॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

giriraj ji ke pujya chaitanya Baba se pujya maharaj ji ki durlabh charcha // 2025

▶ YouTube

pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ka satsang — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

ye jaise prabhu rakhe waise dayles hota hai panch ghante pareshaniyan jaise ki hote hain ham prabhu ke chahe hath tudwa de chahe aankh tudwa de chahe jaise ham aapke hain aapke bhajan ka tatparya bhagwat aashray hai mala chalana bhajan ek kriya hai aur aashray ek bhagwan ka wo pad hai jo param pad pradan karta hai andar se bharosa hai aashray keval bhagwan ka ek aashray hai. Hamen sadhna ka bhi aashray jaise parikrama nahi ho pa rahi to hamen dukh hai andar lekin hamen aashray nahi ki ab ham kis kam ke rah gaye? Nahi nahi parikrama haan naam ham kah rahe naam jaap bina jab chale to ham bhrose mein to pare hain na ham bike hue aadmi hain.

ham unke dwaar ke pare hue wo hata thodi denge. Karuna mein bas unhin ki karuna par vishwas jab tak sharir svasth rahe to sadhna karen jab sharir svasth na rahe bhagwat aacharan chinta na karen khed na karen ye marg khed ka nahi jo bana to unse bana jo bigda to unse bana kya fark para ye jarur hai ki ham sadhan paksh par hain isliye hamari lalsa rahti hai ki agar pair theek hote to parikrama lagate hamari kidney theek hoti to ham aur utsah purvak sab kar sakte. Lekin nahi hai to mere bhagwan ne mujhe jo sthiti di hai usi ka sadupyog karna.

pare nahi rahna. Subah uthne ki himmat nahi thi. Itna dard tha. Thodi himmat aae chalo. Thodi thoda dum den thoda avsar de. Bas turant bhagwan ke marg mein jo sadhna ban rahi ban rahi to pare. Bhrose mein pare. Ek bharoso ek bal ek as vishwas ek Ram Ghanshyam hit chatak tulsidas chatak ki tarah apne isht ke prati purn anurag ye khas baat hai in sab sadhanao ka phal kya hai prem nahi to ham khub sadhna kar rahe hain prem nahi aa raha to usse phal kya mila aur andar hi andar hamara prabhu se apnapan hai kuch nahi kar pa rahe bade hain bahut badi baat hai bhagwan prem te prakt hone mein jo bhagwan ko prem pasand hai wo kisi sadhna se hota nahi unki kripa se hota hai.

sadhan bhakti prem haan sadhna guru kripa se ho rahi hai. Mere dwara nahi ho rahi hai. Guru kripa sadhna karva rahi hai. Sadhan jo hamse ban raha hai wo hamare guru ji ki kripa se ban raha hai. Wahi kripa prem rup ho jati hai. Agar sadhan ka thoda bhi aam ho main karta to wo sadhan bahut phika hai. Wo rang nahi laaega aur jis sadhan mein ki kripa se ban raha hai to wahi kripa prem ban jaata hai. Kripa se sans bhi nahi le sakta hai. Ham log jivit kaise rahenge? Haan. Bhagwan ka kripa kar jab mein unhone hi kripa karke dham mein aashray diya.

naam sab kuch unko kripa se agar unhone seva lenge unhone to seva lena chahta hai lekin hamara ka janm janm ka paap hai wo vighna dalta hai vighna aayega to bhagwan ka kripa hoga to ham pehle bole the na ab to pehle thakur ji kripa karke hi deta hai sadh ka aarti badhane ke liye to Prahlad ka wahi Prahlad ji ne ek baat kaha ki aapne mere prati jo pratikul rupi kripa ki sopan diye wo janmajanma dena wo hatana nahi kyonki usi se hamare utthan hota hai jo adhyatmik utthan hota hai deh rag nasht hota hai wo bhagwan ki pratikul kripa se hota hai jab sadhak haan jab sadhak ke sharir se koi sadhan banne ka yog nahi hota to sirf rona hota hai param sadhan banta hai jab sab parikrama ja rahe hain prabhu main to parikrama sab bhajan kar rahe hain prabhu hamare wo ro raha hai bhagwan ke liye yahi sabse bada sadhan hamare Jagdish Baba ne bola apnate heengan agyata buddhi yahan te prem yahan te siddhi bahut bahut ham hin hai agya hai isi mein hi prem isi mein hi siddhi ye maharaj ji ek fasal hai

hamare yahan ek guru ke fasal hai jaise maharaj ji bahut salo se aise puri kama ke upar hi rahta hai aur bhi hamari chhote Baba ham ham bhi inka anusaran karte hain to kuch kuch pandit logon ka ek vichar hai ki giriraj ji ka jo parikrama hai bhakti ka kaun se ang mein gina jaata hai navda bhakti mein to nahi aata 64 tang mein aata hai unko aap iske bare mein thodi si bataiye goswami ne panch bhakti ang bola hai na usmen Mathura mandal mein jo vas ek sadhya prem janm ek Mathura praj dham vas karne se bhagwan

ka prem prapt ho jaata hai to phir giriraj ji jo parikrama deta hai wo to Radha rani ke charan mein hi vas karta hai. Prem otometik dekho ise pandit aur vidvan nahi jaan sakte. Ye bhav ka vishay hai. Ye bhakti ka vishay vidhwata ka vishay nahi hai. 648 mein jo parikrama ka aata hai usi ko keval wo mante hain. Bol rahe hain matlab bhakti ka jo panch ang honge. Usko men mana gaya. To kahte is parikrama jo giriraj ji ka parikrama jo ham karte hain 21 ki.mi. Ka ye kaun se ang mein pare? Ye to thakur ji ke charan mein bas are to hamare acharyon ne deke dikhaya sanatan go aur kitna acharyaram vyas diya sab bahut acharyon ne dekha vidvan is vishay ko bhav thakur ji khud bola hai jo hamara parikrama deta hai ham unke prati santusht ho jaenge ye to bhakti hai khud thakur ji ne parikrama di bhog laga ke aur samasth brajvasyon ne prasad paya aur phir ko geet mangal gate hue giriraj ji ki parikrama di to khud thakur ji ne parikrama di hai.

giriraj maharaj sakshat brahm hai. Sakshat par brahm hai. Inki parikrama ka matlab hai inki aradhna pag pag par naam smaran hota hai. Pag pag par raj lagti hai. Pag pag par unka darshan ho raha hai. Shravnam kirtanam smrnam vishnupad sevnam archanam vandnam dasam sakhyatma nivedan mein par jaata hai. Seva thakur ji seva mein hamare Baba to kahte hain panchang panchang mein jajan hote ji ka parikrama lagane ke liye pandit jo vidvan hai wo kya jane chati ki baat ko jaban nahi janti jo hriday mein hai wo vani nahi bol sakti hai sabse bada baat hai bhagwan to sabko ek line se uthaega nahi kisi ko guru bhakt se uthata hai kisi ko parikrama dilata hai kisi ko sadhu sabha mein banata hai koi seva mein padhta hai to bhagwat ichchha se jiska jo nishtha diya thakur ji wo nishtha se hi bhagwan unko grahan

karenge bhakti ko to ek hai na ekang sadhe sa bahu ang nishtha prem tarang usmen ek ang ho chahe 64 ang nishtha to hona chahiye isliye koi bhi bhakti bhagwan ka hi hai aur sakshat bhagwan bhi hai ek bhakti ko manenge dusri bhakti ko nahi manenge to bhagwan ka ki charan ko mante hain mathe ko nahi ya mathe ko mante charan ko to aparadh ho gaya na isliye agyani matlab lekin wo jo bhakti kar raha hai theek hai kripa to unko prati bhi hai lekin wo thakur ji sabko hi sab jana ke jana ke hi lenge unko bhi

pandit gyan denge unko bhi Shastri nishtha denge unko bhi sadhu mein bhav denge sab kuch paripurn kara ki bhagwan bhakt kar ek bhakti mein nishtha rahta hai baad mein dheeredheere bhakti ka sab gyan apne aap aa jaata hit shakti mein baat dekhta hai sab bhagwan ka hai Ram sab jagah sab bhagwan jag bhagwan jisse jo seva le raha hai usse bhakt bal mein bahut bhakt vibhinn bhakti se bhagwan ko bhakt bilkul vibhinn aur is college mein naam ko sarvshresht rakh ke hriday mein naam ko rakh ke jo bhakti ko aashray lenge usse prapti honge men to naam hai men to naam hai naam ke saath smaran bhakti rahta hai naam ke saath sab seva rahta hai naam ke saath meri seva rahta hai aapka ashirwad aap kripa karie hamara bhajan man mein thakur ji ko seva ho naam ka kripa se aap log Baba to ek din nirjala rahte ek din prasad pate 30 ghante baad nahi hamara anukul hota hai ki surya hamara phaiti ho jaata hai na mar gaya to isliye ham agar theek jaise taise jitna din thakur ji leta hai man mein thoda dukh hota hai ki ham papi hai aparadh

hai hamse bhajan nahi banta hai prabhu aap kripa karke kaho hamara seva nahi chahiye kaho hamko aapka charan mein le jaenge aarti ke liye thakur ji se thakur ji seva hamara hath ham to prarthna hi kar kripa bhi kar aur aap log se aap bhi kripa karke ashi ka seva leela wo to hai wo to hai aapke andar hai maharaj ashirwad to ham jaison ko chahiye sajan Kartik ka aapka ho raha hai time bahut accha accha bhid bahut hai time zyada nahi hai aapka aapka samay nasht nahi nahi samay nahi samay samay sal tak ho raha hai is jagah mein bahut sundar hua udhar mein itna bhid pareshani ho jaata hai thakur ji ki ichchha se sabse accha hua giriraj ji ke charan mein bahut sundar hua bahut aapka hamara bahut saubhagya aapko charan darshan guru ji kripa karke aapko bulaya bahut matlab sadhu mahapurute hain jagat aapka darshan kar sab log ko ekdam Radhe Radhe isi baat mein ham khushi kam se kam hamen dekh ke Radha aise Bhaktmal mein kahin dekha nahi gaya ye jo aapka de raha kitne jeevan yahan padh chuke hain itna yahi to lal aa chuka hai bhumik aa chuka hai

jab tak swas hai tab tak Radha Radha Radha Baba bhi to bukhar bol nahi pa rahe 104 khade hokar phir bhi chalo char char degree bukhar lete chalo bilkul hi jab ruk rahe hain Radha rani ne bilkul hi tek diya Baba jane nahi do utha 20 30 sal tak 20 phut dur nahi gaye parikrama marg se 20 phut sirf sarkil giriraj ji 20 phut dur nahi koi bhi keemat apendis phat gaya bhagwandar khatm ho gaya sab ek bimari ek delete ho gayi bas apne aap chala gaya bada basta ho gaya tum mar jaoge theek hai theek hai basta bhi hua

nahi kahan se apendis kahe pata hi nahi bahut bada-bada bimari se ye bhi thakur ji ke paas se pooch din baad utha ke le jaenge janm janm ka thakur ji ka kripa hi hai hona hi accha hai bolo Radha rani ki jai bol barsane wali ki jai ahista ahista ho jaega sab naam

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi