bhagwan ka bhog banate hue usme makkhi ya kuch gir jae to kya karen ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
akanksha ji Radha shri Harivansh maharaj ji maharaj ji jaise ham shri ji ke liye bhojan banate hain us samay agar makkhi ya machchar usmen gir jae ya bal gir jae to bhojan dusra banana padega banana padega yah savdhani rakhni padegi isiliye bhojan banate samay balo ko kapde se bandh lena chahiye bhojan banate samay bilkul ekaagr rahna chahiye ki koi machchhi us par na ave hamare bal na gire bhojan banate samay batchit nahi zyada agar batchit karni to aise karni chahiye nahi to to hamari thuk ki chhitti girengi to ham thakur ji ko kaise bhog lagaenge ye savdhani rakhni chahiye ki bal hai makkhi hai jhuthapan hai ye na hone pave ashuddhata na hone pave phir bade pyar se bhagwan ko bhog laga ke prasad pao to wahi tumhare papon ka nash karke buddhi ko shuddh kar dega manuja ji jabalpur se Radhehe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji ramchit manas ke anusaar kag bhasundi ji jab Garud ji ko katha sun suna rahe hain tab lomas rishi ke shraap ke prasang ne batte hue kaha hai ki nirgun rup sulabh ati sagun jaan
nahi koi sugam agam nana charit suni muni man bhram hoi dekho nirgun tatv ka jab ham gyan prapt karte hain to sankhya yog ke dwara ham usko sahaj mein jaan sakte hain. Lekin jo sagun rup mein ab ro rahe hain. He khag he mrig he Madhukra shrani tum dekhi Sita mrig naini ab moh nahi ho jaega. Dekho sati ji ko moh ho gaya. Jab bhagwan shri Ram aisa pukar karke kah rahe the he khag he mrig he Madhukra shrani tum dekhi Sita mrig naini to Bhawani ji ke man mein aaya ki dashrath putr rajkumar hai usi samay bhagwan shankar ne jai sacchidanand paramdhaam ki jai ye kaise ho sakta hai bhagwan shiv pranam kar rahe hain jai sacchidanand param paramdhaam sachchid anand paramdhaam swaroop agar yah paramdhaam swaroop hain to jaise shiv sarvagya waise sarvagya hone chahiye agar yah sarvagya hote to yah puchte kyon he khag he mrig he Madhukra shrani tum dekhi Sita mrig
naini agar sarvagya nahi to shiv ji ne sacchidanand kah ke kaise pranam kiya as sanshay man bhyo apara bhagwan shankar ne samjhaya suno ye leela kar rahe hain muni dheer jogi Vimal santat man se jinka dhyan karte hain ye param brahm paramatma hai lekin sati ji ke man mein baat shiv ji ki jami nahi ki agar param brahm hai to he khag mrig he Madhukra seni yah kyon bhagwan shankar ne kaha jo tumhre man ati sandeho to kin jae pariksha le ho gayi aur Sita ka rup dharan kiya ki agar ye rajkumar dashrath nandan hai to dekhte hi kahenge aao Sita mil gayi aao aao seete aao he khag he mridu jab ro rahe hain to dekhte hi gale lag jaenge Sita bas ham samjh jaenge rajkumar hai lekin jo hi lata se nikli unka dashrath nandan Ram he Bhawani aapko pranam karte hain aur aap vrishbhadhwaj bhagwan shiv ke bina kaise kahan briketu vrikhketu jinki dhvaja mein dharm ka chinh hai vipin akeli phiro ke ye akele kaise bhagwan shankar ke bina sati ji kamp gayi kyonki turant pranam kiya bhagwan Ram le sati ji kamp gayi.
ab dekhti anant bramhandon mein anant Ram anant brahma Vishnu Mahesh sab seva kar rahe hain. O vaibhav ki chakra gayi khopdi aankh mund ke baith gaye to phir dekha to phir wo aise pooch rahe hain he khag he mrig he Madhukra wapas aa gaye. Bhagwan shankar ne kaha kuch pariksha li. Itna bhayabhit ho chuki thi bhagwan ki mahima dekhkar. Unka kachu na pariksha lil gosai keen pranam to koi pariksha le li bas jaise aapne pranam kiya tha waise hi ham pranam karke aa gayi bhagwan shankar ne kaha aisa kaise ho sakta hai mere kahne par sandeh nahi gaya aur wahan keval pranam karke chali ai jhooth tab dekho shankar dhari dhyana sati jo charit keen sab jana shiv sankalp keen man mahi yahi tan bhet sati yamuna jao main tumhara partyag karta hoon.
aaj se main patni pad par tumhen nahi baitha lunga kyonki tumne Sita ka rup dharan kiya aur Sita hamari maa ke saman pujya hai. Sabki buddhi ko prakashit karne wali devi sati hain. Ya devi sarwabhute buddhi rupan santhita namastas namastas namastas namo namah jab unko sagun charit dekhkar ke sanshay ho gaya to aur kisko nahi ho sakta. Isiliye kagund ji kahte nirgun ki mahima samjhna sahaj hai lekin sagun ki mahima jab bhagwan apne sakhaon ke saath shri bal Krishna baithe hue hain Vrindavan ki kunj mein koi kela ka patta koi ghaag ka patta aise bade-bade patton mein apnipani bhojan samgri nikali ek ne muhn mein chhach dali badi mithi ishara kiya kanhaiya ko muhn se muhn mein transfer brahma ji dekh rahe hain yah param brahm hai.
aheeron ke chora apne muhn ki juthan unke muhn mein dal rahe hain. Pehle koi nahi deta. Kyon? Kyonki pata nahi khatti ho hamare kanhaiya ko khatti lag jae. Pehle swayam daal bhat haan badhiya. Ab wo andar jaega nahi. Ab wo kanhaiya ke mukh mein jaega. Bhagwan bhav ke bhukhe hain na. Jaise Sabri ji ke ber to bhagwan sakhaon ka uchchhisht pa rahe hain. Har sakha pehle makhan mishri jo bhi hai pehle pa ke dekhta hai swadisht to kanhaiya ke mukh mein deta hai. Yah baat dekhkar brahma ji ko ascharya ho gaya.
param brahm kaisa ye brahm hai. Utne mein kisi sakha ne kaha kanhaiya bachhde to bahut dur chale gaye. Bole tum sab pao. Ham abhi la rahe hain. Wahi daal bhat ka kawar hath mein liye hue bansi pet mein khushi hui. Bacchhron ko khojne gaye. Brahma ji ne sakhaon ko gayab kar diya. Apni mayamai nind mein sula diya. Ab dekha ki bachhde nahi dikhayee de rahe. To chalo sakhaon ko batayen chal ke. To yahan hai to sakha gayab aur udhar bachhde gayab. Sakha bachhde sab gayab kar. Bhagwan ne dekha ki accha brahma tumhari ye kala hai. Are hai to balak lekin sabke bap hai.
unhin ki nav kamal se to brahma paida hue. Apne aap ko bhagwan ne utne hi balkon ke rup mein utne hi chhakde chheeka chhadi jo jo tha sab bhagwan ban gaye. Utne hi bachhde ban gaye. Ek varsh tak swayam bhagwan bachhde bankar gwal bal bankar brajvasyon ko anand dete rahe. To bhagwan ki jo sagun leela hai isko janna bada kathin hai. Parikshit ji ko prashn aa gaya ki bhagwan ka avatar dharm sansthapnathay sambhwam yuge yuge to ye raat mein bahut si nau yuvtiyon ke saath raas parikshit ji likh tab shri Sukhdev ji ne likha parikshit tum samjhe nahi gopi naam chat pati naam sarve sam gopiyon ke gopiyon ke patiyon ke aur sabke hriday mein jo atma rup se virajman hai aur sva pratibimb vibhrama jaise balak apne pratibimb ke saath khelta hai.
aise bhagwan apne aap se apne aap mein khel rahe hain. To bade bado ko bhram ho jaata hai. Sagun leela dekhkar nirgun leela mein koi bhram nahi hoga kyonki nirgun ki koi leela hi nahi. Wo to atma swaroop param brahm paramatma swaroop hai. Uska gyan prapt karo. Ismen sthit aur inki leela chhathwa din hai. Chathi manai ja rahi hai. Aur Putna ko mar dega. Chhah kos ka sharir jiska ab kaise samjh mein ave inki leela jo param brahm paramatma ek pair apna badhate hain to brahmlok tak chala jaata hai. Wo nand Baba ki unchi dehri mein chadne ki koshish ki to hath age ho gaye aur pair jamin se uth gaye to beech chati mein ro rahe hain aise aur narad ji aae the darshan karne to narad ji ne dekha are yah ro rahe hain param brahm paramatma tab kaha bhagwan ham par kar denge bole tumhare liye nahi kar raha hoon ye maiya ke liye kar raha hoon maiya roye kas ke maiya daud ke ai aur dekha ki lala kasht mein aise bahut narad ji kah rahe prabhu prabhu aapki leela aap hi jale nand ki dehri nahi par kar pa rahe aap aur ek charan badhae to brahmlok tak pahunch gaya to sagun leela ko janna atyant kathin hai nirgun gun ko to gyan ke dwara jana ja sakta
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…