hanuman tekri se padhare santajnon aur pujya maharaj ji ki naam-mantr par vishesh charcha
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
aao maharaj aao aao santo santo ko upar swasthya maharaj ji kaisa swasthya kaisa hai maharaj ji kripa hai aapke shri charnon ki kripa hai sab santo ki kripa hai ane mein to beech mein ane chahte rahe lekin koi ham intazar karte rahte hain ki jab sant mandli ikttha ho jaegi to maharaj ji linke aa jaenge sabke darshan ho jaenge maharaj ji maharaj shri ka ye prashn hai ju jambu se padhare maharaj ji hare Ram raj maharaj ji bade sadhak praveen hai sabse pehle maharaj aapke sharan mein sashtang dandvat maharaj ek prashn ye hai ki imandari se main sadhu kaise ban sakun imandari se main sadhu kaise ban sakun ham bahut sundar baat kahi sadhuta ek mere bade bhai the sadhu banna hai to imandari se banna.
bade bhai ne kaha tha sadhu banna hai to imandari se banna. Pahli baat to maharaj ji yah bina sadhu sang ke sadhuta aa hi nahi sakti hai. Koi bhi sadhan kiya jae usmen aham ki pradhanata hoti hai. Aham karta bhav ki pradhanata hoti hai. Karta bhav ki pradhanata hone se vimudhta jati nahi hai. Ahankaar vimudhatma karta manyate to jab tak karta bhav nahi jaega aham bhav nahi jaega tab tak sadhuta nahi aati hai parukh vachan ati dusha shravan sun teh pavak na dahongo parhit nirat nirantar man kram vachan nem nibho kabahu kaho ya raho shri Raghunath kripalu kripat te sadhu swabhav gongo yah jo hamare andar titaksha hai, sahenshilta hai.
sadhu ka sabse bada gun bhagwan kapil dev ji ne pahla gun bataya. Titwah karunika titwa sahnseel isi mein puri sadhuta aa jati hai. Sahnseel aashay udaar dhiraj sahit viveki vivekvan dhairyvan aur dhairyvan use kahte hain jo jnendriay aur rasd ke veg ko sah le. Jnendra rasd ke veg ko sahne wala dhairyvan aur bhagwan ke premi janon ke aashray se sab sadgun aa jaate hain. Yadi Gurudev ka aur bhagwat premi mahatmaon ka sang hai to sadhuta aa jaegi. Nahi to bhajan karne se bhagwan mil sakte hain. Lekin uddandta nahi jaegi.
sadhuta nahi aayegi. Jaise Chitraketu ne bhajan ke bal se bhagwan sankarshan se vidyadhar ki padvi prapt ki aur viman prapt kiya lekin udandta nahi gayi. Viman par chadhe chadhe devdhidev mahadev ji ke samip gaya. Jahan sanakaad utar ke hath jodkar baithe hain wahan viman par chadhe chadhe aur bhagwan shankar se kah raha hai ki ek grihasth purush bhi apni patni se mariyada se milte hain aur aap devdhidev mahadev hokar jagat guru hokar sabha mein apni patni ko vamang mein virajman kiye mata ji ne kaha abhadr drishti rakhne wala jato Rakshash yoni ko prapt ho to vrittasur ke rup mein wahi Chitraketu to dekho uchh padvi ko prapt ho gaya lekin wo dandta nahi gayi sadhuta nahi ai param vaishnavacharya bhagwan shiv jo abhed hai jo ardhanareshwar bankar swayam dikhaya ki wo Parvati ji aur shiv abhed hai unmein bhed drishti karke aur aise aise vachan bole to isse yah pata chalta hai ki yadi sadhu sang mile bhagwat premi mahatmaon ka nirantar sang mile to sadhuta hamare andar aa jae aur dusri baad bhagwan ka jo param pavan naam hai wah jab hriday mein chalta hai to sab santo ne iska rasaswadan kiya hai aur sari devi sampada naam mein virajman hai.
sare bhagvatik sadgun naam mein virajman hai. Bhagwan ko adhin karne wale sadgun naam mein virajman hai. To jab nirantar naam chale aur sadhu sang ho do baten hain. Sadhan ko hari bhajan hai aur kah satsang sahai sahayata sadhu mahapurushon ki aur sadhna hari bhajan ki to nirantar bhari bhajan ho aur santo ka sang ho sant charanamrit charan raj vachnamrit ka sevan ho to sadhuta apne aap aa jaegi bina mahtad rajobhishekam ke ye sadhuta nahi ane wali chahe koi vidvan ho jae chahe koi bahut tapasvi ho jae chahe jitna jitendra ho jae par sadhu taa ana bahut kathin hai.
yah sadhu ke sang se hi aayegi. Bina sadhu ke sang aur naam jap kiye sadhuta nahi aa sakti hai. To ham nirantar naam jap karen aur santo ka sang akhiri jeevan tak bhagwan se mangte rahe ki he nath aap kripa karke apne premi janon ka sang dete rahie. To sadhuta unke darshan se aati hai. Unke sambhshan se aati hai. Unke sang se ane lagti hai. Ji. Accha ji jo guru pradatt hota hai jaise chhah akshar ka aath akshar ka ya 12 ya 16 akshar ya 18 dastv ke liye hota hai kalyan ke liye Ram naam hi samarth hai lekin ab hamen bhagwan ka sakha banna hai ab hamen bhagwan ke dastv mein jana hai ab hamen bhagwan ke sakhi banne agradas nabhad sakhie sab Ram Sita ki to ab hamko sampradayacharya ke dwara pradatt mantr ki aradhna karni padegi to hamara jo bhav hai us mantr ke adhar par Ram ji ki sakhi bhav aayega.
Ram ji ka sakha bhav aayega. Ram ji ka dastv bhav aayega. Ham jo bhav karna chahte hain wo bhav acharya pradatt mantr ke dwara hoga. Meri samarth nahi ki main apne ko bhav deh mein pahuncha sakun. Bhav deh mein pahunchane ke liye mantr hai. To jo gurujanon ne mantr diya hai us mantr se bhav deh ki rachna hoti hai. Dasy bhav ki, sakhya bhav ki, vatsalya bhav ki, kanta bhav ki, sahachari bhav ki. Lekin naam ye naam kalyan kar dega. Ye naam bhagwat prapti kara dega. Lekin bhagwan ka dastv bhagwan ka sakha bhav bhagwan ka sah iske liye acharya prakt hue.
aur acharyon ne jaise agradas abha sakhi ye sab Ram Sita ki sahachari bhav se upasna hai to alag-alag jo bhav ki upasna hai us bhav ka mantr hai aur us mantr ke japne se hamare andar bhav deh ka jagran hota hai aur bhav deh ke dwara hi ham bhagwan ka sevan kar pate hain. Pradhanata kiski rakhen maharaj ji naam ki rakhen ya jap mein? Haan iske liye baat ye hai ki jab hamara sharir pavitra ho tab ham guru mantr ka jap karen aur jab hamara sharir apvitra ho jaise shauchalay bathroom ya anya kahin hamen lag raha hai ki vatavran to ham naam ka jap karen nahi to nirantar mantr ke jap ka abhyaas karen.
jo guru mantr mila hai uske jap ka abhyaas karen aur apvitra dasha mein bhagwan ke naam ka jap karen. Maharaj ji kafi sare sadhak kyonki aapki vani bahut lakho karodon sadhak sunenge. Maharaj ji kaphiyon ki ruchi naam mein zyada hoti hai to wo kahte hain ki ham 11 mala ya guru prdat ek sankhya ka jap karne mantr Radha naam theek hai bilkul agar Gurudev ne kaha 11 mala guru mantr hona chahiye to 11 mala guru mantr ke kar lo aur har samay naam jap karo maharaj ji jo mantr se bhav banta hai aur mantr jisne nahi liya hai athva mantr mein ruchi nahi hai to naam se bhav nahi banega wo bhav nahi ban payega mantr haan wo bhav nahi ban payega.
yah to matlab hriday ki dridta se kahte hain. Bhav mein parivartan aaya. Jab Harivansh mahaprabhu pradatt nij mantr ka jap hua to ye thesak ane lagi. Main shri ji ki dasi hoon. Main shri ji ki sahachari hoon. Ye isiliye acharyon ne mantr banaya hai. Acharyon ne isiliye guru mantr banaya hai ki ham bhav deh ko prapt karne ke liye guru mantr ki prapti. Aap Ram Ram japiye aur aap dekhiye aur chahiye aap ki hamen bhagwan ka sakhya bhav chahiye. Hamen bhagwan ka das chahiye to aapko zabardasti us mantr mein le jaya jaega aur wahan tak pahunchakar aapko mantr japwaya acharya bhi mil jaenge aapko sab vidhan ban jaega sab vidhan bal jaega ye pakki baat hai ye pakki baat hai janm se ho sakti hai maharaj ji bhagwan ke sakshat ek janm mein ho jaegi ek bar ek kisan jo hai hal jot raha tha to ek aadmi ne pucha ki ham station kitni dur hai to unhone bataya ki thoda dur hai.
to bole kitni der mein pahunch jaenge? Wo kuch nahi bola. Bole kitni der mein pahunch jaenge? Kuch nahi bola. Wo bhag para. Bole bhaiya 20 minute mein pahunch jaoge. Bole pehle kyon nahi bataya? Bole chal nahi dekhi thi. Samjh rahe hain na? To maharaj ji hamne chal nahi dekhi isliye ham bata nahi payenge. Kisi jal mein to agar chal dekh le to pata chal jae ki aapki chal kya hai dekho chal bhagwan se milan ki chal kya hai rud suram rajan Krishna darshan lalsa bhagwan ke liye jo rona aa jae Kabira hansna chhod de rone se kar priti bin roye kin pya prem pyara Ram Ram Ram kahe aur aansu bahe aur hriday hriday pukare ki thakur ji kab miloge aap hriday aisa bhookh se vyakul ho jae thakur ji ke darshan ke liye ki jaise bhukhe aadmi ko kuch suhai nahi deta aise aur kachu na suhaye tin ko jugal seva sukh pagi yugal
sarkar ki prapti ke liye hriday lalak pare ro pare vichlit ho jae kuch accha na lage nahi khanpan te bhave hai nahi komal vasant suhave hai sab vishay lage te khara hai hari ashik ka mag nyara hai to phir bataya ja sakta hai kisi janm mein ho sakti hai aur dusri baat yah hai sadhan paksh aur ek hai bharosa agar dridh bharosa tumhare hriday mein ho gaya kisi janm mein bhagwan ki prapti hogi to pakka bhagwan ki prapti hogi kyonki bhagwan kabhi bharosa nahi todte aur bharosa hoga bhi nahi agar hamara sadhan theek nahi chal raha to hamare andar aayega ki andar hi aa jaega.
kam nahi banega aur nahi to thesak se kah sakte hain ki is janm mein hamen shri ji ki prapti hogi. Kyonki wo andar aa jaata hai na to ki ab hamara kam ho gaya. Ab hamen shri ji ki prapti haras hanuman ji ab manti haras javal te aaj dekh ho param haan ye mukhya to yahi hua hai ki acharya sampraday puran paddhti aur gurujanon mein nishtha ho tab bharosa bane bhagwan haan bilkul bilkul bilkul bina bina acharya ke hamen lagta hai ki bhav sambandhi vishay kalyan to ham kah rahe hain koi ghor papi bhi aur Ram Krishna hari bolegaa to kalyan to garantti hai ki ek bar bola hai Ram Krishna hari ek bar yah bhari padega narak hisaab mein nark ke hisaab mein ek naam bhari par jaega aur kalyan to naam japne se param mangal param ho jaega lekin bhav desh se Siyaram ji ki seva mein jana ya radheshyam ji ki seva mein jana is par sanshay ye to acharya parampara ke dwara jo prapt updesh hai mantr hai bhav sadhna uske dwara hi hoga.
naam jap aap karo chah karo aapko acharya mila dega, mantr mila dega, sab karva dega. Haan bhav nahi ban payega. Haan bhagwan ki seva mein jana bahut kathin baat hai. Bhagwan ki seva milna bahut kathin baat hai. Aur wo jab guru pradatt mantr japte japte uska abhyaas ban jaata hai to jaise kahte hain na ki asauch avastha mein ityadi to kaise uska nidan usmen jaise ab ham kai bar apni baat batayen. Smaran hone lagta hai to to us samay jahan smaran aaya ki ham soch mein to ham rok dete hain. Koi aparadh nahi hai. Lekin ab jaise ab chal raha hai aur ek din smaran ke ham to soch mein hai to use turant rok dete hain aur phir naam chalne lagta hai.
sitaram sitaram apna naam chalae Siyaram Siyaram Siyaram apne aap jo chal raha hai dekho ye keval sadhan hai. Siddhvastha mein mal lapete pare. To yah keval sadhan kal ki baat hai aur paripakva avastha ke liye phir yah sab baten hat jati hai. Usi ko adhurti sthiti kahte hain. Apvitra pavitra vavastha ya smare pundri kaksham savabhyantar suchwa abhyantar donon se param pavitra bhale mal mein para ho kyonki wo bhagwat swaroop ho chuka hai. Ab wahan tak pahunchne ke liye agar ham pavitra ka nirvah nahi karenge to kama aadi dosho ko avsar mil jaega aur wah ham par havi ho jaenge.
isliye ham pavitra bhojan, pavitra sharir, pavitra vihaar, pavitra aacharan to usse hamari jo sharir ke prati mamtv buddhi hai ye nasht ho jati hai. Sharir se jo ham pavitra rakhte hain usse hamari mamtv buddhi nasht ho jati hai. Sharir se vairagya ho jaata hai aur bhagwan mein anurag ka saubhagya prapt hota hai. Isliye sharir se vairagya ke liye sharir ko pavitra rakhna ati aniwarya hai. To jab kabhi aisi sthiti mein mantr chal pare to jahan ham savdhaan ho to phir ruk jae. Achman aadi karke pavitra hoke hi guru mantr ka jaap karen.
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…