॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Cricketer Rahul Tewatia ne jab pucha khud aur apne bachchhe ko bhagwan ke marg mein kaise chalaen ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Rahul tevtiya ji Riddhi tevtiya je Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji khud ko aur apne bachchon ko bhagwat marg mein prarambh aur kaise chale maharaj ji panch baten sweekar kar lo pahla sumiran kisi bhi ek naam ka sumiran dusra seva mata-pita ki seva guru ki seva bhagwan ki seva parivaar ki seva pashu pakshi ki seva sumiran seva tisra swadhyay gita ji bhagwat ji ya aur mahapurushon ke vachno ka roz niyam purvak swadhyay karna aur seva sumiran swadhyay satsang kisi kisi ek sant mahapurush ka jisse tumhara man milta ho chahe 30 minute hi sahi roz unka satsang suno aajkal to yantr bhagwan ki badi kripa ho gayi nahi jak satsang sunna parta ab to aap america se bhi satsang sun sakte hain mobile mein aisa system hai kahin se bhi sun sakte hain satsang aur phir samadhi samadhi ka matlab hai ek ghanta kam se kam aisa samay dena chahiye jismen ham kuch na karen shant baith jae ek matra keval chintan naam ka rakh le bar-bar jahan man jae hata kar ke naam ko likha hua dhyan purvak kyonki abhi

avyakt mein chitt jod pane ki samarth nahi hai swaroop mein aur paramatma ke rup ka bhi prakash nahi hai to naam jaise Radha ab ham Radha aankh khol kar dekhen aankh mand ke dekhen shant ba barbar man ko hata ke Radha mein agar ham 10 minute se shuru karen to hamen shanti prapt hone lagegi jab ham swadhyay karen to apne bachchhe ko baitha le parivaar ke jitne aapke anukul ho wo baith karke sune jaise bhagwat suna rahe ho shlok arth sahit gita ji suna rahe ho arth sahit sumiran karne ka unko pa minute ka chhote-chhote bachchon ko ham nashta bana rahe tum pach minute tali baja ke Radha Radha bolo ab wo Radha Radha bol kyonki aap sanskar dal rahe ho mata-pita ke charan chuna mata-pita se sabhyta se baat karna unko abhi sanskar dalo jab gita aur bhagwat sunao samjh mein chahe bhale nave lekin unke upar prabhav padne lagega yah sat vakya hai satya vakya apna prabhav dikha kar ke hi rahte hain aur jab aap sumiran karoge to aap jab sankalp karoge ki mere bachchhe Bhagvati bane achhche bane to uska prabhav padega to

sumiran seva satsang swadhyay samadhi sakar panch sakar agar yah panch sadhan sweekar kar lo to bhagwat prapt ho jaoge aap bhi aapke bachchhe bhi dhire-dhire unmein sanskar daalie sumiran kaisa kaisa sumiran hona chahiye raskhan Govind y bhajie jo nagar ko chit gagar mein jaise yahan braj ki jo yuvatiyaan hai ganv ke bahar kua se pani lati hain to ek hath mein rassi balti ek hath mein matki aur teen matki upar rakhi aur aapas mein batchit kar rahe lekin puri chittritti ki agar balance bigda to matki girgi raskhan ji kahte hain raskhan Govind yun bhajie jo nagar ko chit gagar mein ekagrata bhagwan ke chintan mein aur karya sansaar ke ho to bahut badhiya bhajan hone lage logon ko bhajan ka matlab samjh mein aata hai ki asan mein baith ke mala chalana hai nahi fawda chalana bhi bhajan hai Ram ya Radha Krishna aur phavde mein bol rahe jaise mala mein Baba ji bol rahe phavde mein bol ra badhiya bhajan hai bhajan ko samjhna hoga ab har samay kampyutar mein thodi baithe rahte ho man lo use khali ho Radha Radha ek ghanta jo hamne kiya

kaad wo bhagwan ko samarpit kar diya to seva sumiran swadhyay satsang aur samadh ye panch kisi ko bhi bhagwat prapti kara sakte hain ba kram bye kram inheen ka abhyaas karta rahe sumiran to 24 ghante ka seva jitna ban sake mata pita parivaar pashu pakshi bharat ke jitne bhi jitni seva ban jae man lo aap koi na koi nokri to kar hi rahe honge mar ji kah rahe hain ki ye bharatiya cricket khelte hain haan to ye bhi to seva hai na pura bharat ka naam jud jaata hai agar har gaya to bharat har gaya nahi agar cricket mein ham hamara bharatiya team jit gayi to bharat jit gaya kaha jaata hai na pura pura samuday ki seva ho gayi hamare bhartvassi pulak uthte hain jab jit jaate hain nahi nachte hain aur aur bhi utsav manate hain jaise Diwali ko utsav manate aise manate hain jab cricket jit jaate to matlab aap hamare desh ke jude hue hain pura khel hamare desh se juda hua hai to aap apne abhyaas mein rahie naam jap kijiye sanyam se rahie jisse bharat vijay ko prapt ho

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…