sab kuch pehle se tay hai to kya ham jo paap aur punya karenge wo bhi tay hai ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
piyush upadhyay ji ujjain se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji ek chaupai hai praarabdh pehle racha piche racha sharir tulsi chinta kyon kare bhaj le shri Raghuvirr maharaj ji is chaupai ke anusaar sab kuch pehle se hi nischit hai to maharaj ji keval praarabdh sab kuch kya nischit hai hamari bhagwat prapti nischit hai kya hamare paap karm nischit hai kya praarabdh do karmon se banta hai purv sanchit karm se nikaalkar shubh aur jo hamko sukh aur dukh keval de sakte hain bas iske baad hamari buddhi rachi gayi hai ab ham buddhi se sumati ke marg mein chalte hain ya kumti ke marg mein chalte hain yah hamara nirnay hoga y nai kheti hogi hamari manushya hai ham koi gadha pashu nahi hai ki keval praarabdh bhogne aae ham naveen karm karke praarabdh ko vidhvans karke bhagwat prapti karenge samjh pa rahe ho praarabdh koi devta nahi hai bhagwan ke da avinashi ansh hai y sharir par praarabdh aata hai hamare par nahi aata batao na to kya
pareshani hai Guruji bas y ki praarabdh ke karan aaj ka bhavishya nischit hoga ya phir jo likha hua hai praarabdh ke karan bhavishya nischit nahi hota kaman se ab bhavishya banayenge kama mane naya karm ha praar ab jaise ham bhajan marg mein chal rahe ab hamare praarabdh ne lat mari giraya 3 varsh ki avastha se kidney fer lekin hamara purusharth bhagwan ki kripa ke 18 varsh mein 18 minute bhi apne ko rogi nahi mana hai aur rogi sharir hai aur kasht bhog raha hai sab ho rahe lekin dincharya bhi ho rahi man lo kal dincharya na ho to hamara chintan thodi ruk lega praarabdh praarabdh keval sukh aur dukh dega sharir ko karm se iska koi sambandh karm se kya sambandh hai ham praarabdh lat marenga aake jaise aapne bahut badhiya padhai padhi degree aapke paas hai lekin praarabdh mein aapko dukh bhogna to kai nokri aapko nahi milegi samjh rahe laukik lekin aap naam japna shuru kar den to laukik aur parloulik donon sukho ki bhid lag jaegi yah hai praarabdh ko vidhvans karne ka ek baan tap na savan ek baan bhog nasan ek baan
lok parlok mein samasth sukho ki prapti ek bar ja su naam bhav bhe saj haran ghor tray shul bhagwan ka naam tino salo ka nash karne wala aur is bhag ka nash karne wala praarabdh ko bhogne ki samarth dene wala sanchit karm ko vidhvans karne wala aur kra man ko mahan bana dene wala manushya janm hai praarabdh ke adhin nahi praarabdh keval aap vyapar kar rahe hain aapka bahut bura praarabdh hai to ghata lagega aapka bas itna kar sakta hai lekin aap praarabdh ko vidhvans karne wala sutra agar jaan gaye Ram Krishna hari Radha jo bhi naam ab aapka mangal ho jaega koi haan naam hi hai dusra koi upay nahi aap samjh kalikaal mla yatan man kar dekh vichar shri Raghunath naam bin na nan adhar bhagwan ka bhajan yah sab vidhvans kar deta hai sab vidhvans kar deta pakka mano praarabdh kuch nahi isse bura praarabdh kya ho sakta hai jo hamara hai kya hai praarabdh ho sakta hai kitni pareshaniya aao tum hamara kya kar loge avinashi ke bachchha hai avinashi ke bachchha hai tu vinash sharir ka kar sakta hai mera rahe aur Radha Radha
Radha abhyaas kiya Radha Radha Radha kya kar lega jab sahi naam japat ai sab soi dev subuddhi kripa kari moi koi sugun mala nitya su kanth jo pahir tas naam japte hi sab gyan vigyan jagrit ho jaega jo naam jap nahi karta va gyan vigyan hote hue bhi waisi maya mein phaga kal pravah ko nahi tod sakta jad chetan ki granthi ka bhhedan karne wala gyan naam se hota hai Ram nahi kah pate the mara mara kahe to brahm rishi ho gaye samjh rahe naam nahi to ham kuch nahi mante naam ank hai aur har sadhan shunya
hai goswami ji ne kaha tulsidas ji ne shunya shunya shunya kuch nahi barabar shunya aur ek shunya 10 ek shunya 100 ek ank lag gaya na ab shunya 10 guna fayda deta chala jaega hazar da hazar lakh aise badhta chala jaega to yadi naam jap karte hue ham kisani kar rahe hain vyapar kar rahe hain sab kar bada mangalmay jeevan naam ke bina sab jeevan adhuri goswami ji ka chailenj hai vinishchay badam nanya thaav chans mein harim bhajan ti nara bhavsagar bar mathe grat hoe satate ba tel aur bin hari bhajan bhatar ya siddhant a hamari kundli mein nahi likha hai isko bhagwan ki prapti hogi y hamen naya nirman karna hoga bhagya ham manushya bane hain naye bhagya ka nirman karne ke liye praarabdh ke adhin nahi grah nakshatron ke adhin nahi yah tabhi hoga jab bhagwan ke adhinta sweekar karoge bhagwan ke adhinta nahi to tambaku adhin kar legi ek tambaku adhin kar legi uske bina nahi ji sak chai adhin kar legi aur to maya ki puri baat jane ham prabhu ke bina nahi rah sakte aisa kaun bolegaa koi berle bolegaa na ham Ram ji ke
bina nahi rah sakte ham shri ji ke bina nahi rah sakte y baat samjh praarabdh koi hawa nahi hai se sab kuch ka sab sab hamne kaha shabdon par dhyan dijiye naam jab praarabdh bhogne ki samarth dega naam jab sanchit karmon ko bhasm karega naam jab kra man ko mahan bana dega bhut bhavishya vartman tino tumhare pavan ho jaenge naam jap karo sab mangal ho jaega sab mangal ho jaega naam jap nahi to hamari astha nahi hai yah na samjho ki ham matlab aur margo ko jante nahi chal ke aae hain aur marg kashi se aae hain to sanyasi the to yog aur sanyaas donon se mila hua hota hai to karmkand ko bhi jante kyonki brahmin ke ghar janm hua tha aur kashi mein rahe to sankhya yog gyan yog vedant ko bhi jante hain aur sanyaas mein yog pradhan hota hai isliye yog marg ko bhi jante hain aur bhakti marg ki to charm sima Vrindavan hai hi hai isliye sabka sar nikal ke Radha ye do akshar tabhi ham jor-jor se dade rahte Radha Radha Radha jap ke dekho jap ke dekho are bhai kha ke dekho koi paisa thodi lag raha hai free
hai Radha naam koi paisa o Radha Radha Radha ab aapko Radha naam pe sodan to hamare Priya pritam ke bahut se naam Ram naam hai Siya naam hai Krishna naam hari naam unhin ke sab tatv to ekahi hai na 100 200 thodi hai unhin ke naam anant hai hari anant hari katha ananta naam jap karke dekho param mangal ho jaega praarabdh mitiya met kar dega naam jap kar japoge to praarabdh ka mitiya met ho jaega 18 19 sal ho gaye bhogte hue sharir ko jab jis din jana hai to jana hi hai pakka hoga wo to hai hi hai kab kab jana hai subah ki sham ho to bhagwan jane par jane ki ki baat se ham aise tayyar hai jaise kisi ko apne priyjan ke paas jana ho na pardesh se apne ghar jana ho to kaisa utsah hota hai aisa hamen utsah hai marne ka utsah hai kyonki apne Priya pritam se milenge anant janmon se bhatkte rahe is janm mein avsar diya prabhu ne apne Swami se milenge ham unke ansh hai wo hamare ansh hai wahi hamare sab kuch hai aur ham bhul gaye the jab aaj guru ji ne bataya pata chala tab utsah hua ki is sharir ko
chhodkar apne pritam se milenge aae mile parivaar aapne hari has kanth lagayo bado bhag Vrindavan payo to Priya pritam se milna kya karega praarabdh kya kar lega kuch praarabdh nahi praarabdh hamare upar nahi sharir ke upar hai aur sharir ham nahi hai ham bhagwan ke ansh avinashi chetan amal sahaj avinashi jo swaroop hamara hai wo anand hi anand dukh kis baat ka hai dukh ka to lesh nahi kahan dukh hai kis baat ka dukh hai praarabdh dukh deta hai ya sukh deta hai aur wo do sukh dukh sukh donon hamare liye dukhai hai wah dukh sukh donon hamare liye dukh jo sukh hai wo inam hai prabhu mein hai jab naam jap karte hain unki rup madhuri leela madhuri gun madhuri aur thesak hai hamare mai shyama da ko raj meri maharani shri Radha kya bhay kya praarabdh ab batao is samay kya aapko dukh hai keval sun rahe ho charcha va agar chintan chal raha hai unka to phir kaisi chati hogi chaudi haan pakka samjh har paristhiti mein ek ajeeb anand ek alaukik sukh bhagwan dete hain ham kai bar bataya ki ham bachpan se Baba ji hain agar hamko bhagwan sukh
na dete to ham mike se kah dete par pakka kahte hain ham har samay aise aandit rahte hain kai bar bataya ki kaise batau tumhen nandit rahte hain ham bhagwan ko ki mere prabhu hai mere Swami hai mere isht hai mere aradhya dev mere pritam hai aur jana hai tumko bhi hamko bhi sabko bhi iska naam mrityulok hai aur kuch saath nahi jana to tumhara ghata ho gaya hamara munafa ho gaya agar bhajan nahi kiya to tumhara ghata kuch nahi lekar jaoge aur agar bhajan kar liya to saath lekar jaoge to anand rahega aapko jaise america jana ho paas aapke paas ho aur wahan rishta aapka samjh mein ki hamare sambandhi ra vas ki vyvastha ho aur jeb mein khub rupya ho aapko koi pareshani hogi kya aur ekdam america jana pare na paas hai na rupya hai na prichay to ghbarahat paida ho jaegi aise hi hai ekdam mrityu jab aayegi to jo prichay wo to sab khatm kar degi aur jahan jana hai waha prichay nahi aur jo kharch karna hai wah Ram naam Krishna naam hari naam rupi dhan nahi ab uski halat dekho to isliye praarabdh kuch nahi praarabdh kuch
kuch nahi wo keval sharir ke upar apna prhar karta hai naam jap karo sab sahi ho jaega naam jap se sab theek ho anant janmon ke sanskar nasht karke bhagwan ka prem prakt kar deta hai naam sumir pawan sut pavan naam apne bas kari rakhe Ram bhagwan ko bas mein kar liya ajit ko jit liya naam ke bal se sumir pawan sut pavan naam apne bas kar naam ka amuk prabhav hai bas hamari baat man lo jaise bane tumhen jo naam priy lage wo naam jap karne lago tumhara mangal ho jaega pehle jalan hogi phir sheetalata hogi yat taj
visham parinaam amrito upam jiski shuruaat vish jaisi ho uska parinaam amrit hoga to jab bhajan shuru karte hain to bahut se vishay vikar nana prakaar ki jalan agar sah gaye aur bhajan badhate gaye to bhagwan ki prapti nischit hai ye hamare praarabdh mein dum nahi hai yah hamare bhajan mein dum hai ye is samay ke vartman ke bhajan mein dum hai jo praarabdh ko bhi vidhvans kar sakta hai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…