shri pundareek goswami ji aur pujya maharaj ji ke beech kya vartalaap hui ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
aap pehle aap kripa kar thakur ji ki badhai bhai poshah bahut thakur ji nahi viraj upar kutia mein pahunch aur hamare ji gaur guru Radha raman ji prasadi aur ji Baba ki aur kuch aise ab pure ab mero tan baitho aur sab to lo ab ham andar se nahi batave ki apaar anand ki anubhuti ho rahi apne Baba se lekar aapke pitaji ne jo dular kiya Radha raman ji mein na wo hamen yad koi prichay nahi tha koi kuch nahi tha par aise bulaya aur dupatta daliya aur tulsi dal sab aise ham ka hetu ki kripalu Radha raman ji tab se agege aapke Baba chal rahe the piche piche ham Radha raman ji mein pravesh kar rahe the to hamen jo brajvasi the prichay bata rahe the ki aap aap hain aur ye aap hain aur us samay aapka prakash nahi hua tha ki aapka naam prakashit ho us samay aapke pitaji ka bahut naam prakashit tha us samay wo chal rahe the par durbhagya ki zyada din apne beech mein nahi rah paye antar dhyan ho gaye par wo aap jo unke paas tha wo sab aapko pradan karke gaye.
haan bahut hamare vaishnav samaj ko bada hit mil raha hai. Bada mangal ho raha hai aapki vani se aur yah sadaiv mangal hota rahe. Yahi sadaiv hit barasta rahe. Sab naam vani mein lage. Bhagwan ki charcha mein lage. Bina adhyatma ke pashuta ka nash nahi hota. Hamare dharm mein adhyatma ki pradhanata honi chahiye. Adhyatma mein bhagwat charcha hai. Wo sajeev adhyatma ka murtiman swaroop hai. Aur kuch na ave keval katha sune to bhagwat prapti ho jaegi. Dhundhkari ko kuch nahi aata tha. Keval katha suni bhagwat prapti ho gayi.
Mathura ki brajwasni jo gopiyan thi keval katha sune bhagwat prapti ho gayi. Ratanavati ji keval katha suni bhagwat prapti ho gayi. Katha matra bhagwan ki bhagwat prapti kara deti hai aur wo aap bhuda jana us samaj ko khub pila rahe hain pilate rahie khub svasth rahie aur apni vani ke dwara samaj ko jagrit karte rahie ye katha jagrit karti hai ham jo moh nidra mein so rahe hain ye bhagwat charcha mein jagrit karti hai to ye karya jo aap kar rahe hain bahut bada karya kar rahe hain jagrit kar rahe hain samaj ko bhagwat kathamrit ka pan kara rahe hain aur vansh parampara se param pujya ji aur pavitra yah jo vani chali aa rahi hai vani to vani hi hoti hai lekin ye kahan se prakt ho rahi iska bhi prabhav hota hai.
jab ham swayam us marg mein chalte hote hain aur phir ham wo bolte hain to uska prabhav bahut jor ka parta hai. To aapki kul parampara se isi kathamrit ka pan karte hue Radha raman ji ke prem ras ka vitran karte hue to wahi aap kar rahe hain aur bhagwan aapko svasth rakhe. Khub khub vitran kijiye. Khub kathamrit ka pan karaie. Hamare jo dharmavalabi jan hai aur jo dharm se vimurkh hai unko ghaseetie. Naam se bhagwan ke chintan se unko ghaseetie aur unke man ko balat parivartan karke jai Radha raman ji ki bulwaie. Maharaj ji main to ek hi pankti kahunga.
aapne itni sab baat kah di to bal mil gaya. Par apne antahkaran se to maharaj ji keval pitaji maharaj Baba ne main chahe malas bhi sweekar karun chahe pranam karun chahe bolu chahe sunu ek hi anubhuti hai bas maharaj ji ki ye unki seva mein kar bilkul maharaj ji katha ke kram mein aisi aisi main Baba jab aswasth ho gaye ji Vrindavan the chhote nahi mujhe to ek hi bal hai maharaj ji wo doctor aae the kuch aise ilaj ke liye to kuch de rahe the to main paas baith bhagwan pita aise shlok sunane lage to ekdam chetna ye meri dawai de raha hai nahi de rahe ji phir maharaj ji main ek jagah katha thi main gaya Delhi tak pahuncha chandigarh to beech mein khabar ai ki bahut aswasth ho gaye to das wapas laut kar aaya ji wahan bola tum log kirtan karo ham nahi pahunch paye to thodi der sham ko chetna ai tum jo tum yahan kaise tum to katha ki agyaa le gaye the.
main bola mujhe pata chala. Bole ye kya kar rahe ho? Mera shishya vyaspeeth par katha kah raha ho aur main pran chhod du. Haan isse bada mera kya? Bilkul bilkul bilkul bilkul. Aur maharaj ji agle din aise hi hua. Das seva kar raha tha. Ji ji aur wo maa ne phone pe chalu kiya. Baba sunte rahe. Ji ji to main maharaj ji chahe aapke charnon mein baithun kahin baithun. Main to abhi bhi usi asan par baitha hoon. Bilkul bilkul aap aisi kripa name ruchi ji dwaya vaishnav sevan ae se adhik dharm nahi so haan bilkul bilkul isse badhkar sab shastron ka sar mahaprabhu ne bata diya sab shastron ka sar aaj to sta ham to safed pahne dola karte hain maharaj ji shrad purnima par to Pitambar dhar shrangi to aaj hi jai ho abhi tak to peeri mein chhup rahe the aaj po khol ke dikha saphedi mein kaun sa po chhupa hua hai pado aapko kasht ki are nahi bahut kripa kari hamara hriday nach para nach para aaj prabhu ne mujhe
kritarth kar diya haan bahut ham andar se lalayat the par tabhi hota hai jab prabhu milana chahte hain andar se par yah jo dialysis prakriya hai yah itni kharab prakriya hai ki iske baad phir uthne ki himmat nahi rah jati khade ho to andhera chhata hai chakkar hota hai to isliye kahin ja hi nahi pate bahut kripa kari ki darshan seva mein maharaj ji main ek aur anubhuti kahun main pratiksha chal raha tha kyonki das main ane ke kahna chahiye tha par uski taiyariyon ki wajah se nahi kah paya to seva mein prateeksharat to tha ji man mein utsah is baat ka tha ki maine khub prayas karke shringar kiya.
ji phool bhi lage ye lage sab laga. Par man mein yah bhavna thi ki bhagwan ka shringar sant hai ji aur koi shringar nahi isliye sabko vinati kari ji ab maharaj ji aapka swasthya aisa to wo baat rahi to seva ke baad mein man mein aisi rahi baat ki sab chij bani bas aapki tulsi rah gayi bas sab bhog ban gaya tulsi rah gayi phir kuch din ke baad mein ji aap padhari Radha raman ji bhi gaye thode din baad wo hamne maine usmen video mein dekha ji ji tab maharaj ji man mein ek badi adbhut baat ai bole thakur ji aapne bada samadhan kar diya ji ab maharaj ji bhi khade hote aur aap bhi khade rahte to ham hi bhram mein par jaate ki seva yahan karni hai ki wo chhajju ka kahna ek pase rahe to isliye das bas ye sab kahna hai aapki sharnavti udaar shiromani hai aur aapke anugrah se maharaj ek ghar se bhi ek balkon ke liye is samay do lakh balak hain.
to nimai pathshala ke naam se aae wo sab seva kar rahe hain shastr ki ashirwad Bhopal pehle maharaj ji mandir mein jai jai accha
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…