॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

atma to swayam se prakashit hai phir gyan, yog ya bhakti se bhagwatprapti kise hoti hai ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

suprabh vajpai ji Radhe Radhe maharaj ji Radhe Radhe aapke charnon mein koti koti pranam maraj ji sadhak vigat kuch samay se shri aadi shankaracharya ke adwait vedant ke adhyan ka prayas kar raha hai maharaj ji isi se sambandhi kuch prashan ka samadhan chahta hai marji sthul sharir nashvar hai aapne kisi sanyasi se diksha li hai vedant shravan vedant chintan iske liye jo adhikar banta hai wah Pranav se banta hai ud geet jo Upnishad mein udgeeth naam se kaha gaya Pranav Pranav aise jap nahi sakte bina guru prdat

to prambhik class hi keval varta varta bharo ho sakti hai sthiti ke liye to guru charnon ka aashray lena aniwarya hai to yah voh aadhunik vidya to hai nahi ki main un prinsipal ya un adhyapak se yahan to tan man pran sab kuch samarpit karke aur unko sakshat parbrahmma mankar tab nav hokar tab yah upnishdon mein padhkar dekho 12 12 varsh ashram mein Soni laga jhaddu lagao aur guru agyaa mein tab ek baat bata di tum man nahi ho phir kuch dino baad bataya chintan kiya tum pran nahi ho tum sthul nahi ho tum swabhav nahi ho phir jo bacha hai usi ke anubhut guru kripa se moksh mulam guru kripa to waise aapke prashn ki charcha karenge par hamen lagta hai pehle aapse ham nivedan kar le ki agar aap adya guru bhagwan shankaracharya ji ke marg to kisi anuyai ka charan aashray grahan kijiye phir age ab aap baat ki marji sthul sharir nashvar hai sukshm sharir karmon ke anusaar bar-bar alag-alag sthul shariron mein pravesh karta hai parantu atman jo ki nitya hai wah in sab janmon aur maya ke khel se akshu hai

evam sva prakashit hai tab prashn uthta hai ki bhakti yog gyan ityadi marg se bhagwat praptiyan jeevan mukti ya videh mukti kisse prapt hoti hai kyonki atman jo ek ma brahm ki nivitti ek shabd mein bole bhram ki bas jasu kripa sab bhram mit jai girja sva kripalu raghurain jinki kripa se bhram mit jaata hai use isht kaho ya guru kaho guru prasann sahab anukula miti sakal kalpit bhay shula kalpnatmak jo mana hua bhram apnapan hai uska chahe bhakti se nash karo chahe yog se nash karo

chahe gyan se nash karo jo hai usi ki prapti hoti hai jo nahi hai usi ko jo hamne hai man rakha tha wahi brahm hat jaata hai aap samjh pa rahe ho hamari baat haan ab yah baat jaise ki us atma ko bandhan kaise prapt hua jaise swapna mein aapka koi gala kaat raha hai to kya aap dukh se nivrit ho sakte hain us samay nahi ab aapko jagna padega jag jao to koi dukh tha hi nahi aise hi atma bandhan hai aise hi jeevan mukti hai jo kabhi bandha hi nahi uski mukti kya par aisa kahne matra se aap chhut nahi sakte

chad chetan granthi par gayi jadapi mrisha chhutti kathin isliye kaha guru charnon ka aashray lo aur khub naam mantr japo aur pavitra aacharan karo aur dusron ki seva karo to isse agyaan mal nasht ho jaega jab shuddh gyan prakt hoga na Shraddhavan late gyan jab gyan prakt hoga to indri antarmukhi gyan ka yahi lakshan hai agyaan ka lakshan indri bahirmukhi antarmukhi hamare vash mein ho jati hain man hamare adhin ho jaata hai to kamnao ki bhid khatm hoti hai to jaise nirmal aur shant jal mein niche dekh sakte hain tah mein kya nirmal ho aur shant ho halchal nahi to ekaagr aur pavitra antahkaran mein atma swaroop ka prakash par raha hai wah main hoon yah anubhav hone lagta hai bhagwan Gurudev ki kripa se hi is marg mein safalta hai nahi to baat karenge ki main sthul nahi hoon sukshm nahi hoon karan nahi hoon aur khel sab sthul ke honge nahi bahut jor ki maya bhaiya main brahm tu brahm se ni hone wali la khub naam jap karo paropkar karo bhagwan ke ashrit ho jao chahe guru ke ashrit ho jao to beda

par ho jaega aadi guru bhagwan shankaracharya ji se pucha shisyo ne apaar sansaar samudra madhya majaj to mein sharanam ki masti is apaar sansaar samudra mein Gurudev mein doob raha hoon kiska aashray lun guru kripal bhagwan shankaracharya ji ki prashnottari mein guru kripal kripya vadat shri Vishveshwar padam buj dirgh nauka bhagwan Vishveshwar ke charnarvind rupi dirgh nauka ka aashray lekar par ho jao mani sankhya itni sawal hal jab sawal hal hoga to ek bachega na guru na shishya wahi guru wahi shishya wahi sevak wahi Swami samjh rahe par sawal hal karne ke liye mani sankhya khani padegi guru sakshat parbrahmma ya isht sakshat parbrahmma gyan marg to sawal jab hal hoga tab shesh ek bachega ek sawal mein bache keval ek to sawal sahi agar aur kuch bachta hai to abhi sawal sahi nahi hai har sawal chahe bhakt ka sawal ho chahe gyani ka ho chahe yogi ka ho ek bachna chahiye jaise bhakti mein hai to brahm nahi maya nahi nahi jeev nahi kal apni sudh nare ek raho Nandlal ek bhagwan matra gyani ek ko brahm

dwiteeyo nasti dusra koi nahi hai chahe jis marg se chalo sawal le par chalo achhche marg mein chalo dhire dhire dhire guru kripa se gyan ho Shraddhavan labhte gyanam shraddha jitni pusht hogi utna hi gyan hoga aur jab tak shraddha pusht nahi hoti tab tak gyan nahi hota tatpara satendra jo gyan hua uske paraayan ho jao waise jo jankari hui usi par chalo sahit indri indriyon ko apne adhin kar liya ab phir gyan prapt hota hai labdh gyan param shanti machre aad gachati jo pahla gyan

shabd aaya wo shastr gyan ka aaya ab jo aaya brahm bodh aaya param shanti ab param shant swaroop brahma kati baten thoda kahna saral hai lekin chalna bachchha bahut kathin hai kyonki ham log bhoga shakta ho gaye hain deha bhimani ho gaye hain to isliye guru sharan jana avashyak hai bina vaidya bole na rog bahut bada hai bhai ismen gramin salah se kam nahi banegi ismen achhche doctor ki zaroorat hai to rog bahut badh chuka hai ismen achhche doctor ki zaroorat hai achhche brahm bodh sampann mahapurush ki zaroorat hai tabhi ham bhav samudra se par ho payenge nahi to bahut bahut vichitra akarshan hai bachchha haan bahut vichitra hai jo gyanik chit parai biyai vimoh bas kare gyani naam cheta se devi Bhagwati hisa baladas mohay maha maya preti isliye Gurudev ki sharan mein ho jao bas hamen ek hi rasta nazar aa raha hai kisi bhagwat premi mahatma kisi brahm badh mahatma ka sang ho jae aur wah hamare upar kripa kar de kyonki jaise daldal mein fansa hua hai to apni shakti ka prayog kare to aur dhase shakti tab hamari kam

karegi jab hamara hath nikla hua koi purush pakar le to ham bhi shakti lagae aur wah bhi lagae to ham nikal sakte hain agar ham akele shakti lagaenge to dhas sakte hain maya rupi prapanch rupi daldal mein hai to isiliye bhagwan ne bhi adesh kiya gita mein pranipat prashn mahapurushon ke paas jakar sashtang dandvat karo dainya hokar unse prashn karo phir uttar prapt ho samjh paye aap aur koi prashn hai ismen ji inka ek aur prashn hai maraj ji kahte hain ki bhagwat prapti ke baad ham janm nahi lete is aashay mein kiske janm lene ya janm na lene ki baat ho rahi hai kyonki is ham athva atman to kabhi bhagwan se alag the hi nahi maharaj ji saiya pa pare ho aur swapna mein aap badshah ban gaye swapna mein aap bikhari ban gaye swapna mein aap jail chale gaye swapna mein aap samudra mein doob rahe yah sab leelae hoti hai na tu ma kah main anubhav apna sat hari bhajan jagat sab sapna yah janm maran bhi swapak hai par bhaiya yah dirgh swapna hai abhi khinch ke thappad lage kaha swapna hai shant raho mar lal kar di la tum swapan kyonki

agyaan ki dhara mein ham jab swapna mein thappad chalenge to aise lagega na gyan mein jab jag jaoge to na tumhara kabhi bandhan tha na kabhi bandhan hai yah janm maran bhi bhram hai jeevan mukti bhi bhram hai aur janm maran bhi bhram hai yah bada bhram hai chhota mata bhram nahi naam stri hai na purush hai ham to brahm swaroop hain par kya brahm swaroop mein vikar hote hain kya par ham vikari hai kyon kyonki hamne vikaro ko pakar rakha hai nahi dekho bilkul ham aapko sateek udaharan dete hain jaise ek riksha wala hai jo riksha chalata tha pair se to use riksha wala kah ke nahi pukara jaata tha ae riksha va banda khada ho jaata tha ab bolo kya wah riksha hai samjh rahe na wah riksha nahi hai par rikshe mein tadatmanam ne paisa kamaya aur taxi kharid li ab use ko ae riksha va vyakti nahi khada hoga kyonki uski tanmayata taxi ae taxi wo khada ho jaega ba hamari tanmayata in gadiyon par aisi hoti ja rahi hai tabhi usko jeev kaha gaya chidanand ghan paramatma swaroop ko jeev kaha gaya jaise us vyakti

ko riksha kaha gaya y riksha va khada ho gaya aise jeevtma dehi deha abhiman ke karan mano yah apman hai us nirmal chidanand ka apman hai jeev kahna par wah deh bhav se yukt ho gaya jaise riksha bhav se yukt ho gaya ab va isi ekahi sharir mein wah bahut si gadiyan chanj karta jae aur wah apni tanmayata badalta jae aise hi hai ki yahan sharir badte jaate hain hamari tanmayata badti jati hai ham alag alag lekin yah baat ham nahi samjh pa rahe sharir mankar paap ya punya ho rahe hain to lok loka mein bhtak rahe

hain gyan se baat khatm ho jae to kriye sab waise hongi karta khatm ho jaega karta bhav khatm ho gaya kriya sab jagat aise hi chalega wo mukt ho jaega kyonki wo mukt hai yah bhram nasht ho gaya aap samjh pa rahe hain ji

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…