bahubal dwaracharya peethadheeshwar shri baldevacharya jeemharaj ne sunai kuch divya ghatnayen
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
viraj ji viraj ji viraj ji viraj ji dhanyavaad maharaj ji haan bada accha laga maharaj bada accha laga bada accha laga badi kripa ki aapne darshan diya maharaj ji ye ye sharir santo ka das hai aur Rajasthan mein koi 500 varsh purv shri dhyan ji maharaj hue the. Wahan jo jangal mein purn jangal mein sthan hai. Accha das us samay wahan ka jo ek chhota sa nich tahal mein khade ho is bhav se to swasthya ke bare mein aur maharaj aapka wo dekha jo Rajendra das ji se milna aur yah sab dekha to man mein yah hua ki aise mahapurush jo aise dhara dham se chale jaenge to bada hoga parantu ye jana ana to sab nischit hai nischit hai ismen se koi wo nahi to maharaj ji main ek bhav le aaya hoon.
jeev mein aur brahm mein koi antar nahi. Maharaj ji darpan aur swaroop mein jo antar hai wahi jeev aur brahm mein antar hai. Darpan samne rakha hai aur ham baithe hain to darpan mein jo pratibimb dikhayee de raha hai wo keval darpan ke karan hai. Agar darpan hata diya jae to ham hi bache na. To goswami tulsidas ji ishare se samjha rahe hain. Sui janne hi jeh dehu janai age wale janat tum hi tum hi hoe jai jo aapko jaan gaya wo aap main ho gaya kyonki wo aapka hi tha. Aapka hi tha ka tatparya sharir ko lekar hai.
ek bar hanuman ji maharaj se pucha wahi main kahne wala ki hanuman tum kaun ho? Ki sansarik drishti se to hai jo maharaj aap Swami hai aur main sevak hoon. Aur jeev aur brahm ki drishti se ji aap hai jo brahm hai aur main jeev hoon. Aur brahm ki drishti se jo aap hai jai ho jai ho jai ho jai ho wahi wahi baat hai to jab charm avastha mein tanmayata pahunchti hai deh bhav chhut jaata hai to brahmavit brahm bhavti jo brahm ko jaan leta hai wo brahm swaroop ho jaata hai kyonki brahm swaroop jeev hai jo ham hamen bhagwan ne sambodhan kiya gita mein mamwa vansho mam vasho jeev loke jeev bhuta sanatna to purnamda purnadam purnate purnas purn mada hai to purn meva vashishte jo avshishtya bacha wo purn meva purn to paramatma hai purn to uska jo ansh hai wo bhi purn hi hai to purn ko purn hi kahte hain wo apurn kabhi nahi ho sakta jo ye jeev rup mein bhas raha hai wo dehabiman ke karan bhas raha hai jaise jaise tarang samudra hi hai.
par vayu ka vikar hone se tarang naam dharan kiya. Vayu ka vikar hat jae to samudra hi hai. Aise dehabiman ke karan jivtv usko prapt hua. Aur dehabiman nasht ho jae to brahmatwa hai wo brahm swaroop hai. Jaise nikunj mein hai to shri ji ki jo sakhiya hai wo chidanand rup hokar jati hai. Jo shri ji jo lalju wahi sakhiya wahi Vrindavan ek hi tatv hokar ke jati hai. Wahan wahan chhotai bardai nahi hai. Ek hi swaroop mein sthit rahti hai. To bhakti ki charm avastha ka swaroop hai. Main ka vismaran ho jana.
ishtkar vritti ho jana aur gyan ki charm avastha hai tu ka vismaran ho jana main mein sthit ho jana main ke siva kuch nahi hai aur bhakti mein tu ke siva kuch nahi main ka tu mein lay ho jana brahm nahi maya nahi jeev nahi kal apni hoon sudhi na rahi ek raho Nandlal apni hoon sudhi na rahi ek raho Nandlal keval bhagwadakaar vritt to ek hi bachchha sawal tabhi hal mana jaega jab ek bache pura sawal lagne ke baad ek bache to aapka sawal sahi hai to chahe bhakti se chalo chahe gyan se chalo chahe ashtang yog se chalo chittritti ka paramatma mein lay kar dena hai hamari ek ek chittritti krishnakar bhagwadakaar priyajumay ho jae bas yahi sadhna ka swaroop hai is sharir ka hosh na rahe sansaar ki nanatma vritt na rah jae sab mein ek Priya pritam chid chid lakshanam sarvam Radha krishnamyam jagat chetan achetan sab mein prabhu to ismen bhi virajman jo sab mein virajman to yahan bhi virajman unke siva koi satta hi nahi hai bhakt aisa dekhta hai shuruaat hota hai bahut bhed drishti se kahan prabhu aur kahan main aur
jab lay ho jaata hai main ka to shyama Shyam main hota hai uska man shyama Shyam uski buddhi shyama Shyam uska chitt shyama Shyam uska aham shyama Shyam wo ek adbhut anand jaise bhagwat rishi ji kahte hamare u Vrindavan aur ek pragat Vrindavan hai aur hamare hriday mein ek Vrindavan hai hamare u Vrindavan aur maya kal jahan nahi vyapat jahan rasik sir mor hamare u Vrindavan aur narayan ya gaur Shyam ko hriday nikunj bas hai aaj in donon pe bal jaiye. Narayan Swami kah rahe aaj in do par balhari hai. Inko to hriday rupi nikunj mein basao.
to yah nikunj ho gaya hriday jo main tha wo nikunj ho gaya aur us main khel rahe hain Priya pritam maharaj ji in charm chakshuon se ji kuch adbhut dekha in charm chakshuon se ji kuch adbhut dekha ji aur ye jo samne chitra hai ji is chitra ke alawa ji adbhut dekha parantu kya prashn nahi hai keval jankari ke liye aapse nivedan kiya ja raha hai kya Radha ji ko jise ham rajasthani mein borla bolte hain Radha rani ke borla hota hai na matao ke accha abhushan abhushan saubhagyach saubhagyach usko borla bolte to ye borla in cham chakshuon ne jo dekha aap ham sab sarweshwari ko swarn jaise shri angon se dekhte hain to jo in charm chakshuon ne dekha wo Shyam varn mein dekha bhav ka jab ham wo bhav nahi tha maharaj ji ji ye sabke samne kahne wali baat hoti hai.
hamari baat ko aap yah samjhiega bhagwan ya priyaju jaisa hamen bhav hamare andar dete na vaisa hi anubhav karati hai. Agar wah swaroop sarvatra hai to sabko ek sa anubhav hoga. Lekin agar sabko alag-alag anubhav hota hai to wah pehle bhav deti hai. Aapke andar bhav diya na. Ab jaise iski bhi pushti ho sakti hai ki priyaju jo Shyam varn ka Shyam chintan Priyaju har samay karti hai kahe ko man badhavat hai balak mrig lochan ho daran kachu kah na sakat ek baat sakochan mat Murli antar taga gavat jagrit sayan tavakriti sochan he priyaju main dar ke bas sakhi kah rahi hai ek baat kahna chahti hoon lekin kah nahi pa rahi hoon.
jagrit aur sushupti aur shayan tino mein Lalaju maharaj aapka chintan karte hain. Aap Lalaju ka chintan karte ho. Agar agar aap thoda bhi man dharan karoge to Lalaju Priya ho jaenge. Aap Lalu ho jaoge. To maharaj ji ye bhav janne ka samay hi nahi tha. Ji aur avastha bhi bahut zyada nahi thi. Yah bas khali isi baat ko le main aaya hoon ji kishangadh ke paas Jaipur ajmer kishangadh ke paas jo wahan namarka pith hai aur wahan sarveshwar bhagwan hai aur unka darshan karate sab log wahan pith wale karate bade achhche lok dharak kar rahe the.
maine kaha mujhe bhi kara de. To us samay maharaj ji mein ye sab nahi tha. Shishya bhav aapke jaise sab shishya hain. Aise sab bhav the. Tab maharaj unhone thoda sa aise kaha ki kya dekhoge dekh sarveshwar bhagwan mein ji isiliye main ye aaya ki jahan sarveshwar bhagwan hai ji pujari rone lage aur main rone laga ji ji pujari sharir isliye rone lage ki aaj talak main aapse wo nahi ki main koi atmasakti kar raha hoon. Aa nahi bhagwan apne daso par kripa karke divya anubhuti karate rahte hain. Dekha to pratyaksh samay ji Shyam hi chunri hai.
ji aur Shyam hi varn hai. Ji Shyam hi nath hai. Ji aur Shyam hi bilkul param satya. Ismen ham koi sanshay nahi man rahe sanskar ji shringar ji ji parantu is tarah se dekha mere ji ji ji ye kya ji aapko sukh pahunchane ke liye do hai nahi shri Harivansh sureet sunaun shyama Shyam ek sang chhin kab antar hoi pran su ek de hai doi to kabhi Shyam rang shyama rangi shyama ke rang Shyam prabhu ne aapko ye anubhav karaya ki main do nahi hoon gopal sahasra naam mein likha hai ji aur tej ji Shyam tej sama ji to ye prabhu ne kripa karke anubhav karaya ki main do nahi hoon ismen Priya
jo hai aur rang mein Shyam jo hai isliye anubhav karaya ki main ek hi hoon ye bhav janta hi nahi tha us samay ki kaun Shyam hai kaun shyama hai us samay ji ek prabhu jignyasa lekar ke ji aur aaya ji ki akhand mandalakar vyaptam charachar tat padam darshitam tasmai shri guruve to iska bahut bar vichar hota thaand mandalakar vyapt characharam sab jagah charon aur charan mein sab jagah vidyman hai ji ek hi shlok hai Gurudev bhagwan ki vandna ka brahmanandam param sukhdam kevalam gyan murtim dhyan rakhna kevalam jo akhand mandlakar hai kevalam gyan murtim dwandateetam gagan sadsam gagan sadsam tatv masyad laksham ekam nityamm Vimal achlam sarwadhi saksheebhutam bhavateetam trigun rahitam sadguru tam namam Swami wo sadguru swaroop charachar mein vyapt hai.
lekin jo charachar mein vyapt hai wahi kripa karne ke liye murtiman hokar hamare samne baitha hai. Wo tatv rup mein charachar hai. Lekin tatv rup mein hamara kam nahi ban sakta. Hamen pragat rup chahiye. Isliye pragat rup mein wo vartman mein hamare samne hai aur tatv rup mein charachar mein gagan sadsam jaise akash sarvatra vyapt hai aise gagan sadsam aur ekam nityam nitya hai guru koi marne wale nahi nityam Vimal achlam sardhi sakshi bhutam samasth bhauton ke jo charchar hai uske wo sakshi hai Gurudev bhagwan ab prabhu main yahi janna chahta tha ki tark nahi ji kya aap virajman hain yahan ji aap yahan virajman hain ji yahan ji aur log kahte hain ji mera jawab ji ki maharaj ji ki kiya theek nahi hai ye ji parantu mera yah manna hai ji aur main swayam bhi is baat ka anubhav kar chuka hoon ji ki aapke dwara kisi ka kasht katne ke prarthna hui hai ji kisi ka kasht katne ke liye ye mera niji ji ji ji ye aap atmasyokti nahi hai ji ji aapne na jane kis jeev ke liye kis prani ke liye ji aapne ye anubhav ye prarthna ki hai ki ye theek ho jae bhale hi main bimar ho ji na jane wo aapko bhi yad nahi ho ji ji to iski wajah se log kahte hain.
parantu aapne dehabiman tyag karke jo sarvatra prabhu ka darshan karne ka jo aapne matlab sarvatra prabhu hai sab mein vyapt hai. Yah sandesh pure bhartvrsh mein hi vishv mein aapne diya aur mera aapse wahi ek nivedan tha ki jo maine anubhav kiya in charm chakshuon se chamde ke charm chakshuon se ki aap yahan virajman hai is sthiti mein aapki jeevtma isi sharir mein hai aur aapka swaroop prakash mein leen ho gaya ji ye kya leela hai? Ab maharaj ji sahi batave aapko aapse kuch chhupav nahi is khokhe ke andar ab wahi virajman hai ab jeev nahi virajman hai khokha ye hai ab matlab jab parkhi samne ho johri samne ho to ratan fenken mein koi dikkat nahi hoti ab keval khokha hai ye bahari jo aap dekh rahe andar pura sarwaraj unhee ka chal raha hai.
maharaj ji mere Gurudev bimar ho gaye the. Ji ye do minute ka hai. Ji anand aata hai aap jaise mahapurushon se maine kyon? Ye tino baten aap mein ghatit ho rahi hai. Ji kisi ka kasht leke swayam bimar ho jana. Yah mera niji anubhav hai. Ji prarthna karne se vyakti dusre ki bimari le sakta hai. Haan bilkul bilkul avashya avashya samarth purushan dwara ye dekha gaya hai. Nahi prarthna se prarthna swaroop mein hi ji bimari ana ji aur prarthna swaroop swaroop se hi bimari chali jana. Ji yah mera niji anuvad hai.
isse rakt, manja aur mans ke sharir se. To prabhu mere Gurudev bimar hai aur hospital mein edmit hai. Aaj is chij ko dekh ke mere ko halka sa ye rang hai. Is chij ko dekh ke mere ko wo drishya yad aaya. Aur sarweshwari jo hai inka drishya dekh ke mere ko wo ghatna yad hai to maharaj ji edmit hai aur pure akash mein ek pili si roshni aa rahi hai aur wo roshni itni badh gayi ki surya ka prakash vilupta ho gaya us roshni aur maine apne netr vikar man ke aise kiya sandhya vandan kar raha tha ki rajya ke niji daa puri sab surya dhak gaya aur usmen ek sone ka simhasaan prakt is sharir ka maharaj ji in char chaksu ka niji anubhav hai pustak padhne wali baat nahi to jo dekha mahapurush hai sone ke simhasaan jaise aap baithe aur sone jaisa sharir vidyman hai.
kam se kam 5 pheet choda lamba asan hai sone ka. Usse prabha nikal rahi hai. Avajen nahi sun rahi hai. Gaadi train train ki awaz lambi hoti sab chijon nahi sun rahi hai. Aur keval prakash aur wo prabhu wo mahapurush maharaj ji edmit hai. Maharaj ji ka dusra swaroop wahan jaata hai. Aur wahan jakar ke is mudra mein aise Padmasan laga ke aise maharaj ka 25 pheet niche wo ruk jaate hain. To mahapurush aise karte hain. Jaise batan dabate hi wo kya wo lift upar chali jati hai. Isi tarah se maharaj ji teen pheet niche jakar ke sthit ho jaate hain.
prabhu mein yahi meri jignyasa thi ki maharaj chhah sharir jivit hai aur unke paas jo gaye ji mere hi Gurudev ke swaroop mein aur wo ishara kar rahe hain. Main dekh raha hoon ji to niche wale kaun the aur upar gaye to kaun the maharaj ji mahapurushon mein bhav swaroop ki ek deh hoti hai jaise sthul deh sukshm deh aur karan deh to sthul deh mein to niche wale maharaj ji dikhayee de rahe the jeevtma vidyman hai haan bilkul vidyman rahegi aur jo swaroop hai hamara swaroop jaise is samay ham aapse se baat kar rahe hain to purush sharir mein baat kar rahe hain.
lekin ham is samay shri ji ke samip hai. Antar ki tumhen bata raha hoon. Apni ladli jo ke samip dasi rup mein hai. Aur wo swaroop dikhayee nahi dega. Lekin sahachari bapur se ham apni swamini ke samip hai. Apni praneshwari ke nazdik hai. To hamara jo bhav deh hai wo nij swaroop mein hai. Lekin ham aapse baat bhi kar rahe hain. Jaise pragat dekhne mein saiya par soya hua hai aur jeevtma hoti hai lekin dusra sharir wo karke swapna mein hota hai na wo mara aur swapna wala bhi sanchalit dikhayee deta hai lekin wo swapnik hota hai bas theek ishare se itna ham bata dete hain ki sthul sharir ke cheshta yukt hote hue vidyman wo sukshm swaroop se bhav deh ke dwara wo aap koi bhi darshan kara sakta hai.
jab yog ki siddhi mein kai rup dharan kiye ja sakte hain to prem siddhi mein kaun si durlabhta hai? Ye ye prem siddhi Gurudev ki achanak hua unka prem tha. Yahi maharaj bahut aaj kripa hui. Bhagwan ne sant samagam diya. Lao prasad lao bachchha prasad lao. Are maharaj ji maharaj aaj saubhagya aapke darshan par kripa karte rahiyega jabdas ke pichli bar bada kasht hua shri Rajendra das ji maharaj padhare milne ke liye to logon ne kaha ki maharaj ji aap jake milo Premanand ji maharaj ji se aur unka sharir ka koi bharosa nahi maharaj ji ke lakshan mere man mein maharaj ji aisa nahi aaya ki maharaj ji is dhara dham ko chhod ke jaenge bachchhe ne kaha maharaj ji aap mil lo bharosa nahi hai mera man nahi kar raha jab maharaj ji mujhe darshan bhi denge main unse milunga bhi vartalaap bhi hogi ho gaya idhar se kya?
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…