janie dharm kya hai ? Karm aur dharm mein kya antar hai ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
swati ji bata shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji mera prashn hai ki karm aur dharm mein bada kaun karm karne wale vyakti ke karm bahut ekantik suna nahi hoga kiska hai ha ekantik nahi suna hoga isliye prashn kiya hai kyonki ekantik mein kai bar charcha ho gayi hai karm wahi jo dharm se yukt ho agar dharm se yukt nahi to kukarma hai wah karm thodi kaha ja sakta hai va karm ho jaega jo dharm virudh hai wo karm nahi hai wo kukarma hai ashubh karm hai aur jo dharm se yukt hai use hi karm kahte hain to yah jo bhed ki karm aur dharm ye sansarik shabdon mein hai shastriya shabdon mein dharm yukt hi jo kriya hai use karm kahte hain aur jo dharm ke virudh use kukarma kahte hain dharm se virudh hai use kukarma kahte maharaj ji ye bahut badi ek bhramak wo fail gayi ki dharm ke naam se matlab ye hota hai ki puja path matlab nahi jaata mandir nahi jaata dharm matlab kya dharm ka matlab keval aarti kar dena mandir jana puja path kar dena yah bhi uska ek
ang hai lekin dharm ka matlab aapka uthne se lekar say tak jeevan se lekar maran tak aapke jitne aacharan hai wah sab dharm yukt hone chahiye aapka uthna aapka bolna aapka din chad aapka khanpan karyakram sab dharm ke antargat kar ab jaise ek adhikari hai uska karm hai nirdosh ko bachana aur doshi ko dand dena ab yah uska dharm hai dharm se yukt karm hai ab usne nirdosh ko to dand de diya aur doshi ko chhod diya rupya le liya ab y kukarma ho gaya samjh rahe na a dharm ka matlab bahut sab pura jeevan hai pura jeevan hai ek aadmi daud ke aapke paas hai hamen bacha lijiye wo aadmi mar raha hai ab aapko tatkaal kan mein ana hai kyonki sharan mein aa gaya ham bchane ki samarth rakhte hain jitni utni ham koshish karte hain aur ham has kar ke usko usi ke hath mein usko de diya jo marne aa raha tha ab ye hatya ho gayi aapke dwara aur jo agar bchane ka prayas kiya usmen hamko bhi kasht ho jaata hai to likha hai parhit lag tajay jo dehi santat sant prans tehi dusre ki raksha ke liye yadi hamare sharir ko bhi kasht ho jaata hai
to sidhe bhagwan ki prapti hoti hai jaise Jatayu ji ne jab Sita ji ne pukara ha Ram ha Ram to Jatayu ji ko awaz mein aise dard laga ki jaise koi kisi ko kasht de raha hai to akash mein ude to dekha ki viman par Sita ji ko lankadhipti Ravan jata pehchante lalka dusht chhod putri seete tu chinta mat kar aur kahan Ravan kahan Jatayu tribhuvan vijeeta Ravan Jatayu to Jatayu ne pankhon se mar kaat ke phenk diya pankh uske ghyal kar diya ab itna hi bas tha ki choch aur pankh aur panje isi se praar to chandrahas ke dwara kaat divya talwar uske paas kaat to hi gira bhagwan ka chintan hua y age para jatay dekha sumirat Ram charan ki rekha to jo maharaj dashrath pita the jo saubhagya dashrath ji ko nahi mila wo jataeemej bhagwan ne jatay ji ko apni god mein dular karte hue sampurn ant kriya ki aur bhagwan ka swaroop dharan karke geed bhagwan ke dham ko gaya kis karan se bhagwan ke bhajan tapasya ka karan nahi ya parhit karan hai Sita ji ki raksha ke liye apne prannon ki baji laga di to dharm har ek cheshta
mein hai dekho ham jo kathayen bade-bade mahapurushon ki gate hain dharmatma purushan ki to gate hain papa atma ki tha gate maharaj shivi simhasaan par baithe the to bade dharmatma the to unki dharm pariksha ke liye ek ghatna ghati ek kabutar aak god mein baith gaya maharaj meri raksha karo to turant aise kaun hai to dekha ki chat ke usmen baith kar ke baj kah raha hai yah mera shikar hai maharaj agar aap dani hai dharmatma hai to itna jante hain ki main bhi bhukha hoon aur mera shikar kabutar hai aap isko chhod dijiye kabutar ne kaha maharaj main aapki sharan mein hoon aap jante hain sharanagat ki raksha ka bhav isliye main aapse prarthna karta hoon mujhe mat dijiega baj ne kaha maharaj main bhukha pran tyag dunga kyonki kabutar mera shikar aur main isi ko khaonga unhone kaha nahi bhai baat mano agar aapko mans hi pana hai to main anya pashu ka mans jahan bad hota hai pashu ka wahan se lakar aapko de sakta hoon lekin kabutar nahi de sakta ye meri sharan mein aaya bole maharaj aapko pata hai ki baj jo hai kisi mare hue
pashu ka manas nahi khata wo apne aap shikar karta aur khata hai maharaj main raji nahi hoon mere bhi pran raksha karo kabutar de do u kaha kabutar to nahi dunga agar is par raji ho ki tum mera mans le lo to main tumhen de sakta hoon wahan yah baat ho jaegi aap apna mans de do to taraaju mein ek taraf kabutar rakha aur ek taraf apna mans kata kabutar 100 200 250 gram ka par bhai wo kabutar to tha le wo to sakshat agni devta ab wo jo jitna manas rakhte jaate ho utne wajan badhate jaate akhirkar swayam
baith gaye aur kaha baj mujhe kha le lekin main kabutar ko nahi dunga us dev Rajendra aur agni devta prakt ho gaye bole maharaj main na to kabutar hoon na baj hoon main dekh raha tha tumhare dharm ki pariksha tumhari jai ho maharaj shivi shivi ka jo maharaj ji ka yah dharm koi ek chhoti moti kriya ka naam nahi hai ki koi mandir chala gaya agarbatti kar to dharmatma hai dharmatma jeevan ki pratyek cheshta pratyek cheshta dharm yukt honi chahiye samal sambhal ke pair rakh rahe hain kisi jeev jantu ra karne lag jae sambhal ke bol rahe hain kisi ka hriday na dukh jae hamari har cheshta dharmam tab wo dharmatma kaha jaata hai paribhasha mein dekha jae to Bhagvati kanun jo sabke liye niyamavli kah sakte hain use to matlab jo vidhan banaya gaya shastr uchit usko dharm kahte hain kaise chalna hai kya aapka kartavya hai apne parivarik bilkul sab dharm bhagwan ke charnarvind se judne se apne aap aa jaenge jo bhagwan se vimurkh va dharm ko dharan karna bada kathin hai ab jaise sabse zyada hamen dukhad ghatna is samay lagti
hai ki naujawan jab apne mata-pita ko marte hain badi sharm ki baat hai ki ham roz is baat ko jagrit karte hain ki jin mata-pita ne mujhe pala posha matlab kitna ganda hamara vihaar mata ji ke saath raha hoga jab hamen gyan nahi soch ka laghu shanka ka aur voh god mein liya wahin hak diya wahi laghu shanka kar di voh kabhi hamko dante nahi hamko itna bada kiya aur jab ham jawan ho gaye aur wo vriddhavastha mein sharir shithil hai aur wo laghu shanka aur nikal jati hai soch nikal jati hai phir jab wo gali dete hain marte hain to lagta hai ki matlab kitna dharm ka hraas hota ja raha hai budhe mata-pita ko anathalay mein chhod dena ya rod par chhod dena ya mar peet kar ghar ke andar bahut durdasha purvak rakhna yah sab dharm virudh aacharan hai aur aise aacharan se aapka jeevan agami bada dukhad hoga isliye grahasti mein mata-pita ko bhagwan ke saman samjho apne aacharan ko pavitra rakho ab dharm ki paribhasha kaise koi samjhega jab yah jo gandi baten chal gayi hain boyfriend girlfriend livin relation yah kaise dharm ko samjhenge log
kaise samjhenge sir haan sarkari dast ke kaagaz bante hain livin relation ke ek mahina do mahina ye hai kya bhai tumne apne jeevan ko charit ko kya samjh rakha hai apna charit bigad gaya to sab kuch bigad gaya angrezzi mein tha ki jiska dhan gaya to kuch dhan gaya to kuch nahi gaya swasth gaya to thoda bahut gaya charit gaya to sab kuch chala gaya ab ab ulta hai dhan ke liye va charit vibhed sakta aaj ka samaj jo hai to isliye hamen lagta hai apne charit ko pavitra rakhna chahiye tabhi ham dharm ko samjh payenge jab charit hin hai to phir mul hi dharm ka jo mul charit hai hamare yahan charit puja jaata hai aur charit hi hin ho gaya aaj hamara samaj charit ko nasht kar raha hai apne charit ko nasht kar raha hai yah bilkul theek nahi hai bhai bahno se sabse prarthna hai jab tak pani grahan na ho tab tak pavitra raho brahmcharya raho dosti karo lekin gande aacharan mat karo to tumhara jeevan dharm mein rahega aur jab pehle se y sab bhrashtachar shuru ho gaya to phir kahan dharmacharya accha lagne lagta hai na to ghar ki
rasoi mein tripti nahi hoti ghar ki ek rasoi mein barabar bhojan va nahi kar sakta kyonki uska purvabhaas hai aaj is dhabe ka aaj us hotel ka aise har indri ka hai agar aapne indriyon ko chhut diye to aap pati vrat nahi rah sakte aap ek patni vrat nahi rah sakte phir aapki gandi aadat hogi to donon mein bhed hoga phir grihasth kis kam ki pati kahin patni ka bhav kahin aur ra ekahi ghar mein rahe na prem hai na dular hai to phir wo zindagi kis kam ki to dharm ka matlab hosh sambhalne se lekar mrityu tak jagne se lekar sone tak har aacharan hamare dharm yukt ho tab to wo karm honge nahi to phir kukarma ban jaenge dharm virudh aacharan kukarma ban jaata hai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…