ekantik vartalaap evam darshan #730 · 16 november 2024
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
sandip Mohini kansal Radhe Radhe shri Gurudev aapke charnon mein dandvat pranam charan sparsh Gurudev vani vichar vihaar ki sadhna mein agar na chahte hue bhi nakaratmak karm ho jae ham kisi ka dil dukha de to sakaratmakta ke liye us samay kya karen jiska dil dukha hai hamko usi se namr vachan kahne chahiye jab hamara krodh shant ho jae phir usse paas jae ki kshma kijiye ham nahi chahte the par aisa ho ab wo kat bole to chupchap sahle dobara kadua na bole nahi to iska ek upay yahi hai jaise ham logon
ko kala sikhai gurujanon ne ki dves jisse ho jae jaise koi hamse dves karta hai to ham usse kaise bache to jaise apne se koi dves karen apne ko matlab tang kare hai kathin baat aise karna bahut kathin baat hai nahi hai jo hamse pyar kare usse to aisa ho jaega lekin jo hamen gali de hamari ninda karen agar bachna hai to yahi upay hai Radhe Radhe wo aise kahega jaise aap kahoge na Radhe Radhe wo kahega ab aaya line mein par aapko chup rahla hai to wo dhire dhire dhire uska dves kiya ab to line mein aae gaya chal jaega aisa to ham kyonki sab mein bhagwan hai yah baat aap sachchi samjho satya vishay ye ki matlab bijli to sabhi atron mein hai na to bhagwan ka matlab bhagwat power sacchidanand power wo sab mein saman hai jab aap achhche hriday se bartaav karoge to dusht se dusht ko badal jana padega mahaprabhu chaitanya dev ji ek jangal mein rasta se to udhar ke logon ne roka ki yah rasta bilkul blok hai kyon bole pehle to sin aad milte hain dusre naura ji naam ka jo daku hai bahut hi khtrnak hai aur uska rajya
hai idhar agar aap gaye to uska kam y hai chhin leta aur mar dalta hai isliye yah rasta koi jaata nahi agar koi bhul bhtak ke to ham log use bata dete hain mahaprabhu to bhagwan ke avatar unko koi bhay to tha nahi hari bol to wahan je hi gaye ek bada sundar ped uske niche baith kar ke kirtan shuru kiya kirtan suna jab naura ji ke kan mein madhur ki ha Krishna ha Krishna premi janon ke naam lene mein aur apne naam lene mein antar hota hai jab bharat ji bolte the Siyaram to Chitrakoot ke pashu pakshi vriksh sab rasmay ho jaate the yahan tak ki aise dravit hone lagte patthar jo apne Siyaram bole to kya laga bharat ji jab bolte Siyaram hanuman ji jab bole Siyaram jab premi bolta hai naam to uska kuch aur prabhav hota hai mahaprabhu ha Krishna ha prannath avse nahi raha gaya yadyapi wo krur karma dusht swabhav wo je hi samne aaya mahaprabhu to asur chal rahe the bas yah mahapurushon ke darshan usko laga mera jeevan vyarth gaya maine kitni hinsa ki kitna paap kiya charnon mein laut gaya mahaprabhu dular kar utho
bhai aapko bhagwan Krishna ne isiliye mano de diye Krishna Krishna jap kar unho ka prabhu aap jante nahi main bahut nich papi naura ji naam hai mera naam ka atank chhaya hua maine itna paap kiya aisa mahaprabhu ne kaha Krishna bade kripal hai va sab aam tom sarv pape bhyo moksh Shyam ma tum Krishna Krishna kaho bhaiya krish usne kaha aaj se niyam leta hoon zindagi mein daka nahi dalunga zindagi mein katl nahi karunga aur main aapke saath rahna chahta hoon mahap ne ka raho saath bade-bade santo ko hata diya tha jab tirth yatra usko saath to uske jo aur anuchar the unse kaha bhaiya ab chahe tum dakaiti dalo ya sab chhod do ab ham tumhare sardar nahi rahe ab ham to bhagwan ek kshan ke satsang tabhi kaha tat swarg apvarg sukh dhari tula kang tu nalta sakal mil jo sukh lo agar sant mahatmaon ka sang mil jae to ek kshan mein ham badal sakte hain to jaise yah updesh hua ki aapse koi dves karen aapse ka to ham namr vihaar karen yadi ham kisi se katu vihaar kar diya to ham jakar kshma maang le sab mein prabhu hua bhai
ab wo jarur barsega thodi der gussa prakt ham aise kar dekho hamse truti ho gayi yadi aapne galti ki thi tab hamen krodh aaya par phir bhi ham aapse kshma mangte hain itne par bhi jab wah gussa dikhega to aapki kshma uske upar dand ban kar ke usko sudhar degi Uma kshma saap hote bhari apne karm jae apkari par aapki bhakti jaegi kshamasheel ki bhakti badhti hai aur krodh se bhakti ksheen hoti hai Swami ji jaise param Swami jine pharmaya jaise hanuman ji ya ji jaise naam le sate to samannya vyakti ke liye kya us sthiti prapt karna aasan hoga ha barbar agar ham naam jap karte gaye hriday hamara pavitra ho gaya aur dainya hriday se prem mein bhar kar ke jab pukara jaata hai to uska prabhav parta hai ek bar jin naam liye hit so hoe ati dan ta ko sang na chhan prabhu apno karleen hit mane prem aur dainya mane ahankaar rahit ahankaar rahit dainya bhav se jab pukara jaata hai to phir bhagwan swayam uske hriday mein baith jaate hain phir wah pukar jo hoti hai wah hila ke rakh deti hai samne wale jitne bhi hote
unke hriday mein jakar ke wah bhagwat priyata wo bhagwat prapti ki chah bure aacharan ko chhorne ke liye vivas kar degi jaise abhi naveen naveen sab bhai jaan ate aur kahte bhai hamne sharab chhod di mans chhod diya yah achhche aacharan mein lag rahe hain to ye hamara pratap thodi hai ye naam ka pratap hai yah Radha naam ka pratap hai unke hriday ko vivas karke aise aise log aae bole 35 sal se roz niyam purvak pi raha tha hamare ek dost ne kaha ki Baba ka satsang suno to ek klip dikhayee dikhayee kya phir ham sunne lage sunne lage to bole chhod diya jo dabaw se le chhuti wo hamne chhod to unko power kahan se mila bhagwan se hi to power milta hai koi vyakti thodi power deta hai power to bhagwan hai na chahe yah chale chahe yah chale chahe ye chale power to bijli hai na to sabke upar bhagwan ki kripa hai us kripa ko tum thukra rahe ho agar use sweekar kar lo to phir dekho kaise anand mein doob jaoge sab par mori barabar daya bhagwan kahte hain sab par barabar kripa hai aap kripa ki avhelna kar rahe hain bhagwan ke virudh
aacharan kar rahe hain isliye aapko anubhav bhi nahi ho raha aur abhi anukul aacharan karo to bhagwan ki kripa ka abhi anubhav ho jaega khub naam jap karo aur naam jap karte karte jab naam mein priyata ho jati hai va aap bolo Radha kyon is naam se hamara sambandh hai is naam mein ham apna jeevan arpit kiye to Radha ab jaise jo Radha Radha Radha to hamare pair age nahi badhte chahe ek aadha minute hi khade ho khade ho jaate hain Radha Radha Radha Radha Radha mano hamko amrit pila raha hai jo hamare isht ka naam suna raha hai to
aisa lagta hai kya de du ise jo Harivansh ko naam sunawe tan man pran tas balhari jaise goswami ji kah rahe hain tulsi ja ke mukh se dhoke u nik satram ta ke pag ki pag tali more tan ko chaam agar dhoke se bhi nikal jae Ram to itna pavitra ho gaya goswami ji kah rahe hain ki uska talwa aur hamara pura sharir yah naam ki priyata hai na to jab naam hamen itna pran pyara lagne lage ki koi dusra ucharan kare to hamen lage iske charan chhule isko kya de den isne hamen hamare Swami ka naam sunaya hamare isht ka naam sunaya jo hamara jeevan hamara pran hai kya aise matlab aisi priy ye naam ki priyata aur yahi jab badh jaegi to khail jaegi mam bhakti yukt bhan Puna jo meri bhakti se yukt ho jaata hai wo lok ke lok ko pavan kar deta hai samjh pa rahe aap rajkumar ji Gurugram Haryana se shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji bhakti sadhna mein vinamrata ka kya mahatva hai aur use kaise apne andar mahatva hai ahankaar bhagwan ko accha nahi lagta sunhu Ram kar
sahaj swabhav jan abhiman na rakhe kaav yadi ahankaar bhari koi bhi bhog laga lena bhagwan ka mandir bana lena badi se badi baat ho jae to bhi bhagwan use pasand nahi karte ahankaar mein bhar kar ke Duryodhan ne sari vyvastha 5 bhog banae the bhagwan ne dekha bhi nahi aur dainya vinarm vidur ji unke ghar gaye vidura ji itne premi swabhav ki thi k har samay bhagwan shri Krishna ka chintan karti mahan bhakta tha darwaze par Krishna shri Krishna mere darwaze hai snaan kar rahi thi deh sudhi bhi nahi waise hi ba bhagwan apna pitambar ab bhagwan kah rahe ki kuch pavao unko sudhare prabhu wah kela rakhe pawa wa ke to kela laye aur guda phenk re chilka bhagwan ko pawa rahe bhagwan chilka pa rahe vidur ji ko pata ki thakur ji to vidur ji daudte hue aa are uka bavri ye kya guda sab phenk ra guda bhagwan ne kaha wo swad leya jo badra le ke yahi darbar din ko aadar riti sada chali ai hi din piyare ved pukare dravhu su shri bhagwana jagah jagah likha hua dainya dinata kyonki ahankaari bhagwan ahankaar ka tatparya hai wo vinash
hoga wo nasht hoga chahe jitne bade bhakt mein agar thoda bhi ahankaar aaya ek bar Garun ji maharaj se Devraj indra ne pucha jo amrit kalas haran haran karne gaye ki maharaj aapki samarth ka main par nahi pa raha hoon koi bhi devtaon ke astr devtaon ki shakti aapko parast nahi kar pa rahi ja amrit kalash lene gaye to bada charit ham saransh mein to aap mein kitni samarth hai naka tribhuvan ko apne ek pankhe par rakh kar bhagwan ko virajman karke sahaj mein anand se uth sakta hoon tribhuvan aur hai samarth aisa nahi ki samarth bhagwan ke vahan hai par andar kuch aa jana ham bhagwan ko baithakar tribhuvan ko rakh karke aram se uth sakta hoon ek din samudra par kar rahe the to ek panja hath aise rakha to pa se chhoti chidiya ki tarah gir gaye samudra mein phir pukara traahimaam he bhagwan raksha karo bhagwan ne kaha Garun yah mera hi abhi kar kamal hai tum mujhe baithakar tribhuvan ko pankhe mein rakh kar ke ud sakte ho wah meri samarth se tumhari samarth nahi tumhari samarth to mera ek kar kamal bhi rakhne ki nahi
traahimaam prabhu samjh aaya kai bar sunaya narad ji ko ahankaar ho gaya ham kam vijay halat kya hui cha pura sun ke dekh lijiye bhakt ko bhi ahankaar ho jae to bhagwan bardast nahi karte phir aur ahankaar ki to baat to dainya ati par yah banavti nahi honi chahiye jaise ham mike se bolte hain ki ham to adham jeev hain nich hai pamar hain ham par bhagwan ki kripa hui to hamen yah labh mila ki ham bhagwan ke charnon ki bhakti mein ab ham bol gaye aur jab hamare samne koi khada hokar hamko kahe aur hamko lage ki haan main to kah hi raha tha ye bhai bhi gavahi ho gaye he bhagwan ab ham par kripa karo dekho main din hoon nich hoon par ham bol de adham to chalega lekin agar aap bol do ki tu adham hai phir kaisa hriday mein hoga phir ek hriday mein jalan hone lagegi to iska matlab abhi ahankaar bakaya hai bhagwan dainya pasand karte jo jitna dainya hai aap bade bhakton ko dekhna bade dainya milenge aapko jahan kahte hain na thoda pani agar gagri mein ho to chhalakta hua jaega gambhir nahi hoga agar thoda sa kuch hai to ahankaar aur jo zyada
matra mein bhagwad anand hai wo gambhir milega dainya milega to bhagwan ko dainya priy dainya bahut avashyak hai bhakti bina dainya ke ho hi nahi sakti na dap suni chan tarur sa sunna amani na man den keertanya sada hari tran te apne ko nich samjhe su mahan bhagat banega sadaiv nirantar bhakti uski surakshit rahegi aap jab tran se nich sab ke seva hue ki nahi hue sab hamare Swami aur bhakti ka swaroop bhi yahi hai so anannya gati jake as mati na tare Hanumant main sevak sa charachar rup Swami bhagwant charachar jagat mere Swami ka rup hai main sevak hoon aisa hriday mein bhav ho to va dainya bhav rahta hai kyonki sab hamare Swami ke tap na dap suni chan tarur se suna itna sahnseel hona chahiye ki vriksh ke saman chahe jaisa apkar karo vriksh ka wo upkar hi karega patta pushp phal chhaya aur lakdi dega hi dega aise hi jo sant ka bhakt ka aparadh kare wah uska mangal kare wo uska mangal manave karat ja ansan nindak tino upay anugrah karo aur swayam amani rahkar dusron ko man de aur nirantar bhagwan ka kirtan kare isse
badhiya bhakti ka swaroop aur kya hoga mahaprabhu chaitanya dev ji kah rahe na dap suni chan tro suna aman man den keertanya sada bahut kam shabdon mein pure shastron ka sar bata diya agar dainya bhav nahi hai aham hai to yah bhagwan ko pasand wah bhagwan ki bhakti mein agradsar nahi ho sakta jive daya name ruchi vaishnav seva agar naam mein ruchi ho jae aur vaishnav sant janon ki seva ka avsar mile aur sab jeevan par hamara bhav rahe ki ham kya seva karen kaise isko prasann kar da to wo wahi kar sakta jo ahankaar rahit hai seva kaun kar sakta hai sevak sevak ka matlab hota hai ahankaar rahit hona sabke prati aisa bhav yah bhagwan ko bahut pasand hai aur jo shri vigrah mein to sevak bhav rakhta hai mandir mein aur bahar nikalkar dusron se chhal kapt dves karta hai bhagwan aisi puja sweekar nahi karte kapil bhagwan varnan karte hain bhagwat mein ki jo mere shri vigrah ke achhche-achhche padartho se puja karen par ham hi sab atma rup mein sab virajman hai aur wahan jakar ke ninda karna apman karna aisa vihaar karna to
uski aisi puja hui jaise rakh mein kiya hua havan vyarth matlab uska puja ka karyakram vyarth rahega jo ahankaar purvak anya jeevan ko klesh deta hai ji prerna ji benglor se sh maraj ji aapke charnon mein kot koti pranam maraj ji yadi koi aapki kripa se mas nahi khata madira ka sevan nahi karta vyabhichar nahi karta charit pavan rakhta hai naam jap jitna ho pura din wahi karta hai to bhakt ko kaise pata chale ki ab shri ji ke darshan dur nahi jite ji shri ji ke darshan shighr ati shighr pane jab
ham bhojan pate hain hamara pet bharne lagta hai to ham kisi mashin se puchte hain ya vyakti se puchte hain bhai wo mashin ghanti alarm baj jaega ya bhai koi apne ko mehsus hota hai nahi mehsus ho main ab aadha pet hua hoon main ab pura pet ha Meera ji kahti jane mori chati aapka hriday uttar de dega ki hamara kam ho gaya aapka hriday aur ham pehchan batae dete hain bhagwan ke vachno se nirman amoha jit sang dosha adhyatma nitya vinit kama dwaand vimuktae jab ye sthiti ane lage to samjh lo param pad mein ham arudh hone ja rahe hain bhagwat sakshatkar man rahit ho jana nirman man rahit man accha koi pranam namaskaar kar raha hai ham usko bhav se pranam karen apne ko na mane shreshth ki ham shreshth hai hamen pranam kar raha hai yah vritti aa jaegi amani vritti aa jaegi sahi man prad aap amani aap amani rahkar sabko man dega jaise ham mane na man de to bhagwan ne sabse pehle rakha hai nirman man rahit hona amoha kisi se moh nahi rah jaega prem sabse hoga bhagwat bhav se lekin moh kahin
nahi moh ka nash ho jaega moh gaye binu Ram pad hoi na dridh anurag moh mul bahu shul pra tyag utam abhiman moh bahut khtrnak hai to bhagwan ke bhajan se moh ka naat amoha aur jit sang dosha koi bhi bhog nazdik ho bhogne ki ichchha nahi rahegi jab bhagwat darshan ki vritti nazdik aayegi to man rahit ho jaoge moh rahit ho jaoge aur jit sang dosha vyakti vastu sthan uska koi bhi prabhav hamare upar nahi padega jaise ham hamare ko ekant mein bhog vivid prakaar ke mile indriyon ke to man chalayman ho jae uska chalayman nahi hoga jaise bhune hue chane par kabhi ankuran nahi hota aisa hota hai bhagwat sakshatkar kiya hua mahapurush ya bhagwat sakshatkar jiska hone wala hai to jit sang dosh aur adhyatma nitya wo atma swaroop prabhu mein nirantar raman karta hai arthat har samay avyavaharik man apman ninda stuti sukh dukh labh hani jai parajay sab mein uska saman bhav hota hai saman bhav hota hai dwaand vimuktae sukh aur dukh ko saman bhav samjhne wala wah mahapurush avyay pad jo avyay pad bhagwat swaroop
hai us param pad ka adhikari ho gaya wo bhagwat sakshatkar ka adhikari ho gaya par nirantar naam jab chale tab ye sthitiyan ayengi nirantar jaisa aapne bataya ki charit pavan vyasan rahit aur gande ahar ka tyag aur nirantar naam jap todhi dhire dhire y sthitiyan ayengi par iska ahankaar na ho tyag ka aham na ho tyag ke tyag ki smriti ka lay ho jana aise tyag ka lay hona chahiye jaise ham vistha tyag hain to ham kahin garv thodi karte to aise hi vistha malav vishwat vaman vat sansaar ke bhogon ka tyag karke tyag ki smriti ka tyag tab wo bhagwat anurag se yukt hriday bhagwat sakshatkar yukt hota hai atyant danya dekho hanuman ji jab pratham mil rahe Ram ji se to Ram ji pooch rahe kaun hai vipr devta to kaise prichay de rahe ek main mand moh bas kutila hriday agyaan main mand moh ke vasi bhut kutila hriday se agyani aur ka kaun gyani naam agr ganam buddhimta varishtha ise prichay ye hai dainya apna prichay kaise de rahe ek mein mand moh bas kutila hriday agyaan pun prabhu moh visar dan bandhu bhagwan
dainya bhav hriday mein aa jae khub nirantar naam jab chal raha hai aur prabhu ke milan ke liye rona ane lage rudu su shram rajan Krishna darshan lalsa jahan prabhu ke liye rona ane laga to prabhu rona bardast nahi karte yah baat samjh lo sab sah sakte hain lekin bhakt ke aansu ko prabhu nahi sa sakte rni ho jaate hain gopi jan se kah rahe hain ki main anant kal tak yadi tumhari seva karun to bhi main tumhare prem rupi rin se urin nahi ho sakta he gopiyon tum apni udarta se mujhe urin kar sakte ho yah bhagwan
ko sahan nahi hota jab koi ekant sachchai se ekant mein baithkar jab bhagwan ke liye rota hai to usi samay dekhna tumhare hriday mein pehle anand rup se sfar honge manas patal par jhalak lagenge aur agar yahi nirantrta chalti rahe to prakt mein mein darshan ho jaenge par yah sthiti bahut durlabh hai isliye khub naam jap karo ahankaar rahit hokar jap karo main bhajana Nandi hu iska bhi ahankaar na ho bhagwan se manate raho ki prabhu kahin bhajan ka ahankaar na ho jae nahi main Bhajanand hoon yah bhi aa gaya to gaadi ruk jaegi phir age yatra nahi hogi phir wo bakar gher lenge isliye bahut dain isiliye dainya ke liye bade mahapurushon ka sevan kiya jaata hai sant mahapurushon ka unke darshan se unki charan raj se dainya aati rahti hai ahankaar nasht hota hai jaise aap bhajan karo to jitna bhajan karte ho jab aise bhajana Anandi ko dekha jab raat din ro ro ke bhajan kar rahe hain to aapko lage hamara bhajan kya hai gaya na ahankaar to haan to ham jab bade santo ke darshan karte hain to hamare hriday ka ahankaar nasht ho jaata hai inki tapasya inka
raat din prabhu ke liye jeevan arpit karna ham to nana prakaar ke bhogon mein fanse hue hain wo dainya aa jaata hai ahankaar na jab ham niche dekh phir hamko ahankaar aata hai to hamen niche ke janon mein bhagwat bhav rakhna chahiye bade mahapurushon ka sang karna chahiye mahapurushon ke sang se ahankaar nasht ho jaata hai dainya aa jaata hai aur mahapurushon ke sang se bhagwat prapti ki lalsa bhi jagrit hoti hai bhajan badhta hai bhajan ki ruchi bhi jagrit hoti hai sant samagam y durlabh vastu hai sant samagam hari katha tulsi durlabh to ab labh mil raha hai to jeevan ko badha le chalo prabhu ki taraf achhche aacharan karo jaise aapne bataya aise sabko karna chahiye ye mans madira ye sab gandi chijon hriday ko apvitra sharir ko nasht kar de dhan nasht ho jae sab ismen kharabi kharabi hai yar dusre ke sharir ko kaat kar ke log khate kaise hriday wale hamare to yahi samjh mein nahi aata apne chutki kaat ke dekho to lagta hai na dusre ki chhuri se gala kaat rahe ho yar tumhen iska phal milega iska dand milega durgati ho jaegi yah dan jaise nahi
pair bandh diye pashu ke jinda ulta tang diye bhuj rahe hain aur phir iske baad kha rahe hain phir unhin ki gaadi mein aag lagegi aur jinda waise hi bhujang gaadi ke andar phir wahan log kahte hain becharey ye becharey is janm mein nahi to kisi janm mein aisa kiya hai uska phal unko mil raha hai avashya mein bhog tavy kritam karm Subha subh avashya bhogna padega Bhishma jaise mahapurush ko bhi chha mahine banon ki sahiya mein piche ke karm ko bhogna para isliye karm mat karo achhche karm karo bhagwan ka naam jap karo agar abhi darshan nahi hue to sharir chhutne ke baad bhagwan mil jaenge jo accha karm karta hai bhagwan usko apne nitya dham mein virajman karte hain Radha Krishna punetha ji Uttarakhand se Gurudev aapke charnon mein koti koti pranam Gurudev ek pravachan mein aapne kaha tha ki nak se lekar Sikh tak pura dhancha sharir shri ji ko samarpit kar do jisse tumhara bhaar shri ji sambhal lenge is samarpan ki prakriya kya hai Gurudev pehle vani se samarpan hota hai he prabhu main aapki sharan mein hoon ya he Priya
ju main aapki sharan mein hoon yah to hua kahna ab vani ka samarpan hai ki vani se kisi ka ahit kar dukhad vachan bol kar ke dil nahi dukhae vani se gali nahi baken ashleel sambhshan nahi karenge prapanch nahi aur sachchai mein to vani ka purn samarpan tab mana jaega jo Harivansh mahaprabhu kahte rasna kato jo an rato meri jaban kat jae agar main prabhu ke siva aur koi baat karu apne prabhu ke sambandh ki baat karunga prabhu ke liye baat karunga agar vyapar nokri hai to wah bhi ham prabhu ka hi man kar ke baat karenge prabhu mein hokar ke vani ki se baat karna nahi to maun rahna hai vani ka samarpan aur tan ka samarpan hai shri Krishna anukul pratikul se visarjan sharir ke dwara koi bhi prabhu se vimurkh aacharan na hone pave aur pra jitne bhi karm ho sab prabhu ke anukul ho prabhu ke liye ho yah man kar ke hamara sharir samarpit hota hai aur man jab hamara Priya pritam ke hi liye sankalp karen Priya pritam ka hi manan kare to man samarpit hone lagta hai aur phir jab yah tino samarpit hote hain to in tino
mein hamara rag hai sharir mein man mein vani aadi mein to phir ham bhi samarpit ho jaate hain jo main samarpit hua tab samarpan mana jaata hai purn samarpan tab mana jaata hai ab jaise sharir ka samarpan keval ham dekhen to hamara bina Priya ju ko bhog lagae kuch jawan mein nahi jana chahiye ab jo bhog nahi lagta wo ham payenge hi nahi nishiddh padaarth kabhi jeevan mein kyonki prabhu ko bhog nahi lagta accha jahan prabhu ka man lo shri vigrah nahi virajman to waha ham bhav se prabhu ko lagate hain man lo kahin aap nokri pesha mein hai ja rahe hain kuch khana hai Radha vallabh lal ki jai Priya pritam ki jai bhav se arpit kiya pa liya prabhu yahan bhi to hai unka naam lekar pa liya to prabhu ka smaran karke ab ye sharir prabhu ko samarpit bika hua hai aise bhav se jab ham cheshta en karte hain to tanu vang mano bhir amle subh tv vasta to sharir ki cheshta hai ab jaise gandi drishti rakhna gandi chijon ekant mein dekhna mobile se gandi kriyon ki bhavna banana gandi kriyaen karna ab kalank hai sharanagati
mein abh ye phir use pakhand kahte hain phir damb kahte ab natak ho raha hai ki aap kahte ho ham prabhu ke sharanagat hai aur prabhu ke viparit dekhte ho sunte ho cheshta en karte ho ek hota hai vivas hokar ho jana galti ki ham bahut koshish ki par galti ho gayi to prabhu rahat na prabhu chit chuk kiye ki karat surat savar ki prabhu us chuk ko phir maaf kar dete hain lekin jaan bujhkar aparadh karna aur ham prabhu ke sharanagat kahlae to phir usmen to yah baat hamen dhyan rakhni ki hamen janbujhkar aparadh nahi aur hamse jo galti ho jaise hamen laga ki hamse galti ho gayi to turant ham usi samay jahan hai ek second ke liye ekaagr ho prabhu se pra prabhu dekh lo ham aapse prarthna kar rahe the sambhal nahi paye prabhu dekh lo gir gaye he nath mujhe bachao he nath mujhe kshma karo prabhu phir aapko bal denge phir age badhaenge aur vastvik sharanagati jab utregi to phir bhul na de kumar pav phir bhulkar bhi bhagwan ke vimurkh aacharan nahi hoga abhi to aham bakaya isliye galtiya ho sakti hain jab purn samarpan ho jaata hai to phir galat nahi
hota bhul hi na de kumar pau samjh pa rahe ho aap ji shobhit Agarwal ji guru gram se Radhe Radhe Gurudev aapke charnon mein koti koti pranam Gurudev jaise aapne bataya tha ki jab is sharir ka nirman hua tab is hamare shubh evam ashubh karmon se milkar hua jo donon hi jeev ko is sansaar chakra mein bandhne wala hai kintu agar ab is sharir se kuch punya karya jaise dan aadi aur iska uddeshya kuch laukik na hokar bhagwat prem ka ho to kya y bhi bandhne wala hoga nahi yah mukt karne wala ban jaega yahi baat hai jaise ham ek aadmi ko pani pila rahe hain vyakti mankar aur uska ham punya chah rahe hain to wah pani pilana punya ho gaya aur ek baat ye man rahe ki mere bhagwan is rup mein pyase aae hain bhagwan ne mujhe pani diya hai aur pilane ka saubhagya diya aur pine wale bankar bhagwan aae pila diya ab yah bhagwat prapti karaega karya wahi hai bhavna badal gayi to ek kriya bhagwat prapti karayegi aur wahi kriya punya ban jaegi to ham punya ko bhagwat prapti mein badle nahi jo bhi karya karen
bhagwan ke nimit karen kisi ko bhi kuch seva karen to samne ne pehle bhagwan dekhe kyonki bhagwan to hai hi na bina bhagwan ke chetna hi nahi hai jaise bina bijli ke pankha nahi chal sakta aise bhagwan ke bina koi sharir thodi chal sakta hai usmen power bhagwan hi to hai na to sab mein bhagwan ko dekhkar kiya hua jo sukrit hai wo bhagwat prapti karata hai aur jo apna vastu kisi dusre ko de rahe hain voh punya kahlata hai aur jab ham bhagwan ke dwara di hui vastu shri bhagwan ko arpit to dayam vastu Govinda to mein samar pay to bhagwat prapti wali baat ban jati hai samjh pa rahe aap sab log prasann raho prasann rahna sabse badi sadhna hai aur prasann tabhi rah sakte ho jab bhagwan ka bharosa hai aur bhagwan ka bharosa tabhi dridh ho sakta hai jab naam jap chalega Radha Radha Radha Radha Radha dekho hriday mein vishwas karke aap dekho sansaar ka koi aisa sukh nahi jo aapko pras pran kar sake aap dekh lo koi sukh aisa nahi hai jo aapko prasann kar sake khub dhan ho jae aapke paas sab kuch sab kuch ho jae phir bhi aap prasann
nahi rah sakte prasann to tabhi rah sakte hain jab bhagwan ka smaran hoga to dekho har samay aap goli thodi chalate rahte ho khali samay mein bhajan karo aur jab aap apne taynaat ho us samay naam jap karte hue taynaat rahie to aapka hriday bhi prasann rahega aur aapki rashtr bhakti bhi badhegi jaise jaise hriday mein prasannata aayegi na prasann aadmi sab kuch kar sakta hai aur jo khinn hai aur jo andar se jal raha hai to dekho galat kam ho jaata hai andar se to ye ye jo andar ki jalan hai wo itni badh jati hai ki phir ham kanun
virudh aur dharm virudh aa charnon mein buddhi kho dete hain isliye naam jap karo aur prasann raho aur har samay bhagwan se prarthna karte raho ki is jeevan ka jo lakshya hai dusron ke hit mein apne jeevan ko samarpit kiya hai to prabhu kahin chuk na ho wahi sambhate rahenge aur aap rashtr seva mein ho to aap bhagwat sumiran kar rahe to aapke parivaar ko bhagwan sambhalnge prat kutumb pal raghurain pakka samjho aapki patni aapke putr aapke parivaar ko bhagwan aap pure desh ko suraksha de rahe hain na to aapke parivaar ki suraksha bhagwan aap naam jap karo aur khub prasann raho aur koshish karo ki nasha aadi na kar paye ki jahan tak ho sake tahan tak aap in baton se bacho aur bhagwan ka smaran karo Arvind Sharma ji Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam shri maharaj ji kya zaroorat se zyada accha hona bhi galat hai kya maine apne jeevan mein kisi ke saath galat nahi kiya lekin ham aap zaroorat se zyada bhi achhche ho hi nahi kyonki aapko bura lagta hai na aapko bura lagta hai na to aap achhche ho hi
nahi achchai to tab jab bura lagna band ho jae samjh rala abhi aapko bura dikta hai na bura lagta hai na to abhi sache achhche la haan wahi wahi baat dekho ham yah nahi kahe ki aap achhche nahi ho ham aapko aur achhche banane ke liye baat kah rahe hain ki abhi wah achchai nahi ai jis achchai ane ke baad burai pravesh nahi karti abhi bura dikta hai abhi burai aapke andar pravesh karke dukh de rahi hai to abhi sache achhche nahi bane ho achhche tab banoge jab dundar vimta koi bhi dwaand man apman sukh dukh labh han ninda stuti ye aapko sparsh na kar pave tab aap achhche banoge achhche tab banoge jab sab mein seey Ram mein sab jag jani aur karo pranam ri jug pani sabko pranam karoge tab achhche banoge aur yah sthiti aayegi bhagwan ke naam jap se naam jap karo satsang suno bhagwan ki lilaon ka gayan karo to apne aap dekhoge dhire dhire dhire aap sache achhche ban jaoge achchai ka matlab aham nahi hai aur aham ki pehchan dusron mein avgun dekhna apne mein gun dekhna dusron mein bura bhav dekhna apne mein accha bhav dekhna yah
ahankaar ka lakshan hai aur sabse zyada burai ahankaar mein hi hoti hai ahankaari ka patan hota hai ahankaar rahit ho jana hi sachchi achchai hai to achchai ki taraf hamare kadam badh rahe hain par ham abhi achhche nahi hue yah sweekar karo ta to aap age badh jaoge aap sache achhche ban jaoge ha jab aapki akhand prasannata mein koi badha na pahuncha pave tab aap sache achhche ban gaye to hota hai brahm bhuta brahm bhuta prasann atma na sochta na kanti na koi soch hai na koi cha hai itna anand hai bhagwan ke charnon mein
bhai ek bar chitt jude to abhi to bahut niche abhi to aisa lagta hai jaise aap vachan bole na ki kitna accha kab tak accha log dikhayee de rahe hai na burai dikhayee de rahi hai na abh bahut nicha star hai jaise adhyatma ki drishti se na dekhe to aapki bardai ho jaegi sate satam samachar yah bhi uttar hai lekin adhyatma ka uttar nahi hai yah prapanch ka uttar hai adhyatma ka uttar hai ki tum itne majbut bano koi bhi burai tumhare hriday mein pravesh na kare koi bhi tumhen bura na dikhayee de aur tum sab mein bhagwan ko dekhkar is maya par vijay prapt kar lo maya par vijay prapt karne ki baat hai bhagwan ki prapti ki baat hai keval vihaar ki baat mein to jab aayegi na baat to ham bhi kah sakte hain ab ham utar ke bol rahe hain pehle prashn ke pehle uttar ko adhyatma se shuddh adhyatma se jise paramarth kahte hain ab vihaar mishrit uttar de rahe hain ki yadi ham dabte chale ja rahe ho aap gali dete chale ja rahe ho to ham tab tak sahenge jab tak ek sima hai bhagwan ne bhi 100 aparadh kahe the aur 101 hone
par sudarshan chakra chala diya tha yah vyavahrik baat hai tum dharm ke prati bhagwan ke prati isht ke prati agar jara bhi hamen gali de lo lekin agar sima ullanghhan kiye to jitna tap hai bhajan bal hai shareerik bal hai vihaar bal hai uska prayog karke aapko shasan milenge yah vyavahrik uttar hai parmarth uttar nahi hai vyavahrik uttar accha lagega nahi lagega yah vyavahrik uttar accha lagega lekin parmarth uttar jo hai wah yah hai ki koi bhi bura hamko dikhe na aur koi bhi burai hamko parast na kar pave koi bhi dukh hamari prasannata ko na chupae kyonki sarvam lamdam brahm sab jagah wahi virajman hai kaun bura hai sacha gyan sachchi achchai to yahi hai na ki bure mein bhi mujhe bhagwan dikhayee de aur ham usko sah jae lekin ye paramarth vihaar mein vihaar ka dusra swaroop hota hai agar aap paramarth ke pathik banna chahte hain to itni achchai lao ki aap mein kisi ko bura dekhne ki baat hi nave kisi ka bura karne ki baat hi na ave nahi na aur hamen lagta hai achchai ka prabhav bahut jor ka
parta hai padhta hai jab aap 10 bar kisi se accha hi bartaav karenge to 10 bar bura karne wala ek din rok aapke pair pakar lega Eknath ji maharaj maharashtra ke ganga snaan wahan godavri hai to godavri ganga snaan karne gaye to upar anya dharmavalabi ka makan tha usne dekha ki Baba ji to thuk diya upar aise balakni se aise thuk diya phir ganga snaan karne gaye dekha ki thuk aa gaya to phir ganga pha phir thuk diya 100 bar thuka 100 bar 100 bar ganga snaan karne akhiri mein utra charnon mein laut gaya usne kaha kshma karo mujhse bahut badi galti hui aap jaise nirmal hriday wale ko maine 100 bar thaka to unhone kaha bhaiya aapka koi aparadh nahi bana dekho sant hriday jab accha ho gaya to burai nahi dikhayee bole waise to main 100 bar snaan 100 din mein karta aapki kripa se ek din mein 100 bar snaan hua ye aapki kripa wah pani pani ho gaya dobara kabhi usne unke to hamen lagta hai ham agar sache se achchai dharan karen to samne wala parivartit ho jaega aur hamko burai nahi dikhayee di Eknath ji ne
usmen bura nahi dekha va kaha ki bhaiya jo ham 100 din mein ganga snaan ka labh lete wo ek din mein aapne de diya ye to aapki kripa hui na aise dekha jaata hai parma jaise hamen koi gali de raha hai to hamen sochna hai ki koi purv ka praarabdh hai jo bhagwan kat vachan suna kar ke kshma karva rahe hain ab wo marjan karva rahe hain badi kripa hai ki vani se bol kar ke hamare hriday ko jalakar theek kar rahe hain nahi to shareerik dand dete ye to bhagwan ki kripa hui ki batchit se nipta rahe hain aise socha jaata hai positive socha jaata hai negative nahi socha jaata jaise kisi koi naraz hua do thappad mar diye to koi bahut bada praarabdh tha bhagwan ne prerit kiya isko to ham jante bhi nahi koi ghatna dhakka lag gaya koi aur isne hamko do thappad mar bhagwan iske dwara hamen pavan kiye hain ab kahe ko gussa aayegi aise vichar kiya jaata hai positive jaise apni jaban apne dant se kat jae to ham kisko gali denge apne hath ke dwara bhi apne sharir mein kabhi-kabhi chot lag jati hai chaku lag jati hai
kisko hasi dete hain yar wo chuk ho gaye hamko aise apne angon ke dwara apne angon ko jaise pida pahunchti hai to ham kisi se report nahi karte kisi ko marte pigte nahi sah jaate hain ham hi phesal ke gir gaye aur bahut chot lag gayi to ham kisi ko kuch kahte thodi hai aise hi hamara praarabdh samne wale vyakti ke andar jakar pratikultaa ka rup paida karke hamko jo jalata hai wah hamare paap nasht karta hai yah adhyatma hai adhyatma se samjha jae doctor veera bader la maharaj ji maharaj ji ye janna
chahte hain ki matlab sabhi santo ko jinka bhi sune ki unhone kahin na kahin sasang suna phir jakar is marg par age badhe maharaj ji janna chah rahe ki aapne kiska satsang suna sadhna kal mein ki jis jiske vachan aap adarsh man ke age badhe hamari sadhna kal nahi hui hamari bhagne ke baad sadhna kal i ham jante hain ki aap sadhna kal mein pujyaya Baba ji aur bhaeeji maharaj sune aajkal kaun se matlab maha purush akhri wakt tak satsang sunte rahte hain ji hamare aaj Harivansh mahaprabhu aur pujya pad shri Sadgurudev bhagwan dekh rahe nar isi samjhna chahiye sir ke upar kaun hai hamare sir mein kaun hai kinke charan hai to hamare pujya pad shi Gurudev bhagwan hai jo nitya vihar ras mein sah chari bhav se siddh mahapurush virajman hai samay kaise tumhen batae sab andar ki baten hain sakshat Priya ju ki nitya sachar virajman hai to unhin ki kripa se hai kya prashn tha inka y kah rahe ki sadhan kal mein to ham ja jane ki bhai ji aur yah the aaj aaj aap kiska satsang ha aaj to ab yahan satsang ki baat nahi rah gayi
hai nahi ab yahan seva ki baat rah gayi hai kis samay apne Gurudev ke saath kaun si paricharyaa mein shri ji ke hain ab yahan y thodi rah ga satsang ki baat nahi rah gayi baat rah gayi hai shri ji ki paricharyaa ki prat se lekar shayan tak say se prat tak shareerik aur mansik donon sevaaon mein apne Gurudev ke sang rah kar ke shri ji ko dular ab bachchhe ho aap kya samjhoge dekhne ko purush deh hota hai lekin yahan bhav deh ke dwara Priya pritam ki paricharyaa hoti hai ab kuch janna nahi hai aur ab kuch pana nahi hai ab bas swad lena hai aatho pahar apni maharani ji ki agyaa mein rahkar unki seva mein rahna hai bas itna ab age ki baat jab ismen ghuso is marg mein tab jaan paoge nahi to ye bahut gupt marg hai hit jo maharaj Swami ji ka jo marg hai na haan jo kahe Harivansh ras barlo samjhan har ek doi jo paie khoji sab sansaar ye to acharya kripa se guru kripa se hi keval samjh mein aata hai samjh mein aa ra bachchha is samay hamare jeevan adhar pujya shri sarkar Gurudev bhagwan hai aur ghaseeta hai acharya charan
ne ki inka bhi prichay acharya ne hi dilaya kyonki ham thodi jante the maharaj ji ko a hit ne hit Harivansh chandra ju ne ghaseeta aur unhone sara apna vaibhav jo hriday ka hai wahi kripa karke de ismen hamare sadhan tap ka koi baat nahi yahan udarta ki baat hai unki udarta hai hamar adhta par reej karke itni badi vastu dan kar di Priya pritam ji deepak ji faridabad se shri Harivansh maharaj ji maharaj ji brahm satyam jagat mithya maharaj ji jagat mithya hamen kya thoda sa ismen wo lagta hai ki agar ham isi mithya jagat mein shri hari ka naam jap karte hain satya karm aur punya kamate hain to yah mithya maharaj ji isko kyon kaha jaata hai yah jagne ki cheshta hai hari naam japna jaise soe hue purush ko jagaya jaata na aise hi yah jo satsang hai hari naam hai brahm tatv ki charcha hai vedant charcha hai sankhya ashtang yog karm yog bhakti yog yah jeev ko jagaya ja raha hai yah sadharan nidra nahi hai yah moh nidra hai samjh rahe va susupti hai tamo gun janit yah moh nidra itni prabal hai ki ham
jagte hue bhi jag nahi rahe hain ham jante hue bhi jaan nahi rahe hain samjh rahe ho nahi samjh rahe ho jaise sabko yah janta hai ki sthul sharir main nahi hoon pakki baat hai na itna kahin na kahin dimaag mein to hai ki ya sharir main nahi hoon hai dimaag mein bhala kafi logon ke jo satsangi honge unke to dimaag mein hoga hi yah sharir main nahi hoon hai aisa dimaag mein ki nahi kahin na kahin dimaag hoga kyonki sharir chhutta hai to kaha jaata hai chhorne wala gaya to matlab wah jane wala koi aur hai aur jo sharir
hai phook diya jaata hai matlab sharir main nahi hoon lekin kitne logon ko iska sacha gyan hai ki main sharir nahi hoon jankari hona jaise sabko lagbhag jankari hai yahan se jana hai kyon sabko hai na lekin kitne ko jankari yahan se jana hai ham usko usi ka prashn kar rahe hain ki kitne ko jankari jante hue bhi va nahi jaan jante hue bhi va nahi samjh pa rahe hain iska matlab hai yah jagte hue sone ka natak wah to susupti mein hai hi agyaan mein lekin yah jo sona kaha gaya hai ki so rahe hain sab agyaan ki dhara mein usi ko mithya shabd kaha gaya hai mithya shabd ka matlab sush pati gad susrupt Uma kah mein anubhav apna sat hari bhajan aur jagat sab sapna ye ek jagtiik sapna jo chal raha hai moh ki gyan ki dhara mein yah mithya hai jaise piche janm mein aap kaun the aapko pata nahi aapka parivaar tha aapke rishte nate the lekin aapko aaj pata nahi aise kal aapko iska pata nahi hoga jo vartman mein hai iska pata nahi hoga jaise aap kitne sal ke ho 28 varsh ke pehle aap na mahine maa ke garb mein rahe
aapko jankari hai ek second ki bhi to hamari smriti bahut mand hai isi janm mein na mahine maa ke garb mein rahe ek second ka anubhav bhi nahi hai nahi hai na to tab se lekar ke maa ke garb se aur ab tak hamari kitni smriti mand ho gayi hai agar hamari sampurn smriti jagrit ho jae to garb mein hamne bhagwan se ek vada kiya tha kapil bhagwan jeev ki sthiti ka varnan karte hain jab to bhagwat mein wah jeev ko gyan hota hai anant janmon ka maa ke garb mein use badi pida mehsus hoti hai aaspas jhilli ke andar bandha hua aur lib liba hat wale sab gande padartho ke beech mein bhara hua aur uske shwas pra shwas ki gati rukti hai aur nal se uska ahar vihar sharir mein jaata hai usi se uska poshan hota hai us samay kuch khana pina to hota nahi to bhari kasht hota hai to usi samay bhagwan use smriti jagrit karte hain ta use dhyan aata hai anant janmon se is maya mein main bhramit ta bhagwan se kahta hai ki ek bar mujhe is mata ke garb rupi nark se bahar kar do main jakar aisa bh bhajan karunga ki abki bar
agla janm nahi hoga main aapko prapt ho jaaunga bhumi parat bha dhabar pani tim jeev maya lapta nahi jahi maa ke garb se nikla to bhul gaya bhagwan ki aisi leela maya ab kahan kahan wah jo divya anand tha va kahan kahan bole ladka hua ladki hui ab wo bhul gaya ab wo phir sharir rag mein pusht ho gaya bachpan ab dekho jawani aap jawan hai aap jawan haisa gyan hai main jawan aisa kabhi nahi gyan ki sharir jawan hai nahi bhagwan ki itni prachnd maya hai ki jante hue bhi nahi jaan rahe hain jante hue bhi nahi yahan se chavanni nahi jani kisi ke saath ek rupya nahi jana phir bhi sab hai hai kiye na sat janm ke liye ikttha karne ka sara plan hai man buddhi chitt ise satya manne laga shastr hamara kahta hai yah satya nahi hai isi mein jo brahm tatv hai wo satya hai to ab tum sone ke natak mein agar ho to jagana bahut kathin hota hai agar vastvik soe hue ho to jag jaoge ae utho suvera ho gaya uth jaega lekin sone ka natak kar raha ho to utho ae utho to ham log sab sone ka natak kar rahe hain
agyaan ka natak kar rahe hain jage hue purush ho tum sab tumhen sab pata hai jab kisi ka parivaar mein nidhan hota hai aur aur log smashan ghat mein le jaate hain to kahte hue jaate hain Ram naam satya kya ye pata nahi unko bol rahe hain to kya unke dimaag mein baat nahi aa rahi lekin bolte hue bhi wo nahi jaan rahe hain theek hai wahan phunk hain to kya dikhayee nahi de raha sharir ki durdasha kya ho rahi to is sharir ke liye ham mans khae madira piye be vichar karen papa aacharan karen aur yahi sharir jal jaega
aur uska karm lekar hamko bhog bhogna padega bhala kya jankari hai sachchi nahi ja us parivaar ki log rote hain to dusre log baithkar samjhate hain dekho bhai is sansaar ka naam mrityu lok hai yahan aisa hota hi hai sabko marna parta hai kal ham bhi marenge aap bhi marenge aap kyon chinta karte hain aap shant ho jaiye aur aap bidi pi ke chal rahe hain hamne dekha y baat aap bidi jalai aur bidi pite hue chale age chalkar hansi maja ko bhul gaye sab wo yah bhul gaye ki yah dasha meri bhi sharir ki honi hai to yahan bhaiya jante hue sab so rahe hain yadyapi jag rahe hain par sab sote hue se agyaan ki dhara mein isiliye mithya yah jo harinam hai satsang hai yah jagana hai ham jaga rahe hain aap jagne ki cheshta karen to aap bahut jaldi jag jaenge jante hue bhi ham isko bhul rahe hain ya phir so rahe hain to ye maya ka prabhav hai ye maya ka prabhav devi resha gunmakkum kabaddi bolne udhar jana hai ab aapko sans na tutne paye pale tak ana hai to hamko sansaar ke karya karna hai Radha Radha Radha yah sans na tutne payo hamen apne
pale mein laut ke ana hai ki ham bhagwan ki sharan mein hamara lakshya bhagwat prapti hai nikal gaye jit gaye agar sans tut gayi pala tak na paye to aut ho gaye phir janm lo phir ka karo gem hai ye aapko bhagwan tak pahunchna hai manushya jeevan y akhiri chans hai aapko phir aap ko 83 999999999 yoniyon ka gem khelnaa padega ye yah manav deh mili hai yah sadhan dham moksh kar dwara agar is gem mein nikle to nikle nahi phir tumhari kuch nahi chalne wali kuch nahi gem hai chhut hai abhi aapko aur jis samay aapka samay samapt hua shikanje par fase phir nahi chalti nahi phir ja karm ka jal phasta hai to phasta hi chala jaata hai bahut durgati hoti hai yahi dekh lo yar badhiya kar mein baithe hain piche se aaya bilkul samet chala gaya age wale truck aur piche piche ka truck beech mein chatni ban gaye unki lash bhi sahi nahi mili kya hua yah koi naveen thodi karm bana yahan purv ka praarabdh paap karm jo badi-badi ham log hinsa en karte hain jaise bhrun hatya garb hatya kai prakaar ke hatyaen aur gupt rup se unka aparadh
hua aur paap ka dand nahi mila na kanun se mila na bhagwan se de aise chatni ban gaye der nahi lagi pis gaye tum jante nahi ho agar uske karm jaan jao to kaho yahi hona chahiye tha jaise abhi koi ganda kam karta hai to abhi thodi uska phal mil jaata hai par samay aayega to usse bhi bada kasht use milega isliye abhi ham log sote hue natak kar rahe hain ki ham kuch nahi jante vastut sab jante ho is jankari ko agar prayog karna chahte ho to naam jap karo naam jap kar liye jaan gaye to kuch mithya nahi hai sab brahm hai aur bhi sutra hai na sarv lamdam brahm jaise brahm satyam jagan mithya yah ek samjhane ke liye sutra hai aur samjh ane par kya aata hai sarvam lamdam brahm ne na nasti kinchna kinchna matra bhi brahm ke siva kuch nahi hai yah jaga hua purush hai jago jago sone ka time nahi hai prabhu ke charnarvind ka aashray lekar naam jap karte hue bhago andar se prabhu ke charnon ki taraf kal bilkul piche khada hua samay ane par bilkul aisa chapet mein le lega chala gaya pata hi nahi chala isliye bilkul aapko
samjh mein aa rahi hai hamari Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…