॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #844 · 10 march 2025

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

shakshi Sharma ji haridvar se Radhe Radhe Gurudev Gurudev aap batte hain ki ham jahan hain jo apne role hai bahar se sab karna hai andar se asang rahna hai bas Gurudev ham to kahin jaate hain to wahin ka rang aa ja va bhajan ki kami hai bhajan ki kami hai jab bhajan aap karenge to aap mein kshamta aa jaegi ki bahut accha vihaar karna jaise ham kisi ki bahan hai kisi ki patni hai kisi ki maa hai kisi ke alag-alag sambandh hai bilkul dharm yukt vihaar karna lekin kisi se rag na rakhna jit sang dosha kisi ke sang ka prabhav hamare upar na padna yah tabhi ho sakta hai jab hamko bhajan karenge aur bhajan se hamen gyan prapt hoga abhi ham agyaan ki dasha mein hai deh bhav mein to ham jo karte hain deh bhav se karte hain ya brahm bhav ho ya bhagwat bhav ho tabhi to deh bhav hai to deh bhav mein jis rang mein jaoge rang jaoge brahm bhav mein sab nautanki ho rahi maya ki nautanki mein thodi der ke liye raja bana thodi der ke liye rani bana to raja rani to nahi ho gaya janta hai do ghante ke liye to aise hi ham 50 60 varsh

ki ke liye stri ban gaye purush ban gaye yah natak chal raha hai maya ka yadi ham bhajan karte hue natak ko sahi nipta le gaye to uska director hai na wo hamko is natak se hata ke apni leela mein le lega hamen bhagwat leela mein sammilit hona bhagwan ke dham mein ye maran leela dukh leela bichhdan leela vipatti leela bar-bar janm maran ye sab jab yah baat samjh mein aa jaegi abhi sansaar accha lagta hai na haan to phir abhi sansaar accha lagta hai bhog achhche lagte hain rishte nate satya lagte hain to abhi agyaan hai na isliye naam jap karo satsang suno aur shastron ka swadhyay karo aur dharma aacharan rakho agar aacharan apvitra ho gaye to phir bhajan mein ruchi hi nahi hogi paap vant kar sahaj swabhav bhajan mor tehi bhav na kao papi man ka swabhav hota hai bhajan mein ruchi na karna to hamare sharir se koi paap na ho nirantar naam jap ka abhyaas karen phir hamko ye gyan ho jaega ki hamko kaisa role karna chahiye abhi role nahi abhi satya hai satya mein hai lagta hai ji Gurudev abhi jaise matlab wo sab kuch chhorne ka man hi nahi karta

kyonki aisa lagta hai accha lagta hai ham kahin jaate hain khate hain baten karte hain matlab ye sab chijon aur yahan pe bhi accha lagta lagta hai ham beech mein aur agar ham kahin bahar gaye party mein kahin pa aur ham phir naam jap karte hain to aisa lagta hai ham bahut fake hai matlab ek taraf to ham kahan hai aur ham naam to phir aur girte hain phir aur duri aa jati haan par dhire dhire dhire dhire satya ko pakdne ki koshish karo ye party ye khanpan ye bhog vilas ye bhram hai maya krit bhram hai dekho aap logon ki zindagi ho

gayi grahasti mein kya hath laga agar pucha jae to waise hi man bhogne ke liye aaj bhi hai waise hi jaise bachpan mein tha jawani mein tha waise budhape mein sharir badalta gaya lekin man nahi badla wah tabhi badlega jab bhajan se ab sahi pocho to jaise apne log hai na kahin man lagta hi nahi kahin jaata hi nahi jaise kuch bhi turant ekdam kaichi itni praveen ek minute mein kaat ke phenk de bhagwan ke siva koi nahi haan bhagwan ke siva koi jo kuch hai va sab mithya hai haan mithya hai kay mein man jae bilkul jaise koi goli ke nishane par aise ham chalte hain hamara lakshya ekdam hamare dimaag mein chal raha hai sabko dekh rahe hain haste ja rahe sabse aise karte ja rahe sab natak sirf natak abhi ekantik ke baad hatenge jo upar gaye pha ekdam puri batan dabai pura total delete kuch nahi Radha Radha Radha Radha agar ham ismen aasakt ho jae yah mera shishya hai yah mera shishya nahi hai yah dhani hai yah nirdhan hai abhi abhi sab mamla gadbad ho jae yahan kaun-kaun baithe hain hamen isse matlab nahi yahan jitne baithe hain sab mere bhagwan baithe

hain mere bhagwan y rup rakh kar ke aae hain bas y to ab na ye asantusht honge aur na ham phasge donon ka mangal hoga hamari baat sunkar inka kalyan hoga aur bhagwat charcha kar rahe isliye hamara mangal hai aisa lagta hai ham aapko dijarwa nahi karte kyonki ham puri tarike se chal bhi nahi pate dhire dhire dhire dhire ghabrao nahi andar se tute nahi nirash na ho ye bahut bada pahar hai pahar par chalna paramarth ka matlab hota hai pahar chalna to kai bar phesal ke bhi gira jaata hai par himmat na hare to dhire dhire

ham chal jaenge bahut achhche bachchhe ho jo abhi paramarth ko samjhna chahte ho naam jap karo charit par dhyan rakhna charit dushit na hone pave to age nikal jaoge agar charit dushit ho gaya to phir man nahi lagega bhagwan mein man nahi gopal ji kalkata se Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti naman Gurudev ham pujya shri bhai ji maharaj evam Radha ke parik hai hamen shri Ram sukh das ji maharaj ji ka bhi pavan sanidhy mila hai magar hamare mein vivek purn uttar na dene ke karan krodh jaldi

aata hai age man ishwar sadhna mein vigan dalta hai aise mein unke agar ek vachan dharan kar lo to sudhar ho jae nahi chahe Swami ji ke vachan dharan kar lo chahe bhai ji ke dharan kar lo chahe Radha Baba ke dharan mahapurushon ka ek vachan mahapurush bana dega koi ek vachan dharan kar lo Uma jai Ram charan rat vigat kam madhu ko nij prabhu mein dekhen jagat kesan karen virodh ham kisse virodh karen sab mein mera pritam rama hua hai kisse virodh karen ham kyon krodh karen ham krodh karne ka adhikar nahi rakhte kyonki ham kroadhi hai to ham sabse pehle doshi to ham hi ho gaye na jaise ka kam dosh waise krodh waise lobh waise moh waise mad waise matsar bade bade dosh to hamare andar ham krodh dusre par kyon karen jab hamari yogyta hogi ki kisi ke dosh na dekhen tab sahi mane mein ham paramarth ke pathik baenge aur yah yogyta hogi jab naam jap karenge sang to vani hon ka hi kiye ho to kya vani hon mein nahi para ki naam jap aap socho aur naam jap kar rahe ho to tumhe bolne ki kaise man hogi gussa hokar bolne ka man

kaise hoga hriday itna shital hoga chodo yar sahi baat bata di chal diye maun ho gaye muskura diye krodh karna uchit nahi mahapurushon ka lene wala kami kroadhi nahi hota nirvikaar chit hota hai sab mein usi ka nur samaya kaun hai apna kaun paraya to sabko kar parinaam re sab mein wahi samaya hua gore uske kale uske pura paschim wale uske sab wahi rup bana hua hai jab mahapurushon ka ashra le vasudeva saram mahatma se durlabh sab rupon mein mera pritam hai vivid rupon mein aaya hua hai wo pratikultaa kare anukulta ham uska aadar karenge ham usse naraz nahi honge ab apna pritam na dekhkar apna beta dekhenge apni patni dekhenge apna naukar dekhenge to gussa aa jaega to anukulta ki maang hi hamen gussa dilati hai kyon gussa ka karan kya hai anukulta ki maang hamare anukul chalo aur sadhak ka lakshan nahi hota sadhak ka lakshan hota hai har paristhiti mein samtal rahna anukul pratikul ye sansari purushan ka lakshan hota samtal rahnay sadhak ka lakshan hota hai sadhak ka matlab koi bhi

ho sakta hai sadhu mahatma sant ye lakshan se hai keval vesh se nahi hai bes pent shirt ka hai agar sadhu ke lakshan hai to sant hai bhesh sadhu ka sadhu ke lakshan usmen nahi hai to Rakshash hai va asur hai wo bhesh jaise kalnemi ne vesh rakh liya tha sant ka aise sant vesh mein Rakshash hai aur paijama kuta sadharan bhesh asdhran chintan bhagwan ka wo mahatma hai va satat satar sa lokanta va swayam tar jaega swayam tar jaega logon ko ta isliye hamen krodh nahi karna chahiye kyon bhai aman itna zyada chadh jaata hai jab krodh aata hai ham niche nahi uske samne ham jo bol rahe wo kyon nahi man raha hai wo galat baat kar raha hai main uska pratirodh karta hoon agar agar aap us socho mere prabhu is rup mein akar mujhe krodh rahit karna chahte hain to he nath aap ulta bolo main krodh nahi karunga agar us samay socho meri pariksha ho rahi mujhe paas hona hai mujhe krodh nahi karna hai kitna accha rahega abhiman bhi nasht ho jaega aur aapko gussa bhi nahi kyonki aapko lagega bhagwan is s rup mein akar pariksha le rahe

hain jab aap bhagwan nahi dekhte pariksha nahi mante tab mante yah aap to wo ham wo baat agyaan mein hai gyan mein to ki prabhu virajman kisse naraz ho naam jap karo adhik se adhik naam jap karte ho adhik se adhik nirantar abhyaas karo jis din krodh aata hai jis samay aata hai usse do din 24 ghanta tak kam se kam lagta bhagwan koi bolte kire tu kya kar raha hai bak ham tumse dur nahi ho jae ji la to bhai ji hamko nazdik mein aapke ji phir dur hamko kyon aap kar rahe hain nahi bhagwan tumse kahte hain ki ra gussa mat karo nahi to hamse dur ho jaoge tum bhagwan se kyon kahte gussa dilata hai bhagwan kah tu gussa mat kar yar mere se dur kyon ho raha hai to unki bhi baat to sunlo tum gussa nahi chhod sakte bhagwan ko dant sakte ho bhagwan par bhi gussa karte ho vipul Sharma ji Rajasthan se sh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji Priya ju bhagwan shri hari ke prem ka sar hai murtiman rup hai to jab sadhak hari prem pane ki lalsa se sadhan bhajan karta hai hari bhakti karta

hai kya asal mein wah apratyaksha rup mein shri Radha rani ki priyata pane ki ichchha karta hai kya hari prem ke liye hari naam ka jap karna Radha rani ko pukarna hai jeevan matra ka antim va pratham dhay bhagwat prem swaroopa shri lali ju hi hai kya jaki rahi bhavna jaisi prabhu murti de i tin taisi bhagwan ke vivid avatar hai vivid rup hai vivid leela hai vivid prem ki sthitiyan hai jaise shri Krishna dasat se jo yukt hai to uska dasat ka prem hi shri ji hai shri Krishna sakha bhav se sthit hai uska sakhya prem hi shri ji hai samjhna hoga kanta bhav se yukt hai uska pati bhav hi shri ji hai va bhav se juda hua hai jab nau nivat nikunj ki baat karte hain tab alag khel ho jaata hai aisa nahi ki sabko aisa hi karna padega nahi apne acharya paddhti ke anusaar chalega to prem swaroopa prabhu ko prapt kar lega hari aur Radha do nahi hai kahne ko do hai dekhne ko do hai ek hi hai to jab ham shri Krishna ke dasat se yukt hote hain to shri Radha ka jo swaroop prem hai wo hamare hriday mein

dasat bhav se aa jaega wahi prem aayega wo Radha rup se nahi aayega wo dasat rup se aayega sakhya mein sakhya rup se aayega vatsalya mein vatsalya rup se aayega kanta mein kanta rup se aayega sachar bhav mein phir pradhan Radha rup aa jaega aur jo charm sima ka premi hota hai bhagwan kram bye kram use uthte hue Radha kishori ke charnon mein bhej hi dete hain jaise apne log jante hi nahi the ki Radha prem kya hai bhagwan ne mahadev ji hari ke paas bheja hari ne kishori ji ke paas bheja wo kram hai va aise

bhej dete hain antim prem ki parinti Radha kishori johi hai jo vrindavan adhi Shabri hai inke charnon ki upasna se maha madhury ras ki prapti hoti hai sab rason ke upar virajman ras hai jo shringar ras shringar ka bhi madhury ras madhury ka bhi maha madhury ras shi priyaj ji nami Jain ji punjab se Radhe Radhe maharaj Radhe Radhe maharaj ji Gurudev aapke charnon mein vandan Gurudev mujhe lagta hai ki mere upar shri ji ki apaar kripa hai main sadaiv apne laukik karyo ko imandari se karne ki puri koshish karta hoon kya isi tarah apne karya ko karte hue is janm ko mera kalyan ho jaega naam jap keval kriya se nahi yog se yog tabhi hota hai tesham satat yukta naam bhajta priti purvak dada mi buddhi yogam tam yen mam upya kriyon se maya ko nahi jita ja sakta bhajan se maya ko jita ja sakta hai tesham satat yukta naam satat mane nirantar nirantar bhagwan se juda hua naam jap kar raha hai iske baad jo kriyaen kar raha hai wo tad pita akhila charita wo bhagwan ko samarpit kar raha hai ab kalyan

ho jaega naam jap ka abhyaas kijiye aur har karm ko har kriya ko imandari se jo karte ho wo bhagwan ko samarpit kar dijiye to naam sumiran aur karm samarpan ke yog ke dwara aapka kalyan ho jaega ji Manoj kumar tripathi ji maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji aapne mera jeevan badal diya har pal bas prabhu simran mein lagan lagi rahti hai maharaj ji prabhu ki kripa se Vrindavan dham mein ek bhukhand mil raha hai lekin usmen ek kone mein kafi purana peepal ka vriksh hai maharaj ji kripya margdarshan karen us bhukhand mein nivas karne hetu bhavan banane hetu nahi nahi ek dali bhi mat katna bhale Vrindavan vas mat karna koti brahmin koti gau hatya ka paap lagta hai jo koi Vrindavan ke kisi bhi vriksh ko kaat de phir aswat vriksh to sakshat bhagwan shri Krishna ka swaroop hai gita ji mein kaha vrikshon mein avat vriksh main hoon a Vrindavan ka vriksh kinare ki taraf jo hai tho thodi dal bhi nahi kar sakte maharaj ji ham pura bri soch rahe waha mandir bana denge kinare kone mein hai lekin

lekin diwal chalane ke liye thoda sa kating karna par raha hai to wahi ham aapse anumati lekar hi tabhi age nahi ham to anumati nahi denge vriksh ki shakha ko bhi katne ka Vrindavan ki latae hain aur bahut agyaan badh raha hai log jagah khareedte hain aur latae kaat ke phenk dete building banate hain bhagwat prapti nahi hogi Vrindavan dham ki kripa nahi hogi hamen lagta hai ki agar 1 sa gaj mein vriksh sahit jagah li to 50 gaj mein bhale bana le 100 gaj vriksh ko de do to bhagwat prapti ho jaegi tum hat jao dal mat kato chhota kar lo bhai apni dijain kam kar lo uski dijain mat kam karo unki shakhaon ko mat kato apni dijain kam kar lo to ham kasht purvak rahenge aur peepal ko bhagwan mankar aradhna karenge to unhin ki kripa se Priya pritam mil jaenge suputra bhi yahi kah rahe hain ki papa jo peepal ka ped wahan mandir banayenge aur usko ham tach nahi haan bilkul lekin jo diwal chalane mein dikkat ho rahi thodi diwal hata lo diwal hata lo apni dikkat apni sahlo vriksh ko mat kato ye sab bhagwat swaroop

Paramhans vriksh hai dham ke Vrindavan ki lata samm kot kalp tarunai raj ki tul Baikunth nahi aur lok ki mae aise vrikshon ko bilkul mat chhu hamari prarthna hai paisa laga ke aur vriksh lagao jamin khareedo vriksh lagao sajao usmen bhavna karo Priya pritam is Vrindavan ki kunj mein aaenge to Priya pritam aaenge unka ghar hai unki lataon ko na ujad gita mein bhagwan ne kaha bhi bon mein peepal wo to jante ho phir lekin bina amat ke ham aapse bina ane apni diwal thoda kam kar lo vriksh ko kam mat karo theek hai abhishek sinh ji Delhi se Radha shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ghar mein mere alawa koi naam jap mala karne wala nahi hai kya main apni mala ko unko naam samarpit kar sakta hoon marji aur samarpit karne ka tarika sahi kya hoga jinse unka jeevan bhi sukh mein lagta hai ki pehle naam jap itna karo ki aapko bhagwat prapti ho jae phir baat karna pehle apne ko itna praveen bana lo yadi aapko bhagwat prapti ho gayi to 21 pidiyan tar jaengi 14 age ki sat piche ki wo jape na jape aapka

kalyan ho jae pehle aap kar lo har samay nirantar itna bhajan karo ki bhagwata ka vriti chhaa jae to aapki bhagwata ka vritti se aapke parivaar ka kalyan ho jaega naam dene ki zaroorat hai padegi nami unka khud kalyan prat kutumb pal raghurain sharanagat bhakt ke udhar ka to bhagwan theka lete hi hai lekin bhakt ke parivaar ke udhar ka bhi theka le lete hain prat kutumb kutumb mane parivaar hota hai na pal raghurain bhagwan prat mane sharanagat sharanagat ke parivaar ka bhi bhagwan kalyan kar dete hain maharaj ji naam

jap karte hue agar main man mein vichar rakhu ki mere mata pita bhai inka vichar karte karte agar naam jap karun nahi ye bhi mat rakho naam jap karte vichar karo bhagwan prasann ho jae bhagwan prasann ho gaye to sab theek ho jaega na bhagwan prasann ho jae aisa bhav rakho mata-pita parivaar mein bhagwan hi virajman hai jinhe tum maa kah rahe ho wo bhagwan ko hi bol rahe ho jinhe pita bol rahe ho bhagwan ko hi bol rahe ho va bhagwan antardhyan ho jae to apne mata-pita ke sharir ko aap zyada der nahi rakh payenge to hai to bhagwan hi na to bhagwan ko samarpit karo usse sabka kalyan ho jaega ren pawar ji karnal se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji meri mata ji ka swargavas ho gaya maharaj ji main unke laat pyar ke liye bahut tars rahi hoon main aapse janna chahti hoon kya kabhi meri mata ji mujhe milengi kya kabhi kisi janm mein ya kisi aur jagah milengi agar aur hi janm mein milengi to pehchan kaise paoge kaise pehchan pao pahchanana thodi ho sakta hai man lo is janm mein maa bani to

agni janm mein beta ban sakti hai ya isi janm mein kaun sa ka rup rakh kar ke chale ave maa ka jaisa pyar to sansaar mein bhagwan se mil sakta hai aur dusre se mil nahi sakta to ham kya karen ham bhagwan ka bhajan karke apni maa ko samarpit karen to jahan bhi hogi uska mangal hoga insaan jaata kahan hai maharaj ji marne ke baad agar paap karm hua to nark jaata hai punya karm hua to swarg jaata hai apne paap aur punyam ka bhog bhog kar phir mrityu lok aata hai punya chheene mrityu lok ke vi santi ek aparadh

ki bharat mein aisi saja hai ki 20 sal saja aajeevan karavass ya phansi ki saja ekahi aparadh mein to hoti hai hamare kitne aise aparadh hai na bharat sarkar se dand mila na hamne prachit kiya hai to un papon ka phal narak mein to bhogna padega agar nark mein nahi bhogna to abhi naam jap kar lo bhagwan ka aashray lekar ke un papon ko nasht kar do nahi to tumhen nasht kar denge to kaho ek kalp rahna pare narak mein aise jo hamne paap kiye uska ham yahan bhugtan kar sakte hain maharaj ji ki hamen jana na pare nar ha bilkul kar sakte hain bilkul kar sakte hain bhajan ke dwara tirth tan ke dwara dan punya ke dwara paropkar ke dwara aur sabka phal mange ki main nishpap ho jaun main bhagwan ko prapt hoon to phir bhagwat prapti hi na hoti agar paap nasht na hote to nishpap purush hi bhagwat prapt hota hai to nishpap tabhi ho jaata hai jab naam kirtan bhagwan ki leela katha shravan bhagwan ki leela katha gayan naam jap dusron ko sukh pahunchana isi se hamare paap nasht ho ma ji samajhdari to isi mein ki hi aap

buddhiman hi to tabhi abhi dekho piche wale batch mein bachchha nahi kah raha tha mujhe bhay rahta hai ki mujhe marna hai mere se koi paap na ban jae koi galti hamka kitna badhiya pavitra hriday hai nai avastha hai par wo kah raha main bhayabhit rahta hoon mere se koi paap na ban jae tum kaha tum bahut achhche mahatma ban jaoge andar se jo bhayabhit rahta hai ki mere se galti na ho jae wo nikal jaega aur jo galtyon mein nirbhay hok jaate hain wo fas jaate hain nasht ho jaate hain virali ji surat se maharaj ji aapke charnon mein kot koti pranam maharaj ji bhakti ka matlab hai swikrati aur samarpan matlab jo paristhiti aae use sweekar karna aur thakur ji shri ji ki sharan mein rahna to kya maharaj ji bhagwan se bhautik sa itna aur saath mein itna aur jodie akhand smriti aashray bhagwan ke charnon ka aur akhand smriti nirantar naam jap agar yah nahi to phir sharanagati pusht nahi ho sakti bhagwan ka nirantar sat dirgh kal nirantar satkar sevit bhumi jo dirgh kal tak nirantar bhagwan ka chintan karta hai uska hriday bhagavdazjukam

wo tadpne lagti hai aise bhagwan ka vismaran hone par hamare hriday mein vyakulta paida ho ja kaise bhul gaya apne prabhu ko to nirantar smaran bhagwat sharanagati bhagwat charnarvind ka aashray to bhakti pusht hoti hai ab kya janna chahte ho ma kya bhagwan se bhautik jeevan ki ichhao ke liye kuch bhi mangna sahi hai kya ye swarth nahi hai kya bhagwan ko alpgya jante ho kya ki bhagwan ko gyan nahi jab aap sharanagat hai to bhagwan ko sab pata hai ki aapko kab kya chahiye to apne aap vidhan karenge joi joi pyaru kare soi mu bhave main kyon bhagwan se mangu koi bhagwan alpgya hai kya unko pata nahi meri paristhiti ka yadi meri paristhiti ko jante hain aur mujhe aise hi rakhna chahte to main aise hi rahna chahungi main accha nahi banna chahungi ki agar hamari sab asuvidhaa en hain dukh hai vipatti hai mere bhagwan jaan kar ke ismen raji hai jarur koi mangal vidhan hai main isi mein rahna chahungi main apni ichchha ke anusaar bhagwan ki ichchha ka virodh nahi karungi main apni ichchha ko nasht kar ki baat

karungi lekin bhagwan ki ichchha hai ki main dukh bhog main dukh bogi uttam baat ye hai phir isse niche ki baat hai ki ab raha nahi jaata to main kisi se na kahun apne prabhu se kahun mangna hi hai to artha athi arth bhagwan ne bhakt mana hai sankat nivitti ke liye bhagwan se prarthna karna ya arth prapti ke liye dhan sampatti ke liye bhagwan se prarthna karna to yah bhi ham bhagwan ke upar chhodkar prarthna karen ki he nath mujhe jo atyant avashyak dhan hai ya is sankat ki nivitti hai main chahti hoon par yadi iski nivitti se aapka bhajan chhute to aap kabhi iski nivitti mat karna yah bhi chhut de deni chahiye bhagwan ko nahi a shraddha ho jaegi mangna chahiye lekin wo bahut niche dhara ka bhakt hai uttam bhakt mangta kyon sarvagya ho sarv gyani ho bhut bhavishya vartman tino ka gyan hai aapko sarv samarth shali ho aapko jaisa man ho vaisa aap mujhe chalao main aapse kuch nahi kahunga bas aapka sumiran karunga aapki sharan mein rehunnga to bhagwan ne ek vada kiya gita mein anannya chint to mam ye jana

paripas tesham nitya abh yukta naam yogkshem bham jo mera anannya chintan karta hai uske yogkshem ki jimmedari main leta hoon prapti ki raksha aur aprapya ki prapti prapti ki raksha ka naam kshem hai aur aprapya ki prapti ka naam yog hai to bhagwan yog kshem sab karne ke liye jab vada karte hain ham kyon mange aap karo yog ham to aapka chintan karte hain aur jaisi paristhiti mein rakh rahe ho usi mein ham raji raji hain ham usi mein jismen teri raja hai joi joi pyaro kare soi chandradev chauve ji baksar bihar se Radha lla shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein kot pranam Gurudev sadhna ke vibhinn marg hai shaiv marg vaishnav dvait adwait in sabka astitva aur uddeshya to ek hi hai phir yah alag alag marg kyon hai kyonki mati alag alag hai na mati ke anusaar yadi upasna ho to jaldi siddhi prapt ho ab mati hai nirakaar mein rati ab sakar ko kaise mane mati hai sakar ki aur nirakaar ko kaise mane mati hai devi bhakti ki va bhagwan ko utna pyar nahi karega

jitna maa ko pyar karega rati hai saiv mein ab Ram ko kaise hari ko utna kaise pyar kare isiliye bhagwan ne vivid rup vivid acharya vivid marg dharan karke kyonki ham vivid mati hon wale hain munde munde mati bhinna ham hamari buddhi alag-alag hai jahan hamari rati ho jae jaise bhi ho jae ham us paramatma ko prapt kar le wahi paramatma shiv hai wahi devi hai wahi Ram hai wahi Krishna hai wahi sab rupon ek hi paramatma hai kahin lag jao imandari se lag jao achhche aacharan karo tumhara mangal ho jaega isliye vivid acharyon vivid iton ke rup mein bhagwan prakashit hai ek hi bhagwan ki ham vivid mati wale hain alag-alag mati wale hain to apni ap mati ke anusaar chal koi gyan pradhan hai koi bhakti pradhan hai koi karm pradhan to bhagwan ne gyan yog bhakti yog karm yog koi yog pradhan to ashtang yog jo jaisi mati se chalna chahe hamare bhagwan ne sab acharyon ka rup dhar karke wo marg prashasth kar diya hai Gurudev bhagwan kuch ap rag ho gaye hain is marg par ane ke pehle jo galtiya ho gayi

hai mame ve prapadyate maya meta tar antte bhagwan ki sharan mein hokar naam jap karo to jo bhram se hamari galtiya i sab tar jaoge maya ta tarte ham tom sarv paap moksh sham ma sucha bhagwan ki sharan mein hokar naam jap karo jo galti hai uska marjan ho jaega age galti na ho age kisi jeev ki hinsa na karen agar saanp ko katna hai na to tijori mein band ho jao apne samay par kaat dega aur nahi katna na to ham jangal mein pare rahe hamari chati ke upar se nikal gaye kabhi tach nahi kiya jahan sampon ka hi jhund tha ek sanpur sthan tha saikadon saanp rahte the purana ashram tha 90 varsh purane mahapurush jo wahan virajman the itni saanp bachhi itni bich khapar ek se ek quality ke saanp kobra aur king kobra ye sab bade-bade saanp aur kabhi tach nahi kiya aankh bande baithe hain aankh khuli to dekhao sab reng rahe lekin phukar karke bagal se nikal gaye kata nahi kyon katna hai usi samay katenge nahi katna hai to aap sampon ke upar pare raho nahi katenge a phir bhagwan ka bharosa hota hai aap apne ko bachaie sarp

mitron ko bulaie usko nikalva dijiye wo aise nahi kateega agar avadhi hai katne ki to parikshit ji ko takshak saap katna tha duniya ki vyvastha hui lekin brahmin ke rup mein aaya kaat ke chala gaya jaisi ho bhavitavya hota taisi bane sahai aap nave tahi pa tahi tha le jae avashya mein wo avashya mein hoga uska bhi srishti mein jine ka adhikar hai apne ko bachao usko dur kar do wo chalte phirte jeev hai kisi ko nahi katte wo usi ko katte hain jiska praarabdh hota hai aise nahi koi kaata hai aise ho to sab saanp kaat ke srishti ko mar dale atank puri srishti ko nasht kar de lekin nahi utna hi kar sakte ho jitna malik ke hisaab mein hai paap kiya hai hamne ab hamari gardan katni to hamko aise logon se mila diya jaega va hamari gardan kaat dega anytha khub chaudi chati kare ghumo kahin kata nahi lagega agar aapke vidhan mein nahi hai to naam naam jap sabse bada prachit bhagwan ki sharan mein hokar naam jap karo ji gaurav Sharma ji haridvar se Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti

pranam maha ji aapke bal se bhakti marg par nishpap hokar chalne ka prayas kar raha hoon maharaj ji har samay ek bhay ki anubhuti hoti hai ki ye janm nikla ja raha hai aapki prerna aur vani se sunkar ye bhav prakt hua hai ye bhay agar bana rahega to bahut achhche sadhak ban jaoge jisko ye bhay bana rahta hai na jaise ham logon ko har samay y jana hai chalna hai ye sab manoranjan maya hai chalna hai to kahin koi priti nahi hoti kahin kuch accha nahi lagta kuch accha nahi lagta khub achhche khanpan kuch marna hai ya

aaj nahi to kal kal nahi to parso chupchap apne kartavya ka palan kar lo naam rupi dhan ikttha kar lo yahan agar jo bhagwan se vimurkh jeevan vyatit hua ho to bahut bhul mein apne jeevan ko nasht kar diya to bahut bhay to laga rahna chahiye aur yah jeevan bhar bhay aapko bachata rahega paap karmon se jaise hamare dwara man mein koi paap karm hai yar marna hai paap karm kyon karen to ye bacha lega ye jo bhay hai ye nirbhay kar dega abhay hoe jo tumhe rae jo bhay ta ho jaata hai bhagwan se ki kahin koi paap na ban jae kahin koi adharm na ban jae wo mahatma ban jaata hai aur jo nirbhay ho jaata hai paap karm mein wahi narak jaata hai to sacha nirbhay pad to bhagwan pradan karte hain bhayabhit jo Sit awa sharnai Sit mane bhay yukt jo Sit awa sharnai bhagwan kahte rakhiyo tai pran kine main use apne prannon ke saman pyar karta hoon jo sansaar se mrityu se vat hokar meri sharan mein aa jaata hai Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji teen varsh pehle aapse apne vivek rupi dhanush par gyan rupi baan chadha ke lakshya ko bhed gyani

bano agyaan mein kyon pareshaan hote ho jahan tumhen phasa aa raha hai va vivek ke dwara use kato sukh dukh bhogta bhav kato maharaj ji kai log aise jud jaate hain jo maansikta unki shadyantra karne ki hoti hai baad mein lagta hai ki pata chalta hai ki shadyantra ke anusaar hamse juda hai phir vridhi aise aati hai ki ye aapko aisa samjh raha hai ki aap kuch bhi nahi kar sakte thodi si aisi hoti hai ki iske saath kuch kara jae phir andar se aata hai ki nahi kya pata ye tere karm hai haan yahi buddhiman yahi buddhimani hai wo hamare karm ka marjan karne aata hai wo shadyantra ke dwara hamara kuch nahi bigad sakta utna hi bigdega jitna hamara bigadna chahiye tov bigad hota ya koi bigdta ho to bigad nahi tha to yahi to ham kah rahe hain utha arthat vivek aur gyan ka lakshya dekho gyan chadaya to parast ho gaya wo tumhen nahi parast kar paya aur nahi tum lad jaate ya mar peet dete to aap parast ho jaate maharaj ji ek kripa aur ho jae ji maharaj ji kuch aadat aisi hai jo purv samay se

chali aa rahi hai unhen tyag diya main 15 sal pehle maanch to nahi anda karta tha lekin andar se awaz aa ki kisi ki hatya karke agar tumne kuch prapt kara to wo use tyaga phir mitrata vat kuch na abhi kya chodna abhi maharaj ji kabhi kabhi un chijon mein jaate hain par tadpata bahut atma bahut tadapti hai to aaj Holi yahan Vrindavan ki shuru ho gayi aaj se aaj Holi mein saha kar do ki main wo chhota hoon kabhi nahi karunga theek hai badhiya achhche aadmi ban jao sarvang sundar bano thodi si galti hamare pavitra ko nasht kar deti isliye sarvang sundar bano sab jagah se apne ko malin hota se dur kar lo theek hai deepak ji mumbai se Radhe Radhe maharaj ji Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji Vrindavan Mathura mein jo koi naya vyakti usko darshan ya sant darshan karte samay kin baton ka vishesh dhyan rakhna chahiye sabse pahli baat to ye hai ki naam nahi chhutna chahiye kyonki yahi aapki buddhi ko shuddh rakhega aur yahan kisi ke bhi dosh darshan na karen kyonki hamari drishti

mayamai hai to hamko stri dikhayee dega purush dikhayee dega jab stri purush jad chaitanya dikhayee dega to uski galtiya bhi dikhayee denge agar hamen yahan kisi ke dosh dikhayee den to hamen apne andar tap paida karna chahiye bahut nind nahi ho bhagwan ke dham mein bhi akar dosh darshan karte ho aur jo dosh dekha us dosh ka varnan to kabhi kare hi nahi agar varnan kar diya to aapka ana bekar ho jaega aapke dwara aparadh ban jaega vaishnav dham mein kisi bhi kisi ke bhi kisi ke bhi dosh darshan na karna aur dosh darshan na kahna aur dosh ki baten na sunna ye ham sabse pahla niyam le aur dusri baat dham aad mein jaise ham ave to hamko jo grahasti ke bhog vilasita hai wah nahi karne chahiye ab ghar grihasth mein to sab bhogte hi ho jab dham aae ho to brahmcharya se raho jai din raho do din char din brahmcharya se raho aur apne dhan ki kamai ka hi bhojan pave kahin bhi haluva puri batar ho na pave agar apne paas 00 rup hai to ham rup ke chana gur lekar kam chala lenge lekin ham haluva puri dusre ka nahi payenge kyonki

ham dham aae hain ham punya kamane aae punya khone nahi aae apna bhojan dharm ke dwara kamae hue arth se kisi ka dosh darshan na karna aur nirantar bhagwan ka naam chintan karna aur ho sake agar teen din ruke to ek din upvas karna ek din bhukha rah kar ke jal aadi ke dwara ya phal aadi ke dwara prannon ka poshan karke ek bar 24 ghante mein ek bar phal aadi ka poshan karke tirth mein ek raat upvas karen 24 ghante upvas karen ek bhi minute khali na jane pave kabhi bhagwan naam kirtan kar rahe hain kabhi bhagwan ke darshan kar rahe hain kabhi bhagwan ke chintan mein kyonki dham aae hain na to aap fursat mil gayi jitna samay mila utna bhagwan ka naam aur yahan agar ho sake to aapko aisa lagta ho ki rup hamare paas hai jo ham dan punya kar sakte hain to rup ke ek kilo bajra aadha kilo bajra jo bhi milta ho le liya aur pakshi mein dal diya to kitne log kitne matlab pakshi ka pet bhar jaega kuch na kuch paropkar karna chahiye kuch na kuch punya karna chahiye dham mein akar ke nahi hai to ham kisi sant ko koi vastu de

dete hain koi seva kar dete hain ham ek kilo namak lakar de dete hain ki sab log bhandare mein daal mein dal dena ham garib aadmi hamara itna hi agar paropkar ki bhavna se punya ki bhavna se bhagwat bhavna se aap kisan ho aap mehnat karte ho aap vyapari ho thoda bhi akar koi jaan na pave chhapa mat chhupa ke koi nahi jaan paya aur aap punya karke chale gaye naam jap karke yahan chale gaye koi aparadh nahi kiya to aapko bhagwat prapti mein sahyog karega ye aapke dukho ko mita kar ke sukh pradan bahut jagah bhandar hai yahan raste mein koi halwa pudi nahi kadpi nahi aapko lene ka adhikar nahi aap grihasth hai aap khud kamate hain to aise karne ka adhikar nahi aise karne ka adhikar yadi aapko aisa lagta hai ki pa lete hain to nikalo ₹ 50 uske paas rakho wahin rakh do aur chhod ke chale aao agar aapne paya bharpet to aapko andaj hona chahiye ki itna 00 rup mein milega to rup nikala va rakh diya chal diya yah baat ho jaegi dan mat lo grihasth ho dan punya virakta ke liye grihasth ke liye nahi bhagwan ne tumhen jo diya

hai usi se utna nirvah karo namak chana roti khake gujara karke chale jaoge to punya ekatrit kar loge halwa puri khake jaoge to punya yahi deke chale jaoge aur santo ke darshan karne ke samay kin baton ka dhyan rakhen bas hamen agar bhagwat smaran chal raha hai to hamara dosh darshan hoga hi nahi agar dosh darshan nahi hoga aur hamare andar ahankaar nahi dainya bhav se aae jaise bhi darshan kar rahe hain to ek ek kadam yagya ke saman hota hai ha sant milan ko cha liye taj maya abhiman jiv jav pag age badhe kotin yagya saman aisa varnan kiya gaya hai to sant daras ji mein patak tar darshan matra se papon ka nash hota hai par ham sant ko bhagwan ka bhav rakh manushya na mane tab jaise ek patthar hai jise ham patthar mante hain aur ek patthar jise ham bhagwan mante hain to patthar manne se hamen koi labh nahi mila lekin jab usi ko hamne bhagwan mana pashan murti ko to hamare bhav banne lage hamen punya milne laga hamre labh milne laga ek manushya hai aur manushya rup mein ek sant hai use ham bhagwan ka darja de sato sam mahim jag

dekha mote adhik sant kar lekha bhagwan kah rahe hain y mere bhagwan ke nij jan hai to bhagwan ke swaroop hai tab darshan ka hamen labh milega kahin koi dosh darshan na ho kahin-kahin unki avhelna na ho jae shant bhav se darshan kya chale gaye zyada der santo ke paas nahi tikna chahiye kyonki hamari malin buddhi hai koi na koi malin drishya na dekh le koi na koi malin sankalp na kar le to hamen apne bhav bchane ke liye satsang suna aur usi ka manan kiya ekant ho gaye to hamen zyada aparadh banne ki sambhavna nahi rahegi nahi to manushya sharir hai aur santo ki aisi leela hain ki ham samjh nahi payenge kis dhara se kaun si baat kar rahe hain kis dhara se kaun si cheshta kar rahe hain phir hamen lagega ki yar ye to aise hi hai to hamara dosh darshan ban jaega to ham satsang sune ekant mein jab bhajan karenge to sabke prati bhagwat bhav ho jaega sant to bhagwan ka swaroop hai hi mar ji jaise aaj Vrindavan ki Holi shuru ho gayi hai aur agle char din tak Holi chalegi maharaj ji bahut sare yuvak yuvatiyaan aapko sunti

hain to aaj aapka koi sandesh sab bharatvasion ham to sabse yahi prarthna karenge ki Holi mahotsav Prahlad ji ke dwara prakt kiya gaya hai jab Pralhad ji kisi bhi prakaar hiran Kashyap ke marne se nahi mare to uski bahan holika thi wah hiran Kashyap ko udas dekha usne kaha bhaiya udas kyon ho unka Pralhad mar nahi raha uka aaj mar jaega lakdi ka bahut sa dher lagaya jae usmen lekar ham Prahlad ko baith jaenge to hamen agni se vardan mila hai ek path shital par jisko a mod lenge to hamara rom bhi nahi jhulse Prahlad mar jaega bada prasann hua ran Kashyap usne bahut lakdi ka pahar lagaya usmen aisa banaya jismen Prahlad ji ko lekar unki bahan baith gayi Prahlad ji ki bua hui hiran Kashyap ki bahan aag laga di gayi to bhagwan ki ki kripa se aisi vayu chali ki shital pat Prahlad ji ke upar aa gaya aur voh jalkar rakh ho gaye to jitne Prahlad paksh ke the subah wahan jab gaye to dekha Prahlad ji baithe hue bade aandit hue dhol majeera kirtan se Holi ki puja ki aur aapas mein gulal rang lagakar khel

rahe naam kirtan kar rahe pad ga rahe ki Prahlad ji bhagwan ki bhakti se bach gaye to ye utsav manaya ja raha hai ye log jo sharab pite hain gande harakten karte ek dusre ke chehre par kalik pot hain naliyon mein yah hiran Kashyap paksh ke hain ab wo bhi to utsav baname kaise baname tov nali nali mein naliyon mein gobar kichad uski hiran Kashyap paksh ki party aur ek hoti sadhu ki party ek dusre par gulal lagae Ram Krishna hari bole aur baithkar pad gayan kiye aur khub gujhiya aur mithai bhog laga ke thakur ji

ko aur paye anand manaye to hamari samasth deshwasiyon se prarthna hai koi bhi vyasan na kiya jae vyasan utsav ko kharab kar deta hai jaise sharab hai aur bhi hukka hai drugs koi bhi nasha mat karo phresh mind se bhagwan ka naam jap karte hue pad gayan karte hue Holi ka anand lo nashe mein Holi ka anand thodi hota hai nashe mein to madhta chhaa jati hai madhta mein anand kahan to koi bhi nasha is Holi utsav mein kiya jae aur ham anand purvak bhaeechara banate hue ek dusre ka sammaan karen pyar karen jo hamse dushmani mante hain Holi ke din ham unke bhi ghar jaen aur unke gulal lagae aur unse pyar karen hamara ek bhi dushman vishv mein na ho yahi sabse badi hamari prarthna hai hamare aacharan pavitra ho hamara vihaar pavitra ho hamara chintan pavitra ho to Holi sarthak hai nahi kitne log nasha karke jhagda kar lete hain kitne log apni hani kar lete hain accha aap kitne sukshm vastu hai uski aankh mein agar dekhne mein kami aa jae ya chot lag jae gulal to gulal kichad phenkte hain kapda phaar dete hain

sharab peee uddandta yah sab theek nahi aisa Holi utsav na manaye jo sabhyta ke khilaf ho samaj ke khilaf ho hamare dharm ke khilaf ho adhyatma ke khilaf ho aisa koi karya na karen sabse pahli baat hai ki sharab na piye jo sharab pite hain Holi utsav mein swaah kar den aur dusri khas baat hai mans na khain kyonki aap bhale jeev hatya nahi karte lekin aap hissedar hue kyonki aap kharid ke late ho aur khate ho to aap ahinsak hi mane jaoge tisri baat kisi mata bahan ki taraf gandi drishti mat dekho jaise tumhari bahan aise dusre ki bahan to aap pavitra brahmcharya rahie aur jo apni patni hai usi par anurag kijiye ye teen baten chhorne ki koshish kijiye sharab manush vyabhichar Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…