॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhakti ke saath ek Successful Life jeena chahti hoon, kya karu ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

shimul rajput ji Kanada se Radhe-dhe maharaj ji maharaj ji kya sansarik jeevan mein safalta aur adhyatmik unnati saath-saath chal sakti hai chal sakti hai bahut jor ke chal sakti hai agar ham vivek ke dwara chale to adharmacharan karne wala adhyatmik ho hi nahi sakta aur adharmacharan karne wala agar unnati ko prapt ho raha hai to purv punya se ho raha hai. Purv ka jo punya hai wah use unnati ko dikha raha wah bahut buri tarah nasht hoga. Pehle hamen kavach pahnna padega ki adharmacharan hamare andar na ane pave.

ab kya-kya adrma aacharan hai jab ham roz satsang sunenge to hamen pata chalne lagega aur waise to aapko batayen sabke hriday mein bhagwan baithe hain aur wo bata dete hain ye galat hai. Kyon? Aapko anubhav hua kabhi ki jo hi ham kuch karna chahte hain wah galat hota hai to bhay dete hain aur kahte hain yah galat hai mat karo lekin ham ismen sukh milega itni jor ki bhavna ho jati hai ki ham bhagwan ki agyaa ka ullanghhan karke aur wo paap karm kar baithe hain. Agar ham paap karm karenge to adhyatma mein chal hi nahi payenge.

to isiliye prayah sansarik aadmi adhyatma ko sweekar nahi karta kyonki wo paap karm karta hai. Papvant kar sahaj swabhav bhajan mor te bhav na kaun jop dusht hriday soi hoi more sanukh aav ki soi wo papacharan ke karan adhyatma ko sweekar nahi karta. Yadi papacharan tyag kar de to adhyatma aur sansarik unnati saath-saath chalti jaegi. Chakravarti samrat maharaj amrish ji the aur mahan bhagwat bhi the. Janak ji param gyani hai aur raja bhi hain. To saath-saath donon baten chal sakti hain. Yadi gande acharno ka tyag kar diya jae to par hai kathin.

kyonki ganda aacharan ham chhod nahi pate hain. Ganda aacharan hota kab hai? Jab ham man ke anusaar chalte hain. Aur ganda aacharan chhutta kab hai? Jab ham shastr ke anusaar chalte hain. Tasma shastram pramanamte karya karya vyvasthit karya aur akar ki vyvastha shastron mein ki gayi. To sab shastron ka gyan na ho to santo ka sang karo to wo sarsar baten aapko satsang mein sunate rahenge to aapka gyan prakashit hota rahega. Agar ham Shastri gyan ke anusaar apne karm ka anusthan karen. Ab jaise aap koi paddhikari hain.

aapko pata hai ghus lena kanuni aparadh hai aur bhagvatik bhi aparadh hai. Lekin kaun manta hai? Aap vichar karo. Aapko pata hai ki nirdosh ko bakhashna aur doshi ko dand dena yahi hamara kartavya hai. Lekin kahan kartavya ka palan karta hai? Kya wo nahi janta hai paap karm hai. Ab wo kahe ki ham adhyatmik bhi unnati karne laukik bhi unnati kar le to laukik aa gaya. Lekin ye jab phutega iska jahr to pura vansh ko barbad kar dega. To pehle to dharmaacharan par chalna sikha jae to ham adhyatmik unnati ko prapt kar lenge.

pehle ham apna charit pavitra karen. Hamare aacharan pavitra ho. Hamara jeevan pavitra ho. Ham jis kartavya mein hain unko dharm purvak karen. Sabka koi na koi karya hai. Aisa koi sansaar mein nahi jiska koi karya na ho. Koi kisi ka beta hai, koi kisi ka pita hai, koi kisi ka patni hai, koi kisi ka pati hai, koi kisi ka kuch na kuch kartavya hai. Apne kartavya ka palan karte hue dharm purvak yadi bhagwan ka naam jap karte hue chala jae to adhyatmik aur laukik donon unnati uske saman bhav se badhti chali jaengi.

aur bada anandmay jeevan ho jaega. Bada anandmay jeevan ho jaega. Par yah tabhi hogi jab papacharan ka tyag karke bhagwan ka bhajan karte hue apne kartavya ka palan karo. Ham chahe jitne bimar ho chahe jitna kasht ho par hamari duty hai aapse baat karna. To ham apni duty ko koshish karte hain ki kabhi hamari chhuti na ho. Tumhari to chhuti bhi hoti hogi. Shanivar itwar hamari Shanivar itwar zyada duty rahti hai kyonki tumhari chhuti rahti hai na to hamari duty jordar ho jati hai. Apne kartavya ka dharm purvak palan to tumhara jo prashn hai ki laukik aur adhyatmik donon unnati agar chahiye to pahla hoga charit sahi karo aur dharm se chalo aur dusron ko shoshan karne ki vritti jo andar hoti hai uska tyag kar do.

apne aap sab theek ho jaega. Samjh paye bachchha? Maharaj ji dhire-dhire iska bahut zyada badh raha hai maharaj ji lolupata brahma ji ne Satayug treta Dvapar kalyug ye charon putr hain yug brahma ji ke charon ko bulaya aur Satayug se kaha dekho hamari srishti mein narak bhi hai to us par bhi dhyan dena to Satayug ne saaf mana kar diya ki hamare shasan kal mein koi bhi narak nahi jaega. Treta se kaha to treta ne kaha bade bhaiya jaise chalenge waise hi ham chalenge. Dvapar se kaha Dvapar ne kaha aapki agyaa ka ham palan karne ki koshish karenge.

kalyug ne kaha to kalyug se jab kaha ki tum narak ki to unhone kaha pitaji aap nishcint raho. Jaise bade bhaiya ne kaha na ki hamare rajya mein koi narak le jaega. To hamare hamare shasan kal mein chuk ho jae to koi swarg ya bhagwan ko prapt kare sidha narak sidha narak ab dekho narak wali baten ho rahi nahi ho rahi beimani nana prakaar ka chhal kapt sab jitne koi aisa birla hoga jo sharab na pita ho mans na khata ho parai stri se vybhchar na karta ho nahi to bacchapan se shuru ho gaya girlfriend boyfriend sab ye narak ke artiphik prakt hai trivdham narakdam dwaar nasan matna kam krodha tatha lobha tasma detra taje ye narak jo hai rasta hai kam krodh lobh yahi raste hain aur inse bach kaun raha hai jo bhagwan ka bhajan imandari se satyta se kar raha hai drame wala bhi nahi imandari se jo chal kar to isiliye kalyug ka prabhav hai mushkilen se koi swarg ya brahm pad jae nahi to sidhe narak ka sartiphiket hai aap to kalyug ko takkar de rahe hain.

phir bhagwan ke bal se hamari samarth nahi hai. Yah bhagwan ke naam ke bal se bhagwan ki mahima ke bal se kuch ghasit rahe hain ham bhi ki hamari jholi mein ave to thakur ji tak bheje na narak na swarg sidhe bhagwan sidhe nikunj sidhe Radha rani ke charnon mein sahi pocho to bhagwan kisko chahiye? Ye koi birla chahta hai ki sharir chhute isse pehle main bhagwan ko prapt ho jaun. Is aavagaman se main ub gaya hoon. Sansaar ke jhuthe nakli pyar se ub gaya hoon. He prabhu main aapko pyar karna chahta hoon. Aapko pana chahta hoon.

ye koi birla hriday mein hoga jo param pavitra

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…