main sabke saath accha karti hoon par badle mein mere saath accha kyon nahi hota ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
surwi kumari ji Noida se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji main sabke liye accha sochti hoon lekin badle mein log accha nahi karte hain mere saath bas maharaj ji phir man ashant ho jaata hai aise mein maharaj ji us samay kaise kaise samjhe ki log accha nahi karte aapke saath aap logon ke saath accha karti hain ye aap kaise samjhe kiska prashn hai kaise aap samjhe aap kya logon ke saath accha karte hain aur kya log badle mein aapko bura karte hain aap bataiye kabhi kisi ne kuch sujhav manga ya phir jitna mujhse ho paya kisi ke liye maine kiya lekin aapko us samay sochna hai jab kisi ka paropkar kiya jaata hai to socha jaata hai bhagwan ne hamen jo gyan diya wo maine aapko diya bhagwan ne hamare paas jo vastu di usse maine aapka sahyog kiya dhan se buddhi se sharir ke dwara inheen ke dwara paropkar hota hai wah bhagwan ke dwara di hui to hamen badle mein thank yu lena nahi hai ki hamne aapko kuch seva ki baad mein aap hamen dhanyavaad kahe yah paropkar nahi kahalta ye swarth kahlata hai ab
ham accha kiya iske baad parinaam mein usse hamen kuch lena nahi ab wo jo hamare saath bura bartaav kar raha hai wah hamare karm ki pavitra ke liye hamara koi purv karm hai jo apvitra hai paap karm usko pavitra karne ke liye bhagwan use nimit bankar katu vachan ya katu cheshta kara rahe hain jo sant bhav mein adhyatma bhav mein chalte hain wah is vichar se yukt rahte hain Kabira nindak nere rakhe angan kuti chhavay bina sabun bina pani nirmal kare sva bhaay to hamen bura to nahi manna chahiye ha jaise tumhara stri sharir hai ab koi sharir ki taraf gandi baat dekhe to kanun hai phir use kanun ke dwara sahayata lekar dandit karna chahiye usmen kshma nahi karna chahiye jaise mano stri sharir hai ab koi chherd raha hai koi pareshani prakt kar raha hai ab usmen sadhu nahi ab sath sam sama charit to use kanun ke hawale kar de bahut sundar sundar kanun bane hue bachchiyon striyon matao bahno ki suraksha ke liye aisa aise sadharan vihaar mein yadi koi aisa to phir usmen kshma kar dena chahiye aur ye
sochna chahiye mere hi kisi anuchit karm ka marjan karaya ja raha hai [gala saaf karne ki aawaz] kyonki bhagwan ishwar sabka vidhan jo karta hai wah amangal nahi karta wo mangal bhavan hai mangal hi ho raha hai yadi koi hamari ninda kar raha hai koi avhelna kar raha hai koi tiraskaar kar raha hai to hamare papon ki safai ho rahi hai sammaan kalit ghor galam nicha ap manam sudha shri Radha Murli dharo bhaj sakh Vrindavan mate shripad prabhu dhan ji kah rahe sammaan ko sadaiv vish ke saman samjhe nich purushan dwara kiye
hue apman ko amrit ke saman samjhe aur Radha Madhav ka bhajan karen manushya jeevan ki sarthakta ka yahi swaroop hamen bura tab lagta hai jab ham sammaan chahte hain aur sammaan nahi milta aapko sammaan diya aap hamen sammaan de aapka hamne hit kiya aap hamen dhanyavaad bole yah praya manushya ke aham ki pusht ke liye maang hoti rahti hai aur bhagwan isi ka nash karte rahte hain tate kare kripavidhi duri sevak par mamta ti bhuri to aap bhagwan ki kripa patr hai agar koi aapki aise avhelna karta hai to aap use saho agar koi sansarik bhavna se chhedta hai to use kanun ke hawale karo apni masti mein raho Radha Radha Radha naam jap karte ho aap basna ha naam jap karte hai aap karti hoon ba nahi karti nahi karte rahe naam jap aur karte rahe baithe baithe kya karoge over thinking karoge depression mein pahunch jaoge man ko naam jap mein lagao man ko adhik se adhik naam jap mein lagao tabhi mangal hoga ji
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…