॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #700 · 17 october 2024

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Radhe Radhe Gurudev Gurudev meri umr sadhe varsh ki hai main apni hast maithan ki aadat ko nahi chhod pa raha hoon aapke brahmcharya ke satsang evam ekantik sunkar isse iske bahut hanikarak parinamon ka pata chala hai par sab kuch pata hone par bhi nahi chhod pa raha aapki bataai hui sari niyamavli gyaat hai parantu aap usko apne jeevan mein follow nahi kar pa raha hoon bachchha isko chodna to aapko hi padega ab iske liye koi tamasha to hai nahi chunki aapne apni gandi aadat dali to gandi aadat ko aapko hi chodna hoga aur ye bahut hanikarak bachchha bahut hanikarak hai kamar mein dard ghutnan mein dard netron mein kam dikhna chakkar ane laga smriti ko paripakva na hona bahut jaldi swapna dosh ho jana kitne aisi badhae aa jaengi age ya hongi aapke jeevan mein ya age aa jaenge jo aap sambhal nahi paoge abhi nahi aa to bachchha gandi baat ko kyon karte ho tum samjhte ho gandi baat pata nahi control hi nahi ho pata do teen din tak karo phir nahi bachchha aise pata to hai hi aap hi karte ho ab ismen kya hai

ki shasan ki zaroorat hai aap apne man ko shasan mein laie ab yah bachchha aisa hai ki age aapko grihasth layak nahi rahne degi doctor log iska support karte hain lekin va adhyatmik baat doctor bhi nahi jante hain nasht nadiyon ka gharshan karne se unki itni shakti ksheen ho jati hai ki voh grihasth mein santan utpatti ke layak nahi rahte wo avesh mein aaenge aur phayl ho jaenge wo grihasth layak nahi rahte yah bahut khtrnak chij hai jo hastmaithun kriya hai ye bahut khtrnak kisi ko bhi nahi karni chahiye yah

brahm shakti hai jivni shakti isko aise nasht kiya jaata hai ek man ann pane ke baad ek santan utpatti ki yogyta purush mein aati hai ye to bhagwan shakti dete hain to unhin ke bal se nahi to bahut hanikarak hai bachchha grahasti mein bas santan utpatti ke liye adesh hai vyabhichar ke liye adesh nahi hai phir tum to abhi bachchha ho hamne bataya ki jaise gehun ki fasal hoti hai wo gale mein aati hai agar usko kaat liya jae to na bhoos sahi hoga ek bhi dana nahi milega kuch din paripakva ho jane do phir wo fasal to ab jaise aap ho to agar bachpan se lekar 25 varsh ki avastha tak brahmachari phir iske baad grihasth mein ek safal grihasth rahenge ek unnatsheel grihasth rahenge bematlab kyon apne ko nasht kar rahe ho niyam lo aaj se chahe kuch ho jae apne hath ko control mein rakhna chahe kuch bhi ho jae chahe jitna man pareshaan kare jit jaoge agar niyam le loge le rahe ho nahi kuch bhi ho jae main nahi karunga bas phir tum agli bar ana hamen batana tumhen kya pareshani hamari ham hamari baat dhyan rakhna

bilkul jahan ho y tum sun lena aur bachchha jit jaoge to bahut achhche vyavahrik aadmi ban jaoge samaj layak ban jao nahi bachchha bematlab mein apne jeevan ko nasht kar rahe ho bematlab mein kisi kam mein nahi aise nahi gandi baat nahi bahut sanyam char ho bahut achhche bachchhe ho jo tumne himmat ki ho apni kami bata di is baat ke liye tumhen dhanyavaad dete hain ki apni kami ko tumne kholkar sabha mein bata diya bilkul gandi baat iska tyag kar do theek hai aaj se niyam pakka to hamari dosti pakki phir tum dekh lena tumhari unnati kaise hoti tum dekhna bas ise band karo aur kuch galat khate pite to nahi ho pyaaj lesan hai wo wo koi baat nahi chalo abhi to chalo to shuruaat to karo theek hai chini sharan ji maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji aapki kripa se hamara aapke charna aashit ko ek parikar hai kot kopura mein Gurudev jab koi sadhak hamari koi chuk ko batata hai to hriday ko accha lagta hai aur use sudharne ka bhi prayas karte hain koi hamari chuk batae koi sadhak usi parikar mein

parantu jab kisi anya sadhak ki koi chuk samne aati hai to hamen bhi us sadhak ke samne matlab thoda inko lagta hai ki narayan tu baith ke apno bhavan buhar aisa bhav aata hai ki main kyon abhi iske beech mein padh ke vaisa haan uttam baat to yahi hai agar hamara mitra hai aur hamari baat ka aadar karta hai to ham usi se keval kahenge kisi aur se nahi jiski chuk hai ekant mein usi se keval kahenge uski chuk kisi aur se kah dena ninda ho jaegi aur usi se ekant mein milkar ham kah sakte hain ki waise bura mat maniye ham aapka dosh darshan nahi kar rahe par aap hamare mitra hain isliye hamare man mein aisi prerna aati hai ki jo santo se suna hai wo aapko bata den ki is samay aap yah galat kar rahe ho agar sudhar kar lo to aapka mangal ho jae agar wah bura manta hai to wapas lete hain hamari galti hui age se ham kabhi aapse prarthna nahi karenge hamen kshma kijiye ham pehle aapse prarthna ki thi ki hamara dosh darshan ho raha hai aur aap mitra hain isliye bata aise varta ki jati hai agar uski kisi dusre se varta kar

di to jinda ho jaegi aur wo aapke liye hanikarak ho jaegi paramarth mein badha khadi ho jaegi koshish karen ki apne jo priyjan hai apne jo bhagwat marg ke jan hai agar unmein koi dosh darshan hota hai to personal ekant mein yah samjhte hue ki yah hamari baat ko manenge ya krodh karke va aur apne ko bigad lenge yadi aur bigadne wala swabhav aapko pata hai to mat boliega kyonki phir wo aapse dves karne lagenge ki to ninda karte hain to bade apne ko bhagat mante hain wo dves karne lage agar vin hai to phir bata dena chahiye aur keval usi se batana chahiye nahi to yah uttam baat hai ki tere bhave jo kare bhlo baro sansaar narayan tu baith ke apno bhavan buar apne hriday ko ham nirmal karke jo hamen bhagwan ne bal diya hai jo gyan diya hai uske adhar par ham dosho ka tyag karte hue bhagwat bal se ham bhagwan ki prapti karen ham dusron ki taraf na dekhen par yadi hamen dikhayee deta hai aur hamara mitra hai to phir mitra ka kartavya hota hai ku nivar supanth chalava ku panth se hatakr supanth mein chalana par yadi

wah dves manne lage to wahan bhi wapas pranam karke wapas ho jana chahiye aur kabhi dobara usko sanket bhi nahi karna chahiye apni grava jhukakar kam chalana chahiye aapki aapka diya hu ek aisa role hai ke jo anya jan rahte hain jinse unka vihaar rahta hai hamare aapke ashto ka unmein bhi agar koi samasya aati hai to kai bar ek matlab ek mukhya ke usmen bade hain to sab jaise pure parikar mein 40 50 janon ka parikar hai jo aapse dixit hain punjab mein court ka pura ek jagah to wahan kisi ka bhi kuch agar hota hai to inko aake suchit karte hain ki wo aisa kar rahe hain to phir inka role aisa ek dayitwa ho jaata hai ki ya to unko samjhaen to ek taraf aata hai ki narayan tu baith ke apna bhavan ye tab jab aapko wahan se negative matlab sanket mile nakaratmak agar nakaratmak nahi to apne ko jana chahiye isse mangal hota hai dusre ka hit yahi to hai paramarth se agar bigad raha hai ham usko paramarth mein pusht kar rahe hain wo tab jab wo aadar rakhta ho arat adhikari jab pave gudh tatv na sadhu durave wo aap par

shraddha rakhta ho aur aapki mariyada rakhe agar wo aapki shraddha na rakhe alna kar de to updesh nahi dena chahiye phir gurujanon ki baat nahi karni chahiye phir chhut hai jaisa tumhen manave vaisa tum karo kyonki sab alag alag swabhav ke hain jeev to sharanagat hokar bhi sharanagat nahi hote sharanagat hokar bhi sharanagat nahi hote jaise bahari kanthi bandhwa li lekin hriday se sharanagat nahi hue to unmein parivartan nahi aayega kanthi bandhwane se parivartan nahi hota baat manne se parivartan hota hai samarpan hone se samarpit hai agar wo chuk kar raha hai to aap bataoge to 100 bar aapko pranam karega ki dhanya hai bhagwan ne badi kripa ki ki mujhe aap jaisa guru bhai mila ki jahan truti ho rahi aapne sambhal liya dhanyavaad kabhi bhi koi galti ho to aap bina sankoch ke mujhe bataiega yah sharanagat ki bhasha hogi aur jo sharanagat hriday se nahi hoga wo aapko phir avhelna karne jab dekho tab tok rahte hain aisi bhi baat aa sakti hai par aapko dhairyvan rahna apni bhakti mein vichlit nahi hona apna karya kiya aur apne ko agar gali

bhi milti hai to shant dobara nahi jaenge par ham viksipt nahi honge muskura ke hamne accha kiya hamne galat nahi kiya ham guru agyaa mein chal rahe hain bas phir se aapka hriday shital rahega aur wo apne paramarth se girte chale jaenge jo avhelna karenge wo girte chale jae kyonki paramarth bada sukshm agar ismen shastr agyaa guru agyaa sant agyaa inka ullanghhan hota chala jae to paramarth mein nahi tik sakta sadhak paramarth mein nahi wo paramarth ka dhong karega natak karega pakhand karega paramarth nahi tik sakta paramarth to vachno par ab joi kahe kare ham soi ay us liye chale nij dasi man kram vachan tr shuddh sakal mat ham shri hit Harivansh upasi man vachan karm se shuddh hokar gurujanon ki agyaa par jeevan ko balidan kar de bas ho gaya paramarth mein wo jit jaega aur jahan manmani hone lagti hai guru mani nahi hoti hai phir wahan maya aisa natak rach deti hai ko nikal hi nahi payega ji phir uska kalyan kaise hoga samay aayega jab thokar lagegi tab phir yad aayega to phir phir wo rasta to khula hi

hai shri ji to kabhi naraz nek ho na riska bhul na ho saki to pith kiya to samne sansaar aur jab idhar thappad laga to phir prabhu ki taraf to rasta khula udhar to kabhi band hi nahi hua jab aa ja saloni ji Delhi se dha shi shri Harivansh maraj ji Radhe Radhe Gurudev main prabhu ki kripa se naam jap karne ka prayas to karti hoon par kuch samay se man mein dusron ke prati eersha bhavna aa rahi hai ki wah zyada naam jap kar raha hai ya kar rahi hai main to itna nahi kar rahi kripya isiliye naam japak ko satsang sun

kar ke pehle baat samjhni chahiye ki samne vyakti nahi bhagwan hai sab mein agar ham bhagwan dekhenge to bhajan sambandhi bhi irshya nahi hogi Uma ja Ram charan rat vigat kam mad koh nij prabhu mein dekhe jagat kaisan karen virodh mere prabhu hi sab jagah virajman hai uttam bhakti ka lakshan hai so anannya gati jake asmat na tare Hanumant main sevak sachla char rup Swami bhagwant main sevak hoon ye charachar jagat mere isht ka swaroop hai ye param satya baat hai isht hi hai to kya ham apne isht se irshya karen kya ham apne isht se droh karen kya ham apne isht ke prati avhelna ka bhav karen to yah bhav agyaan ke karan hai is bhav ko hataie sab mein jahan tumhari irshya ho rahi ho jahan dves ban raha ho jahan kahin pratikultaa ka bhan ho tatkaal bhagwat bhav karo bach jaoge hamari is baat ko pakdna ki he bhagwan is rup mein bhi aap ho meri buddhi kam nahi kar rahi isliye dves ho raha hai he nath aap mujhe kshma karo aisa ja koge to aapko shanti milegi aur aapka jo dves atmak bhav hai wo nasht ho jaega samjh paye

kiska prashn tha samjh paye aap hamari baat ji shubham Yadav ji Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji yadi hamse koi paap karm ban jaata hai to kya prachit karne se evam karm prabhu ko samarpit kar dene se paap karm nasht paap karm prabhu ko samarpit karne se kai guna badhkar dand dene wala ban jaega paap karm prabhu ko thodi samarpit kiya jaata hai prabhu ka naam lekar prabhu ki aradhna karke usko nasht kiya jaata hai agar usko prabhu ko samarpit kar diya to phir va to byaj sahit aapko aur anant guna jo prabhu ko samarpit kiya jaata hai kai guna badhkar milta hai to paap karm kahin shastron mein likha hai kya ki bhagwan ko samarpit kiya jae kahin nahi likha paap karm to nishedh hai karna nahi agar hamse bhul ho jati to uska prayashchit likha hua hai paap ke uski garu hota aur laghuta ke anusaar uska prachit hai aur wo prachit ke dwara paap nasht ho jae to sacha prachit ye hai ki wo paap agli bar na hona chahiye ab ab lo nishani ab na nash ho ab

tak hua ab nahi karunga aur phir uska prachit wo sacha mana jaega bar-bar paap karo bar-bar prachit karo to antim mein voh durgati wala hi purush mana jaega uski durgati hi hogi paap ka nash tab mana jaata hai jab avlav nishani anan sahi ho aaj tak kiya ab ulat gaye kabhi nahi karunga aur phir uska prayashchit karen wo bhasm ho jaega aur sab pashchi ka bada prachit hai naam san kirtanam yasy sarv paap pranas bhagwan ke naam ka nirantar jab bhagwan ke naam ka kirtan kiya jae to apne aap sare papon ka shaman ho jaata hai aur paap hi nahi paap ki pravriti ka nash ho jaata hai paap nash ke to bahut se upay hain ganga snaan bhi paap nasht karte hain tirth avga bhi paap nasht karte hain lekin paap ki ti ka nash nahi karte naam jap se paap ki pravriti ka papi swabhav ka hi parivartan ho jaega ghor asuri swabhav ke jan jo sidha Ram nahi kah pate the wah mara mara bol kar ke mahan brahm rishi ban gaye pravriti hi palat di swabhav ki sthiti palat di aur brahma ka vritti kar di yah tirth avga se

nahi ho sakta yah keval naam jap se hoga naam kirtan se hoga bhagwan ki sharanagati se hoga jab tak bhagwan ki sharan mein jeev nahi aata bhagwat vimurkh rahta hai to kitna bhi prayashchit kar le wo bar-bar pravriti uski swabhav was wo paap karm karta rahega uski durgati pakki aur bhagwan ki sharan mein aa gaya to kaisa bhi papi kyon na ho bhagwan ki sharanagati ke prabhav se nischit uska mangal ho jaega kyonki bhagwat ashrit hai aur bhagwan naam japak hai bhagwan kahte sarv dharmanna mekam sharanam braj to aham tavam sarv pape bhyo moksh sham ma sucha tum samasth lok dharmon ka tyag karke param dharm meri sharan mein aa jao main tumhare sare papon ko nasht kar dunga bhagwan kah rahe hain to bhagwan kabhi jhooth nahi bolte bhagwan trikal satya hai wo kah rahe aham tom sarv pape moksh ma sucha main tumhen pavitra kar dunga to ham nishpap hone ke liye do kam karen bhagwan ki sharan mein aur naam jap bhagwan ke ashrit hai aur naam jap kar rahe hain aur niyam le ki jo paap hamse ho gaye wo punah na hone pave ham aisa prayas

karen agar ham phir phesal jaate hain to phir bhagwan se ro ke pukarte hain wah hamen bal denge aur ham age se aisi galti na karen samjh paya karnal Rakesh kumar ji Radha shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein napat pranam maharaj ji kya manushya jivit rahte hue apna pind dan swayam kar sakta hai zaroorat nahi bhagwan ko samarpit ho gaya to pind dan karne ki zaroorat kya hai pind dan to mrit sharir ke jo mrit sharir ho gaye unke kiye jaate hain apna pind dan to bhagwan ko samarpit kar diya yah pind hi to hai yah pind hai na pind hi to hai yah to yah pind dan kar diya bhagwan ko samarpit kar diya man vachan karm se bhagwan ko samarpit ho jana yahi apna param kalyan aur ye khoya ke ya til ke ladduon se apna kalyan hona hai kya ji pushkar gaye the wahan par pandit ji se waise bhi pinddan karne gaye the to maine unse pucha ki kya main apna pinddan kut kar sakta hoon haan wo kahte kar to sakte lekin aapko phir yah soch lena ki aap jeevan mein a mar chuke ho aap a jase aise vidhan kaise hota hai aise kaise ho sakta

hai aaj tak ka shastron mein padha ki apna jivit pind dan kisi ne kiya pind dan shabd se hi pitr shabd jud jaata hai pitr mane jo sharir chhod chuke hain ma unhone mera kar diya to badhiya ho waise waise ismen dosh hai aap shri ji ke sharanagat hai Priyalal ke sharanagat hai na mantr nishth us time nahi the jab gaye the tab us time nahi the us time nahi chalo bach gaye nahi to jaise ek hamare yahan sant the ravari mein to dwarikadish ke darshan ki unko ichchha hui to shri ji ne roka ki dekho hamare Vrindavan upasna mein braj upasna mein tum hamari dasi bhavna karte ho wahan mat jana unko samjh mein nahi aaya swapna ko swapna samjha aise aur chale gaye aur wahan gaye to chakra sankh aadi ki chap lagva li aur jab yahan aae navari mein to bhajan band unka bahut vilap kiya to swapna mein phir shri ji aae bole meri agyaa to mani nahi ab shankh chakra aadi ki chap lagva li hai to ab Satyabhama ki prapti ho sakti hai meri prapti nahi ho sakti wo ro ro karke pran tyag diye unke charit mein aata hai par itni

kripalu shri ji agyaa ka palan to jab ham shri ji ko samarpit ho gaye tob hamara pind nahi raha to pind dan kya tanuva mano bhir amle suham to vasita sharir se man se vani se ham bhagwat sharanagat hai ab hamara adhikar nahi hamare prabhu ka adhikar hamare guru ka adhikar hamare isht ka adhikar hamare jeevan par hai wo agyaa karen se ho sakta hai va nahi anya nahi ho sakta haan grihasth dharm ke anusaar apne pitro ka yadi pind dan karna chahte ho to aap jakar kar sakte ho anytha ha to apna kyon kar hai hamne kaha ki edwans mein kar do sab kuch Priya ji Radha vallabh shri Harivansh Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji main pichle ek sal se youtube2 ki ek eyarlain mein karyrat hoon jiske karan alag-alag deshon mein ana jana hota hai bahar ka mahaul bhog bahulya se bhara hua hai jiske karan logon ke saath vyavahrik banae rakhna mushkil hota hai aur bhagwat bhav bhi nahi ho pata baad mein man bahut jalta hai y sochkar ki yah sab meri shri ji ke hi hain aisa

main main kya karun naam jap ki kami ke karan ag hai to kiska prashn hai naam jap ki kami agar naam jap aap pusht kar le naam jab aap mein bal dega naam bal hai usmen aisa bal hai ki aap bahut aise jaise nautanki mein role kiya jaata hai jaise film mein role kiya jaata hai theek aapko aise role karna hai asliyat nahi yah maya krit sansaar hai ismen aapko role karna hai aapko jo swang mila hai bilkul waise baat kijiye waise rahie par aap wo na wo hai aur na wo wo hai samne jo hai sab mein ek hi power paramatma virajman

hai ye stri purush jad chaitanya accha bura papi punyatma yah keval role ho raha hai teen gunon ki maya janit to aap naam japak hain aap jitna naam bana badhaenge andar to aap mein kshamta aa jaegi kisi se bhi aap vihaar kar sakte hain kisi se vihaar karenge ki uska hriday santusht hoga aur aapka hriday shital hoga abhi chintan mein kami hone ke karan sahi chintan na hone ke karan aapka hriday jalan yukt ho jaata hai ki ham to aise aise desh videsh ke logon se baat karte hain vihaar mein truti ho sakti hai nahi dekho sabse vihaar karna hai camera off karke photo khinch rahe hain jaise camera chal raha hai sabko lag raha hai ki camera chal raha hai lekin wo off hai ek bhi cha chatra nahi aayega lakho log subah jaise kh sabse milna hai sabse koi ek bhi par ek bhi chitra nahi kheenchega aisa nahi ki ekant mein baithe to kisi ka chitra khinche yah sab naam ke bal se hoga naam bal agar tumhare andar hai to kisi ka koi prabhav nahi padega chahe jitna ku sangi ho va aapko kuch idhar udhar bhi bol dega to bhi aap asantusht nahi

honge lahar hai gayi hawa ki ek lahar ai gayi hawa va durgandh yukt hai ya sugandh yukt nikelte chale jao kisi mein aasakt mat ho apne dharm se vichlit mat ho aur kisi ko dukh mat pahunchao yah samarth naam japne se aayegi khub naam jap karo naam mein apaar samarth aap dekh lena aap pusht ho jaenge abhi aur chalo satu dirgh kal nirantar satkar sevit dridh bhumi jo dirgh kal tak nirantar naam jap karta hai dridh bhumi use koi vichlit nahi kar sakta bilkul aap pakka samjh lijiye naam mein apaar samarth aap naam jap aur badhiye phir aap de lena Gurudev aapki kripa se jaise ek sal se jin galtyon ka pata bhi nahi hota tha man jo karta tha ab kam se kam unke bare mein pata chal raha hai ekdam se kuch agar aisa kisi ke prati bhav aata hai to ekdam se aap wahi aap jaise kahte hain aap man mein baith jaate ho waise man se ekdam awaz aati hai ki nahi ye mujhe uske prati nahi is tarah se bhav rakhna aur naam jap se aisa vivek jagrit ho jaega wo bacha lega naam pahar divas nisi naam pahar divas agar raat din naam chal raha hai to divya naam

ka phra na tumhen koi chu sakta hai na bal banka kar sakta hai naam mein apaar samarth hai naam pahar divas nis dhyan tumhare kapaat lochan nij pad jant ja pran ke bat hanuman ji maharaj Sita ji ki baat Ram ji se bata rahe hain naam ka phra chal raha hai to koi bal banka nahi kar sakta na andar aur na bahar isliye har samay naam jap karte raho bahut bada bal hai naam hamare paas bal hai naam hamare chal raha hai to naam hi hamare saath naam vani jahan Shyam shyama tahan naam vani sunat Shyam shyama sub naam vani nikat Shyam shyama pragat naam chal raha hai prabhu ka chintan chal raha hai prabhu hamare saath hai chinta ki baat nahi aur jo hriday jalta hai thodi abhi vichar ki kami hai vichar hi positive ho jae to abhi hriday shital ho jae jara sa negative hua to jalne lagta hai to naam jap karo vichar aur mahan hone lagenge naam jap se vijay Sharma ji Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji shri ji kripa se mein janm hua maharaj ji hamare ganv tatha anya kshetron ke bhagwat swaroop log

kahin ate jaate milte hain to bolte hain pandit ji paay agi Gurudev bhagwan aapse milne se pehle un logon ko kahta tha haan khush raho main janta tha yah kahna ek shabd hai lekin jab se aap mile hain aur aapka satsang suna hai khud khush nahi to dusron ko ashirwad kaise de sake agar voh log bolte hain pav lagi to maharaj ji uttar mein Radhe Radhe bol Radhe Radhe Radhe Radhe bhagwan naam smaran se hamara bhi kalyan hoga aur jo shravan karenge unka bhi mangal hoga jaise apne se koi kahta hai charan sparsh Radhe Radhe Radhe Radhe isse bhagwan naam bhi ho gaya unke liye mangalmay bhi ho gaya Gurudev bhagwan wo santusht nahi hote wo log kahte hain tum brahmin ke ghar mein janm lekar ashirwad kyon nahi dete dekho sharir brahmin ke ghar mein janma hai jeev to sabka ek hi hai gharo ke janmane se koi uncha nicha nahi ho jaata hai aa charnon se hota hai aho vat su pato gariya y byaag warte naam tubhyam dehti mata kapil dev bhagwan se kahte hain chandal jo kutte ka mans khane wala nikrisht aacharan wala agar wah bhi

bhagwan ka naam jab karta hai to wah itna mahan ho jaata hai ki jagat bandni ho jaata hai aho baat su pato gariya yag warte naam tubhyam Shrimad bhagwat mein likha hua hai to bandni wo hua jo bhagwan se jud gaya ye jo jati paksh ka abhiman hai yah bhi bhagwan se vimurkh kar deta hai nahi kar deta yah sansaar log kya bardai karte hain kya burai karte hain donon ki taraf na dekhen apne ko dekhna apne kya hai apne kya hai ye panch bhut brahmin ke sharir mein alag se srishti mein nahi bane hain wahi mati wahi samgri hai jisse sab bane na panchbhut usi se wo sharir bana ab hamen thoda batana ki bada kahan hai ismen jo hamare sharir mein panchbhut laga wo aapke sharir mein panchbhut laga wahi sabke shariron mein laga hai theek hai sharir ke andar jo atma hai wo sabki paramatma ka ek hi ansh hai usmen koi antar nahi to ye antar kya hai antar kya hai karm karm ka antar hai agar tumhare nich karm hue to tum nich hi kahe jaoge uttam nahi kahe jaoge nahi kahe jaoge agar wah uttam karm karke bhagwan ke bhajan mein tanmay

hai bhagwan ka naam jap karta hai bhagwan ke chintan mein pura jeevan bhagwan ko samarpit kar diya to apne logon ne unka jeevan charit gaya apne log unke age jhuke nahi jhuke aap dekh lo to hamen chahiye ki ham charitrvaan bane aur bhagwan ke bhakt bane ham in sab baton mein Sabri ji ke prati dand kan ke brahm rishiyon ka he bhav tha bhagwan kisi bhi rishi ki kutia mein nahi gaye kisi rishi se koi bhi swagat sammaan nahi sweekar kiya aur Sabri ji ke jhuthe ber khae Sabri ji ke haan jhuthe ka matlab the ki Sabri ji ko lagta tha bhav mein barkar pata nahi khatta na ho isliye us ped ka ber chakti ha mitha to Raghunath ji ke liye rakhti bhagwan ne wo ber paye Sabri ji ke paas bhagwan gaye Sabri ji ki stuti ki aur wahan bhagwan ne apne Shrimukh se kaha jati pati kul karm dharm ka iska mein koi sambandh mano ek bhagat kar nata main ek keval bhakti ka nata manta hoon main keval prem ka nata manta hoon bhagwan sabke hain ham sab bhagwan ke hain chahe sharir dharm se dekho to sabke sharir panchbhut atma tatv se dekho to sab ek hi

atma hai yah thoda sa vihaar ke liye karm ke anusaar adhyan karna adhyan karana yagya karna yagya karana dan lena dan dena ye sat karm brahmin ke hain ab jab kshatriya dharm mein aata hai to ek karm ka keval dan nahi le sakta panch karm wo aur sabki raksha karna jaise char bhai ho alag-alag seva vibhajit ki jae par hai pita ek hi ghar ek hi hai alag-alag seva vibhajit kar di gayi uska matlab jo aise yah sab abhiman ka khel hai aisa nahi hai charon bhai ek hi ghar ke hain alag-alag nahi uski jo vyvastha hai Ravan uttam kul pulaski uttam kul pulaski hai brahmin mein kami thodi hai brahmin uttam kul pulaski nahi rata bhuja thok de to lok ka lokpal khali ho jae lokpal thara uthe aacharan bigar gaya charit bigad gaya to Rakshash ka aa gaya aur vidvan adbhut uske ja vidvan milna mushkil hoga aaj bhi koi bhi kahin bhi pavitra bhagwan shiv ka abhishek kare to unka stotr jarur gaega Ravan ka stotr jata tavi gal javal pravah pavitasthale gale lam lambit bhujang tung malika dam dam dam are aisa

thodi aacharan charit bagad gaya charit hi Rakshash ka aa gaya nahi to hamko yah dekhna hai ki hamare charit dusre pujya bhav se dekh rahe hain unka bhav badhiya hamare charit achhche hone chahiye hamare aacharan achhche hone chahiye hamari samaj mein charit aur aacharan ki puja ki gayi hai agar charit aur aacharan kisi vyakti ke pavitra hai to pujniya hai ham uska aadar karte hain ham uska sammaan karte hain charitrheen hai aur uchh kul mein janma hai to hamare samaj uska aadar nahi karte kanun uska aadar nahi kare ki aap nahi dat ke danda chalega aur saja bhi hogi to hamko chahiye ye Shastri mariyada apne apne aacharan ke liye hai ki aap is kul mein to aap aise aacharan jaise aap kaksha aath mein padh rahe ho to aap ye granth laie aap nau mein padh rahe ho to ye laie aap 11 mein padh rahe ho to ye laie aapke liye alag-alag hai na usmen koi bada chhota nahi vidyarthi hai aise hi charon varn jo bhagwan ke dwara banae gaye hain ye dharm ab uska ahankaar ke karan galat prayog kiya gaya galat prayog karne se baat galat ho jati hai ham sab

ek hi pita ke putr hain ham sab ek hi mati se bane hain aur ham sab ek hi paramatma ke ansh hai haan na stri na purush yah keval rachna hai jeevtma wahi hai jeevtma sabke andar wahi hai na koi chhota na bada jo hamari drishti hai na koi chhota hai na koi bada hai yah vihaar ki ek bhumika hai jismen namaskaar pranam jaise ham apne bade bhai ko karte hain apne pita ko karte hain ya apna padosi bada hua to pah sute hain to yah hamari sabhyta hai na ki ye kanun hai kanun nahi ki aap pair chuo kanun

nahi hai ye nahi ye hamari sabhyta hai jaise hamare bade jante ham khade ho jaate hain hath jod lete ye hamari sabhyta hai to hamari jo samaj ki ek parampara ki sabhyta hai uske liye varn vyvastha hai na ki bada man karke dusre ka apman karne ki vyvastha hai aisa nahi hai kyonki ham aapko khul ke bata rahe hain ki panchbhut hamare sabke ek hai aur atma sabki ek hai to chhota aur bada kya hai hamko bhi bataya jae chhota bada kya hai kya ismen hai nahi jati pati kul karm dharm yah bhi avidya hi hai bachchha maya yah bhi avidya hi hai bhagwat rishik ji ne kaha hai ki vidya rup mahatva kul dhan jovan abhiman sat kantak dekh hai jaha raan bhakti nidan jati ka abhiman kul ka abhiman vidya ka abhiman rup ka abhiman dhan ka yah sab bhagwan bhagwan pasand nahi karte bhagwan nahi pasand karte aur kitne aise udaharan hai shri ravidas ji ka naam suna hoga bahut bade mahan bhakt radas sant ravidas ji na to kashi ke brahmano ne virodh kiya unko puja nahi karni chahiye thakur ji ki puja karne ka inko adhikar nahi

to badshah anya dharmavalabi tha turant to bulaye gaye jadas ji brahmano ki aise pangti baithi aur unse kaha ki aap thakur seva kyon karte ho u kaha hamare thakur wo karvana chahte isliye thakur seva karte hain to brahmano ne kaha tum matlab shastr virudh tum aacharan karte ho aur rajya mein bahut bada anarth ho jaega apne bhasha se samjhaya to unhone kaha hamare thakur ji jab chahte hain to ham thakur seva karte hain agar wo mana kar de to main kabhi seva na karun bo unki nazar mein to vigrah hai thakur ji kaise to bole tumhari baat samjh mein kaise aayegi ki tumhare liye thakur ji raji hai seva ke liye bole waha dur simhasaan rakh do aur tum mantro se bulao aur ham aise bulaenge agar hamari god mein aa jae to jaan lena thakur ji seva to jo thakur ravidas ji ke the wah simhasaan mein se dur rakhe gaye unhone shuru kiya mantr kuch nahi aur bhav mein barkar kaha prabhu je hi aise kaha to simhasaan aise jaise ud ke aae na chati se la kartu kartu antha kar tum bhagwan to brahmano ne phir baat rakhi

ki inke thakur kuch jadu tona kiye honge ham ham apne thakur late hain to apne thakur laye aur mantr badshah ke samne par phir hi aise bhav mein kya thakur mahan sant man changa unhin ka sutra hai to kathauti mein to hamen ye dekhna hai ki bhagwan ki bhakti ke age ha in sabka koi mahatva nahi to agar aap Radhe Radhe bolte ho koi asantusht ho ya santusht ho kya fark parta hai ji Yamuna das ji jai shri Ram maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji main bal kali sadhu bankar kalnemi ka jeevan bitaya banch bhagat kahai Ram ke kinkar kanchan kohe kam ke kartavya vayas ab marne ka samay aa gaya maharaj ji mera marg darshan karen dhanya hai bhagwan ki badi kripa hai jo darshan diye akar ke yahi bhagwan ki bhakti ki pratham prichay ki pranali hai jo bhagwan ke vishuddh bhakt hue aaj tak jahan prichay diya hai wo yahi prichay diya hai bhagwan ke vishuddh bhakt ka yahi prichay hai ham bhagwan ki sharan mein hai ham kya hain kaun hai ab isse hamara sambandh nahi rah gaya ham prabhu ke hain aur hamare prabhu ka swabhav

hai jise sweekar kiya wah chahe koi bhi kaisa bhi ho rakhiyo tay pran kina bhagwan ne kaha rakhiyo tahi pran ki nahi main jaise sabko pran priy hote hain Raghunath ji kah rahe mujhe sharanagat priy hai mujhe sharan jo sabhi ta awa sharnai rakhiyo tay pran kinae to apne log to bhagwan ki sharan mein hai man se vachan se karm se unke hain kah diya jae ki abhi hamen dosh hai hamen jo bhagwan ko di jane ke sadgun chahiye wah nahi hai mante hain lekin ham hai to unke na is par to koi sanshay nahi na kyon ham unke hain na ismen koi sanshay hai man se man nahi ra ka bahar vesh se to ho gaya par man se kab honge theka hai unka theka hai rahat na prabhu chit chuk ki ki karat surat sa bar hi ki jan avgun prabhu man na kaun din bandhu ati mridul swabhav hamare prabhu ka itna mridul swabhav hai aur vakalt mein prabhu har jaenge mukadma mein jab vakalt ki jaegi to prabhu har jaenge kyon goswami tulsidas ji jo unka swabhav aur prabhav varnan kar rahe hain ki apne jan ko ko sweekar kiya ho chahe charachar ka drohi ho chahe

koti vipr ghati ho bhagwan ki usko prapti hui jo bhagwan ki sharan mein hui to vachan hai bhagwan ke ek bar meri sharan mein aa jae main use kabhi tyag nahi hoon yah to shart nahi lagai kaisa hona chahiye tab sharan mein ave yah shart nahi lagai chhut aur de di hai yah hamara vishay nahi hay unka ka vishay hai karo sad te sadhu samana bole na pakdo na pakdo na kya bole hain wo karo sadya te sadya mane tatkaal to aap karo na aapko jo pasand ho kar lo aapko de diya na makan pat aao hara put nila put aapke naam mein kar diya aapke naam mein kar diya ab kah do nirmal karke hamko de to ham nirmal karke nahi de payenge ham to malin hi hai aap nirmal kar le hamare bas ki baat tu main nirmal pasand hai ham malin hokar aapki sharan mein aae aap nirmal kar do aur agar nirmal pesh karna chahte ho to Janaki ji se prarthna karo Janak shuta jag janan jaan ki atishay priy karuna nidhan ki taake jug pad kamal manau aur ta su kripa nirmal mati pau wah hamari mati ko hamare man ko nirmal kar dengi Ram ji ke layak bana dengi aur agar

aapko aisa lagta hai ki abhi hamara man malin hai aur prabhu ki prapti ke liye jo sthiti chahiye wah hamen hai nahi to ham ab bhi art bhav se sharanagati ko aur pusht kar de nischit bhagwat prapti hogi jab narayan naam putr ka pukara to bhagwat prapti ho gayi ham to pura jeevan ho gaya Siyaram kahte hue aapko bhagwat prapti nahi hogi Ram ji bhi chahe to bhagwat prapti nahi rok sakte ab Ram ji bhi nahi rok sakte kyon kyon nahi rok sakte kyonki Ram ji ke vachan aae unke vachno ke anusaar se kahte hain unke vachan hai unke vachan hai bade-bade mahapurushon ke vachan hai vimurkh bhae nimas na a kripa jab chit tab waise prabhu ka swabhav kaisa vimurkh bhae vimurkh bhae sharanagat hua aur bhagwan se vimurkh ho gaya to vimurkh bhae nimas na a kripa nimis mane palak jhapak ke samay ko na a kripa jab chit tab waise Uma Ram swabhav ja jana tai bhajan ji bhavna na aap to garajna hai ab ham garaj rahe hain unke bal pe he hari moso na bigari mohi padi hod tumhari maya baji pasari vichitra sun muni mohe kaki kod kahe haridas

tumhare ham jite ta na tod he hari ham to bigad bigad karke jit gaye va aap bana bana kar ke har gaye ab kah de tu bigadne wala hai to maharaj sambhal ke aapki maya vichitra aisi hai va hamen bar-bar bulawe mein dal deti hai ab aap ki to maya hai va aap ke ham hai to ham bigad bigad jit gaye va aap banate banate har gaye phir bhi aise khiladiyon ki aap hamen chhod nahi rahe ho vah dhanya hai aapki phir bhi aap hamen nahi chhod rahe to hamari vijay to hai hi ha kahavat sab kah Ram sat paha Swami si nath sevak tulsidas ab to koi sanshay nahi hai kalyan mein tohi mohi nate anek maniye jo bhave ja ty tulsi kripal charan sharan pave hamare tumhare bahut sambandh hai nich patit to aap patit pavan bahut uchh mahan din to deenanath adham to adham udaharan papi to pa jo bhi ham hai wo hamara aapka sambandh hai ab to hamara pakka kalyan hai kyonki main aapki sharan mein hoon ismen to hamen sanshay nahi rakhna swarg narak apvarg as nahi tras hai sharanagat hai ham sharanagat hai swarg narak apvarg asan tras hai jahan rakho ta raho man

sukhras hai koi akanksha nahi koi aapse virodh nahi jaise aap chahte ho waise main par main aapka hoon ab aap hamse kaho ki aap aise ban ke aao to bana do ham to aapke hath ke mati hai kumar aapko jo chaho bana do aap jaisa chaho bana do aple ko apni taraf nahi dekhna prabhu ki taraf dekhna hai agar apni taraf dekhe to har jaenge aur prabhu ki taraf jite dekhenge to jit jaenge ham apni taraf nahi dekh payenge mere banae na banegi kot kalap lo aapke banae banegi pal pav mein karo sad chi pram bhavti dharmatma ache su durachaar bhajte ma manan bhag sadhur samam tav samyak tasa phir apne log to parsad hai unke das hai ab gig ana band taal thokna shuru ab gig ane ki zaroorat nahi hai ho gaya jab tak gig ana tha tab tak ho gaya jab pata chal gaya ki aapka sab kuch hai ab mujhe dar nahi hai dar ho jab dusra koi ho ya dusre ka kuch ho sab kuch aapka hai ab mujhe dar nahi kyonki aap mere ho bas kisi bhi yoni mein bhejna aapki aapki mauj mujhe iski bhi parvah nahi e joni janm karm bas ta Ram pad anurag aur wo hat nahi sakta wah

aapke bhi hata nahi sakta kyonki guru beech mein hai unhone aapke charnon mein hamara pani grahan karaya hai aapne pani grahan kiya hai guru ne karwaya hai bahut pakki jagah se likha padi hamari aapki aur pakki jagah hai kacchi jagah le hai mam vaans bhagwan kahte mam vaans to main bhagwan ka hoon bhul hamse ho gayi ki hamne bhagwan ko chhodkar anya ko apna mana ab anya ko chhodkar bhagwan ko man rahe isliye ab hamen koi parwa ka maharaj ji aap jo baten karte usam bhagwan ka prati aur khas taur par vishesh taur par aap jo brahmcharya par baat karte visheshat hari sharanagati par jo baten karte hain hari prem par jo baten karte hain usse sadhak ko bahut hi bahut hi prerna milti aapke bahut pravachan ham bareeki se su sunte atyant prasannata ha jo jeevan jie hain wahi baat karte hain to aap santo ki kripa se jo jeevan jie hain ab jaise maharaj ji jo bol rahe hain ye keval bol rahe hain pura jeevan ho gaya bhagwan ke bhajan mein maha bhagav ton ki chal alag hoti hai maha bhagwat jan aise nahi bolte ki main pura jeevan se bhajan kar raha

hoon main to ye deha abhimani nahi hote dainya hote kaise kaise prichay diya kaise prichay diya ab jo maharaj ji bol rahe hain wo keval sharanagati ka swad lene ke liye bol rahe hain unko koi prashn hai pura jeevan ho gaya bhajan jiska deha bhiman galit ho chuka hai jiska deha bhiman galit ho chuka hai wo kitni unchi sthiti ka hai ise koi nahi samjh sakta to deha bhiman rahit pahla shabd nikelte hi pata chal jaata hai ki deha bhiman rahit wo keval swad jo apne log khae hain na to uska swad sharanagati ka swad mere prabhu ki sharanagati ka swad kya hai aur bar-bar swad aur bar-bar swad jaise bhagwan shankar ko kuch jankari ki zaroorat thodi lekin wah bhi satsang sunte hain kag bhusundi ki sabha mein jakar baith jaate kabhi Parvati ji prashn karti mahadev ji uttar de bar-bar bhagwan ki charcha karti to prashn karta koi agyani nahi hota prashn karta rasa swadi hota hai apne isht ki bar-bar sharanagati bar-bar mahima sunkar hriday mein naveen naveen ullas hota hai haan to ye santo ki jo mahima hai

hai voh bhagwan ki sharanagati se hi hai jitni jor ki sharanagati utni beprvahi aap pakka samjho ye apni jo ham jimmedari liye hain ki hamara kalyan kaise ho hamara mangal kaise ho hamara yah hamara wah abhi thoda sa abhi connection mein kami ho rahi hai connection kami jaise board sahi hai tar sahi hai bulb sahi hai switch o bhi sahi hai on off kar rahe ho pakka lekin ballab jal nahi raha uska karan connection ki kami jahi connection hua to on karte hi jal jaega itna beparwah ho jana chahiye ki apni chinta ka naam khatm ho jana chahiye sharanagati mein apni chinta ka naam khatm ho jana chahiye prabhu ka chintan chukna nahi chahiye tad smaran param vyakul te har samay bhagwat smaran chal raha hai apni tob khatm khel tabhi hamka bhagwan akar kah dena tumhen narak milega to koi fark nahi padna chahiye koi fark are bap re bhagwan ne kah diya narak milega ab to jeevan hi barbad ho gaya nahi nahi maharaj hamko narak jo hai na wo dham jaisa hoga kyon aap bhej rahe ho na aap bhej rahe ho to aapki smriti mein magal hote hue wahan bhi

ham geet gaenge wahan bhi aap hi ke geet gaye ham jahan rahenge aapka naam gun kirtan karne ke liye jahan aap bhejoge waise hi ham apni ab to koi chah nahi rah jani chahiye koi fikr nahi ra wo kah rahe yogam bham anannya chint to mam y jana paripas bhagwan nahi kah rahe tesham nitya bhakta naam yogkshem bham ab to bhagwan ke vachan par vishwas karke apne ko beparwah ho jana chahiye haan jahan truti ho rahi hai ta ham shikayat karna hai prabhu se hai hai nahi karna yah sidhi baat hai aapke samarpit jeevan mein yah kami hai aisa dikhayee de raha hai aur report ham kar rahe hain apni kami ki report ham kar rahe hain aap dekh lo raji ho aap raji ho to hamen koi pareshani nahi makan aapka chahe jitna kuda karkat rakh lo chahe achchhi chij rakh lo agar aap raji nahi ho to aap jaise Swami ke hote ye gandi vriti kaise hai nath aap ise dur kar do aap hi dur karo bas anand magan haan apne ko beparwah karna hai to bhagwan shri hari ke shri narayan ki sharanagat ho jao sharanagati prambhik bhi hai aur purnata bhi hai sharanagati hi

prambhik hai aur sharanagati hi purnata hai sharanagati mein purn hote hi wo brahm bhut ho jaega prasann atma na sochta na kaansh sama Sarvesh bhuteshu mad bhakti labhte param wo jagat mein apne pritam ko dekhne lagega kyonki so anannya gati jak mati na tare Hanumant to jad chetan jag jeev jat sakal Ram khatm khel ho gaya jahan jagat ko bhagwan ka swaroop anubhav kiya wo bhagwat sakshatkar kiya hua mahapurush kis anand mein rahta to ab hamko kyon chinta agar ham samarpit hai narayan ko hari ko to hamen chinta kya va agar chinta hai to abhi samarpit nahi abhi sharanagati mein kahin na kahin connection nahi ho pa raha le sachchi batae na ha ekdam mast ekdam mast ekdam mast ye soch ke keval hare ham bhagwan ki sharan mein yah soch keval jo hai na nachne ka man har samay parmanand main prabhu ki sharan mein hoon bole to aisa hai vaisa hai jaisa kuch jaise andar ki baten aati hai ki dekho abhi man theek nahi abhi yah theek nahi hamne bech diya prabhu ke naam likhwa diya ab hamko kya chinta kar jaise kisi ne hamko makan de diya ab wo kya

dekhta hai ki ham ismen patai karte ki kapda laga wo hamse kuch nahi bolta aise hamko kuch nahi bolna aapki sharan mein aap dekh lo nath mein aap pakka unhin se ba mere banae na banegi kot kalap lo aapke banae banegi pal pav mein pal ke chauthai hisse mein ban jae hamen kya karna hai aapka chintan karna aapko kya karna hai wo aap dekh lena ham koi salahkaar nahi hai aap dekh lo aapko jaise rakhna hai rakho mast raho jagat mein apni chinta ka jisne tyag kar diya wahi chitt chor ko prapt hota hai nahi pura jagat apni chinta mein pareshaan hai apni chinta mein sab pareshaan hai dhyan rakhna aur bhagat apni chinta ka tyag chah mitti chinta mitti manuva beparwah kiske bal par unke bal bas ho gaya yahi ho gaya purnata yahi ho jati par ham log bhagwat bal ko dharan nahi kar pate rupaye ka bal to bharosa ho jaega rupaye ka bharosa karke chal pare vyakti ka bharosa inke saath ja rahe hain khwa piya de sari vyvastha inka bharosa ho sakta hai lekin bhagwan ka bharosa ba yahi chhoti-chhoti baton ko hamen dekhna hai Draupadi ji sidhe bhagwan

ke bhrose par nahi pahunchi yahi kram aur yagya se prakt hui hai koi stri se prakt hui nahi hai yagya se prakt hui devi hai lekin bhagwan ki sharanagati tab pusht hui jab dekh liya koi nahi Gajendra tab pukara narayan hari dekh liya koi nahi to wahi sadhu jo y dekh le ki ab kuch nahi koi nahi ek matra shri hari ek matra bhagwan aur bharosa dridh aur mast ekdam ko lekar ke antahkaran ko lekar ke swabhav ko lekar ke hamara rona dhona khatm ho jana chahiye yah prabhu ko samarpit vastu hai jaise ekne hamse pucha ki aapki kidney khao dialysis hota hai ham to dekha hai hamare paas kai marij aise hain to par aap aise to ham ham to marij samjhte ho hamen marij samjhte ho are prabhu ke samarpit dekho aisi barfi khao to alag hai aur jab narayan hari ko bhog laga to prasad ho jati hai na ab ye jeevan prasad hai ab yah jeevan prasad hai ab jo aap sun rahe ho jo dekh rahe ho wah bhagwat prasad dekh rahe ho vyakti nahi dekh rahe ho buddhimatta nahi wo bhagwat prasad hai agar vyakti ki pocho to char paise la uth pave

char paise la uth pave yah keval hari prasad hai to usi ke prasad mein ma magan raho jo mu kam karoti chal pang late gi yat kripa ta ham vande parmanand aisa man aandit hota hai maharaj ji hamare Gurudev sarkar kahte the ki parikrama Vrindavan ki din mein hi lagni hai ab jab te aapki leela chali to Gurudev bhagwan se sab bhakt aak bole ki maharaj ji ratri mein laga le Premanand maharaj ji ke darshan bhi ho jaenge to bole koi baat nahi pehle Vrindavan din mein jag ab Vrindavan ratri bade mast bade mast swabhav ke jaise badi maharaj ji savan ne kahi santan ne savan ne ki Delhi chalo theek ho jaoge bole pura jeevan to bihari ji ko de diya ab jive ke liye Delhi chale jae nahi jaenge to ki Premanand maharaj ji ke theek ho gayi yahi kara dete hain ki nahi unmein to priyaj ki sakhi ki atma vas karti hai bali ki kripa chal rahi li ki kripa chal rahi bilkul unhin ki kripa chal rahi nahi to jaise halat bigadti na sharir ki to yah bolne layak nahi par abhi tak ek bhi din ki dincharya gol nahi hui abhi tak

duty chal rahi hai shri ji chala rahe uli ke bal se chal ra hai aur shri ji mein apaar samarth hai jinke adhin lal jo hai phir unke liye durlabh kya hai unke liye dani kidney to sab sadharan si baten hai pehle puchte the sabse program mein maharaj ji ki barsane kaun-kaun gaya hai to kuch hath uthte kuch nahi uthte ab puchte hain ki barsane kaun gaya hai to sabse pehle barsane ki batae ji lad leej ka pratap karunami sarkar hamari karuna mai sarkar karunami sarkar hamari karunami sarkar pyari hai vrash bhan dulari pyari hai vrash bhan dulari pyari hai prabha dulari pyari hai vrish bhan dulari meri palanhar karunami sarkar hamari karunami sir ho meri shyama karunami sarkar hamari karunami sarkar koi nahi hai mera jahan mein mujhko sahara tera hai koi nahi hai mera jahan mein mujhko sahara tera hai pyari jo tere cha charnon mein pyari ju tere charnon mein ho jeevan vishram karunami sarkar hamari karunami sir he meri shyama karunami sarkar hamari karunami sarkar pyari hai vrash bhan dulari pyari hai

vrish bhan dulari meri palan har karunami sarkar hamari karunamay sarkar tut tut ke tut chuka hoon mujhko savarna wari ho tut tut ke tut chuka hu mujhko savarne wari ho tere hote phir kya darna re ho phir kya darna bigdi banane wari ho karunami sarkar hamari karunami sarkar he meri Radhe karunami sarkar hamari karunamay sarkar Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha alap lijiye Radha naam ka ala Radha shri Radha shri Radha shri Radha karunami sarkar hamari karunami sarkar pyari hai brash bha dulari pyari hai vrish bhala meri palan har haan karunami sarkar hamari karunamay sarka

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…