prasad mein charbi mile laddu kha liye, kya hamara dharm bhrasht ho gaya ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
aajkal ham log yagya kar rahe to aksar karke sanatan parampraon ko lekar yagya ka vishay lupt hota ja abhi hamne ek badi yagya ki thi karaiya ganv mein to wahan jati prathaon ka bhed para hai maharaj ji wo kaise samavesh bithaya jae ya vedon ki hi parampraon par jeevan chahiye ab vedon ki parampara ko dharan karne wali anguliyon mein milenge kyonki ved ko dharan karne ke liye buddhi shuddh chahiye buddhi shuddh chane ke liye ahar shudhi chahiye ahar ashudh ho chuka hai ahar ashudh ho chuka hai ab jaise yagya ki to aap sant mahatma jan hai badi-badi gaushala hongi to ham us par zyada nahi kah sakte nahi to yagya karne ke liye ab hamare paas samgri nahi rahe kyonki jo dhanya aadi jo vastue hain sab chemical aur wo khad aise fenke jaate hain ki wah apvitra ho chuke hai aur jo dugdh hai ghrit hai ye apvitra ho aur abhi to ham logon ko apvitra kar hi diya gaya maharaj la diya isse kaise kya jo ye to gyata agyat mein ham logon se hua hai haan ab matlab ismen maharaj ji waise ham matlab bhav se kah
rahe hain upasna ke marg se agar hamen jahr bhi milakar diya jaata to ham khate na prasad kyonki prasad shabd hamne prasad paya na ki laddu paye aur na hamne koi anya padaarth paya hai isliye na hamen koi bhrasht kar sakta hai aur na kabhi bhrasht koi kar payega ham prasad bhokta hai aur prasad mein nahi prasade sarv dukhana mahar prasad mein iska bhi hindu dharm mein bahut upay hai agar prasad shabd hai to koi upay karne ki zaroorat nahi upay karna prasad ka apman hai agar prasad shabd nahi laddu shabd hai to phir aap laddu kyon khae agar prasad shabd hai to ham phir nahi mante prasad ke age ham nahi mante dekho maharaj ji waise to panch gav aadi bhagwat charanamrit aadi bade bhav hai lekin prasad shabd mein ham dushan shabd laga sakte hamari shraddha yah ham personal shraddha kah rahe hain agar hamare isht ka prasad aise karke diya ja raha hai to ham pa liye iske baad usmen bataya gaya ki aksha padaarth tha to hamne khaya hi nahi aksha padaarth hamne to apne isht ka prasad paya bas bhav ka sara khel
hai Durvasa ji se gopiyon ne kaha ki jab ham yamuna ji ke idhar par ana chahti thi to shri Krishna se pucha ki kaise palli par jae tumhare guru aae Durvasa ji darshan karne to unhone kaha main agar akhand bal brahmachari hoon to yamuna ji marg de de aisa bol dena to aisa bol diya tha marg de diya tha ab wapas kaise jaen to bole kah dena Durvasa jeevan mein doob ke ras ke siva agar jawan mein kuch nahi rakha to yamuna marg de de to gopiyan has padi ki kuntal to kha chuke abhi hamare samne koi pua koi khir koi pudi koi kachori sab le aae bhagwan ke paas gaye aur bole maharaj guru chela donon dhanya aap jhuthe aur aapke guru jhuthe bole kaise bole Durvasa ji ko hamne khir pavai kisi ne kaha hamne pakodi pavai kisi ne kaha aur wah kahte hain kasam khake kah rahe hain ki jake yamuna se kah do ki Durvasa agar durwa ras ke siva jawan mein kabhi kuch rakha na ho to jawan mein to ham sab pawa ke aa rahe prabhu ek kaisa ek aisaka u bhogta bhav rahit upbhokta bhav rahit unhone swayam to nahi
paya apne aap logon ne pawa diya wo ichchha rahit mahapurush hai ichchha rahit hai wo ichchha mein keval durwa ras lete hain apne siddhant mein jo mahapurush jan apne swaroop mein sthit hain yah prapanch kabhi badha pahuncha hi nahi sakta aur jo prapanch mein sthit hai wo mahapurushon kobhi jal le sakta badi vichitra leela bhagwan ki hai nahi Swami ji aapki aapka bhav pura bharat manta hai pura desh manta hai aur aapne jo sandesh diya hai main manta hoon ki pure bhartvrsh ke sanatni use amal mein layenge aur manenge aap pujniya hai aapka bha de kyonki kyonki hamare thakur hain baat samjhiye thakur ji ko bhog lag chuka ab ham keval prasad pa rahe hain bhog mein kya milaya gaya yah thakur ji ja ne aur piche jane hamen sirf prasad paya ham prasad hamko agar aise kaha jae ki charbi mila hua laddu khao nahi to gardan uda denge to ham gardan udwa lenge apni gardan katwa lenge lekin laddu nahi khaenge lekin prasad aur baad mein koi kan mein aake kah de ismen bismila tha to bhi anand rahega yar marenge
to bhagwat prasad pake marenge to mujhe aaj aaj chobh nahi hona chahiye aaj anand hona chahiye ki maine prasad paya sirf prasad paya hai maine laddu nahi paye mere thakur ne jo dekha jo paya usi ka juthan hamne paya hai to hamen bhav rakhna hai accha yah bhav ka khel hai agar bhavo save bhajta ras kam nu agar prasad ke baad shuddhikran to phir prasad mahima nahi rah gaye phir prasad mahima nahi rah gaye phir wo alag baat ho gayi prasad shabd mein hai agar hamare isht ka prasad hai aur usmen kuch bhi gadbad hua
hai to isht jane aur gadbad karne wale jane ham to shraddha se apne isht ki juthan pai hai ushta mrit paya hai to hamen lagta hai ki us vishay par phir shuddhikran ka vishay haan savdhani rakhe bahut jor ki savdhani rakhen nahi unki durgati hogi jo wah vastu ka mila rahe hain jankari mein wahan unki durgati hogi kyonki shastron hazaron lakho karodon logon ki astha ka vishay hote hain ye aur aisi ja mein is tarah ka santo ko Ayodhya mein jo ham logon ko banta gaya santo mein tha ki ham lahsun pyaaj bhi nahi hamen dharm bhrasht kar diya gaya lekin yam vastu Govinda tuva ha maharaj ismen dharm bhrasht hone ke bilkul chans nahi hai bilkul nahi hai ye hamare isht ka mahmmahim bhav hai to bhav ka hi sara khel hota hai haan haan agar prasad ke baad shuddheekran ki baat aayegi to prasad mahima lag ho jaegi i
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…