ekantik vartalaap evam darshan #736 · 22 november 2024
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
namesh ahuja ji patiyala se pyare Gurudev maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji aapke Shrimukh se suna hai ki bhagwat premi mahapurush nind mein bhi naam jap karte hain maharaj ji nind mein naam jap karne ki prakriya kaise hoti va prakriya karne ki nahi hai wo hoti hai pehle hamen kar hota hai jaise dil dhadakta hai na nind mein band to nahi hota na aise pehle hamara naam shwas do bilag chalat hai inko bhed namo ko bhave shwas hi naam naam hi swasa naam shwas ko bhed mita yahan tak sadhak ki baat hai rom rom aur rag rag bole tab ka swad naam ko pehle jaban se char vani hain para pashyanti madhyama vakhri vakhri kahte jo ham bol rahe hain Radha Radha Radha ra madhyama pashyanti wahi naam ham dekh rahe hain andar se wahi chal raha bilkul kahin koi harkat nahi ki ham naam jap kar rahe hain para y mula adhar kendra mein jahan wahan vani pahunchi bas wo shuru ho gayi Radha Radha Radha ab sadhak jap nahi raha ab sun raha hai thade baithe pare uta Kabir kae ham ra thikana jagrit swapna susupti s phurat mein
Radha pda jat chhata chahe jagrit avastha ho ya swapna avastha ho ya susupti avastha ho har samay wo kishori ja ke charan Arvind ka spharan aur naam chal raha hai yah siddh mahapurush ki sthiti hoti hai sovat ho rasna rate Radha Krishna sunam shri Raghunath das goswami ji Radha kund sovat ho va so rahe hain aur jaban se nikal Radha Krishna Radha Krishna Radha Krishna yah nirantar jab abhyaas kiya to naam chidanand wo bas gaya ab jaise dhadkan ham dhadka thodi rahe palke ham wo apne aap swabhavic hota hai swabhavic bhajan
hota hai siddh purush ka sadhak ko karna hota hai abhi karna hi kathin hai khali samay mein ham kah rahe koi kahta hai ki hamen kam bahut hai kitne ghante 24 ghante mein ham chha ghante sone ke man lete hain sat ghante man lete hain sat ghante san kar lo nind le lo iske baad jo hai kitna bacha 17 ghante 17 ghante mein aap kitna kam karoge kitne ghante aap bolo kitne ghante kam karoge 10 12 ghante lagataar koi kam kar hi nahi sakta 10 12 ghante mein wah jo antray milta hai khali samay khade hue Radha aapko 10 10 minute mil sakta hai pach pach minute chalo ham chhoda pura chhoda 12 ghante aapke kam ke theek hai ab kitne bache pach ghante do ghanta bhojan ko chhad do do ghanta chhod ab teen ghante bache yah teen ghante kahan kharch karte ho agar ham unko bahut savdhani se kharch karen to hamare paas teen ghante bache teen ghante mein dedh ghante parivaar ke liye ham de dete ab bache dedh ghante roz agar dedh ghante bhajan karo to bahut achchhi sthiti ho jae nahi dedh ghante ham diya parivaar manoranjan tv samchar dha dedh ghante to seph bache ab dedh aap bhajan
karke dikha do dedh ghante kahan dedh ghanta koi bhajan mein chi jodta hoga bole hamare paas time nahi to bhai aise desh mein aae ho jahan ki kamai ka ek rupya bhi nahi le jaoge jaise aapko aise desh mein bheja jae ki sab suvidhae khub paisa sab lekin wahan se jab aoge to kapda tak utra liya jaega aisa desh pasand karoge aisa desh y hai mrityu lok sharir bhi utra liya jaata hai yahi chhod do he kuch nahi yahan ka sharir bhi yahi chodo aag laga diya jaega gad diya jaega isko bhi nahi le ja sakte to jo le
ja sakte hain uske liye samay nahi hai aur jo nahi le ja sakte uske liye pura samay de ho to kya kaha jaega murkh hai to kaha jaega nahi kaha jaega haan to wo murkhta hai jo bhagwan ka vismaran karke sansaar ke dhan sampatti bhogon mein apna samay nasht kar kar rahe hain jana hai kis samay jana hai koi pata nahi phansi wale ko to samay nischit hota hai hamra to wo bhi nischit nahi hai kab abhi isi kshan kabhi bhi to bada bhyawah hai kaise bada bhyawah hai bada bhyawah hai ek hamko drishya dikhaya ki accident hua aur ek driver truck mein fansa hai aag lagi wo chikh raha hai ek dikhaya bachchhe fanse hue hain chikh rahe hain aag ki jwala kya bhyawah drishya hai jinda aadmi jalenga marega kitni der mein marega aap socho apne ko jara sa ek diya salai aise chhwa ke dekho ya ek bund garm tel kitna kasht ho pura marega pura jal kar ke jab tak pran nasht nahi ho jaenge tab tak pran nikelte pran aise thodi nikelte bahut kasht kab kahan kaise ghatna ghatti hai isliye naam jap bhagwan ka naam jab wahi saath jaega wahi bachaega bhi
naam hi bachaega jab tak Draupadi ji ne bhagwan ko nahi pukara tab tak Dushashn ki chali aur jab bhagwan ko pukara to Dushashn ki nahi chali bhagwan ne yahi vastr rup dharan kar liya kandhe se vastr nahi hata Dushashn thak ke gir gaya Draupadi surakshit rahe ham log bhagwan ko apna nahi mante andar se kaise apna manna jaise koi sankat ho to sabse pehle kiska number yad aayega shri ji nahi shri ji ka to yad nahi aayega sabse pehle jo apne niji jan hai jo priy jan hai wahan aayega ki unko unko ye nahi aae he
bhagwan aise nahi aayega nahi bhagwan ki agar sabse pehle bhagwan ki yad ave to jaan lo ki hamara bhagwan se sambandh swikrat ho gaya hai sambandh to hai sabka bhagwan kahte hain mam van ishwar an se jeev vinashi par hamari taraf se swikrati ho jae jab koi sukh ka to bhagwan ki taraf drisht ye to bhagwan ki kripa se hai jab koi dukh ka to bhagwan bhagwan aap hi hamare lekin mushkil hai bhari se bhari dukh mein logon ka sahyog chahe wah koi paddhikari ho koi mitra ho koi rishte nate wahan jae bhagwan par drishti nahi
jaegi bhagwan par drishti dekho bade-bade bhakton ki nahi gayi Draupadi ji mahan bhakta hai yagya kund se prakt hui pandavo par bharosa tha Bhishma ji par bharosa bhujao par bharosa daat ka bharosa jab dekha ab nahi tab baad mein bhagwan ka bharosa aaya aise Gajendra jab dubne ko ekdam tha akhiri mein tab bhagwan ki yad ai chatur wahi jo pehle hi bhagwan ki yad kar le to samasya mein na fase khub naam jap kare achhche aacharan karen Vishnu shankar Sharma ji Jaipur se Radha valabh ha Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji Gurudev aapke charnon mein koti koti pranam Gurudev tat bodh kya hai bhakti ke madhyam se tat prapt ho sakta hai aur tat bodh prapt karne ke baad bhakti ka swaroop yahi rahta hai ya badal jaata hai maharaj agar wo abhed tatv mein sthit hua to phir kriyatmak aur bhavatmak donon bhakti se alag ho jaata hai va moksh pad ka adhikari hota hai aur jo abhed ke baad bhed hai wo prema adwait jismen brahm nahi maya nahi nahi jeev nahi kal apni sudhi na rahe ek rahe Nandlal is sthiti mein tatv bodh bhi hai
kyonki is sthiti tak pahunchne ke liye jahan bhagwan adesh karte hain bahu naam janm navam gyanvan mam prapadye vasudeva saramti satma su durlabh to dekho goswami ji ne anubhav kiya na jad chetan jag ji jat sakal Ram mein jani band sabke pad kamal sada jori jug pani seey Ram mein sab jag jani kar pranam jori jug pani kya goswami ji ko tatv bodh nahi char chetan sab Ram mein Ram mein par bhagwan ke dasat se yukt hai ek tatv bodh hota hai main atma swaroop hoon yahan se prarambh hota hai aur jab swaroop mein sthit ho gaya to phir dvait ka baad ho gaya koi dusra bhagwan nahi hai wahi bhagwan atma swaroop seman hai va atma main apne swaroop ko bhul gaya tha deh bhav mein sthit ho gaya mera swaroop hi sacchidanand mein main wahi hoon tattwam ashi main wahi hoon bas ye jeevan mukt mahapurush ho gaya ye lay ho gaya par wah lay nahi hoga wah bhav deh ki prapti karke bhagwan ki seva mein upasthit hoga aur yah lay ho gaya samudra ki lahar samudra mein sama gayi astitva hi khatm aur uska astitva rahega bhakt
ka astitva rahta hamare bhakti ke panch bhavon ka swad hai pahla hai shant bhav shant bhav dwanti samdarshi ka sarvatra bhagwat bhav aur ajat shatrutha ye sab shant bhav mein hota hai phir hota hai das bhav prabhu mere Swami main prabhu ka das phir hota hai prabhu mere dost mitra main prabhu ka mitra phir hota prabhu mere putr vatsalya phir prabhu mere pritam aur phir sachar bhav Priya pritam ke anannya bhav se upasna to bhav mein jab ham bhakti ki charm avastha mein pahunchte hain to moksh pad ka bhi tyag ho jaata hai alam vishay varat ya narak koti vivat saya vritha shati katha shamo baat vi bhem ka valta paresh bhajne mda yadi suka daya kim tata parantu mam Radhika pad rase mano majat vishay varta band kare to ghor nar kon ko pradan karne wali ghrinaspad hai alam vishay varat narak kot vivas aur ta shati katha shram ved ki charcha bhi ab mere se mat karo kyonki vedanta kevalam av chinn anuragam labhte jo ved ka bhi tyag kar deta hai wah purn prem ko prapt hota hai jo veda devesh narad ji ka sutra hai veda pa
sasta sa kevalam avan anuragam late wah keval akhand prem ko prapt hota hai bhagwat marg mein hamare shastron ke char purusharth hain dharm arth kam moksh to premi moksh bhi nahi chahta to uske age vratha varta hui na vritha shati katha shram dharmartha chaturshty vijayta kimat bratha varta hamen dharm arth ka mukh chahiye nahi apne pyare ki rup madhuri mein dubkar aatho pahar unki seva mein rahna chahte hain to kah rahe ki ved varta bhi mere se mat karo aur ekantik bhakti mein jo dube hue unko pranam hai lekin mera man to shri kishori kishor ja ki dasta mein to vi bhem ka valta vibh mane bhay nirbhay pad moksh mujhe nahi chahiye mujhe bhay pradan karta hai lay vritti ho gayi to shyama Shyam mein vritti kaise hogi mujhe moksh nahi chahiye mujhe vritti ka lay nahi chahiye mujhe vritti chahiye bhagwata ka vritti murari pada arpit chittritti Shyam to bhakti mein age chalkar yah bhed ho jaata hai wah adwait mein sthit ho jaata hai wah adwait ka anubhav karke phir bhawa dvait prema dvait is bhav
mein rahta hai aap samjh pa rahe bhakt iske age ki jo rasaswadan prem ka hai va isse age nahi to adwait sthiti ko prapt bhagwan sankar ke bhav ko dekho san kaad ke bhav ko dekho Sukhdev muni ke bhav ko dekho aur param gyani braap shi Uddhav ji ko dekho jab bhagwan ashu pravah kar rahe hain Mathura mein aur ha Radha ha gopi to Udhav ji bhagwan sacchidanand sarvvyapi sarvagya sarv swaroop yah kiske liye ro rahe hain sarv swaroop bhagwan se prarthna ki to bhagwan ne kaha dekho hamne gita mein kaha ye tha prap teta bhaj wo ro ke mujhe bhaj rahe isliye main ro ker bhaj raha hoon agar tum unka rona band karva do to mera rona abhi gaye abhi gyan updesh karenge abhi abhi y ra Vrindavan ki y bikal kar deti hai jab bhajan hota tha Udhav adhikari the ja bhi aae maiya aur Baba ki sthiti dekhi maiya mein bhari makhan lati hai kanhaiya kanhaiya kahan hai Baba kahte ari bavri va to Mathura to vikta vatsalya ras maiya ki gao ko dekha Krishna to kan khadi kar dete va dekhte kahan Krishna chhote chhote bachhde aur brajvasi sakha aur jab kant
bhav ki gopiyon ke paas pahunche to sara gyan unka jo updesh dene ka tha na wo mit gaya prem ke ansuo mein itni dum hoti hai ki Uddhav ji lautne lage raj mein vande nand Brij shi Ram pad yah prem bhumi Vrindavan hai bhagwan se prem hona yah bahut kathin baat hai bhogon se prem hona rishte nato se prem hona yah to swabhavic sab fase hain lekin jisko maine dekha nahi usse pyar kar raha hoon uske liye zindagi arpit kar de uske liye har kasht apman sah rahe aur wah sarvatra hai phir wah jab pyar
palat kar ke aata hai aur jab unki pyar madhuri rup madhuri aur unka apnapan to us jeev ki dasha bigad jati hai chhin chhin rudan karam chhin gavat anand bhari chhin chhin har ha sant yah jo kripa hai bas yah hai ki jaise bhukha hai na to use bhojan ka swad samjh mein aata hai chhake ko nahi samjh mein aata aise jo prabhu ke liye bhukha hai jo viyo mein jo rishte nato mein apne man ko phasa chuka hai usko prabhu ka swad nahi aata isliye bhagwan ne kaha janani Janak bandhu sut dara tan dhan dham sud parivara sabki mamta tag batori jab
aapke siva hamara koi hai nahi aur aap hamen mile na aur aapke liye pura jeevan hai to kaisa lagega aur aap hai ismen koi sanshay nahi aur pura jeevan ho gaya pukarte pukarte aap mile na to kaisa hriday hoga virhi usko ek kshan bhi bhagwan chhote nahi yah baat hai jo bhagwan ke liye tadpata hai bhagwan ek kshan use chhote nahi bhagwan ke mile hue hone par bhi amlan ka anubhav hota rahta hai amlan mein bhi milan ka anubhav ye prem hai tan man ke bichd nahi chah badhe din ran par kab sanjog na man dekh bhari bhari nan Uddhav ji ne gopiyon ke prem ras ko dekhkar yahi maang ki hamara gyan dhyan do jitna sab bekar mujhe Vrindavan ki koi gulma lata aushadhi bana di jae ye thoda kathin hai kathin marg isliye hai ki hamne dekha nahi unko kabhi keval unki baat sunkar unke liye arpit ho gaye aise wah milenge waise chalte rahe jaisa kaha gaya waise chalte rahe aur wah avyakt hai aise prakt mein hamari tumhari tarah thodi mil jaate hain ab unke liye jo jalan jo sahan kiya gaya jab hriday nirmal hua aur aankh khuli unhin ke dwara
khulti hai wo aankh teen netr hai ek netr manas ye jo manas ke bane hue netr hai inse keval prakriti ka drishya dekh sakte hain aap aur ek hai hriday ke netr unhen prem chaksu kahte hain aur ek hote hai buddhi mein chaksu jo gyan chaksu kahte hain agar wo gyan chaksu khul gaye to tatv darshan hoga aur hriday ke to jit dekho tit Shyam mein udhar apna pritam dikhayee sachchi aapse kahte hain pyar shabd to sarthak bhagwan mein hota hai wah kitna pyar karte hain kadam kadam par dikhayee deta hai koi kshan aisa nahi rahta jisne kisi aur ko apna man diya wahi anubhav nahi kar sakta yah khas baat hai jisne keval jaise Meera ji kahti mere to Giridhar gopal dusar ab ab unke hriday ki jo dasha hogi wo jo Krishna akarshan hota hai jo Krishna ki ruu madhuri samne aati wah kabhi aisa anubhav nahi hone deti ki va hamare paas nahi hai har samay bhakt unhin mein anand par shart hai dusron na koi agar dusra koi vastu vyakti sthan aisa phir wah anand nahi aa paye bhagwad anand phir va goswami ji kah rahe ek bharoso ek bal ek aash keval
aapke siva hamara koi nahi tab ye marg khulta hai pravachan de dena y sab katha varta bhagwan ki sab mangalmay hai par iska uddeshya kya hai bhagwan ko prapt karna ya rupya yash kirti bhog vilasita to antarjami bhagwan jante hain va sab de denge lekin apne ko chupae rakenge aur jisne in sabko aise kar diya jaise bhagwan ka aisa swabhav samjho jaise balak rota hai to maa khilauna bejti hai wo khilone mein khalne laga to ma apne kam mein lagi khilone ko phenk diya to phir kisi anya ko bhej ae bitiya tu utha le jak god mein lekin bitiya ki god mein bhi chup na hua tab wo are ye mere bina nahi manega aise hi pehle bhagwan maya ke khilone bechte hain khelo inme maya ke wo rota hai nahi chahiye mujhe to phir Riddhi siddhi rupi bitiya bhejte hain le siddhi le chamatkar agar inka prayog kar le to age ka marg ruk jaega Riddhi siddhi pere bahu ai buddhi lobh dikhave bhai hoe buddhi jo param sayani tan cha a wo buddhi bhagwata ka tab phir prabhu ko chayan nahi parta ki khilone mein bhi nahi
raji hua aur kisi siddhi mein bhi raji nahi hua to phir jaise dekhna chaho waise dekh sakte ho aapki tarah dekhna chaho to aapki tarah dekh sakte ho anubhav karna chaho anubhav kar sakte ho har tarah raji rahte hain yahan tak ki apne bhakt ke sevak bhi ban jaate hain Madhav das Baba Jagannath Puri mein the to unko sangrahni ka rog isam barbar soch hoti hai do char da soch mein to aadmi dher ho jaata hai to vridh mahatma Pitambar ka sapha bandhe hue 14 varsh ki avastha nau kishor avastha Swami Jagannath ji langoti dho kar ke aise faila rahe hain Baba ko chetna jagrit hui dekha are to mere Swami hai kaha prabhu aap to kaha kyon Baba tumhara aur koi hai kya prabhu aapke siva hamara kaun hai ka kaun hai bhagwan ke siva kaun hai agar koi hai wo baat alag hai lekin jo vastvik bhagwan ke marg ke pathak hai to bhagwan ke siva kaun hai to prabhu ne kaha jab hamare siva koi nahi to sevka ham swayam karte hain anant das bhagwan ki jai vijay bade bade samarth parsad bhagwan swayam langoti swayam langoti dho rahe bhagwan s
arjun ka rath hakne ke liye bhagwan ka jo sarathi daruk vishv brahmand mein koi usse bada koi hai hi nahi sarathi ka gyaat tv lekin bhagwan apne sarathi daru ko nahi kaha ki arjun ka ratha ko apne hath se bagdor sambhal li bhagwan bhagwan tumhare andar hai bhagwan kan kan mein virajman hai bas dekhne ki drishti chahiye aur us drishti ke liye ek bar drishti sabse hatani padti hai aur yah kathin kam hai sabse drishti hata pana kathin kam hai bahut mar padti hai kam krodh lobh moh ma matsar y sab pigte hain hriday ko to isiliye sadhak phir balance bana leta hai janm janm lag jaate hain aur ek bar brak laga de ki abalo nasha nahi abna nash aapse pyar karta hoon chahe kat jau mar jaun par kabhi aapke se phir marg age ba phir aisa nahi ki pariksha nahi aati bhog bhay pralobhan aur bhay do bade jor se pariksha aati hai aur donon mein ek matra bas inhi nainan sab sukh dekho apno janm suphal kar jab tak aapko bhar netr nahi dekhuga tab tak bhar pet bhojan nahi karunga chain se sounga nahi raat din main pukarunga dekhun
meri awaz pahunchti hai ki nahi aap tak pakka bhagwan pakka to prem ek alag vastu ho jaata hai aur gyan ka bodh ek alag vastu ho jaata hai age chalkar prarambh mein to sabke sanyam niyam aradhna sadhna wahi hoti hai swaroopa anusandhan bhakti re vagre se swaroop bodh ke liye bhi bhakti sarvshresht hai aisa nahi ki bhakti se swaroop ka bodh aur jo swaroop bodh gyan mein badi kathin se hota hai bhakt ko bhagwan sahaj kara dete hain mam darshan phal param anupa jeev pav nij sahaj swaroopa bhagwan ka sakshatkar hote hi sacchidanand swaroop apna prakashit ho jaata hai par itni prabal maya hai ki aise khilone yahan hai ki inke khel se chodna bada kathin hai bahut kathin he prabhu updesh karna bahut sahaj hai lekin khilone ko chodna yah khilone itne akarshak bane hain ki lakho mein jo chalte hain koi chalne walon mein koi birla aisa hota hai jo cross kar pave nahi kanchan kamini kirti ke aise bagiche hain jinme manoranjan mein phas kar ke apna jeevan ka jeevan samapt kar diya khatm aap bhagwat sakshat karne kar karne ki
yogyta kho de yogyta mein to wahi jo tadpata rahta hai bhagwan kis par reete hain jo kisi bhog ko sweekar na karke raat din rudu swaram rajan Krishna darshan lalsa ekant mein baitha ho ki main kya upay kar sakta hoon kaise mil sakte ho aap main kya kar sakta hoon prabhu aap kripa karo rudu su shram rajan Kabir das ji kahte hain Kabira hasna chhod de rone se kar priti bin roye kin paiya prem pyara mit kaise miloge aap dikhayee prakt mein to de nahi rahe ho agar chavi rup mein ho to aap to baat nahi kar rahe ho kaise miloge aapke siva mera koi hai nahi yah hriday mein ana anant janmon ke shakto ka phal hai jiske hriday mein aa jae ki main nand nandan ko dekhna chahta hoon ab main bhagwat sakshat ka ab main is sansaar se mukt hona chahta hoon nahi fasna yah sabse kathin vishay hai yahan mukt kaun hona chahta hai bhagwan ke sare khilone se khelnaa chahte hain pravachan kar rahe hain badhiya rup aa jae badhiya naam ho yash ho pranam namaskaar ho to bhagwan wo sab de denge lekin bhagwan aise hath ane wale nahi bahut
chatur shiromani hai haan jisne apne sache saral hriday se bhagwan ko chaha use bhagwan mil gaye bhagwan kahan hai aap mein hai aap mein aap mein yah sharir thodi hai iske andar jo power hai wo bhagwan hi hai aap sabke andar power jo hai wo bhagwan hi hai dusra koi nahi hai jaise aapse pucha jae aap kaun hai to aap apna naam bataenge sharir rakha hua hai janm bataenge jo sharir ka hua hai aur ise bataenge ki main hoon aap nahi hai yah to dhancha hai panch bhautik dhancha ismen rah rahe ho aap kaun hai to dekho aapko pata nahi ki aap kaun hai bata sakte hain aap kaun hai keval suni baat bata sakte hain aapne apne ko dekha nahi sadhe teen hath ke makan mein rahte hue panch bhautik ki rachna hai sadhe teen hath ka aapke hath se 40 varsh ho gaye honge 50 varsh ho gaye honge 50 varsh mein ek second bhi aap apne se ko nahi dekha apne se nahi mile agar apne se mil lo to bhagwan se mil loge kyonki wo jo hai wo bhagwan ka ansh hai ishwar ansh jeev avinashi chetan amal sahaj isi ko tatv gyan kahte hain jab aap apne ko dekh loge to tatv gyani ho
jaoge aur abhi apne ko nahi dekha to deha bhimani jeev bhogon mein rat hai yah bada kathin prashn hai bhagwan ki prapti ki chah ana y bahut kathin aur itna pyar aap socho jitna pyar tribhuvan mein hai vatsalya maa mein anya mitron mein wah sab bhagwan ke prem samudra ke ek ansh se to bhagwan kitna pyar karte honge sachchi aapse kahte hain agar wah pyar na karte na to ham mike se kahte par ham ye kahte hain ki unki karuna hi karuna hai hamari taraf se maang kamzor hai data to hamari maang se bhi zyada deta ja raha hai jo anand laukik parloulik sare anand ko bicha diya hai aap samarpit hokar to dekhen dekho na agar aap imandari se dekho to aapko kitna pyar kar rahe hain khud jajaj bano aur apni smriti se lekar abhi tak ke apne apardhon ko note karo aur dekho kya dand diya hai koi dand mila hai kitna pyar kar rahe hain aparadhi hone par bhi ham sab aparadhi hain bharatiya kanun aur Shastri kanun donon mein agar hamen pahunch ho gyan ho aur ham apne ko de to kitne aise paap hai jo hamko dand milna
chahiye aur bhagwan ne abhi tak dand nahi diya hamen dular hi de rahe hain to unki kripa kitni hai unki kitni apaar par ham bahte chale ja rahe hain bhagwan ke virudh dharm ke virudh aur kanun ke virudh to hamari phir hriday ki shanti nasht ho jati hai udagta chinta bhay vishad yah lakshan hai paap ke aur jab zyada paap badh jaata hai to manushya depression mein pahunch jaata hai wo swayam bhayabhit rahta hai itna bhayabhit ho jaata hai ki apne aap ko nasht karne ke liye tayyar ho jaata hai negative soch paap ka lakshan positive se accha punya ka lakshan agar abhi positive soch aa jae to bhari se bhari vipatti mein bhi aap muskuraenge soch sharir aswasth ho sakta hai aur dimaag agar svasth hai to sab theek hai sharir svasth hai dimaag ka svasth sab bekar hai dimaag ko bhagwan ke charnon mein lagao buddhi ko pra ke naam mein lagao abhi anand ka anubhav hone lagega jo chahoge prapt ho jaega laukik parloulik tatv gyan jo chahiye kya chahiye jo chahiye jo chahiye shabd samjh lo jo chahiye wah sab prapt ho jaega par ek bar
naam pehle safai karega tumhare paap ki paap ki pravriti donon nasht hone par anarth nivriti hone par phir to badshah ho jo ichchha karoge tatkaal wahi purn ho jaega tatkaal isliye yadi sukhi hona chahte ho to naam bhagwan ka aashray le lo bhagwan ka aashray le lo aur buddhi shuddh to sab shuddh aur buddhi bhrasht to sab bekar ho jaata hai y agar driver nashe mein ho to thokega kahin na kahin ye sharir rath hai indri ghode hai man ligam hai aur buddhi uska sarathi hai agar sarathi theek hai to ligam khinche rahega to indriy rupi ghode theek raste par chalte rahenge is bhav ki nirantrta kaise rahegi ha bhav haan khas baat hai aapki bhav ki nirantrta ke liye ahar shudhi satva shudhi pehle bhojan shuddh hona chahiye sadhak ka bhojan shuddh pey padaarth aur khady padaarth donon shuddh ho to satogun badhega satogun badhkar ke ja bhajan mein tanmay hota hai tab wo gunat hota hai to pehle bhojan shuddh ho fi ahar aur vihar phir aapke charit shuddh hona chahiye charit pavitra hona jo parai ma bahno ki taraf gandi drishti
karte hain jo idhar udhar gande drishya dekhte hain mobile mein gandi baten karte hain gandi kriyaen karte hain mujhe lagta hai ki abhi unki yatra mein kadam nahi pahuncha va koi bhi ho chahe jitna bade vidvan ho yatra mein abhi paramarth mein kadam nahi rakha hai narayan hari bhajan mein panchon nu suhat vishay bhog nidra hasi jagat priti bahu baat nahi khan pan ta bha na komal vasant suhave hai sab vishay lage ta khara hai hari ashik ka mag nyara hai jo hari se pyar karta hai na use achhche achhche padaarth jo khanpan sukh chahat apne tinko prem chhut nahi sapne rabri ras gulla bhandara gulab jamun samosa chatni bhajan nahi hoga siddh siddhant samjho jiska bhojan niras uska bhajan saras aur jiska bhojan saras uska bhajan ras bhajan mein man nahi lagega ek dekho bhandare ka badhiya bhojan paak dekho aur ek din yadi grihasth ho to apne dharm ki kamai ki roti daal pao ya virakta ho to madhu karri maang ke pao dekho bhajan kaisa hota hai madhukri maang ke paoge to bhagwan ki yad aayegi aur bhandara paoge na to adharm ke agar paise se
bhandara hua to buddhi adharwa isliye bahut sambhalkar pehle ahar shudhi phir vihar aacharan shudhi hamari ho to age bhajan ki do baten sambhal le Rasendra ko jane idri ko yahi hai shishna dar jaban jiski jaban theek dekho narsingh mehta ji bahut saral bhasha mein kahte hain kaachh vaach man nishchal rakhe dhan dhan janani teri re bhar nar saiya darshan pava bade bhagya jo aise purush ke darshan ho jae jo langoti ka pakka jaban ka pakka aur man ka pakka kaach vaach man nishchal rakh hai agar grihasth hai to apni patni ke siva dusri ki taraf aankh utha ke galat drishti se na dekhe jawan ka pakka man ka sacha langoti ka pakka ho gayi aur tulsidas ji maharaj kah rahe hain satya vachan adhinta parti mat saman itne par hari na mile to tulsidas jawan yadi jane ko kabu mein rakha prati mat saman aur jaban se satya bole aur bhagwan ke adhin rahe to tumhe bhagwat prapti pakki ho jaegi teen baat mein bhagwat prapti ka vada kar diya satya vachan adhinta prati mat saman yah khilwad nahi hai jab prati mat saman sochoge na ki nahi sab janani
hai maya aisa rup rakh ke aayegi aao sweekar karo hamen aise bhrasht karti maya aise bhrasht karti pocho mat ha man jab tak bhu nahi jaata tab tak usmen spharan hota rahta hai jaise chana bhoon jo na aur phir khet mein dal do to ankuran nahi hoga aise bhagav ka vritti wale mahatma ka man nahi chalega nahi to phir bahut balvan devi hai bhagwan kahte devi hai sa gumai mam maya dur bahut vichitra hai gyani naam cheta devi Bhagwati sa lada krish mahay Mahamaya pra gyanyon ke chitra ko to agyani ki to baat bahut sambhal ke chale to par ho jae nahi kal kal hai aise kadam kadam pe manoranjan fenke hue sabse zyada mobile hai ekant mein jahan hua man idhar-udhar hua search kiya dekha bhag pare sansaar ki taraf bhagwan ki taraf chalna bahut kathin hai bahut kathin aur saral tab ho jaata hai jab ham sahi marg mein pahunch jaate hain to phir apne aap se ho jaata hai marg mein cha tabhi aapse kaha updesh de dena bhes bana lena yah sab lekin marg par chal jana yah bahut kathin baat hai bahut kathin baat hai har updesh mein chahat hai agar bolne wale ki
to koi updesh kam nahi karega use rupya milega use sammaan milega lekin jis hetu se updesh diya jaata hai wo rang nahi laaega rang tab laaega jab wo aacharan hamare andar ho wah baat hamare andar ho jo ham bol rahe hain to wah chadh jaegi tumhare dimaag mein chadkar wahi karwaegi jo sun ke aae ho updesh agar aacharan yukt hai jaisa bola ek bar kisi sant ke paas ek mai apne ladke ko lekar gayi aur kaha Baba tum mana kar doge toy gur khana band kar dega bahut gur khata hai to u ka ek hafte baad ana ek hafte baad bole beta gur khane se pet mein bhi kida ho sakte hai ha mein bhi kida ho sakte hai mat khaya karo to us mai ne kaha ek hafte is baat ke liye kyon lagaya bole main bhi kabhi-kabhi gur khata tha pehle ek hafta gur chhoda tab ham updesh kiya to jo sadhu hota hai wo swayam aacharan pavitra aur nishkam bhavna aur sarve bhavant sukhna sarve sant niramya sarve bhadrani pashyantu ma kaschit dukh bhag bhave ab updesh kam karega khub bhajan karke jagat ko bhajan de de sab jagat ka mangal ho sab nirog rahe sab
svasth sabki buddhi bhagwan shuddh rakhen yah santo ka jeevan raha hai to khub bhajan karo ahar shuddh rakho bhav tabhi baenge jab prabhu se apnapan ho jaega sharir ka bhi apnapan chhut jae tab bhagwan se dekho sab jagah se sambandh chhod dete hain to isse sambandh bahut jor ka bana rahta hai man marya tan bas mein keenha hua bhram sab dur bahar se kachu dekht nahi andar chamke nur apo tyag jagat mein baithe nahi ki kisi se kam unmein to kachu antar nahi sant ka ho chahe Ram bhagwad akar vriti prapt ki bhagwan ka premi mahatma wo bhagwat swaroop hota hai bhagwan aur bhakt mein abhed sthiti jagrit ho jati hai vaishnavi anand ji Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji maya badi prabal hai ve hamen sansaar mein bandhti hai maya ki rachna ishwar karte hain phir wah hamen utpann kar maya mein kyon bandhte hain hamen yah batao kisko maya bandhe maya kisko bandhe yah maya bandhe hamen bata do aap khud bhagwan ka ek sudar bazar hai is bazar mein aap kya khareedte hain aapki chhut hai aap shri ji ke liye itr khareedte hain ya apne
liye sharab khareedte hain aap shri ji ke liye makhan mishri khareedte hain ya apne liye mans khareedte hain a ye aapki vishay aapko bandhe kaun hai hamen bata do yadyapi mrisha kaun sa bandhan hai aapka aap swayam bandhe ho bandhe kir markat kina aap hi pasand ki ho maya ko maa mane nahi ya mane jo jo hai nahi usko pasand ki aur jo hai usse aap apnapan nahi kiye aur dosh de rahe hain ham shri bhagwan ko kale karm ishwar mithya dosh lagae mujhe nahi samjh mein aata ki maya kaun hai kiska prashn hai bachchha kaun si maya hai
aur aapko kaun si maya mili jo usne bataya ki main maya hoon dekho main aapko bandhe hoon maharaj mera prashn yah hai ki jaise hamen yahan par bhagwan ne bheja hai ki ham ishwar ki prapti karen theek hai aur ham unhin ka ansh hai agar ham unhin ka ansh hai to unhone hamen apse unse alag kyon kara unhone alag nahi kiya hamne alag ho gaye hamari maa jaise anguli pakde maa ki ham chal rahe the to hamne khilone dekhe aur maa ko chhod diya khilone mein lag gaye ab tab jab se bichhre tab aaj tak ham apni maa ki
adhi nahi kar paye aise aise khilone milte gaye aur hath laga kuch nahi ab phir manav deh mila hai to sant samagam se phir ek jagrti hui ki yah sab hamara nahi hai hamare to shri bhagwan hai to ham jahan jahan fase hain wo ham janbujh ke fase hain hamko kisi ne nahi phasa hai hamko ek aadmi batao ki aap ko maya ne kahan phasa hai hamen bata do bhogon ki lalsa aapne ki vastu aap pasand karte hain jo aap pasand karte hain use aap is sansaar mein sweekar karte hain baad mein kahte hain ham fase abhi aap chah mita do koi chah
aap na karo agar aap aur bhagwan mein bhed rah jae to mujhe bata dena jahi na chahi kabahu kachu yah chahi maya hai yah kamna hi maya hai aap kamna karte ho yahi aapka bandhan hai kamna chhod dijiye jahi na chahe kabahu kachu tum san sahaj sane basah nirantar ta sur sara ur nij ga jisko koi bhi chah nahi hai uske hriday mein swayam bhagwan prakashit ho jaate hain aur wah bhagwat swaroop bhagwan ka ansh apne ko bhi dekhta hai bhagwat swaroop tasmat jane bhed bhawa bhagwan aur bhagwan ke jan mein bhed ka abhav hai brahmvid brahm bhavat jo bhagwan ko jaan leta hai va bhagwan ka swar ho jaata hai isliye bachchha koi maya nahi hai ham janbujhkar fanse hamare bhagwan ne ek sundar sansaar ki rachna ki hai ismen ham phaste hain hamen koi nahi phase ham phaste hain jaise kahte inhone phasa to usmen hamne inme bhi apna sukh dekha tab fase nahi aise nahi phasge ham jahan phaste hain apne sukh ko lekar va apna sukh hamne sharir sukh indriy sukh man rakha hai isliye fas jaate hain agar apna sukh as to johi uska smaran aayega shankar sahaj swaroop sahara to lagi
samadhi akhand apara jo atma sukh hai hi uska chintan hoga samadhi lag jaegi koi maya nahi ham Ram Ram jape hari hari jape Krishna Krishna jape aur jo bhagwan ne mana kiya wah na kare dekho kaun si maya hai dekho yah maya hai maya krit hai na labh de raha na yah maya krit hai yah maya krit hai ye maya krit yah bandhne wala hai ki moksh dene wala hai aap vichar karke yah bhi to maya krit hai yah sab maya krit hai panch bhautik maya ke dwara hi to racha gaya hai kuch department maya ka hai jo hamen bhagwan ka sakshatkar karwati hai jaise roti daal sabji bhog yah bhi to maya hai aur jo ham thakur ko bhog lagate hain to maya hoti hai kya prasad prasad sarv dukha naam hani ras upjati jaban bhi maya hai ab ise gali bake ya Radha Radha bole ab kitna antar hai ab gali baken to band gaye aur Radha Radha bologe to mukt ho jaoge Ram Ram bologe to mukt ho jao hamen lagta hai ham apni galti se phas rahe hain hamen koi fansa nahi raha batao bachchha hamen ek bhi baat batao jo tumhen koi phasa raha ho tum tabhi faso
jab apna sukh dekhoge apna sukh jahan nahi dikhayee dega wahan tum fas nahi sakte va apne sukh ko tumne jana nahi indriy aur sharir sukh ko tumne sukh mana yahi maya isi mein fas gaye kyon bachchha ji maharaj ji haan bachchha to hamen lagta hai ki ham bhagwan ko dosh na dekar bhagwan ki kripa baname aur jo ham sukh buddhi karke galat aacharan mein ja rahe hain unko chhod de agar ham galat aacharan ko chhod de to abhi aandit hokar kah sakte hain koi maya nahi dekho aap maya ho bachchha aap hamare bhagwan dikhayee de rahe ho mere bhagwan is tarah rupon mein aae aur abhi ham aapke prati gandi drishti kar le to fas gaye maya mein fas gaye na ham dekh rahe hain ki hamari shri ji ki sakhi hai hamara hriday aandit ho raha hai gandi drishti fas gaye na maya maya ne fasaya hai hamari drishti ne fasaya hamari drishti hamari drishti badal gayi hamari chahat badal gayi fas gaye chahat hi drishti hi maya hai agar drishti theek dekho hamen tumhen koi dusht dikhayee deta koi accha dikhayee deta goswami ji ko sab si Ram mein sab jag jani kahan maya hai sab
Siyaram hai a drishti hai aur drishti mein agar hamari badal jae to sab to hamko apni drishti sudharne hai hamari chahat sudhar jae to koi maya nahi hai chaha jo hai kaise chhute bhajan bhajan bhajan bhajan naseni prem ki jaise naseni mein ham chadh ke unchai par jaate na to hamare dhur das ji kahte bhajan seni prem ki bhajan tabhi hoga jab bhajana Nandi santo ka sang milega bhajan na hoi sang binu aur bhajan bina nahi prem chhin bhajan na chhar dharie dhruv ya nem aur goswami ji bade lalkaar ke kah rahe hain bari mathe grat hoe baru sikata te baru tel binu hari bhajan na bhav tari ya siddhant pel bhajan karo sab theek ho jaega Radha Radha Radha Radha Krishna Krishna Krishna mere question hai aapne jo bola abhi prashn hai parivaar jo hai wo moh hai ya dharm hai bachchha agar agar use ek chhota tha parivaar jo haina aaj ke det mein bata hua hai parivaar lobh se bhara hua hai waise bachchha ham itni baat jante hain ki aaj ke samay mein pati-patni ke beech mein vishwas hona mata-pita putr ke beech mein vishwas hona parivaar bhai bhai ke prati vishwas hona
yah bada durlabh hota ja raha hai hota ja raha chhoti-chhoti sukh vrityio mein wo vibhajan hota ja raha hai hamara pyar jo vishuddh hota hai uska mahatva nahi rah gaya hai ab jo prakriti mein aapko dekhne ko mil raha hai aur pahla prashn jo aapka ki moh hai ya dharm hai to baat agar tum asakti purvak karoge to moh hai aur bhagwat bhav se karoge to wo dharm hai apne parivaar ka poshan karna dharm hai jaise aap kisi ke bhai hain kisi ke putr hain ho sakta hai byah hua to kisi ke prati hai aap kisi ke alag-alag sambandh ab aapko in dharmon ka palan karne se bhagwan ki prapti hogi ab us bhav se dekho agar moh se dekhoge to phir dusron ke saath amangal karya karke apne parivaar ka poshan karoge yadi moh se dekhoge aur dharm kya hai ki ham mehnat se kama kar ke apne parivaar ko bhagwan ki agyaa mankar kyonki nath sakal sampada tumhari main sevak samet sut nari yah dharm hai samjh paye kuch galat kar raha hai hamen pata hai ji to hamen wo tab bhi apna dharm nivana chahiye dekho wo wo galat kar wo galat kar raha hai
uska final hoga lekin main galat nahi karunga uske saath mera jo jaise mano mere mata-pita hai ab wo galat hai ek baat kah raha hoon to mera kartavya jo hai main putr kartavya ko galat nahi hone dunga wo mata-pita ke kartavya se chuk gaye to main bete ke kartavya se nahi chuku wo bhai hai wo apne kartavya se chuk gaya to main apne bh dharm se nahi chuku wo patni hai wo chuk gayi to main apne pati dharm se nahi chuku yah aap mein hona chahiye maharaj ji aap kabhi kahte hain ki yahan par baithe baith jaoge tabhi bhagat prapti ho jaegi aapko nahi to baithe ka matlab samjhte ho andar ki bhag mit kar ke jo ham kah rahe hain us pare tik jao sharir ko baithane ke liye thodi hai sharir ko baithane ke liye to aap kitni bar hamare paas baith jao hamari baat ek na mano to bhagwat prapti ho jaegi bachchha to phir baith ja jaise train mein ek aadmi daud raha tha na to usse pucha kyon daud rahe ho to usne kaha hamko amuk station jana hai bole train chal rahi tu baith ja tu baith ja srishti chakra trigun ka chal raha hai tu
baith ja kisi naam ka aashray lekar andar ke baithe ke baad bahar se to kriya karo andar se ek mein baith ja Ram mein Krishna mein Radha mein hari mein to yahan baithe ka matlab Vrindavan shri ji mein aur kalyan nahi ho jaega mangal nahi ho jaega santo ki baton ko arth mein bhavaarth mein rahasyangal aur bhagwat prapti ke beech mein jo baat hai pehle aao to phir ham tumhen bataenge hamne bulawa diya Vrindavan aa jao tumhen bhagwat prapti nischit hai ab aa gaye Vrindavan main aa gaya Vrindavan haan to ab suno aisi rahni se raho aise naam jap karo aise bhajan karo bhagwat prapti ho Vrindavan aur bhagwat prapti ho jaegi iske beech ka beech ka jo marg hai usmen baith ja apne aap bhagwat prapti ho jayeg jaise aao hamare aisa to praya satsang mein kahte rahte hain ki shripad prabhu da nand ji kah rahe aap aa jao Vrindavan ek bar aa jao ek bar baitho satsang mein aapko bhagwat prapti ho jaegi kaise ho jaegi satsang ki baten jab pakdoge aur apne jeevan mein utaro ga to bhagwat prapti ho jaegi baithe matra se bhagwat
prapti ho jaegi aisa to mujhe nahi lagta jab tak aap baithoge nahi satsang mein tab tak sunoge nahi bin satsang vivek na hui aur vivek ke bina vairagya nahi ho aur vairagya ke bina anurag nahi hota to ek kram hai jaise kaha jae aap Radha Radha japo aapko sab kuch prapt ho jaega ab aap subre dekho ki check aae ki nahi to aisa nahi hoga samay lagega pehle aapke paap nasht honge vasna nasht honge tab jaise kisan dana dalta hai aur kahta hai 50 man ann hoga to dusre din ho jaega kya 50 man chha mahina seva karke tab phir ek man jo dala usse 40 man 50 man paida karta hai dhairya purvak baith jao bhagwan ke naam naam mein bhagwan ke aashray mein bhagwan ke chintan mein nischit bhagwat prapti ho jaegi mano aap jaise Radha Radha kah rahe abhi hamare pran nikal jae bhagwat prapti ho gayi putr ke bahane narayan bulaya to bhagwat prapti ho gayi jaan boojh ke narayan narayan japoge shwas ruk jae to bhagwat prapti nahi ho jaegi isliye baith jao naam ko lekar baith jao andar ki baat hai bahar se to kriye
karo naam ke sahare mein baith ga jaise goswami ji Ram naam mein baith gaye ye nauka hai bhagwan ki Ram naam mein koi Radha naam mein baith koi Krishna naam mein baith gaya koi bhagwan ke dham ki nishtha mein baith gaya ki ek kadam pran chahe nikal jae dham se bahar nahi jae ye baithna hai sadai bhasha ko keval shabdartha mein na liya jae samjh paye bachchha shuruaat mein kitne ghante kam jap karna waise bachchha ham ghante par zyada baat nahi dete ham dete hain swas par ki aap shauchalay mein ho to Radha bolo shauchalay ke bahar ho to Radha bolo kam kar rahe ho to Radha Radha swas shwas mein chalao baithe ho to Radha Radha chalao ab jaise ham tumse kahe grahasti ke kam mein ghante bhar do ghante bhar baithna usi samay khet mein pani lagane jana usi samay koi karya hai to pha baithna nahi hoga uthte baithe chalte phirte Radha Radha har shwas ek vishwas khali na jae badhiya pakka bhagwat prapti ho jaegi aa gayi samjh mein gaurav bagga ji Radhe Radhe ji maharaj ji mere pita vidhayak hain to hamne bachpan se pura parivaar samaj aur logon ki seva karta
aa raha hai guru ji kabhi-kabhi man bahut pareshaan ho jaata jab samaj aur logon ki seva mein se 100 kam karne ke baad agar ek kam kisi ka kharab ho jaata to log naraz ho jaate hain Guruji aisa barbar hote dekha gaya Guruji mera margdarshan karen man is sam ne neki ka dariya mein dal agar ham kisi se palatkar thank yu sunna chaenge to hamko dukhi hona padega bahut kadua vihaar hai aap pran samarpit kar do wahi aadmi avsar aapke pran lene ke liye tayyar ho jaega aisa jagat hai matlab bahut kadua hai jagat ka
vihaar bahut aap imandari se sachchai se sab kuch kijiye na bhi bigde to bhi wah dhokha de dega to bhi wo theek avsar par aapko angootha dikha dega to aapko phir dukhi hona padega aap to aise karo neki kar dariya mein dal maine jo kiya voh apne dharm ke anusaar kiya tu jo bole mujhe usse matlab nahi tu dhanyavaad bole ya tu gali bole ye teri khopdi ki baat hai mujhe jo sikhaya gaya hai main samaj seva rashtr seva dharm yukt karunga par hota hai to yah kan hamare thoda aham sukh lena chahte hain lekin aap jo seva karte hain na mb aap samaj sevi ye sunna chahte kan kyonki ham mehnat kar rahe hain ham sachchai se lag rahe hain to uska phal itna to kam se kam ave ki jinke liye kar rahe hain wo thoda par aisa bhi nahi isse upar utho to aap phir sukh dukhe samay krtva labha labho jaya jayo aap ek achhche ban jaenge jise achchai kahte hain ki aapko koi gali bhi dega na to koi fark nahi padega par seva ka avsar aayega to usi gali dene wale ki aap seva karoge yah aapki manta hogi abhi kya hai ki ham
jaise akanksha rakhte hain tabhi hamen dukh hota hai agar ham akanksha na rakhe to nahi dukh nahi hoga agar akanksha mita di jae to phir baat ban jae nishkam karm use hi kahte hain jo akanksha rahit hota hai ki agar ham iski seva hai kathin kam kyonki ham tan man dhan se iski seva kar rahe hain aur voh aadmi mujhe katu vachan bol raha hai wah meri ninda kar raha hai aur mujhe uska mangal karna hai ab yah thoda kathin par agar kathin ka nipta le jae to isi se bhagwat prapti bhi ho jae ise karm yog kahte hain keval karm nahi hua ye karm yog ho gaya nishkam bhav se ki aapke dhanyavaad dene ki mujhe koi zaroorat nahi hai mera jo kartavya main kar raha hoon mujhe jo milega to bhagwan se milega tumse insaan se hamen kya mil lena samjh rahe ho agar aap bhagwan ko samne rakhoge to aapka hriday shital rahega aur abhi to yah chhoti seva hai bhagwan chaenge to aur badi seva de denge 00 rup theek kharch karo to pita hazar de dega aur hazar theek kharch karo to lakh ka adhikar aur lakh theek karo to karodon ka ab jab samay theek
se nahi kharch ho paye to phir yah lagega ki hazar barbadi karega to aise hi ham ham apne kartavya ka theek se palan karte jae to yahi nahi ham param pad prapt kar lenge bhagwan ki prapti kar lenge chakravarti samrat amrish ji the raja hote hue bhi mahan bhakt the bhagwan ka sudarshan chakra unki raksha mein rahta tha to yah thodi ki aap sansarik karya kar rahe ho aap bhagwan ka karya kar rahe ho yah samaj bhagwan ka swaroop hai par khopdi alag-alag rachi ye to pakki samjh lo yah hamne jeevan mein dekha hai bahut
se aise dharmik purush hai jinko aise torchar karte hain log aise vachno ke dwara ki wo matlab dukhi hokar kahte hain ki ham kya karen to ham kahte ye chhod do unse namaskaar pana chhod do unse dhanyavaad ki asha chhod do abhi sukhi ho jaoge nahi aapko baat samjh mein aa gayi mar ji inka jo karyakshetra hai usmen kamna to rahti hai kyonki accha kam karenge to agli bar phir chayan hoga yah kamna se aap itni baat samjh lo agar ye dharm se achchai se chal rahe hain aur saikadon log virodhi honge virodhi hote
hue bhi thappa lagwae ge bhagwan o baat samjh lo kitne aise log hain hamne jo suna bhale ek do kriyon mein aisa lage ki aisa theek nahi lekin andar se bhavna yahi rahegi ki yar hamare pradesh ka hamare kshetra ka yahi adhikari bane to badhiya kyonki aadmi ki nazar mein aata hai ki theek hai hamari nahi banti lekin yah dharmatma hai yah beiman nahi hai ye phrod nahi hai agar yah banega na to sabke kam aayega aur sabke hriday mein bhagwan bhavan baithe hain wo lagane kahin jaega lag kahin jaega yah bhi baat samjho bhagwan jab tate hain na to unka khel hi alag rahta hai isliye aap bhagwan ka bharosa rakho bhagwan ke bhrose se aaj tak kisi ka ahit nahi hua itihas sakshi hai jo bhagwan ko doodh pila kar ke marna chahti hai jahr laga ke use Yashoda maiya ki gati di bhagwan ne Putna ko agar ham sachchai se bhagwan ki seva mein lage to hamari durgati kaise ho sakti hai ye dekho char logon ki to baat koi aisa srishti mein nahi hai jo kisi ko sab support karte ho chahe sadhu mahatma kisi ko aise hi har jagah hai agar char aadmi
aapko accha kahenge to char aadmi aapki burai karne wale bhi milenge to aap dekho na Krishna chand ju ke prati kuch aise nastik hai jo bhagwan nahi mante to aise aap bilkul jab bhagwan ke nahi hue jab bhagwan ka naam nahi log le rahe to hamara tumhara naam kya lenge sansaar ki asha mat rakho apne kartavya ka palan karo isi mein vijay hogi asha rakhne mein nirasha hi milegi aaj tak kisi ko agar dhokha de paya hai koi to koi saga mitra dhokha diya hai bhagwan ke siva apna koi saga nahi baat samjh lo apne hriday ki gupt baat bhagwan se keval karen dusre se na karen apni gupt baat ko sirf bhagwan bas sirf to kabhi harega nahi aur apni asha sirf bhagwan kisi vyakti se nahi usko kabhi koi dukh hi nahi kar sakta asha ek Ram ji se duji asha chhod de nata ek Ram ji se duja nata chhod de agar ham naam bhagwan ka jap rahe bhagwan ke bhrose bilkul vijay hi vijay hai har tarah se hamara hriday aandit rahega
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…