ekantik vartalaap evam darshan #795 · 20 january 2025
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
ranjeet sinh ji Delhi Radhe Radhe maharaj ji charan sparsh koti koti pranam maharaj ji bachpan se hi sadhu sang mila maharaj ji meri simran mein achchhi baithak hai jo ki main swanso ki mala se japta hoon parantu kuch samay se simran bahut accha chal raha hai parantu utna hi kam krodh havi hote ja rahe hain maharaj ji aap is samasya ka nivaran karne ka haan to kam krodh aap mein thodi aa rahe hain aap to sumiran mein antahkaran mein kam krodh aa rahe jaise pdos mein aa rahe ho to aap sakshi rahie nasht ho jaenge aa nahi rahe hain tumhare man rupi chip mein pehle se message hai unke wo delete ho rahe hain ab jab sumiran mein baithoge na to us samay zyada aaenge dekhna to us samay ate nahi hai tumhara man nirmal ho raha hai tumhare man se wo delete ho rahe hain jaise mobile ka koi bhi message hamare samne delete karna ho to aayega na ki ye message delete to karodon bar arabon bar kam ke message hai ab ham naam jab kar rahe to wahi kam wahi kam to hamen lagta hai kam nasht nahi ho raha nahi ek ek delete
hota chala ja raha hai par hai usi vishay ka message to hamen lagta hay bar-bar kyon aa raha hai bar-bar wo wahi wo jo pehle aaya wo to nasht ho gaya ab ye usi ka dusra aaya wo bhi nasht ho gaya usi ka tisra aaya jap karte raho dhire-dhire khali ho jaega man nirmal man jan so mahi pava mohi kapt chhal chhidr na bhawa to aap sumiran par dhyan dijiye kam krodh par nahi wo message delete ho rahe hai wo gandi baten sab nasht ho rahe hain theek hai ji neetu sinh ji Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji mera vivah Sikh parivaar mein hua hai yahan ane ke baad mujhe naam simran ki mahima kya hai gyaat hua kyonki mujhe sant ji ka sangat mili seva mili Baba ji aapne satsang aur katha mein hamare man mein uthne wale prashan ke uttar swayam hi diye aaj wah sakar rup mein hamare beech mein nahi hai parantu jab se aapke darshan kiye hain to mujhe apne Baba ji ki sang mil gaya aisa lagta hai maharaj ji parantu main grast jeevan mein itne vyast hone ke karan pashyanti jaap
tak nahi pahunch pa rahi hoon main agyani murkh apni sthiti kaise janun maharaj ji aapke prati mujhe apne Gurudev bhavna aa sthiti janne ki kya zaroorat hai hamen rasaswadan karne ki zaroorat hai ki sthiti se koi aapko sartiphiket chahiye kya aap vita aapko sartiphiket chahiye ki aap kis sthiti ke mahapurush hai are aap naam jap kar rahe hain wo naam sacchidanand mein usi mein doob rahe hain jitni der dhyan laga dhyan laga nahi kam karte hue naam jap karen hamari jivya se naam chalna chahiye bas hamko ek sthiti dekhni ki koi bhi minute naam na chhute bas hamko ek baat pakdni hamko vakhri madhyama pashyanti para in vani hon ki taraf nahi dekhna hamen naam ki taraf dekhna tera kiya mitha lage hari naam padarath nanak mange har samay madhur madhur bhagwan ka smaran chal raha hai isse badhiya kya hai nanak naam jahaj hai chadhe so utre par hamen naam mein dekhna hai har samay naam chal raha hai ki nahi chal raha bas kahan se chal raha hai ye hamen nahi dekhna se chal raha hai ki kanth se chal raha hai ki hriday se chal raha hai wo sab apne aap
aa jaega jab aap nirantrta naam ki karenge to bakhri se upas upam se mansik mansik se parava mein apne aap pahunch jaega aapko chinta nahi karni aapko chintan karna hai aapko naam jap par dhyan dena hai theek hai lika chatarji maharaj ji Radhe Radhe maharaj ji ham apne man buddhi vachan aur apne panch indriyon ko purnata kaise pavitra karen kyonki aisa lagta hai ki ye sabke pavitra hone par hi bhagwat prem ya bhagwat u utpann ho kiska hai haan bilkul theek baat hai jo hamari indri aur man pavitra hota hai tabhi bhagwat prem jagrit hota hai iske liye bhagwan ki leela katha sunna bhagwan ke bhakton ke charit padhna sunna naam jap karna naam kirtan karna thoda bhagwan ki seva virajman karke karna aur jo hamara sansaar mein kartavya karm hai usko bhagwan ki puja man ke karna chahe jo bhi kartavya karm ho us kartavya karm ko bhagwan ki puja man lene se ab ham jo indri aur man bartaav karega wah pavitra hone lagega jab ham bhagwan se vimurkh indriyon se bartaav karte hain to kitna bhi pavitra karya ho va man
indriyon ko apvitra karta hai aur jab ham bhagwan se judkar karya karte hain to apvitra karya bhi man aur indriyon ko pavitra karne wala ban jaata hai jaise sansaar kita hai apvitra karya hai lekin use ham bhagwan ka adesh man karar ke srishti mein bhagwan ne mujhe grihasth dharm diya grihasth dharm mein yah cha charan hai to bhagwan ki prasannata ke to wah aacharan jo jitendri aadi pavitra pradan karte hain wah kam bhoga aadi aacharan uske indriy man ko pavitra karne wale ban jaenge kyonki va dharm vishyak bhagwan ko saath chintan mein lekar ke apne kartavya ka palan kar raha hai kartavya ka palan karne wale ka man aur indriy pavitra ho jaata hai aur jo kartavya vihin hai phir manman aacharan karne se indriy aur man apvitra hote hain to naam kirtan naam jap sadhu sang satsang aur bhagwan ke bhakton ke charit padhna bhagwan ke charit sunna bhagwan ke charitra ka manan karna aur apne kartavya ka palan karna isse bahut jaldi indri pavitra ho jati hai aap aisa karke dekhiyega Rohit Sharma ji Noida se Radhe Radhe
shri Harivansh maharaj ji maharaj ji jab bhi main kisi bhi dharmik sthan par jaata hoon tab mujhe kabhi bhi rona nahi aata main bhav bor nahi ho pata ma ji aisa kyon hriday shushk to rona nahi aayega hriday dravit to rona aa jaega shushk hriday kathor hriday malin hriday purv ke karmanusar hamare hriday ka swaroop hota hai jaise purv mein bahut paap hue to kathor nirday hinsak swabhav hriday mein ekdam crurta kuch log aise hriday wale jo dusron ko tadpate dekhkar unko maja aata hai unko accha lagta hai kuch aise
dusre ko tadpate dekhkar swayam vyakul ho jaate hain main dukh kaise dur karun to wo kathor hinsak hriday paap karm ke karan aur wo nirmal hriday ho raha hai to dusron ka dukh bardast nahi kar pa raha hai to hamen chahiye apne hriday ko nirmal karen bhagwan naam jap mein bahut badi samarth hai naam jap karen aur paropkar karen dusron ko sukh pahunchae to hamara hriday devit ho jaega aur rona ane lagega hriday devit hoga to chhoti-chhoti baat mein hriday lagta hai kaise isko sukh pahuncha du kaise iska dukh dur kar
du aisa theek hai naam jap karo paropkar karo ganda bhojan nahi hona chahiye ganda darshan ganda shravan ganda chintan gandi kriya phir agar yah hota raha to phir nahi kam banega inko rokna hoga mobile se gandi baten mat dekho ganda chintan mat karo gandi kriya mat karo ganda ahar mat karo to aap dekhoge naam jap ke karan aapka hriday dravit hone lagega Gurudev isi mein kya aisa bhi hai ki jab hamara bhagwan se chit judta hai to andar se chij jab ashu nikelte hain to vikar nikal raha hai ya hamare nahi wo vikar nahi hota hai jab bhagwan ke liye aansu nikelte hain to param pavitra hote hain nirvikaar hote hain jab bhagwan ki charcha chal rahi ho chintan sansari koi dukh ka chal raha ho phir ro rahe to bakar hai bhagwan ke liye aansu girama bahut badi baat hoti hai bhaiya shuddh bhagwan jaise bhagwan ka chintan bhagwan ki katha bhagwan ka naam kirtan ho raha hai aur ekdam bhagwan ke dhyan mein tanmay ho gaye aansu chalne ye bade pavitra hote hain ekek aansu bada kimti hota hai jo bhagwan ko ham arpit karte hain jo bhagwan ki khushi
mein ki aapne itna sab kuch de diya aap diye chale ja rahe ho kaise phir haan ab chunki aapki drishti mein sansaar hai bhagwan ne ki aapne yah diya aapne ye diya aapne ye diya aapne ye diya to aap khushi ke aansu us dene wale ho agar haran kar le haran kar le to phir aap anukulta mein jai niklti hai pratikultaa mein jai bole so bhakt tera kiya mitha lage pratikultaa mein bahut kathin baat bahut kathin baat hai par bhakti mein itni samarth ko pratikultaa mein bhi jai bolegaa to jo jab hamare lakshya mein bhagwan ho bhagwan ka agar ham kripa manaye to yah vastuon ko lekar nahi kitne kripalu aapne mujhe manushya sharir diya kitne kripa mujhe sadhu sang diya kitne kripalu mujhe bhakti di kitne kripalu naam jap mein priti di yah ham baat soche nahi sut dara dhan lakshmi papiyo ke ghar hoe sant samagam hari katha tulsi durlabh do ham is baat mein ki hamen kitni sundar sampatti di Bhogeshwar is par na jae ham is par jae ki hamare upar kitni kripa hai mujh adham ko is sansaar ke beech mein rakhkar apna bhakt banaya apne chintan mein
lagaya apna sumiran diya ki kitne kripal waheguru kitne kripal ho prabhu aise banana chahiye bhagwat sharan ji maharaj america Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji a bhakton ko sahaj rup se kaise bhakti marg se joda ja sakta hai a bhakt koi hai bhakt ki drishti mein pahli baat to hamen apna sudhar karna hoga ham agar apne prabhu ke siva bhi kuch dekhte hain to abhi hamen apne sudhar ki zaroorat hai hamare samne prashn karta mere prabhu aae hain aur mere dwara va paraspat varta karva kar ke mujhe kriti krit karne aae hain na ki va agyani aise hi bhagwan mujhe seva de rahe hain ki meri bhakti ka in mere rupon mein prasar karo prasar unhin bhagwan ke charnon ka aashray lekar pehle unko bhagwat swaroop dekhkar phir ham apni baat karen agar ham sidhe akta to hamara sawal hi hal nahi hoga kyonki galat ho gaya ek hasil na jode to sawal hal nahi hota hai koi a bhakt nahi hai sab jag dekhe chai kay kaho hari bhakti bin priti ka nahi ai shri Harivansh kripa bina sarvatra mere hari virajman hai hari ke siva kinch
mata par taram nant kinch dasti Dhananjay to yah baat mere liye thi na kyook mere se ho rahi ki main hari na dekh kar ke swang dekh raha hoon rajogun swang tamogun swang satogun swang lekin is swang karta ko nahi dekh pa raha hoon to swang se sawal halo hone wala nahi wo swang aise aise karega ki aap pareshaan ho jaoge swang karta ko dekho sadhu kriya nahi dekhta karan tatv dekhta hai pehle to hamko apna sudhar karna hai hamen sarvatra bhagwat buddhi karni hai ab bhagwat buddhi se hamko jo swang
diya gaya hamko guru ka swang diya gaya aap shishya ban kar ke to phir ham uska arat adhikari jab pave gudh tatv ton sadhu durave agar aap art aur adhikari ban kar ke ate ho to ham aapko aapke yash se paripurn kar denge agar aap vimurkh ka role karke ate ho to akh mand lenge ham akh mand lenge ki he prabhu aapka yah rup hamare bas ka nahi hai aap apne swaroop mein hi rahie agar aap art aur adhikari bankar dainya kyonki jab tak dainya hokar sant ke paas nahi jaya jaega aur ham apni taraf se updesh karenge to uska prabhav us par nahi padega donon baten hain ek va pehle laye apne sudhar mein aur phir laye prashn ke uttar mein ki arth aur adhikari wo kisi bhagwat kripa se prerit hokar wo adhyatma ko janna chahta hai bhagwan ko janna chahta hai aur aapke charnon ki sharan mein dainya tab to uska prabhav padega anytha phir ham apni taraf se kisi ke upar bhakti ka prabhav dikhae to nahi pare Duryodhan badlna nahi chahta to bhagwan nahi badal paye donon tarah mein hamen aandit hona hoga pehle mein mere bhagwan hi
svaroopon mein hai dusre mein bhagwan jis rup mein hamare samne ate ho vaisa vihaar aapke saath karenge yadi aap abhadr rup rakh kar ke ate ho to ham maun aur shant ho jaenge agar aap bhadra rup rakh kar ke ate ho to mukhar aur aapko shanti pradan karne wale vachan bolenge hamara a bhakt ko bhakt banana nahi a bhakt se bhakt banna hai sampurn charachar jagat hamara Swami rup hai aur main sevak rup ye kura api papan nach sata sambh dyaa sarwa vastut param swa buddhi pehle y dridh ho jaenge phir ham aapki seva karenge to ismen koi sanshay praveen joshi ji shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke prav mein suna hai ki Gurudev chitt mein baith jaate hain ismen shishya ka kitna pratishat hai jo ayogya hai aur bhogon mein ke prati bahut zyada akarshit hai aaj ka satsang suna hai kya uttar to mil hi gaya hoga agar satsang suna hoga aaj ka satsang sidhe vakalt thi prabhu se vakalt thi agar usko pakar pao to pakdo ki aapki hi maya hai aur aapke hi ham hai agar aap maya ko nahi dato ga to ham piste chale jaenge
aapko dantna padega apni maya ko dantna pare nath jeev tav maya moha so nistar tumhari cho ha to vastvik baat to yah hai ki hamko keval aise hona hai ham aise nahi ho pate hain hamara ka tatva abhiman bhog tatv bhav ye hamko aise aise ho jao nihal ho jaoge bandhan keval deha abhiman ka hi hai ka tatva abhiman ka hai ahankaar vimu atma karta mati mante ye ahankaar hi sab dukho ki jad sanskriti mul sul prad nana sakal shok dayak abhimaan yah guru ki sharan mein agar sant ki sharan mein bhagwant ki sharan mein ham is apne ahankaar ko samarpit kar pave to ham nihal ho jae ham kuch nahi kar payenge akhiri baat hai ham kuch nahi kar sakte agar kuch kar sakte hain to apna bigad sakte hain ab aap jano he nath mein re banae na banegi koti kalap lo aapke banae banegi pal pav pach minute chuk ko yah nahi kahega ki bechara 50 sal se lad raha hai pa minute har gaya nahi maga maharaj sadhu ka jeevan kya hota hai sadhak ka jeevan kya hota hai wo wahi janta hai jo asliyat mein chalta hai jo balance bana ke kha pi ke chal rahe to
baat alag hai jo sanyam se chal rahe hain ab iske baad bhi man ki gati sudhna hi nahi chahti lakh ba samjhao yah bhagwan ki jhuthi maya hai ismen man laga ke apna samay nasht karna jeevan nasht karna thodi der to samjh mein aata phir wahi phir wahi to isliye maharaj aap hi apni maya ko dant do mere bas ki baat nahi hai yah akhiri mein aata hai yey akhiri sharanagati aur sharanagati hi bhagwat prapti hai jab ham kisi kam ke nahi rah jaate suneri maine nirbhal ke Balram tabhi baat banti hai nahi to kahin na kahin ap bal tap bal
aur bahubal chauth bal hai dam ye bana hi rahta hai vidya rup mahat kul dhan jovan abhiman sat kantak dekhe jahan raan bhakt nidan yah bhagwan ki kripa se keval sudhna kya hai jante ho ahankaar mitna hai bas jitna ahankaar galit hota chala jaega utne adhyatmik unchai par aap chalte chale jaenge deha abhiman hi jeev ke bandhan ki shrankhla hai jaise wo traiktar mein fasane wala nahi hota aise kar hal joot wala alag traiktar alag wo jo fasane ki shrankhla ahankaar hai ahankaar hat jae maya alag aap alag yah sab maya hi
hai isi mein to fase maya koi bahari thodi hai yahi maya hai yah bhagwan ki prakriti ke dwara racha hua jo sharir hai isi sharir ko main man kar ke to jab ham purn samarpit ho jaate hain to chitt par adhikar Gurudev ka ho jaata hai kisi ke naam mein apni jamin kar de to adhikar uska nahi ho jaata to tan man pran Gurudev ko samarpit ab Gurudev ka adhikar ho gaya to tumhare man ko pakar lenge tumhare chitt ko pakar lenge tumhari pehle tumhari pariksha hogi ki tumne naam kar diya ki nahi agar aaya ki mere saath matlab property aapki hai ab aap sambhaliye maine to kuch bura hi nahi kaha bematlab hamen dant diya dant karke bahar nikal ke khada kar diya tumhare ko abhi dant lag rahi hai kya tumhen bura lag raha hai kya a accha bura lagna iska matlab abhi aapne kuch diya nahi hai agar tan man pran samarpit kar diye to Gurudev ahankaar ko chakna choor kar dete hain samarpan se shuru hoga ahankaar ka nash ka prakriya ab wo gurujanon ke bhav hai kaise nasht karen gyan dek nasht karen ya
aapko vastvik prakriya mein lakar nasht karen aur ahankaar nasht hua bhagwat prapt ho gaya sara khel is ahankaar ka hai aa samarpit kar do tabhi kaha gaya tanwa mano bhi ramal saham tata sharir se man se vani se nirmal hokar main aapki sharan mein hoon samjh pa rahe ho bhaiya san aap aap kahte maya par sharir hamara aapki tat dekhta hoon main London mein rahta hoon do hafte pehle aapne dekh tabeeyat bahut kharab kiya rote log waha pachh matlab pata maya hai lekin rona aata kya kar sakte maya ke do vi bhag kar lete hain maya ke do vibhag kar lete ek bhagwat samarpit maya prasad rup aur ek swatantr maya vishad rup yah prasad rup hai yah maya krit sharir hai par ye bhagwan ko samarpit hai to prasad ka aadar hota hai aur prasad mein priyata ho jati hai aise ek kilo koi barfi de to aise nahi mangoge lekin mandir mein jab agar ek dona mein barfi ka bhog laga liya to apne mangne ki ichchha ho jati thoda prasad wo bhi to maya hai barfi lekin bhagwat arpit ho gaya to prasad ho gaya na to yah jeevan bhagwat arpit ho gaya hai
bhagwat arpit hone ke karan ismen bhagwan ka adhikar ho gaya to ab ise maya nahi kaha ja sakta brahmvid brahm bhavti jo brahm ko jaan leta janat tumh tum ho jae to phir sharir bhi brahm swaroop ho jaata hai sharir bhi brahm swaroop ho jaata hai paras ke sparsh se loha sana ban jaata hai aise bhagwat chintan ke prabhav se santo ka sharir maya nahi hai santo ka sharir bhagwan ka sa pratyaksh sanidhy hai bud mangalmay sant samaj jo jag jangam tirth raju chalte phirte Tirtharaj prayag hai bhagwan ke sant ek
hai ki jake gota lagao aur ek hai dekh ke gota lagao chalte phirte darshan matra se tumhen param pavitra kar de bhagwan ke premi jan to bhagwan ke bhakton ko sharir jo mila hai use bhagwat prasad swaroop kar chuke hain isliye unka sharir chu jae to paap nasht ho jae daras paras ag nas vas nij sang darshan matra se ek anand sparsh matra se sarv papon ka nash sambhshan matra se brahm bodh tat swarg apvarg sukh dhari tu laay kang tulan tahi sakal mil jo sukh lav satsang mahapurushon ke kshan matra ke sang se maya ka nash ho jaata hai tov maya mein kaise ho sakte hain va maya mukt hai nahi ek maya hai jo prasad swaroop hai ek maya hai jo vishad swaroop hai ab jaise ek vastr hai ab isko bazar se khareedo jakar to uska kya mahatva abhi ham aapko de de to aapko kaisa lagega vastr hi to hai na abhi ham aapko de de to aap isko jeevan manenge agar thodi bhi priyata rakhte hamare prati Baba ne apna vastr mein de diya nahi karenge aur bazar se kharid la priyata nahi hogi to aise jo vastu bhagwan aur bhakt
ko samarpit ho gayi wo maya na hokar prasad rup ho jati hai aap jo dekh rahe hain prasad dekh rahe hain shri ji ka prasad dekh rahe hain shri ji ke prasad ko dekh rahe hain shri ji ke prasad ko sun rahe hain aur shri ji ke prasad ko chakh rahe hain jo vani shravan idri ke dwara ja rahi uska swad le rahe hain ham log maharaj ji adam hai ham log shri ji ki kripa se aapke paas aa gaye lekin shayad itna gyan nahi abhi tak aa paya hai ham log is sthiti se nikle kaise ki aap jo bolne ki maya hai ham kaise apne aap ko us chij se nikale ki chalo mere Guruji hai pura theka de do prabhu ko chhoti-chhoti khidkiyan kahan tak samarpit karoge agar satsang sunao dhyan se thesak rakho ki jaach hamne kaha gale par jao prabhu ke jaise tuta hath gale ho na to shauchalay mein to gale mein bandha hai aarti kar rahe to gale mein ba ab wo gale para hai ham kahin bhi ho prabhu ke siva hamara koi sathi nahi prabhu ke gale pado ke gale pa hamko sochna ye hriday mera nahi yah to hamne shri ji ko de diya bhaiya tum kam ko bulao
chahe Ram ko bulao tumhara kam Radha Radha le fursat wo kam sphurna band ho jaegi dhire se dekh ganv samaj ki jagah mein koi bhi adhikar kar sakta hai koi bhi kar sakta hai lekin niji property par kisi ka adhikar nahi ho sakta to ye ab niji property ganv samaj ki nahi hai jo chaho apna adhikar kar lo ye hamare mai shyama ju ko raj ye tan man pran jeevan prabhu ko samarpit hai ab kam bhi aayega to unse paas hokar aayega aur jo unse paas hok aayega to ham raji hai maharaj agar aap hamen kam hi rakhna chahte to ham raji hai aap jismen raji ho usmen main raji hoon yah aapka ghar hai aap jaisa chaho karo bilkul theek ho jaoge bilkul tabhi ham aaj kah rahe the apni jimmedari apne mathe par lekar bojha dho rahe pure tribhuvan ka bhoja sarson ke dane ke saman maharaj rakhe apne phal par anant bhagwan ham apne apne shariron ka apne apne gharo ka bojha dho rahe keval agyaan ke karan train mein ek aadmi daud raha tha dibbe pa pooch bhai tu kyon daud raha hai bole amuk station jana bole gaadi chal rahi tu
baith ja gaadi chal ra pura srishti chakra chal raha hai unke vidhan se tu to anand se baith ja bhagwan ki sharanagati par ab wahi hoga jo pyare ne racha jo pyare ne racha bada mangal hoga kya pareshani hai kuch pareshani nahi agar ham prabhu ke bhrose ho jae to sahi pocho anand ki baadh hai koi pareshani nahi aur yah tab kah raha hoon jab bahut pareshani hai nahi dekhi jati pareshani aapki nahi dekhi jati aap batao dekho chehra sujha hoga lekin aapko kya chehre se aisa lagta hai main vishad yukt hoon main pareshaan hoon
aisa lagta hai thoda sujan to hogi k kidney phele to sujal to hogi thodi to hamen koi pareshani nahi hai har samasya ka samadhan joi joi pyaro kare soi ma ul Gurudev aapko dekh ke ham aur enarji se bhar jaate hain haan bilkul bharna chahiye power aa ja haan bilkul bharna chahiye shama ha aandit hona chahiye ham bhagwan ke ansh hai bhagwan ke bachchhe hain baat sun ke to pata nahi kitne logon ko aise hi enarji de dete hain haan to ghut ghut ke marne ke liye thodi manav dev mila ek baje raat ko hamare Gurudev aise date hain sin ki tarah baje ta ek da ham jawani mein ro rahe hain mar rahe hain bote kahte gazab baat nahi bhagwan ka bal hota hai tabhi bol dete aise thodi bol dete bhagwan ata nahi bhagwan avtrit ka hota hai bhagwan apni mahima se utarte hain to bhagwan bhakt ke tasm jane bhed bhavat bhagwan aur bhakt ke jeevan mein abhed aa jati hai ham unka chintan karte karte wo hamare hriday mein akar baith gaye ab wo dikhayee de raha Premanand namak sharir lekin uske andar ar jo baitha hua hai va paramatma hi swayam sanchan
kar raha hai ab ham kidney se nahi chal rahe ham paramatma se chal rahe hain ham bhagwan se chal rahe hain tabhi logon ko lagta hai aisa kaise ho sakta hai y sujan ujan nave to kai bar brajvasi jan puchte Baba to sachchi bata teri kidney kharab hai avatar avatar ka matlab hota utrna bhagwan is hriday mein utar gaye bhagwan ki har office hai va chahe jis office mein jagrit ho jae tov jagrit ho gaye to wahi prabhav pa ne laga nahi to gali mein para ek loha pairo ki thokar kha raha tha paras mani chu gayi to sona ban ke mukut ban ke devta ke mathe par chamakne laga to ismen sona banana paras mani ka karya tha tab va nahi to loha thodi mukut ban pata to aise bhagwan aur Gurudev y kripa karen toy sab ho gaya kya bhagwat ji mein bataya gaya hai ki Gurudev ka sharir bhagwan ka sharir hai at tantam ashubh vinan bhakton ka ashubh nash karne ke liye andar se bahar se Gurudev ka swaroop brahm swaroop bilkul Sanjay kela ji Radhe Radhe Guruji guru ji tujh mein Ram mujh mein Ram sab mein Ram samaya hai Guruji yadi sab mein sabke hriday mein pehle
pehle isko anubhav karke dekho phir age yadi nahi lagega Guruji pa hamari baat samjho tujh mein Ram mujh mein Ram sab mein Ram samaya ab pehle anubhav karo jab y anubhav kar loge to yadi lekin parantu agar magar kuch nahi lag payega ab anubhav kiya nahi to yadi laga diya aapne anubhav aisa hai aapko ekchuali sansarik jeevan mein hai Guruji ekchuali kuch nahi anubhav aap kya puchna chahte guru ji yadi sab mein sabke hriday mein bhagwan nivas karte hain to phir insaan ek dusre ke saath kyon bhedbhav rsha chhal kapt karta hai
kyonki wo bhagwan ke swaroop mein nahi hai va de deh maya krit hai aur maya krit mein indri hai bhog hai ab bhogon mein priyata hai to adhik bhog sangrah karne ki lalsa se va chhal kapt karne lagta hai apne ko bhul gaya ek sinh ka bachchha chhota sa bhed chala raha tha bhed chalane wala to bhedon ke sang lag gaya usko gyan nahi tha ab roz wo sata khata bhed ke saath jahan bhed chalti waha va khada rahta ek din sinh aaya bhed khane ke liye usne dekha ye to meri jati ka hai to usne kaha yahan kaise ho bole
yahi to hamara ghar hai are bole ghar nahi hai yah tera ahar hai tu isko parast kar sakta hai ek bar dahad to mere jaisa tu mere jaisa hai bole nahi nahi main tumhare jaisa nahi hoon to talab mein le gaya bole dekh mere jaisa rup hai main dahad raha hoon tu dahad are to usko laga main sher ka bachchha hoon jo dahada to na bhed nazar ai na gadriya nazar aaya donon bhag gaye to baat samjho ham log apne swaroop ko bhul gaye hain tabhi hamne kaha ki yadi shabd age tab lagega jab aapko anubhav nahi hai agar yah anubhav hoga to phir ye yadi nahi lagega na aapko anubhav hai aur na samne wale ko anubhav hai to donon Ram se rahit hai Ram mein hote hue bhi wah apne chintan mein Ram se rahit hai isliye kam unke upar savar hai aur kamna ke karanon vishay sang chhal kapt chori hinsa aur nana prakaar ke durachaar aacharan karte hain kya satya hai ki kan kan mein Ram kshan kan mein Ram har jagah Ram vidyman hai wahi aap ho lekin hamen to aap dikhte ho Guruji chalo hamen tum hamen man lo ham tumhen man lete hain khatm ho jae jan
jat par man le asliyat mein asliyat mein man lo to baat ban jae agar asliyat mein man loge to phir hamari kisi bhi vritti mein tumhen dosh darshan nahi hoga rajan kumar ji dhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji brahmavadini prabhu ke charnon ka anuragi ban yah akanksha rahti hai yatra yatra mam janm bhir chahe jaha janm ho nar ke parme pade thava narak mein ya param pad mein Radhika rat nikunj mandli tatr tatr had mein viraj Radha Madhav apne parikar ke sahit mere hriday mein spit hote rahe chahe narak bhej do chahe param pad iski mujhe koi parvah nahi jaise bharat ji kah rahe hain dharman arthan kam ruchi gati na cha nirwan janm janm ratiram pad y vardan an bhakt to moksh chahta hi nahi hai moksh hai brahmavadini ka valta nirvaan pad se to bhay lagta hai bhakton ko mujhe moksh nahi chahiye mujhe Priya pritam ke sevka chahiye unke charnon ka sanidhy chahiye unke liye rona chahiye ham baith kar ke unke chintan mein roye ha ladli ha Krishna ha pran pyare yah chahiye hamen moksh nahi chahiye to brahmavadini ke naam
kirtan naam jap leela katha shravan leela katha gayan seva iska phal prem hai iska prem bhakt kabhi moksh nahi chahta samjh rahe videsh mein na ji ek main 25 20 2 sal gaya pehle gaya tha aur kya wo na pehchan apni bhul rahe hain aur unko dekh ke mere ko ye dar lagta hai mera bachchha bhi usi usmen kyonki dabaw nahi jaisa vatavran hota hai uska prabhav parta hai par yadi jo rahim uttam prakriti ka kar sakat ku sang chandan vish vyapat la raat bhujang aapko batae aise shishya america mein ki aap dekhoge to aap ascharya manoge ki aisa kaise ho sakta hai itna unki dincharya fit hai ki matlab ek sadhu keesi dincharya hai to ham ye kahte hain agar hamara uttam swabhav hai to kahin bhi jao badal nahi sakte aapko bhajana Nandi banna padega to aapke bachchhe sahi bharatiya sanskriti mein rahenge agar aapke aacharan bhajan se bilag hai to phir bachchhe to jahan samaj mein rah jaata ka prabhav parta hi hai Sanjay ji surat se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji dusron ki apekshaen aur apni khushiyon ke beech santulan kaise bina
bhagwan se jude nahi santulan itni adhyatma mein kshamta hai ki ham dusron ko bhi sukh pradan kar sake aur ham swayam shanti prapt kar sake Shraddhavan labhte gyanam tatpara sat indri gyanam labdh param shanti machh aad gachati sukh ka tatparya shanti sukh ki paribhasha hai shant anand mein man mein apman mein shant ninda mein stuti mein shant dukh mein sukh mein shant labh mein hani mein jai mein parajay mein shant iska naam hai sukhi hona bada sukhi aadmi hai shant rahta hai shant purush hi dusre ko sukh pahuncha
sakta hai shanti kab aati hai Shraddhavan jab ham adhyatma mein shraddha karen sant mein shraddha karen shastr mein shraddha karen to hamen gyan prapt hota hai jo gyan prapt hota hai usse ham apne indriyon ko apne man ko shasan mein lave phir jo gyan prapt hota hai do prakaar ka gyan hota hai ek hota hai shastriya gyan aur ek hota hai andar ka anubhut gyan to jo dobara gyan hota hai wo andar ka anubhut jo anubhut gyan hota hai va param shanti machre nad gachati wo param shant iske
dwara jo ki hui pratikultaa hai wo mere hi kisi karm ka parinaam hai turant gyan ne diya aur turant shant andar se prasann hai wo gali deta ja raha hai andar se prasann hai ki mere hi kiye hue karm ka phal mere ko prapt ho raha hai to dusre ki apeksha hoti hai aapse sukh lena aur aapki apeksha hoti dusron se sukh lena isiliye system ban nahi pa raha aapki apeksha hai dusron ko sukh dena aur dusron ki ichchha hai sukh lena ab badhiya patri baith jaegi aap mujhe dukh dijiye mera tiraskaar kijiye main aapko sukh dunga yah adhyatma van hi kar sakta hai vyavahrik nahi kar sakta sansaar nahi kar sakta karat ja am sahan nindak tin par anugrah kiyo jo hamare saath galat vihaar karen ham unka bhi mangal chahe yah kshamta keval adhyatma mein hai dusri jagah nahi hai to dusra apeksha karta hai hamse sukh ki shanti ki khushi ki anand ki ham denge lekin ham usse apeksha nahi rakenge to ham mahan hote chale jaenge aur ham dusron ko sukh de sakte hain anytha asamabhav asamabhav hai bina adhyatma ki sthiti nahi
hoti Anil vishnoi ji jodhpur se Radhe Radhe ji maharaj ji aapke charnon mein dandvat pranam pujya maharaj ji aapki kripa se jagrit agyaa chakra ke bhhedan ke liye kitna naam jap karna avashyak hai ja ham roti khate hain to meri haibit hoti hai ki mere ko kitni roti mein pet bharega padosi nahi bataega padosi bataega kya ki sahab aap aath roti palo aapka pet bhar jaega aur agar 16 pata hai to to aapka kitna purv paap hai aapka kitna purv karm hai unko bhasm kiye bina y Bhagvati ki sthiti ki taraf age nahi badha ja sakta ab uska vidhan chha mahine mein dhruv ji ne apna kam bana liya dhruv ji ne chha mahine mein unki sadhna bakaya thi chha mahine ki puri ho gayi to sabke jeevan mein purv stak kya hai punya tapasya bhajan ya paap adrma aacharan kukarma kya stak hai yah to vidhan vidhata hi janta hai to hamen naam jap karte rahna hai usko jab hona hoga ho jaega hamen sankhya se koi lena dena nahi kyonki jitna naam jap hota jaega utna purv paap jo sanchit karm yah sab nasht hota chala jaega apne aap
gyan prakashit ho jaega samjh rahe hamari baat kaiptan stuti pathak ji dha vallabh shri Harivansh Radhe Radhe maharaj ji shri Harivansh maharaj ji jab se main aapke sani aapka mila hai aur jab se Radha rani mere jeevan mein ai hai tab se maine sache sukh aur shanti ka arth samjha hai pehle main bas yah jeevan ji rahi thi lekin iska uddeshya samjh nahi pa rahi thi maharaj shri ek prashn hai yadi ham bhagwan ke ansh hai aur unse utpann hue hain to hamare prambhik swaroop mein to koi karm nahi tha phir kyon hamen is sansaar ke janm chakra mein phasa diya gaya un karmon ko sudharne ke liye nahi diya sahi pocho to hamen kisi ne fasaya nahi hai ham apni ichchha se fas gaye hain ham wahi hai ansh ek ishare mein kaha jaata hai ham wahi hai ham apni ichchha mein fase aaj tum koi ichchha na karo agar jeevan mukt na ho ja to hamen batao kiska prashn hai ichchha na karo koi ichchha nahi abhi aap jeevan mukt ho aapko kaun paas hamen bata do aapki ichchha fasaya karm ne nahi fasaya ab karm phasa rahe hain pahla bandhan ichchha hai ek ham
bahu shyama us paramatma ne pahli ichchha ki main ek bahut rupon mein ho jaun bahut rupon mein wahi hua va apne rup mein hi fas gaya main stri hoon main purush hoon samne bhi wahi bana aur yah bhi wahi bana ek ko ham bahu shyama aur us bahu shyama mein apne bhul gaya ab apne ko bhul gaya to stri man liya to purush mein aasakt ho gaya purush man liya to stri mein aasakt ho gaya ab iska dand mila 83 99999999 yoniyon mein zabardasti jana padega aapko samjh pa rahe ho mul hamare bandhan ka karan kya hai ichchha aap ichchha tyag do aapko abhi sare karm bandhan chinn bhinn ho jaenge abhi aap jeevan mukt ho sari sadhna sadhna rah jae isi baat ki to hai sadhna sadh mane chah chahna jahi na chahe kabo kachu tum san sahaj sane baso nirantrta sur sora nij jo uttam bhagwat prapt mahapurush use fakir kaha gaya phikar phaar nahi kare ta ko naam fakir chah miti chinta miti manva beparwah jinko kachu na chahiye va sahan ke sah chah mita do samjh pa rahe ho aap ichchha mein aap phasi ho aapko kisi ne nahi phasa hai kitni
sundar buddhi hai aankh kan nak sab theek hai pareshaan kahe mein ho ichchha mein abhi koi ichchha nahi abhi aap anand ho abhi aap anand mein doob ja isi kshan bina kisi sadhna ke ichchha nahi honi chahiye ab ichchha kaise mitaaye ab sadhna karo tab sadhna karni padegi vastvik aap fase ho aapko kisi ne nahi fasaya bhagwan par ham dosh de to kis bhagwan par dosh de yahan baithe hue ya kahin akash ki taraf log kahte hain na upar wala are upar wala bhitar wala niche wala agal bagal bahu sab jagah wahi hai wo keval upar hi hai kya kaho sa kahan jahan prabhu na hai to tum kaun ho batao tum kaun ho dekha aapne apne aapko ko aaj tak pahchana apne aap ko isi sharir danche ko liye baithi rahi main stri isi ka naam isi ka prichay isi ka jeevan kabhi aap laut kar dekha ki aap kaun hai is danche mein rahne wala kaun hai aapne apne ko dekha kabhi aapne apne ko pahchana aapne apne se kabhi pyar kiya isi sharir ko pyar karte hue mar jaega aaj nahi to kal chhut jaega phir dusre sharir ki prapti hogi apne ko pehchan lo tum wahi ho tatwamasi
tat mane voh paramatma twam mane tum as mane ho tum wahi ho apne ko bhulkar stri purush man rahe ho isliye bhtak gaye ho ab mani sankhya jahan se fase ho waise shuru karo ab kisi sant ko guru mano unke dwara bataai sadhna karo to sab karte karte karte karte jahan hriday nirmal hua chah miti aap dekhoge aap paramatma swaroop ho aap bhagwat swaroop dekho ham log santo ko nahi kahne lag sant thodi sakshat bhagwan hai nahi kahne lagte kyon kyonki bhagwan ke chintan mein jaate jaate wah bhagwat swaroop ho gaye chintan hamara chhuta sansaar ka to bhagwan ho gaye kyonki bhagwan the bhagwan hai bhagwan rahenge pakka samjh lo ek chamach Gangajal nikalo ganga ji se to kya bologe ganga jal to bologe aur ek tanker nikalo to ganga jal bolo aur nahar nikalo to ganga ji bolege na ki ganga nahar ja rahe to ham paramatma ke ansh hai to ham paramatma swaroop hai paramatma purn hai to purn paramatma ka jo ansh hota hai wah bhi purn hi hota hai purn mda purna purn mud chate purnas purn madae purn meva vashya usmen jo
avshesh bachta hai wah bhi purn hota hai arthat aap paramatma swaroop ho apne ko bhulkar deh bhav mein aa gaye isi se hamari durgati ho aur kisi ne fasaya nahi hai hamen batao kya phasana hai apne aap se apne aap mein fas gaye makdi ke jale ki tarah makdi ke jala mu se nikalta hai usi mein khelti usi mein phas jati hai to isiliye ham apni ichhao ka tyag karen ham sadhna karte hain ichhao ke tyag ke liye ichhao ki purti ke liye nahi adhyatma ichhao ki purti ke liye nahi adhyatma ichhao ko mitane ke liye hai agar ichchhae mit gayi to chah miti chinta miti manuva beparwah ab kya rahe aap paramatma swaroop hai aap na jine ki chah na marne ka bhay na kisi bhog ki na kisi rog ka bhay ek adbhut anand ek adbhut anand hamen kisi ne nahi fasaya ham swayam fas gaye agar ham chhutna chahe to abhi chhut jae tota fasane wala jaise pankha hath mein nahi karte aise pola ek rassi mein dalta hai pachas pole dal diye aur upar usmen chipkane wala gond rakh ke dana chipka diya ab tota aaya aise baitha jo baith
pola ghum gaya ab wo chhod de to usko kaun pakde lekin chhota nahi sochta chhoda to mara gaya kyonki niche gir jaaunga agar chhod de to ud jae bhram mein bandhe kir mar kat kina kir mane tota aur marak mane bandar jaise chhuhara matki mein chhod diye gaye aur sakri matki bandar lobhi ji hath dala donon hath aur niche se chud pakar le ab nikala to ab nikla nahi ab sochta mujhe kisi ne pakar liya agar wo chahade chhod de to mukt hai wo chah ichchha bhogon ki vasna yahi mitane ke liye hamen manushya janm mila hai aur ye adhyatma se mitega aur jahan ye mita to janat tumhe tumhe ho jae tum bhagwat swaroop the bhagwat swaroop ho bhagwat swaroop ye anubhav mein aapke aa jaega aapko kisi ne nahi banda hai aapki chahne aapko banda hai samjh pale Sadgurudev bhagwan ichchha chhodi kaise jati hai naam jap jitna naam jap karoge jab apne ghar mein anand milega to bahar jane ki zaroorat nahi nij sukh bin man hoi ki theera jab bhagwata ki anubhuti hoti to vishayat apne aap chhut jaata hai isliye naam jap karo satsang suno
shastron ka swadhyay karo mata-pita ki agyaa ke anusaar raho charit pavitra rakho apne aap aap dekhna ichchha rahit hoti chali jaugi aur agar asat aacharan karoge to ichchhae badhti chali jaengi aur wahi ichchhae aapke charit hinta durgati ka karan banegi priyanka kansal ji Radhavallabh shri Harivansh maharaj ji Radhe Radhe maharaj ji pichle ek sal se y ke madhyam se aapke saath jude hain aur mano hamara jeevan hi badal gaya pehle aisa lagta tha ki ham bina kisi uddeshya se jeevan vyatit kar rahe hain maharaj ji mera prashn hai ki main Australia mein ek bijnes chalati hoon agar main bijnes ki taraf dhyan du to naam jap chhut jaata hai aur agar naam jap ki taraf dhyan deti hoon to bijnes matlab chha bijnes mein bhi dhyan dena hai kiska prashn hai kyonki bijnes bhagwan ki srishti ka ek kartavya karm hai us kartavya karm ko pura karna bhagwan ki puja hai aaj ka satsang suna ho to usmen tha jo kuch bhi kar rahe ho man se indriyon se ahankaar se anek janmon ki aadaton se ek janm ki aadat se swabhav se wah sab
param purush bhagwan shri Krishna ko arpit kar do to char chha ghante aath ghante jo bijnes ki usmen beech mein jo aapko time mila Radha Radha bol diya aur total samay bhagwan ko samarpit kar diya ise kahte bhagwat dharm aur isse hoti bhagwat prapti kya samasya hai koi samasya nahi samjh rahe na agar ekagrata nahi karenge to aap apne office ka kam nahi kar payenge aap apna karya nahi kar payenge karya na karne ke karan aapki puja adhuri mani jaegi aapko jo sansarik karya diya gaya hai wo bhagwan ki puja hai
aur wo puja bhagwan ko samarpit kar do uska phal hoga bhagwat prapti aaj ki katha mein tha bhagwat dharm ka jo varnan kiya gaya usmen aisa deepak Priya Agarwal ji Hyderabad se Radhe Radhe sh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ghar par ho ya bahar jab bhi koi katu shabd bol deta hai to man vichlit ho jaata hai kripa karke tab man ko shant kaise rakhen aisa koi guru mantr batae guru mantr hai ki agar thappad lage wo accha ya koi gali de de wo accha man lo pite aur ek aadmi gali de de to pasand kya karoge gali do baten rakha hai to lagega ki yar kyon hamen chhue kyon hamen pite do shabd tu kae bol de to hamare upar bhagwan ki kripa hui ki jo mujhe shareerik dand milna chahiye tha wo vachik dand se bhagwan mujhe pavitra kar rahe hain agar ye baat aap man lo vastvik yahi baat hai hamare bigde hue karm ke bina hamen koi dand nahi de sakta hamara karm jab bigad jaata hai to samne wali vyakti ki buddhi mein jakar va hamare andar ke prati virodhi bhav kar leta hai aur wo kadvi baat bolta hai va apman Janak
wo jalan wali to ham pavitra ho jaate hain ham pavitra ho rahe hain bhagwan ki badi kripa ki mujhe shareerik dand nahi bhogna para aur wo vachik dand ke dwara mujhe pavitra kar raha hai aisa bhav karna chahiye Kabir das ji kate nindak niyre rakhie angan kuti chhavay bina sabun bina pani nirmal kare sva bhaay haina to hamen lagta hai ki jo hamari ninda kar raha hai jo hamen gali de raha hai jo kat vachan bol raha hai mujhe pavitra kar raha hai aur jab main pavitra honge to shanti sukh anand ye aa jaega apvitra mein ashanti dukh klesh ye aata hai to hamko chahiye ki us samay ham jawab na de chupchap sah jae to hriday mein jalan hogi aur ham pavitra ho jaenge main ghar par rahti to mujhe aise Vrindavan man khincha chala aata hai koi aisa guru mantr jisse ki hamesha ke liye Vrindavan mil jae sharir hamesha ke liye Vrindavan rahe ya na rahe ismen koi khas baat nahi man Vrindavan mein rahe Vrindavan ko chintan yah deep aur bar agar aap Vrindavan ai hai yah seen apne camera mein bhar ke le jae bihari ji ki yamuna ji ki parikrama marg ki
Vrindavan ki satsang ki aur roz 10 minute baith kar ke Vrindavan aae satsang aae yamuna ji jae bihari ji darshan karen parikrama lagae to aapko Vrindavan dham ke vas ka phal milega hamko chahe jahan dur rakhe hamara chintan Vrindavan mein to bahut badhiya baat aap Vrindavan mein rah rahe ho aur chintan Delhi kolkatta aur sansaar ka ho to hamen lagta theek nahi hai hai nahi sharir Vrindavan mein para chintan sansaar ka ho raha hai sharir sansaar mein chintan Vrindavan ka ho raha hai yah khas baat hai va ekagrata purvak de li har vyakti ko har samaj ko aap apne camera mein bhar sakte hain ab ek bar ham dekh le ki inme se sabko pahchanana hai 10 sal baad miloge to ham tumhen bata denge ki ha ek bar aae the ekantik mein ek hai delete ab jaise ham delete wala hi rakhte hain subah se lekar agar sabki photo to din bhar hamko isi mein pareshani ho ek second mein prabhu ji mere ko mat bhulie ek chij ka ehsas kiya jab aap subah darshan ke liye ham logon ko darshan dene ke liye nikelte hain kahin bhi kisi bhi kone mein khade ho ham to aapko
darshan kar lete hain aap bhi kar lete hain ha sabko sabko dekhenge sabko dekhenge koshish rakhte hain ki ye ghanton se thandi mein khade hain ya garmi mein khade to ek bar drishti mein drishti to mil jae to wo hath jode na jode ham jitendra kumar ji Radhe Radhe maharaj ji rogi hoon mere paas samay bahut kam hai maharaj ji main jeevan maran ke is chak tumhe to pata hai tumhare paas samay kam hai lekin logon ko pata nahi unke paas samay kam hai aur khelte khelte mar jaate hain khate khate mar jaate hain aise baat karte
mar jaate hain iska naam mrityu lok bachchha hamen tumhen bata diya gaya ki bhai tumhen cancer hai tumhari kidney phayl hai jaldi mar jaoge lekin inko to pata bhi nahi hoy dhoke mein nahi hamko jab pata ho gaya hai to hamen phir naam jab karna chahiye sab karya karte hue jitna hamare sharir mein kshamta hai karya karte marna koi khas baat hai yar ek bar marna hai sabko marna hai agar ham hi ko akele marna hota to dava pesh kar dete ek bar to sabko marna hai marna hai na do bar marna nahi hai phir chinta kya
karni hai ham cancer se mare kidney se mare kisi se mare marna ek nimit banega accha jitni ayu mein marna hai utni ayu mein marna hai to hamare sharir mein jitna power hai ham kartavya karm karen aur naam jap karen ham isko tension lekar na baithe donon kidney phayl hai ab socho kidney failure ko kitna kasht hota hoga sharir mein ham aapke samne apne kartavya karm mein baithe hain hamen jo shiksha dene ki kartavya pranali bhagwan ne saupi wo ham apne karya mein rahte hain to hamen dhyan hi nahi deta ham kidney failure hai ham apni masti mein rahte hain to tum bhi apni masti mein raho jana to hai hi ek na ek din to Radha Radha Radha Radha Radha japo theek hai naam jap karo mehnat karo jitna sharir mein power hai kuch kar lo jana to hai hi yar mata-pita ki seva parivaar ki seva rashtr ki seva kuch seva kar lo bimar ban ke mat pare raho jana to hai hi hai na samjh rahe ho hamari baat ham isse aise kam lete hain jaise pata naukar bhagega to jitna kam karva lo karva lo bhagega to hi hai naukar bhagega ab pata
chal gaya ki bhagega to jo jo kam karva pao karva lo to bhag hi jaega aise hi hai ki pata sharir chhutega ab ise zyada se zyada mangalmay kam karva lo ye to jaega hi jaega to ye to badi kripa hai ki bhagwan hamko pehle se suchna mil gayi ki hamen jana hai nahi to log bhule rahte hain aur achanak koi ghatna ghatti hai chale jaate hain aur tayyar the nahi bhagwan ke paas jane ke liye bhagwan ke marg mein chalne Ram Ram Krishna Krishna hare ye chahiye aur yah yahan bank balance yahi rah jaega to khali hai wo log nirdhan hai wo log asahay hai wo log jo bhagwan ka naam jap nahi karte kyonki marne ke baad tumhare paas jo kuch hai wo sab yahi chhut jaega tumhare saath nahi jaega tumhare saath jaega bhagwan ka naam aur wo tumne kamaya nahi to khali hath ho gaye ki nahi ho gaye to kh naam jap karo chinta mat karo theek hai tension to le mati ki hamen cancer ho gaya pra naam jap karo Radha Radha kahte pran chhutenge nischit bhagwat prapt ho jaoge theek hai Barsana se accha lali ki jai ho maharani jai ho meri maharani
bahut kripa Baba aaj ke yahan se ai hai accha Radha janm bhumi se accha hamare yahan Baba ki ye ka mein ki jo hamare barsane ki sakhi hai bole prem ki baat baad mein hogi pehle gar se baat hogi bhag to waise lag ji ji ji to hamare yahan jo hamare bade budhe jo gusai log hain jo brajvasi hai pad gaam hai to pad kaise yo ke mein ki kare ho nand gaam bar tum suno aaj ki tum kare ho nand gaam ra thakur ji ko modo phal ko ji ab tol mul kari kah dey duniya mere pavan ne chhi mu karo ka rahi hai ki kare ho nand gaam vare tum suno aaj tan kehu kare lagat man kehu karya ho tan ke karya na ho man ke bhi karya ho chhar ke gaye hamko madhupur mahi laut ke na aae itne divas bitae ho ab kyon aae ho ab laut ke kyon hamte milwe aae itne din ka nahi aae aur chha ko gaye aur banat ho jamai vishn gop ke tum bhul gaye kaha y das banae ho pehle to tum ham y kah rahe hovan ko jamai Brajraj baj kumar aur tum yaay baat bhul gaye jab tum hamte y ka ate gaye seeri Radha te milwa tere pav par ji ji ji hai to girdhri
mohan banwari jo tum itne degree mein lekar baithe ho ye hamare charan ki kripa hai ji ji aur banat ho jamai Vrishabhan gop ke tum aaj bhul gaye kaha yahan das banae ho par charan pakar kripa patr bhae tum kishori ju ke kishori kripa sa hi girwar uthae ho bak bakul kishori kripa so hi girwar uthae ho aur virajat nij mahlan mein kishori ju ke sang ho aur kahat Ram ho nirakh yah jugal chavi bhar bhar jori anand ha lutae ho aur sakshi ya leela ke bae Premanand Ram yahi karan so pyare tum hamen pran se pyare ho aur kya kah rahe hain thakur ji thakur ji kah rahe bo kitne pran se pyare ho tum abhi to tum itni gari suna rahi ho ab tum kah rahi ho pran se pyare ho kitna prem karo mte to gopi kah rahi hai shri ji bhi baithi hai bole batan mein ghatan mein been mein bagan mein vriksh mein belan mein tika mein ban mein dharan mein divar mein dehri dari chan mein hiran mein haran mein bhushan mein tan mein yahi braj mandal ke renu mein kan mein jahan jahan dekhu tha Shyam hi dikhayee de mero Shyam chhaay ra nenan mein man mein parab gopi
ji gopi jitni bhi gopi hai une sari baat sameti bole thakur ji par agar lekar dhar denge to ek paksh mamlo jae kyonki dobara chhod ke chale jaenge koi garantti na hai bole jai jai ma baj mein cha aur te bol rahe nar nari jo jai jai jai jai kahe chadh dev vimanan brahma trilochan bolat jai jai jai jai kahe raghu vyas Parashar bol rahe san kaad ki jai jai jai jai chhavi rangili raseeli ki bolo shri radh kara ki jai lali lal ki jai ji Radhe ba maharaj ji mere guru hai mala unki une niyam diyo jhooth nahi bologe aur y
se bhajan karo maharaj ji beech beech mein kam mein hari vallabh dada ji ko beta hoon Baba kirtan sunaya karte Shri ma ji unka beta me y man mein unki aaj ko palan nahi kar paya apra nahi Baba ke charnon mein sharanagati andar se le lo ki Baba aap aisa jeevan bana do ki aapke anukul ban jae bas bhaar unke upar chhod do apne upar mat lo unhone ye kahi main chhota satha dada ji ne paas baitha ke bole ki Baba ji aapke to bole kharate leke so anand kar unhone mukh niyam diyo jhooth mat jhooth mat bolna is par chali main maharaj ji us par nahi chal paya aap koshish karo ab uska pra to ab to man mein ho naam naam jo naam haan jai ho Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra dha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ya
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…