koi aapko bhajan sunakar prasann karta hai to koi hansakar, main aapko kaise prasann karu?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
Manish rana ji bihar se shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji main dekhta hoon ki koi aapko shri ji ka bhajan sunakar koi chitraka karke koi kisi kala se aapko prasann karta hai maharaj ji kya aapko aisa lagta hai main prasann ho jaata hoon koi hamko apni kala se prasann kar sakta hai to wah kala uski hamari prasannata tak pahunch sakti hai aap batao jab wo kala ka natak kar raha hai to ham prasannata ka natak kar ham bhi to natak manch par baithe hain nahi wah agar kala ka pradarshn kar raha to main prasannata ka pradarshn karar hoon prasann nahi hoon prasannata to jaan pao to bahut kathin vishay hai brahm bhuta prasann atma prasannata to brahm se hai prasannata to bhagwan se bahari natkon se chutkula se ham prasann hone wale hain kya par jab tum hamare samne natak manch par prasannata dilane ka natak kar rahe ho to ham prasann hai aisa ham bhi natak kar rahe hain nahi hamko y koi komedi ki baat kahke koi lag dhavni suna ke hamen prasann kar sakte hamari
prasannata ko vishay Priya pritam hai yah thodi hai sab par ab natak abhi aapko maharaj ji mujhe ek kala aati hai main aisa kar sakta hoon ha accha tumne aisa kiya to kyonki tum natak kar rahe ho to ham bhi natak kar rahe hain agar tum sachchai se samjh chaho to hamari prasannata ke vishay kuch nahi keval prabhu hai hamari prasannata hasi majak natak gana bajana isse hogi kya ma ji aap aapko prasann kaise kar sakte hain bata ham tumh ra se bata rahe Radha Radha Radha isse prasann karo achhche aacharan karo khub naam
jap karo aur jo dukh sukh ave use sah lo bhagwan ki sharan mein raho yah dekhkar ham prasann ho jaenge maharaj ji kabhi kabhi aisa lagta hai ki agar mere andar bhi kuch hoti to shayad main ek ban pata aapko wo ahankaar ki pusht ka wajah banta hamari prasannata ka kabhi kabhi lagta hai bhagwan ne mujhe pura khali chhod diya ye bahut badhiya kiya tabhi to bharenge prem bharenge maharaj are bharna na hota to bhejte ka ko sadhu sang kahe ko karate bhagwan ko bharna hai isiliye sadhu sang kara rahe hain nahi to sansaar ke sang mein bhar ke malin hriday ho jaata ab sadhu sang kara rahe iska matlab kuch accha karna hai unko mujhe bas lagta hai ki main to yogya nahi hoon isi se hamari prasannata hoti hai jo art bhav se kah deta main kisi yogya nahi hoon yah hamari vastvik prasannata ka vishay hota hai hamare prabhu ko yahi darbar dan ko aadar reet sada chale ai bh hasna khelnaa hai koi prasannata nahi prasannata hriday ka vishay hoti hai jab koi arth bhav se kahta he prabhu he priyaj main kisi yogya nahi mujhe sweekar kar lo tab hriday
ekdam gudguda hoti haan theek hai sahi marg hai bhagwan tum par kripa karen yahi prasannata ka raas haan shri ji ka naam jap karo achhche aacharan karo nischit shri agar milna na hota to hamen kyon bulati kyon satsang sunati kyon Vrindavan ka darshan karati yah sab sanyog ka matlab wo milna chahti hain wo ham par kripa karna chahte hain ma ji aise aise jo aapke sharanagat hai un pare aap prakt mein aap kuch bhi riekshan nahi karenge maharaj ji kuch bhi prakt mein aapka wo nahi hoga udasin rahenge wahan taki usko
us chij ka bhi abhiman ha bilkul bilkul ab jaise mano wo natak hasane ka kar raha ha has nahi rahe nahi wo hasane kar raha ham has rahe to isse lakho prasann ho gaye uska bhi natak aur mera bhi natak donon milkar ke kitnon ko khush kar diya nahi khush kar diya ham sansari logon ko mehsus hota hai ki aap khush khush hai ye hota hai bakaya sachchi malo to hamare andar ki dasha jo dekhoge to tum samjh inko koi khush nahi kar sakta Priya pritam ke siva koi nahi khush kar sakta har samay rota rahta hai hriday har samay hriday kaise tumhen batae na baat karna accha lagta hai na logon se milna accha lagta hai phir bhi logon se milte hain baat karte hain hanste hain bolte hain kisi ko janne nahi dete tum to jara sa kah ke ro gaye agar abhi ham shuru ho jae to aansu nahi band honge bas hai hai mach jag lagega band karo ham ja rahe hain to ham apne kartavya se phayl ho jaenge isliye chup shant baithe jab kisi koi accha shabash bahut sundar gaya vah aur yahan ka ham gana sunte hain kya hamara jo shravan hai shravan indr hai
wah dusri jag lagi hai gavat sundari hari saras dhamar pulkit khag mrig bahat navar Priya pritam gaan kar rahe khag mrig pashu panchhi mohan paramhansi ki tarah sun rahe adbhut Vrindavan adbhut tejo mein Priya wahan hamara man hai to jaisa bhagwan avatar lete hain unko kuch karm chahiye kya unko koi phal chahiye kya wo bhi karm karte hain waise hi leela karte hain bhagwan to ham log bhagwan ke das hai waise koi chahta main maharaj ji ko prasann karu to main prasann hokar dikhaunga ki main prasann ho gaya wo sansari aadmi hai aur wo aaya hai keval isi baat ke liye ki main inko prasann karun to ham anjane ban kar ke uske samne aisa role karte hain main bahut prasann hua tumhari seva se samjh rahe la
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…