ekantik vartalaap evam darshan #723 · 9 november 2024
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
abhishek kumar pande ji patna bihar se jai shri ha jai shri Radhe maharaj ji shri Harivansh aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji kis paap karm ka kya prachit hoga kaise pata chalega aur paap karm ka prachit kaise karen shastron ka swadhyay mahabharat mein bhagwan shiv se Parvati ji prashn karte jaate hain ki aadmi andha kyon hota hai uske paap ka lakwa kyon mar jaata hai uski buddhi kyon kharab ho jati hai uska ang ye kyon maheen shastron mein likha shastron ka swadhyay karo ab aise ek paap ho 10 paap ho to bata de vrutiya hazaron hai to hazaron vrityio ka asat mein prayog hai to sab paap hi to hoga vinash sat ke paap se nahi bacha ja sakta asat chintan asat bhog vasna to hamara chintan paap hamari kriya paap hamara bolna hamara dekhna sab paap mein ho sakta hai sabse bachna hai to bhagwan ke naam ka smaran karta jae to buddhi rupi sarathi ko theek raste mein naam bhagwan chalenge i bhajan sarathi Sujana bhagwan ka bhajan hi buddhi ko shuddh karta hai aur shuddh buddhi nishpap
hoti hai aur jo purv mein paap ho jaate hain wo bhi bhajan nasht kar deta hai naam sankirtana yasy sarv paap pranas par agar yah jankari karne ki kis paap ka kya phal hota hai to mahabharat le lijiye usmen devadhi dev mahadev Parvati samvad hai jismen bahut bada prasang hai sab mein kaun sa paap karne ka kya phal hota hai bhrun hatya garb hatya inka sabka kya dand milta hai sab likha hua hai to usko padh lijiye to ab ek do pej mein ho to usko yad karke bolo to bahut prasang hai to padh lijiye aur bakaya kuch na padho to tumhen bata den ki kaun sa paap tumhare hriday se prakt ho raha hai andar bhagwan baitha hua hai wo tumhen turant sanket karta hai yah paap hai iska bhayanak dand hoga lekin ham log unki awaz nahi sunte aur man ki baat man kar ke chal dete hain andar sacchidanand bhagwan sabke baithe hue hain aur va sabko prerna karte hain galat hai fas jaoge iska dand hoga jahan wah adesh karte hain wahan ham sun nahi pate aur phir baad mein koi koi kahta ki yar mere man mein to aaya tha ki na karu par pata
nahi kyon kar liya aisa nahi wo bhagwan andar jalan dete hain andar aapko rokte hain par aap nahi rukte hain kar baithe hain us wo paap hota hai aur jo shastr pramanit kriyaen hoti wo punya hota hai aur jo bhajan hota hai paap punya donon ka vinash karke bhagwat prapti karata hai jaan to agar apne dharm ka gyan karna hai to vedo nitya madhi ata roz shastron ka swadhyay karo Sanga sat su vidhey kam mahapurushon ka sang karo aur mahavakyas vichar kam jo mahavaakya santo ke hain un par vichar karo
aur ekant sukhma shatamanma pavitra anya ke dwara prannon ka poshan karo to abhi bhagwan ke marg ke pathik ban jaoge paap ka koi sawal hi nahi uthta jo uthe hain hamse hue hain wo bhagwan kripa karke nasht kar denge nahi bahut badi durgati hai jeev ki wo dekhne mein jaise ghatnayen hain na to lagta hai dusron pe ho ra mere pe to honi nahi hai kyonki ham nahi wo apne upar bhi hai aadmi masti se ja raha hai apne side se ja raha hai ab driver ka control chithda ud gaye ek paap ka karm aaya usko nasht
kar diya wo baithe chai pi raha piche se diwal giri dab ke mar gaya jara jara se kitni ghatnayen shastron lakho ghatnayen ye sab apne-apne karm ka bhog bhogna hota hai aur manushya sharir bana hi dosh hai paap aur punya se to sabke jeevan mein do ghatnayen ghatne vipatti sampatti sukh aur dukh isi se mukt hone ke liye adhyatma hai sampurn vipattiyon ka nash sampurn dukh ka nash ek matra anand hi anand paap agar hai to sampurn shabd nahi lagega paap jahan khatm hua to phir dukh hai hi nahi anand hai bhagwan ka
swaroop anand mein aur apna swaroop anand mein nahi ishwar ansh jeev avinashi chetan amal sahaj sukh rashi sukh rashi sahaj sahaj mein sukh jis sukh ko jaan lene par samadhi lag jati hai shankar sahaj swaroop sahara lag samadhi akhand apra to ishwar ansh jeev avinashi chetan amal sahaj sukh rash sahaj sukh apna swaroop hai aur apne jo anshi hai jo anand sin sukh rashi wo bhi sukh rashi hai na sukh rashi ka bachchha sukh rashi hi to hoga ham sukh rashi hain lekin paap karm karke dukh mein phas gaye dekho log jab jeevan ko ubal hain bhuj hain katte hain unmein bhi to bhagwan hai chaitanya paramatma hai ab aap jo paap kar rahe ho ab tumhen bhuja jaega to ham to kai bar ekantik mein kaha hai bhagwan jante ho kaise bhuj hain AC gaadi mein chal rahe hain filmi gana baj rahe hai va aag lag gayi aur pehle wo tar band hue jo rimot se darwaza khulta hai pehle voh tar nasht hue ab darwaza nahi khul raha jaise wah jeev tumne kadhai mein dala tha na va chit chit karke wahi mar gaya tadap tadap ke ab aise gaadi mein AC gaadi mein bahar se log tamasha dekh rahe
hain va bun gaye itne mein bahut avashya mein bhakt vyam kritam karm subhas ek titli ki guda mein kanta dal ke chhod diya tha mandav rishi ne to suli andar dali gayi thi ek baan se aise utha kar ke saanp ko katon ki jhadi mein phenk diya tha to chha mahina banon ki saiya par Bhishma pitamah ji rahe ham tum kya chij hai bade-bade rishi munio ko bhogna parta hai isliye daro tumhare dwara koi paap na ho jae aur wah dar tumhen nidar kar dega jo kanun se darta hai shastr se darta hai bhagwan se darta hai samaj se darta hai wo mahan ho jaata hai aur jo inse nahi darta hai wo bhrasht nich purush ho jaata hai aap dekh lo samaj ka bhay na ho kanun ka bhay na ho bhagwan ka bhay na ho to phir kya va Rakshash hi ho jaega dekh lo jinko bhay nahi va Rakshash hai aur jinko bhay hai yar char log kya kahenge bas yahi dar usko sambhal dega nahi yar ham aisa aisa nahi karen samaj ka bhay bhagwan ka bh hai to yah hamen nishpap banata hai to ham papon ka phal padhe ya na padhe sidhe papon ka vinash karen na jo bhi ho unka vinash
hota hai bhagwan naam se bhagwan ki sharan mein ho jao khub naam jap karo aur abalo nasani abna aaj tak ki ab nahi karunga sabka mangal ho jaega bhagwan bade kripalu hain agar wah kshma na karen to ham logon ki sabki durgati ho jae sabse paap hote hain nahi hote apne apne jeevan mein piche ke samay ko dekho aaj se lekar aur unko agar dekho to kitne bade-bade paap ho gaye hamse lekin bhagwan ne dand nahi diya hamen kshma kiya hai ham unke putr hain unke ansh hain to ham unka naam jap karen aur nishpap hokar age
koi paap na ho age hamara accha aacharan ho theek hai kabhi aapko samay mile to mahabharat padh lena gita prash gorakh pur se aati hai aur tisre chauthe kh jis khand mein ho dekh lena shiv Parvati samvad aur bada prasang hai usmen Parvati ji prashn karti jati hain ki uska ang kaise kharab ho gaya kaun sa paap kiya tha to batte hain yah paap karne se yah ang kharab hota hai yah paap karne se wo kuch hota hai aise paap se dusht putr paida hoga aisa paida hoga aise sab varnan hai aise sukrit se mahatma putr paida ho
aise bada varnan shastron ka swadhyay karne se gyan arjan hota hai ji doctor prakriti saksena ji Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji bhagwan mein astha hai par puja path hai satsang mein man nahi lagta puja karti hoon par shraddha se nahi dar se phir lagta hai bhagwan to apne hi hai phir dar kyon nahi dar accha hai yahi dar hi dar Harivansh hit jin bhram gun salil par wahi to ham kah the bhagwan se puja mein mat daro karm mein daro ki hamse koi galat karm na ban jae dekho pulis darne wali baat nahi hai kanun virudh aacharan darata hai nahi aap kanun virudh aacharan na karo aap jaiye ki ham utsav karne wale to 10 log khade ho jaenge aapki seva mein 10 pulis wale aa jaenge aap kijiye utsav aap kah dijiye ki mujhe thoda samasya hai ki main wahan jana hai hamko aap pleej hamara sahyog kar dijiye mujhe dar lag raha hai me paas ko wo aapka sahyog kar denge aap jab kanun ke virudh karenge to vardi dekhte aap baat ho jaenge nahi ho jaenge to aaj nahi kal ham logon se paap hue hain jo hamko bhay pradan karte
hain paap ke bina bhay shabd nahi dhyan rakhna yah shabd ham jo bol rahe hain ye paap ke hai bhay chinta shok udveg ashanti janm mrityu yah paap ke lakshan bade-bade sant mahanton munio ko bhi dekho kasht nahi is sharir se jo galti hogi aur kabhi-kabhi sant jan apne sharanagat ke paap ko le lete hain bade jo mahapurush hote hain dekha ki a ye to iska to bhajan ruk jaega to sankalp kiya uske paap ko swayam apne sharir mein le liya mita nahi sakte dhyan rakhna avashya mein bhakt avam bhagwan ke vachan hai to isliye ekmatra bhagwan ki sharan bhagwan ka chintan bhagwan ka aashray yahi jeev ka param mangal karta hai na idhar-udhar kisi ki drishti de ki koi tumhen sudhar sakta hai koi tumhen tumhen sudhna padega dekho ham aapse batchit keval kar rahe hain aapne man liya hamari baat to aap kahoge Baba ki badi kripa usi din se hamara jeevan sambhal gaya sahi pocho to aapne apne upar kripa kari aapne baat man li to baat man lo to param mangal ho jaega yah jeevan bhagwan ke liye hamare dimaag mein keval ek hi baat hai jeev chahe jaise
Radha Radha bol de bas uska mangal ho jaega agar bhagwan ka naam nahi hai bhagwan ka smaran nahi to sab jankariyan sab dhan sampatti rup jo bhi hai sab bekar hai sharir chhuta khatm na koi jankari na rupya na paisa na pad na pratishtha koi saath jane wala nahi kya prashn tha sakhi ka shraddha se puja nahi karte dar se karte hain dar se karo to shraddha ho jaegi inka ek age bhi hai ki achhche karm kafi hai ya puja path ke bina uska phal nahi mil aap usko alag-alag kyon kar rahe hain achhche karm ham bhagwan ke liye hi to kar rahe hain na apne liye kyon mane achhche karm bhagwan ke liye main kar raha hoon tabhi wo achhche mane jaenge apne liye mana hua swarth purat shubh karm ho sakta hai punya wo koi khas chij nahi hai ek maharaj nig hue hain bhagwat mein padh lena karodon arabon gauen dan kiye aur sabke pair mein khuro mein seeng mein aise sab sona laga ke brahmano aur ek aparadh ban gaya to Dwarika mein girgit ke rup mein janme the kya punya itna bada punya aur ek aparadh unko girgit bana diya
bahut badi badi yagya karne wale maharaja nahush jo Devraj indra ke pad par baithe ek aparadh sachi ke prati gandi drishti karne par unko ajgar ki yoni prapt hui ajgar ki yo hamay batana chahte hain ki achhche kar ka matlab hai bhagwat karm punya ka koi zyada mahatva nahi aap ek rupya doge mera thakur wo aur de dega use kya hoga kya aap bahut vivek se dekhiye accha karm kise kahte hain jo dusron ke liye mangal kiya jae use accha karm kahte hain apne liye kiya hua swarth hota hai apne liye har
karya va swarth hota hai dusron ke liye kiya hua dharm karya kaha jaata hai accha karya parhit saris dharm nahi bhai ab aap vichar karo jab dusron ke prati ham karya karte hain to unmein bhavna kya honi chahiye vyakti garib aadmi nahi bhagwat bhavna mere bhagwan is s rup mein akar seva le rahe hain aur jo seva de rahe hain wo t dayam vastu Govinda tubh mein samarpur hain yah hai bhagwat karya yah hai accha karya accha karya kise kahte hain kiska prashn tha ki accha karya kise kahte hain dusro ki
achchhi chij soch ke ha bas bas mujhe ye ji hamari baat keval samjhne ki cheshta kijiye ki ham jo kah rahe hain wah tumhare liye bahut mangalmay hoga dusre mein yadi ham garib aadmi dekhenge pehle kah diya hai aapko dusre mein yadi main to phir wah ek punya hoga aur ham dekh rahe mere bhagwan hai marij ke ruu unka dukh sir apna lagta hai main doctor hi hoon marij ko bhagwan manna ye doctor ki sabse badi puja hai usko garib nahi dekhna bhagwan is rup mein aae ag adhyatma ki sthiti mein isiliye ham doctor master jaj wakil jo jahan hai wahin wahi usko bhajan ki paddhti wahi wahi apne kartavya ko bhagwan ki puja man lena adhyatma ki purti hai agar ham usko garib aadmi man kar ke bimar mankar keval daktari karte hain to hamara keval karm hota hai karm yog nahi hota dhyan rakhna kalyan karm se nahi hota karm yog se hota hai aap karm karte hain aapko paisa milta hai karm yog karenge to paisa bhi milega bhagwan bhi milenge kitna badhiya labh ho gaya keval us marij mein bhagwat bhavna karne mere prabhu is rup mein
padhare jo prabhu ne mujhe gyan diya uske dwara main uska dukh dur kar rahe jo samne aaya hua prabhu badhiya mangal ho gaya adhyatma bhagwat bhav sikhata hai agar achit bhav bhagwat bhav nahi hai to har karya aapka vyarth hai har karya uncha se uncha kyonki uska hoga punya aur punya se milenge upar ke log to aap brahm bhuna lukan punravartan arjun brahm lok tak to parivartan hi parivartan nashvan hai aa brahm stambh paryant sarvam maya mayam jagat to labh kya mila aur agar ham bhagwan ki bhavna karke ek kutte ko bhi roti dal dete hain to wah bhi bhagwat prapti ke yogya karya ban gaya hamari baat ko samjhna namdev ji ne jab kutte mein bhagwan ki bhavna karke roti di to wahin vitthal bhagwan wahi vitthal bhagwan prakt ho gaye to hamen jeevan mila hai bhagwat prapti ke liye to bhagwat prapti kaise hogi jo bhagwan ne hamen karya diya hai jo karya kisan ho vyapari ho jo bhi aap karya kar rahe ho use apne dharm ke anusaar karo aur use bhagwan ko arpit kar do aur jitna ban sake naam jap karo aap
grihasth mein hote hue bhi atma hai accha ismen koi paresha ki zaroorat nahi ismen koi pareshani ki zaroorat nahi jaise aap doctor bhagwan ne aapko gyan diya hai hazaron mrijon ke dukh ka nivaran karne ki yogyta aap mein ab aap paise ki pradhanata na rakh ke bhagwat bhav rakhen to jahan arth ki pradhanata hai wo chahe jitna tum karm karo wah do hi shrani mein rahega shubh aur ashubh aur jahan bhagwat bhav ki pradhanata hai wo shubh ashubh ko vidhvans karke wo karm yog ban gaya aur karm yog bhagwan se sidhe judta hai
to kam to wahi kar rahe ho bhagwan se jud gaye kitni badhiya baat ho gayi to isliye har karm bhagwan ko samarpit karen har karm bhagwat bhav se karen aur har karm mein jo bhi ham seva kar rahe hain wo bhagwan ki di hui buddhi ya vastu se kar rahe hain badhiya ekdam nishkam ahankaar rahit wo mahatma hai chahe wo kisan ho chahe vyapari ho chahe doctor ho chahe wakil ho chahe jaj ho koi bhi ho apne kartavya ka palan do baten jismen aa gayi wo nasht ho jaega pralobhan ya bhay bhay ya pralobhan kaisa bhay aap is marij ko hataie samapt kijiye ab kuch bhi ho jae va marij tumhare liye bhagwan uski raksha karna uski suraksha tumhara hai kanun ka sahyog lo har sahyog lo daro mat ekdam nahi to aap apne dharm se chuk kar baithenge aur pralobhan y rupya lo ek doctor sahab aae the unhone kaha tha hamare paas kitne aise log ate hain jo apne parivaar walon ko marne ke liye aise jahr ki aa karte hain jo do mahine teen mahine char mahine mein dhire-dhire mar de aur badi moti rakam milti kya wo lena paap hai to ham kaha
aap batao jara vichar karke hamse pooch le aa aap hi batao aap hi batao bole hai to galat to hamka phir chuk mat karna to yah aap jo achhche karya hai wah bhagwat karya mein to karm yog ban jaega bhagwan ki prapti ho jaegi Sanjay Agarwal ji Radhe Radhe nadeesh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji Vrindavan parikrama aur Govardhan parikrama ke phal mein kya antar hai koi nahi antar hai ye Priya pritam ki kada bhumi Vrindavan aise Priya pritam ki krida bhumi giriraj ji unki talahti mein bhi to shyama Shyam khelte hain haan usmen koi antar nahi chahe Vrindavan ki lagao chahe giriraj ji ki lagao chahe barsane ki lagao sab prabhu ke hi hain Priya pritam ke hi ghar hai ay ki jinko sharir mein zyada samarth hai wahi giriraj ji ki parikrama laga sakte hain 21 kilometer paidel dal jinme thoda bal hai nahi bal hai to 6 kilometer barsane ki laga lo aur Vrindavan ki hai to 1214 kilometer hogi 12 14 kilometer 12 kilometer haan aise hogi to accha aur bhi na kuch laga pao to Radha vallabh ji
bihari ji ke char parikrama kar lo mandir ki wahi phal mil jaega sabke liye bhagwan ne bana ab jaise sharir hai to utsah purvak 21 kilometer wali pakdna chahiye ki thoda thake thoda kasht ave sharir mein hamare paap nasht ho bhagwan ki kripa mile to agar ho sake to ek bar to jarur lagni chahiye haan koi koi to teen-teen parikrama giriraj ji ki roz lagate hain koi sant bhagwan aise hain teen parikrama roz lagate giriraj ji ki aur koi koi to matlab braj chau kosh ki bhi parikrama to apne kam se kam jab braj
mein ave to ek ek parikrama chayan kar le ki is bar giriraj ji ki phir kabhi barsa kabhi isse pavitra hota sab tirthon ke avgahan se jo phal milta hai na Brajbhumi mein kisi bhi jagah parikrama lotpot ho jae usse sab paap nasht ho jaate hain ji maharaj ji agyaa ho kisi ne ek bar main parikrama kar raha tha maharaj ji maine donon parikrama ki hui hai to unhone kaha ki Govardhan maharaj ji ki parikrama karoge to aapki koi ichchha purti hoti hai aur Vrindavan ji ki parikrama karoge to aapko moksh ki
prapti hoti hai aisa nahi giriraj ji keval ichchha purti nahi karte giriraj ji bhagwat prapt kara mein purn samarth shali bhagwat sakshatkar giriraj ji ki talti mein kitne siddho ko hota hai aur giriraj ji bhagwat prapti karane mein itne samarth hai ki abhi kuch din pehle giriraj ji ki charcha ki thi jo roz satsang sunte hain unhone suna hoga ki ek bahar ka koi brahmin yahan Mathura karja liye hue tha to wah karja niptane ke liye aaya to wah jab Mathura se giriraj ji ki taraf chala to
ek sundar shila giriraj ji ki chhoti chhoti uthaya khel mein jeb mein dal liya aur wo ja raha tha to age ek bhayanak Rakshash unke samne prakt ho gaya aur kaha main bahut bhukha hoon main aur unke upar aakraman karne Garg samhita mein Garg samhita mein charit to usko laga kya to aise giriraj ji ki shila uthyi mar di jahi giriraj ji ki shila ka sparsh hua wo chaturbhuj bhagwan hari ka rup dharan kar liya to un brahmin ne kaha maharaj yah kaise ho gaya aap kaun hai aap to abhi bhayanak rup mein the to unhone
kaha main Rakshash yoni se in giriraj ji ke sparsh se hamara udhar hua giriraj ji se sidhe hari rup to hamari manyata hai jo giriraj ji wahi Vrindavan wahi Barsana haan ab Vrindavan mein aap ichchha karoge kamna karoge to Vrindavan kalptar aapki kamna purti kar dega aise giriraj ji mein aap kamna karoge to kamna agar kamna nahi karoge to bhagwat prapti sidha phal bhagwat prapti hai aise ham bhajan kar rahe kamna kar rahe hain to kamna ki purti hogi bhagwan thodi mil jaenge aur jab nishkam bhajan karenge to bhagwan ki prapti hoti priyanshi ji faridabad se Radha vallabh shi Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji sab log bhinn bhinn kyon hai sabhi log sat marg par chalkar achhche karm kyon nahi karte mujhe lagta hai hamare karm tan man sab kuch bhagwan control kar kiska prashn hai accha tumhara prashn hai kaise samjhoge bachchha ho bhi teen gun hai puri srishti ko rachne mein satogun rajogun tamogun satogun wale achhche swabhav wale daya karna bhajan karna dusron ka hit
karna aise swabhav wale log hote hain jo rajogun ki rachna hoti hai bade-bade karya karna bhogon ki ichchha karna aur is tarah ke chhal kapt nana prakaar ke rajogun mein aur tamogun mein hinsa paap alasya pramad ye sab to teen gun hai isliye tino ka prabhav sabke upar rahta hai kisi mein satogun adhik hota hai kisi mein rajogun tamogun kam aur kisi mein rajogun adhik hota hai satogun tamogun kam kisi mein ghor tamogun hota hai raj sat ki bilkul naam matra pa jismen ghor tamogun hoga wo Rakshash swabhav ka hoga jismen ghor rajogun hoga bilkul rajshi aur jismen shuddh satogun hoga wo bhagwan ka bhakt priy hoga to in gunon ke prabhav se alag-alag khopad hon ki rachna hui teen gunon se srishti ki rachna ki hai un gunon mein brahma ji rajogun Vishnu bhagwan satogun aur bhagwan shankar tamogun isiliye vinaskaari unka unki seva srishti ka sanghar brahma ji ka hai rachna aur bhagwan ka hai palan matlab satogun palan karta hai rajogun kama aadi ke dwara utpann karta hai aur tamogun phir vinash leela hoti hai
usmen ghor tamogun hinsmtk swabhav wala hota hai vinashi swabhav wala khel na unka khel hai jaise ham vivid prakaar ke khel khelte hain to khel mein kya hota hai do paksh bante hain aur do paksh mein ek har hoti hai ek jit hoti hai ham hi log jaise aap baith kar ke wo khelo ludo char log baith ke kheloge ghar ke kheloge lekin unmein ek jeetega pharsta aur phir ek akhiri harega jo akhiri mein akhiri wala santusht hoga pehle wala harshit hoga beech wala theek mein rahenge na wo harshit hai na shakit hai do teen wale harshit shakit nahi le pharsta wala harshit hoga pharsta aa gaye aur jo phortha aaya wo thoda ek khel hai bhagwan ka apne aap mein apne aap se trigun maya ka khel hai ab isi mein bhajan karke is khel se nikal jae yahi racha gaya gem hai ek gem stri purush accha bura ye bhagwan ne apne aap ko racha hai tumhen nahi apne aap ko racha ye sab wahi hai aap samjh nahi pa rahe ab ismen jo is sharir mein aasakt ho gaya ab niklo ye gem hai is sharir ki asakti se nahi nikloge to phir agla gem hai suvar
kutta kit patanga aur bhut pret ye bhi gem hai aur agar bhajan kar le gaye to jeevan mukt ho gaye gem mein pharsta class paas ho gaye aur bhagwan gale laga liye ab ye gem hai bachchha gem kyon to phir iska uttar le ek ko ham bahu shyama ye gem hai unka bahu shyama se eko ham mukt ho gaye eko brahm dwiteeyo nasti anubhav karo mukt ho gaye apne aap se bole bhagwan ne mujhe kyon phasa diya tum kaun ho wahi to ho yahi nahi jaan rahe ho isliye fase ho yahi jaan lo mukt ho jaoge janat tumh tum ho jae ab bachchha ho dhire-dhire abhi naam jap karo phir age chalkar bhagwan se prarthna karna is gem ko kyon banaya malik aur is gem se nikalo hamen to wah sab bata denge soy jane ji dehu janai aur janat tumhe tumh wahi jaan sakta hai jise bhagwan jana de aur jo jaan gaya wah bhagwat swaroop ho jaata hai kyonki bhagwat swaroop tha bhagwat swaroop hai bhagwat swaroop rahega bhul se shariron ko main mankar durgati ho rahi hai abhi bachchha ho naam jap karo theek hai accha pandit ji Baba maharaj prak varsh kripa murti
swamini ji meri su ko kara ladli ji ko meri sudh kaun kara hai aison ko jo mo garib ki barbas wa gave un meri sudh kaun karave kaha main patit kahan shri Radha mero samjhat hi akhla vyas swamini bin bhori ko as maharaj ji main asu ki bhi maang aaya rang brajvasi hoon aap mug bhav de mere aansu sukh maharaj ji aansu na aansu ana koi khas baat nahi hai prem ka keval lakshan aansu hi nahi hai shayad isko ishq kahte ho jaise koi dil ko masla kare bhai ji se hanuman prasad padar ji ne prem darshan mein likha ki prem apne pritam ke liye hriday mein ek kasak ek pida ek ajeeb si sthiti bas unki yad le lekar ke karahna kabhi-kabhi aansu bhi sukh jaate hain aansu bhi nahi nikelte par hriday ki jo vyakulta hai wahi hai shri ji se milan ki jaise gopi jan vyakul ho gayi prabhu ke liye to rudu rajan Krishna darshan lalsa tasa Mahavir bhut chhori smay man mukha buja Pitambar dhara sh saksha math man mata to hamari ladli ju to lal ju se bhi kripalu hai sahaj swabhav par naval kishori ju ko mridu dayaluta kripalu
ki rashi hai to ham jaise bhi hain kishori ji ke hain aur nirantar smriti bas jitne bhi sant mahatma bhagwat prapt hue hain unke shri mukh ka jo uchchhisht mila hai wo yahi mila hai ki nirantar bhagwat smriti har kshan vartman prabhu se juda hona vartman hamen na bhut ki chinta hai na bhavishya ki hamara vartman prabhu se juda ham Radha Radha Radha Radha ho gaya hamara kam isi dekhi rup naam adhi na jaise naam chalega nirantar na to rup chhaa jaega aur rup chhaa gaya to bakaya kya raha hai leela mein pravesh ho
gaya naam aur rup ye jab donon to ye bhagwan ki leela mein pravesh pane ke liye do paksh hai naam aur rup tabhi dham ki jo leela hai wo prakashit hoti hai to mul hai naam jaise chaddar ka char kona hai ek kona pakar lo to teen kona apne aap samit aaenge naam rup leela dham to naam pakar liya Radha Radha to naam rup ko pakar ke prakashit karega aur Rupa shakti leela mein pravesh kara de aur jahan leela ho rahi wo dham apne aap prakashit ho jaega ham nirantar naam paraayan rahe aur naam ke liye sabse khas baat mahaprabhu chaitanya dev ji ne kahi na dap suni chan tro sa suna amani na man den keerta niya sada hari yadi ham charachar jagat ko apne Swami ka rup mankar dainya bhav se apne ko tran se bhi nich samjhe aur bhagwan ke dwara diya hua prasad man kar ke har pratikultaa ko anand purvak sahe ri se suna aur dusron ko man dete hue swayam mani rahe to bhagwan ke naam smaran ka prabhav nischit rup prakashit kar dega rup nischit leela mein pravesh pahuncha dega ye sab leela siddh mahapurush hain jinki aap
seva aur sharan mein ye sab leela mein pahunche hue mahapurush hain nitya leela mein abhi abhi virajman hai Vrindavan mein bhai ji Radha Baba pujya pandit ji Baba ye sab yahi virajman hai amit Agarwal ji Lucknow se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji apne vikaro par kam kar raha hoon bat kabhi-kabhi lagta hai kyon man ko mare chhota sa jeevan hai kyon auron ki tarah ham bhi karen mri ha to narak ki vyvastha kar le man ko na mar karke manmani aacharan karke is chhote se jeevan
mein anant kal ke liye durgati ki vyvastha kar le yah buddhimani hogi kya apne liye agar ham apne man ko nirvic karke paramatma mein sthaapit kar dete hain is chhote se jeevan mein to anant janmon ki bigdi ham bana lete hain aur agar ham apne man ko chhut dete hain man mani bhog bhogte hain to phir hamari durgati nahi ho jaegi to hamko apne anant janm ko banane ki fikr hai ya bana bigadne ki hamko ismen chhut deni hai aap bhi vivekavani hai aap vichar karke dekhiye mana kashta indriyani prakriti sthan kar sati hamare ko janm mila paramatma ke sthan mein inko lagana hai man aur indriyon ko to hamen jeevan jeena hai to vishay bhogna hai vishay ke bina sharir chal nahi sakta to hamare liye bhagwan ne dharm yukt vishay banaya hai nahi banaya hamare paas agar grihasth hai to patni hai hamen pyar karne ke liye putr hai parivaar hai rishte sambandh hai bhojan sab vyvastha hai ab ham dusre ki patni ki taraf kyon dekhen ham dusre ke putr ki hani kar ke apne putr ko dhani banane ki kyon soche ham kisi se
irshya kyon karen kisi ki ninda paap aacharan ke liye man ko rokne ke liye yah chhota shabd bahut bada atank faila dega man mein chhut dene ki baat matra se ye hamara man aisi jagah phasa dega jahan se nikalna mushkil hai bhale ham nahi ruk pa rahe hain lekin ham rokne ka prayas karenge chhut nahi denge jo aapne kaha ki ham is par kam kar rahe hain arthat ham prayas rat hai par yah jo buddhi ki ek chhoti si baat ki yar mauj kyon nahi lete to mauj kise kahte hain kya maut ko tum mauj manoge masti leni hai to dekho Krishna Krishna bol ke dekho Krishna mein apne chitt ko laga jab unki rup madhuri samne aati to aisa lagta hai hriday phatega wahi hamare pritam hai wahi hamare ansi hai ham apne jeevan ko accha ham ekdam ghar jaisi baat kar rahe hain sansaar mein sabse bada sukh kya hai ab ham aapko ek ek sukh mein dikha rahe hain rupaye ka koi sukh nahi hai sukh hota usse bhogon ka dhyan rakhna agar rupaye ka sukh ho to 10 20 truck aapke samne 2000 ke note dal diye jae bhala aapko itna bhi sukh ho to batana 500 rupaye
jaisa bhi sukh nahi hoga kyonki usse kuch nahi kharida ja sakta matlab rupya keval yogyta uski vishay khareedne ki hai theek hai vishay ab ham vishay mein ate hain to sabke man mein kha pi ke rup kama ke sab kuch dekh sun ke ek baat mein man atakta hai bhog sab dekh lo aap apne man ki yah ham shastr sammat baat kahte hain ki sab sukho mein sansarik unmein kam age hai isiliye sabse pehle kam hai sabse pehle kam hai aur bhagwan ne kaha hai yah nitya bairi kam isi ko kam ko bairi bhagwan ne kaha hai ab yah kam sukh kahan
hai kaun sa ang hai aap vichar karke dekho jin angon ko ham sparsh karke kai bar sabun se hath dhote hain raj lagate hain un angon mein kahin va sukh hai jo main chah raha hoon aap vichar karke bahut ekdam khula pareshan ham kar rahe hain pure sansaar ke sukh ka kendra y maya rakhe durgandh yukt ghrinit mal mutr ke dwaar unhin se ham paida hue hain unhin se paida hue aur phir wahin jane ka rag hamara pusht ho raha hai kaun sa sukh hai jisko tum chahte ho ki thodi jindag mein maje le le aap hamen in sukh ke alawa batao kaun sa aisa sukh hai kaun sa aisa hriday mein aapke hai ki agar yah mil jae to main sukhi ho jau aap batao dhan jitna bhi aata hai utna bhi kam lagta hai to bhog jitna bhi bhog lo utna bhi kam lagta hai yahi maya hai yahi maya hai jab tak aap bhagwan shri Krishna chandra ju ke charnon ka aashray lekar nirantar bhajan mein nahi lagoge tab tak devi hesha gunmakkum prapadyate maya matam taranto aap sachchi manna matlab kuch bhi kahna maya kriti hai kyonki vani maya mein hai aaj tak mujhe koi rup nahi dikhayee diya is
vishv mein aur aaj tak mujhe kahin bhi kuch bhi aisa nahi laga ki yar yah chij aaj tak nahi lagi bachpan se bhagwan ke marg mein jidhar dekho gaur se dekho to bas ya to wo jiska hamne lakshya kiya hai agar wo nahi to aisa dikhayee deta jaise makan mein aag laga di jae to khandhar kuch nahi hai kya hai aap vichar ek udaharan mein ek kam wali raja ke yahan kam karti thi tob raja kam wali bhi alag hoti hai wo to khud raja maharaja ki tarah sab vaibhav hota hai ek ladka tha uska ek din va apni maa ke saath mahal tak gaya wahan Rajkumari ko dekha Rajkumari ko dekhte ekdam ab wo kah to kuch nahi paya wapas laut aaya aur udas hokar let gaya ki main wali ka ladka aur Rajkumari kahan khana na pina ek andar aag lag gayi kai din ho gaye maa ne pucha beta tu sachchi batana kya tujhe ho gaya hai agar tujhe pareshani ho to maharaj se kah ke rajwaidya dikh vau to unka rog mujhe kuch nahi maa shayad aap purn nahi kar sakti to unka maa hoon ek bar jaan ki takat lagaungi aap batao na bole Rajkumari ko dekhkar main aasakt ho gaya
hoon ab main Rajkumari ke bina ji nahi bole beta Rajkumari shabd bolenge to hamari gardan uda di jaegi Rajkumari ham kam wali hain par ham prayas karenge tum utho Rajkumari sudheer kam wali thi Rajkumari se mili ki jai jai hamari pran raksha ho ham aapse ek baat karna chahte hain to bahut suljhi hui thi Rajkumari ji unse kaha hamara putr ek din aaya tha aapko dekhkar aash kta ho gaya hai aap use mil nahi sakti aur main mila nahi sakti aur wah pran tyag dega mera akela putr hai kya koi
upay nikal sakta hai jisse uski pran raksha ho bahut namrata se vivek se prarthna ki nahi to to hukum ki dekho aisa Rajkumari ne kaha teen din baad rajkumar ko mere isi kamre mein le ana jai jai chali usne khub soch wali dawai khai teen din barabar soch soch soch aur sone ke ghade mein band karva da soch ab gayi to akhi chipat gayi gal teen din mein soch man lo 10 20 soch roz ho to teen char soch mein khade hona mushkil ho jaata hai ab wo padi thi Rajkumari usko bulaya ladke ko to pura kamra durgandh yukt tha kaha kahan rajkumar bole wo bistar mein pare rajkumar dekha bole wo sundarata kahan hai bole sone ke ghade mein ghada khola bole yahi chamak raha tha jo gal chamak rahe the na wo yahi chamak raha tha uski asakti khatm li hamen nahi chahiye Rajkumari usne vivek se kam phir aushadhiyon ke dwara apne ko pusht kar accha sharir mein sundarata kis baat ki hai mal mutr ki sundarata hai panch bhautik sharir hai kya ham sacchidanand bhagwan ki prapti ke liye jo janm hua isko ismen kho de yahi
buddhimani hai nahi ye buddhimani nahi ham bina vishay ke nahi ji sakte sharir nahi rah sakta isliye dharm yukt vishay ka bhog bhogo jo grahasti mein ho khan pan aapki ek bhagwan ne vyvastha ki hai us vyvastha ki sima mein raho agar sima ke viparit to phir ashanti kalay bahut koi bhi bhagwan se vimurkh hokar kabhi sukh shanti ko prapt isliye prabhu kabhi man ko chhut mat dena dharm yukt chalo jo aap grihasth mein ho jo aapko dharm yukt bhog mile unko bhogo bhagwan ka prasad mankar aur naam jap karo aur jahan adharm ki baat ave wahan dar jana kyonki adharm kabhi kisi ko sukh shanti se nahi rahne deta wo uska nash hi kar deta hai Hastinapur mein koi kami nahi thi keval adharm ghus gaya kaurvon ke vansh ka vinash ho gaya nahi ho gaya nahi dharm se rahte donon bhai kya pareshani thi voh ind prastha ke raja va Hastinapur ke raja khub anand lekin wo kaha sui agren ke sabha to kaat ke phenk diya bhagwan ne dharm se chalo sukh purvak raho gaye ji rachit ji himanshu ji maharaj ji hamne apni yunivarsiti mein kai
tarah ke nach gane utsav ka aayojan hota hai usmen aapse prerna lekar Vrindavan yuva utsav ka aayojan kiya hai maharaj ji maharaj ji aise yuva karyakram karne mein koi dosh na lage aisa kuch dhyan rakhna chahiye ham chatra hain sabhi to dhan rashi auron se mangkar karyakram karate hain to kya ham Vrindavan aur Shri ja ke utsav aayojan karte hue dhan rashi maang sakte hain ab hamse puchoge na to main use mangna nana kah kar ke yah kahta hoon ki char log milkar utsav kar lijiye dhan ka kisi bhi tarah se mangna ham anumati nahi dete na hamare jeevan mein yah hai aur na ham anumati is vishay ki dete hain ye ki aap aath 10 log mil jao aur aapas mein dhan laga ke utsav karo kisi se mangna mango bhlo na bap so jo prabhu rakhe tek bachchha aise karna mrityu hai aise karna amritwa hai aise bano ki ra kisi ke liye aisa na karna pare ham yah nahi sikhaenge bachchha tumhen 10 jawan tum ho yuvak ho aapas mein 100 sa pa pa sa hazar hazar jo tumhari samarth aise yah hamare na jeevan mein raha bachchha aur na is ki ham kabhi anumati kisi ko
denge hamara siddhant hai mang bo bhlo na bap so jo prabhu rakh hai tek aur usi siddhant se sab khel ho rahe hain sab utsav ho rahe hain sab baat ho rahi apne aap aisa na apne aap wo vyvastha bhagwan vyvastha ek ek baat hamare bhagwan sun rahe hain dekh rahe hain aur kar rahe hain isliye abhi naujawan ho agar aadat banali kisi utsav ke liye arth mangna to dhire-dhire mangne ki aadat pusht ho jaegi nahi ham ye utsav karna chahte hain jisko man ho sahyog kar do nahi to utsav phir aisa utsav kya jismen gidgidana pare utsav to hriday ka hota hai ham char log milkar ke apne wo utsav karenge jismen itna arth nahi lagta aur arth jitna hai wo ham aapas mein laga le utna karo gidgidana na yar kisi se paisa mangna matlab mrityu samjho ham to aise lagta hai kisi ke age aise karo na aur phir wo kisliye utsav ka kya utsav hai hai koi kaagaz aapke paas yar tum log phrad to nahi ho ki mangte ho aur bas aise ab batao yah kya hoga agar kisi ne aisa kah diya to yah tumhare liye kya ho isliye bachchha
mujhe lagta hai ki apne mitron se jo aapke jankar hain aapas mein sangoshti karke aur phir utsav kar lo kisi se mango mat y aisa utsav kisi kam ka nahi jis mein hamen arth ke age kisi ke age hath phailana pare kyon aur aap vishwas rakho agar bhagwan ko aashray lekar ke bhagwan ke liye liye to ham to pure jeevan bhar yahi dekhte aae hain pure jeevan del har koi aur hai det rahat dil rail log bhram mope kare ta so niche nain bhagwan ka sahara le bachchha bhagwan ke aashay ham ye nahi kahenge ki sansaar se mangkar koi utsav karo nahi wo utsav utsav nahi jo chanda batore dusre se kahe dusre ko uphash hai y sab sache data bhagwan hai unse mango nahi wo utsav karo jismen aap sab jawan milkar ke bhav pradarshit kar sake arth ki kam kharch ho aise arth ke bhari dikhavti pana na karo jisse kisi se mangna pare theek hai aap aise bano ki aise na karna pare aise karna pare aisa karna uchit hai agar hamare paas char rup hai to ham kisi ko de sake lekin kisi se aisa na karna pare ham to aisa banana chaenge aapko aap aise
hi baniye aise kisi bhi karya ke liye hamare bhagwan ko nahi chahiye wo chij jo tumhen aise karne garaj hogi to anant brahmand ke Swami aapke paas aisi vyvastha bhej denge sab karne lage aise karke jeena aur theek nahi bhagwan par vishwas karo bhagwan ka naam jap karo koi paap karm na karo rasa na karo mans na khao manushya jeevan mila hai parai mata bahno ki taraf gandi drishti na karo dusron ka mangal karo dusron tum sukhi ho jaoge tum aandit ho jaoge bhagwan sabko dekh raha hai jaise hamko racha to hamare jeevan ko pura va dekh raha hai wo sarvantaryami hai aisi jagah koi nahi jahan bhagwan ki drishti na ho agar ye yad rakhoge to koi paap karm nahi banega aur ek bar aap bhagwan par vishwas karke dekhiye jeevan ki dhara badal jaegi bachchha jeevan ki dhara badal jaegi wo machchar ko brahma bana de brahma ko machchar bana de masak karen biranchi aj ma sakte hain ho sakta hai bhagwan tumhare dwara bharat ka kaun sa karya karvana chahte hain sidhe connection bhagwan se rakho haan sansaar ke praniyon se nahi bhagwan se wo jo
jaisa ham jeevan mein jie hain wahi hamare andar kahne ka man hota hai agar bhagwan se sidhe connection hai to mangal hi mangal hai bhagwan ka naam hai mangal bhavan amangal aur sab log pareshaan hain vasnaon se kamnao se yahi dur karne ke liye to aap aae ho yahi dur karne ke liye accha tum kisi se mangoge aur sab maang rahe hain ya bhikhariyon se kya mangna aap sachchi mani sab mangta hai data to sirf bhagwan hai sab mangta hai aap dekh lo kisi ko koi maang hai kisi ko koi maang hai kisi ko koi maang hai nishkam to do hi hai bhagwan aur bhagwan ke premi bhakt jan premi khub naam jap karo koi ganda aacharan mat karo aur mangna hai to aise se mango jahan mangna mit jae ek bar wah dekh lega to mangna mit jaega bachchha sab aandit raho yah baat ham sabke liye kah rahe hain kabhi bhi bhagwan se apnapan karke mangna phir dekhna phone number turant lag jaega apnapan karke ham log bhagwan se ae thakur ji hamara kam ban jae ham 00 ka bhok chadha denge yar naukar samjhe ho kya ki 500 mein kam kar denge hi log kahte aise nahi aise kabhi
purti nahi hogi lakshmi ji naraz ho jati hai hamare pati ko naukar samjhar kah ra 500 mein itna kam kar do nahi log kahte ye dekho 56 bhog lagaenge aise bhagwan nahi aise bhagwan jaisa bhi ho nath aapka hoon prabhu aapne grihasth di kam diya ye samasya hai nath aap jaise uchit samjhiye is samasya ka sam prabhu aapke siva koi nahi yah apne pan se bhagwan se baat karna aise baat karke dekho fouran sunte hain jab apna nath sakal sampada tumhari main sevak samet sut nari prabhu aapka sab vaibhav yah samasya hai aap samadhan karo wo dekh rahe hain ki yah mere ashrit hai aur jab ham aise baat karte hain ki aapka phool bangla banva denge aapko bhog lagva denge to phir wo bhagwan aap bhagwan ko bhagwan kahan samjh rahe hain ki aap jaise kisi aadmi se kam karwaya jaata hai ya rupya denge kam kar do wo kam kar diya use 00 de diya to aise bihari ji ko samjhae kya aise Radhavallabh ji ko samjhae kya aise prabhu ko samjhae prabhu hamare pran dhan hai ishwar hai jagat ke malik hai hamare ghar ke malik hai hamare jeevan ke malik aise baat ki ja
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…