॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

grihasth aur sanyasi mein shreshth kaun hai?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

gaurav mittal ji ajmer se Radhe-Radhe guru ji Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji sanyasi sab kuch tyag deta hai ghar parivaar vastr moh aur bhakti mein leen rahta hai lekin ek bhakt apne jeevan parivaar aur kartavyon ke beech mein rahte hue bhagwan ko yad karta hai kaun bada hai do marg hai bade chhote ka nahi hai ismen koi bade chhote ka nahi hai do marg ek hai nivitti marg ek hai pravriti marg donon marg bhagwan tak jaate hain jaise bihari ji ke do marg hai ek aap sidhe pakdo atalla chungi hoti jao ek parikrama marg saath jaoge to bihari ji kaun bada chhota raha marg hai do marg hain apne apne dharm se chalo apnep marg se chalo aur prapti usi paramatma ki honi par aisa nahi ki grihasth hokar vybhchar karo nasha karo beimani karo gande aacharan karo bolo grihasth hai bhagwat prapti ho jaegi narak mein danda chalenge bhagwat prapti to nahi hogi aisa nahi ki Baba ji ban gaye ho manmani tum aacharan kar rahe ho khub rupya paisa duniya sansaar narak mein jaoge har shishya dhan sok na har so guru

ghor narak ma par chahe grihasth ho chahe virakta apne apne dharmanusar chale aur bhagwan ka bhajan karen aur samaj ki seva karen chahe grihasth ho chahe virakta tab wo bhagwan ki kripa ko prapt hota hai aur jab bhagwan milte hain to pure ke pure milte hain jaise ek sanyasi ko milte hain aise grihasth ko milte hain par apne apne dharm se chale chale adharm se chalne wale mein donon ko nahi milenge. Dharm se chale to jo dharm se chale wahi bada chahe grihasth ho chahe virakta ho. Baat samjh rahe hain? Maharaj ji dharm ki seva kaise karen?

dharm ki seva dharm ka adesh hota hai. Agyaa ka palan karna hi shastr agyaa ka palan jo dharm hai wo shastr agyaa hai. Sant agyaa hai. Jo bhagwat prapt mahapurush hai unki jo vani hai wo agyaa hai. Uska ham palan karen wo dharm ka palan ho jaega. Unki agyaa ke virudh chalna adharm hai aur unki agyaa ka palan karna dharm hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…