॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

main har chuka hoon, mere man ne mera jeena haram kar diya hai, mujhe bacha lo

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Radhe Radhe shri ha maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji main bahut nirash aur hatash aur har kar aapki sharan mein aaya hoon meri itni buri dasha hai ki main iska varnan nahi kar sakta mere man ne mera jeena haram kar rakha hai sab kuch jante hue bhi main gandi kriya gande drishya dekhna chhod nahi pa raha meri jo durgati ho rahi hai wah main hi janta hoon main sara din ghar mein para rahta hoon depression ki chhah sat varsh se dawa chal rahi hai main kisi bhi karya yogya nahi raha hoon nath mujhe bacha le main koi bhi karya meri baat man jao to sab theek ho jaega tumhen kuch nahi chodna hamari baat pakdo pehle bahut aram se suno dekho aap aaj aaj se nishcint ho jao ham jaisa kah rahe hain ham bahut soch ke kah rahe hain tum pehle apne dimaag se hata do ki mujhe kuch chodna hai theek hai ab aapko pakdna hai bas aap naam pakar lijiye jo ho raha to uski chinta mat kijiye prasann mudra mein rahie prasann rahie aur thoda kuch kam ki kya kam karoge ghar ke kam hai kuch ghar mein krish ka shani hoti hai nahi

hoti kya hota hai ghar mein kaise chalta hai waise sab nokri karte main padhai kar leta hoon sab kuch kam karo va matlab karyrat raho gay bhens kuch hai kuch kam karo bas aapko dost banata dost bata aapka ha pahli baat to ye ki tu tum galat ho hatao dimaag se ham jo kah rahe hain mano ise aaj se dimaag se hata do kyonki ye soch jo hai na y aapko girati chali jaegi aaj ham aapko kah rahe hain ham aapka hath pakar rahe hain aap nishcint raho aap pahli baat chodo ki aap galat hai theek hai dusri aap kabhi galat ho hi nahi sakte aap bhagwan ke ansh hai yah antahkaran galat hai yah man galat ho gaya hai to isko dand bhogne do tum chinta mat karo pahli baat to tum bhagwan ke avinashi ansh ho chetan amal sahaj sukh rash amal ka matlab hota hai nirvikaar tumhen kabhi koi vikar aa hi nahi sakta tumne kya kiya apne aap ko bhulkar sharir aur man ko apna man liya isi se sari galtiya ho rahi par wo gyan ka vishay hai ham tumhe bilkul sadharan bata rahe hain pahli baat to tum socho mat ki ham bhikari hain jaisa sochoge vaisa ban jaoge dekho

pahunch gaye na depression mein aur aaj se uthna shuru ho jaega hamari baat man lo pahli baat ye ki tum jaisa ham kahe vaisa karo dusri baat hamari samarth tumhen uthaegi hamari samarth jante ho ha aaj se tum dekhna tumhare hriday mein prasannata ka ek rekha khinche ki aur badhti jaegi kyonki shri ji ne bheja hai tumhen ab tum apne jeevan ko nasht karne ki jo dhara hai isse aap ubhar jaoge Radha naam jap karo nirantrta jahan pare ho man tumhara soch kar raha hai usko sochne do tum bar-bar Radha Radha Radha jo galti ho rahi hone do tum bilkul nishcint ho jao ek din wo bal aayega ki sab chhut jaega bahut jaldi va samay aayega kyonki aapka prayas aur shri ji ka bal yah aapko uthaega aap isse utho bilkul nishcint raho tum koi bhi galti ka tension mat lo pehle tension mukt ho phir prasannata tumhari galti par chadh baithegi aur galti kabhi nahi hone lagegi dhire dhire theek ho jaoge ek galti par keval asar karo apne dimaag mein lao ki tumhen brahmcharya nahi khandit karna abhi agar wo rahega to

dimaag ki star ham tumhara sudhar payenge guru hamesha din ginte rahta matlab aaj nahi kiya kal nahi kiya pata nahi pata nahi meri sthi raab chodo bas ek chij keval karna hast kriya mat karna ek chij pakar lo tum hast kriya mat karna vada hamse karo to bas theek hai aur Radha naam japo aur aaj se ham tumhara vada karte hain tumhara tum kisi bhi tarah ki chinta mat karo yah ham matlab bilkul hriday se kah raha hoon tum bilkul chinta mat karo aaj se dekhoge aap mahina bhar baad phir ana hamse milna ke dost bhav se ham koi bal aise bilkul aise samjho jaise tum taise ham jaise ham waise tum bilkul antar nahi bas nishcint ho ja ae nishcint ho ja papi Gurudev ba samne nahi nahi nahi aisa nahi nahi nahi bilkul ham tum dost hai koi papi nahi dekho ganga ji ke paas jab jaya jaata hai aur ganga snaan kiya jaata hai to apne ko lagta hai na ki main paap rahit ho raha hoon kyonki ganga snaan kar raha hu to ganga ji ne bhageerath se pucha ki jab bahut se papi hamara sparsh karenge to main malin ho

jaoongi to mere paap kaise nasht honge to unhone kaha sadhwa sam darshana jo prashant man sadhu bhagwan ke chintan mein lage wo jab charan rakenge to ganga nishpap ho jaengi aur tum dham mein baithe ho aur sadhu sang kah rahe ho ab papi nahi ho yadi papi hote to mere samne na ate jo pa dusht hriday soi hoi more sanmukh aav ki soi paap vant kar sahaj swabhav bhajan mo abhi tumhare upar bhagwan ki vishesh kripa hai tum aaj se depression rahit man lo ab mat manna ki tum depression mein ho tumse jo galti ho usko hone do ek bas rok lo hast kriya mat karna hast kiya matlab samjh gaye na hast maithun mat karna aur naam jap karo aur jo ho raha hai tum bilkul aise samjho ki Baba ne pura theka le liya ab hamko koi chinta nahi aaj se tum dekhna aapka parivartan hoga par koi kam karo do char ghante ka kam karo koi bhi kam karo koi na koi kam dhundho jaisa manave par aap kam karo aap ghar mein pare nahi rahoge ma ji kahin office adi mein bhi kar sakte hain kahin bhi kam karo baithe mat raho man ko samay mat do ye bahut bahut dusht

hai ya matlab naye-naye bachchhe aise galat aacharan mein phaste jaate hain iska karan hota hai bachchha brahmcharya hinta galat aacharan to usse man paap mein hota jaata hai aur wahi dand deta hai aur agar ham dekho bhajan karen bhagwan ke kahe ke anusaar chale to yahi man prasann ho jaata hai yahi man anand deta hai ye itna bachchha galat hai man ki agar zyada galti mein aa jae to tumko sikhane lagega ki yah sikhane ki kab tak loge yahi man sikhata hai isi dusht man ko theek karne ke liye adhyatma hai aur jab ye theek ho jaata hai to bachchha

chahe jitna kasht ho anand bana rahta hai ekdam anand hamari tumhari dosti pakki aur aaj se tum bilkul aandit raho theek hai agli bar jab ana na to aap batana ki aapka man kaisa hai theek hai hamare paas injection hai tum jao theek ho jaega ha samasth srishti ka man shri Krishna hai aur shri Krishna ka man kishori ja hai aur kishori ja ki sharan mein ham hai chinta mat karo Radha Radha ratte rahna theek hai aap pra isko ek shri ji ka prasadi chunri la isko prasadi barsane ki ji ki chunri ka ek prasad mast rahe yar hamari zindagi hi jagat ke liye hai mast rahe ai lav yu Gurudev ai lav yu ab ye to ham nahi bol sakte isko apne sirne rakh lena bachchha na jahan sirne ka matlab samjhte ho sirne ka matlab hota hai jaise takiya rakhi hoti hai aise rakhna ye sir hai na to sirne aise rakh lena theek hai aur har samay isko dekhna mano ham hi hai tumhare paas aandit raho

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…