॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

pujya bihareedas ji maharaj aur pujya maharaj ji ka milan aur sundar nikunj leela ka varnan

▶ YouTube

pujya maharaj ji ke Shrimukh se yugal leela ka ras — upar video mein sunen.

pura pravachan

bila prabhu prabhu ji ye pujya apne giriraj ji wale pandit ji pandit shri gaya prasad ji ke ladle thakur hai. Accha aur abhi vartman mein jahan Ram mein satsang bhavan mein katha hoti thi wahan ji teen sal se aapne jo nirmit kiya hal bahut bada accha bhaktaman ki katha accha nit 4 se 5 baje tak accha shri braj devi karke wahan ji bahut badi rasik sant hui hai unhee ki kripa patr hai aapki aapki ichchha thi darshanon ki maine kaha chalo aaj bhi katha hoti hai bhakt bhakt ma nimta 365 din accha bhakt shri Mathura ne jo pravah chalu kiya tha ji 25 sal ho gaye maharaj kai baje hote char se panch sham char se panch

nitna ji usmen sant hi aata accha khub anand hai ji kahan hai maharaj ji Radha kripa hai ye kahan hai unko panch minute aaenge usi ke bilkul bihari ji bihari ji ne aur nazdik mein bula liya accha aur itni sundar vyvastha aur koi dusra karyakram hota nahi kal bhakt ki katha hoti haan aaj to sukh bhakton ke charit maharaj ji maharaj ji ki hi aisi ashirwad hai ki nirwighnata purvak chal rahi hai maharaj aur bihari ji otometik vyvastha bana rahe hain ham log ko kuch nahi karna par raha hai itni sundar vyvastha bahut achchhi hogi Ram ji se bahut achchhi hamara man khinn tha ki shayad Ram ji mein nahi hoti maharaj ji mere ko sarkar ne kaha tha ji ki bhakt maharaj santo ka pran hai to unhone mere ko hamari antim samay agyaa di thi ji ki hamari ichchha hai ki bhakton ko sukh mile santo ko sukh mile ye katha band to aaj nahi band aapke charnon ki kripa se pujya maiya viraj rahe abhi to padhare hue hain yahan pujya maiya shri sant mata braj devi ji wahi viraj rahe abhi to aur 50 varsh rah gaye

ashram ko wahan aur pujya shri dangre ji maharaj to pujya maiya ke paas kai bar padhar the shri shri ji maharaj Shri baad maharaj shri shri ji maharaj bhi ashram ke padhar bade sabko maharaj sab unhee ke man mein prerna hui do sal ho gaye ji haan teen sal teen sal ke pehle ki inse kaha thakur ji se kaha thakur ji hamari badi ichchha hai ki is naye satsang hal mein bhakt mal prarambh ho jae to ji aap ji sahyog dijiega wahan Ram ji walon ne kaha ki ji yahan ripeyring ka kam karna hai to ek mahine tak

ham avkash chahte maine kaha achchhi khushi ki baat hai ham apne thakur ji ka kam kar lenge ek mahine tak aur raat mein aa gaye usi din usi din maa ji bole maa ji maiya ji ki aiseesi ichchha maine jor se hansa to bole kyon hans rahe ho? Maine kaha mujhe nahi pata tha upar bhi phail chalti hai. To phail niche chalti hai. Sab santo ko sukh milta hai. Main to aapko kya batau agar do din katha band ho jae to sant kahte buldojar chala do hamare upar. Haan itna unko ras aisa hi maharaj ji lagta tha ab to aisa hai pujya shri Mathura das ji katha mein aisa hi lagta tha ki matlab jis din kabhi aisa sanyog hota ki yahan bhagwat hone wali hai bahut bahut kitna sukh mil raha hai jai ho bhakt aur bhagwan ki jai ho aur aapki jai ho to maiya ji ki jab prerna hui aur inhone inko bheja aur us din se maa ji sab shrotaon ne kaha maharaj ji is sthan se kahin nahi jana haan haan bilkul to vaisa sarkar bahut ji maharaj haan shri ji ka are bhai hamari kishori ji

ki ko mala lao maharaj ji ye shri kishori ji ne mala bhezi hai inke wo prasadi mala hai hamari jo dharan ki inhane lekin iske saath ek sandesh hai maharaj ji pehle sandesh sunenge tab pahnaunga shri ji ne kaha 5 sal ho gaye maharaj ji ko aae hue theek hai na meri baat ka support karna wajan tabhi padega wo shri ji ne kaha hai panch sal ho gaye aapne panch sal pehle maharaj ji wahan int rakhi thi jis mandir ki aapke dwara ek int rakhi gayi thi ham logon ne maji panchap lakh naam ki int banwai thi usmen panch

santo ke dwara usmen pahli int aapne rakhi thi to ab mandir tayyar ho gaya hai. Shri ji kunj mein virajman ho gayi. To shri ji ne sandesha diya hai meri puri baat shri ji ne sandesha diya hai ki jaise Ram ji Shabri ke paas gaye the aur priyadasi ji ne likha pooch pooch aae Shabri sthan kahan ye priyadasi ji ke shabdon mein pooch pooch aae Shabri sthan kahan kahan ve Bhagvati mere drag pyase darshan dene nahi ja raha mere pyase to kishori ji kah rahe mere da pyase to ye maharaj ji aapke nimantran ki mala hai.

to ab maharaj ji aapko ab zyada samay nahi lenge. Ham log ko pata hai aapke swasthya ki jab anukul ho to 10 minute us mandir mein aap chal ke hamari kishori ji ko dekh lena bas ye aapse prarthna hai. Aap man Swami shri phate Krishna ji ke accha jo Swami hamare to dimaag mein wo baat abhi jo aapne kaha na ki Ram ji kah rahe ki mere pyar se apne bhakt se kitna pyar karte pyar bahut bahut pyar karte yah pankti ne hila diya hamare andar se is pankti ne andar se hila diya isliye thakur kitna adbhut lagao apne bhakton se aur isiliye likha tum shrota ya mal ke jab bhakton ki katha hoti thakur sabse pehle age baten age bihari ji mein katha hoti raat mein jab bhog aata tha do jagah katha hoti sham ko to santo ki yahan hoti aur raat mein bihari ji mein hoti to ek sant bade bhajan sant bhi sunne ke liye ate the.

unka jab antim samay aaya to unhone mere ko bulaya aur kahan mujhe ek baat kahni hai ki jab aap bhakt kumar ki katha wahan bihari ji mein karte hain ji mandir chhod ke samne akar baithti hai to meri prarthna hai katha kabhi band mat karna itna lagav hai thakur ji ka bhakton ke pav bahut uska karan hai maharaj ji ki bhakton ne kabhi apne bare mein kuch nahi likha unko samay kaha tha thakur se lad ladane ka jaise log apne bare mein kuch likhte hain shri thakur ji ne kuch nahi likha. Kuch nahi likha. Aur jin bhakton ki mahima shri thakur ji ne Baikunth mein Durvasa se vyakt ki.

apne shri mukh se kitna lad karte hain bhakton ko sima. Par aaj to santo ki kripa se kan pakar ke santo ne aisa laga diya. Bahut bahut ham to matlab bahut varsho se kripa dekhte chale aa rahe hain. Aapke upar bahut kripa hai. Shri ji ki bahut kripa hai. Mahapurushon ki bahut kripa hai. Unki kripa ke bina sambhav nahi. Haan bilkul. Usi samay jab pujya shri Mathura das ji katha ka pan karate the. Usi samay aapko seva mil gayi ekadshi ke din suna bahut yad jab ye hota ki aaj ek maharaj ji nirjala rahte the nirjala rahte the to phir aapko ji maine sarkar se kaha jab unka jab antim samay aaya to mere ko bulaya aur unhone kaha ki hamari badi ichchha hai ki aap katha karo main mere ko idhar koi ruchi nahi thi thakur ji mein ruchi thi thakur ji ko lana bas ji to maine maharaj se kaha maharaj ji aap itne varsho se katha suna rahe hain itne bade-bade log katha bade-bade wakt katha sunne ke liye aata ji ji sab Paramhans ate aur wahan main kaise mera to koi anubhav hi nahi hai.

maine kuch nahi kiya main kaise katha sunaun ji to aaj panch minute ke liye bilkul dhyansth ho gaye ji aur kaha bihari ji aapko katha nahi sunani aap jake baith jana jo bhakt hai apne aap katha kah ke chala ji ji maine kaha phir tumhari ashi usko kah aisi shuruaat bola unhone ashirwad diya haan bahut bahut janm mangal isi se aur us samay maharaj ji pata nahi kya aisa tha ki matlab jab ye ho jaata ki aaj Ram ji mein se katha aur vaisa to matlab vyadata paida hote the kabhi aisa hota hai kisi samay kabhi Ayodhya chala gaya ji ji koi santo ki aag mein jane ki ji to inke paas log kahte hain ke thakur ji se ji kahna hamare upar buldojar chalwa ham kaise rahenge mujhe bahut khushi hoti hai santo ko aisa lagav dekh ke ji bahut prasann hota ji bade aise shrota kahin milte nahi ji ji Vrindavan dham hai na yahan sab bhagwat premi jan hai yamuna kinare se daud daud ke ate sant aur do hi kam unka katha sunna bhajan karna tisra kuch janti nahi ho ji ji ji bahut kripa kar thakur ji aapne sunkar to bachpan se jo hai

sant godi mein hi khel ke bade hue hain pujya pandit ji maharaj shri gaya prasad ji maharaj ne teen varsh ki avastha mein thakur ji banae diye. Teen varsh mein maharaj ji thakur ji ki seva apne raas bihari ki seva mein lage hain. To unhin ki kripa the pujya Radha Baba maharaj ne gita vatika mein ve jo hai jab bhi wahan Radhashthami 12 varsh 13 varsh tak shri Radhashthami mahotsav pe wahan jano ho to bade-bade mahapurushon ki kripa prapt hai. Aapko are doodh doodh piva ke palan karo. Hamara sa baat ye hai kyonki kuch pandit ji maharaj ki agyaa hamko ye thi ki jab aap Vrindavan mein rahe to pratyek guruvar hamare paas ana jaise aur kaun jitne thakur ji wahan ate Baba ke paas maharaj ne ka aisi agyaa kaun ko nahi mili hamko bachpan se hi maharaj ji ki agyaa ai to pitaji hamen hamare Swami shri par Krishna ji maharaj pitaji jo hai wo hamen roz har guruvar ko Baba ke paas le jaate aur Baba apne anand mein baithe hue unki bhiksha se pehle hamen pahunchna ho to kyonki ve bhiksha

ja kar jaate jab hamen aadha kilo ko kulla doodh ko pehle piva dete phir jo hai bhiksha kar jaate aisa niyam pujya Baba maharaj dwara unki kripa thi Radha Baba maharaj ne khub unke jab parikrama hoti girraj ji ki jab pujya Baba maharaj parikrama karte to kab kab pad gayan jaiso koi gu ras ko pad ho to thakur ji ek prashn suno ye pujya apne braj devi ji ne pado ki rachna ki inka gala bahut accha nahi nahi ji kuch panktiyan aapki agyaa ek pad hai ek bhav eso ha pujya maiya ne apne yahan ashtyam leela ka aayojan kiyo to unko bhav hat ki leela mein eso kachu jhanki ko darshan hove ki sabko pato chale ki hamari kishori jo kitni komal hai to komalta ki atirek par baat pahunchni chahiye.

eso kachu pujya maiya ko manorath hat to hamare pitaji bole ki hamen kachu pad ho to ham kachu gayan kar sake tab to leela ko anand mile ab maiya bole theek hai jaisi thakur ji ki ichchha to maiya ne ek pad ki rachna kari aur wah pad ki rachna mein apne anand mein baith ke aur unhone wo jab rachna kari to wahan mein kishori jo ki jo komalta ki atirek avastha hai wahan ko darshan hoe to wahan mein pujya maiya ne likh hai sakhi sang baithi bhan dulari to shyama jo sakhin ke sang baithi hain aur Shyam sundar aae vare hain bas ya pratiksha mein ve jaldi pushp chayan karve gaye ab tak kyon na aae ya mein vichar mein magn hai to jab kishori jo aise anamni si hai rahi hai to wahi samyitra sakhi ne Lalita ji ne shyama tu kahi ki aap thodi der vishram kar le aa hi rahe honge to shyama jiu hamari kishori jo pet ke bal let gayi aise aur vichar magn haivi lagi auritra sakhi se gaitra ek chitra bana ke la titra sakhi chitra bana ke lai aur wah chitra ki shobha aisi hai ki ja mein Shyam sundar Radha rani ke haha khae rahe pahiya

par rahe to wah chitra ko dekh ke shyamaju aur vichar mein doob gayi kaha to haha kha mein aur kaha ab aae na rahe to wahi samay Lalita ji ko lag kahun prem vaichitra ki avastha mein shyama ji na pahunch jae to vaso bachave ke liye to unhone vartalaap prarambh kar diyo aur Lalita sakhi ne shyama ji se kahi kishori ji mero manorath hai bole tero ka manorath hai bole aapke yugal charan mein mahaval lagaun alta to shyama ji ne kahi koi baat na hai tero manorath pura kar le to Lalita ji le ai mahawar aur jaise hi bam charan mein utha ke lagae lagi to wahi samay hamare Shyam sundar pahunch gaye ab Shyam sundar pahunch gaye shyama jiu to leti hai aise aur chitra unke hath mein hai aur aankh thodi dubi hui hai prem keva mein atirek mein aur yahan Shyam sundar aur Lalita sakhi ki Naina na nain ven chalwe lage Shyam sundar kah rahe hain ya sevae mo de do lata ji kah nana hai kyonki yahi to moko lage un karve ko to maharaj yahan Shyam sundar kah rahe de do aur Lalita ji kah nana hai kyon aae derte main na dungi aise isharo

kar rahi hain to Shyam sundar kah rahe koi baat nahi hai teri haha khaun tu seva de de to vasta samay Lalita ji ne charan niche padhra diyo aur hathte saro lagi na tumharo hamaro jhagdo hai chale jao to Shyam sundar haha kha rahe vinati kar rahe hain to Lalita ji daya aa gayi koi baat na hai chalo ab wahi so wahi aa jao ab unhone bulai Shyam sundar wahan sena beni mein vartalaap mein jab Shyam sundar baith gaye to baith ke vichar karne lage ki kaun se charan mein mahawar lago hai kaun se mein na lago ya bhul gaye kyonki itni lalima hai itni lalima hai donon ek jaise lag rahe hain.

to shyama jiu ne to jab aapas mein wo phir senani shuru ho gayi. Kaun se mein lago kaun se mein na lage ho batao lalta ji boli mona khabar par rahi ab ka karun to shyama ji ko dhyan gayo ye alta lagaya are gayi kahan lalta to are lalta tu kahan hai ka bhyo bole kishori jo aur to kachu na ek thoda so bhram hai gayo bole ka hai gayo bole tumhare jo charan hai donon arun arun hai itni lalima bhari hui hai yahi na pato chalo kaun se mein maine mahaval laga hai to shyama jiu boli accha itni si baat hai le abhi batau to aur lete shyama ji ne bam charan upar karo phir niche

payo phir da upar karo niche ab shyama to boli bam charan kachu bojhil lagat ati mukay kaho te pyari ki vam charan bojhil so lag hai soi jaise hi unhone suni to lalta ji boli aapko to dhyan hi na ho aapne mud ke dekh na hai ki kaun se mein laga rahi hai kaun aapko kaise pata chali ye bhari lag rahe ho bojhil so lag rahe ho hai to itni komal hai kishori jo ki jahan mahawar ke lagwe so jo charan hai bojhil so pratit haive lag jae to ye jaise hi Shyam sundar ne suno to Shyam jai ho jai ho kah ke bol uthe jab bol uthe to sambhram hai ki shyamaju aur khadi are Shyam sundar ko bole dekh to Shyam sundar ko hriday se laga leo.

to pujya maiya ki pankti hai sakhi sang baithi bhan dulari aur antim pankti hai braj devi ya chavi ko lakh ke jayat jayat jai vachan uchari ye purv pad hai maharaj ji ga ke sunao kanjusi mat karo maharaj ga ke sunao baithi bandho dulari sakhi sang karti vichar man hi man mahi kyon aae nahi kunj bihari baithi Bhanu dulari kako sakhi bir ma liye piy jo mori sudhi da bari boli sakhitra so pyaritra likh ko chitra bicharitra lai chitra banai ki ja mein priy priyatam kare manuhari priyatam Priya ko rup niharat parsat chavuk jat balhari lakhwa chitra vicharatti Radhe ab kyon nithur bhae banwari adhmukh hai ke paudhi pal ka mud nayan kachu karat vicharitra Lalita karat baat kahi jaso vahya sudh hove pyari Lalita kahe he swamini Radhe upji umang moh hriday majhari arun charan mah javak laun anumati hoe jo sakhi tahari he lalite tu kar man bhai tu to hai mam sakhi pyari pramodit Lalita anumati pai ke lai seva soj sawari javak jab lagavan lagi aae tab hi chhail bihari lalit tah javak lavat lakh ke uthyo lal u lalach

mahari senan so yachan lage seva Lalita sopiy rasik bihari tab udaar hai Lalita piyak nikat aapne liye baithari jab priyatam javak lavan hit lage ke do charan nihari javak sojh liye piye kar mein man mah bhyo asmanjas bhari jaan na paye kaun charan mah Lalita deene javak pyari do charan arun sam lage do un mah komalta bhari Lalita ho yah jaan na pai kaun charan nij hath sawari dheeme dheeme puchhat do tumah kaho kachu soch bichri pyari puchhat he sakhi lalite ka asmanjas man bhyo bhari Lalita kah sakhi jaan na pavat dakshan charan ke bam sawari charan do tor arun arun hai do hai ati sundar pyari pyari kahe tham ja tu lalte tori uljan deu nikari tab shyama nij dakshan pag ko uncho kar pun niche dhari pun pag bam uchae niche kar dheeme te kaho kirti kumari lalte bam charan javak so tu hi sajayo sakhi mam pyari Lalita kahe tum aankh na kholi nain mood kas jano pyari bam charan nik bojh lagat mrid mus kya kaho sukumari sunat bol uthe girdhri balhari balhari pyari sambhram sakuch uthi sukumari kanth lagae rasik bihari braj devi vi

sakhiyan sang milke jayati jayati jai vachan uchari sakhi sang baithi Bhanu dulari aisa sundar maharaj ji anand ayo ashtyam mein 13 ghanta byavo chale matra 13 ghanta hamare pitaji ko pahli bar 13 ghanta gayan ashtyam leela mein itna ascharya raho ki 13 ghanta tak pujya pitaji sab maharaj ji shrota aise baithe baithe rahe ki sthan ki pehle apne ashram mein jo vyvastha thi chhot se to hamen 700 log jo baithe wo ek dusre ke upar aise karke baithe pag rakh ke maharaj ji raat bhar 13 ghanta baithe hi rahe koi na pani ki sudh na ka ko kachu bada anand bo anand bhyo vas ke dusre sal phir nandan vadh mein shri Radha vallabhi ashtyam jo bhyo jo pujya maharaj ji ne darshan kiya mein adbhut anand maharaj puj bal das ji maharaj to kai bar ek bar gop dev leela ko darshan kiyo do din tak maharaj ji bhav samadhi mein pahunch gaye na khave na peeve bade mein apne apne bhitar kamra niche wale mein jake band hai thakur ji aae Ghanshyam ji maharaj ghar pe aae hamare paas mein hi ghar hai babuji ko mankhandi pe to wahi se pakar ke le gaye

sandhya ko 8:00 baje chalo jaldi ab hamen sikhate le ja rahe rasta bhar ki jake tumhen ki khulwani aur yah kaho bhookh lag rahi hai aur maharaj ji yah kahwe ke pakar ke sikhate rah le gaye rasta bhar hatiyo mat bilkul wahi khadi to maharaj ji ja ke hi seva karni par rahi maharaj ji ke kholo bole kaun jab tak radheshyam ki awaz nahi ave tab tak ham hamen bolte rahna hai to teen char bar hamne ki khulwai to pujya badas ji maharaj ne bhitar se awaz lagai Radhe Shyam to hamne kahi maharaj ji thakur ji to panch minute baad mein maharaj ji ne kevar kholi svasth honge to ki kholi to hamen sikhae padha ke le gaye jaate hi sabse pehle kah di bhookh lag rahi hai bhojan kara de jab unhen unhen lagi bhookh lag rahi hai to Ghanshyam ji ko bulaya thakur ji ko inko bhookh lag rahi hai na na aapke sang hi khanon mein baith ke yahan to kai bar unki bhav samadhi ko darshan itni anand bhay jeevan bhar jaise ke Swami shri Ram sudas ji maharaj ne chhotepan se hi hamen godi mein khila ke bahut ashirwad diye aur patiya wale maharaj ji

hathe bade siddh sant bhae murda ke paas 114 varsh ki avastha mein unhone thakur ji ke dham ki prapti badi maharaj ji khub Holi khilai hai unhone man bhar ke Holi khilai to bas kripa aaj aapko darshan hoga maharaj ji aaj aapko darshan bada anand hai bilkul hamari vastu to ye hai ki jo milan hai wo hamari vastu hai aur kuch maharaj ji aapki ankhon ka jo sneh hai prem hai na isse bada kuch hai hi nahi haan Vashisht se aap dular karte rahe aur apni urja se ham logon ko pral karte rahe baki kuch urja deke aap jaate kharch ham kar rahe hain itne itne janm ko aap jo hai aaj ke jamane mein maharaj ji sabse kathin kam hai bhajan karana.

haan paap paraayan sab nar nari kaha goswami ji. Ji ji aur aise kathin ka maharaj karodon logon se bhajan kara rahe hain. Isse badi koi uplbdhi nahi hai. Koi uplbdhi maharaj ji se judne se pehle hamen pata bhi nahi tha bhajan hota kya hai? Matlab maharaj ji ye antar santo ke hriday mein itna maharaj ji ne sthan bana liya. Koi milne bhale na aae. Lekin aaj har sant maharaj ji ke charnon mein bika hua hai. Iske is karan se ki karodon log bhajan kar kaun karata aaj ke din? Na khud karte hain na karate hain. Ye to maharaj ji ka pata nahi shri ji ne kaise rach ke bheja ek shabd kan mein chala jae to vyakti sab chhod ke bhajan aise charan mein koti ham log maa ji kasht dene ke liye aa jaate hain lekin man nahi manta are maharaj ji ye sukh sahi pocho to hamari battery isi se charge hoti hai.

hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi