ekantik vartalaap evam darshan #788 · 13 january 2025
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
Radha vallabh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji bhagwan ke pratikul koi bhi aacharan ban jae to kafi din tak jalata rahta hai usi dauran hamen phir gira deta hai sahi marg par chalte hue bhi naam jap karte hue bhi 20 2 dino baad man mein jor ki vasna utpann hoti hai aur kai dino tak wo jalati hai phir girne ka bhay bana rahta hai mante hain par abhi itna naam jap nahi ho raha ki vasna ko kaat de abhi itni jor ki upasna nahi ho rahi ki vasna ko kaat de isliye upasna ko aur badao abhi vipaksh jordar hai
hamko gira raha hai hamko thoda aur naam jap ka bal satsang ka bal pavitra bhojan ka bal pavitra aacharan ka bal to ham nikal jaenge ji va karte hain na jab lekin shuru mein abhyaas anubhuti accha accha uske baad far nahi shuru mein kya anubhuti ho to bhagwan kripa karke har jeev ko thoda bangi bhejte hain apni taraf se jaise kisi ko chai ka nasha dalna ho to 10 pach chai phi pila do 10 pa din iske baad va apne aap nashebaj ho jaega to bhagwan jab jeev par kripa karte hain to jaha prambhik bhajan hua to usko anand ane lagta hai va samjhta hai meri sadhna se aata hai nahi phir chhod dete hain ab chalo ab uske paas paas itna materiyal nahi ki wo aisa anand le sake to hamko badhana chahiye bhajan badhana chahiye bhajan badao aur dekho matki mein ek bhi chhed ho to matki puri bharegi nahi chhed band kar do ek ek bund dalo ek din va bhar jaegi thoda thoda bhajan bhi ham karenge na to ek din bhajana Nandi ban jaenge ham par gande aacharan karen ham paap aacharan karen to theek nahi hai ab ham kaise bata bada samasya aa rahi hai mobile ki yah
bada sadguni bhi hai bada durgun bhi hai matlab sau bhari ji ne yahi Vrindavan ki baat hai machhli ko maithun karte dekha to man unka chanchal ho gaya machhli ke maithun sukh ko dekhkar shabhri ji ka man chalayman hua aur raja man dhata ki 50 putriyon se byah kiya aur tum mobile mein stri purushan ka sansarg dosh dekhoge gandi baten dekhoge to kaise sadhna mein chal paoge bhagwan aur adhyatma mein to bada kathin hai phir isliye hamari prarthna bachchha ki pavitra bhojan pao brahmcharya par dhyan do jab byah ho jae to baat alag hai yah baat samjho grahasti mein ho to bhi sanyam se chalo aur jab tak byaan ho tab tak to brahmachari hi rahna chahiye pehle hamari bharatiya jo sanskriti mein paddhti thi bahut sundar thi chahe rajkumar ho chahe garib ka ladka ho sabko gurukul bheja jaata tha to wahan 20 22 tak padh likh ke pure yogi ban kar ke jab grahasti mein ate to yog ki bhumika thi to bhog unhen parast nahi kar pate the 20 2 varsh bhog mein rahe phir yog mein jakar paramatma prapti kar lete the ab bachpan se bhog mein
yog ka matlab mein nahi rah gaya mobile hai pura search kiye sab gandi gandi baten 12 12 13 13 varsh ke bachchhe bachchyan gandagi ka shikar ho rahe hain gandi vasnaon ka shikar ho rahe kaise unnati ko prapt honge na laukik unnati layak rah jaate hain na alaukik parloulik isliye naam jap karo aur satsang suno aur gandi baat jab karne ka man kare to socho main nahi karunga man pareshaan karne tahalne lago satsang sunne jor jor pukarne Radha Radha Radha aapko labh milega bahut theek se chalo theek hai Sunil kumar ji
Noida se Swami ji aapke charnon mein satat naman Swami ji jap karne ki prakriya mein kabhi bhakti ka bhav aata hai kabhi jap swas ke utar chadhai ke saath jud jaata hai aur kabhi sirf shabdon par dhyan rahta hai aur kabhi sirf arth par jap mein ekagrata ke liye krambaddha marg kya apnae marg jaise chal rahe ho theek chal age khud ekaagr ho jaoge abhi karte raho jaise chal raha hai na kiska prashn hai jaise chal rahe ho theek chal rahe ho isi mein lago chahe arth ka dhyan karo chahe mantr ka dhyan karo chahe naam
ka dhyan karo ya kabhi vishyon mein bhi man chala jae to naye sadhak ki yahi sthiti rahti hai jab gadh sthiti ho jaegi to baat alag ho jaegi jaise chita geele gun mein fas jae na to sirf marega aur kuch nahi aise hi jab naam mein man fase to marega man ka marna ka matlab hota chanchalta tyag nirvic bhagwata anand mein dubna ek aisa nasha hai ek second chodo tum kya baat kar rahe ho kya koi matlab nahi jaise ham susrupt mein hote na sone mein pata nahi hota ki kaun kya aise gadh ekagrata mein hota hai ़ ekagrata shant baithe andar chintan chal raha hai iska abhi jo chal raha hai theek hai ismen koi truti nahi aap aise chalie acharya Anil ji Vrindavan se maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji meri jignyasa hai ki prabhu ki vishuddh prema bhakti ke lakshan kya hai aur kya prabhu ki bhakti karte karte kis sthiti mein achar vichar gad ho jaate hain kya bhagwan ki vishuddh bhakti prema bhakti prapt hone par niyam achar vichar zaruri hote hain va to swabhav ban jaata hai uska jo sadhan kal
mein kiya jaata hai swabhav ban jaata hai pahla prashn kya hai maharaj ji vishuddh bhakti ke lakshan kya hai vishuddh bhakti ka devesh narad ji varnan karte hain tad pita akhila charita tad vismaran param vyakul tete jitne bhi aacharan hai tad arpita bhagwan ke arpit ho shri Krishna anukul pratikul visarjan aradhya dev bhagwan shri Krishna ke anukul ho pratikultaa ka tyag ho bhagwat vimurkh bhagwat prati ek bhi aacharan nahi hone chahiye samasth aacharan shri Krishna ke anukul hone chahiye tad pita akhila charita aur wah sab aacharan wah sab karm bhagwan ko samarpit hone chahiye yah to karm parampara lekin nirantar ismen smaran bhi chalta rahe maman smar yuddh jaise to nirantar smaran chalta rahe agar jara bhi minute bhar ke liye wo bhagwan ko aisa laga bhul gaye kya to jaise machhli ko jal se bahar nikalo to tadpne lagti hai aise va tadpne lagta hai ta vismaran param vyakul vismaran matra hone se param vyakulta hoti hai tribhuvan ki raj lakshmi dene par bhi jo adhe pal ke liye apne prabhu ka smaran na chode wah maha bhagwat dusri
baat hamara sadaiv man vishyon ki taraf jaata rahta hai sansaar priy lagta hai bhagwan aparichit se lagte hain sansaar ki priyata ko kaat kar ke aur bhagwan ki priyata prakt karen bhagwan ki katha mein samarth hai Ratanavati ji ekdam sansarik rani thi aur dasi ke mukh se bihari ji ki charcha Govind charcha sunkar maha bhagwat ban gaye Mathura ki brahmin patniyan praman hai ki keval katha matra se bhagwat prem ko bhagwat sakshatkar ko prapt kiya pahla hai apne samasth karm bhagwan shri Krishna ke anukul ho pratikultaa ka tyag ho dusra hai itna smaran mein tanmay raho ki thoda sa bhi vismaran hone par param vyakulta aa jae tisra bhagwan ki katha sunne mein aur bhagwan ki charcha karne mein atyant anurag ho katha sunte sunte ya kahte kahte jab sthiti aa jae gadgad kanth nayan bah nahi ra ankhon se aansu bahne lage kam gadgad ho gaya ab kuch bolne ki himmat nahi rah gayi yah katha ka phal mil raha hai usko chhin chhin rudan karam chhin gavat anand bhari chhin chhin har hasat ye jo kripa wo apne prabhu ki lilaon ka chintan
karke gakar kabhi rudan karta hai kabhi wah shant ho jaata hai kabhi wah nachne lagta hai kabhi wah gane lagta hai uski lok lajja aur ved riti iske upar sthiti hoti hai premi ki veda na sasti sa kevalam avan anuragam labhte to tisra bhagwan ki katha mein atyant anurag hona bavar so ras mein phire khojat neh ki baat apne premi prabhu ki baat sunne ko milegi aise bawra sa ghumta kahan hai ki charcha kahan satsang hota hai ye uski bhookh rahegi chautha apne pyare ke shri ang seva ki bhavna hona prem prapt karne ke liye apne prabhu ke shri ang se to ham prabhu ki pratima virajman karen ya prabhu ki chavi virajman karen aur mangala se lekar say tak hamse jitna ban sake ham prabhu ki seva karen bina bhog lagae pani bhi na pi bhagwan ko apne isht ko jo bhog lagae wahi pave panchvi baat apne pritam ke jo leela vihar sthal hai bade bhagyashali hai jo unmein vas karne ko pate hain aur jinko vas karne ka saubhagya nahi mila uska roz chintan karen jaise Vrindavan ki parikrama bihari ji ke darshan satsang to ye
sab dimaag mein bhar le jae aur bahar iska chintan karen Vrindavan roz ave bhavna se roz Vrindavan ki parikrama lagave roz Vrindavan ke santo ka darshan karen bihari ji ke darshan karen yamuna ji ka darshan karen to dham chintan leela sthal hon ka chintan ye uske hriday mein prem ankuran uday karta hai ab savdhani ki baat kam bolna mridu uchit satya bhagwat sambandh se yukt bolna yey maun se bhi zyada shre uchit bhashan maun se bhi zyada shreshth hai kam sona pach ghante chha ghante jo le le lo iske alawa nind nahi ani chahiye mala mein baithe ho nind aa rahi hai path mein baithe ho nind aa rahi hai aur alphar kam bhojan karna kam sona kam bolna kam bhojan karna itna kam bhi na ho ki bhojan ka chintan ho yukta ahar vihar se in teen ka sudhar aur kabhi kisi ki ninda na sunna na karna agar bhagwat bhakti prapt karni hai to kuch vidhi hai kuch nishedh hai yah nishedh varnan karne kam bolna kam sona kam khana kisi ki bhi ninda na kano se sunna na vani se bolna apni ninda sun kar ke aandit hona apni prashansha sunkar
dukhi ho jana dusre ki na ninda sunna hai na karna hai hamara jeevan bhagwan ke ashrit hai y har samay chintan karna hamara tan hamara man hamari vani aur swayam mein bhagwan ke charnon ke aashit ho phir hamare jo granth hai unka swadhyay karne ka niyam rakhna jaise mano Swami ji maharaj ke to pha keli mal ji roz path hona chahiye hit ju maharaj chatura ji sudha nidhi roz path hona chahiye kyonki acharya vani guru granth jo apni parampara ke acharya ke agar unka swadhyay nahi hoga to phir baat nahi banegi unka gaan karna y Vrindavan ras hai ismen gaan ki bahut mahima hai pado ka gayan karna manjeera nahi aata to tali se gate hue prabhu ke jo pad hai leela vihar ke va wo gaye aur 24 ghante mein ratri mein sote samay apni dincharya ko prat kal se lekar ke janche ki prabhu ke virudh kya bhashan hua kya darshan hua aur kya aacharan hua aur phir us truti ko likhe apni diary mein aur us par dhyan de ki yah galti nahi honi chahiye phir ho jae to phir ham prachit le ki ek din bhojan nahi payenge do
parikrama Vrindavan ki lagaenge is galti ki wajah se aapka jeevan pura bhakt mein aa jae aur jo bah lakshan ismen koi manyata nahi rakhte va to natak mein bhi kiye jaate hain antarik lakshan bhakt ka prakt hota hai ki birah ka mandal kar liye bairagi do nain mangat daras madhu chhake rah andar se aisa virag paida ho gayi ki sansaar accha nahi lagta netr kahin tik nahi rahe man jo hai va vyakul hai kab dekhu daras bin dukhan lage nain jab se tum bichd pa pyare kab na payo chain daras bin dukhan lage viray kamdal kar liye bairagi do nain mangat daras madhukri chhake rahat din chha ke ghumat rahe tan ko tanik na bhan narayan drig jal bh yah prem pehchan pi murti nanan bas tehi ras ray samay ye lakshan suni prem ke aur na kachu suhay aur na kachu suhay phire apne ras mato kutumb dehte jae chhut sabhi vidhi nato jahan jahan pi ki baat sune khojat tin gan hit dhruv chhin chhin le prem jal bhari bhari nainan Priya pritam ki rup maadh aisi nasha chadha ki ab kuch nahi suhaye de kutumb te jae chhut sahi vidhina to ha Krishna ha Priya ha Krishna
Priya aise hriday mein uthne lage jaan le ki bhagwan ka prem aa gaya hai vaishnav janon ke aparadh se bache nirantar naam japne ka abhyaas karen aur jitni charcha ki isko dobara sun kar ke apne dimaag mein dharan kar le pakka va maha premi bhagwat ban jaega pakka maha premi bhagwat ban jaega raju saini ji Indor se jai shri maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji hamara margdarshan karen ki atma to paramatma swaroop hai wah nirlep hai nitya shuddh ajar amal avinashi chaitanya may hai aur man to sharir chhutne ke saath yahi mar jaata hai nahi nahi nahi kisne kaha kis granth mein likha hai kis granth mein likha hai man mani thodi bol sakte ho kis granth mein likha hai ki man yahi mar jaata hai yahi rah jaata hai sara khel manak to hai atma chidanand avinashi hai wah koi aur nahi aap ho apne ko bhulkar man mein tada atma karke deh mein tada atma karke vichran kar rahe ho to durgati bhogni padegi ajnma hone par bhi janm ka dukh hoga avinashi hone par bhi marne ka dukh hoga apta kam hone par bhi kamnao
se jalo samjh mein aa raha hai man thodi marta hay man ka matlab hota hai sukshm sharir sthul sharir dhancha chhut jaata hai aur jaise aap shayan kiye na susupti mein to sthul sharir to para rahta hai aapko gyan nahi rahta lekin swapna mein aapka ek sharir aur hota hai hota hai na jismen ham dukh sukh swapna mein dekhte hain aur yah sthul sharir to para rahta hai to hamen dukh sukh hota hai na swapna mein jab ham jagte tab wo mithya hota hai lekin us samay to agar koi chaku mar raha hai to mar raha hai jo sapne sir kate koi bin jage dukh dur na hoe us samay to dukh ho raha tha na to kya dukh tha kya kya sukh tha kya na hone par bhi ho raha tha aise hi yah sharir yahan chhut jaata hai man buddhi chitt ahankaar panch gan indri panch karmendirya trigun mai maya ke dwara jitne kiye hue karm prapanch hai un sabko lekar nark ya swarg jaata hai wahan apne karmon ka phal bhogta hai phir shesh bache hue karm praarabdh bankar punah usko deh prapt hoti mrityu lok mein 84 lakh yoniyon mein karm ke anusaar jis
yoni mein bheja gaya phir ye chakra chal raha hai punarpi janan pup maranam punarpi janani jathre sanam isi ko mitane ke liye hamen manav deh mila hai ham datkar bhajan karen bhagwan ka chintan karen to ham is maya chakra ko nasht kar sakte hain anytha nahi davi shah gunmakkum ki sharan mein guru ki sharan mein hokar unke dwara di hui upasna mein raat din nahi lagaoge raat din bhajan karo tab tak aise maya ko khilwad do char mala ghuma loge to maya se mukt ho jaoge tum bhagwan ke to maya bhi bhagwan ki mam maya darya mam van to mera ansh hai hamare liye kah rahe to maya ko kya kah rahe ma wo koi dusre ki maya nahi bhagwan ki prachnd maya hai bhagwan ka bhajan karne se hi wo mukt degi maya mukt ho jaoge samjh pa rahe ho kya kahna chahte the y kana Gurudev man koi organ nahi hai jo matlab wo to sharir ke saath sharir nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi bahut galat chintan hai man mein atma ka tadatmanam mein kina hua bhram sab dur bahar se kachu dit nahi andar chamke nur apo tyag jagat mein baithe nahi kisi se kam
unmein to kuchhu antar nahi sant kaho chahe Ram wo bhagwat swaroop ho gaye jinhone man marya ha man abhi to pura jinda hai va aise man nahi marta bhajan ke bina khub dat ke bhajan karo naam jap karo santo ka sang karo shastr swadhyay karo paropkar karo isi se anand ki anubhuti hogi satendra ji Prayagraj ma ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji kamna evam yash kirti rahit hone ka sarvottam upay kya hai sharanagati bhagwan ki sharan mein kyonki kamnayen bina santosh ke nasht nahi hoti bin santosh kam nasha hi achat kam sukh sapan nahi kamnaae bina santosh ke na nahi hoti aur santosh bina vivek ke nahi hota aur bane vivek bina satsang ke nahi hota aur satsang bina bhagwan ki kripa ke nahi milta mul aaya na bhagwan bin satsang vivek na hoi aur Ram kripa bin sulabh na soe bhagwan ki kripa se satsang satsang ki kripa se vivek aur vivek ki kripa se santosh santosh se sari kamnao ka nash dusri baat yash kirti kiski kya hai tumhare paas jiski tum yash kirti chahte ho na tumhara sharir hai na
tumhari buddhi hai na tumhara dhan vaibhav hai bhagwan ne tumhen diya hai to tum kiska yas kirti bhagwan ke yas kirti gao bhagwan ki jai jaykar karo to tumhara apne aap naam hone lagega agar apna aise chahoge to nasht ho jaoge y yas kirti phasa ke nasht kar degi jitna yash hota hai jitna pranam namaskaar wahwahi hoti utne punya nasht ho jaate aur jaha punya nasht hue to phir side mein ho jaata hai pehle se prakashit hua gu chhappa ki tarah halogen ki tarah ekdam jala aur fyuz ho gaya agar naam jab chal raha bhagwan ki jai jaykar chal rahi to bistare sab jag Vimal kirti sadhu sangati na tare bas vrinda vipin pave shri Radhika jo kripa kare apaar sukh milta hai bhagwan ka yash gaan bhagwan ka naam jab bhagwan ka gun kirtan naam kirtan yahi anand to apni yas kirti kya chahoge kaun bole hamara naam ho jae bhagwan ka naam to log lete nahi tumhara naam kya lenge log sochte hain ki hamara y naam ho jae kaun naam ka kahan naam kiska naam bade-bade samrat ho gaye waise khandhar pare to bhagwan ka naam jap
karke bhagwat prapti kar lo yahi khas baat log itne agyani tak ek pankha dete na to pura prichay likh dete usam naam pura mobile number matlab ye sab agyani jan hai agyani log nahi jante hain bhagwan ne dekho aapko sab kuch diya kahin kuch likha kitne kripal aur ham bhagwan ke liye kuch de to apna sab likha ke tang de yahi to agyaan yahi to murkhta hai Radhika Sharma ji Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji man mein kisi bhi chij ki dridh nischay kaise karen dekho jab tak bhajan nahi karoge tab tak nischay karne ki samarth nahi rahegi dridh pratigya satya nishtha shpath ka palan karna ye bhajan ke bal se aata hai jinka bhajan nahi hai to sham ke kasam khae subre tod diye savere kasam khae sham ke tod diye do char din chali phir chale ga ham niyam lete hain aaj se aisa karenge do char din baad khatm ho jaata hai pehle hamen khub naam jap karna chahiye uthte baithe chalte phirte khate pite sote jagte naam jab karoge tab tumhare hriday mein bal aayega us bal ke dwara aap phir niyam le sakte hain koi bhi niyam le wo tabhi nirvah
hoga jab aapke andar bal hoga aaj se main ye nahi karunga fi nirvah ho jaega agar bhajan nahi hai naam jap nahi hai to ek kasam khate raho karte raho aap dekh lo apne jeevan mein sab log char din niyam chalta hai phir tut jaata hai agar kisi ka niyam theek chal raha hai to kisi sant ki kripa hai aur wo bhajan kar raha hai anytha nahi va phir drama ho sakta hai natak ho sakta hai niyam ka sacha niyam ka nirvah tabhi hoga kisi mahapurush ki sant ki kripa aur wah swayam naam jap karta hai to phir sab niyam chal jaenge naam jap
nahi to phir sanyam niyam keval baton mein hote hain aacharan mein nahi hote baton mein to hote hain pravachan kar lo khub badhiya badhiya dusron ko rijha lo lekin aacharan mein nahi honge swayam aacharan nahi hoga lekin sachchai se agar chalna hai koi niyam lena hai to uske liye pehle bhagwan ka bhajan bhagwan ka aashray tab koi bhi pran tabhi pura hota hai Ram pratap sumir pan Rupa angat ji ke liye aata hai bhagwan ki mahima ka smaran karke pair jama diya utha teri sabha mein koi veer ho to mera charan utha de yah baat bhagwan ka aise niyam le le aaj ke baad ye nahi karunga aaj se yah karunga ye tabhi purn hoga jab bhagwan ka aashray aur naam ho kiska prashn hai aap samjh pa rahe ha bhagwan ka aashray naam jap ashvini Garg ji punjab Radha Radha Radha Radha maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji ek sant ek kant ek naam ek granth mein anannya kaise ho jab prem ka hamare andar bhav ane lagta hai ya pipasa aati hai y unchi baat hai ye kakra wali baat nahi hai ye degree wali baat hai tab lagta hai apne pyare ke
siva main kisi ko dekhun na hamare y mahaprabhu Harivansh chandra kahte hain rasna kato jo an rato nirakh an phuto nain shravan phuto jo an suno shri Radha jas ban ye priyata mein hota hai jagrit swapna susupti s phurat mein Radha pajat chhata vaikunthe nar mati nan Radha bina main chahe jag raha hoon to Radha so raha hoon to Radha aur swapan mein bhi to Radha meri ankhen foot jae jo swapna mein bhi kisi aur ko dekhna chahe meri jaban kat jae jo kisi aur ki baat karna chahe meri mrityu ka va akhiri din ho jis din main aapko bhul jaun kitni jor ki baat kahe gayi yah prem mein hota hai sadhan mein nahi hota yah prem ki baat hai to sangopang upas ek kant ek panth ek granth ek mantr yah tabhi jab prem prapti ki lalsa ho jati hai ki ab nahi mere to Giridhar gopal dusro na koi jake sir mor mukut mero pati soi ha swapna mein bhi koi aur nahi jagrit swapna susrupt s phurat mein Radha pda chhata ye bahut degree ki padhai ki baat hai hamen lagta hai pehle hamara yah lakshya hona chahiye ki sansaar ka chintan chhute aur
bhagwan ka chintan bane kabhi devi ji aa rahe dhyan mein kabhi shiv ji aa rahe kabhi Ram ji aa rahe kabhi Krishna ji aa ane do sansaar to chhuta kabhi Ram Ram jap rahe kabhi shish jap rahe kabhi Krishna Krishna jap rahe to sansaar to chhuta age jab badho ga tab va prem ki baat aayegi yah karne se nahi hota yah hone se hota hai prem bahut unchai ki prem gali sakri ta mein do na samae prem mein do nahi samate prem gali sakri is mein akela hi hota hai do char lekar nahi chala ja sakta to Ram to phir Ram Krishna to phir Krishna Radha pha Radha par wo unchai ki baat hai sabki samjh mein nahi aayegi isliye ham sabko chhut dete hain pehle sansaar ka chintan chodo bhagwan ka chintan pakdo jo chintan bane ma thodi der Ram Ram ka phir Krishna Krishna ka phir shiv shiv ka to hai to bhagwan hai hamara sansaar ka chintan to chhut raha hai hamara mangal to ho raha hai iske baad prem ki baat lagati hai samjh rahe aap are prem ho kaise ja karne se to hota nahi to kaise hoga bhagwan se rone se goswami tulsidas ji Kabir das ji rahim das ji
bade-bade sant mahapurush ek baat kahte hain agar shwas shwas mein naam jap chal raha hai to duwidha ra hai na koi swasa swasa naam jape duwidha ra ab jaise naam jap kar rahe hain to abhi prem thodi hoga karte karte jab hoga to naam jap karna nahi padega hone lagega phir naam jab hota hai karna nahi parta aur jab hota hai tab prem aa jaata hai to hamen naam jap to karna padega yah jo ki ek kanthariya yah prem mein hogi aur yah prem prakt karne ke liye bhajan na seni prem ki jaise ham sidhi par chadkar chat mein
jaate hain to prem rupi unchai par chadne ke liye bhajan sarvopri hai bhagwan ka naam bhagwan ka gun kirtan bhagwan ki seva bhagwan ke premi bhakton ka sang isi se bhagwan se aur jab prem hota hai to anannya hota aa jati hai phir dusra nahi mere to Giridhar gopal dusro na koi yah anannya aa jati hai to naam jap to karna hi padega prambhik mein ham jab tak naam jap nahi karenge tab tak ham chadhai par chadh hi nahi sakte to khub naam jap karo bhagwan leela katha suno santo ka sang karo dusron ko upkar karo isi se prem jagrit ho jaega theek hai par yah kriya prem ke liye nahi hui yah kriya hui anarth ki nivitti ke liye ki ham bina kiye kuch rah nahi sakte bina kiye rah nahi sakte to agar ham sat kriya nahi karenge to gandi kriya hogi to prem kya narak jaenge to ham sat kriya ke bal se asat kriya ka tyag kar diya ja asat kriya ka tyag hua to prem andar jo hriday mein hai wo prakashit ho gaya jaise ham bahut sundar sarovar mein gaye pyas bhi lagi lekin par uski hari hari kaii hai ab usko aise
hata de ham to nirmal jal hai agar dur se dekh ke aise chale ave to pyas nahi bujhegi to wo jo hatana hai prem kisi kriya se nahi utpann hua pani to pehle se tha usko hatana upar ka ye jo maya krit shavar lag gaya hai kaii lag gayi hai yah hatana hai naam jap karna satsang karna sadhu seva samaj seva paropkar iske dwara hamara maya mal hat jaega ja hata prem to pehle se tha prakashit ho gaya samjh pa rahe aap Gurudev ji aise na aap bolte Radha naam likho ji jab to leta hoon likha nahi jaata mere se kyonki man ke bina likh nahi sakte likho ab hamare samne likho andar aapke mathe pad likh sakta hoon ha dekho dekho aapko likhna aaya par t take rahna padega ismen tikta nahi aap likh do mere mathe pa thoda pakka ho jae to karta hoon par likha hu to soch leta hoon par likha nahi jaata mere se aap likh dijiye aise dil par mathe par agyaa chakkar mein ki wo pakka chap jae a kaise koi pan se to likha rjaa se likh dijiye maharaj rjaa se aapki rjaa badi shakti ye jo vachno se ham bol rahe na jaise ham kah rahe
likho aap ise man lo to aapko abhi dekho likh ra abhi dekho Radha naam dikhayee de raha hai ki nahi dikhayee de raha bas ab zyada der ismen tikne ke liye hamen bar-bar abhyaas karna padega bar-bar man jaega alag hamko bar-bar isi mein ghasit ke lana hai to ham ube na ek minute do minute laga phir thoda man ko sahyog de diya aise jab phir usko laye dhire se ghasit ke to agar ham thoda-thoda iska abhyaas dilaenge to yah dhire dhire ekaagr hone lagega abhyaas karte ra ub ega nahi ghabraie nahi ukta ega nahi
dhairya purvak dhire dhire dhire dhire shaili ji Himachal pradesh se maharaj ji naam diksha lene ke baad Gurudev ke kahe anusaar naam ka dhyan aur simar kar rahi hoon parantu jaise ki aap apne satsang mein pharmate hain ki naam dhyan aur simran se anand prapt hota hai par mere saath yah avastha hamesha nahi bani rahti mera simran bhi tut jaata hai main zyada se zyada antarmukhi naam dhyan avastha mein rahna chahti hoon Guruji iske liye main kya karun haan theek hai abhyaas yahi abhyaas jo naam ka abhyaas hai yahi aapko wahan paripakva avastha mein pahuncha dega bas karya karna sikho bina karya ke baith kar ke bhajan karne ki baat grahasti mein theek nahi hai bartan maj rahe Radha roti bana rahe Radha jhaddu laga ra Radha Radha kapde dho ra Radha Radha jaldi baji mat karo aram aram se kyonki din bhar karya mein lagae rakho sharir ko bahut anand milta hai bahut anand y ham anubhav ki baat karte bartan maj rar andar Radha Radha badhiya swaksh bartan kyonki dhairya hai ekagrata hai pavitra hai to ham baith kar ke sadhna nahi
kriya rat hokar sadhna karo grihasth mein kriya rat sadhna hai office ja rahe hain raste bhar mein Radha Radha Radha office ke kam mein baithe to bhagwat seva ki bhavna se phir avsar mila to Radha Radha Radha ra grahasti vihaar bhagwan adhyatma donon ko saath lekar chala ja aur donon ki purti ho jaegi aisa nahi hai ki bhajan nahi ho sakta hai to ham nirantrta mein jahan chhutta hai wahan dekhen kahan chhutta hai jaise apne dekha ki do teen jagah hai jahan bhajan chhut jaata hai kisi se baat karo to bhajan mein vikshep par jaega ya bhojan pa rahe hain to par jaega ya kahin hamko sheeghrata purvak koi karya karna hai to usmen chhut jaega to in baton ki jagah hamen thoda dhyan dena hamen thoda ekaagr rahna hai ki hamara bhajan na chhute to Radha Radha Radha to ham agar pach minute mein bhi ek bar Radha bol diya to hamara bhajan ka tar chal raha hai sansaar ke karya aise hain jinko karna hi hota hai aur unmein ekagrata nahi rakhoge to karya nahi ho payenge to ham ekagrata ke saath bhajan karte jae aur wo sansaar ka karya bhi ho jae
aisa nahi ki bhajan nahi ho sakta nischit hoga aur abhyaas aur badhiye abhi kya hai dirgh kal tak naam jap karne par hamare paap nasht hote hain antahkaran ki malin nasht hoti hai hamari durvasan bhasm hoti tab anand aata hai abhi dhairya rakho dhire dhire badhte jao bhajan ko badhate jao to age anand ka hi samudra hai wo koi bund thodi hai jo anand sindh sukh rashi anand samudra hai ki kripa se rashtriy kavi Kailash hone mera naam hai main char pankti suna suna suna ki jap rayo braj ko to kan kan Radhe Shyam braj mahi Radhe naam man kul bhayo hai mor ban nach Shyam kabhi man har ban mor ban nach Shyam kabhi man har ban Radhika ko Murli ki tan sor jayo hai leke avatar prabhu papi ko shringar kiyo giri Giri raj Shyam nakh pe uthayo hai aur sur sant Meera raskhan ne bakhan kiyo sur sant Meera ras khan ne bakhan kiyo o braj dham mere hie mein samayo hai o braj dham mere hie mein samayo hai aur ek adh minute ko ek vyangatmak chhnd aapke shri charan mein pesh kar raha hoon ki gopi gher layo gopi gher layo mohan that kar
ki gopne gher layo mohan toli kar tumko bata va kana Radhika pasand hai karo hai swaroop tero baab so lagat hai Radha rani to hamari foolon ki sugand hai pooch ke rahenge aaj man ki tihari baat sachi sachi bate radh bol ka hai band hai aur aisa to jawab deyo adbhut mohan ne aisa to jawab deyo adbhut mohan ne Radhika ki prit mein to bado hi anand hai Radhika ki asal ba do hai hi nahi wo kahne ko do hai Shyam shyama Radha Krishna kahne ko do hai rasoya parmanand ek dudha sada shri Radha Krishna Rupa bhyam tasy tasmai namo namah wah parmanand mein ras paramatma apne ko do rupon mein Radha aur Krishna ke rup mein wo khel raha hai Vrindavan mein anu shri Jain ji sagar madhya pradesh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji shri ji aur aapki kripa se naam jap karne ka nirantar abhyaas karti hoon jeevan mein anubhav bhi kar rahi hoon shanti ka pujya maharaj shri mere jeevan sathi jan pratinidhi hain aur unke saath main bhi jan bhavanon ke anurup jan kalyan ke karyo ke prati nishtha aur shakti
se sanlagna rahti hoon mar ji bavjud iske jab kabhi kuch karyo ke sandarbha mein kuch log anavashyak ninda karte hain to man vyathit ho jaata hai yah jante hue ki hamare bas mein kuch nahi hai ham karm kar rahe hain pujya maharaj ji har paristhiti mein aandit rah aur kisi ki prati man mein koi galat bhavna na aae aur aisi sthiti mein bhi vivek vivek ke dwara bacha jaata hai ja hamari koi ninda karta hai hamari galti nahi hoti pehle janchna chahiye jaise hamen koi gali de raha hai ninda kar raha hai to hamen janchna hai ki meri truti to nahi hai agar truti hai to theek wo gali de raha hai agar truti nahi hai phir gali de raha hai to hamen aur aandit hona chahiye wo hamare ashubh ka nash kar raha hai nindak niyre rakhe angan kuti chhavay bina sabun bina pani nirmal kare subhay hamare santo ne to kaha nindak tu svasth rah tujhe kabhi koi kasht na ho aur svasth rahkar meri ninda kar kyonki ninda sunne se paap ka nash ho jaata hai to jo tumhari ninda karen usmen pehle dekhna hai ki kya nindniy karya
hai kya hamare dwara jo karya hona chahiye wah karya ham nahi kar paye agar hamare hath mein hai aur hamne pramad vash lobh vash truti kar di to gali sunne se uska marjan ho jaega aur yadi hamari galti nahi hui to phir hamko prasann rahna chahiye ki bhagwan hamare shareerik dand ko gali ke dwara nipta rahe hain ye aadmi ninda karke hamare sharir ko jo dand milna tha purv hamare dwara kiya hua karm jo praarabdh ban ke aa raha hai usko mita dega pakki baat samjho ham vivek ke dwara har dukh se bach sakte hain agar ham vivek nahi lagaenge to phir ham dukhi ho jaenge aur dukhi sukhi hona bhagwan ke bhakt ka lakshan nahi hai sukh dukhe samay krtva labha labho jaya jayo sukh dukh mein saman labh hani mein saman man apman mein saman yahi to bhakti ka bal hai nahi to sansaar purush mein aur bhakt mein antar kya hai jab hamen 100 bar gali de aur phir ham usse mile to waise hi mile jaise ham kisi premi se milte hain aur ab theek hai to aadmi y samjhna paye ki khopdi kya haiki 100 bar isko gali di phir bhi isko
gussa nahi aata waise hi prem se yah bhagwan ke bhakt ka lakshan hai yah bhagwan ke bhakt mein kshamta hoti hai aap bhakti kar hi rahi ho to vivek ke dwara us samay ham apne ko bacha sakte hain yadi ham vivek na lagaenge to ham dukhi ho jaenge ya phir dves kar baithenge phir dves ho jaega phir bhakti ka bhav na rahkar wo sansaar bhav aa jaega isliye vivek ke dwara ham apne ko bachhae Uddhav ji se bhagwan ne kaha ekadshi skand mein dusht pravriti ke log sat pravriti walon ko badha phuanchte hain to he Uddhav yadi va kabh tumhare upar thoonk de tumhen mare pite bandhe to tum apne atma vivek ke dwara bachna bahari sanyog ke dwara nahi bahari koi sahayata nahi atma vivek ke dwara ki jaise hamari jaban hamare hi dant se kat jae to ham kiko dand denge hamare hath se hi hamen galti se chot lag jae to ham kisko dand denge aise hi hamara koi karm usko keval nimit bana raha hai va nimit bankar hamen dukh de raha hai jisse hamare papon ka marjan ho raha hai hamen dukhi nahi hona hai vivek
ke dwara nischay kar le to badhiya baat ho jaegi ismen yah nahi ki ham bhajan karte karte aisi kshamta ko prapt honge nahi ismen vivek abhi vivek dharan karo abhi bach jaoge aur dusri baat hai yah to koi adhyatma se koi footpath mein pagal aadmi agar gali de raha ho to hamen dukh nahi hota hai hamko inko pagal hi manna chahiye bal bhut vivas matware te nahi bol vachan vichar tinak kaha suni nahi kana unki baat ka se aise upeksha kar do do prakaar se ya to vivek ke dwara siddhant se aur ya to vihaar ke dwara pagal man ke ki sab pagal hai apni vasnaon se pagal hai apni kamnao se pagal hai inki kamnaae purti nahi to gali dene lage kamna ki purti ho jae to vahwa hi karne lagenge isliye aise logon ki baten nahi sunni chahiye Ram kumar ji hath ras se shri shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji aap kah rahe hain ki aapne kisi sampraday se diksha liya hai balak avastha mein hi mantr diksha mili thi tabhi se snaan ke baad ek mala pratdin hoti
hai Brajmandal mein ruchi aur apsi ke satsang sunne ke baad Radha naam mein pryasrat ek satsang mein aap shri ke dwara anannya ke vishay mein sunkar sanshay hua ji vidhi hoe nath hit mora karahu su vegi das mein tora anannya ke vishay mein kya san ramanand sampraday ke guru ji se diksha li thi ab Brajmandal braj davar deri aadar hai to nikatta rahti hai aata rahta hoon aur aapke to Radha naam japta nanddas ji sadas ji ke guru bhai the aur unka chitt thakur ji mein laga to Vallabhacharya ji ke shishya hokar asht
kaviyon mein hai nanddas ji to tulsidas ji ne pucha nanddas ji se patr vihaar mein ki hamare Ram ji mein kya kami thi jo tumne chhodkar bansi wale ko apna liya Ram ji to unhone kaha pahli baat to Ram ji Shyam ji mein antar nahi hai dusri baat y ki unki bansi ki dhvani sunkar ke lut gaye ismen karen to kya karen bansi ki dhvani sunkar lut gaye ismen ham kya karen to Ram ji Shyam ji mein koi antar nahi hai aur agar Radha naam sunkar lut rahe ho braj ki mahima sunkar lut rahe ho to ismen koi dosh thodi hai koi galat thodi hai wahi hai dusre koi nahi hai jo Mithila mein bhagwan shri Ram se aasakt hui thi wahi akar gopi bani aur Shyam sundar ke saath raas rachaya to dand kan ki rishi bhagwan ki azaan baav bhujao ko dekhkar gale lagane ki bhavna ki wahi gopi bane aake Shyam ji ke gale lage to hamen yah dekhna hai ki hamara chitt vastvik kya Priyalal ki taraf ja raha hai to phir bhavna karne ki Ram ji ki kripa se Shyam ji ke charnon mein hamari priti ho rahi hamen ye manna hoga usmen koi
sanshay nahi rakhna chahiye agar sanshay baat rakhe rahoge to na idhar chit lag payega theek se aur na udhar lag payega hai na haan to phir du chit kabo paritosh na la do jagah chi lagane wala anand ko nahi prapt hota hai to prabhu se prarthna karo Ram ji se ki ek jagah kar do va samarth sali apne mein laga do chahe idhar laga do aap hi ho aap kripa karo prarthna karna bhagwan se va apne aap vyvastha kar denge andar ki theek hai main vidhayak hoon rajeev kumar sinh bla se aur main aapke darshan ka ichchhuk tha to aaj main chhota sa janna chah raha ki bhagwat prapti ka saral sadhan isse man ekaagr hoke naam jap naam jap yah kalikaal mla yatan man kar dekh vichar shri Raghunath naam bin nan an adhar goswami tulsi da ji kah rahe kalyug keval naam adhara sumir sumir nar utar para kritam dhya Vishnu taya yajat makh Dvapar paricharyaa kalo tad dhar kirtan bhagwan ka naam kalyug mein siddh sadhan hai bhagwat prapti ka jo Ram Ram nahi bol pate the mara mara bole wah bhagwan ke param pavitra ekantik leela charitra ki rachna karne wale ban gaye
agar ham sidhe bhagwan ka naam jap karte hain to naam itna samarth shali hai sumir pawan sut pavan namu apne bas kari rakhe Ram bhagwan ko adhin kar liya ajat ko jit liya to ham uthte baithe chalte phirte khate pite sote jagte agar ham Radha Radha Ram Ram Krishna Krishna bol rahe to hamen aur kisi sadhan ki zaroorat nahi isi se ekaagr ho jaega jaise ham Ram jap rahe na to ham likhe Ram apne manas patal par Ram aur andar ucharan kar rahe hain aur kan se sun rahe hain yahi ekagrata aa jaegi dhyan sahit ekantik naam
jap ekantik ka matlab andar se jap rahe mala lo ya na lo isse koi khas baat nahi bhagwan se kah do tum gino ham jap rahe hain tum gino aur andar hi andar jape ab jaise apne log Radha Radha to dekho dimaag mein likho man ke bina likh nahi sakte to aja likhoge Radha aur ucharan karo andar se Radha muhn band rahe aur kan se suno Radha to puri ekagrata zyada der ismen tikaya nahi ja sakta jab tak abhyaas nahi ho aur jaha abhyaas dridh hua to uthte baithe jaise ham aapse baat kar rahe hain to aapke chehre par Radha Radha baat ham kar rahe hain likh rahe hain to hamara naam jab chal raha hai saath mein y naam se badhkar kuch nahi hai uthte baithe chalte ismen koi niyam sanyam nahi hai aap nahaye ho ya na nahaye ho aap apvitra ho ya pavitra ho apvitra pavitro sarwa vasto pawa yam pundreekaksha savaya bhatra such va vaay aur abhyantar se donon se pavitra ho jaata hai jo bhagwan ka naam smaran karta khub khub anand purvak khu achyutanand kumar ji maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji aap kah rahe hain ki
aap padhai karte hain aur aapke age char chunautiyan hain ek hai adhyatmik naam jap karna pariviarik jimmedari adhyan karna aur office ka karya maharaj ji main charon chijon ko balance nahi kar pa raha ek samay pa ek hi kar pata hoon ki kaash mujhe nahi dekho pahla hai tumhara naam jab dusra hai parivaar ka poshan tisra hai arth kamane ke liye office ka karyakram hamen lagta hai sab ek dusre se jude hue hain parivaar ka poshan hoga arth se arth ki kamai hogi office mein ab isko ham agar Radha Radha karte hue
kam kar rahe to hamen kya pareshani hai maharaj ji main adhyan bhi karna chahta hoon aees ki tayyari karne ke liye mujhe to jitni der aap adhyan kar rahe hain har pach minute mein ek bar Radha bol kar ke adhyan karte rahie aur teen ghante char ghante jo adhyan kiya wo baad mein prabhu ko samarpit kar dijiye isse bhagwat prapti ka karya pura hota rahega samjh rahe hain aise office ka kam jo ekagrata purvak kijiye beech-beech mein Radha boliega aur char chha ghante aath ghante office ka kam keee aur aath ghante va prabhu ko samarpit kar dijiye he karunamay bhagwan main aath ghante se jo office ka karya kar raha tha wo aapko samarpit karta hoon isse bhagwat prapti ka yog ban jaega naam jap karte hue ekagrata purvak padhai karte hue ekagrata purvak apne kartavya ka palan karte hue aur kuch na kuch arth kamane ki cheshta karni chahiye office mein arth milta hoga to phir usse parivaar ka poshan hoga aapki padhai ka sahyog hoga aur beech-beech mein naam jap karte rahe samay ko bhagwan ko samarpit kar dijiye jo aath ghante 10 ghante ya padhai
ka samay wah sabke liye hai ye apne samay ko bhagwan ko samarpit karte raho isse bhagwat samarpan karm ho jaega aur wahi karmayog bankar bhagwat prapti kara dega kya jaata hai man lo aath ghante aap mehnat kiya aath ghante mein ek minute hath joda he prabhu yah amuk samay se lekar amuk samay tak jo main sansaar ke karya mein raha aapka vismaran kiye raha yah karya mein aapko samarpit karta hoon wah karm samarpan yog ban jaega beech-beech mein Radha Radha Radha smaran karte rahie samjh mein aa raha hai koi samasya nahi maharaj man mein kabhi kabh ek tees rahta hai ki jaise ki student life mein the maharaj to aapke ashirwad se Radha rani ke charnon se maining inj mein golda med to man mein lagta hai ki abhi matlab ye to anishchit chij hai accha yahi do kam theek se karte hain wo to phir man mein lagta hai ki nahi itna accha se udhar padhai kiya abhi mane abhi abhi nahi kar pa rahe thoda sa pehle jaisa samay milta hai student mane udhar piche ki taraf dimaag chala jaata hai to dimaag chala jae aap mat jao wapas aa jaega jahan hamara man le jae
hamko bhut ki taraf nahi jana bhavishya ki zyada chinta nahi karna vartman ko sambhalna hai to bhut aur bhavishya se donon pavitra ho jaenge donon mangalmay ho jaenge jo ham kaha ise karke dekho aap theek hai haan ham ye nahi kah rahe ki aath ghante barabar Radha naam jap karo beech-beech mein Radha Radha smaran karo aur office ka karya bhagwan ko samarpit karo padhai ka karya bhagwan ko samarpit karo jo arth mile usse parivaar ka poshan karo sab samasya ka samadhan ho gaya theek hai parantu Gurudev usse zyada bap prakt nahi ho pata hai na jab tak ham us chij mein chale na usse zyada bap prakt nahi ho pata na jab nahi pakka prakt hoga karke to dekho kitne din se kar rahe ho karta hoon kitne din se ek do sal to ye koi samay hua anant janmon ki bigdi agar ham kam se kam hamari sadai bhasha mein kaha jaata hai 12 varsh ek niyam ka palan karo tab jakar ke to samjh mein ave aur agar abhi pran nikal gaye to aap bhagwat bhav se ho na aapka har samay bhagwan ko samarpit ho raha hai wo aap use aisa khilwad mat samjhe jo karm jo
vastu bhagwan ko samarpit kar di jati hai wo akshay akshan aur bhagwat prapti ke yogya ho jati hai agar aapko fayda na mila hota is karm ka to tumhari buddhi yahan baithe ke liye perit na karti do varsh mein itna to ho gaya hai ki aap satsang sunna pasand karte hain aap sadhu samaj pasand karte hain aap adhyatma ki unnati chahte hain to yah thodi thodi baat hai maya grast jeev agar itna chah liya hai to age ki manjil puri ho jaegi ise aap khilwad na samjhe parantu jaise ham chahte hain ki bhagwan ki o zyada leen hoe bat uske liye thoda time zyada nikalna padega nahi time nahi nikalna hai time dena bhagwan ko pura dena aur nikalna alag hai niklne ka matlab hota sansarik kar chhodkar ke ham Radha Radha jape baith ke wo to aise nirantar chalta hi rahega t uske liye jab bhav prakt karna hoga jab are bhav prakt ho jaega fawda chalate hue jhaddu lagate hue kampyutar chalate hue ekdam jab ye tumhare karm samarpan tumhare paap ko nasht karenge na to sadharan se sadharan baat mein tumhen
rona ane lagega aur tumhen wahan bhagwan ki kripa dikhayee dene lagegi chalo to kuch samay tak dhairya purvak chalo beech-beech mein naam jap karo aur jo karm hai va bhagwan ko samarpit karo gandi baat mat karna jab ham koi anusthan karte hain to hamko niyam lene padte hain to jaise aapko bhagwat anand ka niyam lena hai to pahli baat kisi mata bahan ki taraf paap drishti mat rakho agar yah karoge to phir yah chalni mein gaiya da hai aur dosh dav ko de badhiya gay 10 liter doodh deti ho chalni samjhte ho na chalni mile jao ek bund nahi milega dhune ke baad aap ka do hamare bhagya mein likha hai nahi nahi patr sahi rakho to doodh tik jaega ab aap yah bhi karo aur wah bhi paap karm karo mata bahno ki taraf gandi drishti rakhna koi nasha karna gande bachchon ka sang karna gande drishya dekhna ganda chintan karna phir nahi baat banegi hamko smetna hai to sansaar ke har karya ko bhagwat mein banana hai kyonki bina karya kiye koi rah nahi sakta hamko bhi to karna parta hai karya nahi karna parta ham 12:30 11 baje aise jagte hain apni dincharya kar
rahe hain ab yah aapke saath baithe hamara karya hai jaise office ka karya hai kisani ka karya aise ham Baba ji hamara karya hai to ham apne karya ko samyak rup se niswarth bhav se koi kamna rakh kar ke nahi bhagwan ki prasannata ke liye karte sab ho raha hai unke sahare ho jao unko samarpit karo achhche aacharan karo sab theek ho jaega thoda samay tak dirgh kal lambe samay tak koi kisan aadmi kheti mein anaj bota hai dusre din thodi kaat leta hai chha mahine lagte hain va sinchai usko paushtikta dete hue phir wah ek man ki jagah 40 man ann paida karta hai aise hi aap thoda adhyatma hai thoda intazar karo samay ane par jab phlibhut hoga to aapko lagega ki ha kitna accha hai yah marg tu ji punjab se dh maharaj ji sabhi unhin ki ichchha se ho raha hai to uska phal hamen kyon bhugatna par raha hai jab sab tum apni ichchha karna band kar do tumh bhogna band kar ho jae kiska phal to haan apni ichchha band kar apni ichchha se karoge aacharan naka bhog tumhen bhogna padega tum bhagwan ki ichchha se chal rahe ho ki apni ichchha
se tumhari ichchha hai mere ko to lagta hai ki andar se jo bhav uthte hai kya bhagwan ki ichchha man man man hai jab tak man nahi mar jaata bhagwan ko prapt nahi hota tab tak jeev ko karm ka bhog bhogna padega avashya mein bhog tav katam karm subh subh karta bano tum bhagwan ke upar chhod do to phir bhogna padega aisa thodi hai accha karoge accha bhogna padega bura karoge bura bhogna padega aur jab man aur ahankaar bhagwan ko samarpit ho jaata hai to jeevan mukt ho jaata hai phir koi paap nahi lagega pure vishv ka bhandara ho jae to koi use punya nahi milega karta bhav rahit hona abhi to karta bhav se ho abhi kahan is bhav mein aa gaye ki jo ho raha hai va bhagwan ki ichchha se ho raha hai y bhagwan virajman ho gaye prakashman ho gaye ab jo hoga so to uske dwara kumargh gami pravriti thodi hogi aur kumargh gami pravriti nahi hogi paap nahi hoga to dukh hi nahi milega koi samasya hi nahi hai phir prashn hi nahi hai kyonki bhagwan ke dwara ho raha hai to main karta nahi to prashn kaisa
samjh pa rahe ho aap haan to ye abhi is daleel se nahi chalega teri satta ke bina patta nahi hilta to phir narak bhi uski ichchha se bana hai rog bhi uski ichchha se bane pulis department bhi uski ichchha se dande lagega ye bhi uski ichchha hai ye bhi uski ichchha hai to matlab yahan chatur to chale gale ek bade vidvan the to bada upvan lagae hue the bagichi kua bavad sab phool sundar to ek gay chadhti hui andar aa gayi to shayad unka marne ka uddeshya nahi hoga kyonki dharmartha the to unhone ek patthar ka tukda uthaya aur aise to gay ke mastak mein lagi aur turant giri aur mar gayi ab gau hatya prakt ho gayi gau hatya samne aae aur kaha pandit ji sweekar karo mujhe tumne abhi gau hatya ki bade vidvan the unhone turant Devraj indra ka vas hath mein hai jaise charnon mein Vishnu ka vas hai alag-alag devtaon ka unka Devraj indra ne mara kyonki hath mein patthar aur patthar se aise y Devraj indr va gau hatya Devraj indr ke paas gayi to indra ne kaha hamne kab ga hatya ki bole aapka hath mein vas hai
brahmin bole shastr mein aisa varnan hai to aapko bhogna bole chalo hamare saath gupt rup se rahna wahan gaye seth ke rup mein bole pandit ji pranam kya sundar phool lage hue hain kisne lagaya bole hamne vah bahut sundar y bagichi hai kisne lagaya hamne aur ye kua hamne bole gau hatya indra ne chadh ja iske upar accha kam kiya to hamne bura kiya to Devraj indra ne ga hatya ko turant usko sweekar karna para to dekho y chatur nahi chalegi ahankaar jab tak bhagwan mein samarpit nahi hota tab tak yah baat kahne ki keval rahegi paap bhi bhagwan ki satta se horha agar manoge to narak bhi bhagwan ki satta se danda bhi bhagwan ki satta se rog bhi bhagwan ki satta se isliye hosh mein do vibhag kiye gaye ek paap karm aur ek punya karm pehle punya karm karke paap karmon ka tyag kar do phir punya karm mein karta bhav ka tyag kar do bhagwan ka naam jap karo bhagwan ki prapti ho jaegi Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha
Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Ram
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…