ne vishesh vyvastha kari. Jo utsav ho raha hai prangan mein usse ek side se gali jaisi hui sabko hataya aur jo Shrimad gopan nutan tanu jatas krite pragya nimantrita braj jana sarve tat yaha bhojna kar susum vaat prakash pratha vyaa ki pad gana nakaratma jin jin pradhan pradhan brajvasyon ko nimantran diya gaya tha wo sab bade budhe age age karke bas lala ke dur se prasutika grah se darshan kara diye jaate hain. Bhat naam pran kandas Shri man nandas jagdand sakhal nandan sambhwa kaun prakt hua bole jagat ka anand murtiman nand nandan ke rup mein jo dekhta hai supravah karta hua pulkit hatne ki ichchha nahi hoti phir prem vivash brajvasi jan unko hatate hain.
kramash pura din pancha aur puri raat panchvi vyatit hui. Bade-bade sangeetkar, nritya karne wale, gayan karne wale sabko Baba nyochhavar dete hain, tript karte hain. Aaj chhathwan din hai shashthi pujan jise chathi pujan kaha jaata hai. Raat bhar utsav hota raha. Brijendr nandan ke janm ka utsav abhi sampann nahi hua. Ye chathi utsav aa gaya. Itna lamba utsav raat din na Baba soe na brajvasi soe. Brajwasini gopi jan sab gopo ko angan se bahar karen. Chathi pujan hoga. Sundar chauk puri gayi. Beech mein gay ke gobar se chathi devi ki rachna hui.
sab devi devta jinke ansh se prakashit hai unka mangal karne ke liye chathi pujan ho raha hai. Brahmin log bulaye gaye wo shashthi pujan mein sabse pehle Ganesh ji ka pujan karate hain. Hari Om gan ganapti hawa mah Priya [chikne ki aawaz] priy hawa mah [gana gane ki aawaz] nidhi nidhi hawa [gana gane ki aawaz] mahso maja gadha taja [gana gane ki aawaz] gam Gayatri [gana gane ki aawaz] jagat bahot [gana gane ki aawaz] tripda chatur pda tripda jada [gana gane ki aawaz] viksha ja suva [gana gane ki aawaz] sahta [gana gane ki aawaz] sahya purv manodhra [gana gane ki aawaz] anre [gana gane ki aawaz] jaja dusre [gana gane ki aawaz] [gana gane ki aawaz]
[gana gane ki aawaz] dhan mein man shiv sankalp stu kar [gana gane ki aawaz] pate [gana gane ki aawaz] ja purv jaksha praja ta man shiv sankalpastut prajya [gana gane ki aawaz] [gana gane ki aawaz] prajas yas nate kite ta [gana gane ki aawaz] man shiv sankalpastu jem [gana gane ki aawaz] bhutam bhavnam bhav paramte [gana gane ki aawaz] sarvam sapt ho ta man shiv sankalpastu jasjan pratishthita prathme sarv praja dhanya [gana gane ki aawaz] mana shiv sankalpastu [gana gane ki aawaz] manushyate [gana gane ki aawaz] ji ta [gana gane ki aawaz] man shiv sankalp sashti devi ka bada sundar pujan kar rahe hain.
shas upchar se shashthi devi ka pujan hua. Kul pratha ke anusaar sashti devi ko bhog lagaya gaya. Aarti hui. God liye gopal jasoda pujat chathi mudit man pyari bade bal sneh chuchate chumat mukh de de puchkari lala ko bar-bar puchkar karke hriday se lagati mukh chumban karti Yashoda maiya aur chathi pujan karati pujat chathi jukan kunwar ki thape pit lagai kanchan thaar liye braj banita rochna det suhai ati aankh jo sabah susin mangat nain bharae surdas prabhu tum chir ji ho ghar ghar mangal gaye surdas prabhu tum chir jeewo ghar ghar mangal gaye braj rani chathi pujan karke hire moti ratnnon ko luta rahi hai.
badi bhid lagi hai budhi braj gopiyon ki. Ham bhi chathi pujan lala ke liye karenge. Phir gwal gop sab pujat aru pujat braj nari shri vitthal Giridhar chir jeewo mangat oli pasari sab brajvasi jan vidhata se ek hi baat maang rahe lala chiranjeevi bhav lala chiranjeevi bhav sab brajvasyon ka ashirwad jagat ko ashirwad dene wale prabhu ke upar lag raha sab budhe bade jo chathi pujan mein aaya hai sab lala ko ashirwad ham bhi hriday se lala ko ashirwad dete hain lala ke naam ke bal se lala ke naam ke bal se hi lala ko ashirwad dete hain aur sahi pocho to lala jinke adhin hai un lali ke bal se lala ko bhi ashirwad dete hain aur lali ko bhi chirjeevo bhutla yah jori chiranjeevi bh mere ladli lal mere pran pritam mere pranadhar chiranjeevi bhav ratri jagran hua hai isliye panch chha din se sab brajvasi jan shithil hai Premanand mein bhagwan ke mahamod mein sampurn braj mandal duba hua hai.
dhire-dhire sandhya kal ka samay aa raha hai. Yah bada nishachron ke liye balvan banane wala hota hai. Itne mein Shastri sangit wale anand utsav mana rahe hain. Vivid vadya baj rahe hain. Koi mridang baja raha hai. Koi upang baja raha hai. Koi vi baja raha hai. Koi venu baja raha hai. Taal mridang upangi venu ki dhvani [gala saaf karne ki aawaz] chaai hui hai. Sampurn brajvasi jisko dekho nandalay ki taraf Putna ko kans bahut janta tha ki bade-bade devtaon ko bhi chutki mein mees dene ki samarth rakhne wali Putna hai.
jab usko pata chala ki mere marne wala paida ho chuka hai. Usko pura vishwas ho gaya. Devrshi narad ji ne kaha tha braj ke nand gopadi yah sab sadharan manushya nahi. Yah sab bhagwat parsad hai. Iska matlab agar kahin bhi avatar hua hoga mere marne wale ka to braj mein hi hua hoga. Kyonki Baba sadharan purush nahi hai. Jao Putna ko kaha braj mandal ke samasth balkon ko mar do jo 10 din ke andar prakt hue hain. Ashlesha nakshatra laga. Sandhya ka samay yah vish ghatika ka nakshatra hai. Ismen rakshasaon ka bal badhta hai.
mrityu yog ismen upasthit hota hai. Ashlesha nakshatra vishaghtika ki vela sandhya samay nishachri Putna vishal sharir bhujao mein phadkan hone lagi. Mano gir shrangon ko masal dene ki takat usmen aa gayi. Usmen akash mein udne ki samarth, vivid rup dharan karne ki samarth, pahar ko bhi chakhnachur kar dene ki samarth Putna mein hai. Kans ke adesh se adesh to usi din ho gaya tha jis din devi ji ne akash mein jakar kaha tha tera marne wala kahin paida ho chuka hai. Par braj mein pravesh karne ki iski buddhi hi kam nahi ki ki hamen braj ka theka mila hai.
yah Mathura mein shuru kar diya balkon ko marna aur Mathura mein wo balak paida hue the jo sab Rakshash the. Us samay jo paida hue the wo sab Rakshash hazaron balkon ko mar dala. Phir use ekdam dhyan aaya ki mujhe yahan marne ke liye nahi kaha. To ye kisne buddhi badli thi? Lal ji ne ki thoda chha din to ho jane do. Chathi ho jane do. Kahe ko pratham din se hamen shuruaat karni padegi teri mrityu ki. Isliye chha din to brajvasyon ko anand lene ekdam dimaag aaya uska ki mujhe to braj mandal mein marna hai aur braj mandal mein jitne prakt hue hain sab bhagwan ke nitya sakha prakt hue hain.
Putna ya kisi bhi Rakshash raaksasi ka wahi bal chalta hai. Jahan bhagwan ka naam kirtan na hota. Bhagwan ki katha na hoti ho. Kabhi bhagwan ke bhakton ke charamodak ke chheente jis ghar mein nahi pare wahi bhut pret to bahari chakkar hi rahta hai. Log kahte hain na bahari chakkar tumhara bhitri chakkar theek nahi isliye bahari chakkar aakraman karta hai. Ab Putna thar gayi kyonki naam kirtan aur katha ki to baat jane to jinka naam kirtan katha ho raha wahi sakshat hai. Bhagwan ne sabse pehle buddhi uski badli. Kisi bhi brajvasi ke ghar jane ki himmat uske andar na rah jae.
thara gayi. Itne mein dekha bhid ja rahi hai. Kolahal mach raha hai. Nand ke lala hua. Uske man mein aaya ki shuruaat yahi se karte hain. Jai ho. Bacha liya brajvasi balkon ko. Nahi nitya sakhaon ka ye vadh karne ki koshish karti. Bhagwan ke parikar ko kasht dene ki koshish karti. Isiliye bhagwan ne sidhe khincha braj mandal mein swagat hai tumhara aao chathi ka din hai lal jo maharaj ne khincha aur usne vichar kiya is bhaykar rup se to mujhe jane nahi diya jaega kyonki bade-bade dhanushon par pratyancha chadhi hui aur savdhaan hokar bade-bade gop nand bhavan ke aaspas lage hue raja hai nand Baba braj gop shiromani hai sahastron dhanurdhari aur sab vidya mein parangat to usne kaha ki inke teeksha banon ko main todun ya pareshani karun aisa rup kyon dharan karun us mayavini ne
apna chintan kiya swaroop ka aur sankalp kiya ambush Urvashi rambha ghatachi menka pram locha chitralekha tilottama in sab apsraon ka saundarya apne upar dharan kiya aur itna sundar rup dharan kiya 16 varsh ki avastha in sab shreshth apsraon ke ang liye mayavi hai kisi ke netr kisi ki bhuja kisi ke wah rup dharan kiya ki tribhuvan mein koi sundari nahi apsraen mohit ho jae aisa Urvashi alambush rambha ghritachi menka pram locha chitralekha trilottama in apsraon ke angon ko liya mayavi nahi
hai aur machalti hui aise chal rahi hai jo braj gop dekhta hai wo kahta hai to sakshat lakshmi ji padhari hai sab aise jhuk jaate hain kisi ko kam nahi aa raha. Shyam ke deevanon ko kam nahi aata aur kam ke deevanon ki nazar mein Shyam nahi aata. Ye sab Shyam ke diwan hain. To kisi ko aisa nahi laga badi sundar hai aur kam aa jae. Nahi sabko lag raha hai devi lakshmi ji padhar rahi. Tribhuvan pati bhagwan nand Baba ke upar prasann hai. To Nandlala ke darshan karne lakshmi koi nahi puchta. Sab rasta de rahe hain.
maiya chathi pujan lala ka karke aandit ho rahi hai aur wahan ye marne ke liye rup rakh ke padhar rahi hai aur angan mein dhani ka nritya ho raha hai. Mere man anand bhyo main Govardhan te ai tumhre putr bhyo hai sun ke ati atur uth dhai main danini hoon nach rahe aur main giriraj ji se ai hoon suna hai aapke putr hua hai jo jo hamen bandi jan bhikshuk mila wo sab nihal hoke gaya hai bandi jan aur bhikshuk sun suni duri dur te aae sabki asha purn kari ek pehle hi asha lagi bahut dinan te chhae te pahre kanchan mani bhushan nana basan anup mohi mile marg mein mano jat kahun ke bhoop aaj yahan se jo wapas gaya bandi jan sut magat sab aise ja rahe the jaise koi chakravarti samrat ja raha ho itne unke paas sab aishwarya sampann bade-bade bade mote mote har kanchan ke man abhushan bas sab tum to param udaar nand ju mango so deeno [gana gane ki aawaz] eso aur kaun tribhuvan mein tum sarisa ko keeno aaj jisne jo manga aapne Baba sab kuch diya main giriraj ji se ai hui dhani dhani hoon koti dehu to ruchi nahi mano yah mujhe nahi chahiye jo sabko diya hai.
bin dekhe nahi ja ho lala ko ek bar god mein de do bas aur phir le lo. Itna hamen chahiye sab yahi mangte the. Hissa bhi yahi dekha nand ray sun vinati meri tabah vida bhal ho nandraj ji main tabhi jaoongi ishara kiya apne parikar ko sangit vadya mridang [gala saaf karne ki aawaz] taal pakhavat aur nachna shuru jab tak lala god mein nahi denge tab tak hamara nritya chalta rahega nandra suni vinati meri meri tabah vida bhal ho jab tak lala ko god mein nahi Baba ne maiya se kaha god mein liya jab dhani ne to kaha ab to jaenge nahi ham to giriraj ji deej mohi kripa kar soi jo ho ayo mangan jasumti sut apne payan chal khelt ave angan tab tak ham rahenge yahan jab tak ye apne charnon se chalkar angan mein khelnge nahi jab hans ke mohan moh se kachu bole to teri vani tah sun ke phir ghar jaun ho to tere ghar ki dhadeen surdas mohi nau surdas ji kah rahe main aapke ghar ki biki hui hoon lala to dikha diya par aisa lala dekha ki ab hamari jane ki ichchha nahi ab ghar nahi jaoongi.
ab jab ye apne charnon se chalne lagenge totri vani mein hamse bolegi usi din ham chali jaengi. Yahan to anand mach raha hai. Dani anand macha rahi hai aur anand ko bhang karne ke liye Putna padhar rahe. Bhid ko cheerti hui jab aise kahti to kisi ki takat nahi khada rahe. Sab hat jati kyonki ek to maha mayavni itna sundar rup ki sab hat jaate hain. Chitra le se brajvasi shant nand bhavan ki or chal rahi hai. Kimyam murt brajpur devta. Brajvasi kahte hain to hamen lagta hai ki koi devta hai. Koi devi shakti hai kimiyam trailokya lakshmi koi koi kahte hain nahi yah to tribhuvan ki lakshmi murtiman aa rahi kim man dhara tan manjri aisa lagta hai bijli ne rup dharan kar liya hai kimiyam nishkam bandhwa ko deti aisa lagta hai ki koti chandramaon ne ek rup dharan kar liya hai jo ramni bankar nand nandan ke darshan karne ja rahi hai nand bhavan ki or sashankit drishti se gopnaon jo go ki patniyan thi unhone dekha to unki drishti mein kuch theek nahi lag raha hai to sundari par iska bhav theek nahi lag raha par bolne ki himmat kisi ki nahi mallika pushpo ki beni dharan kiye hui aise thoda bhari nitamb patli kati vishal vaksha sthal lahrata hua vastr Karna kundal hil rahe mano bijli chamak rahi ho damakti hui uski sundar alkavli othon par mand muskan aur netron par rosh kyonki marne ja rahi to netr dekhkar gopiyon ko lagta hai iska matlab theek nahi hai irada theek nahi par koi bol nahi pa rahi hath mein kamal ka pushp liye ghumati ja rahi.
brajvasi braj gopiyon ki taraf teekshan drishti se dekhti hai. Aisa lag raha hai mano lakshmi ji apne pati ko dhund rahi ho. Gopi gop sab use rasta de dete hain. Wo wahan pahunchti hai jahan nand nandan baithi hoti Yashoda mandir dulravti sut Shyam kanhai pragat bhai ta ai Putna prerit kal avdh narai abhi to god se ek bar bhi palne mein nahi gaye lalan. Lalan aankh mundne lage. Maiya ne dekha chha din se kolahal mach raha hai. Mere lala ko nind nahi ai. Ab hamko lag raha hai ki lala ko sula dena chahiye.
kanchan ratan man palno gayo kam suthar vivid khilauna bhati ke gaj mukta chadhar manyon ka sundar pehle se palna aur sundar bal gopal ke khalne layak khilone us palne mein rakhe hue maiya ne palne pe lala nind aa rahi palne gopal jhulave sur muni dev koti 33 kautuk ambar chhave 33 karod devta ashcharyachkit hokar dekh rahe hain ki jo bade-bade munio ke dhyan mein ane wala tatv nahi hai use Yashoda maiya palne mein jala rahi so ja lala aise dular kar jako ant na brahma jane shiv san ka din pave so ab dekho nand joshoda harsi harsi halwe ulsat hasat karat kilkari man abhilas badhave sur Shyam bhaktan hitkar karan nana bhash baname maiya un par brahm paramatma ko jhula mein jhula rahi shiv brahma aadi jinki aradhna karte hain Yashoda maiya lal jhulave e bare ko hulrave phir utha leti pale se kanhaiya kanhaiya aya yo kah lad la aa jao aa jao aa jao phir lal ji ko lal ji ne dekha ki raaksasi aa rahi ho ya pyar par pyar kiye ja rahe kahin wo apna rup na dikha de isliye prabhu aankh maiya ne
kaha lala so gaya chupchap hat rahe hati ki rup Mohini dhar braj ai adbhut saad shringar manohar asur kam de pan pathai kuch vish bati lagai kapt kar bal ghatni param suhai baithi hoti Yashoda mandir aise dekha Yashoda maiya ki maiya ne maiya mantr mugdh si hai itni sundar devi ai hai hamare ghar darshan karne ishara kar lala lala ne kas ke aankh band ki. Lala isliye aankh band kar rahe ki abhi abhi to hamari anand ki shuruaat hui hai aur yah raaksasi se hamen nipatna padega. Bhagwan ne apni ankhen band kar li. Yah Putna sakshat avidya hai.
paap karane wali. Bhagwan ne socha is papini ka agar mukh dekhenge prarambh mein hi to anisht ho jaega. Iska muhn nahi dekhna. Aankh band kar li. Yah mere sakhaon ko marne ki niyat se ai hai. Jaghanya apradhini hai. Iska mukh nahi dekhna. Aur is janm mein isne koi sadhan nahi kiya. Purv janm mein isne koi bhajan nahi kiya. Par mata ka bhav lekar mere samne aa rahi hai. Arthat stanpan karayegi. Agar maine mukh dekh liya to daya na aa jae. Isliye bhagwan ne aankh band kar li. Bhagwan ne apne man mein vichar kiya ki akhirkar ye doodh hi to pilaegi.
jahr bhi hai to kya dugdh to pan karayegi. Yah meri maa ka pahla kam kar rahi hai. Isliye dekha to daya aa jaegi. Aur bhagwan ke udar mein asankhya brahmand vas karte hain. Aur yah halahal vish laga ke ai hai. Isliye bhagwan ne netr band karke bhagwan shankar se kaha ki pi ham sambhalo tum. Kyonki hamare udar mein anant brahmand vas karte hain. Ek bar vishv ke charachar praniyon ki raksha ke liye samudra manthan ka lal vish piya tha. To dekho maharaj vish pine ka abhyaas aapko hai aur doodh pine ka makhan khane ka hamara wo to ham kam karenge.
shesh kam aap karo. Isliye bhagwan shankar ka dhyan karne lage. Bhagwan shri Krishna ne vichar kiya ki yah brajvasi jan makhan mishri khavate hain aur chathi ke din jahr pilane ai hai. Yah bahut dusht hai. Are chathi ka din tha utsav mana lene halal jai aur main swatantr ishwar hoon. Lekin isko bahut achchhi gati dunga. Jo chandra marg aur surya marg donon se nahi prapt hoti. Uttarayan aur dakshinayan se isliye bhagwan ne donon netr band kar liye kyonki bhagwan ke netron mein surya chandra ka ki tumhare margo se nahi jaegi sidhe param pad jaegi.
bhagwan ne socha ki Putna ke jo netr hain to hamare hi to diye hue hain. Kahin netron mein netr mil gaye to ye bhul jaegi jahr pilana. Pakka bhul jati Lalaju ke netron mein netr milte to akarshan karke wahi laut jati prem mein bhagwan ne kaha ko prem nahi param pad to de sakte hain prem nahi de sakte isliye bhagwan ne apne netron ko band kar liya shri Krishna netron mein dharm virajman hai aur dharm ka murtiman swaroop maharaj nimi virajman hai sabke netron mein bhagwan ne kaha in dharm netron se isko dekhna uchit nahi isliye netr band kar liye.
iska ek aur naam hai baki. Putna ka naam baki hai. To bhagwan ne kaha mere netr to rajhans hain. Baguli kyon dekhe? Isliye netr band kar liye. Bhagwan mere netron ka prabhav hai. Netr padte hi drishti padte hi jivtv ko bhul karke apne swaroop mein aa jaata hai. Aur ye jo kam karne aae iska kam nahi ho payega. Isliye bhagwan ne netr band kar liye. Jaise ramavtar mein tadka krishna avatar mein Putna yah avidya hai avidya maya shri Krishna ke man mein baat ai ki yadi karuna drishti meri ho gayi to ugr drishti hogi nahi agar ugr drishti ho gayi to ye bhasm ho jaegi nazdik aa hi nahi paegi isliye donon drishti nahi deni band kar liya bhagwan ne socha ki mere netron mein apaar samarth hai kyonki yah maha yog drishya sampann hai.
kuch bhi ho sakta hai. Mere netron mein kuch bhi ho sakta hai. Isliye netron ko band kar liya. Putna nischay karke ai thi ki braj ke sare balkon ko mar dalungi. Aur bhagwan ka vrat hai ki bhakt ka bal banka bhi nahi hone dete. Isliye leela shakti ne sidhe nand alay mein pravesh karwaya. Bhagwan ko bahut gussa aa raha hai. Mere bhakton ka nash karne ai thi. Iska muhn nahi dekhungi jo mere priy bhakton ka anisht karna chahti. Isliye bhagwan ne rup nahi dekha. Putna ne bhishan rup chhupakar maya rup dharan kiya to bhagwan ki drishti padne par maya rup khatm ho jaata.
bhishan rup prakt ho jaata. Isliye bhagwan ne apni drishti band kar li. Putna hinsa purn hriday se ai hai. Bhagwan usi bhav ki purti karke hinsa se hi usko param pad denge. Sadgunan ke bhandar bhagwan ne karunavash apne netr band kar liye. Yashoda maiya ne ishara kiya lala virajman hai tam trikshit mativa cheshtita vira ko parda shiv var ta prabhya dhate nireekshaman janani hashtam jaise makhamli man mein chhipi hui dhar daal talwar ho aise aise sundar rup mein krur karma Putna chupi hui hai. Par dekhne se ek bahut sundar ramni mahila si bhadra mahila si saundarya se hataprabh hokar ke Rohini ji use rok na saki.
Yashoda ji ne ishara kar diya. Bhayanak raaksasi bhagwan shri Krishna ko dekhti hai. Aise jaise koi shikari shikar ki taraf dekhta hai. Bhagwan aankh munde shant pare hue hain. Wo bhagwan ko god mein uthati hai. Aur jaldi se apne stanon ko kholti hai. Bhagwan ke mukh mein dalti hai. Bada bhaykar bhav hai. Lekin param pavitra bhagwan se jud gayi. Apne vaksha sthal ke dugdh ko bhagwan ke shri mukh mein diya. Halahal vish laga hua hai. Bhagwan ne jai mahadev. Piyo vish ham to doodh pi rahe hain. Jahan hari wahin shiv jahan shiv wahin hari shiv kalyan moksh parampad bhagwan ne kaha gussa karo shankar ji se kyonki krodh tumhara vinaskaari swaroop hai.
vinash ki seva unhin ki hai. Srijan seva brahma ji ki palan hari ki aur vinash seva bhagwan shankar ka smaran kiya. Bhaykar krodh dharan kiya bhagwan shri bal Krishna chandra ji ne. Donon hath se uska stan pakda aur chati mein charan lagae. Ye kitna saubhagya kitna saubhagya muni man dhyan dharat pavat. Donon charan kamal chati par aise ek [nak se ki jane wali aawaz] stan pakda ek yahan charan kamal yahan charan kamal kas ke pakda pine lage. Bhagwan to doodh pine lage, shiv ji jahr pine lage aur krodh pran pine laga.
kyonki krodh ko sathi banaya. Bhagwan karuna ki murti. Bade karuna ki murti. Dekho isko narak milna chahiye tha. Kyonki bhagwan ko marne ai hai to isko to bahut kasht milna chahiye tha. Ab Putna ne dekha ki ghbarahat paida ho gayi aur bhagwan ke je hi charan pare to sundar rup gayab bhagi ho aur chhah kos ka chhah kos 18 kilometer bhaykar rup Putna ka chhod de chhod de pura braj kamp raha hai aisi awaz chhod de chhod de bal bikhre hue bhaykar rup gopiyan gop sab thar gaye bhagwan prannon ka akarshan kar rahe bar-bar hath pair patak karke ro rahe netr ulat gaye pasina se lathpath ho gayi bhari chillahat bhaykar chhod de chhod de prithvi antariksh dagmaga utha aisa laga vajrapat ho gaya aise chikh rahi thi Putna badi pida nishachri Putna ke staron mein hui.
wah apne ko chhipa na saki. Raaksasi rup ek kshan mein bhagwan ne pranakarshan kar liye. Bal bikhar gaye. Hath panv fail gaye. Jaise indra ke vajr se ghyal vritsur gir para ho waise hi wo goshtha mein gir padi. Chhah kos ke sare vriksh nasht kar diye. Khud mari aur ujad macha diya. Vriksh jo braj ke param pavitra chhah kos ke kyonki chhah kos ka sharir bada bhaykar swaroop uska pehle to itna sundar muhn ke jo dant the aise hal jaise bade-bade nok nathune aise pahar ki gufa jaise stan jaise koi pahar ki choti ho.
lal lal bikhre hue bal ankhen andh kup ke saman bhaykar bhuri moti moti janghen jaise nadi ke pul ho bade-bade aisa bhada pet aur chhote se bal gopal is gopi gop sab dar gaye sabke kan phat gaye kya hua bhage sab jo pran priy lala ko manne sahab bhage kshay kosh bhagna padega na chati kahan hogi jahan bhagwan honge to sab bhage brajvasi jan jaise taise sab bhag kar wahan pahunche daud ke shri Krishna ko us raaksasi ke vaksha sthal se uthaya Putna ko wo gati mili jo Yashoda maiya ko kitne hamare kripal bhagwan jab vair se apna dugdh pan karaya to jo gati Yashoda maiya ko milni wahi gati Putna ko hamare lal ji ne di.
yadi pyar se badhiya mishri dalkar ke doodh pilaoge to kaun si gati durlabh rah jaegi? He isiliye kahte hain ghar mein seva virajman karo sab log. Chhote se thakur ji thakur virajman hai. Ek glas mein 200 gram doodh thodi mishri ya chini dal aise pyar se pilao. Kabhi bhog laga rahe ho na apne hath se pavao daal roti puri kachori jo banao aise apne hath se pavao kaval aise aur palo jaise apne bachchhe ko murti mat samjhna aapse sachchi kah rahe hain jaki rahi bhavna jaisi prabhu murti dekhi tin taisi jaisi bhavna karoge bas prem prem socho hamare prabhu kaise jo jahr pilane ja rahe use param pad de rahe yar tum bhog lagaoge tum unko doodh pilaoge tum unhen gale se lagaoge tum unhen shayan karaoge tumhen param pad nahi milega kaun si sadhna seva se badhkar ho
sakti hai jab aise lekar ke unko gale lagao na to aisa lagta hai ki isse bada koi param pad nahi hoga prabhu ki aap hamare gale se lag prabhu hai kaise tumhen batayen ye archa vigrah murti mat manna murti manoge to murti hi rahenge aur archa vigrah manoge tum ki sakshat prabhu virajman hai to tumhari khopdi mein baith ke baat karenge tumhare andar he aisa karo he aisa karo he aisa karo is prasang se hamen shiksha milti hai ki mere bhagwan kitne karunamay hai patram pushpam phalam tay ye bhakt prakshati ye bhakti se nahi ye tum marne ki niyat se pawa rahe ho bhagwan param pad de rahe hain Yashoda maiya daud ke lala kitna anisht ho gaya.
ye dusht raaksasi hamare lala ko utha liya. Radha Radha Radha Rohini ji ne god mein liya. Yashoda maiya gay ki poonchh se jhaar rahe. Sab anisht dur ho jae. Mere lala ka mangal ho jae. Balak shri Krishna ke angon ki raksha samyak gop bhramna aadi bhi Yashoda Rohini bhyata samm balas sarwata raksha vidheere samyak gop bhramna pakki baat hai tasmat shastram prmanam Yashoda Rohini bhyata samm balas sarwata raksham vid dhire samyak gop puchchha bhramna gay ki pooch ko aise aise karne se koi bhi tona jadu nazar ye sab balak ko nahi lagti isi paddhti se Yashoda maiya Rohini maiya ne gay ke samip le jakar aur phir kya kiya aur phir bhagwan ke namon se bhagwan ki raksha karte hain.
ye bada mangalmay prasang hai. Bhagwan ke naam bhagwan ki raksha karte hain. Gopya sanspashta saleela angu karyo prathak nasyatmanath balas beejya sam kurat abhya yagya katam jathram hayas hat keshavna katham Vishnu bhujam mukh murram eeshwaram chakrata sahgad haris pashat tatpar dhansi madhnas ko sukhga uprendra takshit haladh purush samta indriy pran [chikne ki aawaz] narayno vat shwet deepitam mano yogeshwaro prabhute buddhi mahatum bhagwan par kadam pat Govind sayam pat Madhav bajant vaikunth aseenam tam shri pati bhan yagya bhat sarwag bhaykar ajnma bhagwan mere lala ke pairo ki raksha kare maniman bhagwan ghutnan ki raksha karen.
yagya purush bhagwan janghon ki raksha karen. Achut bhagwan kamar ki, hayav pret ki, Keshav bhagwan hriday ki, i bhagwan vaksha sthal ki, surya bhagwan kanth ki, Vishnu bhagwan bahon ki, ukram bhagwan mukh ki, ishwar shri ki raksha karen. Chakradhar bhagwan mere balak ki raksha karen. Age rahkar, gadadhari bhagwan shri hari piche rahkar. Dhanush aur khad dharan karne wale bhagwan Madhusudhan ajan donon bagal mein shankh dhari ugay charon konon mein upendra vaman bhagwan upar haldhar prithvi par bhagwan param purush sab or se teri raksha karen rishikesh bhagwan indriyon ki narayan bhagwan prannon ki shwet deep bhagwan adhipati chitt ki Yogeshwar man ki teri raksha karen prashni garb teri buddhi ki paramatma bhagwan tere ahankaar ki khelte samay Govind bhagwan raksha karen sote samay Madhav bhagwan raksha karen chalte chalte samay vunthnath baithe samay Shri pati bhojan ke samay graham ko bhayabhit karne wale yagya bhokta bhagwan teri raksha karen ye jo gopiyon ne kavach banda lal ji ke bas itne shlok hai jisko shlok na ave Hindi se to kah rahe hain dakin yatas kumandagra bhut pret pisach yaksh raksho vinayka chahe dakin bhuto preto yaat dano kushmanda ho, grah ho, nakshatra ho, pisach ho, yaksh ho, Rakshash ho, Vinayak ho, koi bhi vighna uske jeevan mein jo roz ye kavach dharan karta hai.
ye matra panch chhah shlok hain. Koi bhi bhut, pret, pisha, yaksh, Rakshash, dakin, koi bhi maran, mohan, vashikaran, atan uske upar chhah shlok hai matra. Dakini raaksasi kushmanda bal grah bhut pret pisach yaksh Rakshash Vinayak kotra revti jeshtha Putna matrika sharir pran aur indriyon ka nash karne wala paagalpan aur duswapna gande swapna aur mirgi apasmar bhayanak rog utpat vridh grah bal grah ye koi bhi prabhav nahi padega jo Yashoda maiya aur Rohini ji Lalu ke upar kavach dharan karva rahe. Bhagwan ke namon se bhagwan ki raksha kar rahe.
gopiyon ne prem paas mein bankar bhagwan shri Krishna ke naam se hi bhagwan shri Krishna ki raksha ki. Phir mata ne lala ko apne stanon ka pan karaya. Isi samay nand Baba aur sabhi go Mathura se Gokul pahunche. Bada bhaykar drishya dekha. Kahne lage ascharya ki baat hai. Vasudev ji ne kaha tha jaldi jao koi na koi ghatna ghatne wali hai. Hamen lagta hai Vasudev ji ke rup mein kisi mahshi ne janm liya hai athva vasudev ji koi Yogeshwar hai kyonki unko kaise pata chal gaya ki jaldi jao nahi mahavan mein koi utpat hone wala hai.
tab tak brajvasyon ne Putna ki kulhadi se tukde-tukde karke aur ek khali maidan mein jakar pahar jaisa jama karke aag laga di. Ascharya ki baat ki Putna ke sharir mein aag lagne se uska jo dhua nikla wo agar ki sugandh se bada pavitra karne wala kyonki bhagwan ne unka dugdh pan kiya. Putna nishpap ho gayi thi. Dekho bhai Putna lok balagni raaksasi rudhrasna hare datt sadagti kahan Putna raaksasi khun pine wali aur kahan param pad bhagwan ne usko wo param gati di jo sant mahapurushon ko badi durlabhta se milti hai.
kim punah shraddhaya bhakt krishnay Paramatmane yachchhan pritam kimnu rakt matra yatha phir koi yadi hamare bhagwan shri Krishna ko shraddha bhakti se vatsalya rakh ke dular rakhkar anurag purvak apni priy se priy vastu pavata hai usko param pad milna are param pad kya hai padabhyam bhakt habhyam vandabhyam lok vandit angam yashya sama bhagwan pav sthalam jin charnon ko brahma shankar aadi dhyan ke dwara vandna karte unhee charnon ko lagakar bhagwan ne uske vaksha sthal ko piya isliye Putna ko param pad ki prapti hui.
mana ki wah raaksasi thi. Parantu use wah uttam gati mili jo mata ko milti hai. Phir socho in brajvasi gaon ko jinka doodh bhagwan ne piya. In brajvasyon ke jinke pyar mein dular mein bhagwan ne makhan chhin chhin kar paye. Chhup chhup kar unko sukh dene ke liye leela ki. Parikshit Devki nandan bhagwan kaivalya aadi sab prakaar ki mukti aur sab kuch dene wale hain. Unhone braj ki gopiyon aur gaun ka wah doodh jo bhagwan ke prati putr bhav hone se vatsalya sneh ki adhikta ke karan swayam jharta rahta tha.
bharpet pan kiya. Gaue gopiyan jo nitya nirantar bhagwan shri Krishna ko apne putr ke rup mein dekhti thi. Sab ke sab param pad ko prapt hue. Sab ke sab jab nand Baba aur brajvasyon ke nak mein wo dhua pahuncha Putna ka jala hua to unhone kaha aisi sugandh to aaj tak hamen nahi mili aur sab jab ghar aae to Putna ka pura vritant suna lala ko hriday se lagaya ki sakushal bach gaya hamare bhagwan ki badi kripa par sabke hriday mein ek shok sa tha. Is ghatna se sabke hriday mein ek shok sa tha ki kahan itna anand mach raha tha.
kahan ye dusht Putna kiske dwara bhezi gayi? Kaise ai? Ye sab vichar hi kar rahe the ki itne mein devdhidev mahadev darwaze par khade ho gaye. Punah anand mangal machane ke liye. Ek gopi bhag ke gayi boli he daiya abhi to Putna ai thi yah kaun aa gaya matvala jogi dwrae tere aaya he daiya daiya isliye saanp pushkar chita bhasma le poral masnam digpat dharo jatadhari kathe bhujag patihari pashupti kapali bhute so aise bhagwan maiya hai daiya aisa bhayanak Baba ji darwaze pe hai use hai bahut sundar karpur gauram par kabhi-kabhi leela mein aisa bhayanak rup dharan karte to anand lena tha isliye sabkit badlna tha ye Putna ki ghatna vismaran karani thi jatajat sir gang virajat trilochan man bhaya brash
upar aswar hoe ke shri Gokul mein aaya he daiya matvala jogi dwrae mere aaya daiya mane to da he vidhata ye kaun sa Baba ji hamare darwaze aa gaya bail par savar hai sir par ganga ji virajman hai teen netr hai bagambar patambar sohe ang chhaar laptaya ang mein to bhabhuti rami hui hai bagambar vastr ke rup mein hai kar trishul damru le khappar singi nad bajaya hath mein khappar ek hath mein trishul aur singi nad baja rahe hain arun nayan netr jo hai chadhe hue lal ekdam kaise lag rahe bole vijay jo chadaye premion ki ghurnit netr hote hain jab wo rup ka to unke lal netr ho jaate hain aur ek nashe mein jaise aapko dikhayee denge ghurnit netra mda ghurnam netram wo prem mad se ghurnit ho jaate hain jo bhagwan ke premi jan unke netron ko pahchanana bhagwan shiv vaishnava naam yathasambh aur lochan lacha rahe hain prabhu ki rup madhuri ke liye to kah rahe arun nain vijyad chadhave aa dhatura khaya aisa lag raha hai dhatura khae hai ki akda chabae hai bhang khae hai netr lal lal ghum rahe hain brajvasi jaldhar aur
tilak chandrama bhrakuti upar jogi jugat banaya dwiteeya ka chandrama mukut ki bhanti bhagwan shiv ke mastak par virajman karuna avtaram sakshat karunamurta jitna inka bhaykar rup hai utna hi ek rup bahut karunamay Ashutosh aur dhardani dene mein sochte nahi mahan kripa Keshav itne sundar hain ki Tripura sundari Bhagwati amba lubhayaman hai itne sundar hai aur itne bhaykar hain shankar ki agar apne rup mein aa jae to bhagwan hi keval dekh sakte hain dusre ki samarth nahi ki dekh sake aise bhaykar shankar hai aur aise to karpur gaurav karuna avatar hai kapur ki tarah gore ekdam bahut shant swaroop to tilak chandrama bhakuti upar jogi jugat banaya aur Rudra malgar beech virajat shesh nag laptaya rudraksha ki bhi mala hai aur bhagwan sheshnag bhi gale par virajman hai.
kya chahiye us jogi se pocho kis liye aaya hai? Gopiyan jakar kahti hain kahan se aae ho? Yahan kyon aae ho? Ham aae hain kashi se ab yah vrishabh kiye aswari kahe jada sunri sakhiyon inko bhitar mat lana bahut bhaykar rup mein kashi se aae hain kaun hai kya chahte hain jo mange so deejo inko kya chahiye sona chandi hira javahrat nahi ye sab nahi ham to yogi hain. Hamen yah sab nahi chahiye. Kya chahiye? Ek bar lala ko hamari god mein de do. Ham apni jata chhwa de to sada sada ke liye koi nazar nahi lagegi. Jata puska hai saanp.
aur ye pata nahi Yashoda maiya ki lala saanp hi pe sota hai. Sheshnag ki saiya par sahal karne wala. Isko kya dar hai? Jo mange so deejo inko balak mati dikhao. Tum kah rahe ho nazar nahi lagegi. Ham kah rahe tumhari nazar lag jaegi. Zindagi bhar rona nahi mitega. Aisa to tumhara swaroop hai. Bhagwan shiv ne kaha nahi manoge. Ham jaenge nahi. Aur lagaya Padmasan wahin baith gaye. Antarjami sada shiv jano aise nahi manenge to Radha [chikne ki aawaz] Radha Radha [chikne ki aawaz] Radha Radha Radha Radha Radha [chikne ki aawaz] Radha Radha [chikne ki aawaz] Radha Radha [chikne ki aawaz] Radha [chikne ki aawaz] Radha Radha [chikne ki aawaz] Radha Radha [chikne ki aawaz] Radha Radha Radha Radha Radha ab to sada shiv ke Radha naam smaran se udhar rona shuru lal ji ka shri charan chalana rona shuru ab to sab pareshaan kiye jogi ka chamatkar hai ki lala maiya ne vichar kiya ki dur se dikha deti hai.
lala ko hath mein liya aur samne gaye. Bhagwan shiv ne ishara kiya god mein ana hai to aur jor se rone lage. Bhagwan shiv ne kaha maiya ab bhi man jao. Agar hamari god mein de do lala chup na ho jae to aap kah aur chup nahi kilkari mar dega. To gopiyon ki taraf dekha. Bole de na. Yashoda maiya ne kaha jo saanp pehle hamari taraf piche karo ise. To bhagwan ne shesh ji se kaha piche par kar lo piche aur lala ko to koi bhay nahi. Wo to unki saiya hai. Maiya ko bhay hai. Nazdik ja dekh bole god mein dena padega.
aha jo hi diya to ek hath se bari pheri lala ke upar hath shish pe deeno sir par aise dular kar rahe ho kah rahe charnon ka sahara hai ye to ham bahari leela kar rahe prabhu charan uthao hamare shish par rakho khelte khelte lal jhule bhagwan shiv aise nihal ho gaye bitha bhai sab dur badan ki kilak uthe Nandlal kilkari bole dekho maiya rona band ho gaya maiya ne kaha samasya ka samadhan mil gaya ae Baba tum kashi na jao aur yahi nand ganv mein bane raho jab lala roega tab tumhare paas le aaenge tum hath phir bole maiya pakka aaj bhi nandalay mein hi niche baithe aap dekh lo jake jahan lala ka snaan hota hai wahi niche nandalay maiya roz main yahi snaan ka jal dharan karunga aur jab aapka lala roye tab harshit bhai nand ki rani deeni motiyan mala lal ji ki pahni hui rah re jogi nand bhavan ko yahi yahi yahi mat jao pehle to maiya ne kaha bhag jao yahan se ruko jab ek upay paya ki lala jab roye hath fer de Baba to kilkari mar de to kaha tum mat jao jab roega to ham tumhari god mein le aaenge tum hath fer dena rahu re jogi
nand bhavan ko braj mein baso keejo mero jab jab lala rove tab tab darshan deejo tum to jogi param saye tumko ved bakhane budho jogi naam hamaro sur Shyam mohi jane sur Shyam mohi jane tab hath jod shivastuti keeni lala netr ugharo surdas Swami ke upar shankar sarwaso chalte chalte netron mein netr milaya kaha prabhu yahi yahi hai roz ek bar ro dena roz ek bar ro doge to mujhe roz bulaya jaega aur roz main aapka sparsh prapt bhagwan shiv aaj bhi nandalay mein virajman hai bhagwan bhagwan shiv ke abhi abhi abhi padhare itne mein ek brahmin devta hari Om maa hari Om akele kans ne bheja tha kans ne Shridhar brahmin ko bheja Shridhar brahmin karam kasai kaho kans so vachan sunai kans ko jab suchna mili Putna mar dali chali gayi Putna shastron devtaon ki ek saath samarth ne Putna ko parast kar iska matlab hai mere marne wala purv janm ka jab main kal nem tha to shri hari ne mara to wahi hai wahi ab to pakka ho gaya itne mein aa gaye Shridhar pandit maharaj ki jai kyon chintit ho prabhu main
tumhari agyakari nand suvan ko aao mari prabhu aap agyaa karo to abhi satva din hai pakka ham tera hi ki tayyari karke aa jaenge unki mar dalenege pakka ham mein itna mantr bal hai itni kala hai ki aap nishcint raho main mar dalunga kans kaho tum te hoi turant jahu karo vilumb na koi sachchi aisa kar sakte ho jitni muhn mangi dakshina wo sab denge jao mar ke aao ab ye soch rahe the apne maran mohan vashikaran ke bal se ham nand nandan ko padhra denge lekin yah pata nahi tha ki sakshat kal ke bhi mahakaal prabhu hai iska kalevar keval brahmin ka hai.
hriday to Rakshash ka hai. Kans ka bheja hua aaya. Yashoda nandan ka pran haran karna hai. Aisa sankalp kiye hain. Je bhi aaya to pehle to mantr ucharan karega na brahmin hai Yashoda maiya aao aao pandit ji aao aao Rohini ji Yashoda ji daud padi jakar ke charan prakshaln kiya. Bahut se aise rishi brahmin sab ate rahte hain. Nand rani ji ne uske charnon ki taraf dekha chehre ki taraf dekha ki hai to brahmin par kuch accha nahi lag raha isko dekhne se. Shri Rohini ji aadar satkar karke baithaal rahi hain. Shridhar nand bhavan chali ayo Yashoda uth ke maath navayo maharaj ab aap 11:00 baje ke lagbhag aae ho to rasoi tayyar hone ja rahi rajbhog ki pa rahe ho haan haan jarur Yashoda ji rasoi tayyar kar rahi usne apne man mein socha ye badhiya avsar hai lala ke padhrane ka un apne man maran thano harijuta ko tab hi jano bhagwan ke marne ka upay sochne laga bhagwan dekhe are baman ho Putna to raaksasi thi mar di baman mare nahi bhalai angya ko main de na sai jab hi baman hari dig ayo hath pakar hari tah girayo Shridhar
brahmin mar ko himmat karke ki anguthe se jake gala daba denge chhote se bal gopal saath daba denge jo hi aise kiye so bhagwan pakar liye bhagwan ne unka jo hath angootha gale tak aaya aise dabane ke liye usi ko pakar ke utha wo to gir gaye pase mein bhagwan ne dekha kuch dekh to nahi raha hai kyonki kahenge lala itni jor ka to gudi chale jeev marori da dharkayo bhajan phori bhagwan turant uthe satav din chati mein lat dhari pakri jaban aith di [gala saaf karne ki aawaz] matlab bolne layak nahi rakha jaban hi khatm aur paas ki matki phod ke makhan faila diya aur thoda makhan la ke uske muhn pe laga diya rakh kachhuti mukh laptai aap rahe palna mein ja aap jakar palna mein let gaye rovan lage Krishna vinani jasumti ai gayi le pani jasumti ji ne socha ki bhog to ban hi raha hai pandit ji ko thoda mitha pani pawa de to laut ke ai to dekha balak ro raha hai aur mar rahi hai muhn mein makhan vakhan laptaya sab faila hai makhan rovat dekh kaho akulai kaha karo te vipr anyay brahmin devta kya kar diya balak to hamara so raha
tha tu ab ro raha hai kuch kar diya kya ab to jawan bhagwan khatm kar de vani ke adheeshwar bhagwan baith ke jane khatm baman ke mukh baat na ave aur jeev hoe to kah samjhave baman ko ab bhagwan ne unki dasha jo badli ab wo jaban se kuch kahe ham to itni bhookh lagi thi to bata dete ham aapko makhan pehle hi de dete aapne matki kyon phod dali lala rula diya matki phod dali aur upar itni jaldi bhookh lagi thi to aap hamse bata dete aap brahmin devta hai bhagwan ke prati anarth rtha ki bhavna lekar ke usne Brijendr nandan bhagwan ko pahchana nahi.
bhagwan jis par kripa karte hain usko tanmayata pradan karte hain. Ye jo munigan yachna karte hain sthiti ki jab bhagwan ne iski jaban thi na to iske hriday mein bhagwan ki smriti jagrit ho gayi. Kyonki bhagwan chati par baithe bal Govind aur jaban hai theek to iske hriday mein bhagwan ki smriti jagrit ho gayi. Asur chal rahe hain. Yashoda maiya inki dasha dekh rahi hai. Baman ke mukh baat na ave. Baat to nahi kah rahe. Par bar-bar nand nandan ki taraf dekh rahe ashubh pravah kar rahe hain. Uske netron mein Shyam sundar aur hriday mein Shyam sundar ka aishwarya prakashit hua.
na koi brajvasi jaan pa raha hai na braj rani jaan pa rahi hai. Maiya to lala ko lad ladane mein magan hai. Aur uske ab aansu chalne lage. Phir kuch kah to nahi pa raha. Jor jor rone laga. Yashoda maiya ne pucha ro kyon rahe ho tum? Aur wo bolne layak to hai nahi. Us din se uska aisa hriday palta ki wo kans ke paas nahi gaya. Wo braj mandal mein hi rahkar Krishna ki aradhna karke Krishna premi bankar bhagwat prapt hua. Dhanya hai bhagwan ka avatar. Koi kaise bhi bhagwan se judta hai sabko param pad dete hain aur dhanya hai bhagwan ki wah leela aur naam bhagwan ne to gine chune Shridhar ko sudhara gini chune Rakshash rakshasiyon ko mara lekin bhagwan ke naam aur leela ne anant Rakshash raaksasi swabhav walon ko bhagwat prapt kara diya.
bhagwan ka naam bhagwan se badhkar bhagwan ki leela bhagwan mein aasakt karne mein sarv samarth hai. Isliye khub bhagwan ka naam jap karo. Bhagwan ki leela gayan leela shravan karo. Is pavan manushya deh ko anya jo dushkarm aadi hain, paap karm aadi hai, anarth dene wale unse bachakar bhagwan ki sharan mein lagao. Shesh charcha aa gayi. Shri Radha vallabh lal
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)
sambandhi
- ananyata se hi hoga sab kuch prapt ! // 26/09/26 — ham log bhagwan ke sharanagat jan hai. Priya lal ke sharanagat jan hai. Lekin sharanagati ka rahasya na janne ke karan bahut varsho tak ya janm pura vyatit hone tak hamara jo bhagvatik anand hai wo spurit…
- hamen jeevan mein mushkilen kab tak sahni padengi ? //25/09/26 — koi na koi sa kisi na kisi seva seva mein panch 10 15 20 ka ek hota hai amach rag dves banne se bahut zyada dubhavna rahti hai uske karan kya vikshep hota rahta hai aur ek dusre ki ye matlab…
- is ek baat se aapka pura jeevan badal jaega ! // 24/09/26 — dekho sabse pahli baat ki jo hi ham sharanagat hote hain hamari baat hi hamare sare jeevan ka bhut bhavishya vartman ka pura bhaar isht par hota hai. Ab hamko jo kartavya karna hai is samay sharanagati ka wah…
- yadi sadhak swayam par kripa kare, to yah labh mil sakta hai/ kakasur, shaktasur evam trinavarta ka udhar — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand raso purnam hridpitam madhupte smarta nirvapay param shital mashryam param shital mashray [nak se ki jane wali aawaz] param sacchidanand ghan Premand swaroop…
- aisa kuch kama lo jo mrityu ke baad bhi saath jaega / Gokul mein Nandlala ka janm // 21/09/26 — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand raso purnam hridpitam madhupte smarta mugam nirvai param shital mashryam param shital mashryam krishnay Vasudevay Devki nandnay cha nand gop kumaray…
- Vrindavan ki diksha ka kitna bada phal hai? / bhagwan shrikrishna ka prakty // 20/09/26 — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand [gala saaf karne ki aawaz] raso purnam hrid pritam madhupte smarta mugam nirvapay param shital masya param sacchidanand ghan Premanand swaroop navni nikunj…