॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwannam kirtan ka prabhav / shri pandit Baba ke param priy ye sat shlok / bhakti ka mahatva // 18/02/25

▶ YouTube

pujya maharaj ji dwara rasik vani ki vyakhya — upar video mein sunen.

pura pravachan

Vrindavan swari taiv padarvindm prema mrtak makrand ras purnam hadar pitam madhu pate smar tap mu gram nirva pay param shital ma Shyam nirva pay param shital ma shray param sacchidanand ghan Premanand swaroop nav nivat nikunj mahmmahim param pavan shri Vrindavan dham shri Vrindavan dham ke ladle yugal sarkar prana aradhya pran priy shri Priya pritam ju samasth sachar vrind khag mrig pashu panchhi taru lata shri yamuna ras rani raj rani samasth Brijvasi parikar ke charnon mein koti shah pranam koti shah naman namaskaar prabhu ka vidhan atal hai agar us vidhan ko koi parivartit kar sakta hai to bhagwan naam hi kar sakta hai bhagwan ke vidhan ko bhi jo taal sake itni samarth keval bhagwan ke hi naam mein hai anant janmon se ham bhtak rahe hain isi vidhan mein to bhagwan ne maya maya trigun may trigun may maya ke dwara kuch shubh karm kuch ashubh karm shubh karm ka phal sansarik sukh lok parlok ke sukh aur ashubh karm ka phal dukh isi vidhan ko bhogte hue hamare na jane kitne kalp vyatit ho gaye aaj sadguru ki kripa se pata chala

bhagwan naam hi is aavagaman ke chakra ko sukh dukh ke chakra ko mita sakta hai ab hamen avsar nahi chukna chahiye badhiya dav lag gaya hai jaise bane taise agar bhogon ka tyag nahi ho sakta to bhagwan naam ka tyag kyon karo yadi burai nahi chhod sakte to achchai ko kyon chhod do kam se kam achchai to pakde raho to ek din jiski satta nahi hai wah burai nasht ho jaegi yadi naam ko pakde rahe to asat ki satta nahi hai yah shubh shubh karm asat hai ye sansaar asat hai yah drishya sab asat hai satya hai satyam satyam punah satyam harer naam kevalam bhagwan ka naam satya hai is asat sansaar se hamen bhagwan ne to chhudaya nahi kyonki bhagwan anant kal se anadi kal tak hamare hriday mein hi rahenge par hamari jivya par jab tak naam nahi aaya to bhagwan bhi so rahe hain naam jih jap jag jogi jab jeev se naam japna shuru kiya to jagna prarambh ho gaya hamara hamare bhagwan ka bhi aur jab naam raat din chalne laga to bhagwan hriday mein prakashit ho gaye aur hamari avidya ki nind sada sada ke liye khul gayi isliye naam naam na bhulo chahe

karyrat ho ya karya virat ho bhog rat ho ya bhog virat ho naam na chodna naam nahi chhodoge to jit jaoge naam chhod diya to hare to hai hi shripad prabhu dan ji maharaj kah rahe vaan gadgad ya kada madhu pate namani san keerta dhara bhir nayna bham taru tal chhon kada pank drisht wa bhav naya pu mil div swaat bhogam maho dwaand hem hari mani chavi kada nan se muhar hal hai main kab apni vani se gadgad kanth hokar bhagwan madhupati shri Krishna ke naam aur gunon ka gayan karunga vaniya gadgad ya kada madhupati nama san keerta shri hari Ram vyas ji bhagwan ke madhur namon ka pad gayan kar rahe hain jai shri krishna jai shri krishna jai shri krishna jai jagdeesha jai shri krishna jai shri krishna jai shri krishna jai jagdeesha asur sanghan vipat vidaran i san ke eesa asur sangh na vipat vidaran na ke saath jai shri krishna jai shri krishna jai shri krishna jai jagdeesha jai shri krishna jai shri krishna jai shri krishna jai jagdeesha Krishna murari kunj bihari Krishna murari bihari bal Mukund de Gopala bal mukande Gopala din udhari

sant sudhari na udhari sant sudhri girdhri Gopala girdhri Gopala din udhari sant sudhari girdhri Gopala di sudhari sant sudhari girdhri Gopala Krishna murari kunj bihari bal Mukund lala Krishna murari kunj bihari bal Mukund jad kul nayak din sahayak dh kul nayak dan sahai sukhdayak jan bandhu sukhdayak jan bandhu sushma sundar mahima mandir sumas mahima mandir karuna puran sindhu karuna n se jai shri Krishna jai shri krishna jai shri krishna jagdeesha jai shri krishna jai shri krishna jai shri krishna sur

sanghar vipat vidan nah ke i sa sar vipat vidaran na dhan gahan ban ghan sohan dhan gahan bandhan sohan Manmohan braj chachanda mahan baj natvar nagar par ujagar nagar param u sagar gun sagar Govinda sagar Govinda natvar nagar param ujagar gun sagar Govinda sagar param udag gun sagar bho jad kul nandan danuj nikandan dhul nandan nuj na karat sanan seva bhat sanan seva jai garuna san prem prakasan ja karunas prem prakashan vyas das kul deva das das kul deva jai shri krishna jai shri krishna jai shri krishna jagdeesha jai shri krishna jai shri ka kana jai shri krishna jagad asur sanghan vipat vidaran i san ke eesa sati vina na ke eesa jai shri krishna jagdeesha jai shri krishna jag vaan gad gad ya kada madhupati na man sankirtana hamari vani gadgad kanth se yukt hokar sadaiv madhupati bhagwan shri Krishna ke namon ka kirtan karen dhara vinay naam basam tal kan kada pank mere netron se itne aansu gire ki jahan main baith jaun wahan ki dhul geeli ho jae pankal kichad ban jae itna main bhagwan ke anand mein ya virah mein rou ki jahan baithu wahan ki bhoom

gili ho jae gadgad kanth se bhagwan ko pukaru adhara se bhumi ko pankal karu drisht wa bhav naya puro mil div swaat bhogam maho aho main aisi bhavna ke avesh mein main Priya ju ki hoon isi bhavna mein meri sari dincharya jae har samay mein sachar bhav ki thesak mein rahkar shri shyama Shyam ki seva mein samay vyatit karun vani se guna gunava karu gadgad kanth nainon se adhara bahaun aur hriday se bhawa vesh mein main shri ji ki sakhi hoon chari hu aatho pahar unki seva mein rah aur vishisht dand hem harin mani chavi kada nan se muhar bahla apne samne indra neel mani Shyam sundar tap kachan kanchan Gaurang shri Priya ju ki shobha dekhkar vikal ho jaun aur Vrindavan ki bhumi mein latu aisa kab hoga hai mera jeevan kab aisa hoga bhogon se virat hokar bhagwan naam kirtan karte hue ashu pravah se bhumi ko pankal karte hue bhawa vesh mein aatho pah shri ji ki seva mein rahte hue achanak Priya pritam ka darshan pakar vikal hokar Vrindavan ki bhumi mein raj mein lutu aisa kab saubhagya hoga vrin nikunj shi Mani vasan premar chintan sva pran

ka dhanmandi kashchan mato vadha keval shri dham Vrindavan mein hi vas ka dridh niyam lekar Vrindavan ki sima ke bahar na jana aur Vrindavan mein vas karte hue ek kshan bhi Priya pritam ko na bhulna aatho pahar premar hokar unki seva ka hi chintan karna ab shringar karna hai ab bhog lagana hai ab shri ji ko san karana hai shri ji ka utpan karana hai shri ji ko van vihar karana hai ab shri ji ka bahula karna hai shri ji ko san bhog lagana hai shri ji ko san karana hai aatho pah shri ji ki seva ka hi chintan isi mein dube rahe aur aksmaat apne jeevna shri yugal sarkar ko apne samne dekh kar ke prakt prema turas chintan prema atur hokar unka chintan kar rahe hain aksmaat dekha ki samne yugal sarkar khade sva pranik dhanmandi aksmaat maine dekha ki are mere samne to Priya pritam virajman hai kaise shyama kanchan Chandrika rasmay Gauri shri shyama ja adbhut kanti prakashit karti adbhut gaur varn hai hamari shri ladli ju ka aur Ghanshyam shri lal ju maharaj harin mani chavi indra neel mani jaisi

kanti hari ki aisi rasmay gaur varn chhata kishori donon ko unko dekh kar ke unke charnon mein laut jaaunga y bhavna dekho aksmaat dekha donon ke charnon mein lut gaye aur donon ek ek hath pakadkar uthae aur shital madhur vani se hamse baat kiye aisa kab hoga hamare jeevan mein pehle shlok mein kaha vani se nirantar prabhu ka naam jap naam kirtan karte hue asuon se ashu dhara bahate hue Vrindavan ki bhumi ko geeli karte hue apne bhavatmak sachar swaroop ruu ki thesak mein aatho pahar unki seva karte hue aksmaat yugal darshan hua aur ham bhumi par lathan karne lage dusre mein varnan kiya ki shri Vrindavan nau nivrit nikunj mein sima mein vas karne ka dridh sankalp kabhi Vrindavan ke bahar nahi jaaunga chahe jaisi hamari kashtam paristhiti ho main bhog par Vrindavan se bahar nahi jaaunga aur premar hokar Priya pritam ki seva ka chintan Priya pritam ki rup madhuri gun madhuri ka chintan karte-karte aksmaat dekha ki shyama ja jo gaur varn maha rasmei chhata hai jinki aur Ghanshyam shri lal jo maharaj ind Nilmani chhata hai jinki

donon galya diye samne khade hain to sashtang dandvat unke charnon mein lat gaye ekek hath pakar kar ke donon ne hamen uthaya aur donon hamse baat kiye niha kar diya yah saubhagya brahma ji ko bhi aaj tak nahi mila da shripad kah rahe ek ek kar kamal par ek priyaj ne kar kamal pakda ek lal ju ne donon utha li aur donon baat kar rahe hain hamse yah saubhagya brahma ji ko bhi nahi mila yah saubhagya bade bade devtaon ne dev brahma der nakhal hari bhaktan suda bhagwan ke sud janon ko bhi saubhagya nahi mila yah saubhagya dene wali Vrindavan ki bhumi hai Vrindavan ke rasik jan hai Vrindavan ka akhand vas hai aur Priya pritam ka anannya bhav se chintan yahi pradan karta hai pujya pad shri pandit gaya prasad ji maharaj sadhak ke jeevan mein katuta ko sarvatha abhav hona chahiye kat swabhav nahi hona chahiye mridu swabhav hona chahiye itne bade sansaar mein apno ek ho shatru na hoe tab bhagwan ki prapti hogi ek bhi shatru nahi hona chahiye kisi se bhi thoda bhi dves hoga to bhagwat prapti nahi hogi lala babu

unka charit bhi hai va jab shri Krishna das ji se kahte Gurudev bhagwan the unke ki ab virakta bhes de do kahte abhi nahi ek langoti lagate jholi tang karar madhukri mangte raat din bhajan karte lala babu ji unke Shyam chandrama ji thakur ji bahut mahima mein hai unhone vichar kiya ki mere mein kaun kami hai jo Gurudev mujhe virakta bhesh nahi de rahe sarvasv dhan ka tyag sab bhogon ka tyag kopan banta khal bhagyavanta ek langoti lagae hue madhukri se jeevan yapan koi unko truti nahi dikhayee deti aur jab kahte tab kahte abhi nahi abhi tum yogya nahi hue ho virakta vesh ke to unke dimaag mein aaya ki ra nath ji ke seth se unki lag dat chalti thi dwesh tha Ranganath ji ke seth se to unhone vichar kiya ki shayad srishti mein aur kisi se hamara dves nahi Ranganath ji ke seth se shayad yahi hamari virakti mein badha par raha ho roz subah Ranganath ji mein bhikhariyon ko kuch padaarth bante jaate the usi pankti mein dala babuji lag gaye jake sevkon ne dekha Ranganath ji ke seth Vrindavan mein the unse prarthna

ki ki lala babu line par lage hue hain jahan bhikhariyon ki are uka bhikhariyon ki line mein kyon lage hue hain va to bade mahapurush hai to hath mein thal aur thal mein ratna aad lekar ke aae aur kaha babu ji aap bhiksha ki pankti mein kyon khade hain aapka to swagat hai to uka nahi main bhikshuk hoon mujhe mujhe ek mutti chaval keval jaise sabko bant rahe ho aise mujhe de do wo gale laga liye bole main aapka bikhari hoon mujhe keval bhiksha chahiye Ranganath ji ke seth ne gale laga liya rag dves khatm ho gaya wahan se laut rahe the to raste mein mile guru ji aur kaha lala babu aaj tumhen virakta bhes de denge ek bhi vyakti se yadi dves hai to bhagwat prapti ke marg mein badha hai isliye pandit gaya prasad ji maharaj kah rahe Baba giriraj wale itne bade sansaar mein apno ek ha shatru na ban pave sevak ji maharaj likhte hain Harivansh naam leen je ajat shatru te sada prapanch damb aadi day tha kachu na pakhe jo shri Harivansh shri Harivansh shri Harivansh aisa naam ratta hai is naam ke prabhav se sansaar mein

uska koi ek bhi shatru nahi hota ajat shatru se hi kahte hain puri srishti mein ek bhi koi dushman na ho ek bhi koi dves ka patr na ho tabhi wah sarwatmak prapt kar pata hai to itne bade sansaar mein apno ek ho shatru na bane aur na kahu sa asakti rahe kisi se zyada asakti na ho jae na kisi se bair aur na kisi se mitrata sam avastha sabke prati saman bhagwat bhav na kah so asakti aur na kaho so virodh Kabira khada bazar mein sabse poohe khair na kaho so dosti aur na kaho so bair kisi

se na dosti na kisi se bair ek hi ishwar ki santan hue ve so sab hi apne band hui hai kyonki mitra se drishtaya sameeksha mahe ved bhagwan agyaa karte hain ki sabke prati maitri bhav rakho par kahin asakti na hone pave bhagwan ne bhi kaha ashta sarv bhuta naam maitra karun lekin nirmam mitrata ho par mamta na ho mitrata ho par asakti na ho yah badi kala hai adhyatma hi ismen pusht deta hai ki hamari aapse mitrata hai par mamta nahi asakti nahi hai mitra se drishtaya sameeksha mein hai sevak ji maharaj sevak vani mein varnan karte hain sab jeevan so priti par ti nihat apni Harivansh dharm ki riti kya hai sukh deve ko chav chit sab sohit nishkam nishkam sab jeevan sa priti par riti nibhata apni apni riti kya hai sab so hit nishkam mati kisi se kuch nahi chah swarth basat kisi se prem nahi sabse nishkam prem yah premi dharmi ki ek vritti hoti hai usmen swarth bhav rahta hi nahi hai wah sabse pyar ka bartaav karta kisi se bhi asakti nahi kisi se mamta nahi kisi se koi

chah nahi shri Vrindavan aur giriraj ji ki parikrama ki raj sadaiv sharir mein lagi hi rahe raj sadaiv sharir mein lagi hi rahe dusron tumhari ninda bhale hi karen tum apni ninda sun le par kah ki ninda kabahu mat karo Vrindavan giriraj ji ki parikrama ki raj sharir mein lagi rahe aur tumhari koi ninda kare to use sahlo tum kisi ki ninda mat karo koi tumhari hani kar de par tum palat ke kaho ki hani mat karo koi tumhara apman kar de to tum sah leyo par tum kah ko apman kabahu mat karo na kabahu kah par krodh karo kyonki tapasya evam yagya aadi kon ko jo dan diya jaata hai krodh ane par wah sab nasht ho jaata hai tapasya punya yah sab nasht ho jaata hai jab krodh aata hai isiliye kam krodh lobh ko narak ka dwaar bataya gaya hai triwidh narak sadam dwaar nasan atman kama krodha tatha lobh tasma dem teje kam krodh mad lobh sab nath narak ke panth sab parihar Raghuvirr bhajo bhaj ja sant bhajan kab hota hai jin jaise sant jan bhajan karte jab kam krodh mad lobh ka tyag kar diya jae ka ki sidhe narak ke dwaar hai kama

krodha tatha lobha tasma de trem taje in tino ka tyag kar de bhagwan kah rahe gita ji mein isliye kabhi bhi krodh nahi karna chahiye shastr mein likha hai tapte yagya te chaiv yach danam pray chhati krodh stu sarv harti tasma krodh viv jai jo bhi tapasya hai jo bhi punya hai jo bhi sadhna hai jab ham kisi par krodh karte hain to hamari sadhna nasht ho jati hai hamara sadhan se kiya hua tap punya y ksheen ho jaata hai tapte yagya chaiv y danam prati krodh stu sarvam harti tasma krodh viv jayat jo tapasya yagya dan punya aadi va sab nasht ho jaata krodh karne se jinki nak mein gussa unke paas kya rah gaya narak ka rasta krodh karna koi achchhi baat nahi hai apne punyam ka nash karna isliye krodh mat karo jab kabhi krodh hriday mein aa jae to maun dharan karke wahan se hat jao jiske prati krodh aa raha hai sahenshilta so tap badhe hai jo jitna sahan karta hai man apman ninda stuti wah utne tapasvi mahan tapasvi hota hai dekho vyarth chintan na hone par kabahu kal vratha nahi jae sevak ji maharaj kah rahe kabhi

kal mane samay vyarth nahi jana chahiye vyarth ke chintan mein nahi jana chahiye chintan to hoga hi yadi bhagwat chintan nahi karoge to vishay chintan hoga vishay chintan karoge to vyarth chintan hai wah vyarth chintan tumhare jeevan ko vyarth kar dega bhagwan ke sambandh mein hi bolno bhagwan ke sambadh mein hi sunan tatha bhagwan ke sambandh mein hi chintan karno shri gita ji bhagwan ki vani hai swayam bhagwan kahte hain mav man adh sva ma buddhi niveesh nishya sa mav ardham sanya mere mein man laga do mere mein buddhi laga do tum mere mein hi nivas karoge ismen koi sanshay nahi arthat aap bhagwan mein vas karenge ham apne marg mein theek chal rahe hain yah tab samjhan jab apan swabhav dinav din saral banto jae bhajan mein banto jae to jano tumhara marg theek hai swabhav saral mridu saras bhajan mein jeevan to aapki adhyatma mein unnati ho rahi hai ati uttam swabhav bane ek vakya mile ki hai jitni baten duniya ki sab bhul gaye kuch yad nahi aisa swabhav aisa bhajan mein rati ki hai jitni baten duniya ki sab bhul gaye kuch yad nahi ab ek

matra Priya pritam apne mein durgun ko badhava den pashuta hai gandi baten karne ka utsah rakhna pashuta hai ev mein apne mein sadgun badho divyta lano ya samay bhale hi koi yug barat rahe hoe man lo kalyug hai aap burai se bach rahe na jap kar rahe bhagwan ka gungan kar rahe hain leela charit sun rahe hain to Satayug mein hi ho tum kalyug mein nahi ho naam jap kar rahe bhagwan ke gun charit sun rahe burai se bach rahe hain to aap kalyug mein nahi ho aap aap Satayug mein ho shri bhagwan ko kah hue ko aashray hai ki man ko kam hi hai sankalp banan ab tum aisa abhyaas banao ki jab man mein sankalp uthe to sabre keval bhagwan ke tae hi sankalp uthe jaise bhogon ke sankalp uthte rahte hain us jagah bhagwan ke sankalp uthe jab man mein sankalp uthe ve savere keval bhagwan ki tai ho kalpna karo ki mu ko shri prannath ke darshan honge to main inke shri charan mein gir padunga ronga ye mo ko utha menge puchh karenge pyar karenge apne Pitambar se aansu puchenge main dhanya ban jaaunga main mar ke nitya leela mein pahunch

jaaunga wahan muko inki seva prapt hoegi main seva karunga jahan ye khele main wa sthal ko swaksh kar diyo karunga ye san karenge main pankha karto rehunnga aadi aadi aisi bhavna mein dubo shri bhagwan ke tai kari gayi bhavna asatya hote hue bhi param satya ban jae jaisa tum sochoge vaisa hi tumhen prapt hoga jaise shri ganga ji mein kaiso ho pani pare sab va pani Gangajal ban jae aise hi kaisi bhi bhavna bhagwan se ki jae va sab param pavitra ho jati hai ev mein kalpna ho satya ban jae hai jo bhagwan se jod di jae man ke samasth sankalp shri pritam ke tae hi ban mein lage tab yah to nischay hai hi gayo ki yah ma shri bhagwan ko ban gayo tab bhagwat vastu shri bhagwan ke hi kam mein ave ya niyam upasna mein hai hi jaise mandir mein jo dhatu ke patr shri thakur ji ki seva mein rahe hain unko apne kam mein nahi le sake tab jab ki yah man inki vastu ban gaye tab apne tae man ka koi sankalp nahi kyonki thakur ji ki vastu hai apno to jo kachu hoe ga wo sharir ke praarabdh ke anusaar ho to hi rahe ga ya ki

or dhyan hi nahi den nirantar shri prannath ke chintan ko hi abhyaas baname na apne tai sankalp hi baname aur na sansaar ki or dhyan hi de vidhi prapanch as achal anadi is sansaar pravah mein uthal puthal hoti hi rahe hain haan hamen to yah dekhna hai ki sansaar ki uthal puthal mein apne prannath ko bhul to nahi rahe hain apne jeevan dhan ko kahin bhul to nahi rahe sansaar ki ghatnaon mein apne sabre sankalp inke tai sharir ki Sabri cheshta inke tai khanpan say tatha samasth vihaar keval apne prannath ke tae hi hoe jaise pativrata ko jeevan keval apne pati ke tay hi ra hai apne samasth kriya kalapan ko ha keval apne shri prannath ke tae hi hoe yahan tak ki jeeno hi inke tae aur marno hi inke tai sharir mein indriy mein man mein keval inko hi inko akhand samrajya hoe ab bachi buddhi buddhi ko shri Krishna mein lagae den kaise buddhi ko kam hai nirnay karno yah karno avashyak hai yah ati avashyak hai aur yah anavashyak hai yah sab nirnay buddhi karti hai yah buddhi ka kam hai tab buddhi kam le bhagwan ke

tai bar-bar buddhi yahi nirnay kare ki hamen chahiye keval ek bhagwan hamen bhagwan chahiye hamen bhagwan chahiye sansaar nahi hamen bhog nahi chahiye hamen shyama Shyam chahiye yah mere main inko yah nirnay karo buddhi se bar bar bar bar yahi path ko phero main inko yah mere mujhe bhagwan chahiye sansaar nahi aur koi laukik kamna na banan pave jab koi kamna uthe tab yahi sutra dohra main inko yah mere mujhe bhagwan chahiye sansaar nahi kato is baat se har kamna ko param pujya param shraddhey shri pandit ji maharaj ke ek nikat sthit jan ne apne param pujya shri pandit ji se prarthna kari ki aap hamen Shrimad bhagwat puran ke koi sat shlok jo aapko param priy ho likh ke dev apne priyjan ki prarthna par pujya Baba ne ye sat shlok likh ke diye krishnay Vasudevay Devki nandna cha nand gop kumara Govindai namo namah pahla aur dusra diya brahmin hi deho yam shudra kama nite kay tapse chah tanat sukhay yah jo manav sharir mila hai jo dwij deh mili hai yah bhog vilas ke liye nahi mili yah uttam

sharir ko paay ke sanyam palan karte bhae tapasya purvak bhagwan ko bhajan karna chahiye tabhi to mrityu ke piche moksh prapt ho sake hai vastav mein ya sharir ki safalta tab hi mani jaegi jab bhagwan ki prapti ho jae moksh ki prapti ho jae yah manav matra ka param kartavya hai samasth sharir dhariyon ka param kartavya hai ki is janm mein bhajan karke bhagwan ko prapt kar liya jae tisra shlok mahat seva dwaar mahur vimukt tamo dwaar yoshita sang sangam mah taste sam chita prashanta vi manva suda sadhav mahapurushon ki seva mukti ka dwaar hai moksh ka marg hai aur vishay pran ko sang narak ko dwaar hai ab mahapurush ke lakshan varnan karen kahte hain mahan taste sam chita prashanta viman suda sadhav ye jo sam chit hai sukh aur dukh mein man apman mein labh hani mein ek ras rahe hain wah sam chitta jo shatru mitra mein bhed nahi rakhe hain jo sada rahe prashanta jo kab krodh nahi kare hain viman aur sabse maitri bhav rakhe hain sur sadho ye aise sadachari janon ko mahatma kaha gaya hai aise mahatmaon ka sang

moksh ka dwaar hai aur kami purushan ka sang narak ka dwaar hai chautha shlok raho gane ta tapsa naya nache jaya nir pana graha dawa na chhnd sa nav jalag surya bina mahat pad rajo vishek shri jad bharat ji maharaj raja rahu gan ko samjha rahe hain ki he rahu gan wa param tatv ko ja ko gyan kahe hain ja ko Vasudev kahe hain wahi paay sak hai jo mahapurushon ki shri charan raj mein apno ko abhishek kare hain jab tai mahapurushon ki charan raj grahan nahi karoge wah param tatv hath nahi lag sake hai chahe bhale hi kathin so kathin tapasya kar le chahe bade se bado yagya kar le chahe bado bhari vairagi ban jao chahe pure grihasth ban ke dekh lo chahe ved path kar lo chahe jal ki upasna kar lo chahe agni ki upasna chahe surya ki upasna inme se ek ha praytn bhagwat prapti nahi kara sake jab tak mahapurush ke charan raj se abhishek nahi karoge keval ek hi praytn hai mahapurushon ke charan ki raj ko apne mathe par shraddha purvak dharan karno bas shalok param dham ko adhikari wahi hai jam ya lakshan jagrit ho jae santa sam drish

shuddh sarv bhuta anu ranjna yaat sa chat pad machat priy badhwa jo shant hoe ja mein chanchalta na hoe yah lakshan jisam va param pad ka adhikari ho chuka hai jo shant shanta samad suddha sarv bhuta anu ranjna jo shant hoe ja mein chanchalta na hoe jo samdarshi hoe sabko ek bhagwat drishti se dekhe Siyaram mein sab jag jani karo pranam jori jug pani aur suddha kah ko mitra na baname jo sharir sa aur man sa sarvatha shuddh hoe jo prani matra ko prasann karna chahte hoe arthat kah ko kasht na phuanchte hoe tatha shri bhagwat bhaktan ko apan sag bhai mane aise jo bhagyashali sadhak hai ve param dham mein pahunch jaate hain wo param dham ke adhikari hain chhathwan ti shya karun maitrya khil jantu su saman cha sarwatmak kasht vipatti sardi garmi aadi ke sahwe ki shakti hoe sabse daya ka bhav ho sab so maitri ho aur sab mein ktaa ho ja mein y sadgun hoe vahi so shri prannath bhagwan prasann ho sake hain jo dukh kasht vipatti sardi garmi apman y sahwe ki samarth rakhte ho jo sabse daya maitri jo sabse samta ka vihaar

usse bhagwan prasann ho jaate hain satva shlok nirapeksh muni shantam nirwair sam darshan anu braja mein ham nityam pue yat renu bhi shri prannath bhagwan shri Krishna swayam apne shri mukh sa bhakt ki prashansha karke kahte hain he Uddhav main aise bhakt ke piche piche sadaiv chalta ra hoon mein aise lakshan hoe nirapeksh jo kaho su kachu leve ki kamna hi nahi karta hoe muni jo mannsil hoe kaisi ho paristhiti mein ja ki shanti bhang na hoe nirwair jo kaho so bair na karto hoe sam darshan jo sabko ek saman dekhto ho yah apno hai yah parayo hai yah shatru hai ya mitra hai aiso bhedbhav jake man mein na hoe wo samdarshi aise lakshan wale bhaktan ke piche piche ya lobh sa dolte raho ho ki ya ki sh charan ki raj udak mere upar par jaegi to main pavitra ho jaaunga Baba ne yah sat shlok likh kar ke diye sadhak ke tai bachan hoe to stri sa bache agar bhedna hoe to sant sa bhade savdhaan hoe ke sarvottam bhagwat sadhan kare adharm se bacha pratyek cheshta bhagwat prit arth hi kare Shrimad bhagwat mahapuran bhagwan shri

Krishna chandra ja maharaj Uddhav ji ko updesh kar rahe hain pri Uddhav yah manushya sharir samasth shubh phal ki prapti ka mul hai aur y manushya sharir atyant durlabh hai aur kripa se sulabh ho gaya hai is sansaar sagar se par jane ke liye yah manushya sharir ek sudridh nauka hai sharan grahan matra se Gurudev iske kevat hain patwar ka sanchan karne wale Gurudev aur is maran matra se hi main anukul vayu ke rup mein ise lakshya ki or badhane lagta hoon itni suvida hone par bhi jo log is manav sharir ke dwara sansaar sagar se par nahi ho jaate wah to apne hathon apni atma ka hanan adha patan karne wale hain atma hatyare hain priy Uddhav jab purush dosh darshan ke karan karmon se udyog ho jae virakta ho jae tab jitendriy hokar wah yog mein sthit ho jae aur abhyaas atma anusandhan ke dwara apna man mujh paramatma mein nishchal rup se dharan karen jab sthir karte samay man chanchal hokar idhar udhar bhatakne lage tab jhatpat badi savdhani se use manakar samjha bujhakar phuslakar apne vash mein kar le indriyon aur prannon

ko apne vash mein rakhe man ko ek kshan ke liye bhi swatantr na chode man ki ek ek chal ek ek harkat ko dekhta rahe is prakaar sat sampann buddhi ke dwara dhire-dhire man ko apne bas mein kar lena chahiye jaise savar ghode ko apne vash mein karte samay use apne manobhav ki pehchan karana chahta hai apni ichchha ke anusaar use chalana chahta hai aur bar bar phuslakar use apne vash mein kar leta hai waise hi man ko phuslakar use mithi mathi baten sunakar vash mein kar lena aur param yog hai sankhya shastr mein prakt se

lekar sharir paryant srishti ka jo kram batlaya gaya hai uske anusaar srishti chintan karna chahiye aur jis kram se sharira aadi ka prakriti mein lay bataya gaya hai us prakaar lay ka chintan karna chahiye yah ka tab tak jari rakhna chahiye jab tak man shant sthir na ho jae jo purush sansaar se virakta ho gaya hai aur jise sansaar ke padartho mein dukh buddhi ho gayi hai wah gurujanon ki sharan le le bhagwan adesh kar rahe hain va guru baname aur gurujanon ke updesh ko bhali bhat samjhkar bar-bar apne swaroop ke hi chintan mein sal rahe is abhyaas se bahut shighr uska man apni wah chanchalta jo anama sharir aadi mein atma buddhi karne se hui hai chhod deta man ekaagr ho jaata hai yam niyam asan pranayam pratyahar dharana dhyan aur samadhi yog marg se vastu tatv ka nireekshan parikshan karne wali atma vidya se aur meri pratima ke pujan se bhagwat chintan hone lagta hai bhagwan adesh kar rahe pratima pujan ke liye hamen bhagwan ke adesh ko manna chahe in sansari logon ke nahi are bole to murti pujak murti pujak bhagwan adesh

kar rahe hain meri pratima virajman karke uske pujan karne se nischit bhagwat prapti hoti hai kyonki bar-bar chintan banne lagta hai seva ka chintan banne lagta hai aur koi upay nahi Uddhav waise to yogi koi kabhi nind karm karta hi nahi bahut dhyan dene ki baat hai bhagat upasak yogi kabhi koi paap karm nahi karta parantu yadi kabhi usse pramad vash kusang vash koi aisa karya ban jae jise paap kahte hain to anya koi prachit na kare jo sadhna kar raha hai usi se bhasm ho jaega naam jap naam kirtan bhagwat

katha leela shravan gayan isi se sare paap bhasm ho jaenge use kru chandrayan aadi dusre prachit kabhi nahi karna chahiye apne apne adhikar mein jo nishtha hai wahi gun kaha gaya hai is gun dosh aur vidhi nishedh ke vidhan se yahi tatparya nikalta hai ki kisi prakaar vishay sakti ka partyag ho jae bas vishay asakti ka partyag ho jae sari sadhna hon ka phal hai sansaar ka chintan chhute aur bhagwan ka chintan ho yah har sampraday har sadhna ka yahi uddeshya hai sansaar ka chintan chhute bhagwan ka chintan ho karm to janm se hi ashudh hai anarth ke mul hai shastr ka tatparya unka niyman hi hai jahan tak ho sake pravriti ka sankoch hi karna chahiye jo sadhak samasth karmon se virakta ho gaya hai karmon mein dukh buddhi rakhta hai use chahiye sab chhodkar meri leela katha ke shravan mein khub lage khub bhagwan ki charcha sune bhagwan ki charcha kar aur yah janta rahe ki jitne bhog bhog vasna dukh rup hai kintu itna sab jaan kar ke bhi jo partyag karne mein samarth na ho use chahiye ki un bhogon ko to bhog le parantu sache

hriday se dukhi hokar bhagwan ki prapti ke liye nikle bhajan karna chahiye par ye khanpan ye duniya ka prapanch hamara pind nahi chhod raha dukhi hona chahiye jaise sansari aadmi jab manokul bhog milta hai to sukhi hota hai lekin bhakt ko jab manokul bhog milta hai tot wah dukhi hota hai wah rudan karta hai he bhagwan kab main is prapanch se upar uthu use sache hriday se dukh Janak samjhe aur man hi man uski ninda kare tatha apna durbhagya samjhe saath hi is duwidha ki sthiti se chhutkara pane ke liye shraddha da nischay aur prem se mera bhajan karen is prakaar mere batlae hue bhakti yog ke dwara nirantar mera bhajan karne se bhakti yog ke dwara nirantar mera bhajan karne se main us sadhak ke hriday mein akar baith jaata hoon aur mere virajman hote hi uske hriday ki sari vasna en apne sanskaro ke saath nasht ho jati hain is tarah jab use mujh sarwa atma ka sakshatkar ho jaata hai to uske hriday ki ganth tut jati hai uske sare sanshay chinn bhinn ho jaate hain karm vasna sarvatha ksheen ho jati hai isi se jo

yogi meri bhakti se yukt hai aur mere chintan mein magan rahta hai uske liye gyan athva vairagya ki avshyakta nahi hai kitni sundar baat kah rahe bhagwan na vairagya ki avshyakta hai aur na gyan ki jo bhagwan ki kathayen sun raha bhagwan ka naam jap kar raha hai naam kirtan kar raha hai use kisi aur sadhan ki zaroorat nahi hai uska kalyan to praya meri bhakti ke dwara hi ho jaata hai karm tapasya gyan vairagya yogabhyas dan dharm aur dusre kalyan sadhno se jo kuch swarg apvarg mera param dham athva koi bhi vastu prapt hoti hai wah sab mera bhakt mere bhakti yog ke prabhav se hi yadi chahe to anyas prapt kar leta hai mere anannya premi evam dhairyvan sadhu bhakt swayam to kuch chahte hi nahi yadi main unhen dena chahta hoon to aur deta bhi hoon to bhi dusri vastuon ki to baat kya kaival moksh bhi nahi lena chahte aise bhakti mein sukh prapt kiye bhakt jan hote hain bhagwan ka main dena bhi chahun aur deta bhi hoon par wah kaival moksh tak sweekar nahi karte mrit log swarg logon ke bhogon

ki to baat hi kya Uddhav ji sabse shreshth evam mahan ni shreyas param kalyan iska dusra naam hai nirpekshata kisi se koi chah nahi isliye jo nishkam aur nirapeksh hota hai usi ko meri bhakti prapt hoti mere anannya premi bhakton ko samdarshi mahatmaon ko jo buddhi se atit param tatv ko prapt ho chuke hain unko koi paap ya punya nahi bandh payega isliye mahapurushon ki nakal nahi karni chahiye wah deha bhiman rahit mahapurush kabhi vishay sevan karte nazar ate hain kabhi vishay tyagi unko koi paap punya koi karm bandhan nahi hota vidhi aur nishedh hone wale punya aur paap se unka koi sambandh nahi hota koi nishedh agar ban jae to koi paap nahi koi vidhi ban jae to koi punya nahi kyonki wo deha abhiman rahit mahapurush hote hain is prakaar jo log mere batae hue gyan bhakti aur karm marg ka aashray lete hain ve mere param kalyan swaroop dham ko prapt hote hain kyonki param brahm paramatma ke tatv ko jaan lete hain isliye sab na chhodkar ekmatra bhagwan ka chintan karo bhagwan ke

aashit shesh charcha age shri Radha vallabh lal ki

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi