pati se chhal, kapt aur apman ke karan dur ho gayi hoon, kya mujhe bachchon ke hak ke liye ladna chahiye ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji inka prashn hai ki inhone apni taraf se sache prem kiya pati se chhal kapt jhooth ninda apman mila isliye bas abki apni do bachchiyon ke prati kartavya nibhate hue lali ju ki ashrit hoon alag rahti hoon shri ji kripa se ek nokri hai jisse shri ji bachchiyon ka palan poshan karte hain prashn hai ki prabhu kya sab chhodkar bas shri ji ke aashray jeevan vyatit karna chahiye ya arjun ki tarah samvidhan ke mutabik apne bachchon ke hak ke liye parikshan karna chahiye aisa lagta hai maine dusra marg liya to meri shri ji ka aashray chhut ja nahi nahi shri ji ka andar aashray rakhe bahar vihaar mein apne kartavya ka bhi palan karen aisa nahi ki aashray lekar chupchap baith jao koi sadhu mahatma nahi ho grihasth ho grihasth mein bachchon ke adhikar anusaar uske pita se uski sampatti unko dilae kanuni karravai bhi hoti hai na jab bachchyan paida kiya hai tob kartavya man lo aap alag ho gaye hain par aap un bachchon ki maa hai aur un
bachchon ka pita wo hai to wah sampatti ka adhikar rakhti hain bachchyan samay ane par unko us adhikar ki prapti hogi to wo bhi sukh purvak jeevan vyatit karegi mata-pita ka jeevan hota hai santan ki vyvastha ke liye khub santan ko padhaey likhae unki vyvastha karen apna kartavya pura hua bhagwan ka bhajan karte hue bhagwan ko prapt ho to ismen koi Baba ji thodi hai ki ham ab bhagwan ke sahare baith gaye andar se bhagwan ka sahara bahar se kartavya hai grihasth mein kartavya karm ko dekhna chahiye apne
adhikara anusaar usmen aisa nahi ki jo hoga so phir bachchhe hain bachchyan hai y baat hai ab man lo ham logon ke paas aaj na ave to ham bhukhe rahkar bhi kirtan karenge kyonki ham logon ko yah training di gayi hai yah shiksha di gayi hai sahna hai bhagwan jaise rakhe waise rakhna hai lekin grahasti mein kartavya karm hai usmen andar se bhagwan ka sahara hai aur bahar se apne kartavya karm ko karna hai arjun ji kah rahe main bhiksha maang ke khaonga bhagwan kah rahe nahi yuddh karo tumhare liye yuddh rupi kartavya hai to apne kartavya ka palan karte hue bhagwan ke bhrose rahna chahiye agar bhagwan ka bharosa lekar keval aise baith gaye aur apne kartavya ka palan nahi kiya to aapne sahi bhagwan ki agyaa ko nahi mana bhagwan arjun se yahi kah rahe ki mam mar yuddh cha mera smaran karo aur apne kat ka palan karo grihasth dharm aur virakta dharm alag-alag do dharm hai nivitti marg ka alag siddhant pravriti marg ka alag siddhant hai kiska prashn hai to aap samjh pa rahe hain ha raja to nahi chhutega nahi kare
andar se kahin aashray na chhut jae in sab kar andar se aashray bhagwan ka rakhiye bahar se praytn kijiye arjun to mar kaat wala updesh grahan kar rahe sabki gardan utarne hai katna hai aapko aisa kuch ladna jhagadna to hai nahi agar bachchhe thoda saye ho to unko unke pita ke hak ko dila dijiye kyonki tabhi unka jeevan thoda suvyavasthit ho payega kyonki aapke paas itni samarth to dikhayee nahi de rahi ki aap itne saksham ho ki apni putriyon ko sab to unke pita ke paas to sampatti hogi hi na prabhu main bhi main meri nokri hai nokri ke usse paas a achhche paise milte to phir zaroorat nahi hai phir to aap aap apne bachchon ko padha likha karke aap unko phir achchhi nokri dila sakte hain mein ye dikkat hai prabhu ki nokri meri bhi zindagi bhar nahi rahi ej a matlab madar hone ke nate donon bachchon ko palne ke liye mujhe unko time dena padega to shayad mujhe apni nokri chhodni pare par kuch to aisi sampatti to ekatrit kar hi lijiye jisse unke bachchon ka bhavishya ujjwal ho jae kyonki aajkal
padhai likhai mein bahut paisa lagta hai aur bachchi bachchhe mein koi bhed nahi bachchyan padh likhar dekho ba stri hi to hamare desh ke rashtrapati hai dekho ladkiyaan raiphal liye hue bardar par khadi kis baat mein kam hai purush se to bachchha bachchi ka bhed to rakhna nahi chahiye do bachcha matlab do putr hain koi usmen bhed nahi padha likha karke unko achhche va apne anukul va varn kar le aur badhiya grahasti mein jeevan tit koi baat shok ki baat nahi agar aapke paas ai dekho samasyaen kai tarah ki hoti hai bada sankat
purn jeevan hai kabhi bhi kuch bhi kahin bhi wo sampatti agar unko pita ki sahyogi to aur zyada unko sahyog mil jae agar aapke paas aisi paryapt sampatti hai to phir koi kisi se phir kya ladai jhagda karne ki zaroorat hai bachchon ko padha likha kar aap unko unki yogyta pradan kar sake itni sampatti hai aapke paas vartman mein ha shayad kar sakte kari ha bas phir ham lata hai phir agar va swaiccha se de de to de de nahi jhagda mat karo kyonki rag dves purvak ladai jhagde se va phir va bachchon ki bhi zindagi mein wahi sanskar bhar jaenge aap apni mehnat se kamai karke unka palan poshan karo jaise aap to aise uttam naukriyan bachchiyon ko mil jae to unka jeevan sarthak ho jaega aur aapka maa hona dhanya ho jaega aapne jo kartavya kiya na bhagwan dekh rahe hain na ki aap kitna lad rahe hain aur lad kar ke aap apne bachcha ko apne jeevan ke sukho ka tyag karke mal pati se vilag rahna apne jeevan ko tapasya mein vyatit karna hai har sukh suvida hai lekin un sukh suvidhaon ko apne bachchhe ke liye samarpit
karna dhanya hai tumhari jaisi maa ne aajkal to aisi bhi mae ho gayi ki apne sukh ke liye apne bachchon ke gale daba diye kaisi maa aur ek maa aapko jo aap apne ko balidan kar rahe ho bachchon ke liye mehnat kar rahe ho apne sukho ka tyag kar rahe ho to yahi tyag bhagwan ki prapti mein sahyog hoga tumhen priyaj se koi alag nahi kar sa sakta sa sukh vancha hi alag karti hai bhog vasna hi bhagwan se alag karti hai aur tyag purvak chahe bachchha ho chahe parivaar ho dusron ke prati samarpan ka bhav to use
bhagwan ka sahyog milta rahta hai bhagwan ka aashray rahta hai aap anath nahi ho nath anathan hit samarth mohan shri Radha prabhu aapke saath hai aap bilkul majbut rahiyega aur prasann rahiyega hamari baat par aap tik kega haan kabhi aap dukhi mat hoega pusht rahiyega param pati jab saath hai to nashvan pati na bhi ho to kya parta hai nashvan pati man lo saath chhod de to param pati to saath hai phir kya mast raho bhagwan saath hai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…